सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Thursday, February 2, 2012
UPTET : TET Exam Shall be Cancelled , IF SP Government comes in POWER in UP
132 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
iska malab ab anpadh hamesha haavi rahenge
ReplyDeleteidiets sp
अरे यादव जी तब आप ख्वाब देखिये सपा की सरकार आने की और दूसरी बात है कि टी.ई.टी. परीक्षा को कराना या न कराना आपके दायरे की बात नही है ।
ReplyDeleteआपको सपा की सरकार बनानी हो तो चुनाव निरस्त करके सीधे मुख्यमंत्री बन जाइये ।
kya khoob kahi apne
Deletebeta akhilesh tum ko apana paab b.ed. wale hi mile hai ??? hume shiv-shankar k mindir ka ghanta bana diya hai jo v chahe hume hi tan tanate rahe ......
ReplyDeleteakhilesh ne bata diya ki wo aur unke candidets nakalchi hain aur nakalchi hi rahenge,inke $¥¶ me dam nahi hai tet pass karna
ReplyDeletemayawati to tet rok nahi pain in €£¶¥on kh kya aukaat h
ReplyDeletelagta hai in logo ko abhi niyam hi nahi pata. farzi degree walo ke akka bus ab jeet ke sapne kekhate raho
ReplyDeleteT.E.T. QUALIFIED STUDENS,
ReplyDeleteAAJ KE AAJ HI NARAM THAA GARAM DONO ROOP SE SABHI ESKA VIRODH KARE OR APPNE-APPNE YAHA KI MEDIA ME ESE DARJ KARAYA......
idiet sp
ReplyDeleteS.P ne Dikha di apni aukat......
ReplyDeleteS.P ko U.P me se ukhad phenko......
GOVT.... BSP + LOKDAL + Congress ki banegi......
dekh lena ......
koi janta hai bihar tet ke chute exam ko kab aur kis tarah dena hai
ReplyDeleteBSP + BJP ke kya chance hai
ReplyDeletehathi+panja ka poora chance hai hathi+ phool me koai relation nahi ho sakata
Deletemai khud sp ka candiet tha lakhimpur se but is nahi inko vote aur apne ghar,relative,friends sab se kahunga innhe vote na den
ReplyDeleteidiet sp
SP ki sarkar aayi to Gunde aur Badmas teacher banege, Exam Pass karne wale nahi.
ReplyDeleteall sp's people aa DK BOSE.
ReplyDeleteakhilesh tum to mulayam ka bhi baap nikale. Sp raj me acche ladko ka humesha nukshan hi hota raha hai.
ReplyDeleteSP ki sarkar banegi ko Gunde aur Badmas teacher banege, Exam Pass karne ki wale nahi. Iska Matlab SP ko Gunde, Badbas aur anpadh ke hi vote chahiye.
ReplyDeleteAb ye clear ho gaya hai tet passed candidate ka sp sarkar me bhala nahi hone wala hai.
ReplyDeleteU.p.govt.ko spast karna chahiye ki NCTE ne kya kaha hai,aur ye bharti kab tak hogi,
ReplyDeletesirf apne chunavi fayde ke liye b.ed.berojgaro ko murkh banana kahan tak uchit hai,
agar chunav yani 8 feb.ke pahle govt.ye clear nahi karti hai ki NCTE ne kya kaha hai to yahi samajhi ki ye bharti chunav bad bhi nahi hogi,kyoki tab tak aap apna vote de chuke honge aur govt.ke pas ek excuse hoga ki Ncte ne permission nahi diya.
Ek aur baat Ncte koi u.p.govt.ka dept.nahi hai jo har din ek sansodhan karta rahega,aur usne permission nahi diya to samjh lijiye bharti had se jayada muskil hogi.
SP SARKAR BANI TO TET NIRAST
ReplyDeleteKARENGE
KUSHINAGAR!
SP ke pradesh adhyaksh
akhilesh singh yadav budhwar ko
kushinagar ke tufani daure par the. Tamkuhiraj, fazilnagar, hata,
ramkola, padrauna, kushinagar
vidhansabha me chunavi
jansabhavo ko sambhodhit karte
hue
unhone kaha ki sapa
sarkar
banegi to TET nirast kar denge
aur aage se bhi yah test nahi
hoga.
(AMAR UJALA,VARANASI,PAGE
NO.7,2/2/12)
CHADH GUNDO KI CHATI PAR BATAN DABAO HATHI PAR
Kya khub kaha akhilesh ne!!! Nakalchiyon aur gundo ko teacher bnane ka unka mansuba pura nahi hone denge ham log.. Please don't vote for SP
ReplyDeletea to hathi se v jahua nikala sala kala naag hai a
ReplyDeleteManoj ji, Mukesh ji & Arun sharma ji,
ReplyDeleteAap log bilkul sahi kah rahe hai,
Pls. iss t.e.t. virodhi bayan ke khilaf me students ko ekjut karke news paper ke medium se aaj virodh jarror darz kariye
Listen all uptet pass candidate
ReplyDeletepaththar rakh lo chati par
mohar lagao hathi par
bhai log koai v party hamari samsayo per dhyan nahi de rahi hai balki hamari samsye hi badhate hi jaa rahi hai! lagata hai ab baruta ko hi kuchh program banana padega aar-paar wala!
