UPTET SARKARI NAUKRI News : 72825 SHIKSHAK BHARTEE 4TH COUNSELING SHASNADESH
SHIKSHA MITRON KI RIKT SEATS ANYA ABHYARTEEYON KO MIL JAYENGEE.
NIYUKTI KE LIYE GEN TET - 70% 105 MARKS AUR RESERVED CAT 65% 97 MARKS HEE ELIGIBLE HAIN.
AISE MEIN JIN SHIKSHA MITRON KE TET MARKS SUPREME COURT KEE DEE GAYEE CUT OFF SE KAM HAIN UNKA KYA HOGAA.
KYA UNKEE SEATS ANYA ABHYARTHES LE JAYENGE.
DUSREE TARAF SHIKSHA MITRON KA SAMAYOJAN BHEE KHATAYEE MEIN PADA HUA HAI. AUR 3 LAKH UPTETian PASS BAITHE HUE HAIN
IS SAMAY ULJHAN HEE ULJHAN CHAL RAHEE HAI.
UP GOV NE 105/97 SE OOPAR LOGON KO COUNSELING MEIN SHAMIL KAR, TET PASS ABHYARTHEEYON KE LIYE EK BADA MOKA KHOL DIYA HAI.
KAYEE CANDIDATES KA MANNA HAI KI YEH AADESH SABHEE 105/97 TET MARKS TAK KI NIYUKTI KE LIYE HAI.
WARNA CANDIDATES KO NIRDHARIT CUT-OFF MARKS SE OOPAR HEE BULAATE.
LEKIN KUCH BHEE HO , AB COUNSELING KARANE VAALIN KI JAMKAR BHEED LAGNS VAALEE HAI.
KOEE BHEE MOKA NAHIN CHODNA CHAHEGAA.
KUCH LOG VARGEEKARAN ART/SCIENCE VA MALE /FEMALE PAR SANSHAY MEIN HAI, ISKO LEKAR MERA MANNA HAI KI KOEE VARGEEKARAN SAMAPT NAHIN HUA HAI, AADESH MEIN AISEE KOEE BAAT NAHIN LIKHEE HAI
ABHEE REPLACEMENT PAR LEKAR BBINN BHINN TARK SAAMNE AA RAHE HAIN,
KAYEE LOGO NE GROUP MEIN GADEEYAN BHEE KAR LEE HAIN,
LEKIN MERA MANNA HAI KI AGAR PBOTOCOPY SE MANCHAHEE COUNSELING MEIN BHAG LENE KA MOKA MILTAA HAI TO JAROOR KARAIYE, BAAD MEIN NIYUKTI PATR MEIN SABHEE JAGH NAAM AANE PAR AAPKO EK JAGH CHOOSE KARNEE HOGEE, AUR BAKI JAGH NAAM HAT JAYEGAA. WAHAN NEECHE WAITING LIST. VAALON KO CHANCE MIL JAYEGAA
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com
Doston sabhi ke liye aaj ki meri last suggestion 50 log 50 tarah se kisi bhi baat ko define karte hai aur apni rai(suggestion) dete hain,isliye suniye sabhi ki kariye apni manki.(Apne aap se poocho)
ReplyDeleteमुझे लगता है कि सामान्य वर्ग के कैंडिडेट जिनके टेट मार्क्स 107 से कम हे और
ReplyDeleteसेलेक्टेड लिस्ट में है वे किसी विशेष कैटेगरी( में आते हैं क्योंकि उनके आगे कुछ कोड जैसे(SPECIAL RESERVATION)8,6,5,7,9, आदि दिये हुये है ।
sahi bole ramdev ji
ReplyDeleteDISTRICT
ReplyDeleteNAME Filled Post
AGRA 73 ALIGARH 86 ALLAHABAD
1222 AMBEDKAR NAGAR 87
AMETHI 6 AMROHA 138 AURAIYA
8 AZAMGARH 1668
BAGHPAT 81 BALLIA 7
BALRAMPUR 791 BANDA 588
BARABANKI 288 BAREILLY 842
BASTI 239 BEHRAICH 2711
BIJNOR 163 BUDAUN 1167
BULANDSHEHR 160 CHANDAULI
844
CHITRAKOOT 125 DEORIA 464
ETAH 496 ETAWAH 377
FAIZABAD 182 FARRUKHABAD 343
FATEHPUR 8 FIROZABAD 39
GAUTAM BUDDHNAGAR 10
GHAZIPUR 1827 GONDA 2967
GORAKHPUR 393
HAMIRPUR 217 HARDOI 2193
