Mr. Nitin Mehta gives some content regarding to caveat application / impleadment application filed in court,
and wants to say something regarding UPTET Sangarsh Morcha.
However , our BLOG never supported a person but support a thought that - TET passed candidates (who passed exam honestly and spend hard earned money) will get justice.
Each and every candidate is equal and from the day one - Blog suggests, Make a consent paper, What is the objective of movement, Agenda ( What to do) and when people agree then take their signaturem And distribute such copy to candidates.
So that candidates having trust on you and they will not become a prey of ill-thoughts. Is somebody become a top leader and after that he/she acts / helps particular party's objectives. And entire movement may NOT become direction less.
************************
दिनांक: 25 मार्च 2012 6:19 pm
विषय: Fw: Caveat file
प्रति: "muskan24by7@gmail.com" <muskan24by7@gmail.com>
YOU ARE APPRECIATING WRONG PERSON(Vivekanand) ON YOUR BLOG WHO WANT TO ENCASH THIS UPTET MATTER FOR HIS POLITICAL PURPOSE NOT FOR JOB and i would like to tell you that we are the person who want only JOB not to become political party WHERE on LATHIECHARGE day our group had taken permission from Jhulelal park to Vidhan sabha and all the candidates from all direction had to reach JHULELAL park where before on that date we were at allahabad for court matter for uptet(case no.76039) & due to heavy traffic couldn't reach at Charbagh station where that person with his group reached before us and moved entire mob direct to Vidhan sabha due to that only that problem has to face,
That person didn't support in court matter while filing CAVEAT(with the name of two person only S.K.PATHAK & NITIN MEHTA) even while becoming third party on the request of Mr. Rajesh row we had given chance to him after receiving so many request from him & rajesh row so he found last number at 12th position in impledment application, At that time we were in doubt but didn't know that, that person would try to cheat with 72825 families,
It's not matter to become president without doing effort even that person is dyeing for that AND WE ARE ONLY FOR JOB,
We have no argument with any person but cannot allow any person who is trying to make all t.e.t student fool for his personal political reason,
We need only JOB so no politics( i had went with my group on 11/03 to lucknow than allahabad, again lucknow than allahabad and could come back on y'day evening even some of my group members are doing anshan from today to two days at MEERUT & we s.k.pathak/Nitin mehta are also fighting in court with other group members)
Hope you will be able to justify entire thing with attached Copy of Empledment no.65558/2012 to become third party & CAVEAT copy,
Nitin Mehta
(only T.e.t student who is leading without wishing any post but want job to all including me)
-----------------------------
Also i would like to inform you that i am that person who given GYAPAN to A.C.M. 3 after reading that in front of entire mob that you can check with any one who went to Jhulelal park at lucknow on 20 march and at second position to meet with C.M. after S.K.pathak,
Me & my group have no personal relation or breakage with any one but cann't leave this job which can be disturbed by some person who are doing politics,
Hope you'll pray to GOD for our selection,
Thanks,
Nitin Mehta
---------------------------
Mr Nitin Mehta provided caveat application and TET candidate's list supporting his thoughts.
---------------------------------
Jo selection process already decided hai, agar usse hatkar kuch hoga to aaplog asfal ho sakte hain, aur politics hone lagegee.
ReplyDeleteIsliye mera manna hai, kee vastvikta ko swaakarte hue , jo process decide ho chukee us par aage baden.
Anytha tamam tarhe kee Kanoon Adchane aayngee, aur rajnitik swarthee tatv iska fayda uthayenge.
Ye aap logon ko sochna hai, kyonkee kisee tarhe kee process mein badlav ke baad selection mein kitnee kathinaee aayengee, aap samajh sakte hain.
Agar rules public ke kahne se bante aur bigadte to jan lokpal bill 40 sal pahle pas ho gaya hota...aur hamari bharti bhi 2 sal pahle ho gayi hoti,
Deletehar political parties apne fayde ko dekhkar koi bhi rule banati hai,usme ham aap kuch nahi kar sakte hai,
isliye ye discuss na karte huye jald se jald bharti suru karne par jor dena chahiye,na ki chayan ka base tay karne par...
Is samay sabse jayada jarurat hai ki sab milkar ek sath jald se jald bharti suru karne par jor de ,par aap baar baar tet chayan ke aadhar ka mudda uthakar khud is muhim ko do bhago me bat rahi hai...isse muhim kamjor ho chuka hai
muskan ji in copy ka kya matlab hai,.
