अभ्यर्थी चिंतित हो रहे हैं की 15 जुलाई तक डेटा भेजने के बाद यह कब तक सही होगा , और उसकी क्या गारंटी
और फिर काउंसलिंग कब होगी
अगर डेटा ऑनलाइन सही करने को मिल जाये , और उसके बाद उसका प्रिंट आउट आवश्यक स्वप्रमाणित दस्तावेज के साथ डाइट को भेजा जाये तो समस्या
काफी हद तक हल हो सकती है ।
गलत लोगो को रोकने के लिए एक छोटी से ऑनलाइन पेमेंट / सेवा शुल्क 5 -10 रूपए का रखा जा सकता है और साथ में आई कार्ड ( पेन कार्ड आदि के नंबर आदि की डिटेल्स ऑनलाइन भरवा ली जाये ) की स्वप्रमाणित फोटो कॉपी लगाना प्रत्यावेदन के साथ आवश्यक कर दिया जाये ,
प्रत्यावेदन को स्पीड पोस्ट / रजिस्टर्ड पोस्ट से भेजने को कहा जाये
प्रत्यावेदन भेजने के एक दो दिन बाद स्पीड पोस्ट/ रजिस्टर्ड पोस्ट नंबर को भी अभ्यर्थी से ऑनलाइन भरवा लिया जाये
जब प्रत्यावेदन डाइट पर पहुँच जाये , स्पीड पोस्ट/ रजिस्टर्ड पोस्ट नंबर , पेमेंट , आवेदन
आंकड़ों को क्रॉस वेरीफाई कर लिया जाये और डाइट की तरफ से ऑनलाइन पुष्टिकरण कर दिया जाये
और भी कोई सुझाव हों तो ब्लॉग पर कॉमेंट्स के माध्यम से दे सकते हैं
Ek Nayee Samasya : Agar DIET / District mein Aapka Naam Show Nahn Ho Raha To Kaise Karenge Pratyavedan, is par facebook par ek posr charcha mein hai :-
C/P
सिम्मी पालीवाल
.
.
आज कन्नौज डाईट पर गयी
उनसे कहा कि मेरा डाटा आन लाईन नही हुआ नाट फाउन्ड बता रहा है। तो महाशय पान चबाते
हुये बोले , देखिये मेरे कम्प्यूटर में आपका डाटा फीड है । अब साईट पर क्यों नही है उन्हें नही मालुम
फिर मैने उनसे कहा मेरे तीन नंबर बढने हैं । तो इस पर कहा कि हम कोई भी सुधार तभी करेंगे जब आप
हमें साईट वाला प्रत्यावेदन पत्र दिखायेंगी ।
मैंने कहा साईट तो डाटा बता ही नही रहा वो बोले , आ जायेगा , हो सकता है लोड न पाया हो , या सर्वर डाउन की वजह से न आया हो , पर आ जरूर जायेगा । अभी आप जाइये , इन्तजार करिये ,
गुस्सा तो बहुत आयी पर कर भी क्या सकती थी। चुपचाप चली आयी ।
इंतिखाब आलम जी ने एक अच्छा सुझाव बताया कि ड्राफ्ट नंबर को पासवर्ड के रूप में उपयोग करके ऑनलाइन डेटा करेक्शन
करवाया जा सकता है , बहुत ही अच्छा सुझाव
Jin Logo ne Draft vapas le liye , Unka Draft baad mein jama hone ke baad vyavastha kee ja saktee hai / ya koee vekalpik vyavastha kee ja saktee hai
Hamaare Facebook group par diya gaya achha sujhav - https://www.facebook.com/groups/uptetteachersgroup
Mene Likha hai kee I Card (PAN card aadi) kee swapramanit copy to candidate ke alawa aur koee asaanee se nahin de payegaa.
Aur online aavedan correcton ke printout ke saath bhejne ke yeh tareeka achha saabit ho sakta hai
Anya Sujhav on this post through Blog Comments :
1 – 3 of 3
Blogger Nish Aryan said...
MAY BE AGAR EK PLACE PER DATA SAHI SE FILL HO JYE OR RELATED DIET PR SEND KR DIYA TO PROBLEM KAM HO JAYE GA
YA OR LINE CANDIDATE HI KISI OPSTION KE JARIYE PATA DATA THIK KR LE OR IS MAIN MISTAKE HO TO HAMARI KHUD KI REPOSBILITY HO GI OR HUME DIETS KE CHAKKER BHI NHI KATNE PADE GE
Saturday, July 05, 2014 9:05:00 PM
Delete
Blogger Avneesh Mishra said...
