UPTET : दिन भर भूखे रहे यूपीटीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थी
उन्नाव, जागरण संवाददाता : हाल ही में नियुक्ति की मांग कर प्रदर्शन कर रहे यूपीटीईटी परीक्षा उत्तीर्ण अभ्यर्थियों पर लखनऊ में हुए बर्बर लाठीचार्ज और भर्ती प्रक्रिया पर रोक लगाये जाने के विरोध में मंगलवार टीईटी उत्तीर्ण छात्रों द्वारा निराला उद्यान में एक दिवसीय अनशन व धरना दिया गया। इस बीच अभ्यर्थियों ने सरकार विरोधी नारेबाजी करते हुए नियुक्ति प्रक्रिया को बहाल किये जाने की मांग की है।
मंगलवार यूपीटीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा के बैनर तले अभ्यर्थियों ने प्रदेश सरकार के निर्णय के विरोध स्वरूप एक दिवसीय अनशन व धरना दिया। इसकी अगुवाई कर रहे अमित त्रिपाठी ने कहा कि 20 मार्च को शांतिपूर्वक प्रदर्शन कर रहे निर्दोष टीईटी अभ्यर्थियों के साथ पुलिस ने बर्बरता पूर्वक व्यवहार किया। प्रदेश सरकार को चाहिए कि वह इस घटना के दोषी अधिकारियों के विरूद्ध तत्काल कार्रवाई करे। वैसे भी शिक्षकों की भर्ती प्रक्रिया पर सरकार द्वारा लगायी गई रोक को तत्काल हटाया जाये ताकि अभ्यर्थियों को मानसिक, आर्थिक और शारीरिक शोषण का सामना न करना पड़े। वहीं शिक्षकों की भर्ती भी केवल टीईटी मेरिट के आधार पर ही की जाये क्यों कि प्रदेश में विभिन्न बोर्ड से उत्तीर्ण छात्रों की मेरिट भी भिन्न होती है इससे मूल्यांकन प्रक्रिया में जमीन आसमान का अंतर आ जाता है।
अनशन का संचालन कर रहे अतुल तिवारी ने सरकार के मौजूदा रवैये को टीईटी उत्तीर्ण छात्र विरोधी करार देते हुए कहा कि हम सभी को इसके खिलाफ आंदोलन चलाना होगा यह आंदोलन न्याय मिलने तक जारी रहेगा।
इस मौके पर राकेश शुक्ल, जितेंद्र विश्वकर्मा, देवेंद्र सिंह, मनोज गुप्ता, संध्या, किरन, मो. निजाम, अजय पोरवाल, अतुल गिरी, मनमोहन तिवारी आदि मौजूद रहे।
News : Jagran (27.3.12)
http://in.jagran.yahoo.com/epaper/index.php?location=30&edition=2012-03-28&pageno=8#id=111736615571127080_30_2012-03-28
ReplyDeleteMarch 28, Wednesday , 2012
कानपुर पृष्ठ : 8
मुख्यमंत्री से मिले टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थी लखनऊ : अध्यापक पात्रता परीक्षा (टीईटी) उत्तीर्ण अभ्यर्थी मंगलवार को मुख्यमंत्री अखिलेश यादव से मिले। अभ्यर्थियों ने मुख्यमंत्री से अनुरोध किया कि टीईटी को रद न कियाजाए। मुख्यमंत्री ने मामला न्यायालय में होने का हवाला देते हुए कोई निर्णय करने से इनकार किया। हालांकि उन्होंने एक बार फिर विस्तृत वार्ता के लिए तीन सदस्यीय प्रतिनिधि मंडल को दोबारा बुलाया है। अभ्यर्थियों का कहना है कि परीक्षा में यदि धांधली हुई है तो दोषियों को सजा दी जाए। संशोधन के नाम पर साठगांठ की गई है, लिहाजा संशोधन से पहले का रिजल्ट निरस्त न किया जाए। मुख्यमंत्री को इन सभी परिस्थितियों से अवगतकराने के लिए टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों का एक प्रतिनिधि मंडल मुख्यमंत्री से मिला। मुख्यमंत्री ने सकारात्मक रुख अपनाते हुएविस्तृत वार्ता के लिए दोबारा बुलाया है।
http://in.jagran.yahoo.com/epaper/index.php?location=30&edition=2012-03-28&pageno=8#id=111736615571127080_30_2012-03-28
ReplyDeleteMarch 28, Wednesday , 2012
कानपुर पृष्ठ : 8
मुख्यमंत्री से मिले टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थी लखनऊ : अध्यापक पात्रता परीक्षा (टीईटी) उत्तीर्ण अभ्यर्थी मंगलवार को मुख्यमंत्री अखिलेश यादव से मिले। अभ्यर्थियों ने मुख्यमंत्री से अनुरोध किया कि टीईटी को रद न कियाजाए। मुख्यमंत्री ने मामला न्यायालय में होने का हवाला देते हुए कोई निर्णय करने से इनकार किया। हालांकि उन्होंने एक बार फिर विस्तृत वार्ता के लिए तीन सदस्यीय प्रतिनिधि मंडल को दोबारा बुलाया है। अभ्यर्थियों का कहना है कि परीक्षा में यदि धांधली हुई है तो दोषियों को सजा दी जाए। संशोधन के नाम पर साठगांठ की गई है, लिहाजा संशोधन से पहले का रिजल्ट निरस्त न किया जाए। मुख्यमंत्री को इन सभी परिस्थितियों से अवगतकराने के लिए टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों का एक प्रतिनिधि मंडल मुख्यमंत्री से मिला। मुख्यमंत्री ने सकारात्मक रुख अपनाते हुएविस्तृत वार्ता के लिएदोबारा बुलाया है।
ARPAN ji aap kaha se hi
ReplyDeletemere sajh me nahe aa reha hai ye log kyu police ke dande kha rahe hai kyu upwas kar rahe hai,
ReplyDeleteNCTE niyam ke mutabik 01/01/2012 ke bad kewal BTC wale hi primary Teacher ban sakte hai.
