*************************************
टीईटी अभ्यर्थियों को झटका चुनाव आचार संहिता के कारण नहीं हो सकेगी शिक्षकों की तैनाती
( Shocking News for TET Candidates : Joining/Posting of new PRT Teachers is not possible due to Election Code of Conduct)
एक करोड़ से अधिक फॉर्म पहुंचे डायट, स्क्रूटनी में ही लगेंगे हफ्तों
कुलदीप इलाहाबाद। चुनाव से पहले प्राइमरी स्कूलों में नियुक्ति की उम्मीद में रात-रात भर लाइन में खड़े रहकर फॉर्म जमा करने वालों को जोर का झटका लग सकता है। विधि विशेषज्ञों ने शासन को सलाह दी है कि चुनाव आचार संहिता के कारण शिक्षकों की नियुक्ति नहीं हो सकती। चयन प्रक्रिया पहले से चल रही है इसलिए उप पर रोक नहीं लगेगी लेकिन जो हालात हैं, जिलों में लिस्ट फाइनल करने में ही चुनाव गुजर जाएगा। दो दिन पहले लखनऊ में डायट और सर्व शिक्षा अभियान अधिकारियों की संयुक्त बैठक में यह तथ्य सामने आया कि विधानसभा चुनाव के परिणाम घोषित होने से पहले नियुक्तियां नहीं हो सकती और तब तक सभी जिलों में चयन की सूची फाइनल न हुई तो आगे का फैसला नई सरकार पर होगा। हालांकि बैठक में चयन प्रक्रिया को लेकर कोई नया फैसला नहीं हुआ। अधिकारियों का कहना है कि चयन प्रक्रिया चलती रहेगी लेकिन परिणाम पर रोक लग सकती है। हालांकि परिणाम निकलने की स्थिति बनेगी, इसी में संदेह है। चयन प्रक्रिया से जुड़े सर्व शिक्षा अभियान अधिकारियों का कहना है कि प्रदेश भर में एक करोड़ से अधिक फॉर्म पहुंच चुके हैं और नौ जनवरी तक जाहिर है यह संख्या बढ़ेगी। हाईकोर्ट के निर्देश के बाद लगभग 15 हजार अभ्यर्थियों ने यूपी बोर्ड में परिणाम संशोधन के लिए आवेदन किया है। इन अभ्यर्थियों के परिणाम सात जनवरी तक जारी हो सकते हैं। ये अभ्यर्थी भी अन्य जिलों से आवेदन करेंगे। अफसरों के मुताबिक ज्यादातर अभ्यर्थियों ने 40 से 45 जिलों से आवेदन किया है। जिन जिलों में 50 हजार या अधिक फॉर्म पहुंचे, वहां स्क्रूटनी में ही दो हफ्ते से अधिक लग जाएंगे। स्क्रूटनी के बाद उन पर आपत्तियां और उसके संशोधन के लिए वक्त देना होगा। फिर काउंसलिंग में हफ्ते भर से अधिक लग सकते हैं। यानी नौ जनवरी को फॉर्म जमा करने की तिथि खत्म होने के बाद भी स्क्रूटनी होने लगे तो भी वक्त पर पूरा होना मुश्किल है। बैठक में शामिल निदेशालय के एक अधिकारी ने नाम न छापने की शर्त पर कहा कि जो हालात बन रहे हैं, नियुक्तियां अटक सकती हैं।
News : Amar Ujala (03.1.12)
ab farm ki date to nahi badhegi councelling hogi ya wo bhi nahi hogi plz tel me??????
ReplyDeletemuskan ji ne sahi suggestion diya hai ki centralized councelling hi ek aasan rasta hai
ReplyDeleteab nhi hogi, tet merit se bharti,
ReplyDeleteelection baad badal sakta hai iska prarup.....
ab academic se he banegi merit, sahi kaha poornima ne ki tet se merit nhi banegi,
ReplyDeleteor isme vasie bhi bht se ghitale hone lage hai....
kya kaha ab nhi banege tet se merit kyooo....
ReplyDeletehaaa maine bhi diet walo se confirm kiya tha vo bhi yhi bole rhe thai ki ab mushkil hai tet se merit bannaaa.......
ReplyDeleteBharti nahi hogi .nai sarkar ane par puri prkriya band ho jayegi. Agar hogi to tet se nahi hogi.
ReplyDeletehaa yar ab tet se nhi hogi merit par selection, ab hogi he nhi..............