ReplyDeleteAPPEAL
ReplyDeleteSabhi log MEDIA , NEW PAPERS ke madayam se is bayan per aapati darz karaye pure pradesh me (AGAR NAUKRI CHAIYE THOO)
sau sunar ki to ek luhar ki!!! bhaukane do kutto ko ek hi jhatake me hum teacher ban jayege jabardast andolan karange up hi nahi balki sara india k satha sath padosi desh v kaanp jayega o nazara bahut hi bhayavah hogi ki history likhane walo ki v kalam pakadate waqt haat kanpane langenge.....
ReplyDeletesp ki soch 100 saal purani hai. Computer band kar diya jayega. Koi test nahi hoga bharti sirf riswat se hogi.
ReplyDeletebas aapka vote hi badlega tet ki takdeer
dosto vote kise doge?
ReplyDeleteSugeson me.
Dear S D
ReplyDeleteMana ki aap ki baat sahi hai kintu uska asar aapki language ne khatam kar diya. Yaar being an educated person u need not to take the help of vulgar words or language as they defeats the main object of real path. Hope u will take a note on this
Thx
Chadh sapa ki chati par batan dabao hathi par
ReplyDeletehathi mere sathi
le chal hme manzil tak
chal yar dhakka mar
band hai prt ke dwar
DEAR MR AKHILESH
ReplyDeleteI THINK YOUR THINK WE ARE FOOL.
WE DON'T HAVE A SENSE THAT WHAT WE HAVE TO DO,
I M SUGGESSING U PLEASE DON'T INTERFARE ABOUT TET MATTER OTHERWISE YOUT VOTE WILL CUT OF SHORT
PLEASE
CONSIDER IT.......
sarkar to bsp ya sp ki hi banegi.
ReplyDeletemar gaye yaaro.
aaram se baithkar nokri karne ka sapna chaknachoor.
ReplyDeleteye akhilesh to abhi bhi gawar hai ye kya central me govt. bnane ja rha hai jo tet ki anivaryta khatm kar dega
ReplyDeletesp ne apni ander ki baat kah kar akhir hamare gyan chakshu khol hi diya. Akhilesh ji apki party se jiski ummeed thi wahi hua. Chaliye duvidha khatm ho gayi. kisi ko bhi vote de dege aap to ghanta hilayenge.
ReplyDeletewah! akhilesh yadav aapne to gud gober ek sath rakhane ki kasam kha rakhi hai. academic ka favor karne walo ko tum andhe pahale hi rewadi bant chuke ho.quality education ko tumne majjk banker rakh diya hai. frinds aisi ghatiya soch walo ko ukhad phenko. apni ekta ki takat se inka up se safaya kar do.
ReplyDeletewah! akhilesh yadav aapne to gud gober ek sath rakhane ki kasam kha rakhi hai. academic ka favor karne walo ko tum andhe pahale hi rewadi bant chuke ho.quality education ko tumne majjk banker rakh diya hai. frinds aisi ghatiya soch walo ko ukhad phenko. apni ekta ki takat se inka up se safaya kar do.
ReplyDeleteKuch bhi kaho par akhilesh yadav bahut hi chalaak hai.
ReplyDeleteUsne ek hi jhatke me 4.5 lakh(3.0 lakh tet fail+1.5 lakh tet low rankers) voter family ko apne favour me kar liya,yani 4.5*10=45 lakh vote SP ke confirm ho gaye.
vaise akhilesh tum RTE ke baap banke tet to rdd karwa doge lekin election commission ka baap banke chunaav radd karakar chiefminister kab banoge. Idiot
ReplyDeletesabhi uptet pass holder chunav ka bahishkar karo. En chunavon ki vajah se hi hamari bgarti tali hai.
ReplyDeleteup main chunav apr main hona the par rahul gandhi ne bhartiyo ko dekhkar abi chunav karvaye hai taki bharti na ho paye. Or ab ncte se bayan dilwakar mahole bigad raha hai. Kal hi kyun ncte walo ne ye bayan diya jab court ka faisla ana tha.
ReplyDeleteSP Govt. apne swarth ke liye - is tarhe ke gatia kaam karna chahtee hai.
ReplyDeleteJanta ko Moorkh bana kar Unhe Barbad karna chahte hai.
------
Cycle banta aur chunav chinh ka prachar karna , Cycle factory
----
Jati, Dharm ise ke naam par Janta ko lootna chahtee hai.
Sab partian apne Mansoobe ko hasil karne ke liye baimanee karne lagte hain.
Par SP to sabse kharab niklee....
Har taraf baimanee loot kasot machi huee hai.
ReplyDeleteRajneeti picture se pata chalta hai, kee rajneeti kaisee hai.
Annaji aap jaise logo ki desh mein sakht jaroorat hai.
Aap desh ko bachao.
Pehle Congress kee Family Politics ka virodh karte the.
ReplyDeletePar ab khud hee Family Politics, Parivarvad karte ho.
Family Business chal raha hai India mein
Ghar beth kar Berojgaree Bhattaa,
ReplyDeleteKya Idea hai, Jyada log isee main hai.
Kuch log dukan karenge aur ghar beth berojagree bhatta.....
Har kisee ko to Nokree milnee nahin..
Exam mein Nakal ...
Logo ke khoon paseene kee gadee kamai.., kya aise hee Jaygee..
Becharee Janta...
