फर्जी मार्कशीट पर 465 ने लिया बीटीसी में दाखिला
(BTC 2011 : 465 BTC Candidates Selected Through Forge Markshhets )
जांच से जुड़े एक अधिकारी ने बताया कि गड़बड़ी करने वालों में से 86 अभ्यर्थी शिक्षा विभाग के ही अधिकारियों, कर्मचारियों की संतानें हैं। उनमें से 29 अभ्यर्थी ऐसे हैं जिनके अभिभावक यूपी बोर्ड दफ्तर, क्षेत्रीय कार्यालय या निदेशालय में तैनात हैं। अधिकारियों, कर्मचारियों ने अपने पाल्यों के चयन के लिए फर्जी मार्कशीट तैयार कराई।
News : Amar Ujala (26.3.12)
It looks this comment may be correct :-
pahale up board me marks badana koi badi bat nahi nahi hai....pahale to aur bhi badi bat nahi thi....source aur paisa hoto..
Actually rules maker are IAS, PCS, Govt. and either their children studying in CBSE Board OR making forgery , they are making merit based selection in UP.
And it is cheating with UP Board Candidates.
What will a poor UP Board candidate can do, And if he is from General category then worse can happen.
Gr8 Justice.
When Central Govt. made scaling system to select UP Board and CBSE Candidate then why UP Government lagging. It is injustice to UP Board candidates.
See
Ministry of Science and Technology
Department of Science and Technology
INSPIRE Scholarship
Percentage Cut-off Marks# of Various State-Boards Result in class XII for 2008, 2009, 2010, and 2011 | ||||
2008 | 2009 | 2010 | 2011 | |
UP Board | 69.2 | 72.6 | 77 | 77 |
CBSE | 91 | 92.4 | 91.8 | 93.2 |
ICSE | 93 | 93.3 | 93.2 | 93.43 |
You can see easily a difference between UP Board Marks and Other Board Marks.
Some years back (10-20 years ), UP Board Pass percentage was very low, And that time difference is very high between UP Board Marks and other board marks.
However I am NOT oppsing any board, but justify the stand of common examination. Additionally I felt
multistage examination can be a good option to select right candidate. As it happens Rajasthan.
Teacher Eligibility Test (TET) for UP PRT is an aptitude examination for Primary Teachers and Not a selection of Scientists. If somebody is genius then their are many places where he/she can utilize his/her skills.
Many organizations (Railway, Bank, Defense , SSC Central Govt., CSE ) take aptitude examinations as per their requirements.
In UP PRT Teacher Process was already decided and any change can make a longer (indefinite period as we don't know if matter goes in court then how much time it takes for decision.) time in selection.
SARKAR KA YE TARK BEHAD HASYASPAD HAI KI TET RAHEGA TO DHANDHLI HOGI
ReplyDeleteISKA MATLAB TO YAHI HUA KI OTHER TEST ME DHANDHLI NA HOKAR KEWAL TET ME HI DHANDHLI HOGI AUR SARKAR CHUDIYAN PEHAN KAR TAALI BAJAYEGI
APNI KAJORI KO CHUPANE K LIYE LAKHON LOGON KA BHAVISHYA DAANW PAR LAGANA KYA UCHIT HAI.
B.T.C. KA TEST KHATM KAR DIYA ISI LIYE B.T.C. AAJ AISE LOG KAR RAHE HAIN JO 200 ME SE MATR 38 TET PASS KAR PAYE.
जैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !
ReplyDeleteजैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !
ReplyDeleteवन विभाग जंगल राज...... !
Sarkar keh rahi hai tet rahega to dhandhli hogi. Humne chunav me dekha kitni black money pakdi gayi, to ye political party chunav khatam karne k liye koi prayas kyu nahi karti. Tum kyu kursi par baiththe ho jb ek exam bhi theek se nahi karwa sakte. Bekar ka bahana bana rahi hai govt. Sirf political dusmani nikal rahi hai.
