/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, October 7, 2012

On website of UP basic Education Department - A List of Advocates also shown

On website of UP basic Education Department - A List of Advocates also shown

Huge pool of advocates ( 62 + some more) will handle Basic Education Dept. related matters in UP

http://www.upbasiceducationboard.in/(S(ymu1izqbxgc02k2ytrbb4455))/advocate_list_2012-13.docx






45 comments:

  1. ye sarkar poori tarah se tet berojgaro ka murder karna chahti hai par ise bhagwan ka tanik bhi bhay nahi hai. Abhi parso hi aazam khan ki family ko car accident me chot lagi hai fir bhi ye sarkar god se nahi darti hai . he sai baba jara sarka ko thodi si akl de do

    ReplyDelete
  2. muskan g please writ n 5393court n 20 lucknow bench ka order update kijiye petitioner pawan tripathi n 25others thanks .b ed walo ka adv nahi ayega bharti ke liye abhi wait karo sab clear ho jayega waise bhi bed walo ki bharti purwa adv par karne ke liye ek aur writ hum log lucknow bench mai file karne ja rahe hai .

    ReplyDelete
  3. MUSKAN G pawan tripathi ke case ki hearing 5october ko jisme court ne govt ko 4weeks mai counter wa rejoinder file karne ko kaha hai .

    ReplyDelete
  4. EK HAKIKAT!!!
    GUNANK SYSTEM SE CBSE BOARD WALON KO KOI FARK NAHIN PADTA BECAUSE YADI UNKE HAS 80% INT 70% BHI HOTE HAIN TAB BHI WE UP BOARD SE 2+2 YANI 4 POINT JYADA PATE HAIN AUR 4 POINT BAHUT JYADA IMPORTANCE RAKHTE HAIN GUNANK ME IS LIYE SARKAR KA GUNAK METHOD KEWAL UP BOARD WALON KO BEWKOOF BANANE KI CHAAL HAI

    DOSTO
    GUNANK AND FLATE DONO HI METHOD UP BOARD K LIYE TOTALY ANYAYPOORN HAIN.

    IS LIYE YADI SARKAR KO ACD BASE BHARTI KARNI HI HAI TO GRADUATION+B.ED+TET IS BEST OPTION HAI.

    PLZ RAY ZARUR DEN

    ReplyDelete
  5. Ham bed+tet ka vigyapan jaldi nahi aayega .BE UNITE FOR Maha aandolan

    ReplyDelete
  6. WRIT DALNE WALON KO GALI DENE WALE YE BHI TO SOCHEN KI JAB KAPIL YADAV NE WRIT DALI THI TAB AAP KAHAN CHALE GAYE THE HAM SAB USIKA RESULT JHEL RAHE HAIN GALI DENA HI HAI TO KAPIL KO DO YA JIN LOGON NE AUR SARKAR NE ISKA FAYDA UTHAKAR MERIT BASE BADALNE KA DUSCHAKRA CHALAYA UNHEN DO SARKAR KEWAL LAST CHANCE HI DEGI TET WALON KO ISKE BAAD B.ED. WALE PRT BHOOL JAYE AUR YE VACANCY 2014 TAK HI FILL HO PYAEGI
    WAISE BHI ACADEMIC MERIT KEWL 1 CHANCE HI DETI HAI LIFE ME.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sunil ji apka mansik santulan bigad gaya hai sayed Jo in gaali dene walo ki bakalat karne lage hai.

      Delete
  7. B.Ed. Berojgaro se panga
    bole to akhilesh govt. Ko ragda

    ReplyDelete
  8. Don't use A-MAR U-JALA as ur daily news paper.ye paper sala apne dhandhe ke liye ulti khabre chhapta hai.u know agar aaz amar ujala mein ye news nahi chhapti to isko kharidne walo ki itni badi sankhya kabhi na hoti.ise kahte hain ''BEROJGARO KI CHHATI PAR DAAL DALNA''.
    DON'T WORRY GUYS,AISA KUCHH NAHI HOGA.YE PROCESS PURA HOKAR HI RAHEGA.KEEP PATIENCE
    WISH U ALL THE BEST

    ReplyDelete
  9. Song of the day-
    maine dil se kaha dhoondh lana khusi, nasamajh laya gam to ye gam hi sahi...
    http://m.youtube.com/watch?gl=US&hl=en&client=mv-google&v=Tw_MX7jzDgw

    ReplyDelete
  10. Sans leta hu to jakhmo ko hawa lagti hai, kabhi raji to kabhi khapa lagti hai, e jindgi ab tu hi bata k tu meri kya lagti hai.

