/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, December 24, 2011

Some UPTET Candidates : TET exam is wrong for Selection of Primary Teacher in UP

टीईटी को लेकर नया बखेड़ा : गुस्साए छात्रों ने किया न्यायालय का रुख
‘परीक्षा को चयन का आधार बनाना गलत’
इलाहाबाद। शिक्षक पात्रता परीक्षा को लेकर नया बखेड़ा खड़ा हो गया है। पात्रता परीक्षा को चयन का आधार बनाए जाने के खिलाफ कई अभ्यर्थी कोर्ट पहुंच गए हैं। अभ्यर्थियों का तर्क है कि देश भर में कहीं भी इस पात्रता परीक्षा की मेरिट को शिक्षक चयन का आधार नहीं बनाया गया।
अभ्यर्थियों ने न्यायालय से अपील की है कि प्रदेश में जिस मजबूरी का हवाला देकर इसे चयन का आधार बनाया गया, वह बाधा भी सरकार ने खत्म कर दी है लिहाजा अब इसकी मेरिट पर चयन नहीं किया जाना चाहिए। इस बारे में एनसीटीई के नियमों, शर्तों का भी हवाला दिया गया है। अगर इस मामले में एनसीटीई के अधिनियमों को आधार बनाया गया तो छात्रों का पक्ष सही साबित होने की पूरी संभावना है और ऐसे में पूरी प्रक्रिया बाधित हो सकती है। टीईटी मेरिट को चयन का आधार बनाने के खिलाफ याचिका ने फिर सांसत में डाल दिया है। अभ्यर्थियों ने एनसीटीई के नियमों के हवाले से ऐसे तर्क रखे हैं जो सरकार को परेशानी में डाल सकते हैं।
अभ्यर्थियों का कहना है कि सरकार ने एनसीटीई की चेतावनी दिखाकर बीएड डिग्रीधारकों को प्राथमिक शिक्षक बनाने के लिए एक समय सीमा तय कर दी थी। प्रचारित किया गया कि 31 दिसंबर तक चयन न किया गया तो बीएड डिग्रीधारक हमेशा के लिए चयन प्रक्रिया से बाहर हो जाएंगे लेकिन एक हफ्ते पहले जारी संशोधन से साफ हो गया कि यह तथ्य गलत था। न्यायालय के निर्देश के बाद सरकार ने जो संशोधन किया, उसमें आवेदन नौ जनवरी तक स्वीकार किए जा रहे हैं।
अभ्यर्थियों ने बात के पक्ष में तर्क रखा है कि तिथि नौ जनवरी तक बढ़ने का आशय है कि 31 दिसंबर की बाध्यता कभी अनिवार्य नहीं थी और यदि तिथि बढ़ सकती थी तो टीईटी मेरिट को चयन का आधार बनाने की मजबूरी नहीं थी।
News : Amar Ujala (24.12.11)
*************************************
As per view of many candidates on this blog/POLL SURVEY BY THIS BLOG/NEWS/ earlier HIGHCOURT DECISONS etc.
Follwing question arises -
Question is - Where NCTE said - TET merit can not be used for selection.NCTE specify - TET pass as a qualification criteria to make Quality in education system.
Why so many BTC candidates failed. Is exam faulty ? If UPTET exam faulty, then who are responsible?
And if proved exam was faulty/very hard etc. them it may be reconducted for TET failure etc.
BTC selection is based on MERIT, But still they are UNABLE to secured minimum passing marks
Why many Vishist BTC candidates not gave this exam. 
This UPTET exam common to all candidates, then what is Unfair.(As per poll survey on this blog -
Most of the candidates, who appeared in UPTET exam, voted - TET merit used for selection.
If NCTE said to maintain quality - TET pass necessary then what's wrong to use TET merit for selection.
Many goverment services selects candidates on different-different methods.It depends on authority - How to select candidates.
I felt -
However, If something wrong happens  in TET exam with some candidates on proper grounds then it should be properly treated may be adjust in new vacancies etc.But lakhs of students who already wait for there selection should not affected. And goverment should effectively implement RTE act for poor childerens as early as possible.

102 comments:

  1. Cyber attack kar pure paridam se chedchad kia ja chuka hai,aur u.p.board is par f.i.r.tak nai karta, kahi na kahi ye u.p.board ki neeyat par bhi sak paida karta hai,kyoki ho sakta hai jis private agency ko ye theka diya gaya tha unka hath bhi isme ho sakta hai,aur u.p.board isliye hi dar raha hai ki f.i.r.karne par police janch me ye pol khul sakta hai

    ye baate u.p.tet ke viswasniyata ko puri tarah se khatm karti hai,agar in cheejo ko court ke samne evidences ke sath le jaya jaye to court bhi uptet ki viswsnita par ungli lagate hue ise selection ka base manne se inkar kar degi kyoki u.p.board ko bhi nahi pata hai ki cyber attacker ne kis had tak gadbadiya ki hai aur na hi u.p.board ne kisi anya agency se koi janch karne ki jarurat samajhi,is case me u.p.board ko bhi ban kiya ja sakta hai,kyoki unhone ek private agency ki janch(ho sakta hai jisne khud hi chedchad kiya ho)par mamle ko thande baste me daal diya.

    ReplyDelete
  2. kewal tet ko selection ka aadhar bnana galat hai.tet result me itni khamiyan dikhayi de rahi hai ki ab to bilkul bhi sahi nahi hai ki tet pe selection ho.hm tet ko merit ka aadhar banane ko galat mante hai.sabko ye sochna chahiye ki kya ye sahi hoga ki jis exam ko pass karne ke liye log kitna jugad lagaye hai uspe merit banayi jaye.

    ReplyDelete
  3. jo yeh keh raha hai woh sab kala akshar bhain barabar hai. aa ja ctet ke maidan mien unpad

    ReplyDelete
  4. woh to ias pcs pmt aur bank po sab jagah kuch jugad lagti hai. par sab log to is tarah ke nahi hain na????

    ReplyDelete
  5. dosto kewal apne bhle ki bat sochkar hi aap log tet pe merit ki bat kr rahe ho.tet ko selecton ka adhar banana galat hai.niyam ko dekho .jiwan me kuchh karna hai to aage badho. sara faisala court pe chhod do.thoda ncte pe gaur kro.aap ko agar judg bana diya jayega to apne fayde ka niyam bana loge kya.agar sarkar tet exam se do din pahle ye ghosda nahi ki hoti to kuchh bakheda kda nahi hota .