ReplyDeleteHume naukri zarur milegi
ReplyDeleteHume naukri zarur milegi
ReplyDeleteStory- Hamare yahan tanda me 2 brother,, ,ek brother Msc,B Ed. Doosra school nahi gaya lekin urdu madarsa board se jugad kar 76% above digri prapt kar li. Aur 2010-11 me btc me acd merit se chayan ho gaya.aur msc wala ladka aaz bhi struggle kar raha hai.ab tet exam me btc wala fail aur msc bed wala pass. To dosto yeh h acd merit.
ReplyDeleteStory- Hamare yahan tanda me 2 brother,, ,ek brother Msc,B Ed. Doosra school nahi gaya lekin urdu madarsa board se jugad kar 76% above digri prapt kar li. Aur 2010-11 me btc me acd merit se chayan ho gaya.aur msc wala ladka aaz bhi struggle kar raha hai.ab tet exam me btc wala fail aur msc bed wala pass. To dosto yeh h acd merit.
ReplyDeleteStory- Hamare yahan tanda me 2 brother,, ,ek brother Msc,B Ed. Doosra school nahi gaya lekin urdu madarsa board se jugad kar 76% above digri prapt kar li. Aur 2010-11 me btc me acd merit se chayan ho gaya.aur msc wala ladka aaz bhi struggle kar raha hai.ab tet exam me btc wala fail aur msc bed wala pass. To dosto yeh h acd merit.
ReplyDeleteup board ke Sabhi exam ko radd kar do, hasyapad, to tet radd karne ki maang kyo kar rahe hai ye bewkoof.
ReplyDeleteShabbir sahab agar aap rampur tanda se bat kar rahe he
ReplyDeleteAgar yes to sms me 9758884212
ReplyDelete
ReplyDeleteAgar aapko koee Highschool mein fail sirf islleye kar de, kyonkee kisee aur ne cheating karee thee.
To Aapko kaisa lagega.
Leking rajneetik sajis ka hissa banne ja raha hai.
Doshheeon kee Janch CBI se honee Chahiye.
Kyonkee Lakhon Candidates ke FUTURE ka sawaal hai.
agar akhilesh ko badala lena hai bsp se to hathi mitao tet nahi chor tumhi log ho ye padane wale tet yoddha nahi.sharm nahi aati sarakar banate hi har news me nakal ki khabar nahi padate kya bjp me to kabhi dhadhli nahi huyi pariksha me sharm karo tet ko cchod do .
ReplyDeleteakhilesh yahi chahata hai ki pradesh ki janata ko gawar padaye taki gawar hi rahe aur hum hamesa hi raj karte rahe
ReplyDeleteAapne bahut door ki baat kah di , lekin lakh taka sahi.
Delete@blog editor
ReplyDeletegenhu ke sath dhoon ko bhi pisna padta hai,hamare yaha u.p.board ki exam ho rahi hai,bach cheking me ek room me 19 bachche nakal karte pakde gaye,DM ne samuhik nakal ka aarop lagate huye pariksha hi nirast kar di ,jo bachche apni mehnat se exam de rahe the unka kya kusur tha...
bhai pariksha nirast hui aur dobara exam hota hai aur result sath me ata hai..kya dikkat hai.tet exam me bhi aisa kai centre pe hua..
Deleteजैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !
ReplyDeleteवन विभाग जंगल राज...... !
बेरोजगारी भत्ता पाने की आस..... !
पुलिस की लाठी की बुझ गयी प्यास.... !
Mr. "."
ReplyDeleteKya poora UP Board Exam Nirast kar deeya
Ya Sabko Fail kar deeya.
Mein to sirf ye poochna chahtee hoon kee -
Agar aapko koee Highschool mein fail sirf islleye kar de, kyonkee kisee aur ne cheating karee thee.
To Aapko kaisa lagega.
Aur agar thoda dimag use kiya jaaye, to dekhna bhrtee LOKSABH EC ke time tak tal jayegee.
Sarkaar base change karegee aur fir log court jayenge. Ye ek Funda hai
जैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !
ReplyDeleteवन विभाग जंगल राज...... !
बेरोजगारी भत्ता पाने की आस..... !