70 jagah form bhejne ki baat bevkufi wali hai....jab har candidate ka Tet roll Numer unique hai to online sirf ek district ka data correct hone ke sath server per same DATA PICK kiya ja sakta hai chahe jis jile mein application ho detail to same hai...isliye ya to
1- SIRF EK NAJDIKI DIET PER CORRECTION FORM SUBMITT KIYA JAE AUR USI KE AADHAR PER TET ROLL NO. KO BASE BANA KAR UN SABHI JILO MEIN DATA UPDATE KIYA JAYE JAHA JAHA APPLICATION BY POST BHEJI GAI THI...JAB DATA ONLINE HAI TO SIRF 2 LINE KA COMMAND IS PURE DRAMA KO KHTM KAR K SABHI DIET PER EK CLICK MEIN UPDATE HO JAYEGA......YAHA PER JO FALTU KI BATE DIETS & NIC FAILA RAHA SAB SE MUKTI MIL SAKTI HAI......NAHI TO KUCH NAHI HO SAKTA SIRF SUPERMAN BANANA PADEGA....AUR SABHI JILO KE DHHAKKE KHANE HONGE...
Saturday, July 05, 2014 9:33:00 PM
Delete
Blogger Zila... Ghaziabad said...
Ek bar tet no se Sara data link kar dena chahiye, fir candidate khud correction kar k acknowledge slip nikal lega aur submit karate he data freez ho jayega. Koi usko change b ni kar paega, agar fir b correction karna hai tou diet par aavedan due sakte hai.
वेबसाइट झेल नहीं पाई ट्रैफिक
सचिव बेसिक शिक्षा के निर्देशानुसार शुक्रवार शाम करीब साढ़े पांच बजे बेसिक शिक्षा परिषद की वेबसाइट पर आवेदकों की अनंतिम वरीयता सूची जारी कर दी गई।
मेरिट जैसी ही जारी की गई आधिकारिक वेबसाइट पर अप्रत्याशित तरीके से हिट बढ़ गए और वेबसाइट बैठ गई।
कई जिलों में वेबसाइट खुल नहीं सकी। इस समस्या के सामने आते ही एससीईआरटी से लेकर डायटों तक फोन घनघनाने लगे।
Lekin Ab Website ke 2 Web server link de deeye hain, aur load sharing se problem solve karne mein thodee rahat ho gayee hai
MAY BE AGAR EK PLACE PER DATA SAHI SE FILL HO JYE OR RELATED DIET PR SEND KR DIYA TO PROBLEM KAM HO JAYE GA
ReplyDeleteYA OR LINE CANDIDATE HI KISI OPSTION KE JARIYE PATA DATA THIK KR LE OR IS MAIN MISTAKE HO TO HAMARI KHUD KI REPOSBILITY HO GI OR HUME DIETS KE CHAKKER BHI NHI KATNE PADE GE
70 jagah form bhejne ki baat bevkufi wali hai....jab har candidate ka Tet roll Numer unique hai to online sirf ek district ka data correct hone ke sath server per same DATA PICK kiya ja sakta hai chahe jis jile mein application ho detail to same hai...isliye ya to
ReplyDelete1- SIRF EK NAJDIKI DIET PER CORRECTION FORM SUBMITT KIYA JAE AUR USI KE AADHAR PER TET ROLL NO. KO BASE BANA KAR UN SABHI JILO MEIN DATA UPDATE KIYA JAYE JAHA JAHA APPLICATION BY POST BHEJI GAI THI...JAB DATA ONLINE HAI TO SIRF 2 LINE KA COMMAND IS PURE DRAMA KO KHTM KAR K SABHI DIET PER EK CLICK MEIN UPDATE HO JAYEGA......YAHA PER JO FALTU KI BATE DIETS & NIC FAILA RAHA SAB SE MUKTI MIL SAKTI HAI......NAHI TO KUCH NAHI HO SAKTA SIRF SUPERMAN BANANA PADEGA....AUR SABHI JILO KE DHHAKKE KHANE HONGE...