    ReplyDelete
  6. MERIT ACEDEMIC % PER HONI CHAHIYE HUM LAKHO LOG HICOT ME DHARNA DEGE YEHI NAHI HUM SABI LOG YE BHI MANG KAREGE KI IAS EXAM SE LAKER SABHI EXAM MAI ACEDEMIC KA 80%+20%COPITITION KA HONA CAHIYE,HOM LOGE NE PORI GINDEGI MEHNAT KARKE ACEDEMIC % PRAPT KIA HAI...ITNA PAISA COMP.EXAM MAI KARCH KARNE KI KIA JARURAT HAISARKAR KO/???

    ReplyDelete
  7. Bhaiya ee batao - Ki Highcourt kitnee bar decide kare, Jab pehle hee vo kehe chuka hai kee - They have no objection on TET merit for selection. Shayad Decision 12-december ko diya.
    Chahe kuch log lakh jor laga lein, Merit to TET par hee bangegee.
    20-30 baar fesla ho chuka hai, Is process (Exam, result etc) mein karodon rupya lug chuka hai.
    Agle Saal dobara se tayaree karo, aur mehnat karo - rattu popaton.

    ReplyDelete
  8. Ye sahi hai ki kewal tet ko selection ka base banana galat hoga,par jo log nyayalay me ncte ki sifarish ko adhar bana rahe hai unka paksh bilkul kajor hai,aur anya case ki tarah hi ye bhi dismissed ho jayega,
    court me adhar tet me hui gadbadiyo ko banana chahiye jo ki iski visvasniyta par sak paida karti hai.aur iske pure pramad maujood hai,jaise result me 15 bar tak sansodhan hona,(har sansodhan ki net ki copy ko as evidence mana ja sakta hai)pure paridam ka cyber attack dwara prabhavit karna(uptet2011results.com ka i.p.address bhi ek pramad hai) aur u.p.board ka is par koi karwahi na karna,(koi f.i.r. kyo nahi karai gai)

    ReplyDelete
  9. dosto ak badia lokpal ke sath-sath anna ko ye bhi mang karni cahiye ki MP KE CHUNAO 10TH + 12th +gradu. % par ho chunao ayog itna paisa kio barbad kar raha hai meri to samajh mai nahi aa raha hai...des mai poora kam band kerke HC chalo aur merit(acedemic base per)per kai niam badelao plese mere acedemic me 10se 12th ka % 88% hai cbsc se aur B.A+Bed ka 95% hai iske lia mehnat kia hai....tet mai 84 obc prapt kia hai

    ReplyDelete
  10. gaye wo din jab merit se hota tha isliye to ncte ne exam rakha hai. ctet ki tarah paper agar aata to shayad poore up se do hazar log bhi select nahi ho pate. ctet mien yah hi hua. ctet mein to ko fayda nahi hoga tet ko selection base banane ka kyunki centre ke paas seat hi nahi hai bharti ke liye. woh to state hi isko selection base bana sakta hai. merit se tabhi tark sangat hai jab poore state mien ek hi board ho cbse wale 99 percent la rahe hain aur upboard wale 52 aur dono ek hi mental level ke hain. ab jab cbse ne high aur inter bhi optional kar diya hai to kya woh log selection ke hakdaar nahi hain. se sirf ek hi aisi bharti hai jo ki selection merit se hoti aayi hai. baki koi bhi bharti exam se hi hota hai. itna swarthi nahi banna chahiye aur court pahunch jao ya bhuke mar jao jo sahi hai wahi sahi hai

    ReplyDelete
  11. शिक्षकों की भर्ती के लिए केंद्र से मांगी मोहलत
    लखनऊ, जागरण ब्यूरो : बेसिक शिक्षा परिषद के संचालित प्राथमिक स्कूलों में 72,825 शिक्षकों की नियुक्ति के लिए राज्य सरकार ने केंद्र से एक महीने का समय और मांगा है। इस संबंध में सचिव बेसिक शिक्षा अनिल संत ने मानव संसाधन विकास मंत्रालय की सचिव अंशू वैश को पत्र लिखा है। पत्र में राज्य के परिषदीय प्राथमिक स्कूलों में शिक्षकों की नियुक्ति प्रक्रिया पूरी करने ...के लिए पहली फरवरी 2012 तक की मोहलत मांगी गई है। केंद्र सरकार को बताया गया है कि इलाहाबाद हाईकोर्ट के शिक्षकों की नियुक्ति के लिए पहले जारी की गई विज्ञप्ति को रद करने के कारण भर्ती प्रक्रिया को पहली जनवरी तक पूरा कर पाना मुमकिन नहीं है। शिक्षा के अधिकार अधिनियम के तहत राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) ने कक्षा एक से आठ तक में शिक्षकों की नियुक्ति के लिए शैक्षिक योग्यता निर्धारित करते हुए 23 अगस्त 2010 को अधिसूचना जारी की थी। इस अधिसूचना में कक्षा एक से पांच तक में शिक्षकों की नियुक्ति के लिए बीएड डिग्रीधारकों को भी मौका दिया गया था बशर्ते कि वे नियुक्ति के बाद प्रारंभिक शिक्षाशास्त्र में एनसीटीई के मान्यता प्राप्त छह महीने का विशेष प्रशिक्षण हासिल कर लें। एनसीटीई ने बीएड डिग्रीधारकों को बतौर शिक्षक नियुक्त करने के लिए एक जनवरी 2012 तक की समयसीमा तय की थी। सरकार ने परिषदीय प्राथमिक स्कूलों में 72,825 शिक्षकों की नियुक्ति के लिए अध्यापक पात्रता परीक्षा (टीईटी) उत्तीर्ण अभ्यर्थियों को पांच जिलों में आवेदन करने का विकल्प दिया था। बेसिक शिक्षा परिषद ने इस आशय की विज्ञप्ति 30 नवंबर को प्रकाशित की थी। विज्ञप्ति के अनुसार अभ्यर्थियों को नियुक्ति के लिए 19 दिसंबर तक आवेदन करना था। इलाहाबाद हाईकोर्ट ने पांच जिलों में आवेदन के विकल्प को उप्र बेसिक शिक्षा (अध्यापक) सेवा नियमावली, 1981 के प्रावधान के विपरीत, अतार्किक और असंगत ठहराते हुए शिक्षकों की नियुक्ति के लिए 30 नवंबर को प्रकाशित विज्ञप्ति को रद करने का आदेश दिया था। अदालत के आदेश के अनुपालन में बेसिक शिक्षा परिषद ने नियुक्ति के लिए 20 नवंबर को संशोधित विज्ञप्ति जारी करते हुए अभ्यर्थियों को ऐच्छिक जिलों में आवेदन का विकल्प दिया। संशोधित विज्ञप्ति के अनुसार अभ्यर्थियों को नियुक्ति के लिए नौ जनवरी तक आवेदन करने की मोहलत दी गई है।