ReplyDeletepls blog editor muskan ji isko aasan bhasha me batay..
ReplyDeleteyeh photo copy kya batati hai..,
ReplyDeletemuskan ji bataiye
ReplyDeleteMr Nitin Mehta,
ReplyDeleteVivekanand jee ne to aap logon kee muhim ko sampoorn desh mein dikhlaya,
Unhone aisa kya kiya, jisse aapkee Muhim kamjor huee.
Aap kya chahte hain / the.
Kahin aapko aisa to nahin lag raha hai, kee sampoorn UPTET ke president ban gaye hain.
-------
Mere is Blog ka manna hai, kee har vyakti jo bhee samaj ke bhale ke liye kary kare, vhe sabhee log UPTET President se badkar hain.
Kal cm se milne tet pas walo ki tarf se cm se kun kun ja raha hai aur charcha ke kya mokhe bindo honge krpa karke is blog per koi jimmdar person dale.
ReplyDeletea dukh ki baat hai sarakar apani tanashi sabit karani chahati hai, hame niswarth bhav se agali dharana lucknow me bhag lena hoga ais baat lucknow ki galiyo me v jagah khali nahi honi chahiye aitani sankhya honi chahiye tab ja k sashan ki need khulegi
ReplyDeleteYe photos/ scan copy,
ReplyDeleteCaveat application kee hain, jo Nitin Mehta jee ne bhejee hain.
Lagta hai, Nitin jee soch rahe hain kee caveat application kee bhagdod karne ke baad bhee unko utnee pehachan nahin milee.
Lekin unke pryas bhee kam nahin agar unhone dil se logon kee bhalai karee.
Achhe kary apne aap dikhte hain.
----------
Abhee jis prkar Babab Ramdeb aur Anna Hazare jee mein bhee lagta hai kee aapsee talmel ka abhav hai,
Aur kon jyada popular hai uske liye matbhed ho sakta hai.
Par sabhee ho ko ye sochna chahiye kee ve sab karya samaj ke liye kar rahe hain
Mr. Nitin Mehta Ji. Aap kisi par aaroop na lagaye is aarop se aap ki bani-banai reputation kharab ho sakti hai mai aap se ye word wapas lene ki gugarish karta hoo.
ReplyDeleteVivekanand ke upar doubt karne wala person galat hai because uske prayas se hume aaj ye aasha jagi hai ki ham job pa sakta hai. kuch log usko galt bata kar hamara morcha kamzoor karna chate hai. Mai to VivekaNand ke Sath hoo. Agar aap court se nyaya dilane me lage the to aaj tak kya kar rehe hai Sir Mere baat ka bura na Manna Nitan Mehta Ji. Vivekanand ke madhyam se he hum job payege sab Vivekanand ke sath rehe. Friends kisi se koi gila sikwa na kare.
neeraj ek baar fir se laga do poora joor ,
ReplyDeletemilega hak tumko jaroor ,
nikal pado sabhi tetians apne gharo se tabhi hoga C.M majboor
30 march ko chalna hai lucknow iska rakhna tum dhyan jaroor
chale lathiyaa yaa chale goli himmatt dikhani hai hume bharpoor
said
Bramh prakash unnao Ji- Aap
ReplyDeleteविवेकानंद Par koi aaroop na lagaye wo to hama Bada Bhai aur Hum logo ki asha ki kiran hai. Kyuki Court se kuch nahi mil raha hai sirf Date pe Date. Bahut se logo ne to paisa bhe diya tha ki aap court case kare par kya fyada.
(Vivekanand is good person) Zindabad ye mai kisi bhawna me hokar nahi kar raha hoo kyu ki Allahabad se Poore U.P. tak ko 1 Sutra me bandhane wale ko choor kahege to aap kya sochege.
ReplyDeleteSabhi TET passed student es baat par gambhirta se bichar kare. agar lucknow me ye karya nahi kiya hoto to aar hum ye baat State/international Level par hamari baat kaise jate. (Soche Zara)
30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.
ReplyDelete30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.
30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.
30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.
ReplyDeleteis baar lucknow me vidhan sabha ke samne darna dena hai...... jab vidhan sabha satra chal raha hoga.
ReplyDeleteis baar aar ya paar ki jang hogi.,.,.,.