पुलिस की लाठी की बुझ गयी प्यास.... !
बन शिक्षक बैठे है मुर्दे... !
काम नहीँ करते है गुर्दे... !
sayad aap sahi hai ye sarkar is nyukti ko karna hi chahati aur sayad yahi bat ho jaye.
ReplyDeleteAgar TET bach sakta hai to 12 April se pehle court mein TET rankers apne selection ke leeye case dalen.
ReplyDeleteUske baad bhrtee process change hona mushkil ho jaygea aur jaanch kar doshhion ka saja kee maang karen.
kani aisa na ho niyukti latak jaye aur shiksha mitro ka bhagya khul jaye.
ReplyDelete@blog editor
ReplyDeletemai bhi to wahi pooch raha hu ki kuch bachcho me ne nakal kiya aur pure centre ke exam ko nirast kar diya jata hai,ye galat hai,kewal dosio ko saja di jani chahiye,
par hamare system me janch me itna samay lagta hai ki agar janch karai jayegi aur saboot ikatthe kiye jayenge to kai sal lag jayenge isliye hamare officers sabse asan rasta apnate hai,bas kah diya pariksha nirast kar do
जैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !
ReplyDeleteवन विभाग जंगल राज...
बेरोजगारी भत्ता पाने की आस...
पुलिस की लाठी की बुझ गयी प्यास...
बन शिक्षक बैठे है मुर्दे...
काम नहीँ करते है गुर्दे...
कर नहीँ सकते पाँचवी पास...
दम भरते हैँ आठवी पास...
jis tarah se farzi marksheet banakar
ReplyDeletedhandhali karane wale pakade gaye usi prakar se tet me bhi dhandhali karane wale pakade jane chahiye....
muskanji mujhe aapke comments bahut sahi lagate hai lekin u.p. board aur c.b.s.e ki tulna se mein sehmat nahin hoon kyonki jaisi ki aam perception hai ki c.b.s.e mein sabhi students ke 80% yaa usse upar aate hain aur topper ke marks national level par declare kiye jaate hai aisa nahin hai usme bhi kayee students ke 50% se 60% ke bich aate hai aur ab u.p. board me bhi loose marking suru ho chuki hai aur dusri baat u.p. nakal ke liye famous hai yahan ke kuch chuninda school ko chood diya jaaye to baki sab jagah nakal maafia haavi rehta hai jabki c.b.s.e. ke adhiktar students ke inter tak padte padte chasma chad jaata hai isliye meri aapse request hai ki aap scaling ki baat karke c.b.s.e. board ke students ke saath naainsafi naa kare yadi aisi koi vayavastha karaani hai to pehle u.p. board ki nakal band karayi jay yaa total merit mein highschool aur inter ke marks naa jode jaaye.topper students to IIT YAA PMT me nikal jaate hai teaching line mein jyadatar average students hi aate hai
ReplyDeleteजैसी शिक्षा वैसा विभाग...... !
ReplyDeleteवन विभाग जंगल राज...
बेरोजगारी भत्ता पाने की आस...
पुलिस की लाठी की बुझ गयी प्यास...
बन शिक्षक बैठे है मुर्दे...
काम नहीँ करते है गुर्दे...
कर नहीँ सकते पाँचवी पास...
दम भरते हैँ आठवी पास...
सरकार बन गयी अत्याचारी...
दम भरते हैँ भ्रष्टाचारी...
मुँह मेँ राम बगल मेँ छूरी...
पेट मेँ हलवा मुँह मेँ पूरी...
Amit bhai aapne is gum me apni kavita se thori rahat di.
Deleteare ye ladai band karo ....
