Is News Mein Maamla Saaf Samajh Mein Aaya Hai -
Yachee Ne Kaha Kee High Court Ke Aadesh Ke Tehat Naye Advt Ka Sarkar Ne Vigyapan Nikala Thaa, Aur Iskee Bhrtee Kee Jaaye
72825 Par Old Advt. 2011 Par Koee Adchan Nahin Hai, Aur Yeh Bhrtee Supreme Court Ke Antrim Aadesh Ke Tehat Ho Rahee Hai,
Aur Nichlee Court Mein Oopree Apex Court Ke Aadesh Ko Galat Batana Aasaan Nahin Hai.
Kapil Yadav & Team Har Bindu Par Yachika Daal Rahe hain, Aur Inkee JaNKAREE KaryaKalap se Aap 3 Saalon Se Wakif hain Hee.
**********************************************
TET Morcha Adhyaksha Ganesh Dixhit Ji Ke Anusaar -
Ganesh dixchit.
Saathyion,
Aaj ke newspaper me di news se aap logon ka paresan ho jana ek sahaj baat he....is news ko itna bada chada ke chapa gaya he ki panic create ho aur chande ki dukan chal pade jo ki tet morcha ne band katwa di he .... jaisa ki maine lagataar aur kal ki post me bhi aapko vishesh satark aur sajag rahne ko kaha tha .......bharti ko hota dekh virodhi baukhla gaye hien.........wo tarah tarah ki writ daalker court ko bharmit karna cahte hien.....per dattu sir sab samjhte hien....
sadhna mishra wali writ me bhi sc ne writ wapas lene ko kaha nahi to dissmiss ker di jayegi , proper channel se aane ko kaha ....means hc ke decision ke baad....
aur hc me koi bhi writ daali to in virodhion per bada fine lagwaiyenge agar writ me koi tark hota to sc inki baat na sunti kya? Ab ye us order ko galat explain ker aapko darane ka kaam ker rahe hien usme inka saath kuch patrkar paid news chaap ker rahe hien.........per aap log nischint rahiye....tet morcha he na...........aap kewal satark aur sajag rahien.....kisi bhi nai news per pusthi karke hi bharosa karien phir wo chahe newspaper ki ho ya fcbk ki...........jo bhi authentic hoga wo mai aapko post se batata rahunga .......visesh baat ko aap ph. Se bhi conform karien.......per bina jaane samjhe na to afwah failaien aur wahin afwah failaine walon ko pehchaan munhtod jawab turant dien phir fcbk ho ya sakshat ho..........aap shant aur inactive na ho ......warna virodhi haavi hoker adchan daalta rahega..........vishesh ki aap nakaratmak post ya vichaar se dur rahien aur turant kada jawab dien.........aise bharti virodhion ko pehchaan unki marammat acche se karien............sanghe sakti sarvda.
**************
See News :- >>>>>>
सर्वोच्च न्यायालय ने हाई कोर्ट जाने की दी अनुमति
इलाहाबाद : प्रदेश के प्राथमिक विद्यालयों में सहायक अध्यापकों की भर्ती टीईटी मेरिट के बजाय शैक्षिक मेरिट से करने की मांग को लेकर दाखिल याचिका सर्वोच्च न्यायालय ने वापस कर दी है। हालांकि न्यायालय ने याची को हाई कोर्ट में याचिका दाखिल करने की अनुमति दी है। सर्वोच्च न्यायालय ने स्पष्ट किया है कि हाई कोर्ट कानून के मुताबिक मेरिट पर याचिका निर्णीत करे। सर्वोच्च न्यायालय में याचिकाएं विचाराधीन होने का इस पर कोई असर नहीं होगा। 