/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, September 3, 2012

UPTET: Hearing in Allahabad Highcourt on 3rd Sept. 2012

UPTET : Hearing in Allahabad Highcourt on 3rd Sept. 2012


HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD 

?Court No. - 53 

Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011 

Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur 
Respondent :- State Of U.P. & Others 
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav 
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha 

Hon'ble Arun Tandon,J. 
Petitioner before this Court seeks quashing of the advertisement dated 30th November, 2011. 
Learned counsel for the petitioner submits that advertisement itself has been withdrawn by the State Government under� the subsequent notification published in newspaper on 2nd September, 2012. 
In view of the aforesaid, the present writ petition has become infructuous. 
It is, accordingly, dismissed as having become infructuous. 
Interim order, if any, stands discharged. 

(Arun Tandon, J.) 

Order Date :- 3.9.2012 
Sushil/-
Source : http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=2050937
****************************

Analysis (What I think by reading above) : 
Kapil Yadav's petition is - Advt. is not published according to rules.
And court gets information (from Petitioner Counsel i.e  party behalf of Kapil Yadav) from state government that - Advertisement is cancelled on 2nd Sept. 2012 therefore Kapil Yadav's  petition has no meaning now.And stay also vacated (i.e.  interim order ).

When petitioner admits that there is no meaning to fight more as advt. is cancelled, then why court will go ahead with this case.
If any body having better understanding then they can give light and elaborate the matter.

41 comments:

  1. SHYAM DEV JI WE NEED UR VALUABLE ARTICLE ON THIS SITUATION BY THE WAY I THINK EVERY THING HAVE BEEN FINESHED

    ReplyDelete
  2. Bhai koi ye bataye ki jab sab kuchh khatm ho gaya to phir ye 11 sep.ya 13 sep. Ki date kyo mili h?

    ReplyDelete
  3. Muskaan mam ab situation kuch jada hi kharab ho gai h.aap ispar kuch kahana chahti h.agar aap ko lagta h ki bharti ho payegi to jarur kuch rai de.mughe aap ke vicharo ka intijaar rahega .please reply

    ReplyDelete
  4. Sarkar 30/08/2012 ke sanshodhan ko adhar banakar 29/09/2011 ke purane vigyapan ko kaise radd kr sakti hai?jabki koie bhee naya sanshodhan old adv pr lagu nahee hosakata.

    ReplyDelete
  5. isse khte h spno ka tutna,ab berojgari bhtte ka fom bhro or jindgi jiyo,is court ne khi ka nh chora,
    tandon ko tpka do

    ReplyDelete
  6. Yeh sab kapil yadav ki mistake ka natija hai.

    ReplyDelete
  7. bus ek baar koi ye bta de k hmari glti kya h,jo hme sja mili )

    ReplyDelete
  8. Court ka stay hut gaya hai aur vacancy clear ho gayi hai and agale 10-15 din me news vigyapti online jari hogi

    ReplyDelete
  9. Sarkar 30/08/2012 ke sanshodhan ko adhar banakar 29/09/2011 ke purane vigyapan ko kaise radd kr sakti hai?jabki koie bhee naya sanshodhan old adv pr lagu nahee hosakata.

    ReplyDelete
  10. hi doston kya agle 2-3 mahino mein hum rozgar ho payenge.

    ReplyDelete
  11. please anybody tell me what will happen now

    ReplyDelete
  12. UP mein samajvadion ne vidhansabha se lekar nyaylaye tak uptetians berozgaran ki khoob khilli udai hai,ye kaisa samajvad hai?aise samajvad ki kalapna to shri Ramman lohia ji ne bhi nahin kee hogi,

    ReplyDelete
  13. Kamlesh ji apki apki news ka source kya h?

    ReplyDelete
  14. Dost cancel to ho gayi par jari UPTET 2012 ke baad hi hogi. Abki baar UPTET ka result aayega 5% aur qualify karne ke liye Shivpal ji se milna hoga. Mujhe poori ummed hai ki UP ki jaahil janta Mulayam ji ka PM banane ka sapna poora karegi.