ReplyDeleteaur jab tak hamari mange poori nahi hoti hai,./. hum log wapas nahi aayenge..
ReplyDeleteto friends 30 march pakka raha .,.,. sabhi ko bata do.,.,.up tet sangarsh morcha jindabad.....
ReplyDeleteto friends 30 march pakka raha .,.,. sabhi ko bata do.,.,.up tet sangarsh morcha jindabad.....
ReplyDeleteto friends 30 march pakka raha .,.,. sabhi ko bata do.,.,.up tet sangarsh morcha jindabad.....
ReplyDeletemain kuch tet students ke sath me 29 march ko allahabad bhi jaunga.,., jisko aana ho wo bhi aa sakta hai main waha rahunga.,.,.,.,.allahabad wale to jaroor aaye.,. aur 30 march ko to jana hi hai,.,
ReplyDeletemain kuch tet students ke sath me 29 march ko allahabad bhi jaunga.,., jisko aana ho wo bhi aa sakta hai main waha rahunga.,.,.,.,.allahabad wale to jaroor aaye.,. aur 30 march ko to jana hi hai,.,
ReplyDeleteMujhe lagta hai ki agar aise hi hum ek-dusre par arop pratyrop karenge to majil to dur rahi sahi rasta bhi nahi milega dosto..Ekjut bane rahna hi sabse badi chunauti hai.Sarkar safal ho jayegi agar ye sab chalta raha. Sabhi log matured hain,Chhoti-chhoti baton par dhyan dene ki jarurat nahi hai. Target sabhi ka 1 hi hai. Is samaj me kai tarh k log hain ,sabhi ka jeevan jine ka apna tarika hai. TET ho ya kuchh aur Pratyek vyakti apna swabhav baratat hai. Apeksha mat rakho kisi se. Sanghars jari rahega Anzaam tak. TET sangharsh morcha Jindabad.
ReplyDeleteNITIN Mehta Ji agar aap sahi hai to sahi hain.Dusre kya kehte hai Is pe dhyan na den...
PRASHAT PANDEY
9450522774
Mujhe lagta hai ki agar aise hi hum ek-dusre par arop pratyrop karenge to majil to dur rahi sahi rasta bhi nahi milega dosto..Ekjut bane rahna hi sabse badi chunauti hai.Sarkar safal ho jayegi agar ye sab chalta raha. Sabhi log matured hain,Chhoti-chhoti baton par dhyan dene ki jarurat nahi hai. Target sabhi ka 1 hi hai. Is samaj me kai tarh k log hain ,sabhi ka jeevan jine ka apna tarika hai. TET ho ya kuchh aur Pratyek vyakti apna swabhav baratat hai. Apeksha mat rakho kisi se. Sanghars jari rahega Anzaam tak. TET sangharsh morcha Jindabad.
ReplyDeleteNITIN Mehta Ji agar aap sahi hai to sahi hain.Dusre kya kehte hai Is pe dhyan na den...
PRASHAT PANDEY
9450522774
मै अपने शब्द वापस लेता हूँ SORRREE
ReplyDeleteMr. Nitin Mehta-G OR Vivekanand-G
ReplyDeleteHUM SAB EK HAI -TET Passed Candidate-
OR 72825 PRT JOBS K APPLICANT HAI
HUM AAP DO NO SE JOB MAAGTE HAI
AAB SARKAR SE NAHI AAP DONO HI JOB DO HUME BAS
AB AAP SOCHO AAPKO KYA KARNA HAI AAP JANO HUM AAP DO NO K SATH HAI
AAP DONO ME KOI PROBLEM HAI TO BAITH K BAT KARO JO KARNA HAI KARO DOSTO BAS HUME JOB CHAHIYE.......
ekta hi safalta ki kunji hai. so Sabhi matbhedo ko bhula kar ek shath tet ke aadhar par bharti ke liye sangharsh kare. Ham aapke sath hai
ReplyDelete30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.
ReplyDelete30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.
30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.
30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.
30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.
30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.
29 March ko Sabhi Zila Adhyakshya aakar case ke bare me poori jankari kare kya court me ho raha hai. aur abhi tak hamara Advocate kyu bahas nahi kar raha hai agar paise ki jaroort ho to uska intzam karna hoga magar poori jankari ke baad
ReplyDeleteMr. Nitan Mehta Ji Ceaveat aur Impleadment application se kuch nahi hota hai name chane jiska jo 1 person bhe poore 72825 logo ko represent karega. aur Vivekanand ake bare me aise kahna galat hai. wo Allahabad ka sachha yodha hai. mai uske sath hoo. jisko sahi lage wo aaye.