    ReplyDelete
  12. prt ke chayan me acadmic % ko to bilkul nahi lena chahiye. mere tet me 99 kam hai phir bhi mai aisa kah raha hu.mai 10 salo se yehi dekhta aa raha hu kaise 10th, 12th & gradu. me 80% tak aata hai.
    Agar chayan ka adhar lena hai to B.ed%+ Tet% ko lena chahiye .
    kyoki B.ed entrance up level ka hota hai aur do paper dene hote hai isme negative marking bhi hoti hai. Isko pass karne ke Bad B.ed me selection hota hai.
    B.ed ka entrance Tet se kahi jyada mayne rakhta hai.
    Mai sabko yahi rai doonga ki court me jane se naukari kisi ko nahi milegi. tet me adhik no. panewale aur acadmic me adhic no. panewale hamesha ladte rah jayenge.
    isliye jisme sabka bhala ho wahi kam karo. isme dono paksh ko labh hoga.
    thanks.

    ReplyDelete
  13. Kya yaar - CBSE, Pvt. college/B.ed donation dekar khoob marks lene vale pareshan ho rahe hain.
    Is UP board valon ka bhala hone kee umeed hai.
    IIT se 65% vala,aur donation college se 90% vala barabar hai.
    Coomon exams hee best solution hai.
    Jo BTC/Vishist BTC candidatew fail ho gaye unkee degee/markshee check karayee jaye.

    ReplyDelete
  14. Jb itne ki kabil ho to tum logo k tet me no. Km kyon rhe gye.btc walo ne tet ka exam dekr tum logo ki pole khol di h.tum log teacher banane k layak hi nhi ho.haan neta banane k layak jaroor h.tet me selection k liye jitna chance tumhe tha utna hi hm logo ko tha.ghar baith k b.ed kiya hoga paise dekr.
    Beta court ka chakkar chodo aur padai karo shayad next time acche no. Aa jaye

    ReplyDelete
  15. SELECTION KA ADHAR TET KI MERIT HI HONA CHAHIYE. JO LOG TET QUALIFY NAHI KAR PAYE VO LOG HI BAKHEDA KHARA KAR RAHE HAIN.

    ReplyDelete
  16. SELECTION KA ADHAR TET KI MERIT HI HONA CHAHIYE. JO LOG TET QUALIFY NAHI KAR PAYE VO LOG HI BAKHEDA KHARA KAR RAHE HAIN.

    ReplyDelete
  17. Shamli ke DIET ka address kya hai.
    Kisee ke pass ho to bataye, Ye Prabbudh naya jila bana to iska DIET address kon sa hoga.
    Please help me.

    ReplyDelete
  18. tet ke merit par hi selection hona chahiye .................
    jo log compteteion main number nahi pa sake aur academic main number accha hain,
    is baat ka matlab saaf hain number kaha se mile hain.........
    har job main selection ka basis comptetive exam ki merit hotee hain..

    ReplyDelete
  19. sunne me aa raha hai ki jin logo ke acedemic mai70% se uper hai aur TETexam mai90% se kam hai sarkar unki acedemic marsheet dobara board se bariki se check karwaegi aur jo log falti honge unhe jail jana padega..... kia koi bata sakta hai ki isme jmanat ho sakti hai ki nahi.. aur yadi UP chode dia jaye to kia dosre state se bhi up police pakad sakti hai plse koi jaldi se bataye...

    ReplyDelete
  20. Saare TET fail tum sub saale isliye fadfada rahe ho kyunki tum log ya to nakal kar ke paas huye ho ya paise dekar, TET ke exam me tum sabhi ko apni aukaat pata chal chuki hai, tumhare jaise log he ish desh ka bedagark kar rahe hai, saalon tum sab teacher ban-ne ke layak nahi ho... - '270000 TET PAAS'

    ReplyDelete
  21. TET ki merit ke aadhar per he selection hoona chaiye......
    SEEMA.

    ReplyDelete
  22. kya highschool, inter,graduation, b.ed, me nakal nhi hoti, kya bank, civil, tgt, pgt, railway etc me academic merit banai jati h. kisi ke future ko adhar banakar aap job nhi de sakte present time me student ki kya condition h ye uptet se saaf ho gya h or bhai logo aapne BTC training walo ko dekha hoga jo BTC me 200 std top merit me the wo uptet me kewal 38 pass ho paye h ab sab aapke samne h

    ReplyDelete
  23. kya highschool, inter,graduation, b.ed, me nakal nhi hoti, kya bank, civil, tgt, pgt, railway etc me academic merit banai jati h. kisi ke past ko adhar banakar aap job nhi de sakte present time me student ki kya condition h ye uptet se saaf ho gya h or bhai logo aapne BTC training walo ko dekha hoga jo BTC me 200 std top merit me the wo uptet me kewal 38 pass ho paye h ab sab aapke samne h

    ReplyDelete
  24. h.c. is baar vacncy cncel kar degi.......

    ReplyDelete
  25. jo bhi tet ki merit me kah rha hai bane to usko ye bhi sochna chahye ki tet vigyapti me ye dena chahye tha ki iski merit banegi baad me sanshodhan to asavindhanik hai aur ab to itne bakhede ho gye h uske bad bhi tet ki merit banana galat hai

    ReplyDelete
  26. aur jo alog kah rhe ho ki ias pcs bank exam cpmt in sb me btaya jata hai ki competition wala exam hai aur isme se kisi exam ka result har din nai ata jo result daily update kiya jata hai ye mat bhulo aplog

    ReplyDelete
  27. अत्रि दीक्षितSaturday, December 24, 2011 12:19:00 PM

    क्या जिन लोगो की एकेडेमिक क्वालिफिकेसन किसी कारण वस कम रह गयी उन लोगो को भविष्य मैं कोई मौका नहीं मिलेगा? अगर नहीं तो उन सब के साथ क्या होना चाहिए ये आप सब तय करें| मेरे अनुसार ऐसा तो नहीं होना चाहिए|
    हाँ अगर आप को आपत्ति हैं तो अवश्य लिखें
    धन्यवाद.......

    ReplyDelete
  28. bhai ek bar soch kar dekho agar koi student kisi karan wash x,xii or graduation me ache number nhi la saka kuch problem ke karan,lakin bad me uska man hardworking karne ke liye karena laga to usko ka koi chance nhi milege age badne ka kya only jiske acdemic me hi acche number hi wo hi log ias, teacher benege bad me jara socho yaaro please.