100 percent ab a bharti nyaypalika karayegi chahe jis adhar par. Mai acad. and tet dono me prabal dave dar hu parantu mai samajhata hu ki sarkar ise ulajha kar rakhana chahati hai. Ab bharti hote 2 sarkar badal jayegi.
ReplyDeletemeri abhi lucknow me bhupendar ji se bat hui hai. Lucknow me poore josh k sath 30 march ko vidhansabha bhawan gherne ki taiyari hai.ap sab se anurodh hai k 30 ko jarur pahuche......
ReplyDeleteSada haq...
Merit tet par hi banni chahiye
ReplyDeleteMerit tet par hi banni chahiye
ReplyDeleteAgar acd bani to 80% sits of c.b.s.e+i.c.s.e. board walo ki baki 20% up board walo ki hongi
ReplyDeleteAgar acd bani to 80% sits of c.b.s.e+i.c.s.e. board walo ki baki 20% up board walo ki hongi
ReplyDeleteAgar acd bani to 80% sits of c.b.s.e+i.c.s.e. board walo ki baki 20% up board walo ki hongi
ReplyDeleteMerit ka beech ka rasta-
ReplyDeletegraduation, b.ed, tet
Merit ka beech ka rasta-
ReplyDeletegraduation, b.ed, tet
Merit ka beech ka rasta-
ReplyDeletegraduation, b.ed, tet
10th, 12th bilkul nahi
ReplyDelete10th, 12th bilkul nahi
ReplyDeleteTet merit nahi, to tet nahi.
ReplyDeleteSala nakalchi sachiv, agar akal se sachiv banta to yeh bayan na deta.iski aulad bhikari bane ise mehnti tet walo ki baddua lage.
ReplyDeleteSala nakalchi sachiv, agar akal se sachiv banta to yeh bayan na deta.iski aulad bhikari bane ise mehnti tet walo ki baddua lage.
ReplyDeleteSala nakalchi sachiv, agar akal se sachiv banta to yeh bayan na deta.iski aulad bhikari bane ise mehnti tet walo ki baddua lage.
ReplyDeleteye to sabse acha hai graduation,b.ed(theory),tet
ReplyDeletemonu ji cut off to thik hai but sbtc 2007 me matra 15-20 hajar seats hothe the but is bar 72825 seats hai apply bhi keval tet qualify walo ne he kiya hai
ReplyDeleteADITYA FAIZABD,phelo ye to pata karna he hoga ke tet me dhandhaly hui ke nahi.merit to tet pass valo ke he banayenge chahe acadmic ke bane ya tet ke.WAISE BHAI LOG ISS SARKAR ME SUB SAMBHAV HAI.
ReplyDeleteJinka acd.pöor hai aur tet me strong hai.unhole kam jagah se forms dale.ab vo log jyada jagah se forms dalenge.bharti latakni tay hai.
ReplyDeleteyadi tet me dhadhali hui hai to tet radda hona chahie?
ReplyDeleteup tet me dhandhali hui hoti to gov ab tak ise nirast kar chuki hoti me chalenge karta hu ki koi uptet me dhandhli ka sabut de kar dikhaye ye chalenge ramabai nagar police ke liye bhi hai
ReplyDeletekoi ye bata sakta hai ki ye yadav kapil dev kaha ka hai me net par iska uptet result dekhuga
ReplyDeletemerit tet se nahi banegi.
ReplyDeleteNiyamawali main paripartan hoga
Source Amar Ujjala Lucknow edition page no. 1
Acd merit se kisi ko fayda mile na mile nakal mafiyaon kee chandi ho jayegi.
ReplyDeletePaise dekar percentage badaya jayega khaskar B.Ed me percentage ke liye khoob paise wasoole jayenge.
barute tu kahan hai?
ReplyDeletekeval tet merit bhi sahi nahi hai. Paisa usme bhi chala hai.
ReplyDeleteIsliye bharti sarkar par sod diya jaaye. chae ACD ya TET ya acd+ tet
Par bharti puri ho
शिक्षकों की भर्ती भी केवल टीईटी मेरिट के आधार पर ही की जाये क्यों कि प्रदेश में विभिन्न बोर्ड से उत्तीर्ण छात्रों की मेरिट भी भिन्न होती है इससे मूल्यांकन प्रक्रिया में जमीन आसमान का अंतर आ जाता है।
ReplyDeleteab aisa lagta hai 140 number bala kampat benchega aur 83 se 90 number bala kampat khareedkar khayega.
ReplyDeleteWah !
Amar ujala ke adhar ko dekthe huye and sarkar ke rukh ko dekte huye agar hum 30 ko lucknow nahi gaye to gov. Hamare against koi bhe faisla le sakti hai. Isliye dosto hamari job ab hamare hath me hai.
ReplyDeletegovt ke pass poora adhar hai bcz maya ne 2 din pehle changes kiye jo sahi mayane me galat tha. humko is baat ko manna padega k jab tet ka form post kiya tha tab yeh sirf eligibility test tha jo baad me change hua.mera kehna hai ki niyukti ho chhae jaise. waise bhi posting unki hi honi hai jo tet qualify hain .Don't mind waise to main BTC2004 se hun aap sab ki tarah muje bhi tet dena pada. abhi bhi niyukti nahi mili hai...
ReplyDeletecbse walo ke dalal akhilesh yadav ne english medium walo ki sochi hai aur up board walo ko sipahi ke liye sadak par adi or pair ragdne ke liye bekaar kar diya hai.
ReplyDeleteCase Status - Allahabad
ReplyDeletePending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing: 21/12/2011
Last Listed on: 22/03/2012 in Court No. 33
Next Listing Date (Likely): 05/04/2012
This is not an authentic/certified copy of the information regarding status of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, maybe brought to the notice of OSD (Computer).
Ye to hona hi tha(judgement is right).Exam ke 3 din pahle koi kaise niyamavali change kar sakta hai.Agar IAS exam pre aur main dona hota hai aur log use ke base par tayri karte hai.Achanak pre exam ke 3 din pahle ye bala jay ki pre exam ke base par selection hoga then student will get cheated.Yehi us samay hua tha.So Great Job by Government decision.