Nitan Mehata ji aap ne Rajesh Row ko Kyu Badnam kar rahe hai wo to Allahabad ke hai.
hum ek sutra me rahna hai
ReplyDelete26 se vidhan sabha satra suru ho raha hai isse aacha mauka aur nahi milega jab sabhi partiyo ke sabhi matri waha par honge.,.,. is liye 30 march .,.,.,,30 march.,.,. lucknow chalo...
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteBramh prakash unnao Sir Ji.
ReplyDeleteमै Aap ka dhanywad deta hoo. kyuki bhool kisi se ho sakte hai because hum log is daur se guzar rahe hai ki kaun galat hai aur kaun sahi hai jald nahi samagh pata hai.
Thanks again Bramh Praksh Sir
ADITYA FAIZABAD,etna bada tet andolan hai usma ye sambhav hai ke sabke vichar ek jaise na ho.lekin phir bhi hum logo ko sath mil kar ye ladayee ladnee hai .theek to yahi hoga ke aapas me koi vevad na ho.agar koi tet pass candidate ke sath cheating karta hai to dair sabair vo benakab ho he jayega.
ReplyDeleteyaha har admi neta hi banna chahta hai har koi apni tarag attention lena chahta hai lekin un 72000 family ka kya jinke pariwar ke member ko raat ko neend nahi aa rahi hai meri mother raat bhar tension ke karan so nahi pati hai father expire ho chuke hai bhai bahan mujhko poochte tak nahi mujhe toh samajh mai nahi ata kya karoo or yaha par politics kheli ja rahi hai same on this type guys bring a glass of water and commit sucide same same same sab ke sab chor hai hamare saath viswasghat kar rahe hai bhagwan aise logo ka kabhi bhala nahi karega
ReplyDeleteMohd Rashid Bhai Jaan. Ye kya ho raha hai hame aapas me banta ja raha hai aur hum sab ko ek Dusre par sak karne par mazboor kiya ja rha hai.
ReplyDeleteAre Vivekanad to Bahul good person hai.
Aap hi Samjahe Mr. Nitan Sir ko aur aapne word wapas le.
Mr Baidyanath,
ReplyDeleteSahee Nirnay court hee karegee,
Haan agar sarkar koee achha nirnay letee hai to achha hai (Baatcheet se hee hal nikal aaye)
TET Merit holders can directly appeal in court kee unhine -
NCTE and Govt. kee saree sharte samay seema ke andar pooree kee hai aur unhonhe koee galat tareeka nahin use kiya (agar canndidate ne mehnat va imandaaree se parkisha pass kee hai)
To court se bhee ve log jeet sakte hain.
------
Political parties muddon ko fansakar, votebank kee aur dekhtee hain
Dekhta hain , kya hota hai.
Dear friends,
ReplyDeleteplease ye bataye ki kya sach me gov. Ne mana kar diya hai????
@blog editor
ReplyDeletemere ek dost ne ctet ka primary level journal caste se pass kiya hai lekin woh up mai st category mai ata hai toh woh vacancy kaunsi category mai bharega pls reply
blog editor
ReplyDeleteji pls reply
Blog Editior- Ji Court se hame nyaya to mil sakta hai magar bahut se log court gaye hai ACD wala aur bharti ko rok rahe hai aur aap ko to pata he hoga PIL-25/2011 aur 7497/2011 jisme ACD wala case sayad chal raha hai aap ke blog par mere dosto ne bahut pahle pada tha aur note kiya tha. agar sab ko barabar kar diya jai to TET Dhandli ki khai pat jayege aur NCTE ke Shart aur State Gov. ki ichha poori ho jaygege. aur bharti ho sakti hai baki court ka to bhagwan hi malik hai ki kitna time lagega aur date par date aap samajh rahe hai. Ek kam ho sakta hai agar aap anne NGO ke madhyam se PIL Supreme Court me File kare to hum sab ko aasane se job mil sakti hai kyu ki Right to Education-2009 ka adhar lekar aap bhe court ja sakti hai ki bere bachho aur bahut se guardian ko bahoot problem ho rehe hai school me teacher ki kami hai. (Pleas Blood Edition Aap ye kadam jaroor uthai hum logo ke liye) aap ne itna kiya hai to aur thoda kar de aap ka bahut-bahut aahsan hoga.