ReplyDeleteacd.. nahi hai to tet merit se hona chahiye...
tet me kam no hai to acd se hona chahiye....
ye kya laga rakha hai...
ye dono type ke ladake 20% se jayada nahi hain..
sarkar ka kam sarkar pe chodo tum
un 80% ki kayo mar rahe ho jinke dono
me acche hain....
yadi merit se chahiye to lucknow aao nahi to ghar par chudia pahano..
aur acd walo jab sarkar ne kuch kiya hi nahi hai to kahe ko
gulal lagakar ghum rahe ho..
chup chap baito na..
aur ye tum logo ne kya laga rakha hai ki jo acedemik me no wale hain wo nakal wale hain...
nakal karne wale nakal kar rahe the to kaya tum chudia baja rahe the..
padhe nahi ho to jo number laye hain wo nakalchi....
tum to wakai prt ke layak nahi ho..
mere aur mere ghar ke ladako ke dono me no hain...
tumhe kaya lagta hai ki jin acd walo ne tet qualify kiya hai
wo nakalchi hain..tum logo ki inhi hrkato ki wajh se jin ladako ke dono me no hain we bhi chhate hai ki tumhare jaise log jo padhane walo ki tauhine kar rahe ho ,acd se
merit bane aur aap jaiso ko sabak mile,
are itne hi tez tarrar ho to aaj tak koi dusari naukari nahi mili...
DOSTO
ReplyDeleteJO MAIN KAHNE JA RAHA HUM US LOG JOK NA SAMJHEN WAH HAQIKAT HAI.
1993 ME KALYAN SINGH(BJP) KI SARKAR THI
TAB HIGH SCHOOL KA TOTAL UP KA RESULT THA 14%
ISKE BAD MULAYAM KI SARKAR AAYI RESULT HO GAYA 80%
PAPER ME JOK AAYA-:
ARE KYA AKAL BADH GAI
NAHIN, NAKAL BADH GAI
TAB SE AAJ TAK NAKAL KA PAUDHA BARGAD KA PED BAN GAYA HAI KAI BOARD BHI NUMBER KHULE DIL SE DE
DE RHAE HAIN.
UNIVERSITY NE TO RECORD HI TODE HAIN DEGREE TO PAN KI PETIYON PAR MIL RAHIN HAIN.
AISE ME ACCADEMIC WALON KO EK TARAJOO PAR TAU DENA KAHAN KA NYAY HAI.
LEKIN YE SARKAR INHIN LOGON SE VOT LETI AAYI HAI.
AGR TET ME DHANDLI HOGI TO ACADEMIC ME "DHANDHA" HOTA HAI SAB JANTE HAIN.
BUT NAUKRI KA SAWAL HAI
AUR SARKAR BHI ACADEMIC WALON K SATH HAI.
AB TO BAS EK HI TARIKA HAI
MARENGE MARJAYENGE
BUT TET NAHIN GAWAYENGE
MARENGE MARJAYENGE
BUT TET NAHIN GAWAYENGE
MARENGE MARJAYENGE
BUT TET NAHIN GAWAYENGE
MARENGE MARJAYENGE
BUT TET NAHIN GAWAYENGE
LUCKNOW KO KUCHAL DALO
SARKAR KA IRADA BADAL DALO
LUCKNOW KO KUCHAL DALO
SARKAR KA IRADA BADAL DALO
LUCKNOW KO KUCHAL DALO
SARKAR KA IRADA BADAL DALO
DOSTO
ReplyDeleteJO MAIN KAHNE JA RAHA HUM US LOG JOK NA SAMJHEN WAH HAQIKAT HAI.
1993 ME KALYAN SINGH(BJP) KI SARKAR THI
TAB HIGH SCHOOL KA TOTAL UP KA RESULT THA 14%
ISKE BAD MULAYAM KI SARKAR AAYI RESULT HO GAYA 80%
PAPER ME JOK AAYA-:
ARE KYA AKAL BADH GAI
NAHIN, NAKAL BADH GAI
TAB SE AAJ TAK NAKAL KA PAUDHA BARGAD KA PED BAN GAYA HAI KAI BOARD BHI NUMBER KHULE DIL SE DE
DE RHAE HAIN.
UNIVERSITY NE TO RECORD HI TODE HAIN DEGREE TO PAN KI PETIYON PAR MIL RAHIN HAIN.
AISE ME ACCADEMIC WALON KO EK TARAJOO PAR TAU DENA KAHAN KA NYAY HAI.