ReplyDeletehamari maange puri karo
ReplyDeletesulfa gaanja free karo
हर ख्वाइश पूरी हो जिसकी ऐसा कोई इंसान नहीं,
ReplyDeleteहर कदम पे हार जाये कुछ भी हो वह तूफ़ान नहीं !
जीतना है अगर तो हारने पर हिम्मत न टूटे,
जीवन में किसी मुकाम पर हौसला न छूटे !
वक़्त भले ही कम हो पर जाना है तुमको दूर,
मुश्क़िलों का कर सामना मंज़िल पाना मंज़ूर !
कितना भी तूफ़ान आ जाये पर हौसला कम न हो,
कदम लड़खड़ाये भले पर गिरने का गम न हो !
Amit shukka call me
ReplyDelete9758869752
यूपी में अगस्त से मिल
ReplyDeleteसकता है बेरोजगारी भत्ता लखनऊ/वार्ता। Story Update : Wednesday, March
28, 2012 1:18 PM उत्तर
प्रदेश
में
अगस्त
से
बेरोजगारी भत्ता मिलना शुरू हो सकता है।
राज्य
की बागडोर
संभालने के तत्काल बाद अखिलेश यादव सरकार ने पहला निर्णय बेरोजगारों को भत्ता देने का लिया था। 15 मार्च को लिए गए निर्णय के मुताबिक राज्य में 35 वर्षों से अधिक के लोगों को 1,000 रुपए प्रतिमाह
बेरोजगारी भत्ता दिया जाना है। पात्रों की चयन प्रक्रिया शुरू आधिकारिक सूत्रों के अनुसार इसके लिए पात्रों की चयन प्रक्रिया प्रारम्भ कर दी गई है। इसके जुलाई तक पूरे हो जाने की सम्भावना है। इसके बाद अगस्त से भुगतान प्रक्रिया शुरू हो सकती है।
Priya apko tet ki jalsaji to dikh gai jo abhi tak sabit hi nahi ho pai.court main ye sabit karna parega ki sanjay ne pese lekar no badaey.jo itna asan nahi hai.kis base par gov base change karegi?acd walo apni jalsaji dekhani hai to bagpat ki CBCID se puch lo jisne 125 jali marksheets pakri hain.je log BTC karke teacinh kar rahe the.bolna subko ata hai par such ka aina nahi dekhna chata.wah mere desh ke shisko.
ReplyDeletewo din kab aayge jab pahli merit niklegi
ReplyDeletetet pass bhaiyon avam unki behano tet mein ki gayi dhaandli to pakad me aa jaayengi lekin aajkal nakal center par jungle avam khidkiyon se latke hue parijan nakal dete news mein dhikhay ja rahein hai unka kya. is bar tet merit ke karan bichhare b.ed. ke clerko ka dhanda bhi mara gaya kyonkistudents ne merit ke liye paise nahin diye.isse pehle to marks ki cross list hi badal di jati thi.ab unhe dobara se dhanda karne ka mauka mil jayenga. tet mehnat se pass karne walon ka bhagwaan hi maluik hai.JAIMATA KI
ReplyDeleteBhaiyo apne man se khayal nikal de ki uptet me dhandhali huyi hai kunki abhi tak ek bhi candidate dhandhali me nahi pakda gaya hai iska matlab uptet abhi tak sahi hai. Sanjay mohan dhandhali karne se pahle hi pakad liye gaye.
ReplyDeletepal ji jo ghar main jo cash mila wo kya kya.
ReplyDeleteIs tarah to ACD main dhandali ka bhi sabut nahi hai.
pura Sahi dono nahi hai
So govt. par sab kuch jhodo
Bas bharti puri ho
kya uptet ek patrata mana ja sakata hai....nahi karan no. 1 kya patrata pariksha ka result 50 percent banata hai? Jo up ke b.ed CTET me 8 percent qualify karate hai wahi log kaise uptet 50 percent .2 yadi isame dhandhali hui hai to ise radd kiya jay. Please coment
ReplyDeletetet main baar baar result update kuon hua hai. is kya matlab nikala jaai
ReplyDeletePal ji and amit sukla ji.
Govt jo kar rahi hai use karne do.
Adanga lagane par hamara hi niksan hai
Bharti puri karo
@Tulsi tumhare ghar me chaapa pade jo cash milega uske bare me tumhara kya kehna hai.
ReplyDeleteSarkar ne badi sateek chal chali hai, ab tet aur acd. Merit ko lekar ekta me phoot pad jayegi. Phir asani se govt. Bharti radd kar sakti hai. Jinke pas jara sa bhi dimag hai wo sab jante hai chal rahi bharti k beech me process change hone par bharti sirf court k lafde me phans jayegi.
ReplyDeleteSarkar ne badi sateek chal chali hai, ab tet aur acd. Merit ko lekar ekta me phoot pad jayegi. Phir asani se govt. Bharti radd kar sakti hai. Jinke pas jara sa bhi dimag hai wo sab jante hai chal rahi bharti k beech me process change hone par bharti sirf court k lafde me phans jayegi.
ReplyDeleteMr. unknown brother
ReplyDeleteRad karne se bharti lambi chali jayegi. NCTE se bhi itna jayada parmision nahi miligi
i agree with you PRIYA Ji
ReplyDeletearpan ji govt agar bharti rokegi to july tak 33% school band ho jayega.
ReplyDeleteRahi bat adhar badleni ki hum log chahenge to mamla court main nahi jayega
Humari soch keval bharti par hona chahiye chahe jaise ho
court main wahi log jayenge jinki merit high hai. Chahe mehant kar ke ya paisa de kar merit high ho aur jinga ACD verry verry poor ho
ReplyDeletePar court jane se unke sath sath sabka nuksan hai.
So govt ke uper chod do
Tulsi ji kau kahata hai ki 33 percent school band ho jayenge. 2011 me retirment age 60 se 62 kar diya gaya hai 2014 tak ek bhi teacher retire nahi honge.
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,school nahi band honge.sikchamitra ke bharose abhi bhut school chal rahe hai.