    ReplyDelete
  29. अत्रि दीक्षितSaturday, December 24, 2011 12:30:00 PM

    क्या आपने कभी सोचा है कि जब आप अपने घर के किसी बच्चे की टयूसन के लिए किसी अध्यापक को ढूढ़ते हो तो क्या उसकी एकडेमिक क्वालिफिकेसन देखते हैं या फिर उसकी वर्तमान नालिज़!
    अगर आप अपने घर के बच्चे के लिए कुछ और सोचते हैं और बाहर के बच्चो के बारे मैं कुछ और तो फिर तो साफ ज़ाहिर होता हैं की आपसे बड़ा स्वार्थी व्यक्ति कोई नहीं है|

    ReplyDelete
  30. sayad hum hi log hain jo kisi vacancy ko complete hone hi nahi dena chahte ab dekhiye jinke tet mein kum mark hain wo court mein ja rahein hain soch rahein hain ki mera nahi hoga to kisi ka nahi hona chahiye yahi log to desh ko destroy karne par tule hain bhai ab agar court decision dega to ab sayad yeh chayan nahi hoga high-court ko bhi to sochna chahiye yeh main roj-roj kya decision de raha hu kisi bhi recuirement ka base uska exam hota hai na ki aap ka acadamy record it's very shamefull condition aisa hoga to sayad sabhi log kabhi nahi job paa saktein mere doston samash lo aur sikh lo

    ReplyDelete
  31. bhai ek bar soch kar dekho agar koi student kisi karan wash x,xii or graduation me ache number nhi la saka kuch problem ke karan,lakin bad me uska man hardworking karne ke liye karena laga to usko ka koi chance nhi milege age badne ka kya only jiske acdemic me hi acche number hi wo hi log ias, teacher benege bad me jara socho yaaro please.

    ReplyDelete
  32. bhai ek bar soch kar dekho agar koi student kisi karan wash x,xii or graduation me ache number nhi la saka kuch problem ke karan,lakin bad me uska man hardworking karne ke liye karena laga to usko ka koi chance nhi milege age badne ka kya only jiske acdemic me hi acche number hi wo hi log ias, teacher benege bad me jara socho yaaro please.

    ReplyDelete
  33. bhai ek bar soch kar dekho agar koi student kisi karan wash x,xii or graduation me ache number nhi la saka kuch problem ke karan,lakin bad me uska man hardworking karne ke liye karena laga to usko ka koi chance nhi milege age badne ka kya only jiske acdemic me hi acche number hi wo hi log ias, teacher benege bad me jara socho yaaro please.

    December 24, 2011 12:29 PM

    ReplyDelete
  34. jab sare sarkari sevice comptetion ke jariye diye jate ho to teacher job bhi tet merit ke adhar per dena bhi sahi hai. cbse board, donated colleges me percentage bahut zyada bante hai takreban 90% tak. jab inter, high school, graduate me marks dene ka tarika sare up board, cbse boar, donated colleges me alag - alag hai to isko shikshak chayan me adhar nahi banana chahiye.mere khyal se uptet exam ki khamiyo ko door karke sirf iske adhar par naukri deni chahiye. yahi sabke liye acha aur barabari ka mauka hoga...

    ReplyDelete
  35. plse koi bataye ki 1st jan se 4.5% alpsankhyak ka arachan lag jaega to uptet mai iska faida milega ki nahi aur milne par alpsankyak ki kitni merit kitne % jayegi mere 101hai is kote mai mera hone ka kitna chance hai..plse.plse..IKBAL KHAN (ABHI MAI GEN CAT MAI HU)...//

    ReplyDelete
  36. bhai ek bar soch kar dekho agar koi student kisi karan wash x,xii or graduation me ache number nhi la saka kuch problem ke karan,lakin bad me uska man hardworking karne ke liye karena laga to usko ka koi chance nhi milege age badne ka kya only jiske acdemic me hi acche number hi wo hi log ias, teacher benege bad me jara socho yaaro please.
    akki............
    December 24, 2011 12:29 PM

    ReplyDelete
  37. bhai ek bar soch kar dekho agar koi student kisi karan wash x,xii or graduation me ache number nhi la saka kuch problem ke karan,lakin bad me uska man hardworking karne ke liye karena laga to usko ka koi chance nhi milege age badne ka kya only jiske acdemic me hi acche number hi wo hi log ias, teacher benege bad me jara socho yaaro please.

    akki...............

    ReplyDelete
  38. Ye academic main merit to Bilkul kise bhi hal main nahi banege, Yadi tet se merit na bane to Ek naya written exam kara lo just like TET jaise aur selection exam hote hain, Sare academic merit holder ki pol khul jyage. Waise bhe academic holedr ke pole khul chuki hai jo 2000 main sif 38 TET pass kiye hain. Main ye kahta hoo ki ET based merit bane ya na bane per Academic based merit to kisi bhi keemat main nahi banani chahiye. Ye sab jitne academic holder hain unki markshhet farji hain, aur adhiktar nakal kar ke pass huye hain. Yadi tet se marit na ho to ek aur Teachers Selection Exam hona chahiye. Kise bhe state main acadamic merit absed selection sarkari naukrai main nahi hua sirf UP teachers main hi aisa hua hai jo bahut galat hua hain.

    ReplyDelete
  39. Yadi TET merit base selection na ho to ek naya Teachers selection exam ho, Lakin Academic merit based to kisi bhi halat main nahi hona chahiye. Isse sab academic merit holdar jo nakalchi hai aur farji marksheet lekar baithe hain unke poll khul jayege.

    ReplyDelete
  40. Selection should be done on TET basis.
    Can any body tell me..that after updated result..we have to resend the application forms with new TET marksheet...or there is no need of this..?

    JK

    ReplyDelete
  41. Yadi siksha ka star sudharna hain to slecetion ya to TET based hona chahiye ya fir ek naya exam may be any name (Teachers selection exame ya Adhyapak selection exam) hona chahiye, that should be common for all and there should not be any possibility for nakal and farjiwada. But at any cost Academic based merit nahi hona chahiye

    ReplyDelete
  42. court bhi to pagal hai kyo in sab faltu matter par decision hi kyo deti hai aur kaam nahi ahi kya uske pass use nahi pata hai ki exam pass ke baad hi kisi ki capacity ka akalan kiya ja sakta hai is tarah se nahi ab bato ki galti kiski hai court jab in par kuch kare hi nahi unki yachika hi radd kar de phir to in logo ka dimag waise hi sahi ho jayega

    ReplyDelete
  43. bhai kiya soch rahe ho jab studants padhane hain to pgt me job karo prt to maje lene ke liye hai phir inteligent log kio liye jaye jo bhi mil jayega bahi chalega.

