Pending | |
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi] | |
Petitioner: | YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR |
Respondent: | STATE OF U.P. & OTHERS |
Counsel (Pet.): | ALOK KUMAR YADAV |
Counsel (Res.): | C.S.C. |
Category: | Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment |
Date of Filing: | 21/12/2011 |
Last Listed on: | 22/03/2012 in Court No. 33 |
Next Listing Date (Likely): | 29/03/2012 |
Source : http://allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=WRIA&num=76039&year=2011
highcourt bhi govt ke kahne par hearing date badha rahi hai ,court ke chakar mai jeevan kat jayega or sabhi ki age nikal jayegi,andolan tej karo or 30march ko phir lucknow chalo
ReplyDeletetarikh pe tarikh
ReplyDeleteAndolan tej hona chahiye mai bhi apne sathiyo ke sath ayoga nahi to court date badhata rahega
ReplyDeletehighcourt damini film ki tarah kaam kar raha hai tarikh pe tarikh
ReplyDeleteIs highcourt ne to besharmi ki sari hade par kr di hai.
ReplyDeleteShasan jab h.c. ko documents uplabdh karyega tabhi h.c. Apna decigen dega
ReplyDeleteHume shasan par ahinsatmak tarike se dabaw banaye rakhna hoga
ReplyDeleteHum sab teacher he hum jante he bachchon ko bina peete kaise daraya jata he
ReplyDeletesaleem ji aapne bilkul theek kaha jab tak humlog shasan aur court dono par dabav nahi dalenge tab tak ye hamari baat nahi sunenge,isliye jaisa aaplogo ne luckhnow me kiya hai wahi pradarshan har distt. me hona chahiye.
ReplyDeleteHi...kaise h aap sab.
ReplyDeleteAap sabko hindu navvarsh or navratre ki hardik subhkamnaye.
Plz sabhi log dhairya rakkhe mata rani sab thik karegi..
"JAY MATA RANI"
koi bhi student budaun ki shikha dixit ko janta hai .,.,,ya fir shikha dixit is blog se judi ho to ....,pls cot. me 9336003746
ReplyDeleteKon h shikha dixit?
ReplyDeletearye yar ye sab kya ho raha hai?
ReplyDeleteTET ka kuch hoga v ya nahi ?
Ab to sabr ka toota jaa raha hai. Kya koi bada wakil ise final nahi kara sakta.
ReplyDeletedosto humay fir se vidhan sabha ke saamne dharna dena chahea kyuki sarkar ne bus humse vote ke time to wada kea tha k sari vacancy ko fill karenge magar ab sub aram se apne kurseo par baithay hai ,kise ko humari koe fikra nahe hai court bhe date badha raha hai dec se date badhtay hue aaj march aa haya but court decision nahe le paye hai ,, saja unko do jo ghoos lete hai or dete hai hum nirdoso ko kyu ,,, ab to achar sangita bhe khatam ho gaye or new sarkar bhe aa gaye ab kis baat ka intazar kar rahe hai court,
ReplyDelete