/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, April 14, 2012

Email By Blog Visitor reg. UPTET

Email By Blog Visitor reg. UPTET


---------- अग्रेषित संदेश ----------
प्रेषक: ravi kant trivedi <trivediravi12344@gmail.com>
दिनांक: 13 अप्रैल 2012 11:48 pm
विषय: regarding pil in sc
प्रति: Muskan Bharat <muskan24by7@gmail.com>


@ ALL

BHAI JAB KHARE JI KO PAISE DE KAR  SLP HO SAKTI HAI TO SC ME PIL KU NHI JABKI SAB KO PTA HAI KI PIL SE JALDI NYAYA MILEGA AGAR KAL PIL FILE HOTA HAI TO 7 DIN KE ANDER RAHAT MILEGI AUR AISA KEVAL IS LIYE NHI KI MAI DEENGE MAR RHA HU BALKI AAP NUPUR TALWAR KA CASE DEKH SAKTE HAI COURT NE UNKO EK HI DIN ME RAHAT DI HAI TO AB AAP LOG APNE NETA LOGO SE SAMPARK SAADHE AUR PAISE KI KOI KILLAT NHI HAI JAHA TAK MERE KO PTA HAI KI 3 LAKH HAI FUND PEHLE SE SO TO AB DER KIS BAT KI HAI 


HC PEHLE RN SINGH KO PHIR KHARE SAHAB KO AUR RAWAI COURT KA AISA HAI KI POOCHO NA HAMESA TARIKH PE TARIKH


AGAR SC ME PIL ME TET MERIT SE LAEKAR SARE POINT RAKHE JAYE TO 1 MONTH KE ANDER SAB KHATAM HO JAYEGA SC SAKT HAI RTE KE IMPLEMENTATION PE JABKI HC ME SHAYAD JUDGE PAGAL HO GYE HAI UNKO PRIORITY KA AADESH BHI NHI SAMAJ AATA HAI BHALE HI WO KITNA IMAANDAR HO LEKINB TAMAM SAARE CASE SE ACCHA HAI KI EK PIL SABHI MUDDO KO INCLUDE KARTE HUE 

JASE -
STAY---TET MERIT---TET KO RAAD KARNA AUR JITNE HAI SAB INCLUDE KARA KE FILE KARNE KA KAST KARE AUR AISA HAR JILE KE LOG APNE JILE KE NETA SE BOLE .

NITIN MEHTA JI TO GHAZIABAD SE HAIN UNHE TO AUR AASAANI HOGI WAHI SE DELHI JANE ME AUR VIVEKANAND JI BHI SAMAJH LE KI TET KE LOGO KO SC SE HI RAHAT MILEGI HC SE SC BHI NARAZ HAI FAISLE ME DERI AUR BHARSTACHAAR SE 

AB AAP LOGO PE DEPEND HAI AGAR PRAYAS NA KIYA TO ZINDGI BHAR PACHTAOGE AAGE CHALNE WALE LOGO KO JAGAO YE JIMEDARI AAP KI HAI KU KI YE FUTURE BHI AAP KA HI HAI..........


51 comments:

  1. मै सहमत हूँ की अब sc अपील ही एक रास्ता बचा है

    ReplyDelete
  2. मै सहमत हूँ की अब sc अपील ही एक रास्ता बचा है

    ReplyDelete
  3. bhai meri samajh me to ye aa raha h ki suprme court me case file kar dena chaiye sath ke sath lucknow me 18 ko ya 17 april ko ek santi puran ralliy pardarsn karna chaiye ye 18 tarik ki commete ky ly warning hogi aap logo ka kya khena h

    ReplyDelete
  4. Meri mano Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,Delhi chalo,

    ReplyDelete
  5. dosto hume supreme court me case file kar 17 ya 18 april ko ek visal railley nikalni chaiye lucknow me taki committe ky ly ek warning ho

    ReplyDelete
  6. maine kapil ke case ke kuch order pade hain ise app iss link
    par dekhsakate hain ..
    http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/StartWebSearch.do

    stay wale order se ye pata chalata hai ki...

    ISS ORDER ME COURT NE KAHA HAI KI AISA KAI MAMLO ME DEKHA JA RAHA HAI KI DISTRICT EDUCATION BOARD
    AUR EDUCATION BOARD ADHINIYAMO KE TAHAT KARYA NAHI KAR RAHA HAI JISSE ISS COURT KE SAMANE ANAWASYAK
    MUKADAME AA RAHE HAI.
    COURT NE PRATIPAKSHIYO KO 11.1.2012 KO YE EXPLAIN AUR JUSTIFY KARANE KO KAHA KI YE ADVERTISEMENT KIS PRAKAR SE
    ALL BSA KE BEHAFL PAR JARI KIYA GAYA HAI...
    TAB TAK KE LIYE STAY LAGA DIYA........


