प्राइमरी भर्ती अपडेट ---
दूसरी काउंसलिंग 'WITH IN 10 DAYS " सुरु हो सकती है, पांच गुने कैंडिडेट्स बुलाये जाने की सम्भावना है
15 se 20 September Ke Beech Hogee 72825 Teacher kee 2nd Counseling - According to ETV News Pick Shared on FB
.....
Ganesh Dixit Saathiyon
aaj hum ( rakesh yaadav,uma shanker yadav, mayank,rohit,md moazzam,rajesh chhodhri
aadi......) scert dirc tatha sachiv heera laal gupta se varta ki jisme nimn baate nikal kar
saamne aayi
1-dusari counsling aagami 10 din me aarambh karne ko kaha tatha paanch guna candidate ko
bulaane k liye kaha hai.
2- dusri counsling me deri ki wajah lagbhag 35 jilon k data me kuchh kamiyaan hona hai.
3-pahli counsling me chhute hue candidate jinke tet marks cutoff se jada the aur jinhone prtyawedan
diye the unka naam dusri counsling me sambandhit jile me aa jaayega.
4- saathiyon pahli counsling.me aayi hui samasyaaon ( 40-45%,durasth siksha,pg base bed,profesnal aadi) ko dusri counsling se pahle dur kar liya jaayega.in samsyaaon ko dur karne k liye raajya istariya
committee se aakhya maangi gai hai jo ki agle do taan din me scert direc ko mil jaayegi. jiske
aadhaar par sabhi diets ko ispast nirdesh bhej diye jaayenge.
mitron pichhle teen saal se tet sangharsh morcha ka ek matra lakhshya 72825 ki bharti ko
karaana raha hai. aap sabne ek saath aakar tet merit virodhiyon ko karaara jabab diya hai.
hamaare virodhi aaj bhi trah tarh ki kutneetik chaale chal kR apni badniyati dikha rahe hai. laadayi
k antin sopaan me hume visheah sajag aur satark rahna hoga.
virodhiyon dwara failaayi jaa rahi bhramak khabron, naakaratmak fb posts aur vichaaron se dur rahna
hoga. kisi aur kaa lakshaya kuchh aur bhi ho sakta hai par tet sangharsh morcha kaa lakshya
72825 ki bhrti 2011 k add se pura karana hai.
sanghe sakti sarvda
lekin sir ji btech bba bca bscag ka matter nahin phas raha h kya
ReplyDeletescience group se bed ke baad arts me include kiya gaya h ye sarasar galat h
PG base b.ed TET pass mitro,
ReplyDeletejoin PG PASS TET group on facebook.
Thanks.
लगता है कि कपिल देव लोडू के साथ नवभारत टाइम के पत्रकार भी चुतिया गये हैं। तुम लोग दुनिया के किसी भी कोने में जाकर चुतिया लो लेकिन भरती तो 2011 विज्ञापन के नियम के अनुसार ही होगी।
ReplyDeleteटेट मोर्चा के नेताओं को भरती की गति बढवाने पर विशेष ध्यान देना चाहिये। U N को 5. गुना व reservation को दस गुना बुलाने पर बल देना चाहिये।
mera nivas praman patra mere papa ke ghar ka hai kya shdi ke bad ise sasural ke janpad se banvana padega tell me please?
ReplyDeleteHaa ise change krwana pdega aur niwas praman patra wo hona chahiye jiska record online ho.
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteAap kuchh n kre sjanti se couns.kraye bs dhyan rahe ki aapk N.P.P. jo h computer ka bna h ya hath ka q ki ab hath ka bna many nhi kr rahe h.
DeleteTmntbn sir send your mob. No pse
ReplyDeleteKalpna ji asa nahi h 2012 sa phela k hona chaiya
ReplyDeleteObc me 107 k kya chances hai 2nd counselling me
ReplyDelete125, gen,fem,sci bulandshahar mei kya chance hai in 2nd councelling?
ReplyDeleteGr 50 se uper seet khali h aapke groop me to smbhav h vrna your lk
ReplyDeletekoi mitra ye bata sakta hai ki un male arts ki 2nd counsling me and last merit kitne tak aa sakti hai
ReplyDeleteGanesh sit aap tatha sabhi tet morcha ke sadasyo ki mehnat ke karan hum log ek jut ho paye hai jiske liye aap sab ka dhanyavad.
Deletesir mera ek prashn hai kya rank bhi display ki jayegi? Kyonki bina rank ki knowledge ke agar 5 guna log bulaye gaye to kis distt mai counselling karwaye kese pata chale ga.
kindly reply to it. Thanks & regards
tet ki rank aur original tet no. ke bare me keya hua website pr aayegi ya nahi...?
ReplyDeleteGood morning friends bad mews for tetians fir se hogi hc me sunbai
ReplyDeleteGood morning Koi fark nahi padta kitni bhi court kachahri kar le accadmi wale Aur gov jab tak nyay hai Koi Baal baka nahi kar payega tetians ka
ReplyDeleteHa yaha negative post n dale ati kripa hogi
thanks a lot!
ReplyDeleteNiwas ke certificate me sabse pahle candidate ka nam hota h...uske bad S/O ya D/O yani candidate ke father ka nam hota h....to jahir h ye aapke father ki tarfh se issue hona chahey...good luck
DeleteTiwari Ji post to + hai but. News.negative h
ReplyDeleteVijay ji behtar hoga ap yha negativity na failaye aur apne kam pe dhyan de kyunki supreme court k decision ko koi court challenge nh kr skta
ReplyDeleteMera caste aur domicile certificate 2010 aur 2009 k h lekin ab ye net par show nahi hota h kya mujhe dusra certificate banwana padega ya ye manya hoga meri marriage ho chuki h lekin caste certificate father name ka hi manya h pls sir help me mujhe btaiye mai councelling mei kya lekar jau
ReplyDeleteShreya ji as apke ps abi time h ap ye b rakhiye aur net wale b banba leejiye....
ReplyDeleteGud news 15sep tak 2nd cunslg chalu ho jayegi......jai tet....
ReplyDeleteLekin Anil suman ji sab log keh rhe ki saare document 19 dec 2011 k pehle k hone chaiye ab bnawaungi toh woh manya hoga kya
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletePG base b.ed tet pass mitro facebook per PG PASS TET group join karen.
ReplyDeleteagar ab bhi hum log eak manch per aa kar sangthit nahi ho paye toh hume prt se bahar hone se koi bhi nahi rok sakta.
e.mail - manoj.kshukla001@gmail.com
mobile no - 7275434755
jo candidate 2nd councelling m appear hua h lekin overflow k chalte uski seat fix nai hui kya wo 3rd councelling m appear hone ka right rakhta hai. plz tell me .
ReplyDelete