    ReplyDelete
  44. paresaan na ho tet merit per halla machane wale sab vahi hain jinke number 90 se 95 hain. are dhurandaro jab etni achchhi performance rahi hai abhi tak to tet main kya akl ghaas charne gaye thi. nakalchiyo aur % badvakar academic merit maintain krane walo ko tet mai asli aukaat pata chal gaye. ab to tumhara result bhi sanshodhit kar diya hai.
    fir bhi latak gaye to lage chillane ki tet se merit na banao.
    to kya tum gadho ko ghoda bana diya jaye anpado taki rahi sahi prt education ka bhi bantadhaar ho jaye.
    comman test tha sabi ne diya aur pata lag gaya ki kaun kitne pani mai hai.

    ReplyDelete
  45. Jinke bhi academic mertit high hain aur TET main fail hain ya bahut he come nuber se pass hain Govt ko unke academic record ke ghanch karane chahiye. I am sure ki ya to unhone private collage se academic kiya hoaga ya koye fargi college se ya farzi marksheet banwayee hogi.Ismen unko bhi samil karna chahiye jo pahle VBTC main select huye hain. sab doodh ka doodh pani ka pani ho jayega. Ye TET less number people sare ne academic main farzi marksheet ya farzi college se Academic kiya hai. Academic merit based selection should not be any cost chahe kuchh bhe ho jaye.

    ReplyDelete
  46. (Acedemic ka baap)
    Tum log election commison ko advicet kyu nhi dete ki abki baar election vahi ladega jiske 10th se lekar graduatiom me 90% hai.
    Aur ha jab abhi tak nakar karke paas hue to is baar Tet me bhi jugad laga lete. Aur ha anpado jo maine likha vo pad pa rahe ho ki nahi, ya phir se tumhara 2nd class me admition karvau.

    ReplyDelete
  47. Yadi siksha ka star sudharna hain to slecetion ya to TET based hona chahiye ya fir ek naya exam may be any name (Teachers selection exame ya Adhyapak selection exam) hona chahiye,

    ReplyDelete
  48. naye exam ki koi jarurat nai hai tet hi dobara hna chahye aur kisi achi governing body se exam conduct karwana chahye jaisa fair exam ctet ka hua tha ek exam ek result ek marksheet na 2-3 exam 10-15 result aur 4-5 marksheet pta nai aplog kaise fovur kar rhe ho is exam ka aur plz iski tulna ias pcs cpmt jaise exam se mat kariye un sab me ek result aur ek bar merit ya number atein hai dus baar nai

    ReplyDelete
  49. aur news bnane wali headline bhi kisi exam me nai ati ki aj result kal result parso result yahan tak ki high court order de rha hai result sanshodhan k liye aisa bhi mai hota hai kisi nhio ias pcs tgt pgt k exam me jaise ctet hua wiase kya ye exam nai karwaya ja sakta hai.

    ReplyDelete
  50. 120 k upar jin candidate k aa gaye hai wo iski merit k favour me hai to bahio jb isme ache ayen hai to hsc inter grad. aur bed me bhi to aplogo k ache aye honge qki padhno k walo k number har exam me behtar hote hai fyr chahe wo academic hi q na ho unko nakal se koi mtlb nai hta hai.

    ReplyDelete
  51. chup himansh gadhe teri aankh phoot gayi thi jo tet me acche number nahi la paya. rahe hoge school me toper ab to ho tum totly gobar. bevkoophhhhhhhhhhhhhh

    ReplyDelete
  52. bhiyo ab acedmic se he merit banegi, tet se nhi banegi,,.. so sad haina..

    ReplyDelete
  53. merit chae tet se bane cahe acedemic se lakin jinke acedemic mai60% se upper hai aur tet mai95 se kam hai itne saral paper jismai plus aur multiplication ke ques. the aur nahi kar pai hai to ek bar pahele inki janch karwai jai agar sahi hai to teacher bana dia jai nahi to salo ko jail mai dalo isi prakar tet ki marksheet jiski ferji mile use bhi jail dalo..ferjinama samapt hona cahiye jarurat ho to interview rakhe unse math me multiplication,divide ya unse prisident ka nam puncha jai nahi batane per unki acedemic recard ki janch kara ker jail mai dalo salo ko...yehi samai hai job ke lalach me sab ke sab chor pakde ja sakte hai

    ReplyDelete
  54. tet aur B.ed se merit banani chahiye.......
    abhishek

    ReplyDelete
  55. krishna ji upper primery ki vacancies kab notifiy hongi koi idea h? ptrt ka to bhagvan malik h bt i havnt loosen hope. tet ki kanha se milengi plz tell

    ReplyDelete
  56. tet ki mark sheet kanha se milengi

    ReplyDelete
  57. merit tet+Bed theory % per ban rahi hai, mera sala deit prachariya hai abhi abhi maine phone per bat kia hai..selection ke samai police rep(01 SI+3 HC+14 SIPAHI RAHEGE KIOKI FERJI MAKSHEET(academic+tet ki) pata karke mark ho gaia hai pahuchte hi ase logo ko jail bhej dia jaega .....100% sahi khabar hai

    ReplyDelete
  58. meri chachi diet ki principal hain. abhi abhi maine phone se pucha to bataya ki Maya ji ne sab diets par phone kar ke keh diya hai ki tet par hi karna hai, academic merit par nahi aur jo fax aaya hai woh radd kara diya gaya hai kyunki woh ek chaprasi ne sab jagah kar diya tha kyonki uske ladke hi bahut high academic merit thi par woh tet mein fail ho gaya hai.

    ReplyDelete
  59. sare ke sare tet ne pagal kar dea hai

    ReplyDelete
  60. bijnor ki gernal merit kitni ja sakti hai koi batyaga

    ReplyDelete
  61. jo nakal karke ro praktical me rishwat de kar pass( academic) hue hai wo sabi ke marks ke base pe merit banane ki bat kar rahi hai agar itne intelligent hote to tet me merit banate

    ReplyDelete
  62. Frindz, main do baat kahna chahoonga, Jinke TET main mark achhche hain sure unka Academic record bhi achhchha hi hoga this is fact. but jinkaacademic merit high hoga koye jaroori nahi hain ki unke TET main achche mark hon, to iska matlab ki TET based he selection hona chahiye. Bilkul sahi jinka academic record bahu achcha hain aur wo TET main 95% se kam number layen hain unke academic record ke janch honi chahiye aur koye bhi farzi mark sheet ya farzi school hone par seedha jail bheja jaye, isse nakal mafiya aur is pratha per rok lag sakti hai. Merit should be TET and only TET based hi hogi.