ReplyDeleteKoi hai kya
ReplyDelete@tulsi
ReplyDeleteapani mehnat ko apane hi samne lut jane de nahi hum aisa nahi hone denge hum court jaroor jayenge abhi nahi to kabhi nahi
ADITYA FAIZABD,U.P.AUR BIHAR ME KABHI BHI KOI EXAME PROCESS BINA KISI COURT ME PAHUCHE POORA HE NAHI HO PATA HAI.AUR YE SAB GANDI RAJNNET KA HE RESULT HAI.EK BAAT AUR SARKAR KOI BHI RULE AISA NAHI BANA SAKTE JISSE SABHI LOG SANTUST RAHE.AUR NA HE SABHI KO KHUS KAR SAKTI HAI.
ReplyDeleteTulsi ji ab aap to hamen sarkar se bhi badi khalnayak dikhai de rahe hain.sarkar bhi apana swarth dekh rahi hai aap bhi apana swarth dekh rahe ho.
ReplyDeletesarkar naye sire se tet karane ki sonch rahi hai jisse use ab dhan ugahi ka mauka mile...aur aap ke acd number achchae hain to aap sirf apana.
Unka kaun sonch raha hai jo in jhanjhaton ke karan over age hone ki kagar par hain aur jinhone kalyan singh ke karya kaal me high school aur inter kiya hai jab result keval 13% (1992) aaya tha.
30 march chalo lucknow pahle lathi khayi abke goli bhi khayenge
ReplyDeletetum sabhi ko tet aur acad. me batane me sapa safal ho jayegi jisaka uddeshya tet ko court dwara radd karakar punah karane ki hai jisme qualify karane me paise chalenge vacancy se kam log pass honge low uet rankar sare fail ho jayenge.GHANTA HILANA SABHI LOG. I AM NOT UPTET
ReplyDeletegov prt bharti ko cancel karne ki rah aasan bana rahi taki bad me pvt btc schoolo se moti rakam vasuli ja sake
ReplyDeleteAgar academic merit hi best hoti hai, to phir TET Exam karane ki jarurat hi kya hai? Visist BTC ki tarah hi bharti honi chahiye. Agar exam karana hi hai to Low merit walo ka hi exam karana chahiye kyonki High merit wale to already talented/qualified hote hain. IAS, PCS, TGT, PGT, BANK SSC, UPSE etc. exam main academic merit ke aadhar par hi bharti honi chahiye. Is tarah se sarkar ka exam karane ka kharcha bachega.
ReplyDeleteab samajh me aaya ki tablet aur laptop ke liye paisa kaise kamaya jayega
ReplyDeletePlease meri ir rai par comment dain. I am waiting.
ReplyDeletebade bhai se leke chote bhai par 10% kharch kar do wha re akhilesh teri polici tu bakai me mulayam ki aulaad hai
ReplyDeleteBarreily me 12th ka maths-II ka papar out kya puri up board ka exam radd karenge akhilesh ji
ReplyDeleteHume aapse me na ladte hue tet ka 50 parcents ke weightage ka prastao sarkar ke samne rakhana chahiye.aap sab milkar ye maang 30 Ko rakhe .aapas me ladane ka matlab tet cancle samjho.
ReplyDelete************************
ReplyDelete72 हजार 825
अध्यापकों की नियुक्तियों पर रोक
इलाहाबाद। इलाहाबाद उच्च
न्यायालय ने अध्यापक पात्रता परीक्षण
(टीईटी) चयन के तहत राज्य के 75
जिलों में 72 हजार 825 प्राथमिक
सहायक अध्यापकों की नियुक्ति एवं चयन
पर रोक लगा दी है। न्यायालय ने
कहा कि प्रथम दृष्टया 30 नवम्बर
11 को बोर्ड द्वारा राज्य के
सभी जिला बेसिक
शिक्षा अधिकारियों की तरफ से
जारी विज्ञापन नियम 14 के
विपरीत हैं।
अदालत ने मामले की सुनवाई 11
जनवरी को नियत करते हुए सचिव
बेसिक शिक्षा परिषद उत्तर प्रदेश
एवं बेसिक शिक्षा परिषद के सचिव
को अगली तिथि पर उपस्थित रहने
का निर्देश दिया है। यह आदेश
न्यायाधीश सुधीर अग्रवाल ने
वाराणसी के यादव क पिलदेव लाल
बहादुर की याचिका पर यह आदेश है।
याची अधिवक्ता ने बहस की कि उत्तर
प्रदेश बेसिक शिक्षा "शिक्षक
सेवा नियमावली" के नियम 14 के
अन्र्तगत जिला बेसिक
शिक्षा अधिकारी को ही नियुक्ति,
चयन का विज्ञापन जारी करने
का अधिकार है। बोर्ड के सचिव
द्वारा सभी बेसिक
शिक्षा अधिकारियों की तरफ से
विज्ञापन जारी किया गया नियम
का उल्लघंन है। ऎसे में 30 नवम्बर
को जारी विज्ञापन निरस्त होने
योग्य है। बोर्ड को विज्ञापन
जारी करने का अधिकार नहीं है।
TET KE CORRUPTION KA HUA PARDA FAASH
ReplyDeleteANT ME HUI JEET SACHCHAI KI
MERIT BANEGI ACADEMIC PAR
MERIT HOLDER JINDABAD JINDABAD
Dustra rasta supream court hi hum sabko naukari dila sakta hai.so ya toh supream court chalo ya tet+acd. Merit banne do.aapse me mat lado.ekta me rahoge to jeet milengi.varna dusre uptet 2012 Ki taiyari karo jisme lakho ruppay chalene wala hai.
ReplyDeletebharti honi chahiye aadhar chahe jo bhi ho.......
ReplyDelete@ priya ji and tulsi ji
ReplyDeleteBoth of u r right
tet corruption ka spasht pramaan hai
merit academic par hi banni chahiye
aur banegi bhi
*#* muskan ji*#* kripa kark us case ko blog par publish kare jise hon. Sudhir Agrawal ji ne kharij kar diya tha jisme tet merit ka adhar nahi banye jane ki mang ki gayi thi JISME UNHONE SPAST KAHA THA KI YADI PRAKRIYA BICH ME BADALI JATI TO NIYAM BIRUDDHA HOTA.