Ham BSP ko bhi kyo vote kare...?aaj khud BSP ki sarkar hote huye bhi hame naukari nahi mili to ham ye kaise man le ki dubara jab BSP ki govt. banegi to hame naukari mil jayegi.
ReplyDeleteMeenuji,
ReplyDeleteJo kary Padmkripa jee ne kiye hain.
Aap uske ratee bhar bhee nahin hai.
Haan vo jo prachar kee baat karte hain vo nahin karna chaiye.
Par aise halat vo jo bheee kar rahe hain to vo galat nahin hai.
Har kisee ko abhivyakiti kee aazadee hai.
Par apne jis bhasa ka prayog kiya, vo ek prkar ka personal attack hai. Aur aapko Shobha ahin deta.
Blog Editor aap is par dhyan den.
Meenu madam
ReplyDeletetruth is bitter
sachchai hamesha karwi hoti hai
hum logo ko ye naukri chahiye kisi bhi keemat par lagta hai apko khas jroort nahi hai
@said (dalit bhai)
ReplyDeletesab is blog par bahan ji ke supporter hain.
naukri nahi mil rahi to kisi ke ghar me kaam kar lo
Madam meenu ji
ReplyDeletenote it its 101% true
up mai kewal do party hi sarkar bana sakti hai
bsp and sp
in do ke alawa kisi tesri party ki up mai sarkar nahi banne wali
mu chupane se bat nahi banti
jab bukh lagti hai to uska asar chehre pr dikhai deta hai
ReplyDeleteChad chetak par talwar utha
karta tha bhootal paani ko
RANA PRATAP sir kaat kaat karta
tha safal jawani ko
9300 ka basic pay sacle
ReplyDeletehame to kahi se bhi bura nahi lagta
agar aap ko bura lagta hai to
mere ye samajh me nahi aa raha ki sabhi log S.P ko hi dosh kyo de rahe hai, BSP jo lagbhag 17 mahino me bhi bharti nahi kar payi, kya wo dosi nahi hai jo chunavi laabh lena chahti thi.
ReplyDeleteAur rahi baat TET pass hosyar, akalmand,intelligent student ki to,kya up teacher hi un logo ke liye ek matra rasta hai, aur bhi teacher ki bhartiya hai aur graduate pass ki bhi bhut sari naukriya nikalti rahti hai, to ye TET pass usme try kyo nahi karte.
Mujhe to laghta mai Ye sab TET pass mayavati ke chele hai, Aur paisa bhar kar hi TET pass kiye hai. tabhi to BSP ko kuch kahne ki bajay S.P ko hi sara dosh de rahi hai
@meenu
ReplyDeletekoi hathi ko sup. kare ya sp ko aap ko takleef kisbat ki h
yahan sab apna hak mang rahe hain bheekh nahi,agar aap ke paas koi kaam (vip) hota to aap yahan taali nahi bajate, kuch samjhe tali bajane ka matlab
@meenu
ReplyDeletekoi hathi ko sup. kare ya sp ko aap ko takleef kisbat ki h
yahan sab apna hak mang rahe hain bheekh nahi,agar aap ke paas koi kaam (vip) hota to aap yahan taali nahi bajate, kuch samjhe tali bajane ka matlab
@meenu
ReplyDeletekoi hathi ko sup. kare ya sp ko aap ko takleef kisbat ki h
yahan sab apna hak mang rahe hain bheekh nahi,agar aap ke paas koi kaam (vip) hota to aap yahan taali nahi bajate, kuch samjhe tali bajane ka matlab
@ arun sharma---
ReplyDeletesab apni baat kah rahe hain to galat nahi
main apni baat kahun to galat
kyonki main aapke group me nahi hoon
@meenu
Deletemaine ye nahi kaha ki aap galat h but yaha sabhi ke hak ki baat ho rahi h hak na mangne wale ko kya kahoge????
@ arun sharma
ReplyDeletetaali bajane wale to tum lag rahe ho
kyonki agar tum kuchh kar sakte hote
to TET ke support me yahan blog par taali nahi bajate
real me kuchh karte
@ mukesh
ReplyDeletetum hi koi dhanda kar lo kyonki main dekh rahi hoon ki naukri ke liye tum apne saath kuchh bhi karwa sakte ho
ReplyDeleteChad chetak par talwar utha
karta tha bhootal paani ko
RANA PRATAP sir kaat kaat karta
tha safal jawani ko
ab hathi ke sir per kamal khilao tabhi chance hai teacher banane kaDekho BJP ki govt jahan hai
ReplyDelete@ arun sharma
ReplyDeleteyahan hak maangne se kya hoga?
koi gov. official is blog ko to watch kar nahi raha hai
@ kuldeep
ReplyDeletegud sir , aap hi is blog par hain jo anti BSP hain warna is blog par sab BSP ke supporter hain
kuldeep bhai jindabad
ReplyDeleteChad chetak par talwar utha
karta tha bhootal paani ko
RANA PRATAP sir kaat kaat karta
tha safal jawani ko
ReplyDeleteChad chetak par talwar utha
karta tha bhootal paani ko
RANA PRATAP sir kaat kaat karta
tha safal jawani ko
Tilak Tarajoo aur Talwar
ReplyDeletejindabad ------jindabad
Neetu ji aapke mutabik naved ji, singhaniya ji, ashish srivastav ji ,muskanji avm anya sabhi yaha blog par taali baja rahe hain to aap kya baja rahi hain. Zaroor bataye.