    ReplyDelete
  63. hi freinds kya koi ye bata sakta hai ki uptet main pass hone wale 100+ candidate kitne hain.

    ReplyDelete
  64. wah bhai abhi khabar mili hai ki bharti tet merit per hi banegi ab koi change nahi hoga hiphiphurrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrre best of luck

    ReplyDelete
  65. up teacher ki niyukti tet merit per hi honi chahiye. iske liye hum sabhi logo ko C.M. Mayawoati ji ka abhar prakat karana chahiye.

    ReplyDelete
  66. It is a suggestion to those candidates who is demanding to recruit primary teachers through academics, that they must keep their forged marksheets into their ass hole because everybody knows they are the seed of a dog.

    ReplyDelete
  67. Friends agar aapne u.p.board me apne marks badhane ko lekar apply nahi kiya hai to turant kar dijiye kyo 95 pane walon ke number ab 125 ho chuke hai

    http://www.facebook.com/pages/Uptet/306045222745385

    ReplyDelete
  68. Sabse pahele ye amar ujala newspaper k khilaf case karna chahiye.iska editor farji admi hai.usko kuchnahi pata.sirf hamlogo ko pareshan karta hai ye news paper.bina tathya k ye khabar chhapta hai.andaza se ye khabar chhpta hai.kya isko nahi pata 12dec ko court ka faisla achuka hai ki TET ki merit galat nahi hai.
    Ye news bhi farzi hai..dosto aplogo se apeal hai sabhi log amar ujala ko letter likh k de ki ap galat news mat chhapa kare.
    Aur ye jo Log nakal mar k paise ghus de ke highschool inter me marks pa gaye hai jyada uchhale nahi.abki bar agar ye court gaye toh inke upar achchha khasa jurmana lagega.court koi majak nahi hai jo iska waqt koi bhi barbad kar sake.
    Mai amar ujala ko ek baat aur samjhana chahta hu jis point ko ye majbut aadhar maan rha hai wo bakwas hai.highcourt ki wajah se hi ye date 9th karni padi hai...
    Ashish

    ReplyDelete
  69. well it is quiet amazing why this tet required for guys who has Bed degree like me i have cleared entrance for bed then i have went through unversity exam than what is the imp of this faulty tet sab yuoth ko gumraah karne ki sajish hai.

    ReplyDelete
  70. Ye log bahut bare wale hai inko kuch bi samaj me nahi aata hai. Ye tay hai ki tet ki merit par hi selection hoga lekin ye log samjne ko tayr hi nahi. Enko bus tang adana aata hai. Ab court ne bi kah diya ki tet ki merit sahi hai to bi inko taqleeph hai. Aakhir ye log kya chahte hai kya jeene ka adhikaar sirf inhi ko hai wo log jeene ke adhkiri nahi hai jinone bahut pahle b.ed. Kar liya tha jabki adhik number dene ka prachalan nahi tha. Aur to choriye inko itna bi nahi pata ki agar abki baar kuch hua to barti bi cancil ho sakti hai kyoki agar tet ko galat sabit kiya to pariksha nirast aur pariksha nirast to bharti cancel kyoki barti ka aadhar yahi tet exam hai aur ek baar bharti cancel to vacency raad kyoki tab tak bharti ki dead line khatam ho chuky hogi. Samjhdari isime hai ki jo chal raha hai chalne de kyoki isme sirf high tet merit wale hi nahi hai adhiktar wo log bi hai jo high academic merit bi rakhte hai lekin wo sirf isliye chup hai ki barti chahe jaise ho unka ho jayega. Lekin bhaiyo need se jaago barti tabhi puri hogi jab ye bahasbaji band hogi. Mitro kisi ka to bhala ho jane do kyo nahi samajh rahe ho tumari ek galti se kitno ka nuksaan ho jayega.

    ReplyDelete
  71. Bhai mai puri tarah sahmat hu ki amar ujala nihayat hi kamina hai. Ye aag lagane ka kaam kar raha hai. Roj kuch na kuch negative khabar aaj ye to kal wo baki doosre paper bahut kam negative khabar dete hai lekin ye akhbaar to hadd kar di. Are agar news nahi mil.rahi to aphwaho ko hawa to na do mujhe to lagta hai ki ye aphwahe bi khud nikalta hai yaise paper ka to bahiskhar karna chahiye. News pariye aphwah nahi , es paper ko nakar de.

    ReplyDelete
  72. yeh media wale gunde hain isme koi shak nahin

    ReplyDelete
  73. YE JO ACADEMIC ki bat karne wale hai inko mai ek bat kahuga ki yaro ap bhi hamare bhai log ho islia ferji afwah mat failao iski bajai next tet ki jordar taiyari mai jut jao jitna paisa cort mai barbad karoge utne mai koi cocing ya books kharid lo aur khoob mehnat karo GOD app ko bhi saphalta dega yadi aap asa nahi karoge to next timephir mehnat wale nikal gayege aur tum log ase hi po.po.karte rahoge dhire dhire rote -2 life bekar ho jaigi plse yar sarkar ko apna kam karne do sahi kam me adanga nahi dalte hai....mehnat se tet ka result badal sakta hai lakin acedemic marks nahi...ek bar jo ho gaya so ho gaya...plse samjho dear.....best of luck for next uptet exam///

    ReplyDelete
  74. MERA NAM S. R. PANDEY HAI AUR MERE BHI PRT ME 109 MARKS HAI. MAI BHI SOCHTA HOO KI SELECTION TET MERIT PAR HO LEKIN YE BAR BAR KA SANSODHAN UOOPER SE YE CYBER HIJACKING.AB TO MERA BHI VISWAS UTH GAYA IS TET SE.
    AB MUGHE NHI LAGTA KI MERIT TET BASE PAR BANANI CHAIYE.WAISE AAP LOGO KI KYA RAI HAI..........
    YEDI AAP LOGO MESE KISI NE P.G. KE SATH B.ED KIYA HO TO PLZ MUGHE CALL KARE KOYKI MERE BHAI SAHEB KA AISA HI HAI .JAB KI FORM ME PG KA KA KOI COLLOM HI NAI AAYA HAI
    MY CELL NO 9918717144

    ReplyDelete
  75. hi if, someone want any imformation call at 8745942694

    ReplyDelete
  76. JIN LOGO KI ACADEMIC ACHCHI HI ME UN LOGO SE PUCHNA CHAHTA HU KI WO LOG WAKAI PADNE ME ETNE BRILIENT HI TO FIR YE MAMULI SA TET EXAM KYO NAHI QUALIFY KAR PAYE.YE TO PRIMARY LEVEL KA THA. JAB AAP PRIMARY KA SIMPLE SA EXAM NAHI QUALIFY NAHI KAR PAYE TO PHIR AAPSE UMEED HI KYA KI JA SAKTI.