    Dukh to hota hai magar ha yadi hum sub sangathit ho jaye to safalta mil sakti hai

    ReplyDelete
  11. "Information" Dosto chinta ki koi bat nahi hai. Sarkar pahle 72825 tet pass b.ed. student ko vbtc ki training degi. Iske baad jaisa ki ab vbtc valo ke saath ho raha hai,joining ke liye avedan liya jayega.sabhi vbtc valo ko job milegi.(sarkar chahati hai ki joining election ke samay diya jaye).

    ReplyDelete
  12. tet marit se agar bharti hoti to ab tak gov. betan 8 mahine ......

    ReplyDelete
  13. Old tet rd hogi new tet hogi
    sp ne kaha hai

    ReplyDelete
  14. Old tet rd hogi new tet hogi
    sp ne kaha hai

    ReplyDelete
  15. Old tet rd hogi new tet hogi
    sp ne kaha hai

    ReplyDelete
  16. Oye unknown!
    Tere ko ye nahi pata ki tu kaun hai,tera baap kaun hai,teri maa kaun hai..
    Sale tet ke old aur new hone ki baat karta hai.
    Gandi naali ke keede,bemausam ki barsat,kutte ki laat,sadi hui chat....aasman se tapkele,khajur mein atkele,sade huye karele....bina daaru ki baatli ke khule huye dakkan...saale ab aage se yahan comment diya na to ek bajayenga apun kaan ke neeche,aawaz aayengi kabristan se...chal hat is blog se hawa aan de..hat

    ReplyDelete
  17. Bhai logo notification kal Monday ko hi aa rela hai..kaahe ghabrate ho,ye bharti to hokeich rahegi

    ReplyDelete
  18. Unknown tu abi tk apne baap ko b nhi jaanta kya?

    ReplyDelete
  19. Oye unknown is blog par gandgi failayi na to apun tujhe tere bhut aur bhavishya dono ek sath ich dikhayenga..yaad rakh is blog par gandgi failane ka don nai mangta

    ReplyDelete
  20. UP GOVT. NE TET PASS KO PYOR BEWKOOF BANA DIYA ,
    AB SABHI BED DEGREEE DHARI (WITHOUT TET), YANI LAGBHAG 800000 LOGON SE VISHIST BTC ME TRAINING KE LIYE AWEDAN ISEE MAHINE LIYE JAYENGE, JISKA G.O. ISI HAFTE JARI HOGA.
    SHASHAN KE IS NITIGAT NIRDAY SE 270000 TET PASS MEIN SE 90% CHAYAN PRAKRIYA SE BAHAR HO JAYENGE AUR VISHISH BTC TRAINING K LIYE "TET FAIL" JINKI ACADEMIC MERIT BAHUT HI-FI HAI, WAHI SELECT HONGE.
    ISLIYE SABHI 270000 TETIANS KO MILKAR PURANA VIGYAPANA BACHANE K LIYE KANOONI LADAI SUPREME COURT TAK BAHUT JALD AUR PRABHAVI PAIRVI KARAKE LADNI HOGI.
    HAAN HAMARE JO CASE HIGH COURT MEIN CHAL RAHE HAIN UNKI KUCH KAMIYON KO DUR JARUR KARNA HOGA UNMEIN PRAMUKH HAI VAKEELON KA HAMARE CASE KI ADHOORI SAMAJH HONA. YAHI KAMI HAMEN AB TAK SAFALTA SE DUR KIYE JA RAHI HAI.
    THIS POST IS FROM SANJAY- 9839889419, SUNIL-9838663874, BABLOO- 8423351929, JAI SINGH-7398279189





    ReplyDelete
  21. UP GOVT. NE TET PASS KO PYOR BEWKOOF BANA DIYA ,
    AB SABHI BED DEGREEE DHARI (WITHOUT TET), YANI LAGBHAG 800000 LOGON SE VISHIST BTC ME TRAINING KE LIYE AWEDAN ISEE MAHINE LIYE JAYENGE, JISKA G.O. ISI HAFTE JARI HOGA.
    SHASHAN KE IS NITIGAT NIRDAY SE 270000 TET PASS MEIN SE 90% CHAYAN PRAKRIYA SE BAHAR HO JAYENGE AUR VISHISH BTC TRAINING K LIYE "TET FAIL" JINKI ACADEMIC MERIT BAHUT HI-FI HAI, WAHI SELECT HONGE.
    ISLIYE SABHI 270000 TETIANS KO MILKAR PURANA VIGYAPANA BACHANE K LIYE KANOONI LADAI SUPREME COURT TAK BAHUT JALD AUR PRABHAVI PAIRVI KARAKE LADNI HOGI.
    HAAN HAMARE JO CASE HIGH COURT MEIN CHAL RAHE HAIN UNKI KUCH KAMIYON KO DUR JARUR KARNA HOGA UNMEIN PRAMUKH HAI VAKEELON KA HAMARE CASE KI ADHOORI SAMAJH HONA. YAHI KAMI HAMEN AB TAK SAFALTA SE DUR KIYE JA RAHI HAI.
    THIS POST IS FROM SANJAY- 9839889419, SUNIL-9838663874, BABLOO- 8423351929, JAI SINGH-7398279189