ReplyDeletenitoo bhai hw r u kya tum shamli s e ho
ReplyDeleteKEWAL BLOG PAR LIKHNE SE HI BHARTI KA AADHAR NAHI BADLANE WALA, ACD MERIT WALO NE ISKE LIYE KYA PRAYASH KIYA HAI, A
ReplyDeleteGAR DHANDHLI IS HAD PAR HUI HAI TO KYO NA PURI TET KO HI CANCEL KAR DIYA JAYE. KEWAL AADHAR BADLANE SE SACHCHAI KAISE JITEGI.
gov can make amendment in niyamvli .....why cnt the F....ing gov change the vigyapn format ,,and remove the stay first,,,things prove cm want somthin different...kuch or iirada h unka ....
ReplyDeleteArpan ji bat dhandali ki hai to acd main bhi kisi prakar ka koi proof nahi.
ReplyDeleteChapemari ki baat se aap itna serious kyoun le rahe hai.
Lagta hai dal main kuch kala hai.
Aur mera wish hai keval bharti puri ho ACD, tet ya ACD + TET kaise bhi.
Par bharti puri ho.
Main chapemari ka comment aapke upar to nahi kiya tha.
Wo to paper main even IBN7 news main bhi hai.
Agar apko heart hua hai to
*SORRY*
is jagah par sab apni rai de rahin hai. Personely comment karna thik nahi
arpan ji main ye bhi to nahi bol raha hoon ki merit tet se na bane . bas ye bol raha hoon ki bharti poori ho
ReplyDeleteJaisi tet ki prakriya chal rahi thi ise aise hi chalne den,abhi poora uttar pradesh teachers se khali pada hai.aage sab acd hi bhar jana.
ReplyDeletekucha to imandar logon ko pahunchne do jo apani real yogyta dikha chuke hain TET ke madhyam se
mera 33% ke baat ka source Amar Ujjala hai
ReplyDeleteTulsi ji ap samajh rahe hai sarkar manmani kar payegi to galat hai. Ap khud kisi advocate se sampark kar ligiye sthiti se avagat karakar puchiye ki bina thos karan k sarkar process change kar sakati hai?
ReplyDeletekyoun amit ji kabiliyat keval tet se nahi pata chalega.
ReplyDeleteACD + TET
Dekh lena bharti hote hote yeh amar ujal jane kitne TET holder ko pagalkhane pahuncha de.
ReplyDeleteunknown ji mera prayas to keval bharti poori hone se hai
ReplyDeleteAdhar kuch bhi ACD ya TET
Tulsi ji Amar Ujala to 5 din pahale tet par merit banwa raha tha ab acad.
ReplyDeleteTet Merit ke adhar par hi Chayan ho "Thanks"
ReplyDeleteaap sahi bol rahian hai. News khabi kuch kabhi kcuh
ReplyDeleteTulsi ji acd hi supar thi to jaroorat kya thi yeh TET ka dhong karne ki.
ReplyDeleteab amar ujala aaj kah hi raha hai ki merit purane tarah se banegi to kya yeh NCTE tet bheed kam karne ke liye hi kara rahi hai taki B.ed schools ka dhandha chalta rahe aur hum sab lutte rahen.Wah !
30 March ko lkw chalna hai
ReplyDeleteby NITIN MEHTA
30 March ko lkw chalna hai
ReplyDeleteby NITIN MEHTA
30 March ko lkw chalna hai
ReplyDeleteby NITIN MEHTA
Tet Merit Ke Adhar Par Hi Adhayapak Bharti Prakriya Ho. "Thanks" AZAMGARH
ReplyDeletesab koi socho ki bharti puri ho kaise bhi
ReplyDeletesapa ki mansa tet radd karana hai o bhi nyaypalika dwara. Tab khulenge BTC college tab milegi naukri.
ReplyDeleteyar shiv bhai copy paste mat kar yaar
ReplyDelete30 ko lucknow jane ka base kya hoga humari mange kya hogi plz post it
ReplyDeletebina tet ke NCTE permison nahi dega
ReplyDelete30 March ko dhare me sankhya kam rah gai to 99% TET cancel
ReplyDelete30 March ko dhare me sankhya kam rah gai to 99% TET cancel
ReplyDelete30 March ko dhare me sankhya kam rah gai to 99% TET cancel
ReplyDeleteunknoun ji a sp ka nitigat mamala hai ki merit ka base kya ho ??? aap ya court nahi deside kar sakata hai, thik vaise jaise maya ne change kiya to acad wale case hare ab thik vaise yadav change karenge aut tet base wale case harenge
ReplyDeleteHamari koi galti nahi hai na hi TET me dhandhli ke paryapt saboot hain to fir court kis aadhar par TET radd kar sakta hai.
ReplyDeleteTET radd nahi hogi.
sarkar se gujarish karo ki voh prakriya radd na kare yeh sarkar ke hi bus me hai.
Tet Merit Ke Adhar Par Hi Adhayapak Bharti Prakriya Ho. "Thanks
Yar itni copy me apne sabhi bhai logo ko jagruk karne ke liye kar raha tha
ReplyDeleteok
ReplyDeletei agree with
ReplyDeleteBaruta
Bharti puri honi chahiye kaise bhi
Acd merit akhilesh ka loly pop humme foot dalne ke liye phir asani se tet radd karne ke liye
ReplyDeleteAcd merit akhilesh ka loly pop humme foot dalne ke liye phir asani se tet radd karne ke liye
ReplyDeleteAgar sarkar ham logo ki wastav me madad karna chahti hai to omr sheet ki rechecking karakar naya result taiyar kar bharti ko aage bara de. Aur sarkar yadi niyamawali badlne ki soch rahi hai to bharti bhool jao kyoki sarkari kaam itne aasani se ho jaat to ham berojgar Aaj blog nahi likh rahe hote balki kahi school me hote.
ReplyDeleteKuchh samjhe...