LEKIN YE SARKAR INHIN LOGON SE VOT LETI AAYI HAI.
AGR TET ME DHANDLI HOGI TO ACADEMIC ME "DHANDHA" HOTA HAI SAB JANTE HAIN.
BUT NAUKRI KA SAWAL HAI
AUR SARKAR BHI ACADEMIC WALON K SATH HAI.
AB TO BAS EK HI TARIKA HAI
MARENGE MARJAYENGE
BUT TET NAHIN GAWAYENGE
MARENGE MARJAYENGE
BUT TET NAHIN GAWAYENGE
MARENGE MARJAYENGE
BUT TET NAHIN GAWAYENGE
MARENGE MARJAYENGE
BUT TET NAHIN GAWAYENGE
LUCKNOW KO KUCHAL DALO
SARKAR KA IRADA BADAL DALO
LUCKNOW KO KUCHAL DALO
SARKAR KA IRADA BADAL DALO
LUCKNOW KO KUCHAL DALO
SARKAR KA IRADA BADAL DALO
@Poorvanshu jee ,
ReplyDeleteMera cousin hai UP Board se 2nd Div., Par centra govt. mein scientist hai.
Kya usko nikal den kee uske marks kam hain.
mein through out honors hoon, kya mein ye kahoon kee usko nikal kar mujhe job de den.
Aur mera khud UPTET mein koee personal interst nahin hai.
Par jhooth, sastee marketing jaisa Media mein aajkal hota hai
Vo nahin likhtee,
-----
Mujhe bhee apne cousin se jalan hotee hai, itnee oounchee post par hai
Par ye bhee janteee hoon kee usne kitnee mehnat kee hai - Engineering Entrance Exam Pass, Scientist Exam pass karna etc. etc.
muskan ji
Deletephir aap apne acd par behas kar rahi hai..kyoki aap hamesha with honour pass huyi hai par...
Main aapko already bata chuka hu ki main throughout topper raha hu...
Meri acd 321.87 % hai aur b.ed bhi kanpur univ. Se top kiya hai(batch-2010-11) par tet me 115 aur 110 hai..infact main bhi chah raha hu ki merit sirf tet ki hi bane...
Lekin aap baar baar apne acd aur honours ki baat karti hai
Jab aapko koee FAIL karne ko kahega kyonkee koee DOOSRA FAil ho gaya,
ReplyDeleteTab aap kya bolte hain.
Mera BLOG sach kaa saath jaroor dega.
neera said
ReplyDeleteuutar pradesh ki sarkar kisi kam ki nahi hi jo abhi
tet ma koi phacila nahi lia ha sabsa bakar ki uttar pradesh ka CM bana ha
@sunil ji
ReplyDeletekalyan ke samay pass% kam thi lekin padhne walo ke no kam nahi mile the
aur mulaaym ke samay 80% pass the to sabhi 70 % wale nahi the
faltu ki abc mat karo sidhe sidhe bolo ko aapke no nahi hain...
apka kahane ka matlab hai ki padhne walo ko 10.12.b.sc me no nahi milte hain....
madam yahin baat mein kehana chahata hoon ki mere couin ne 1997 mec.b.s.e se high school second div tatha 1999 mein inter 60% ankon ke saath ki lekin uptet mein uske 135+ hai tatha ctet mein 80% hai lekin aapki scaling se weh prt job se bahar ho sakata hai jabki mehanat to usne bhi ki hai isse pehle 2007 ki vbtc me uska chayan nahi ho paya tha.
ReplyDeleteसाधना न्यूज चैनल पर 9.30 पर दिखा रहे थे की बेसिक शिक्षा निदेशालय ने शिक्षक भर्ती की विज्ञप्ति निरस्त करने कि सिफारिश शासन को भेज दी है।
ReplyDeleteMr Unknown ,
ReplyDeleteAap ye kyon nahin kehte -
Kee engineering entrance nirast kar deeya jaye, Kyonkee ye ek single exam hee hota hai.
----------
Niymanusaar TET Candidates Bilkul galat nahin hain,
Tab hee Un par log jhoothe aarop laga rahe hain.