ReplyDelete@ mukesh----
ReplyDeletenaved ji, singhaniya ji, ashish srivastav ji ,muskanji jab koi comment dete hain to wo useful hota hai.
aap logo ki tarah wo BSP ka prachaar nahi kar rahe hain
na yaha murti(hathi) hai
ReplyDeletena yahan savari(cycle) hai
ye hamara kamal hai
ye hamara rastiya pahchan hai
national flower
BJP desh ki jaan hai
Meenu Ji
ReplyDeleteSabko ek thali mat mat rakho yaar
javed bhai u r right
ReplyDeleteAkhilesh ji aap to bahut great-great baat karte ho kyo nahi bhai aap ek mahan leader ki kabil santan hai aapne sabit kar diya ki aap apne pita li asli awlaad hai. Aap kuch bi kar salte hai jab ek unqualified aadmi sarkar chalane ka dam rakh sakta hai to teacher banne ke liye qualification ki kya jaroorat. Waise bi agar aapki sarkar aa gayi to angootha tek adhilari honge aur para-likha pahiya ka pancher jorega. Waise jab aap cycle factry kholenge to pancher kaise banaya jay iske liye iti center bi khol diya jayega. Utter pradesh ki janta itni mahan hai ki usko isse koi matlab nahi ki sahi party aaye bus wo yah chahti hai ki uski caste ki paety aaye. Chaliye mere kahne se kuch nahi hoga janta wahi karegi jo wah sochegi. Mai bus itna kahna chahunga ki yogayata ko agar sahi disa nahi mili to wah apna galat disa khud door legi aur yah bi sabhi log jaan le ki agar yogye person sahi disha me door tak ja sakta hai to galat disa me bi door tak ja sakta hai. Examples ke taur par high profile wanted persons ko dekh sakte hai . political parties yah jaan le ki abhi ham bechare jaroor hai lekin majboor nahi................. So political parties be aware from us.
ReplyDeletegud kuldeep ji
ReplyDelete@ Harendra
ReplyDeletereally batao kya main galat hoon ?
Hum AApki sewa me MUSKAAN ke saath
ReplyDeleteBSP supports se sawal hai
ReplyDeleteDum he sidha jawab de
1- bsp ne 5 saal mein kitna paisa khaya
2- dalito ke liye kitni naukri di
3- dalito ki per capita income kitni badi hai
4- amir aur officer dalit , garib dalito ka huk kha rahe hai , uska kya
5- dalito ko educated kerne ki jagah gundo ke niche kyo dabaya
6- hathi ka paisa dalito ki education aur employment mein kyo khach nahi kiya
7- kya garibo ko arakshan nahi chiye, jo dalit paise wale hai , unki jagah garib dalito ko kyo arakshan nahi dete
BJP JARURI HAI
ReplyDeleteAur majburi hai
DDDDDD
ReplyDeleteye khabar amar ujala ne hi failayi hai ki ncte ne samay badhane se mana kar diya hai jabki adhikarik taur pe abhi iski pushti nahi hui hai.
ReplyDeletewaise western U.P. ke kisi bhi amar ujala ye kisi aur paper mein mein ye khabar nahi hai. lekin iss tarah se court me sunwayi ke liye samay aage badhana isi baat ki or sanket karta hai ki baat t.e.t. walon ke hathon se nikal rahi hai. aur sirf hamein behkaya ja raha hai. desh ki sabhi chhoti badi khabron ko ye electronic media wale turant pahuchate hain magar tet se related kisi bhi khabar ki ye parwah nahi karte.
Mau me akhilesh yadav aaye the to unhone sabhi B.ed walo ko naukari dene ka wada kya tha, mere anusar woh t.et. Pass hum sabhi ko naukri de de to isme kya bura hai
ReplyDeletelagat hai meenu pagal ho chuki hai..ise kise pagalo k doctor ko dikhao varna ye aese hi bhaukti rahegi
ReplyDeleteAKHILESH HUA MURKH SP KI LUTIYA GAI DOOB. AKHILESH APNE DIMAG KA ILAZ KARO USKE BAD
ReplyDeleteAap log kya samjhte hai koi aur party aayi to bharti me ruchi legi? Politics ka tamasa har 5 saal bad dekhne milta hai phir bi log partiyo se ummid karte hai ki chunao ke pahle kiye wade wo pura karegi are bhai aankhe kholo anya partiya to es sarkar ki kami nikalangi aur unko kya pari hai kisi doosre party dawar suru bharti ko poora kare aise me nuksan hum sabbi log ka hoga. Yah baat sahi hai ki naukari aur bi hai lekin bhaiyo bina paise ki naukari sirf yahi hai doosri naukario me bina mudra ke kuch nahi hoga.
ReplyDeleteAre bhai iss SP ko aukat batado ske khilaf vote krke
ReplyDeletehumein is rajneeti mein nahin padna chahiye aur har situation ke liye khud ko taiyaar rakhna chaiyen.jahan tak teacher recruitment ka sawal hai iske liye rajasthan aur gujarat mein apnai gayi prakriya kaafi had tak sahi hai.yahan uptet mein jo gadbadi saamne aayi thi usne is par sawaal khade kiye hai lekin jin candidates ki appointment hoti unki omrsheet internet par dalne ka vikalp rakhkar is prakriya ko paar darshi banaya jaa sakta hai Is pariksha ko nirast karna samaadhan nahi hain
ReplyDeleteDosto maine yaha sabhi ke comment dekha...