ReplyDeletebaruta bhi ap kisi advocate se sampark kar le a process antim sthiti me hai. Chhote se mamale Kapil ne rok diya jisme kisi ki hani nahi thi a to bara hai.
ReplyDeleteYe kapil yadav kahan ka hai aur kaun hai socho jara
ReplyDeleteYe akhilesh ka aadmi hai 100% my thinkin
ReplyDeleteunknown ji uptet k processpects me saf likha hai ki a exam keval qualifi test hoga??? fir bich me rule kaise change ho gya?
ReplyDeleteBARUTA JI,agar vah abaidh to court nekyo nahi mana. mai yah to nahi kahata ki meri bat patthar ki lakir hai paranu mujhe pura viswas hai ki ya to tet par merit banegi ya tet radd hoga yadi ek bhi log court gaye TO.
ReplyDeletemaya ne jo pattarta ko aharta kiya wahi point pakar govt apna kaam karegi & mujhe nahi lagta k koi kuch ker payega. ager SC jate hai to phir bhool jayo niyukti bcz yeh hai INDIA.....YAAD KERLO BTC 2004 JINKI TRANINK 2009 ME START HUI
ReplyDeleteMIAN BHI USI 2004 KA HI HUN JISE ABHI BHI POSTING NAHI MILI...ISLIYE MAIN PHIR KAHOONGA K CAMPROMISE KERLO....NAHI TO .......YEH HAI INDIA MERE BHI HAMARE JAISE CASE NA JANE KITNE HONGE HC & SC ME...... SORRY IF I HURT....
ReplyDeleteumesh ji ye batao acadamic ka cut off kitna ja sakta hai art me
ReplyDeletedont worry dost mere upper ka comment dekho kitana stront point hai, unknown ji o avidh nahi tha yani bich me change karana invalide nahi hai to sp gov. v bich me change kar sakati hai aur a uski nitigati mamala hoga
ReplyDeletebaruta ji ye batao acadamic ka cut off kitna ja sakta hai art me
ReplyDeletejinka acdm. 220 se jyaada hai unka selection jaroor ho jayga....
ReplyDeletesuraj ji aapka acadamic kitna hai
ReplyDeletebharti ho to ek common exam ke base par chahe phir se exam ho allahabad ke student isko baat ko court mein jaroor le jayenge.
ReplyDelete240 hai
ReplyDeleteaur tet mein
ReplyDeleteaur tet mein
ReplyDeleteaapke liye to dono acha hai bas bharti ho jaye
ReplyDeleteavinash ji aap ka acdm aur tet kya hai
ReplyDeleteacd mein agar mehnat ke number hain to phir common exam se dar kaisa.
ReplyDeletetet mein agar dhandli hui hai to tet radd ho kyounki agar dahandli hai to uske sare no galat hain ho sakta hai dahndli karke koi exam mein qualify kiya ho. koi bhi cheej adah galat aur adha sahi nahi ho sakta hai.
har baat ka faisla agar court se hona to court iska bhi faisla karegi ki tet ko merit ka aadhar nahi bana sakte ki ismein dhandli hui hai lekin sixty percent no le sakte hain agar galat hai to phir poora galat hai.
han yaar bharti ho jay bus....
ReplyDeleteaur tet merit par cut off kitna ho sakta hai
ReplyDeletetet me 105 se jyada walo ka sure hai.....
ReplyDeletewaise 100 wale bhi ho sakte hai
ReplyDeletesab pagal hai ye nahi bharti hone de chahe academic par ya tet par mere academic me bahut kam marks hai but tet mai bahut ache hai phir bhi acd par bharti hoti hai toh kam se kam hamare 72000 bhai bahno ko toh job milegi or next exam mai 72000 logo se comtition bhi nahi hoga par kaun samjhaye in bewkoofo ko iska haal bhi 2004 ke btc batch ke jaisa hi hoga ye aise hi chalta raha toh kisi ka baap bhi in vacancy ko nahi bhar sakta such a fool people
ReplyDeleteyadi bharti tet merit par hogi to 1-2 month me prakriya puri ho jayegi lekin acad. par hone par ye 2012 to nikal jayega aur hame fir se form bharna padega
ReplyDeletewell done sandeep bhai .....aap sahi kah rahe hai....
ReplyDeletelekin avinash ji court mai log case karta rahenge isliye ye jaroori hai ki govt jaise bharti karna chahti hai waise hone dena chahiye
ReplyDeletemera tet mein 132 hai lekin acd mein 235 hai highschool inter garaduation mein aur b.ed mein mujhe kabhi bhi practical mein 40 percent se jyada no nahi mile kyounki na hi mere pass tution padne ke paise the aur na hi main teacher ke ghar ka kaam kar sakta tha na hi makkhan palish. to phir mujh jaise candidate ko tet ke jariye apni yogyata sabit karne ka mouka mila to kya galat hai agar tet ek aharta exam tha to phir ek chayan exam ho ek jaisa exam sabhi ke liye. acd ki bharti ke aadhar par to 132 no pane wala rah jayega aur common test mein 98 no pane wala select hoga. agar acdemic mein itne hi tej the to ek common exam se kisi ko dar nahi lagna chaiye. ek common chayan pariksh ho. ek ya do post ke liye chayan pariksh ho sakti hai state level ki to phir 72000 post ke liye chayan pariksh kyoun nahi. hum apni baat court tak jaroor le jayenge.
ReplyDeleteare sandeep bhai .... aapka selection jaroor ho jayja.....d'nt worry
ReplyDeletesandeep bhai ap sahi kah rahe ho lekin isi tarah chalta raha toh dost kisi ki job nahi lag payegi meri bhi kahani apke jaisi hi hai lekin dost humme kabiliyat hai toh hum up tet toh kya har exam ko paas kar lenge
ReplyDeletesandeep bhai apke 235+88=323 hai
ReplyDeletemere 240+78=318 hai
main to kahta hun chahe jaise bharti ho honi chahiy..
suraj ji mujhe selection ka lalach nahi hai mujhe is tension se door hona hai roj raat ko neend nahi ati kam se kam ye toh clear ho jayega na ki mera selection nahi hua toh mai kisi or exam ki tayari kar lunga lekin is tension se khaha piya bhi nahi ja raha hai
ReplyDeletebe positive yaar sab theek hoga,.,.,.