    isi prakar 11.1.2012
    ke order se YE PATA CHALATA HAI KI
    SARKARI WAKIL KE ANUSAR GOVT KO YE ADHIKAR HAI KI WO VIGYAPN JARI KAR SAKATA HAI
    LEKIN WO JIS GOVT ORDER KI BAAT KAR RAHE THE(27.9.2011 BY CABINATE) USME AISA
    KOI BH ORDER NAHI THA JO BOARD KO YE ADHIKAR DETA KI WO VIGYAPAN JARI KAR SAKATA HAI
    SARKARI WAKIL NE AUR SAMAY MAGA JISKE BAAD YE DATE AAJ TAK CHALI AA RAHI HAI



    in orders ko app http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/StartWebSearch.do
    pae case no dall ke dekh sakate hain

    ReplyDelete
  7. U are absolutely right i am agree with you. TET neta log jago varna dher ho jayagi.

    with love and regards

    Puneet

    ReplyDelete
  8. you are absolutely right and I am agree with you. Kindly wake up our UPTET neta logo.

    with love and regards

    Puneet

    ReplyDelete
  9. @RAVIKANT JI,

    PLEASE AP APNA YE BLOG TET MORCHA K PRESIDENT VIVEKANAND TAK JARUR PAHUCHYEN.

    THANX.

    ReplyDelete
  10. VIVEKANAND JI,
    PLEASE CONTACT TO ADVOCATE AND FILE A PIL IN SUPREME COURT AUR ISME JO BHI EXPENSES AAYE USKE LIYE MAI SABHI TETIANS SE ANURODH KARUNGA KI SAHYOG RASHI DEKAR HELP KARE.
    THANKS
    ANOOP PANDEY,
    ALLAHABAD

    ReplyDelete
  11. ~IMPORTANT NEWS~

    * Jin logon ne apni OMR SHEET par FLUID lagaya hei.....Ya


    * Jinki OMR ki CARBON COPY kho gayi...Ya..Uske goole nahi chape hein......

    * Wo CANDIDATES apni OMR ki copy R.T.I
    act k base par U.P BOARD se maang lein....

    * Taaki unko future mein koi PROBLEM na ho sake....

    THANKS.....

    ReplyDelete
  12. up govt ne 31 march 2015 tak ka sampy manga hai

    ReplyDelete
  13. I and my all friends agree with you. HC ka phaisala birbal ki kichari hai jab tak pakegi aade se jada log bekar ho jayenge agar hum sabhi ko jaldi kuch pana hai to aawasyak kadam uthana hi parega.

    ReplyDelete
  14. @ U.P. TET MORCHA,

    17-18 APRIL KO TETIONS KA STAND KYA HO.

    SARKAR KO CHETAWNI KAISE DI JAYE PLEASE DECIDE IT SOON.

    ReplyDelete
  15. Freinds main tet quilified score 121 marks hai, main faridabad mai ek private Co mai accounts manager hun,mare karibi mitra sc ke lawyer hain yadi aap sabh agree hon to me sabhi tetains ki aur se PIL kar sakta hun,mai aap logo ko apne karivi lawer se milva dunga,
    Email Id :dharmchand1980@gamil.com
    Mob : mob no 08860160721

    ReplyDelete
  16. क्या हमको कोई यह बतायेँगा कि हाईकोर्ट का निर्णय आने से पहले हम लोग सुप्रिमकोर्ट जा सकते हैँ?

    ReplyDelete

  17. Aaap Log -
    RTI ke tehat ek ek jaankaaree maang sakte hain :

    1. CM kee meeting ke baare mein - Minutes of Meetings,
    Proposals / Draft etc.

    Aur agar mamla gambheer hai , matalab kisee kee jaan khatre mein hai , koee upvaas / bhookh hadtaal par betha hai etc.

    TO jaankaaree aapko RTI act ke tehat 48 hours mein maang sakte hain

    ReplyDelete
  18. freinds I am also tet quilfied (121marks). I am very sad after facing that bad situation.I am working as a manager fnance in a Ltd Co.,My relative is a lawyer in sc,if all of you want to PIL in SC I supported you,any one leader come with me to fill PIL in sc.
    My imail id : dharmchand1980@gmail.com
    mob 08860160721

    ReplyDelete
  19. leadrs jago nahi to zindagi bhar sona padega!!!!!!!!!!!!!!!