ReplyDeleteBahut Khush Na hoiye Agar TET se merit nahi bani to Vacancy cancil hogi aur kuchh nahi hoga. Aur B.Ed waale prt teacher banane ki to bhool hi jao....
ReplyDeletechunav se pahele counceling k koai chance hai kya?
ReplyDeleteTum logno ne aaj ka amar ujala nahi padha kya
ReplyDeleteusme likha hai ki 2 din pahle lucknow me basic edu.dept.ki baithak hui jisme adhikario ne bataya ki chayan prakiya me koi change nahi kiya gaya hai,par diet par form ki sankhya lakho me hai jisse bharti me samay lag sakta hai
yani bharti tet merit par hi hogi par ab 31 tak chayan pura nahi ho payega,isliye hi ncte se june tak ka samay manga gaya hai
kaise pata ki merit tet ki nahi banegi????
ReplyDeletetu chutiya ka chutiya he rhega, chala teacher banne, amar ujala phir se pard lai, usme likha hai ki election baad hoga, lekin new goverment is ko chang bhi kar sakti hai...
ReplyDeletemean tet se merit nhi banegi
Ab to koi in qu. ka answer dedo abhi tak kisi ne try v nahi kiya come on acadmic suporters
ReplyDeleteAcadmic Suporters meri baat ka jawab do one by one..
1. Unaka kya jo 2000 se pahle 10th 12th kiya hai jab marks kam milte the???
2. CBSE, ICSE aur UP Board K marks ko kaise differentiate karoge????
3. PVT. College aur gov. college se B.ED. Pass ladkon k marks me difference hota hai isaka kya jawab hai? Jabki gov. college k ladke High rankers hote hain entrance exam me?????
4. Abhi jaanch chal rahi hai to bahut se farzi marksheet k candidate hain aise candidate k liye kya kahoge????
5. Agar acadmic achha hai to TET qulify kyon nahi hua???? Aap kah sakte ho ki kuchh confusin ho gai ok but donon paper(PRT & Junior Level) me aisa nahi ho sakta isaka matlab hai ki aap k junior level me achchhe marks honge so wait kariye junior level vacancy k liye.
6. Kya Aapko nahi lagta Ki TET me sabko barabar ka mauka tha????
Amar Ujala Aur India Tv k News ka bharosa na karen....
ReplyDeleteJo log kah rahe hai ki bharti tet merit par hogi wo is link par ja kar padhe
ReplyDeletehttp://www.facebook.com/pages/Uptet/306045222745385
TET per nahi hui to bharti hi nahi hogi..
ReplyDeletebhawana@ jo 2000 se pahele pass hai o abhi tak kya ool chhil rahe the???
ReplyDeletegov collage me b.ed. me mera 509/700 and pri. 280/300 hai bina ek chauvanni kharch kiye o v uday pratap collage varanasi jaise mahsahoor collage se ! tet me jabasdust dhandhali huai hai gorakhpur mandal me v ! aaj ka amarujala gorakgpur dekhe!
Bhawna ji mai apni bhawna ko samajh sakta hu,aapke academics ke marks kharab hai isliye apko dar lag raha hai ki aapke hath se naukari chali na jaye,par chinta mat kijiye jitne bhi farzi academics wale the wo tet me fail ho chuke hai,ab academics me jayada fight nahi hai aur second div.walon ko bhi job mil jayega,ye mai nahi diet ke principal kah rahe hai
ReplyDeletemaire 145 marks hai tet mai, sc art se kya maira selection ho payega...
ReplyDeletedosto merit acd. se hi banegi aiske liye hc me writ pad chuki hai! jaisa ki court ne khud kaha tha ki tet ko merit banane me koai problem nahi hai lekin yadi usme dhandhali na hua ho! ab to dhandhali ko base bana k dubara writ pad chuka hai aur faisala ---- jo sahi hona chahiye wahi milega!
ReplyDeletebhawna ji kya girl ke name se quetion puch rhi hoo, apne real name se quetion karo, to hum jawab dai apko...
ReplyDeleteji ab to thik hai ab batao phir...
ReplyDeleteChutiyapai bhai 145 gen.ka muskil hai,par sc ka ho sakta hai,aap kam se kam 50 jilo se jarur apply kare
ReplyDeletebest of luck
145 wale sc ! ab aise bhool jao kyo ki merti 10+2+3+b.ed. ka banega!