HATHRAS 258 JALAUN 337
JAUNPUR 1097 JHANSI 43
KANNAUJ 312 KANPUR DEHAT 31
KANPUR NAGAR 4 KASGANJ 563
KAUSHAMBI 721 KUSHINAGAR
2467
LAKHIMPUR 4476 LALITPUR 519
LUCKNOW 10 MAHARAJGANJ 1597
MAHOBA 752 MAINPURI 78
MATHURA 9 MAU 165
MEERUT 7 MIRZAPUR 1156
MORADABAD 610
MUZAFFARNAGAR 116
PILIBHIT 668 PRATAPGARH 299
RAEBAREILLY 621 RAMPUR 576
SAHARANPUR 644 SAMBHAL 599
SANT KABEERNAGAR 428
SANTRAVI DASNAGAR 584
SHAHJAHANPUR 3328 SHAMLI 108
SHRAVASTI 151
SIDDHARTHANAGAR 1235
SITAPUR 4669 SONBHADRA 742
SULTANPUR 897
UNNAO 620 VARANASI 78
Grand Total 52385
so ?
ReplyDeletePlz amit ji check this no.06017357
ReplyDeletePlz anyone help me
ReplyDeleteAgr ek se zyada district me counselling krwani hai to kya sabke lie separate affidavit banwana padega.. ya ek banwake sab me uska xerox lag sakta hai. Affidavit as per advertisement jo hai.
Non judicial stamp pe
Deletesupriya pathak
ReplyDeleted/o ved prakash pathak
selected in Shahjahanpur.
Amit Ji inhe kisi aur jagah conslng karani chahiye ya nhi
ReplyDeletePlz jisko pata ho reply de.. im very tensed.. mere paas bas kal ka waqt hai affidavit banwane k lie.. parso sunday hai. Har district k lie separate affidavit as per advertisement banega non judicial stamp pe ya ek ka hi xerox sab me use ho jaega
ReplyDeleteMadam only one affidavit hi kam ayega akhir Kaha Kaha bhagogi chaho to two banna lo baht h
DeleteThanx for replying vinay ji.. hme ye jaanna tha ki agar hm 2-3 district me counselling krwate hai to kya sabke lie separate affidavit required hoga.. ya affidavit ki b bas xerox lagegi
DeleteThanx for replying vinay ji.. hme ye jaanna tha ki agar hm 2-3 district me counselling krwate hai to kya sabke lie separate affidavit required hoga.. ya affidavit ki b bas xerox lagegi
DeleteNo xerox original only
DeleteThis comment has been removed by the author.
DeleteOnly original no xerox in case of you want to use this type
DeleteOk thanx
DeleteOk thanx
DeleteSorry parso sunday nahi.. mere paas parso tak ka waqt hai affidavit banwane k lie..
ReplyDeletePlz reply
Kripya dhyan de
ReplyDeleteMere smmanit bhaiyo -bade bhai- anit ji-ramdev ji-nannu ji-piyush-ji-shukla ji v BLOG EDITER MAHODY aur any jankar deviyo v sjjno..........
Mere kuchh prsn h.
1-jaisa ki hmne selected list me paya ki vishesh aarkshad aur shiksha mitr ko usi ki jati vrg me sthan fiya gya h.
To kya inke liye jo alg se byvstha ki gyi thi o smat kr di gyi h.
2-aur doosri bat kis aarkshad neet ko apnya gya h.selected list me.
Ispe gaur kre aur jankari uplbdh krawyen.hm jaise nadano ko....