ReplyDeleteSabse badi baat ye ki akhilesh yadav ke bayan ko bahut gambhirta se lene ki jarurat nahi hai.kyuki TET radda karna ya TET exam na karana kisi rajya sarkar ke bas me nahi hai..agar aisa kuch hota toh aj ham yaha ye bahas na kar rahe hote.kyuki mayawati ji ne apni taraf se puri koshish kiya tha ki TET na ho.ye mayawati ji ki hi sarkar thi jisne BTC me acadamic merit ke adhar pe bharti karayi.sach toh ye hai SP aur BSP dono hi education ke sath majak kar rahe hai.ha mayawati ji ki sarkar banegi toh ye ummid hai ki ye faisla shayd na taale aur bharti ho jaye.lekin ye pakka nahi ki aisa hoga hi.hamari job rajniti me fas gayi hai ye sabse bada sach hai.aur ish daldal se sirf supream court hi hame nikal sakta hai.wastav me hamare paradesh ki rajniti bahut gandi ho chuki hai.bas hamara sangathan hi unko kuch sochne pe majbur kar sakta hai.hamara sangathan jitna bada aur majbut banega utanahi ham inn rajnitik dalo ko apne liye kaam karane ko majbur kar sakenge.ham apaa me ladna jhagadna chhor de bas...
Ek naara ham sab mil ke lagaye
SANGATHAN ME SHAKTI HAI
SANGATHAN HI SHAKTI HAI
Jis din 50000 log sadak pe agaye aur amaran anashan ke liye baith gaye toh kya BSP kya SP sabhi ko hamari mange manan padega.ham sirfapna haq mang rahe hai.kisi ki bhikh nahi...
Bas dosto lakshya banao ki hamlog 50000 logo ke sath lucknow me amaran anshan karenge...maine varanasi me apna group banana shuru kar diya hai...
Manoj ji ap jo ye list banaye hai ek kaam kijiye isko dist wise alag kariye..har ek dist ki list hamlog tayar karenge..
ReplyDeleteVaranasi ke sabhi log mere sath aur mayank ji ke sath jaye..waise yaha varanasi se mayank ji hi hamlogo ko lead karenge...
Akhilesh cycle ka factory kholenge usme sabhi Tet pass puncher jodne ke vishes training lenge Akhilesh Yadav k sath kyonki inko raajneeti virasat me mili hai, koi mehnat to karni nahi padi.
ReplyDeleteT.E.T UTTERIN EKTA SANGRASH MORCHA :-
ReplyDeleteVivekanand km.:- 8081934675- Allahabad
Rajesh singh :- 8423487344-Allahabad
Mayank kumar:- 9807122569- varansi
Devender km.:- 9560705898- delhi
Dharmendar panwar:-9458778278-meerut
Shiv kumar:- 9368735257- Modinagar
Nitin Mehta:- 9639885609-Ghaziabad
Rajeev km.:- 8791142611-Bulendsahar
Varun sharma:-9045512773-Mawana
Ghosna-
ReplyDeleteAmerican republican party- satta me aye to 2020 tak chand par basti basa dege.
Samajwadi party- satta me aaye to computer band karke pure india ko cycle par bitha denge.
Bahujan samaj party- satta me aaye to sadko par pedo ki tarah murtiya laga dege.
Ghosna-
ReplyDeleteAmerican republican party- satta me aye to 2020 tak chand par basti basa dege.
Samajwadi party- satta me aaye to computer band karke pure india ko cycle par bitha denge.
Bahujan samaj party- satta me aaye to sadko par pedo ki tarah murtiya laga dege.
ml9639683680@gmail.com
अखिलेश भईया जी अच्छा है आप आगे बगैर टीईटी के नौकरी देगेँ पर भइया जी जो टी ई टी पास है उनको आरक्षण जरूर दिजियेगा plz
ReplyDeleteआगरा, जागरण संवाददाता: बेसिक स्कूलों में शिक्षक बनने की उम्मीद धूमिल होने से बीएड डिग्रीधारकों ने आंदोलन की तैयारी शुरू कर दी है। बुधवार को जीआइसी में टीईटी प्रमाणपत्र लेने आए युवाओं ने मतदान बहिष्कार की चेतावनी दी है। शासन की ओर से शिक्षकों की भर्ती की समय सीमा 31 जनवरी करने के प्रस्ताव को राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) ने खारिज कर दिया है, जबकि टीईटी का रिजल्ट अब आया है। यही नहीं प्राइमरी स्कूलों में भर्ती की प्रक्रिया भी आगे बढ़ गयी है, जिससे बीएड वाले इसमें शिक्षक नहीं बन सकेंगे। बुधवार को जीआइसी में शिक्षक पात्रता परीक्षा के प्रमाणपत्र लेने आए अभ्यर्थी यह जानकारी मिलने के बाद भड़क उठे। उन्होंने सवाल उठाया कि अब इस प्रमाणपत्र की क्या उपयोगिता है। अभ्यर्थी उदयवीर ने कहा कि शासन ने लापरवाही दिखाते हुए तय समयसीमा में शिक्षक भर्ती प्रक्रिया ही शुरू नहीं की। अभ्यर्थियों ने एक स्वर में मतदान के बहिष्कार की भी घोषणा की। साथ ही शिक्षक भर्ती प्रक्रिया में शामिल न किए जाने पर आंदोलन की चेतावनी दी। वहां मौजूद सुरेश ने मामले में कोर्ट की शरण लेने की भी बात कही।