    ReplyDelete
  77. PRT ki merit academic qualification ke adhar per hi hona chahiye. If reqired add the some percentage of tet marks

    ReplyDelete
  78. hi HARI MOHAN TRIVEDI,SELECTION PRT ON THE BASIS OF ACCADMIC MERIT/ BEd+ TET MERIT PAR HONI CHAHIYA,BECAUSE TET EXAM MEIN NUMBER INCREASE HOTE JA RAHE HE

    ReplyDelete
  79. Arey ae kauve(anonymous) sasure tumko kuchh jaada hi experience hai noormanjil ka.kitne din rahe ho noormanjil mein?noormanjil me rahe ho fir bhi rahe kauve ke kauve hi kanv kanv karne ki adat nahi gayi.puneet se jaada jarurat tumko hai noormajil ki.dobara se jao or admi bankar aao aar vastav me admi ho to.agar paidaishi kauve ho to mat jao kyuki kauve to um ab bhi ho.to jor se karo kanv kannv kanv kanv
    merit on the base of tet now.chinta na karo tet walo.26 december ko poori information net par dal di jayegi.tab tak aap tet wale log shant raho aur in kauvo ko kanv kanv karne do

    ReplyDelete
  80. Agar chayan ka adhar lena hai to B.ed%+ Tet% ko lena chahiye .
    kyoki B.ed entrance up level ka hota hai aur do paper dene hote hai isme negative marking bhi hoti hai. Isko pass karne ke Bad B.ed me selection hota hai.
    B.ed ka entrance Tet se kahi jyada mayne rakhta hai.
    Mai sabko yahi rai doonga ki court me jane se naukari kisi ko nahi milegi. tet me adhik no. panewale aur acadmic me adhic no. panewale hamesha ladte rah jayenge.
    isliye jisme sabka bhala ho wahi kam karo. isme dono paksh ko labh hoga.
    thanks.

    ReplyDelete
  81. Agar chayan ka adhar lena hai to B.ed%+ Tet% ko lena chahiye .
    kyoki B.ed entrance up level ka hota hai aur do paper dene hote hai isme negative marking bhi hoti hai. Isko pass karne ke Bad B.ed me selection hota hai.
    B.ed ka entrance Tet se kahi jyada mayne rakhta hai.
    Mai sabko yahi rai doonga ki court me jane se naukari kisi ko nahi milegi. tet me adhik no. panewale aur acadmic me adhic no. panewale hamesha ladte rah jayenge.
    isliye jisme sabka bhala ho wahi kam karo. isme dono paksh ko labh hoga.
    thanks.

    ReplyDelete
  82. chayan Bed theory onli+tet per ho to hi fair mana jayega kio ki diffirent univercity mai practical ke deffirent marks hai isse cort kisi bh i halat mai nahi man sakti hai...dosto islia sirf wahi kam karo jise sab jagah sunwai ho ...hawa mai teer marne se kuch nahi hoga. pichli bar is bat ko HC ne bhi mana tha lakin bharti islia nahi ruki thi kioki process suru ho chuka tha aur niam ke anusar sirf process mai saboot ke sath gadbadi hone per hi ruk sakta hai sarkar chahe bhi to asa nahi kar sakti hai dosto......

    ReplyDelete
  83. Agar chayan ka adhar lena hai to B.ed%+ Tet% ko lena chahiye .
    kyoki B.ed entrance up level ka hota hai aur do paper dene hote hai isme negative marking bhi hoti hai. Isko pass karne ke Bad B.ed me selection hota hai.
    B.ed ka entrance Tet se kahi jyada mayne rakhta hai.
    Mai sabko yahi rai doonga ki court me jane se naukari kisi ko nahi milegi. tet me adhik no. panewale aur acadmic me adhic no. panewale hamesha ladte rah jayenge.
    isliye jisme sabka bhala ho wahi kam karo. isme dono paksh ko labh hoga.
    thanks.

    ReplyDelete
  84. dosto ek good news hai ki allhabad mai fegi up board aur univercity kimark sheet banane wale pakad lia gaie hai.. sabse badi bat ye hai ki unse kai CD mili hai jisse pichle 06 years mai jitni fergi marksheete bani sab pata cahal gaia hai. in sab logo per karwai hona tai ho gaya hai.. kuch ase bhi candidate hai jo kafi intilligent hai aur unke tet mai 120 se upper marks hai. lakin vis btc mai job pane ke cakker mai ferji marksheet banwalia hai ye sab jail chale jaege . Ab sirf tet pass 01 lackand 40 thousand hi bache hai... isme bhi60 thousand ke pass bed nahi hai kuch ke pass dped hai is prakar jitne fresh tet pass hai laghbag sab ko job mil jayegi sabhi kush ho jao..horra...ferji log jamanat ki tiyari karo app ko phir se 10th,12th..etc karna padega.....

    ReplyDelete
  85. kas phele bhi acedemic base per btc mai job nahi milti to sayed aaj ye naubat na atti .Ek galat niam ne kitne loge ke future ke sat khilwad kia hai aur ta aur hazaro booraiya ferginama paida ho gai hai lakin dosto kahte hai na ki har galti se hi agge ke lia sikh milti hai ..thanks GOD..AT last mai yehi kahuga ki 'ALL IS WELL'...

    ReplyDelete
  86. bhaio mai app shabhi logo se gujaris karuga ki app kabhi bhi ferji kam na kere na hi apne baccho ya bhai bahn ko karne de kioki bure kam ka natija bura hi hota hai socho samaj mai kitni burai hogi jab jai jate log ferji kam ke lia.. always yogta ko hi variata milna chahia chahe koi..

    ReplyDelete
  87. election hai selection kaise hoga

    chahe selection TET par Ho
    ya
    Academic%+TET par par selection jarur ho.
    kyaunki election baad ka pata nahi ki selection hoga bhi ya nahi.

    marksheet check ho rahi hai kai pharji marksheet pakdi ja chuki hi..

    ReplyDelete
  88. b.ed balo ke liya ye last chance hai PRT ke liye.

    or

    court said i have no objection for selection on basis of TET.
    12.12.2011

    ReplyDelete
  89. jo tet pass log tet merrit ke virodh mai cort ki taraf rookh kar rahe the un sab ka banda phoot chuka hai sab allhabad mai ferji marksheet banate huye pakad lia gai hai ..ab ye sabhi gussaye log tet merrit ke virodh mai cort ki bajaiye jail ki taraf rookh kar rahe hai kam se kam 06 sal ki saja hogi ...sath mai samaj se ijjat gai wo alag...info to amarujala..

