UPTET SARKARI NAUKRI News
72825 Teacher Recruitment
19 को मिलेंगे नियुक्ति पत्र
बुलंदशहर। प्रदेश भर में 72,825 पदों पर चल रही सहायक अध्यापकों की भर्ती के लिए 19 जनवरी को नियुक्ति पत्र जारी कर दिए जाएंगे। इस संबंध में शासन स्तर पर बैठक आयोजित की गई। बैठक में प्रमुख सचिव हीरालाल गुप्ता, बेसिक शिक्षा डायरेक्टर डीबी शर्मा, एससीआरटी के निदेशक सर्वेंद्र विक्रम सिंह रहे। बैठक में बीएसए को नियुक्ति पत्र जारी करने के संबंध में निर्देशित किया गया। बीएसए महेश चंद ने बताया कि जिले में 195 पदों पर भर्ती होनी हैं। सभी शिक्षकों की काउंसिलिंग प्रक्रिया पूरी हो चुकी हैं। 14 जनवरी तक उन्हें मूल प्रमाण पत्र जमा करना है। प्रमाण पत्र न मिलने पर नियुक्ति पत्र जारी होने में दिक्कतें आ सकती हैं। 19 जनवरी को सभी को नियुक्ति पत्र डाक से जारी कर दिए जाएंगे।
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com
Maine 3 counseling kaushambi me karvai thi female general science 113marks.plzzzzz koi mujhe bataye ki mera selection hua ya nahi.
ReplyDeleteMaine 3 counseling kaushambi me karvai thi female general science 113marks.plzzzzz koi mujhe bataye ki mera selection hua ya nahi.
ReplyDeleteMaine 3 counseling kaushambi me karvai thi female general science 113marks.plzzzzz koi mujhe bataye ki mera selection hua ya nahi.
ReplyDeleteGood morning Neelam ji
ReplyDeleteaap paresaan na ho... aaj saam tak patr pay gai logo ki suchi nic dwara upload ki jaani hai...jo apko apke selection ke baare me correct information dega.... rest u hav a chance to participate in 4th counselling. ...anyways u have good 113 marks why to worry abt .....relax
Good morning to all
ReplyDeleteYaha todi problem h... agr 3rd counseling ka pta nhi chala ki hua h ya nhi... aur 4th counseling kisi dusare dist se kara liya to finaly nitukti patra kaha se milega...
ReplyDeleteKush sahi information net pe aaye to pta chale..
Good morning all tet spotters
ReplyDeleteBhaiyo gov. 72825 Hi post bharne ki kosis karegi lakin ab b.ed, tet pass bhaiyo ka samayojan karana hai, kyoki ab s court ne bhi bola hai RTE ke tahat khali seat rahana Thik nahi hai. Isko mudda banaya jay Aur sabhi ka samayojan karaya jay kyoki siksha mitra avaidh hai. vo aaj nahi kal bahar honge .
B.ed walo ke liye last chance hai.
.
.
Har har mahadev
Thanks anamika
ReplyDeleteWelcome neelam ji
Deleteaccording to news,joining letter lene ke liyeb.s.a office me original documents jama karne honge.but jin logo ke original documents diet me jama hain, unke liye kya procedure hai ?original documents nikalwane hain ya b.s.a office me diet se mili documents jama karne ki recieving dikhani hogi ?
ReplyDeleteanybody...please figure this out.thanks.
Amit ji good morning
ReplyDeleteblog par padhi bulandhsahar ki news ne mujhe bhi confuse kar diya kuki isme 14 jan tak original doc bsa ko submitt karne ko likha hai.....
I also want to know that ki documents ka kya karna hai kuki mere doc bhi sitapur diet me jama hai......
sm k bhi mamla sc me rakhna chahiye ki sm k matter hc me pending h unhe joing aur tet pass 105/97 tak sc k joing k antrim order pr bhi up gov bharti me sc k order k pura palan n kr adhura kam kr rahi h isko 25 feb ko sc k samne gov ki niyat ki bat rakhni h vah re up gov sc k order m naotanki sm pending case m joing 25feb ko hi sc k samne sm sahit gov ki niyt aur pending mamle jo uchit ho us pr bahas karana jaruri h
ReplyDeletegood morning anamika ji
ReplyDeletemain bhi is cheez ko thoda pareshan hu. alag alag sources alag alag news mil rahi hai to confusion badh gayi hai.
Aap sahi kah rahe hai, confusion aur tension dono badh gai hai...sitapur is faraway from my home town....docs agar withdraw karke bsa off me jama karne hai toh accordingly I have tonplan...
ReplyDeletemain to sitpur me hi rehta hu. bt is waqt kafi dur hu ghar se.
ReplyDeletekoshish karunga kisi diet bhej kar pta karne ko.
Plz pata kare aur jankari hone par sharr kare....tab tak mai apne end pat pata karne ki koshish karti hu.... thanks
DeleteDosto ye situation sabgi ki hai sahi se maloom karo ki kya procedure rahega documet jama pahale honge ya baad mein appointment ke samay or daak se agar niukti patra aate hai to phir 27 tak kaishe possible hoga kanhi par to ye 27 tak panuch bhi nahi payenge or is condition mein condidate kya karega bahut hi confuse hai inki baato mein ye clear kyon nahi karte hai?
ReplyDeletedaak se nahi aayenge. i think b.s.a office ja kar lene honge.
ReplyDeleteaur documents wala matter unke lye hai jinhone photocopy se kai jagah counslng krayi hai.
agr kisi ke document diet me jama hain aur use jile me niyukti chahiye, then i think tab documents nikalne ki zarurat nahi hai. diet ke recieving se kaam chal jayega.
bt abhi bhi puri tarah sure nahi hu. har taraf bhram ki sthiti bni hui hai.
Amit ye khabar bahut kushi dene wali hai,par mujhe yakin jab(apne bare me bol raha hoon) hoga jab salary a/c me jaye,kyunki mera yakin ish govt par 0.01% hi hai,ye kuch bhi kar sakti hai,aur sayad bahut sare log aise hi sochte honge.
ReplyDeleteye to aap sahi keh rahe ho ramdev bhai.
ReplyDeletebharosa to bilkul bhi nahi raha is govt. par.
Ramdev ji
ReplyDeleteye advertisement kyu post kiya ? :-D
Bhai koi y bta de ki ph hiaring impaired femail genral walo ka bhi kya 70% par hi neukti patr milega kya plz plz koi btade plz.....ya inka koi aur prawedhan hai..
ReplyDeleteKisi KO pata ho ki bareilly me 3rd counselling me female obc science ki list ka. Tet me 110 no. Hai, name rajni, dob - 01-10-1988
ReplyDeletePlease visit...
ReplyDeletehttp://infouptet.blogspot.com
http://infouptet.blogspot.com
http://infouptet.blogspot.com
http://infouptet.blogspot.com