    ReplyDelete
  15. TET 126 ACADMIC 210 MERI KAYA GALTI RAHI HA up board 1994 batch ke ha jab ak bar BTC KA FARM BHARA TO USKO MULAYAM NE ACADMIC KAR DIYA AAJ INTER TAK SARA SUBJECT PADHATA HU PRIMERY KI NAUKRI LAYAK V NAHI RAHE

    ReplyDelete
  16. pata nhi kiya hoga bharti ka p. T. Me

    ReplyDelete
  17. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  18. ap logo ko ky proglam ha ap na to bharti puri nahi hona the
    Tet marit chaya.................2
    Acd marit valo na 8sal manat ki ha
    Or tet valo na 2 ya 3 mahina
    Kisna jada manhat ki ha
    Plz tell me

    ReplyDelete
    Replies
    1. 8 sal mehnat ki ya nakal chlayi. Mehnat ki hoti to 2 mahina mehnat krne wale apke age na tik pate.kyoki ye paper dimag ka tha nakal ka ni.

      Delete
  19. ANKUSH BEWKUF AGR 8 SAL JYADA MEHNT KIYA HAI TO TET WALE EXAM K DIN APNI MA ............. CHALE GYE THE ACD WALE JO TET ME NO. NHI LA SKE. ES HISAB SE JO TET ME FAIL HO GYE HAI AOR ACD ME NO. ADHIK HAI UNHE NAUKRI DE DO,

    ReplyDelete
  20. 8 sal mehnat ki ya nakal chlayi. Mehnat ki hoti to 2 mahina mehnat krne wale apke age na tik pate.kyoki ye paper dimag ka tha nakal ka ni.

    ReplyDelete
  21. Chaudhari ji mehanat to bail bhi karta hai.
    Lekin vo insano ka gulam hi rahta hai
    isi prakar tumane bhi mehanat ki hai par ias nahi ban paye ab kya smjhaye apko kyo ki kuch bhi kahna bekar hai.jb khud pe padegi to apne ap samjha a jayega.

    ReplyDelete
  22. ourt mein case ab tet/acd ka ho sakta hai yadi court ko acd/tet ki merit & demerit ko aadhar banaya jai.

    acd mein cbse /icse aur upboard ki mulyakan mein antar hi iska aadhar ho sakta hai.

    dhandli na to tet/acd mein sabit ki ja sakti hai.

    isliye cbse /icse aur upbord mein marks ko equivalent karne ke liye koi vikalp ke vishay ko mahatwa diya ja sakta hai par only tet par merit banna sambhav nahi hai.

    case khatm sab khatm.

    ReplyDelete
  23. हाई कोर्ट ने कपिल देव यादव और संबंधित याचिकाओं को खारिज कर दिया, क्योंकि राज्य सरकार ने विज्ञापन रद्द कर दिया। जस्टिस टंडन ने सभी तरह के स्टे भी हटा दिए। इसका मतलब साफ है कि सरकार अब अपने हिसाब से भर्ती करने के लिए आजाद है। अब भर्ती होगी भी, इसकी कोई गारंटी नहीं है, क्योंकि कोर्ट ने सरकार से नए विज्ञापन के बारे में कुछ पूछा ही नहीं है। आप चाहें अकैडिमक मेरिट को सपोर्ट करें या फिर टीईटी मेरिट को, आज के दिन सबके हाथ खाली हैं, क्योंकि कोर्ट ने सरकार को इस मामले में पूरी आजादी दे दी है। हाई कोर्ट की डबल बेंच और सुप्रीम कोर्ट जाने का रास्ता खुला है, लेकिन वहां कुछ नहीं होने वाला। क्योंकि सरकार ने सभी उम्मीदवारों की फीस वापस करने का फैसला किया है और आज के जजमेंट में जस्टिस टंडन ने इस बारे में कुछ पूछा ही नहीं। इस तरह यह भर्ती प्रक्रिया रद्द हो गई है। चलिए आने वाले समय में किसी शुभ सूचना का इंतजार सभी करें

    ReplyDelete
  24. Goverment aur court ne mil kr bewakuf bnaya..

