Sarkari Naukri Damad India. Latest Upadted Indian Govenment Jobs -
http://sarkari-damad.blogspot.com/
Navodaya Vidyalaya Samiti(An Autonomous Organization under Ministry of HRD, Department of School Education & Literacy, Govt. of India)A-28, Kailash Colony, New Delhi - 110048
Last Date : 13-Jan-2012
Recruitment of Post Graduate Teachers (for Jawahar Navodaya Vidyalayas
Navodaya Vidyalaya Samiti (NVS), an autonomous organization under the Ministry of Human Resource Development, Department of School Education & Literacy, Govt. of India, invites Online applications in the prescribed form, from eligible Indian nationals for filling up of vacancies and drawing a panel of candidates for the posts of
Post Graduate Teachers from Gen./OBC/SC/ST Categories on Direct Recruitment Basis in the Jawahar Navodaya Vidyalayas located in various districts of the country.
Trained Graduate Teachers (TGT):
Subjects: English / Hindi / Physics/ Chemistry/ Mathematics / Economics/ Biology/ History/ Geography/ Commerce
Pay Scale : Rs. 9300-34800 grade pay Rs.4800/-
Upper Age Limit : 40 years as on 30/11/2011
Mode of Selection: There will be a written test on 19/02/2012 for the above mentioned posts.
How to Apply:
- Apply Online at Navodaya website only. Last date of receiving Online application is 13/01/2012.
- For GEN/OBC category, application must be accompanied by a fee of Rs. 500/- through Fee Payment Challan in favour of “Navodaya Vidyalaya Samiti”. No fee fo SC/ST/PH and Women candidates.
Complete advertisement and a link to apply Only is available at -
http://www.navodaya.nic.in/RecruitmentPGT2012/Main.htm .
Thank's suchna dene liye
ReplyDeletejitendra yadav
ReplyDeletesabhi tet pass candidate dhyan dain
kya antar hai sabhi jagah form dalne ke option main aur state level par uptet pass ke form bhare bina counseling karane main.
1. state level par counseling karne par koi form dalne ke aavasyakta nahi hai.
jabki ab sabhi ko 1 se lekar 30-35 tak form dalne pad rahein hain.
2. state level par yadi form hi nahi bharvaya jaye to time nahi lagega aur tet result correct hone ke bad sidhe counseling ki prakriya suru ho sakti hai.
jabki ab 1 candidate ka form dalne ka average 15 tak ja sakta hai aur 15 form matlab 15*270806= 406290 form sabhi diet ka total. form ko alag kar feed karne main lagne wala samya 15 din se jyada.
3 state level par sirf ek draft banakar lao aur counseling ke time par jis district main join karna hai jama kar do.
jabki ab draft ke photo copy lagakar sabhi jagah alag alag avedan karna.
4. state level par counseling karne se samya nahi lagega galti ki sambhavana bahoot hi kam.
jabki abhi samya to lagega hi sath hi kisi bhi kimat pat mistake kiye bina bharti prakriya nahi ho payegi.
5. state level par counseling se paisa, main power, time,ki bachat.
jabki is prakriya main candidate se laker, bank, daak vibhag, DIETs, SELECTORS, SARKAR, sabhi ko probloms.
6. State level Counseling se NCTE ki jo DEAD LINE 1 JAN 2012 di hai usse pahle bharti prakriya poorn ho jayegi.
jabki is prakriya se kisi bhi halat main ye bharti time par nahi ho payegi.
7. sarkar ko koi nayi vigayapti main dimag lagane ki jaroorat nahi.
8. state level par 1 counseling process main hi bharti prakriya poori ho jayegi.
jabki vartmaan prakriya se kam se kam 8 se 10 bar marit banani pad sakti hai.
9. state level par ek hi baar aur ek hi jagah par counseling main jana padega
jabki is prakriya main ek candidate ko ek din ya do din main 5 se 10 jagah counseling ke liye bulaya ja sakta hai.
total harasment hai is prakriya main
so bina form sidhe state level par tet pass candidate ko counseling ke liye bulao
bina tension bharti karo.
jitendra yadav
7597947237
kya aap nic ki counselling me vishwas rakhte hai
ReplyDeletekya
upbed
seeuptu
jceeup
parikchao ki result ke baad koi form bharte hai
nahi na
apne counseilling letter ka print nikalte hai aur counselling center par pahuch jate hai.
sara data nic ke paas hota hai
mera roll no dalte hi naam marks automatic aa jate hai aur agle din college allot ho jata hai.
UPTET me jab UPTET merit hi lena hai
high scholl inter se koi fark nahi
to iski counselling bhi direct ho sakti hai
upbed
seeuptu
jceeup
ki tarah