ReplyDelete@blog editor ji
ReplyDeletepls answer my question
kyoko ctet mai toh sabhi ko 60% hi marks lane hote hai
selection possess me badlaw karne ka matlab sarkar ki niyat men khot hai.
ReplyDeleteye mehnat se tet pass ke upar seedhi chot hai
iske peechhe kuchh nahin kewal vote hai
Blog Edition Ji- Mera sawal ke bare me bhi dhyan se sochana hum sab chanda laga laga kar paise jutayege. Please Muskan didi ye kaam jaroor kare supreme court me PIL apne NGO ke madhyam se jaroor Dhakil kare.
ReplyDeleteHum log aap ka ehsan nahi bholege.
Kl sarkar ki teraf s koi bulava nh aaya hai.its right news
ReplyDeletesandeep sharma Bhaiya Ji. hum log to is tarah se aur paresan ho gaye hai hum log to cyber cafe par bahut sare paise kharch kar chuke hote hai. aur ye janne ke aatur rahete hai ki aaj koi nahi news milege. Sandeep Ji mai aap ke vichar se prabhavit hoo. magar hume majboot man se musibat ka samna karna hoga. HUM SAB 1 HAI *We want Justice*
ReplyDeleteAb hume dharne m dikhana hoga k humare sath dhoke krn ka kya pridaam ho skta hai.behut ho gai ab shanti march or bethake...
ReplyDeleteImportant msg. to all of you!!!!
ReplyDeleteMaine Nitin Mehta ji ke saath baat ke hai( jha kuch log aanshan kar rahe hai meerut me) oor maine unche sare blog per pede comments ke bare me bataya to unhone ye kaha hai ki unke kisi bhi vyakti se mutbhadh nahi hai who saab ke saath jo tet merit per bharti chata hai per who kisi ke dwara bhi rajniti nahi chate kyonki ye 72825 logo ka nahi 72825 families ke jeevan ka sawal he,
oor Muskan g appko main apni taraf se ye batan chahunga ki Nitin ji kisi bhi naam ki lalsaa nahi hai(unko pura perdesh janta hai) ulta jab appke visitor ki sankya 100000 bhi nahi thi taab unhone hi iska prachar G.I.C. meerut se pumplet baatker thaa pumplet me aapki WEBSITE ko chappwaya tha joki balkhi district me bhi kraya gaya KYONKI UNKI IS WEBSITE ME PURN NISHTA THI per aab mujhe lagata hai ki who galat the, Kyonki shayad appko lagata hai ke jo galate karne per sumjhaye who galat hai
Baidyanath jee,
ReplyDeleteMera koee NGO nahin hai,
Is Muhim ke liye aaplogon ko milkar ladna hoga.
Mere BLOG ka kary hai, kee logon ko sahee jankaree mile.
TO
ReplyDelete@blog editor
AAP IS POST KO HI DELETE KARE PLZ PLZ PLZ PLZ YEH HUMHARE AANDOLAN KO KAMZOR KAR SAKTA HAI...
UPTET : TET Sangarsh Morcha (Nitin Mehta and Vivekanand )
PLZ PLZ PLZ ......
ITS REQUEST
Good Night Friends- Jo kuch galat kaha suni ho maaf karna Next day naye morning se surwat kane hogi.
ReplyDeleteHume Es Sath rahna hoga koi personal attack nahi hoga chahe jitna bada koi is morcha me kyu na ho Sab ko sath rahna hoga.
*Again Friends Good Nigh sab kuch bhool jai aur 1 hai ka nara hona chahiye*
nitin mehta jindabad
ReplyDeleteTET me paise dekar nos. badhwaye gaye hain isliye ise kewal qualifying rakha ja sakta hai aur selection academic merit se hi hona chahiye ,
Blog Edition Ji- Phir Bhi aap ko is case ke bare me bahut se jankari hai aur aap guardian bankar ye Supreme Court me kah sakte hai ke hamare bachho ka future chaupat ho raha hai aur pure state me Right To Education-2009 ka Act lagoo ho chuka hai to Supreme court is PIL ko sutudents ke taraf se nahi hoga nahi to court kahega ki 20000/- Rs. pane ke liye Supreme Court aa rehe hai. aur phir se Allahabad High Court me bhej dege hum sab Allahabad me ladege aur aap Supreme Court me to jald se Jald Hume naukari mil jayege (Paisa hum sab chanda or kise madhyam se jutakar aap ke account me bhej dege) aap hame bhare to hum paise jutana suru kare Pleas-pleas please Muskan Didi kal decide kar kar batana aur wakeel se bat kar kar batana kya aise ho sakta hai.