    ReplyDelete
  25. GOOD MORNING FRIENDS
    COURT KA DECISION JO MERA ANALYSIS HA YE AAYEGA
    SARKAR NAI VIGYAPTI NIKALEGI JISME JILA STAR PER AVEDAN KARNA HOGA AUR JISNE PEHLE AVEDAN KIYA HAI WO AVEDAN KA PATRA HOGA AUR BHARTI ME PURV VIGYAPATI KE NIYAM FOLLOW KIYE JAYENGE JAISEKI AGE18 SE 40, TET MERIT SE BHARTI,SABHI JILO ME AVEDAN MANYA HOGA JO ONLINE HOGA,
    KYUKI PURV VIGYAPATI ME ARTICLE 14 KA SANSODHAN COURT NE MANA HAI AUR BAAKI SAB NIYAM TIKH HAI YE AKHILESH SARKAR KE LIYE GUGALI KA KAM KAREGA
    AUR YADI PAISA SARKAR VAPAS KARTI HAI TO VYAJ AUR MOOL RASHI SAHIT DENE ME SARKAR KO PASENE AA JAYENGE

    ReplyDelete
  26. aaj sare shant ho gaye
    ./..........................

    ReplyDelete
  27. Jab Advertisement ka mukdma court me vichadheen tha tab sarkar iske pahle ise radd kaise kar sakti hai aur agar paisa vapas karna hai to 10 maah tak paise ka kya hua.iske alava TET qualified ki jo sharirik avm mansik pratadna hui uske liye kya kiya jayega?

    ReplyDelete
  28. Mr. Sanjeev kahayali pulao mat banao .court aur gov. Tumari jagir nahi hai samje

    ReplyDelete
  29. Mr. Sanjeev kahayali pulao mat banao .court aur gov. Tumari jagir nahi hai samje

    ReplyDelete
  30. Mr. Sanjeev kahayali pulao mat banao .court aur gov. Tumari jagir nahi hai samje

    ReplyDelete
  31. Asha pankaj ji and tet holder
    ma to khi nahi gaye the
    But machata hu ki bharte puri ho
    Ap janta ha ki mara tetma121 no. ho or acd ma223
    Muja faida tet marit jada ha
    Ma chata hu bharti na ruka
    ap ki choh apka sat ha agar mare acd marit vali bat buri lagi to v. Soray

    ReplyDelete
  32. ankush choudhary ...

    yaar tet mein 121 no.

    enlish mein pass kaise ho gaye.

    ReplyDelete
  33. mr amit and nitin tum logo ko mera comment pasand nahi aaya per tum janeto nahi ki yadi bharti nirast karni hoti to sarkar nahi court karti per court bharti nirast nahi kar rahi aur jo kami purva vigyapati me thi court ne use lagbhag sahi mana hai jaise ki jila star per advetisement isliye court purvvigyapati me sansodhan kavake use ke adhar per bharti ka decision lega.aur bharti tet merit aur purva candidates per hi hogi.

    ReplyDelete
  34. news updated


    tatkal pata chala hai ki hc me 4 rit jo abtak student andhere me the ki tet ke liye bhi ladaai chal rahi hai jabki aisa bilkul nahi tha,par pad chuki hai

    11 sep ki ladaai puri tarah tet/acd par hone wali hai

    sutro se pata chala hai ki sarkar back foot par hai kyoki 6 mah beet jane ke baad aap sanshodhan n kar sakte

    ye rule hai

    aur rul sabke liye samaan hota hai

    ReplyDelete
  35. Kirpa kar ke koi ye bataey?ki New vigeapan me Adhiktam Age kitni rakhi gayi hai?

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।