    ReplyDelete
  20. freinds I am also tet quilfied (121marks). I am very sad after facing that bad situation.I am working as a manager fnance in a Pvt Co.,My relative is a lawyer in sc,if all of you want to PIL in SC I supported you,any one leader come with me to fill PIL in sc.
    My imail id : dharmchand1980@gmail.com
    mob 08860160721
    Roll no 03007152
    No 0121
    Add 1/930,Kamla Nagar,
    Kosi Kalan (Mathura)

    ReplyDelete
  21. freinds I am also tet quilfied (121marks). I am very sad after facing that bad situation.I am working as a manager fnance in a Pvt Co.,My relative is a lawyer in sc,if all of you want to PIL in SC I supported you,any one leader come with me to fill PIL in sc.
    My imail id : dharmchand1980@gmail.com
    mob 08860160721
    Roll no 03007152
    No 0121
    Add 1/930,Kamla Nagar,
    Kosi Kalan (Mathura)

    ReplyDelete
  22. GOOD AFTERNOON TO ALL TETIANS
    Kal 15april ko diet hapur me meeting hein 10:am.kyonki sp government tet ke vishay par ham logo ko gumrah kar rahi hein is vishay par aage ki ranniti ke bare me charcha hogi. hapur diet avom aas pas ke logo se mera vinamr nivedan hein ki adhik se adhik log kal hapur diet pahuchne ka kast kare.avom apne vicharo ke dwara aage ki ranniti se hame avgat karaye.
    TET SANGHARSH MORCHA HAPUR(PANCHSHEEL NAGAR)
    JAI HIND JAI BHARAT
    NEERJ- 9917515896

    ReplyDelete


  23. Aap log Police jaanch kee copy,

    Kin marksheets par fluid lagaya hai, kin roll numbers par aisa hua hai,

    kisee ke marks '6' se jyada to nahin bade , aur unke roll nos. kya hai

    ye sab jaankaaree maang sakte hai
    ------

    Public ke leeye , Public lagbhag saaree jankaree RTI Act ke tehat
    Maang sakte hain.

    Aur ye jaankaree koee bhee Indian Citizen maang sakta hai
    --------

    Agar kisee kee Jaan Khatre mein hai, ya koee serious matter hai to ye jaankaree aap 48 hours mein RTI ke through le sakte hain

    ReplyDelete
  24. DON'T MID BUT MUJHE LAGTA HAI K HAMARE LEADRS BHI GOVT & COURT KI TARAH SO RAHE HAIN & HAMARI MARNE P TULE HAIN... KISI KO YEH NAHI SAMAJH A RAHA HAI K GOVT KITNI KAMINI CHAAL CHAL RAHI HAI.. YADI AB DER KIYE SC JANE ME TO POORI LIFE RONA PADEGA"

    ReplyDelete
  25. DON'T MID BUT MUJHE LAGTA HAI K HAMARE LEADRS BHI GOVT & COURT KI TARAH SO RAHE HAIN & HAMARI MARNE P TULE HAIN... KISI KO YEH NAHI SAMAJH A RAHA HAI K GOVT KITNI KAMINI CHAAL CHAL RAHI HAI.. YADI AB DER KIYE SC JANE ME TO POORI LIFE RONA PADEGA"

    ReplyDelete
  26. freinds I am also tet quilfied (121marks). I am very sad after facing that bad situation.I am working as a manager fnance in a Pvt Co.,My relative is a lawyer in sc,if all of you want to PIL in SC I supported you,any one leader come with me to fill PIL in sc.
    My imail id : dharmchand1980@gmail.com
    mob 08860160721
    Roll no 03007152
    No 0121
    Add 1/930,Kamla Nagar,
    Kosi Kalan (Mathura)

    ReplyDelete
  27. are bhai koi ye to bataye ki akhir
    supreem court me kis point pe jana hai....

    ReplyDelete
  28. kumar ji
    point no 1.government is going to cancel the tet result.
    2.long delay by single bench of high count in decision

    ReplyDelete

  29. See another big news in my recent post.

    ReplyDelete
  30. 17 -18 april ko lucknow me vishal shanti march hona chahiye.leader plz order,is baar tet sena ka pradarshan bhari sankhya me hoga.

    ReplyDelete
  31. 1ST POINT TET CANCELATION KO LEKAR AUR
    2ND POINT VIGYAPAN ME BADLAW KO LEKAR HONA CHAHIYE.

    ReplyDelete
  32. DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI
    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    ReplyDelete
  33. हमारी समझ से जब तक हाईकोर्ट अपना फैसला नहीँ दे देता है, तब तक हम अपनी याचिका सुप्रिमकोर्ट मेँ नहीँ दायर कर सकते हैँ।

    ReplyDelete
    Replies
    1. सर जी,ये आपकी समझ है या फिर आपकी इच्छा

      Delete
  34. DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    DO OR DIE
    LUCKNOW CHALO BHAI

    ReplyDelete
  35. @Brajesh jee,

    Aisa nahin hai, iska matlab kahin case chal raha hai to koee apna adhikaar nahin maang sakta.