ReplyDeletenitin mehta/Vivekanad sab bahut good person hai koi baat galat ho gayi hai please usko samgh le yaro. aap bhavi teacher hai to aapas me samanjas banakar kam kare hum sab aap ke sath hai.
ReplyDeleteKy karu is blog se jane ki dil nahi kar raha hai par jana to padege kyu ki cyber wala 5 baar kah chuka hai ki dukan band karni hai. par friends mere bato par dhyan de. Muskan Didi Ji aap bhe. Thanks a lot of Muskan Didi.
ReplyDeleteGd Night.
ReplyDeleteYe Post kisee ko kamjor nahin karega,
ReplyDeleteBalki - Imandar pryason mein Majbooeee layega.
Viveknand jee ko - Sahee Marg aur unke Pryason mein Majbootee Layega.
Nitin Mehta aur Vivekanad dono ke liye parksha kee tarhe hai , kee ve aap logon ke liye sachhe dil se kary karen.
-------
Jo log acadmic ke pakshdar hain, unko janna chahiye kee unkee is maang se -
Bhartee prkriya badhit ho saktee hai, par acadmic se bharteee bahut bahut mushkil hogee, Ye baat Sarkar bhee jantee hai,
Anytha prkriya ab tak parivartit ho chukee hotee.
-------
Kya aapke 10th ke marks ab change ho jaynge aur aap ko fail kar diya jaye (jo ek baar likhe ja chuke hain),
Aur aap aisa kuch hone par chup bethenge.
frnds,
ReplyDeletePlz,nitin ji ko samajhne ki koshish kro.yeh wahi hain jinke pryaso se hum nischint hain k tet cancel nhi hogi.yeh 600 km dur se hamare liye allahbad jate hain.pure u.p.se akele inhone hi tetians ki taraf se kanooni karyawahi shuru ki.main inko personaly janta hun.inke jitna dedicated aadmi koi nhi hai.
yeh sirf ideology ki baat hai.nitin ji legal process se jude hue hain.hum sab jante hain k stay hatna zaruri hai warna sarkar keh degi k mamla court me hai.nitin ji ko bhi sirf ek hi seat milegi fir bhi wo hum sabki taraf se lad rahe hain.stay hatana bhut important hai.bina uske sab bekar hai aur nitin ji isi me lage hue hai.
ReplyDeleteNitin ji aap sangharsh karo hum aapke saath hain
ReplyDelete@Rajeev kumar bulendsahar ,
ReplyDeleteMeree Nitin Mehta se pooree sanhubooti hai,
Unhone jo email diya, Unkee baat ko hee is BLOG par darshaya gaya hai.
---------
Agar ve kuch aur bhee kehna chahte hain, is BLOG par publish kar denge.
--------
Rahee BLOG popularity kee baat, mene saste madhyam nahin chune hain
Pehle LT Grade Teachers recruitment ke time bhee logon ko pata hoga.
Sahee baat / information dena BLOG ka lakshya hai.
Anytha TET fail, Acadmic Merit valon ke paksh mein bhee BLOG khul kar BOL raha hota. (Satee Pouplarity ke liye, sab kuch faltuu ke kaam kar raha hota)
Nitin Mehta,
ReplyDeleteInhone jo bhee kiya TET Merit Holders ke liye,
BLOG unke pryason kee sarahna karta hai,
Aur Vivekanane jee kee bhee
-----------
Sabko Unitedly achhe kary karne honge.
-------
Mere Blog ne na to logon ko Gumrah karne kee koshish keee, na kisee se koee BLOG chalane ke liye Chanda manga, Ya kisee ko Neta banane ke liye protsahit kiya
Jo bhee kiya logon ke bhale ke liye kiya.