ReplyDeletemaire tet mai 149 marks hai, sc, science. kya maira selection ho jayega..
ReplyDeletemaine 65 dist mai form bhej diye hai..
koi batao main bht pareshan hu...
kya koi mujhe bata sakta hai, ki agar academic se merit banedi, to 10+12+b.a+b.ed to kitne par merit ruk sakti hai....
ReplyDeletekya koi mujhe bata sakta hai, ki agar academic se merit banedi, to 10+12+b.a+b.ed to kitne par merit ruk sakti hai....
ReplyDeleteab tet me 150 marks se niche walo ka koai chance nahi---- anil sant
ReplyDeletekya koi mujhe bata sakta hai, ki agar academic se merit banedi, to 10+12+b.a+b.ed to kitne par merit ruk sakti hai....
ReplyDeletePriyanka ji apka ho bhi sakta hai,kyoki aap sc se hai,aap un jilo se jarur apply kare jahan seaten 6000 se jayada hai,
ReplyDeletebest of luck
agar mulla mulayam cm ban gaye to tet gai bhand me!
ReplyDelete@ Baruta 2000 se pahle agar aapne exam diya hota to aapke 10-15 % kam hote... aur aaj koi aapko ghas chhilane wali baat kah raha hota...
ReplyDeleteAur maine aapke jaise mahan acadmic holder(TET jaisa paper clear nahi hua) k liye qu. nahi poochha hai in general jo hota hai usake baare me poochha hai....
Ab sansodhan ka samay nahi hai sasodhan to ek hi hai B.Ed waale prt teacher nahi ban sakte
ReplyDeletems bhawana@ a baruta tet 113 marks k sath clear kiya hai ! per kya hai na education dep. me acd. base per selection birasat me mila hai pahale v hoata tha aaj v wahi hoga!
ReplyDeletekya koi mujhe bata sakta hai, ki agar academic se merit banedi, to 10+12+b.a+b.ed to kitne par merit ruk sakti hai....
ReplyDelete10+2+3+b.ed par kitne par aoyegi merit phir bataoo...
ReplyDelete@ Baruta Mujhe koi ferk nahi padta tet ya acadmic se but vacancy cancil na ho jai isaka der hai...
ReplyDeletebut TET is better
sab banenge hc zindabad !! 2004 me btc k liye exam hona tha lekin selection k base ko lekar wah vacency fans gai baad me high court ne kaha ki merit per selection karane me bahut kam dhandhali ya na ka barabar chance hote hai fir 2009 me usi vacency ko merit base per bhara gaya,,, koai shak ms. bhawna@?????
ReplyDelete5 saal wait nahi kar sakte jo hona hai abhi ho jai...
ReplyDeletemujhe v koai fark nahi padane wala kyo ki tet 113 aur b.ed. tak ka kul mila k 264 (obc art) fir ham lad kyo rahe hai????? jab kisi ko koai problem nahi hai. dusari baat agar acd. me farziwada hua hai to tet v me usse kam farziwada nahi hua hai aisa proff aap k samane hi hai!
ReplyDeletedosto sarkar ne election ke khatir fund jutana tha jo ab pura ho chuka hai ab kon si bharti kahan hi bharti koi bharti nahi hogi
ReplyDeleteDIET wale awedan ko culhe main laga kor roti bana rahe hain thandi main DIET main beth kar haath sek rahe hai
ReplyDeleteDiet wale hum per hus rahe hain ki kis tarah log bevakoof ban rahe hain. mayawti ne fund apne apne MLA main divide kar diya hai.Mujhe is lie pata hai ki main SP ke MLA ka Bhatiji hon
ReplyDeleteAgar academics par bharti hoti hai to bhi koi darne ki jarurat nahi hai,jitne farzi academics wale the wo tet qualify nahi kar paye hai,maine apne jile ke diet se pata kiya hai,jo form aa rahe hai usme academics marks jayada achche nahi hai,yani agar bharti academics par hoti bhi hai to har bar se kam cut off isbar har jile ka rahega
ReplyDeleteab nhi hogi tet se bharti....
ReplyDeletesutro ke hawale se mili hai khabar...
maire tet mai art/obc ke sath 145 marks hai or academic mai 95% average hai....
ReplyDeletekya maire selection ho payega....
pls koi bataoooooo.............
maire tet mai art/obc ke sath 145 marks hai or academic mai 95% average hai....