    ReplyDelete
  22. akhilesh yadav vapas javo lathi lekar bhais charavo.

    ReplyDelete
  23. akhilesh yadav vapas javo lathi lekar bhais charavo.

    ReplyDelete
  24. akhilesh yadav vapas javo lathi lekar bhains charavo. Akhilesh yadav hay hay .. Hay hay hay hay

    ReplyDelete
  25. Aakhir ye kesa decision he ye gov. ka or inke counselor yhi salah de paye...ek taraf suprme court six month me teachers ki vacancy fill krne ka order de rhi he or ek tarf ye up gov. sirf training de k hi chhod dena chah rhi he.
    ye to bilkul hi galat he.ki b.ed krne k bad tet pass kro phir sbtc ki training le kr bi naukri milne ki koi guarnty nhi he...ye to bharti ko ek majak bana k rha he es gov. ne...ye training sirf certificate tk hi simit he ye bat in ke dimag me pahle kyu nhi aaya tha tb kya bhang kha k baithe the...
    ye sirf usi base pr training de kr joining kyu nhi de sakte.ab enke liye kaun si new eligibility passed hona padega. b.ed.+tet+v.btc. krne k bad bi joining nhi to ye dhokha he uske bad to ye hme nachate rhege...this is not good decision for us..

    ReplyDelete
  26. Ek bat blog editor ji se ki ye thik he gov. decision. kya gov. ke liye koi pratibandh he es bharti ko training ke bad bi jaldi krane ke liye.puchna chahuga editor ji ke madhyam se ki gov. ko training ke bad bi unhi ko joining dene me kya aapatti he.es tarah se ye candidates ko completely nirasha ki taraf dhakel rahi he.
    1st.. thing ki gov. ko ye bi clear karna chahiye ki sbtc. ki training ke kitne time ke bad vacancy open kregi.
    2nd.. thing kya b.ed. krne ke bad tet passed nd sbtc. ke bad bhi kya kami rah jati he jo ki unhe tab joining nhi degi..or again vacancy nikalne ka kya matlab rah jata he.
    3rd....kya ye processing lambi nahi he or candidate ke time ki bhi barbadi he..
    please reply .....we r waiting....

    ReplyDelete
  27. akhilesh sarkar hum berojgaro k emotions se khel rahi hai jitne uchch adhikari jo unke chamchagiri kar rahe hai inhe ye nahi pata ki ye kitne dilo se nikli baddua bator rahe hai. friends subah uthkar nahadhokar bhagwaan se inke liye baddua jaroor mango ek din bhagwaan sunege jaroor sath hi apne liye aur apne sathio k liye dua jaroor magna

    ReplyDelete
  28. mai ignou se b ed hu 2007 se mere doc diet me submit hai case chal raha hai 5 saal se intzaar karte karte ab saari ummeed bhi khatam ho chuki hai

    ReplyDelete
  29. Sadhna ji ummeed banaye rakhiye, ummeed par duniya kayam hai...

    ReplyDelete
    Replies
    1. sachin aap ka kehna sahi hai lekin 2 saal baad mai overage ho jaungi ye neta log apne swarth me bilkul andhe ho chuke hai

      Delete
  30. Vah re PO.PO.PO.PO.POOOOJA kya masaledar khabar lai h?

    ReplyDelete
  31. Pooja , vigyapan 2012 ke bad nhi ,2012 me hi aa jayega .

    ReplyDelete
  32. base ki to baat hi nahi ye to sabhi ke liye bad news hai ki add vbtc ke liye ayega. kyki log apna kaam dhandha cchod kar (kai to up ke baahar settle honge)training karenge uske baad koi bharosa nahi ki kya hoga? aur apna jaisa bhi kaam kar rahe the vo jayega agar bharti tab nahi hui. isliye ab base ki ladai cchod kar bharti start karne ke liye sarkaar par dabaw banana chahiye.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।