Dis.-RAEBAREILLY -kul seete 800
Gen selecte can. With v.a+sm-236
Obc """"""""""""""""""""""""""""-254
sc"""""""""""""""""""""""""""""""-129
St""""""""""""'""'"'""""""""'""'''""-2
Jha tk hme jankaro h.ki ab tk 49% aarkshad h totle
Aap sabhi k itter k intjar me aapka ek .............
Singham ji plz meri problem ka solution apke paas hoto help kar dijie hamari..
DeletePlz reply
Hmari jankari k anusar affidevit kahi nhi lg rha h.
DeleteFir bhi gr kahi lgta h.to aap svym hi apna shapath ptr bna skti h.
Aisa niym kendr srkar lagoo kr chuki h.
Ok.. thanx for replying..
DeleteOk.. thanx for replying..
DeleteAnkit pathak ji
ReplyDeletesupriya ko kahin aur couns. krane ki zarurat nahi hai.
inse peeche inki cat. (female gen art) me 100 se bhi zyada log hain. 100 tk maine khud gine aur bhi aage honge.
replacing ka koi dar nahi hai.
Sorry parso sunday nahi.. mere paas parso tak ka waqt hai affidavit banwane k lie..
ReplyDeletePlz reply
Pahle yeh bataye affidavit kyon banwana hai???
DeleteActually humne 3rd counselling mirzapur me karwai thi to waha pe affidavit as per advertisement laga tha.. bas yahI soch rhi hu ki kya 4 th counselling me b lagana padega
DeleteMariyam ji aap itna kyu pareshan affidavit kisi ek dist. Ka hoga to bhi ho jayega chahe jis dist ka ho
DeleteOk thanx
DeleteThis comment has been removed by the author.
Deletemriyam ji agar apke documnt sahi h to no need to affidevit.maine 2nd counslng azamgarh men karai thi koi affidevit nahin laga tha,agar koi file men de raha tha to rakh lete the but necessary nahin tha.meri samajh se ap ek to banwa hi len.waise aksar diet par bahar vakil sahab bhi mil jayenge .best of luck
ReplyDeleteThanx adeel ji
DeleteAre bhayo affidivat to nahi lagta maine pichali theeno councle dekhi hai or simple paper par sirf anubandh ptra lagta hai uska format diet se hi mil jata hai.
ReplyDeletekya koi mujhe bata sakte hain ki sirf xerox copy se coun ho sakti hai ya nahin pls tell me
ReplyDeletehosakti h.attempt more more distt in this three days
DeleteAmit bhai aap mjhe bta skte hai kya ki mere se neeche rampur ki selected list me kitne bachche hai. Mera tet roll no 01051055 hai. Mera naam shuchi sangwan hai. Mene rampur me counselling krwayi haii. Plzzz
ReplyDeleteAapse neeche kul 29 log h.
DeleteAur meri mane to aap aur kahi se couns. Kra le behtr rhega.
Singham ji kya aap hme b same information de sakte hai roll no. 15020874 sitapur me second counselling karwai thi gen male
DeleteThis comment has been removed by the author.
Deletedeepika ji
ReplyDeletemain subah bta paunga.
sorry.
ho sakta hai aur kisi bhai ne aapka comment padh liya to wo bta de.
otherwise main to kal bta hi dunga.
Amit ji kal apse charcha hui thi sitapur diet se mujhe reciving na milne ki..to apne kaha diet se pata karna padega.mai to sitapur ki nahi hu to maine kisi ko diet pe bheja tha unlogo ne kaha yadi candidate selected hoga to diet se doc b sa office bhej diye jayenge.bt mujhe abhi bi apne original doc ko leke dar hai..to kya mujhe apne doc niklwa lene chahiye ya ki unse koi receiving provide karne ki request karni chahiye. .plzzz suggest me I m tottaly confused..abhi mai ratlam me hu..n 18 ko hi diet pe khud japaungi bt 18 ko sunday hai to koi help nahi mil payegi..so what should I do...?
DeleteIts ok koi ni morning me bta dijiye
ReplyDelete