    ReplyDelete
  90. Frindz jo log TET virodhi hain unki pol Allahabad main khul gayee hain. Ab wo farzi marksheet/digree wale court jarool jayen par apne jamanat ke liye, yadi jail jane se bachna hai, warna gay 6 sal ke liye jail aur naukri to jindgi bhar ke liye bhool jayen

    ReplyDelete
  91. Main UP govt aur sabhi se prarthana karta hoon ki Jo pahle VBTC main academic merit ke dwara select huye hain unke Academic record/marksheet/digree ki kise swantra agency se karaye jay, unme nischit hain ki kam se kam 30% longo ki marksheet ya digree farji hogi ya fir kisi aire gaire school collage ki marksheet/digree hogi jiske koye manyta nhai hogi. Ye hardoye district main out of 200 Academic merit holder VBTC selected,only 38 are passed in so easy exam se yeh sidhha ho chuka hai. Aur jinke markseheet/digree farji hain unhe turant naukri se barkhast kiya jaye aur jail bhejna chahiye. Yhi kam age ane walon ke sath hona chahiye

    ReplyDelete
  92. TET MAIN BHI TO FARZIWADA HUA HAI.KYA UPBORAD KA VISWAS TET MAIN KARNA THIK HAI.

    ReplyDelete
  93. PRKASH JI AP UP BOARD KO FERJI NAMA SE KIO JODE RAHE HO JO LOG PAKDE GAI HAI WO SAB UP BOARD KE NAHI HAI YE HO SAKTA HAI EK YA DO LOG BOARD SE SAMIL HO SAKTE HAI POOCH TANCH CAL RAHI HAI PAKAD LIA JAYEGA UNKO JAIL BHEJ DIA JAYEGA ..TET MAI FERJI MARKSHEET BANNE KE CHANCE KAM HAI JO KUCH HO RAHA HAI TET MAI SAB OPEN HAI ONLINE HAI HER CANDIDATE CAHE TO SAB KA ROLL/NO AUR MARKS CHECK KER SAKTA HAI..YE JO UPDATE HO RAHA HAI UN LOGO KA HAI JINKA ROLL NO GALAT THA YA BED MARKSheet jama nahi tha un candidate ki jagah aap hote to aap bhi yahi cahte board kisi ke sath aniya nahi ker sakta bhai aur jo log ferji tet ki marksheet lagayege selection ke samai pacad jaiyege kio ki original CD up board her deit ko bhejega...ye jitni afwaye ud rahi thi site per ki 81 se 128 hogaia haiye roll no kio nahi likhte hai ye sab ke sab pakade ja cuke hai ......prakasji plse ager koi saboot hai tet ki ferji hone mai to plse cort mai jaroor jai..abhi tak ek bhi saboot nahi mila hai ..ye up ke itihas mai pahela mauka hai ki is exam mai paper out nahi hua hai...iske lia sarkar aur up board dono ko thanks ..

    ReplyDelete
  94. agar ye farziwada nahi hai to ans. sheet kyo hata li gayi ?
    kin qus. ka ans. change hua ye site pe kyo nahi show karte?
    kyo NIC ko result prepration ka kam na dekar ek pvt. agency ko itni jimedari ka kam diya gaya?
    agar site hake hui to F.I.R. kyo nahi darj karai gayi?
    jab UP BORAD ki duplicate marksheet ban sakti hai to UPTET KI kyo nai?
    and last qus.aap logo ko acadmic merit se kya problem hai ?

    ReplyDelete
  95. Prakash ji ap ke problem kya hai, UP TET galat hai ya UPTET merit ke adhar per selection galat hai ya UP Bord galat hai actualy aap ke prolem kya hai. Kya aap TET fain fail ho gaye hain ya just 1-2 number pass hain.

    ReplyDelete
  96. Prakash ji ki problem e hai ki inko sasuri khujli bahut ho rahi ho oo sasuri khaz ho gayi hai na to bechare pareshan hai
    ka prakash ji ham sahi kahe hai na?

    ReplyDelete
  97. prakash ji site se anser sheet hata li gai hai kio ki sabne anser dekh lia hai cort ke anusar change bhi ker dia gaya hai..ab ap soch te ho ki up bord her candidate ke gher jaker uski anser sheet dikhaye ga aur apke man ke mutabik marks dega ..socho yadi board ansersheet nahi dikhata to tum kia ker late. paheli bar kisi exam kotarike se karaye gaye hai to usme kio ap paresan hai aur prakash ji ap sirf mujhe bataye ki ap apne tet marks se santust hai ki nahi ..imandari se sochoge to paoge ki apne jitne ques. sahi kia utne marks mile hai..actuli ap ko dikket appnemarks se nahi hai app ko adhik marks pane walo se jalan ho raho hai iske lia dimak ki jarurat aur mehnat ki jarurat hoti hai dear maine 20 sal centrail police ki job kar chuka hu comp. se door tha phir bhi paper itna asan tha ki maine 118 marks pa lia hai maine pahli job se retirement lia kio ki meri srimati ji ggic mai lec. hai ..sahi bolu ko 1995 ke pahle esa bawal nahi tha ye sab btc mai acedemic merit lene se hua hai isse hi ye ferjiwada paida ho geya hai ..siksha dusit ho chuki hai..plse merit jis per bane ye sarkar per chod de fergiwada ke khilaf teji se karwahi chal rahi hai..aiye hum sab milker site per sant se tet mai mile marks ka analisis kare kaphi intresting hai finel selection hone ke bad phir esa mauka nahi milega...my dear sadi ke pahle aur sadi ho jane ke bad mia bibi ke bich mai batchit ka maja alag-2 hai so plse enjoi to every movement lakin imandari ke sath....camman..

    ReplyDelete
  98. mera bhi 116 hai.lekin kya ek exam se kisi k acadmic record ko ignor karna kya sahi hai?

    ReplyDelete
  99. All tet qualify and others
    Ek yahi apni akhiri manzil hai aisa sochkar khud ko na tension do na auro ko
    bharti hui ya nahi age aur bhi mauke ayenge be positive yaar
    Pawan kr. Singh

    ReplyDelete
  100. vahi candidates academic merit ki maag kr rhe hai jo tet exam me kam mrks paaye hai. yadi unki academic merit acchi hai to fit tet ke itne easy exam me kyu fuse ho gaye.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।