Apna fayda dekh rahe hain.
-------
Mera Acad. thoughout Ist Div./honours se raha hai, par mere cousin scientist kee 2nd Div. hai high school intermediate mein.
Top rank se engineering entrance pass keeya , Comp. Sc. lee aaj Govt. mein scientist hai.
Mein usko kaise tarkon se Nokri se niklwa doon, Aap mujhe sirf ye bata deejeeye
-----
Par usne engineering entrance mein kitnee mehnat karee, aur kaee bade bade exam pass keeye.
Kya Usko nokri se nikalwa dena chahiye
@KUMAR JI
ReplyDeleteBHAI KUMAR JI AP KE NO. HUM SE JYADA HO SAKTE HAIN LEKIN SAMJHNE ME AAP KAMJOR HAIN MERE KAHNE KA MATLAB YE HAI KI ACADEMIC ME NO. ME EKRUPTA NAHIN HAI AUR TEACHERS KI AGE 21-40
RAKHI GAYI HAI AISE ME PURANE KI TULNA NAYE SE KAISE KI JA SAKTI HAI.
LEKIN YADI AAP NAHI JANTE KI IS SAMAY B.ED. ME YA GRADUATION ME LOG NO. KAISE BADHWA RAHE HAIN TO AAP BACHCHE HAI.
MERE NO. YADI ACC ME KUCHH KAM HAIN TO AAP
ITNE HI HOSIYAR THE AAPK NO TET ME KAM KYON AAYE.
ISI LIYE TEST HOTE HAI KI AB APKI PRESENT KNOWLEDGE KITNI HAI.
bheji hai....taki apni dhandhali chupa sake..
ReplyDeleteabhi sarkar ne koi decision nahi liya hai aur jab tak cort me mamala hai wo
nirast bhi nahi kar sakati hai..
ye kewal sutro wali khabar hai..
amar ujala ki tarah
@sunil kumar aapki baat bilkul sahi hain tet kaa maksa d present knowledge ko parakhana hi tha aur doosri baat is baat se sabhi sehmat hai tet mein hui dhaandali ki jaanch karali jaaye isme jaane acd supporters ko kya aapti hai yadi koi kasurvaar hai to bahar ho jaayega aur yogaya ko job milegi tatha achi academic waale mitro ke paas aage bhi achhe numbers score karne kaa vikalp hai kyonki ye sarkar jarur imaandari se tet karayegi
ReplyDeletetet exame ka sylbs hi aisa tha ki pta chal ske ki layk candidat jo 1to 5 ko teach kr sake ,,,,,,,,,,,,ab ise jayda or kya illigibility honi chaiy......agar koi b,sc ag ,,commerce se 70% lay to use teacher kaise bna de ,,,teachr ke liye tes prt levl ka hona tha to hua ab kyo ld re ,,,,,,koi kisi b board se ho ,,,,,,eligiblity to tet se pta clgi prt techr ki,,,,
ReplyDeletetum scince topper ko dirct engineer ,,,ya doctr bnane ko bol re ho ,,,thats nt possible.....
ReplyDelete@Sachin Balia,
ReplyDeleteGood,
Ye ek aptitude exam tha, jo kee sirf PRT Teacher ke liye tha.
Jiase bank clerk mein - Clerical Aptitude Exam hota hai,
Bank Officer mein - Officer level aptitude exam hota hai.
------
Agar koee BBA, BCA, Engineer is Nokri ko apne acadmic marks ke aadhar par pana chahega, to vo to galat hai.
Good Comment
YADI ACADEMIC ITNA HI IMPORTANT THA TO B.ED. KA TEST KYON KARAYA US BHI ACC KARATE TO KAM SE KAM BECHARE VE LOG TO B.ED. NA KARTE JINKA ACC KAM HAI
ReplyDeleteISKA TO MATLAB YHI HUA KI JAB B.ED. KARWA K KHOOB PAISA NICHOD LIYA FIR ACC MERIT KAR DI
JO BACHEN WE AB GHOOMEN.
This comment has been removed by the author.