1सर्वोच्च न्यायालय के न्यायमूर्ति एचएल दत्तू तथा न्यायमूर्ति एसए बोबडे की पीठ ने यह आदेश साधना मिश्र व अन्य की याचिका की सुनवाई करते हुए दिया है। याचिका में शैक्षिक मेरिट उत्थान समिति के कपिल देव यादव व अशोक द्विवेदी ने बताया था कि 30 नवम्बर 11 को टीईटी मेरिट के आधार पर नियुक्ति का विज्ञापन निकाला गया था। हाई कोर्ट ने विज्ञापन रद कर राज्य सरकार को नए सिरे से विज्ञापन देने का आदेश दिया। इस पर राज्य सरकार ने सात दिसंबर 12 को विज्ञापन निकाला। हाई कोर्ट की पूर्णपीठ ने सभी मुद्दों पर विचार करते हुए कहा कि टीईटी पात्रता परीक्षा है। नियुक्ति टीईटी मेरिट से की जाए। इस पर राज्य सरकार ने सुप्रीम कोर्ट की शरण ली। सुप्रीम कोर्ट के अंतरिम आदेश से भर्ती की जा रही है। साधना मिश्र ने भी सुप्रीम कोर्ट में याचिका दाखिल की तो सुप्रीम कोर्ट ने कहा कि हाई कोर्ट में याचिका दाखिल कर मेरिट पर निर्णीत कराए
News Sabhaar : Jagran (9.9.14)
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com/#ixzz36cV9AUCl
kya iss naukari ke alava aur koi kaam is duniya main nahi hai yeh tet marit aur acd marit ka chaakr chodo aur koi kam par dhayan do is main netta nagri havi hai
ReplyDeletePG base b.ed tet pass mitro facebook per PG PASS TET group join karen.
ReplyDeleteagar ab bhi hum log eak manch per aa kar sangthit nahi ho paye toh hume prt se bahar hone se koi bhi nahi rok sakta.
e.mail - manoj.kshukla001@gmail.com
mobile no - 7275434755
क्या कोई सरकार पर मानसिक उत्पीड़न का केस भी कर सकता है ???????????
ReplyDeleteIs haramjade akal less pe maansik utpidan ka b case chalna chahiye or jin logon ne suicide ki ha unki hatya ka case b or hamare paison ki herapheri ka b case chalna chahiye
DeleteRahul Jadon sahi kah rhe ho bhai main bhi yahi puchhna chahta hu.
ReplyDeleteMahesh Bhardwaj kisi ke liye koi kaam ho ya nahi per aap ke liye mere paas ek kaam jarur hain . AAP kud se ye question din bhar me 5 baar puchha karo . Ager jwaab na mile to mujse puchna . I will give you proper answer about your question . let me see wat's your answer.
ReplyDeleteAb suar akal less k khilaf maansik utpidan,tetviron ki hatya aur paison ki heraferi ka mukadma chalna chahiye
ReplyDeleteBhaiyon aaj shapath lo k apne jite ji in baap bete mulla or akal less k pure khandan ko vote nahi dena ha na hi kisi ko dene dena ha sapa sarkar naash aise karna ha jaise chanakya ne nand vansh ka kia tha.mai ye pran le chuka hu
ReplyDeleteVivek Ji ye baap Aur bete ne apne jad me khud hi tejab daal liya hai. ab ye nistnabud kud ho jayenge.
DeleteKyoki ye jati ka raj niti kiya
Aur berojgaro ko luta hai inke gov ablao ke ijjat ka bhi dhajia udaya hai.
Inke liye kewal ek jati vishes ne Inko cm banaya hai ab vahi Inko cm banayega.
Ab janta jag chuki hai
Samay aane do sab bata chal jayega kaun kisase hai janta se gov hai ki gov se janta
Dhanyawad
Mai to sapath kab ka le chuka hoon.
ReplyDeleteSir pls help me mera caste certificate aur domicile certificate 2010 aur 2009 ka bana hua h kya mujhe dusra certificate banwana padega ya ye manya hoga kyuki ye net par show nahi hota h meri marriage ho chuki h lekin caste certificate father name ka hi manya hoga
ReplyDeleteSabhi yahi kahte kuch aur karo b.ed teacher banne ke liye hi kiya teachers ki koun si vacany full hui after 11....
ReplyDeletelog kitne swarthi ho gaye hain ek bharti nahin clear hone dena chah rahe hain
ReplyDelete