ReplyDeletesuraj ji apne isme kaun si class ki percentage add ki hai mujhe bhi bateye mai bhi apna add karke dekhta hoo
ReplyDeletefilhal to acadm.+ tet he best option hai
ReplyDeletedoston ek baat saaf hai mein 2007 mein bhi inhi marks ke sath tha aur 17 ya 18 jagah par form dala tha aur har diet ka record tha mere pass. aur usi se commparision ke aadhar par science general ka kam se acd ki merit ka main guess kar sakta hoon gen sci 255 se kam kisi bhi haal mein nahi hogi.
ReplyDeletesandeep sharma ji is acdm(10+12+grad.+b.ed) + tet% hai,...
ReplyDeletemr sandeep agar aap k b.ed. k pricaticel me keval 40 percent hai to aap fail hai kyo ki poore up ki university me 50 percent pass aur 75 percent per frist hota hai plz sahi comment kare aap logo k b.ed. digree ki kasm
ReplyDeletebilkul tet ke no. bhi add ho jayenge or acd ke liye sabke liye equal hi baat hogi
ReplyDeleteavinash bhai yahi hoga....dekna
ReplyDeletetab toh suraj ji mere
ReplyDelete10th mai 72%
12 th mai 62%
bsc mai 66%
bed mai 76%
or tet mai 121 hai mera selection ho jayega kya
yadi aisa ho to tet merit walo ko aapatti ni hogi
ReplyDelete@baruta
ReplyDeletekya hoga sir age
kisi ko pata hai kya ki 30 march ko nitin mehta aur cm ke bheech meeting hai kya...
ReplyDeletetab to ..sandeep ji aap to top me rahoge....
ReplyDeleteye govt is vacancy ko 2013 mai hi fill up karegi chahe kitna hi koi jor laga le kyoki court mai case karne wale bhi govt ke aadmai jo matter ko lingering karna chahte hai
ReplyDeletethank u suraj ji
ReplyDeletebaruta ji aap keval baat ko pakad rahen hain mera matlab highschool inter aur bsc se hain maine aprxm bola hai acd mein mera total 235 hai aur purvanchal ke kisi bhi jile mein 242 se kam merit nahiu thi 2007 mein aur aaj 5 saal baad itne private colloge ke baad purane student ke liye acd merit mein koi jagah nahi hai
ReplyDeletesandeep ji aapko to home dist hi mil jayga ., wase aapka home dist. kya hai
ReplyDeleteyar agar tet mai gadbad priamry mai hai toh secondry ki post ko tet merit ke base par bhar liya jaye kyoki usme toh koi gadbad nahi hai kyoki usme toh 80000 vacancy hai
ReplyDeletevaranasi
ReplyDeletelekin sandeep ji 2007 me sbtc me jyade seats ni the but yaha to 72825 seats hain aur apply bhi keval tet qualify walo ne kiya hai
ReplyDeleteavinash ji yahi baat to sabko sabjhani hai,.,.,.,
ReplyDeleteacd+tet bane to main jaroor support karta hoon acd merit ki lekin keval 10+12+gradu+bed kabhi nahi aur hum nyay pane ki har sambhav kosis karenge. kyounki 2007 mein pahle bhi ek bar acd ko merit ke naam par purane student ke sath dokha ho chuka hai . main sochta hoon sabhi tet pass candidate ka ek chayan exam ho sabhi ke saath insaaf hoga isse.
ReplyDeleteacdm +tet hone kuch khas fark nahi padega
ReplyDelete@baruta bhai
ReplyDeletetum apne or mere liye ranchi ke pagalkhane ma sit book kar lo kyoki aise hi hota raha toh ek din mai or ap wahi chalenge or hardum yahi kahenge "academiv merit tet merit"
dost 2007 mein bhi 70000 post thi aur sabhi phill hui hain, keval aapki jaankari ke liye isliye kisi bhi galatphami mein mat raho
ReplyDeletedost 2007 mein bhi 70000 post thi aur sabhi phill hui hain, keval aapki jaankari ke liye isliye kisi bhi galatphami mein mat raho
ReplyDeleteis baar sirf tet wale hi hai
ReplyDeleteaap log ye bataye ki sbtc 2007 me kitni seats thi puri up mein
ReplyDeletesandeep ji kya ap guarantee de sakete hi ki april month mai sari post fill ho jayegi sawal hi nahi uthta ya toh ye bhartiya hi nahi hogi ya toh court mai ye mamla chalta rahega btc 2004 ki posting ke bare apka kya vichar jo aj tak bharti nahi hue sir
ReplyDeletedost 2007 mein bhi 70000 post thi aur sabhi phill hui hain, keval aapki jaankari ke liye isliye kisi bhi galatphami mein mat raho
ReplyDeletelekin ume tet ki problem nahi thi sir ji aj tet hi toh sabse badi problem hai
ReplyDeletechayan ka aadhar sabse yogya ka chunav hona chaiye aur woh keval ek standerd ka exam for all tet se aisa possible tha lekin tet ko agar keval ek aharta exam mana jata hai to phir chayan ka ek alag exam ho jaisa rajastham mein hua tet mein agar galat hai to pura galat hai yeh kahna kahan tak sahi ki tet ki merit nahi banegi kyouki ismein dhandli hui hai to uske 60 percent qualifying ke kaise sahi ho sakta hai ho sakto hai kise 35 no pane wale ne paise dekar apna no 90 kar liya ho adaha galat aur aadha sahi nahi ho sakta hai. avinish ju 2007 mein bhi 70000 post par bharti hui thi.
ReplyDeletebhaiya sabko job chahiya jiske tet mai ache no hai woh sochta hai mera selection ho or jiske acd mai ache no. hai woh cahata hai mera ho bhai paki pakai kichdi har kisi ko khani hai ab toh 72000 post ko 36000 ke two parts mai divide karna chahiye ek mai acd merit ka adhar par bharti ho or doosre mai tet merit ke adhaar par hai na good idea sir ji
ReplyDeleteab to ek he upay hai lko chalo 30 march ko
ReplyDeleteSabhi log apne-apne percentage add kar rahe hain.
