/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, February 7, 2015

NOW B TECH CANDIDATES CAN DO B ED AND BECOME TEACHER

NOW B TECH CANDIDATES CAN DO B ED AND BECOME TEACHER

NEWS CUTTING TAKEN FROM SOCIAL MEDIA
****************************
हमारे देश का परम दुर्भाग्य -
Actually hota kya hai kuch lallu tappu dufer candidate jinko B Sc mein bhee admission nahin mil paata, ve Management college aadi se B Tech, BCA kar lete hain. Jahan Jam Kar Number Baante Jaate Hain.
These idiots become teacher through backdoor entry means through unfair competition.
Explanation Dekhen :
B Tech mein -50% Marks Ka Internal Exam, Aur 50% External
Internal mein 50% mein se 40-to 45% Aasanee se Baant Diye Jaate Hain. External mein 50 mein se 20-30% Bhee Mil Jate Hai (External Mein 40% Minimum Passing Marks Hote hain) to inkee percentage aasanee se 60-70% ban jatee hain, achhe log 80 to 90% tak le jaate hain.

Ab Doosra Inka Formula Dekhen - 
B Tech / B E Last Year Jismen Math Science kee Jaghe Profesional Degree ka Heee Subject Hota Hai, Aur Mostly Practical/ Training ke Marks hote hain. Uska Poore Percentage formula mein Wieightage 50% Tak Hotaa hai.

B Tech Percentage Formula = 1st Year 20% + 2nd Year 40% + 3rd Year 60% + 4th / Last Year 100% Jodakar = Final Percenage.

Yahee Nahin B Tec / Prof Degree mein Percntage Badaane ke Ek Se Badkar Ek Formule Banaye Hue Hai.

Internal Exam mein - 5 Test / Kahin 3 Test Liye Jaate Hain, Aur Iske Baad Jin Test Mein Number Adhik Aaye Sirf Unke Marks Jodkar Baki Chod Diye Jaate hain, Maslan for percentage count - Best 2 Test/ 3 Test.

FARJEE PRIVATE COLLEGES KEE BAAD AAYEE HUEE HAI.

NTPC AUR TAMAAM GOVT AGENCIES MEIN - BTEC KEE PERCENTAGE UNKE CHARON SAAL KE MARKS0PERCENTAGE JODKAR/ 4 (CHARON SAAL SE DEVIDE KARKE NIKALEE JAATEE HAI).

Comments (2)

Loading... Logging you in...
  • Logged in as
Login or signup now to comment.
3rd list March me ayegi.
Reply
Azamgarh me 5 tarikh ko shaam tak 2nd list nikal di gayi thi.
Aaj use phaad diya gaya. Ab nayi list taiyar ki jaa rahi hai. Kal diet aur BSA karyalay par kaam nahi hua. Mulayam ke aane ke baad aisa kya ho gaya ki merit badalna pad raha hai.
.
.
Diet pracharya ji ne bataya ek block chhut gaya tha jise update kiya ja raha hai.
.
.
kal karyalay par tala laga tha . Kal tak DM ka sign karne ke liye list liye pracharya sahab ghum rahe the. Mulayam ke Azamgarh daure ke baad aisa kya ho gaya ki aaj list badali jaa rahi hai?
.
.
.
.
.
.

Ek aur baat pata chali hai ki kai pharji logo ne apni counseling Azamgarh me kara rakhi hai jinko tet CD se milan kar hataya ja raha hai jisase merit aur giregi. Aaj raat 8 baje tak list final ho jayegi.
.
.
.
.
Agar aisa nahi hota hai to TET netawon se anurodh hai ki kal subhah 11 baje Azamgarh diet ka gheraw karen.
Reply

Comments by