ReplyDeletekya maire selection ho payega....
pls koi bataoooooo............
maire tet mai art/obc ke sath 145 marks hai or academic mai 95% average hai....
ReplyDeletekya maire selection ho payega....
pls koi bataoooooo............
kya koi bata sakta hai, ab kya hoga tet ka pls koi to bataoo....
ReplyDeleteKhushkhabri
ReplyDeletecounselling 31 Jan tak puri ho jayegi
niyukti patra June me milega
pakki khabr
Hello parul don't worry
ReplyDeleteprocess will be carry on
hello, prince ji maine 21 jilon se form bhara parantu 21 jilon ke farms me kewal draft ki fotocopy atach ki hai kyoki maine sabhi farm 19 dec. ko post kar diya tha. ab new adv. me farm ke sath aavedan ki fotocopy, dd ki fotocoy, speed post ki reciept ki photocopy tatha bank draft ke detail type kara kar bhejna hai. kya main farm dobara bhejun.
ReplyDelete20 avedanpatra me avedanpatra photocopy and draft detail nahi lagayi hai 23/12/2011 ko form submit kya hai aur avedanpatra ki photocopy bhi nahi hai
ReplyDelete20 avedanpatra me avedanpatra photocopy and draft detail nahi lagayi hai 23/12/2011 ko form submit kya hai aur avedanpatra ki photocopy bhi nahi hai but speedpost ki photocopy lagayi hai
ReplyDeleteye poornima kaun hai. bahut hoshiyaar banti hai tu news dobara pad.
ReplyDeletenaye sarkaar process change kar sakti hai lekin abhi tak koe change kiya nahi gaya hai.
tere 90 number honge tet mai tabhi uchhal rahi hai tu aur apne hisaab se news ka matlab nikaal rahi hai.
Bhai anil apko fir se form bharne ki jarurat nhi hai
ReplyDeleteaap ek application k sath speed post ki copy,mool avedan patr ki copy aur bank ka detail type krke 21 jilo me (jha pehle fill kiya tha) bhej de
ye dainik jagran allahabad me news this
Kripya afwaho pe dhyan na de aur khas krke amar ujala ki news pe
ReplyDeleteprocess will be continued nd selection base is tet
31 Jan tk counselling puri ho jayegi
Anil9424351965
ReplyDeletedobara form na daalna varna reject ho jayenge.
ek application likh k diet prachary k name, aur jo documents chhut gaye hain vo. speed post kar dena.
yadi academic per lena hai to 60% se niche walo ko form kio bharaya gaya hai......kia koi bata sakta hai ki 10th+12th+grad.+Bed mai high merit walo mai kitne diet mai ferji pakde jayege aur kitne deit se jail jayege plse kisi ko idea ho to bataye ...sarkar ne ander hi ander janch suru kar di hai
ReplyDeleteprince ki baat bilkul sahi hai.
ReplyDeletekeval official news per hi visvaas karen.amar ujala ne hi kaha tha ki last date 23 dec hai aur logo ne bina sansodhit vigyapti k form bhejne suru kar diye the. fir baad mai paresaan hote rahe sab.
kal 2 december ko kin logo ka result update hua hai ?
ReplyDeletenew cm kaun hoga???? andaza lagaye....
ReplyDeletePoornima ji plse ye pta kare jaha se apne tet per nahi hone ke bare mai pata chala hai ki deit per police to nahi hogi..plse poornima ji help me....from-ACEDEMIC HIGH MERIT GROUP GINDABAD
ReplyDeletebeta uday pratap Varanasi kab se sarkari ho gaya. kitni fees di hai ye batao. UP college is self financed college
ReplyDeleteaaj court me kuchh sunavai hone wala hai....
ReplyDeleteprince ji mere pass na to main aavedan patra ki photocopy hai aur na tho dd ki koi details hai jo maine main farm ke sath attach ki hai to mai kya karu.
ReplyDeletepiyush sabse pahale tu apani juban thik karo!! up collage added collage hai yaha ki fee rs. 2792/- hai ais baar 3192 ho gaya hai! aap gulab sir jo principle hai unse poochh sakate hai, ya fir sudha singh jo education ki hod hai unse pata kar sakate hai ! lagata hai aap k paas kafi purani janakari hai up collagae k bare me!
ReplyDeletenaved ji apni opinion b dijiye, aap ki bat par bharosa rahta h.