My dear friend Nitin ji apka effort no doubt bejod hai ,lekin use khubshurat mod do naki samay se pahale apni importance ko beech manjhadhar me chod do .sabhi ke vichar ek jaise nahi hote vivekanand ji ka karya bhi bejode raha aap dono ke sath rajesh ji, mayank ji, devender ji aur dusre lead karne wale sathiyo ke aabhari hai,lekin aap dono ka bayan dil ko dukh deta hai dosto leader public pasand karti hei na ki savyam pasand rakhi jati hai. I hope u will be united their sud be no controvercy friends ,manjil nikat hai dosto ek j7ut hokor pure jor lagao aur hame sochane par majboor kar do ki infact aap log hi asli hero hai .TET UTTIRIN UNITED FRNT JINDABAD
ReplyDeleteLeader na bano doston yahan sabhi Leader hain.milkar ek doosre ka sath de lo.jeet jaoge.
ReplyDeleteNitin Aur Vivekanand ji aapas me na lado.Galat system se lado tabhi sabke liye aur khud apane liye kucha kar paoge.
sabhi saman ho ek mat se tet marks par bharti ki maang karo banki sab teacher ban kar kar lena.
Jai hind
(Ashutosh Shukla) Hardoi
Muskan ji plz is blog comment ko delete kar dijiye ye humari aap se haath jod kar vinti hai...
ReplyDeletejhansi- hi friends aaj bundelkhand tet shangharsh morcha ki taraf se samajwadi party sri deepnarayan yadav ko gyapan dia gaya.unhone asvaasan dia hai ki tet utrin student ke shath ko anyay nahin hone degein ye baat vo akilesh ji se bhi discuss karegain.and agyapan hum logo ne banakar unko de diya jo akilesh ji ke pahucha diya gaya.unhon akiles g se meeting karanain ka bhi aasvasan dia. bundelkhand kor commity ki taraf se brij laal verma,pankaj jain ,saurabh sharma,shelendra rawat,annand tiwari, harshmaala bhaarat yadav ,aadi maudood the.
ReplyDeleteMuskan ji,
ReplyDeletePls. remove this blog as Nitin ji is scolding me as any one did it from our well known because Nitin ji e-mail id has shared with so many person to send impledement copy & caveat copy on his behalf
muskanji aap phir se apne blog ki popularity ke baare me baat karne lagi..
ReplyDeleteek bat jinhone bhi ye mail kiya ho..achchi soch ka admi dusre ka nam lekar burai nahi karta..hame apni bat aur dukh c.m. tak pahuchani thi,wo lathi charge k karan pahuchi,jhulelal park me 5 ghante baith k dekha tha kitna fark pad raha tha..galat mail kiya gaya hai ye mail credit lene ka prayas hai..tetians ko pata hai unhe kaise job milegi wo unke sath hai jo sahi lag raha hai unhe..aap dono sath nahi chal sakte to alag alag chaliye lekin kisi pe ungli utha kar tetians ko na bate ek rahne de..
ReplyDeleteJisko rajniti karni hai ve 2014 me lok sabha ka chunav lade ham unke sath hai magar yaha tet ki ladai hone de tet bachao
ReplyDeleteI never supported academic merit and wont in future because it is nonjudicious and fanatic...i m fighting alone and the mighty pen is my sword..i wont comment but write a lots of articles in favour of tet and tet merit.gud day 2 all.
ReplyDeleteKaha ho UPTET Pass Bhaiyo aur bheno ky aap ko pata hai. Ki Hum Lagbhag 10 Hazar bhai aur bahene 30 March 2012 se Lucknow Vidhan Sabha ke samne DARULSAFFA pr Ansan par baithe hai.
ReplyDeleteKy ye humari akele ki larai hai kya.Agar aap Log sath do to Mai Dwa karta hoo ki July 2012 me aap sabhi log Training pr honge.
Aur bhaiyo Ab humari Mange barh gai hai KI Jab tak Sabhi TET Pass bhaiyo aur baheno ki bharti nahi ho jati hai tab tak UP me basik siksha Vibhag me koi Bharti nahi hog.
To Please Jago aur aao Lucknow aap sabhi ka bhai aap ko bula raha hail.
JAY TET JAY TET. TET RADD NA HONE DENGE.
Jo roj roj News paper me aa raha hai ki TET radd ho raha hai Uske bare me Sachiv Basik Siksha parisad Sri Suneel Kumar Ji ne Kal Likhit Khandan Patra dia hai hume ki In sabhi samacharo se Vibhag ka koi Lenadena nahi hai.
To bhaiyo aao LUCKNOW
erewtew tgewt3qw5rqwtdeste]
ReplyDeleteyhrhjtjtyuretyretetete
हार्ट अटैक से युवक की मौत
ReplyDelete12 Apr 2012 03:23,
Thursday, April 12, 2012 संतकबीरनगर। बखिरा क्षेत्र के रक्सा कोल गांव में टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थी की रविवार को हार्टअटैक से मौत हो गई। परिजन और दोस्त टीईटी चयन प्रक्रिया रुकने के कारण हार्ट अटैक होने की बात कर रहे हैं। रक्सा कोल गांव निवासी स्व. बनहा चौरसियां के तीन बेटों मे...ं अंगद चौरसिया सबसे छोटा था। मां-बाप की मौत हो चुकी है। तीनों भाइयों का परिवार अलग-अलग रहता है। मेहनत मजदूरी कर पत्नी और तीन मासूम बच्चों का खर्च उठाने के साथ अंगद ने पढ़ाई से कभी समझौता नहीं किया। एमए और बीएड की डिग्री हासिल की। शिक्षक बनने के लिए टीईटी की परीक्षा 109 अंक प्राप्त कर उत्तीर्ण की। मझले भाई दीपचंद्र ने बताया कि टीईटी की भर्ती पर रोक लग जाने के कारण अंगद उदास रह रहा था। लखनऊ धरने में भी गया था। रविवार को गेहूं की मड़ाई हो रही थी। खेत में हार्ट अटैक से उसकी मौत हो गई। मृतक की पत्नी रीता का रोकर बुरा हाल था। अब बेटा लवकुश, बेटी सोनी (7) और कंचन (5) अनाथ हो गई। परिजनों का कहना था कि अंगद ने पढ़ाई के लिए बैंक से कुछ कर्ज भी लिया था, जिसे जमा नहीं कर पाया था।। मौत की खबर पर बुधवार को टीईटी उत्तीर्ण जनपदस्तरीय प्रतिनिधिमंडल मृतक के घर पहुंचा। अभिषेक श्रीवास्तव, देवेंद्र राय, सतीश विश्वकर्मा, बृजेश शर्मा, धर्मेंद्र पाल, रामधनी शर्मा, दिलीप यादव ने कहा कि अंगद की मौत का कारण परिजन भी टीईटी भर्ती पर रोक लग जाने से चिंतित होने की वजह से हार्ट अटैक होने से बता रहे हैं। शासन- प्रशासन की लापरवाही से मासूम बच्चे अनाथ हो गए। प्रतिनिधि मंडल के सदस्यों ने संयुक्त रूप से मृतक की पत्नी को 1000 रुपये की आर्थिक मदद दी।
..........
iss news ko itna share kare ki ye news sarkaar aur mananiya high court tk pahuch jaaye....See More
Mai Sabse puchna chaita hoo Kitne log aur mareng. Kyo nahi khulti Govt. Ki ankh kyo Der ho rahi hia TET Merrit pr selection. Jb ki unlogo ke pas sab galat logo ke nam aur ro.no hai to unhe saja de ke nirdoso ki jan bachai
hume upgovt ne jis aadhar par aavedan karne ko kaha tha, humne usi aadhar par aavedan kiya tha, isliye hume usi aadhar (TET) par hamari job har haal me, har kimat par chahiye..
ReplyDeleteHum logo ne etne exams diye aur har tarah se eligible hone k baad bhi do saal se baithe h aur shiksha mitro ko to muft me apne ghar me he naukri mil gyi...Rajasthan court ne shiksha mitro k samayojan ko galat bata k stay laga diya pr up vale Kb jagenge..aage Badhiye virodh kariye... case kariye...desh k bhavishya ko bachaiye...bina tet samayojan galat h...virodh kariyeLikeComment
ReplyDeleteHum logo ne etne exams diye aur har tarah se eligible hone k baad bhi do saal se baithe h aur shiksha mitro ko to muft me apne ghar me he naukri mil gyi...Rajasthan court ne shiksha mitro k samayojan ko galat bata k stay laga diya pr up vale Kb jagenge..aage Badhiye virodh kariye... case kariye...desh k bhavishya ko bachaiye...bina tet samayojan galat h...virodh kariyeLikeComment
ReplyDelete