Ek bar tet no se Sara data link kar dena chahiye, fir candidate khud correction kar k acknowledge slip nikal lega aur submit karate he data freez ho jayega. Koi usko change b ni kar paega, agar fir b correction karna hai tou diet par aavedan due sakte hai.
ReplyDeleteare dosto ye to sahi h nhi to yar ek Banda ek time me kaha kaha tak ja sakta h yar or fir jaise hmko sonbhadra jana hai to jmare yha se to ye 900 km hai btao kaise jaye
ReplyDeletejuniour bharti me low marit candidate ghabarayein nahi meri aaj bsa office hathras mein baat hui thi. unhone bataya ki 1-1candidate ne 40-40jagah form bhar rakha hai antim daur aate aate merit bahut low ho jayegi.
ReplyDeleteMeri 73 h yogesh
DeleteKya hoga es desh ka.............?
ReplyDelete3 saal k baad ye bharti ho rhi h 2 din se site open nahi hui.....
I think Samast Zilo Ka pratyavedan Grah Janpad Par jama ho jaye to jyada behtar hoga. kyonki akhirkar DIET Pracharyo ke dwara data ka final submition NIC ko jana hai final Correction wahi hona prastawit hai..
ReplyDeleteDIETAS apne zilo ke pratyavedan antatah NIC ko hi denge correction ke liye.
Isliye mere Vichar se yadi Grah janpad me hi sabhi Zilo ka pratyavedan dene ki suvidha mil jaaye to applicants ke liye bahut accha rahega....
LAST 2 DAYS SE SITE OPEN NAHI HUI...ISSY PATA LAGTA HAI KI HAMARA COUNTRY KITNI TARAKKI KAR RAHA HAI AUR EDUCATION DEPARTMENT KIA KAR RAHA HAI.....MUJE YE KEHTY HUYE BAHUT DUKH HO RAHA HAI...KI YE NIKAMMY LOG EK SITE KO PROPER NHI KER SAKTY..INSY ACCHA SURVER TO PORN SITE KA HOTA HAI...KITNA B LOAD DALO KABI BAITHTA NAHI HAI :D
ReplyDeleteHUM YAHAAN PAR HAIN.
ReplyDelete.
.
.
.
.
.
.
जूनियर शिक्षक भर्ती की कट ऑफ़
samajh mein nahi aa raha ha ki kya kare jab site hi nahi khul rahi koi tou sujho do, ki kya karna hai
ReplyDeleteMeri to yo bat samajh na aawe ki ....TAM LOG KUKKAR DEKH RE....
ReplyDeleteBAHAN KI LAVDI HUMMARI TO SITE EK BAR B NA KHULLI....
IS SALE PALTUA KO GOLI MARNI PADEGI ....SALE KU....
mere bhai rai saheb aap hamesa kahte the ki court badi hai na ki sarkar do din se na to din ko chain hai na hi rat ko ye hi sarkar ki mansa hai ki is hytech ke jamane me ki do din se site nhi khul rahi hai aur khul bhi gaya to no data found
ReplyDeleteab to man me yehi khayal aata hai ki hum logo ne sarkar v court par viswas karke bahut bada dhokha khaya hai
is par aap logo ke kya vichar hai
mere bhai rai saheb aap hamesa kahte the ki court badi hai na ki sarkar do din se na to din ko chain hai na hi rat ko ye hi sarkar ki mansa hai ki is hytech ke jamane me ki do din se site nhi khul rahi hai aur khul bhi gaya to no data found
ReplyDeleteab to man me yehi khayal aata hai ki hum logo ne sarkar v court par viswas karke bahut bada dhokha khaya hai
is par aap logo ke kya vichar hai
ReplyDeleteUPTET / टीईटी / TET - Teacher Eligibility Test Updates / Teacher Recruitment News
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com/#ixzz36fNZ4Ki7
KOI NAYA SSERVER NAHI KAAM KAR RAHA....NIC SIRF GHATIYA SITE HI DIKHA RAHA ...SIRF ERROOOORRRR
Mera jyadatar dist me nam ni show ho raha.wo sabhi mere pas wali dist thi.ab me kya karu?waha reapply karne k koi wyawastha ni h kya?me kya karu?plz help me. prtiaawedan n dd speed post ni kar sakte,wahi jake jama karna padega?
ReplyDelete