ReplyDeleteSabse badi probelm ye hai ki agar selection of base change hota hai to jarur kuchh log court chale jayenge. Aur puri bharti prakiya phir se kaee saalon ke liye latak jayegi.
Mai sabhi se kahuga ki bhartg ko ho jane do chahe jaise bhi ho kahi esa na ho kal ko aklesh kahe ki b.p.ed,d.p.ed aadi bhi esme shamil kar diye jaye
ReplyDeleteYE BHARTI NAHI HOGI MERI TO ACD AUR TET DONO ACHI HAI LEKIN YE PRAKRIYA AB COURT AUR NCTE KE PECH ME FAS JAYEGI JAISE RAJASTHAN ME HUA
ReplyDeleteCm jee cbse valo ko deanga rojgar or up valo ko deanga bhatta nice bata
ReplyDeleteUn logo se puchho jinke liye ye tet merit se last chance tha kyonki pahle acd. Me ginti ki first aati thi ab 60%first aati hai.isliye ye log lafda na kare.acd+tet merit beech ka rasta ban sakta hai.lekin keval acd. Nahi iska najara sab 20ko lucknow me dekh chuke hai.ham blog vale court nahi bhi jayenge to kya baki sabko rok lenge.
ReplyDelete100logo me 30 log aise hote hai jinka acd. Strong hota hai magar baki 70 ausat hote hai.isi tarah tet me hai yaha acd. Strong vale 30% hai baki acd. Me ausat hai .ye log kisi keemat par acd. Merit banne nahi denge isliye govt. Ko beech ka rasta nikalna tha .lekin govt.acd. Ka bahana lekar tet radd karna chahti hai.isliye acd. Valo khush mat hona .khali acd. Par ye bharti kabhi bhi nahi hogi.
ReplyDeleteWait for my BLOG editorial about TET Merit, will be published soon.
ReplyDeleteIt is NOT easier to change process, and a minor change can halt entire process for indefinite period.
Law is in favour of TET Merit holder and they fulfill requirement for selection as per NCTE / Government order in due time frame.
See recruitment in Rajasthan , where many B. Ed holders are not eligible for Grade - III teacher selection. OR Various Court Judgments.
People are creating rumours saying TET is only eligibility. Actually it is -
Weightage in Selection + Eligibility.
No where defines how much weightage can be used for selection.
(Favours in Goverment Order)
Candidates applied in due time frame.
Baruta jab tet liya gaya to vo aharta ho patrata isse phark nahi padta. Lekin jab vigayapan aaya to govt. Ko ye decide karne ka adhikar tha ki bharti ka process kya ho aur wohi govt. Ne kiya bhi.
ReplyDeleteYe bharti nahi hogi esa lagta h
ReplyDeleteor sarkar esko khud radd karna chahati hai
academic merit saikadon candidates ki lash par banegi.
ReplyDeleteacademic merit saikadon candidates ki lash par banegi.
academic merit saikadon candidates ki lash par banegi.
academic merit saikadon candidates ki lash par banegi.
academic merit saikadon candidates ki lash par banegi.
academic merit saikadon candidates ki lash par banegi.
bhai logo 30 march kom kahe ka dharana jab court ne hi stay laga
ReplyDeleterakha hai pahle court se to faisala karawa lo
Blog editor ji ka kahna sahi hai tet merit holders kanuni rup se majboot hai.
ReplyDeleteare bhai abhi koi prakriya change nahi hui hai ye to kewal amar ujala
ReplyDeleteka sansanikhej khabar hai,acd walo
abhi jayada mat kudo nahi to dil ko gahara dhakka lagege
saikil to chalne se pehle hi bahkne lagi hai.
ReplyDeleteAcd merit ki amar ujala ki jhoothi khabar milne se itna khush hone ki jarurat nahi, ye sarkar ki phoot dalne ki ranniti hai.
ReplyDelete2007 me merit 10+2+3+b.ed = 242 gayi thi
ReplyDeletetabse bar jugadu nakalchi c.b.s.e. etc wale jyadatar numbers badhwa rahe hain.
is 270 se kam nahi jayegi.
*#* muskan ji*#* kripa
ReplyDeletekark us case ko blog par
publish kare jise hon.
Sudhir Agrawal ji ne kharij
kar diya tha jisme tet
merit ka adhar nahi banye
jane ki mang ki gayi thi
JISME UNHONE SPAST KAHA
THA KI YADI PRAKRIYA
BICH ME BADALI JATI TO
NIYAM BIRUDDHA HOTA.
Merit tet par hi banni chahhiye
ReplyDeletesarkar kis adhar par merit processes
ReplyDeletebadal rahi hai yadi yah galat hoti to court ya ncte pehle hi iseki ijajat nahi deti.
iske alawa rajasthan uttrakhand gujrat kisi bhi state me academic merit nahin ban rahi hai.
iska seedha matlab hai ki sachiv ka ya mantriyon adi k kuchh candidates ki academic merit achchhi hai unhone inse jarur kuch
jugad lagayi hai.
s.p. gov. jiske liye "kukhyat" hai wahi kam satta me aate hi karne lagi hai.
Ye humare new nideshak shahaw ko ye nahi pata ki form padne ke bad ab niyam badloge to dubara form dalne padenge
ReplyDeletesarkar kis adhar par merit processes
ReplyDeletebadal rahi hai yadi yah galat hoti to court ya ncte pehle hi iseki ijajat nahi deti.
iske alawa rajasthan uttrakhand gujrat kisi bhi state me academic merit nahin ban rahi hai.
iska seedha matlab hai ki sachiv ka ya mantriyon adi k kuchh candidates ki academic merit achchhi hai unhone inse jarur kuch
jugad lagayi hai.
s.p. gov. jiske liye "kukhyat" hai wahi kam satta me aate hi karne lagi hai.