ReplyDeletegood night.......
ReplyDelete@kumar kyo bhai jab ye prt choti si malum pad rahe hai tumhe koi bada job karna chahiye jisme exam naa dena pade
ReplyDelete@sunil pagal ho jaoge aap
ReplyDeleteabhi ja ke so jao aur kal lucknow
pahuncho yaha par time pass karke kuch nahi milega...
amaran anshan karo tabhi kuch hoga
@KUMAR
ReplyDeleteTUMHARE NUMBER ACC ME JYADA HO SAKTE HAIN LEKIN SISHTACHAR ME 00000 HAIN.
BEWKOOF!!!!!!!!!!!!
@Kumar ji,
ReplyDeleteAap nervous ho rahe hain.
Mere kaee blogs hain, meree profile se mere ek cousin ne bhee kuch blogs bana rakhe hain.
(Jisse aap logon hamare doosre blogs bhee dekh saken.)
Mera Kary Sach Ko Saamne Rakhna hai.
@Kumar jee,
ReplyDeleteAap nervous hain.
Agar aapke pass kuch valid points ho to ve batain
Aur aap kya chahte hain, Kis tarhe kee merit
blog editor ji isi tarah sachche dil se sachchai ka sath dete raho
ReplyDeletekhisiyani billi khamba noche.hathi mast chali kutta bhonke koi fark nhi padta
ReplyDeletetet morcha lage raho
ReplyDelete@ MUSKI didi
ReplyDeleteKUMAR bhai jo kehna chahte h use mai saral shabdo mein explain karta hu.
FOUR categories of TETians
A:GUD marks in TET & GUD marks in ACD
B:GUD marks in TET & BAD marks in ACD
C:BAD marks in TET & GUD marks in ACD
D:BAD marks in TET & BAD marks in ACD
A:80% stu belongs 2 this category
B:05% stu belongs 2 this category
C:05% stu belongs 2 this category
D:10% stu belongs 2 this category
ye "B" aur "C" category k stu aapke blog par ladte rehte h.
"A" category wale sirf joining chahte h, selection base kuch bhi ho yehi log asli deserving stu h jinhe joining milni chahiye.
"D" ye log apni id change kar ke doosro k naam se comment karke aag mein ghee ka kaam karte h.
96 mein up board mein aprxm 20%first 40%secon 20% third fail aur baki fail aur 2011 mein 70% first 30% secon main janna chahta hua ki kya aaj ke stu jyada talented hain ya phir number dene ke attitude mein chang a gaya hai. agar jyada talented hain to tet jaise exam mein btc merit base select 200 mein 36 fail kaise aur agar no dene ke attitude mein change hai to phir 96 aur 2012 ke no ko ek jaisa man lena kya sahi hai. i am waiting for repl.
ReplyDelete@Veer Kushvaha jee,
ReplyDeleteMene sirf ek example deeya tha,
Mujhe apne badai karne katai pasand nahin hai.
Mera to ya bhee kehna hai, kee rules badalte hee bhrtee anishitkaleen ke leeye thap ho jayegee.
Bechare TET rankers ne kya gunah keeya, Unhone to Niyamanusaar hee pariksha deee.
Islleye TET Merit se hee niyukti ho to sabhee logon ka bhala hoga.
Jo kee har terhe se upyukt hai
-----
Niyam aage kee process ke leeye badle jaate hain, ne kee jo already decide ho chuka hai uske leeye.
Varna saare IAS, PCS, Minister ko nikal do naya rule bana do
(To ye to bilkul galat hoga)
aaj jo u.p.govt. ne faisla liya hai bada dukhad hai. kyu ki jo bachhe highschool,inter me nakal karke achhe no le aate hai wahi humare kal ke bachho ka bhavisya banayege. teacher jaisi post ke liye bhi oneday exam hona chahiye naki educationl merit agar koi bachha highschool,inter me achhe no nahi paya hai to iska matlub ye to nahi hai ki wo teacher nahi nai ban sakta hai. isse to logo ko aur nakal karne ke liye sarkar badhava de rahi hai
ReplyDelete