ReplyDeleteआगरा, जागरण संवाददाता: बेसिक स्कूलों में शिक्षक बनने की उम्मीद धूमिल होने से बीएड डिग्रीधारकों ने आंदोलन की तैयारी शुरू कर दी है। बुधवार को जीआइसी में टीईटी प्रमाणपत्र लेने आए युवाओं ने मतदान बहिष्कार की चेतावनी दी है। शासन की ओर से शिक्षकों की भर्ती की समय सीमा 31 जनवरी करने के प्रस्ताव को राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) ने खारिज कर दिया है, जबकि टीईटी का रिजल्ट अब आया है। यही नहीं प्राइमरी स्कूलों में भर्ती की प्रक्रिया भी आगे बढ़ गयी है, जिससे बीएड वाले इसमें शिक्षक नहीं बन सकेंगे। बुधवार को जीआइसी में शिक्षक पात्रता परीक्षा के प्रमाणपत्र लेने आए अभ्यर्थी यह जानकारी मिलने के बाद भड़क उठे। उन्होंने सवाल उठाया कि अब इस प्रमाणपत्र की क्या उपयोगिता है। अभ्यर्थी उदयवीर ने कहा कि शासन ने लापरवाही दिखाते हुए तय समयसीमा में शिक्षक भर्ती प्रक्रिया ही शुरू नहीं की। अभ्यर्थियों ने एक स्वर में मतदान के बहिष्कार की भी घोषणा की। साथ ही शिक्षक भर्ती प्रक्रिया में शामिल न किए जाने पर आंदोलन की चेतावनी दी। वहां मौजूद सुरेश ने मामले में कोर्ट की शरण लेने की भी बात कही।
ReplyDeleteBaap aur beta dono nakal maar ke pass hue hain. Agli bar akhilesh ye bhi kah sakta hai-hamari sarkar bani to court ko band karwa denge. Court ki jagah hum nyay karenge.
ReplyDeleteMeenu Ji
ReplyDeleteAap ek jaghe galat hai ki aap sabko kah rahi hai ki sab ek ke hi pichee lage hai jabki esa nahi hai
First of all many many thanx 2 RAJESH ROW (ALLD.) ji, 4 providing us info about exact thing that happened in d court. Meanwhile d copy of judgements available on high court's site:
ReplyDeleteEXEMPTION OF TET 4 BTC/SBTC
Case :- SPECIAL APPEAL No. - 2366 of 2011
Petitioner :- Prabhakar Singh And Others
Respondent :- State Of U.P. And Others
Petitioner Counsel :- Siddharth Khare,Ashok Khare
Respondent Counsel :- C.S.C.,R.A. Akhtar
Hon'ble Syed Rafat Alam,Chief Justice
Hon'ble Ran Vijai Singh,J.
Counter affidavit filed today on behalf of N.C.T.E, is taken on record.
Sri Kushwaha, learned Standing Counsel appearing on behalf of the State respondents states that counter affidavit has been filed in Special Appeal No. 2366 of 2011 and the same would be relied upon in other connected appeals also. He threfore undertakes to provide copy of the counter affidavit to the counsel appearing in the other appeals within two days. Rejoinder affidavit, if any, may be filed within one week thereafter.
The matter shall appear on 14th February, 2012 as part heard.
Order Date :- 1.2.2012
http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1663727
RAJESH ROW (Alld.) ji already informed us about this case and SAPNA SINGH ji already provided copy in previous blog's comment
Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011
Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha
Hon'ble Sudhir Agarwal,J.
Counter affidavit filed by learned Standing Counsel today in the Court is taken on record.
As prayed, list on 10.02.2012.
In the meantime, petitioner may file rejoinder affidavit.
Interim order, already granted, shall continue till then.
Order Date :- 1.2.2012
http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1663652
vote against SP.
ReplyDeletevote against SP.
ReplyDeleteInse Baat kare:-
ReplyDeleteDr. S. K. Chauhan
Under Secretary/Research Officer011-23370151
po@ncte-india.org
dosto vote hamara hathiyar h.isko use kro iska bahiskar mat karo.akhilesh jaiso ko sabak sikhana h fir se bsp ko lana h
ReplyDeleteRAJESH JI, NAVED JI,MUSKAN JI thanx for giving us valuable information. ASHISH JI,I agree with u. thanx friends u r trying best.everyone of us should keep in mind as ASHISH JI said that should be full strength from each district.i m from saharanpur i will try my best to deal all my friends. bolo sachhe,mehanti aur kushal mitro ki jay. hamari kamyabi ko koi rok nahi sakta.
ReplyDeleteFriends hamari is halat ke jimmedar hum log khud hi hai
ReplyDeletesarita shukla, bahadur, kapil, anil sant kisi ki koi galti nahi hai
hum logo ki itni himmat bhi nahi ki hum log court mai el pil hi dal de
hum log chori pahankr baithe hai aaram se ghar mai
kapil court mai vacancy radh karane k lye ni gya
wo to isko delay karwane k liye gya hai
aur wo apne maksad mai kamyab ho rha hai
pahle 11 jan ka intzar
fir 1 feb ka intzar
fir 10 feb ka intzar
अखिलेश बाबू फिर ख्वाब मत देखना माध्यमिक शिक्षा परिषद से आकड़े उठा लो पता कर लो कितने टीईटी के अभ्यर्थी है और क्यो पिता जी के सपने पर क्योँ पानी फेर रहे है आप , औकात पता चल जायेगी । मित्रोँ मतदान के दिन याद रखना अखिलेश की बातोँ का और अब लोगोँ को भी आगाह कर दीजिए ।
ReplyDelete@Meenuji,
ReplyDeleteIt is Very Bad to Make Personal Comment on Somebody.