ReplyDeletekisi ne b.ed. me 10:15 se 4:15 tak daly class kiya hai? kis ke collage me b.ed. me 9 teacher (sare ayog se niyukt ho) hai, kisi k collage me ek v paisa extra nahi laga chahe pricaticel ho ya fir toor ya fir scoute! shyad kahi v aisa nahi hoga lekin mera collage aisa hai jaha ek v paisa extra nahi laga yaha tak ki tour ka bacha paisa jo 2500/- tha o v wapas kar diya gaya!
ReplyDeletejao baruta tum b niyukti le lo court me.
ReplyDeleteAbi ye jankari basic shiksha parishad ke pas b nai hai ki kb tk bharti hogi.
Parntu ye sure hai ki bharti t.e.t base pe hi hogi.
Mujhe kisi ko koi guarntee dene ki ki jaroorat nai.samay ane de sb samne hoga....
May se pahle sanshodhan sambhav nai
kis ke collage me teacher hi khud student ko paise dete hai file banane k liye?? mere collage me ek ladaka ka file thoda sa galat ho gaya maim ne kaha beta mere yaha sara kaam safai k sath hota hai file ek dum sahi honi chahiye 500/- lo aur dusari coppy coporetive se kharid kar sahi se likh k lana.
ReplyDeletei m doing my 10+2 from u.p. College graduation and b.ed. From b.h.u aur total merit 286 .aur t.e.t marks 127 roll no. 13002465.sansodhan me ek b no. Nai badha bt chahte hai ki tet se ho .kyun...
ReplyDeleteAcche teacher ho .kya sare log paise deke no. Badhwaye hai mere bhai
Ye jyada MERIT wale BTC me chale jao.....
ReplyDeleteaur ye kahan ka rule ki merit bane aur wo bhi 10th 12th ........
PRIMARY Education ki ye halat MERIT ne ki hai....
AATA-JAATA khuch nahi aur MERIT
280-290.......
JYADA HOSHIYAR HO TO TGT, PGT me jao,
JO MERIT me PRIMARY me job lenge wo hi JUNIOR me bhi.....
BAAPOTI HAI TUMARI
BHOOL JAO AUR NEXT TET KI TYAARI KARO
NAKALCHI.........
maire tet mai 149 marks hai, sc/ science se hu, kya maira name ao jayega...
ReplyDeletemaine 65 jilo mai bhej diya hai.. koi batayeee.........
maire 155 marks hai tet mai. 5 marks exyra mile hai,mujhe ....
ReplyDeletekya maira name ao jayegaa...........
main obc se hu, art se.......
Poornima aur rehman ji
ReplyDeleteaap hm logo se jyada number paye hai so aap school k chaprashi banne yogya hai
Kyo ki jyada no pana primary teacher k lie khatrnak hai
jai tet
prins kumar kasaudhan obc art 123
roll no 12020039
Ye jis ladki ne kaha hai ki uske tet me 149 hai majak kar rahi hai..149 to ho he nahi sakte..155 wala sach bol raha hai
ReplyDeleteDosto Merit to tet ki hi lagegi maine DIET se confirm kia hai..
ReplyDeleteAb aap apne mobile par bhi tet ki update le sakte hain..
Bas ek sms karo apne mobile se aur daily tet update apne mobile par lijie-
Msg kro-
JOIN TETupdate
And
send to
9219592195
always free
any one pls tell me ...maine 21 dec ko twenty distt.me form post kiye the.uske baad nayi advt aa gayi ki teen cheeje(1-jis distt me draft lagaya h us form ki photo copy,2-speed post ki photo copy.3-ek formet jis par draft ka discription ho) aur lagani h.to pls ab koi ye bataye ki form dubara daal de ya fir kya hoga pls koi bata de mujhe........
ReplyDeleteBreaking News
ReplyDeleteSarita Sukla ki pahli salry aa gai hai ... DIEt se pata kiya hai....
SATYAVADI HARISHCHANDRA
ReplyDeleteSATYAVACHAN, SATYAVACHAN PRIYE....
PAHILE TO MALLYUDDH HOVE KE CHAHI. AGAR AISE AISE LOG MASTER BAN JAYENGE TO DESH KA KYA HOGA.
sarita bhabi ne sabka bhala kiya
ReplyDeleteYAHN BHI NALAYK LOG AA GYE 150 SE KM NO H NHI H KISI KE....
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete