/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, September 4, 2012

Matter is still pending in court

UPTET   अध्यापकों की भर्ती पर सुनवाई 11 को








इलाहाबाद। टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों सहायक अध्यापक पद पर चयन और नियुक्ति के मामले में अब 11 सितंबर को सुनवाई होगी। इस मामले में सोमवार को हाईकोर्ट ने प्रदेश सरकार को अपने फैसले पर हलफनामा दाखिल करने के लिए समय दिया गया है।


News Source : http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120904a_004174004&ileft=129&itop=357&zoomRatio=130&AN=20120904a_004174004 / Amar Ujala(4.9.12)
************************
Matter is still pending in court


17 comments:

  1. sathio bhaiyo bahno ham tet walo ka kahin se nuksan nahi hua hai kyo ki gov. jaldi hi naya ad. lane wali hai kal court mai kewal 15 minut hi time mil paya usme gov. ne bataya ki nimyawli mai sansodhan hone ke karan tet vigyapan ko nirast kar dia gya hai is par kapil dev ke vakil ne apna case wapas le lia kal khare sahab bhi gayab they court se ab bharti aur vigyapan se judge sahab ne ste hata lia hai aur ek jaruri bat gov. ko 2014 tak b.ed. walo ko bharti karne ka time mil gya hai yani ab sabhi tet pas walo ko job mil jaigi kyoki ab b.ed. wale prt ke lia manya nahi hai aur merit kafi low jaigi wajah age 21 se 35 hone se lagbhag 50 000 log bahar ho jayenge yani totel 1 lakh ladke hi patra hai job ke lia aur ek bat ab to purane vigyapan ki sari kahani khatam ho gyi hai aur jo date lagi hai wo btc walo ke vakil ne mangi thi plz bharm mai na pade

    ReplyDelete
  2. 9 months se date par date badhaye ja raha h. jab vigyapti par kisi bhi BSA ko aapatti nahi thi aur vigyapti m saaf likha THA "SAMAST BSA, UP"
    TO KAHAN GALTI THI./
    aise hi judges ki vajah se humara law se bhrosa uthta ja raha h.

    ReplyDelete
  3. ye sab kapildev jaise "yadavo" ko bharti m samil karne k liye itna drama ho raha tha. agar unka padhne m man nahi lagta to isme humari kya galti h. aap dekh sakte hai 2003 se pahle 10th,12th me kitne marks aate the aur 2004 m mulayam singh k aane se swakendra vyavastha lagu hone par kitna percentage bana tha.

    ReplyDelete
  4. sarkar chor ,mantry chor usse bda high court ka judge chor.......

    ReplyDelete
  5. Hey BHAGWAN, ab ek aur nayi date na mile... 11 september ko full and final decision aa jaye.

    ReplyDelete
  6. To understand this situation u need not be a lawyer. The matter is over. The court is not empowered to form policies, it is the prerogative of the govt. Koi doctor nahi kahta ki mai ye bimari nahi theek kar paaonga na koi lawyer kahta hai ki koi case nahi banta. Ghoda ghaas se dosti karega to khayega kya? People r simply wasting time & money. There is nothing left in this matter to fight in the court.

    ReplyDelete
  7. इलाहाबाद। प्रदेश में टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों सहायक अध्यापक पद पर चयन और नियुक्ति के मामले में अब 11 सितंबर को सुनवाई होगी। इस मामले में सोमवार को हाईकोर्ट ने प्रदेश सरकार को अपने फैसले पर हलफनामा दाखिल करने के लिए समय दिया गया है। सरकार की ओर से सहायक अध्यापकों के चयन और नियुक्ति के संबंध में लिए गए विज्ञापन रद करने के निर्णय से अदालत को मौखिक तौर से अवगत कराते हुए समय मांगा गया।

    ReplyDelete
  8. bhaee ye SP ki sarakar hai, aap IAS, IPS, PCS etc. ban sakate hai par ye Sapa ki sarakar TEACHER nahi banane degi. ye Gdho ko master jaroor banayegi chahe jaise bhi TET me chhot dekar chahe farji tarike graduation(S.M. case)kar ke.

    Agar aap ko up to 12th tak ka teacher banana hai to jugan lagawo merit banawo mastari pakki. jab se SP(Mulayam )ki sarakar bani tab se aaj tak shikshha me girawat aaee hai. aaj master log apane bachho ko convent shoolo me padate hai kyu ? kuki wo janate hai ki ha kya panate hai usake bad hamare bachhe conven school ke bachho se pichhan jayege.

    ReplyDelete
  9. 15 sept aur sept me hi bharti start ho jayegi..............

    ReplyDelete
  10. bhaiyo ye date pr date kab tak milti rahegi are age kuch decission bhi hoga bhi ki nahi

    ReplyDelete
  11. bhaiyo ye date par date kab tak milti rahegi. aage bhi koi decission hoga ki nahi

    ReplyDelete
  12. ye sab bakbas h t.et radd hoga bachho ke future se khel rahe

    ReplyDelete
  13. Ajay kumar jaunpur 9721400130;
    bhaiyo sarkar ne halafnama de diya hai, niyamo me sansodhan hua hai,
    10th%ka 1/10+12th%ka2/10+Ba%ka4/10+Practical me first=12,second=6+theory me first=12,second=6. sab ko add kar merit banegi.

    ReplyDelete
  14. court ka aaj ka update karein ki bed tet walo ke liye kya news hai.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।