    Highcourt ka case sirf ek vigyapan ke mamle tak hai,
    Par
    PIL ke jareeye - aap apna adhikaar, janhit mein NCTE/RTE ke palan kee mang aadi bahut saare masle par
    apnee baat rakh sakte hain

    ReplyDelete
  36. blog editor ji pl send me your all drafts and all other matter in my mail mail so that i send it to my lawyer for further discussion

    My mail ID : dharmchand1980@gmail.com
    08860160721

    ReplyDelete
  37. @dharmchand jee,

    saara content mere blog par pada hai,

    jo aapko theek lage usko copy kar leejeeeye / print kar leejeeye

    Blog mein botoom par jayen - aur wahan par labeles hain - up-tet 2011, allahabad highcourt etc.

    Click karen aur jaankaaree collect karen

    ReplyDelete
  38. I recently discuss a lawyer for PIL in sc, he replied me PIL pehle HC me dakhil karo,kyonki mamla up se sambndit he,if result is no positive than PIL may be fill in sc

    ReplyDelete
  39. blog editor ji ham apne omr ki corbon copy rit act k through up board ya phir basic edu board me se kisse mange.apna rti application kis adhikari ko recieve karaye pls.detail me information de

    ReplyDelete
  40. yeh dharamchand ji galat rai kyon de rahe hain. ek niyamavali ke karan itni barbadi PIL solve kar sakta hain. SC bahut jald decision dega aur jahan tak gadbadi ka prashn hai to yadi fluid allow nahi tha to un logon ne kyun kiya. PUBLIC INTEREST LITIGATION ka matlab public ki bhalai ke liye SC kuch bhi decision de sakti hai.

    ReplyDelete
  41. sarkar baki upper primary ki vacancy kyun nahi bhar rahi hai. wahan to koi stay nahi hai aur koi ghotala bhi nahi hai (kam seat ke karan). kya jo log 5th pass kar chuke hain woh saae ke saare ab aage padna nahin chahte hain. wahan kisi ka koi dhyaan nahi ja raha woh bhi 1/3 vacancy hain. sarkar kyun chup hai. uska bhi PIL dalo sarkar kuch nahi kar sakti kyunki jo ek baar election criteria ban gaya hai woh change nahi ho sakta (Bihar HC). accha bhi hai kyunki jo log upper primary ko bad mien jin karenge woh jagah pahle khali ho jayegi.

    ReplyDelete
  42. See it :
    http://supremecourtofindia.nic.in/outtoday/sc736610.pdf
    Abhee mene isko dhyan se nahin pda hai, par lagt hai kee SLP high court ke kisee decison ko lekar kee gayee hai
    -------
    Saath hee mera ye kehna hai kee high court ka metter doosra hai

    Agar koee janhit yachika RTE ke rajya mein jald lagu karwane ke leeye daalee jatee to kya

    uske leeye highcourt ke advt. matter ka intjaar hoga
    ------
    Kya SC ne nahin kaha ke shiksha ka adhikar ek constitutional right hai,

    par jab yogya shiskhak bhartee (NCTE kee guideline janhit mein yogya shikshako ke leeye va RTE ko prabhavee roop se lagu karne ke leeye dee gayee hai)
    nahin honge to Shiksha ka adshikaar kanoo kaise lagu hoga

    Bahut saare pts hai jo janhit mein kahe ja sakte hain
    ----
    Kisee berojgar kee jaan chalee jaye/ uska parivaar etc.

    Jab Karnatak mein kisano kee halat bigdee, to SC ne PIL accept kee etc

    ReplyDelete
  43. ek PIL dalo upper primary ke liye aur dekho kamaal. PIL Neglected children ke liye daal sakte hain supreme court website (supremecourtofindia.nic.in/circular/guidelines/pilguidelines.pdf)

    ReplyDelete
  44. jo devaria mien death hui hai kya koi unka address, medical report etc uplabdh kara sakta hai aur PIL koi bhi file kar sakta hai chahe woh TET candidate ho ya na ho because it is for public. (((((((“When a petition is filed as a public litigation … the Court must satisfy itself that the party which has brought the litigation is litigating bona fide for public good. The public interest litigation should not be merely a cloak for attaining private ends of a third party or of the party bringing the petition … Even when a public interest litigation is entertained, the Court must be careful to weigh conflicting public interest before intervening )))))

    ReplyDelete
  45. ya phir PIL 2 lakh candidates (not personal but public) jo ki government ke ke utpiran se pareshan hain, iske liye bhi daal sakte hain.

    ReplyDelete
  46. Upper primary ki vacancy 50,000 se kam nahi hongi. RTI se malum pad sakta hai.

    ReplyDelete
  47. frnd mind ur language uski vajah se to sabi ko sabhi disst. Me form dalne ka mauka mila...galti to unki hai jinhone bhrashtachaar kiya or kayi baar nnuber change huye....

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।