Do u know Harijan Act , even though you should not make insulting comment on anybody.
I found Many of Blog visitors support some party, But as per freedom of Speech / व्यक्तिगत अभिव्यक्ति , I am not stoping them.
There are many comments, which are lawfully not correct, But your some comment - "I don't want to write here" can create a big prob. thats why I moved it from here."
If We Indians Are Not United then Again We became Slave.
People have some differences and it can be expresses in such a way,
Review for Reservation should be done by Govt.
You are well educated.
If somebody well educated, Is it mean he should do Work according to you.
For Your Information, I am from General category.
And I felt Mr. padmaKripa77 Manoj kumar gupta, not taken your comments seriously and not replied
in a rough language.
Baba Ramdevji supporting BJP then it means he should NOT do that.
I mself also felt BJP is a good party ( not satisfied completely),
but I am not stoping to somebody to Support other party.
@Meenuji,
ReplyDeleteWe Indians should think ABOVE from Caste System.
Otherwise Foreign Powers again make India, a slave country.
United - means Power & Win
Divided - means a looser
Many allegations on BJP also faces - Karnataka Yedurappa case for Corruption,
ReplyDeleteGive tickets to Expelled BSP ministers Babu Singh Kushwaha and Badhshah Singh ,
are yar koi ye batao k ye gadha AKHILESH YADAV hai kaun..ye pada likha b hai k nahi..kya ye nahi janta k TET iske DADA ji Kapil Sibbal ki den hai aur iski itni aukaat nahi k ye TET khatam karva sake..ise dhang se bolna to aata nahi hai gawar ko..B.Ed walo ko pagal samajh rakha hai jo tukde faikega aur hum kha lenge...ise aur iske Mausi(Sonia Gandhi) aur iske Bhai (Rahul) ko aesa sabak sikhana chaiye k in logo k jamanat hi japat ho jaye...Jaise BIHAR se nikala gaya tha Rahul Gandi ko nanga karke...
ReplyDeleteEverybody plz attention here
ReplyDeleteFriends
hamari is halat ke jimmedar
hum log khud hi hai
sarita shukla, bahadur, kapil,
anil sant
kisi ki koi galti nahi hai
hum logo ki itni himmat bhi nahi
ki hum log court mai ek PIL hi dal de
hum log chori pahankr baithe hai aaram se ghar mai
kapil court mai vacancy radh
karane ke liye nahi gya
wo to isko delay karwane k liye hi gya hai
aur wo apne maksad mai
kamyab ho rha hai
pahle 11 jan ka intzar
fir 1 feb ka intzar
fir 10 feb ka intzar
aur fir ek din khabar aayegi ki vacancy postponed
plz jo log iske liye lad rhe hai unka sath do
satyprakash ji ald k top layar Anand ji ko maidan mai utar ne ja rhe hai
satyaprakash 9453231638
upadhyaksh
tet uttirn morcha
allahabad
dosto agar hm ab bhi nahi jage aur 100 rs ka lalach kiya to itihas hme kabhi maf nahi karega
plz satyprakash ji se bat kro they need ur support
ab to jago yaro bahut ho gya
Manoj kr gupta ji mai apke sath hun...uptet uttirna sangharsh morcha ko ham mil kar bahut bada banayenge.mujhe pata hai ab ladai ladni hogi..
ReplyDeleteAb yaha ham sirf ranniti ki baat karenge faltu ki bakwas kar ke ham apni energy nahi khatm karenge.dosto ab ek jut ho jao..abhi nahi toh kkabhi nahi..
ReplyDeleteHamare paas 2option hai ek toh ham chup chap baith ke apne khilaf ho rahe anyay aur shadyantra ko bardash kare,sab kuch apni aankh ke samne khote huye dekhte rahe aur 2nd option hai ham thodi si himmat kare..aur aage aaye.ye sirf ek naukari ka sawal nahi hai.hamare sath bahut badi cheating ho rahi hai.agar aj chup rahe toh ye chup rahane ki adat pad jayegi hame.hamne apni mehnat se exam pass kiya kisi ki aukat nahi ki wo hamare haq ko hamase chhin le.hamare ijjat ki jindagi ko hamse chhin le.mujhe pata hai bahut se log ye bakwas karenge ki kya PRT hi jindagi hai.ham agar itne hi kabil hai toh koi bhi naukari kar sakte hai.mera unse sawal hai kyu?kyu ham koi dusri naukari kare?ye 73000 naukari ham unke liye chhor de jo ghus de kar ayenge join karne.baat sirf naukari ki nahi hai baat hai khule aam itne logo ko cheat karne ki.jab hamne koi galti nahi ki toh ham chup nahi baithenge..hame ek aam adami ko bhi ijjat ki jindagi jine ka haq hai..
Dosto hame jyda kuch nahi karna hai sirf apne apne dist me nikal ke apna group banana hai.iska sabse achchha tarika hai ki har ek student apne college ke paas logo se contact kare.
Aur ham iase logo se bhi contac kare jo pahele se b.ed kiye hai..
Har ek dist se 1000 ka group banana hai hame..aur har ek dist ka ek adyaksh banega pure 70 se jyda jilo ke adyaksh ko ek sath mil ke meating karni hogi.
Fir toh duniya ki koi takat hame nahi rok payegi.duniya me pahali baar50000 log ek sath amaran anshan pe baithenge.ek anna anshan pe baith ke sansad ko hila sakte hai toh kya ham 50000 log ek sath anshan kar ke apna haq nahi le sakte.yakin kariye dosto har ek political party hame hatho hath legi.bas 2 din me hame naukari mil jayegi.saari ki saari rajniti dhwast ho jayegi..SP ho ya BSP hame hamara haq thaali me saja ke degi..bas ekjut hona hai hame..iske siway koi dusra rasta nahi hai
Dosto sangathan me shakti hai, sangathan hi shakti hai
Jo bhi mera ye post padhe plz active ho jaye apne jilo me..aur ek log aage akar apne jilo ki jimmedari le.har ek jile ka ek student aage akar lead kare aur apna name bataye jile ke name ke sath.ham ek ranniti bana ke chalenge...
Mai ashish srivastava aur mayank ji varanasi ko lead kar rahe hai..
Ashish ji me apke sath hu. Mo.9759299752
ReplyDeleteA ali ji ap apna name aur city dono likhe..aur plz daily blog par aye..ham sabhi ko unity bana ke rahena hoga...
ReplyDeleteSarfaraz ali, Rampur mo.9759299752
Deletebjp k supprt kre tbhi kuch h skta h sp bsp congress sb chor h....aur hmara bhala h n ho pradesh k bhala to hoga jaago naujawano jaago
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteSabhi saathio se annurod hai ki pls. apne-2 her ek blog me apna contact no. jaroor ,
ReplyDeleteso we can contact each other also
aap sbhi logo s ek rqst h dosto aap sbhi pdhe likhe h apne vote dalne jrur jaye aur us party k vote de jise aap desh k liye thk smjgta h....think deeply
ReplyDeleteiske alava tum logo se umeed bhi kya kar sakta hai.
ReplyDeletehum log aapas me hi rajneeti karne lage kise vote de ya kise na de. hum log choro me se chor chunege accha chor jo desh ko aage le jaaye kyoki iske alava humare pass vikalp hi nahi hai.
ReplyDeleteall the political parties are just playing GAME with the B.ed holders. They dont think about the little kids whose future are being ruined by them.
ReplyDeleteall the political parties are just playing GAME with the B.ed holders. They dont think about the little kids whose future are being ruined by them.
ReplyDeleteHar shaak pe UULLLOOOO betha hai anzaame Gulistan kya hoga...!
ReplyDeleteEverybody plz attention here
ReplyDeleteFriends
hamari is halat ke jimmedar
hum log khud hi hai
sarita shukla, bahadur, kapil,
anil sant
kisi ki koi galti nahi hai
hum logo ki itni himmat bhi nahi
ki hum log court mai ek PIL hi
dal de
hum log chori pahankr baithehai aaram se ghar mai
kapil court mai vacancy radh
karane ke liye nahi gya wo to isko delay karwane k liye
hi gya hai
aur wo apne maksad mai
kamyab ho rha hai
pahle 11 jan ka intzar
fir 1 feb ka intzar
fir 10 feb ka intzar
aur fir ek din khabar aayegi ki vacancy postponed
plz jo log iske liye lad rhe hai unka sath do
satyprakash ji ald k top layar
Anand ji ko maidan mai utarne ja rhe hai
satyaprakash 9453231638
upadhyaksh
tet uttirn morcha allahabad
dosto agar hum ab bhi nahi jage
aur 100 rs ka lalach kiya to
itihas hme kabhi maf nahi
karega
plz satyprakash ji se bat kro they need ur support
ab to jago yaro bahut ho gya
muskan if the TET UTEERAN MORCHA ki bat sahi hai so plz update as blog edit
ReplyDeleteRavikantji & All,
ReplyDeleteI posted earlier -
आप सभी टी ई टी पास लोग अपने विचार मिल कर रखें और एक राय / सहमति वाले विचार को नोट कर , एक पेपर पर सब लोग हस्ताक्षर करें और एक प्रतिनिधि / ग्रुप द्वारा उपर्युक्त रूप से आगे की दिशा में प्रयास करें पर कोई भी कार्य आम जन को बिना कोई हानि पहुंचाए व् देश के कानून को ध्यान में रख कर करना चाहिए | किसी भी तरह की अशोभनीय टिप्पणी से बचें , अन्यथा आप अपनी क्षति करेंगे
----------------------
Do your effort Unitedly, And I felt Court is the Best Option.
Political parties think for their objectives / vested interests.
PIL can be a good Option, Ppl can put up -
When Candidates qualify TET Test accoding to State / NCTE guidlines and eligible for appointment then time limit should be extended for TET passed B. Ed Candidates and counselling should start , and it is Not their fault.
@Ravikantji, Ye TET Uttarn Morcha ne kon see baat kahee hai, kripya batain.
ReplyDeletethanx for This Useful Information
ReplyDeletesarkari naukri
its a good work
ReplyDelete