(UNEMPLOYED ALLOWANCE : Work should be done to get Unemployed Allowance )
So many people are running to register their name in employment exchange. But many of them can disappointed now to see the criteria to get UNEMPLOYED ALLOWANCE.
लखनऊ, 29 मार्च : बेरोजगारी भत्ता हासिल करने वालों को काम भी करना पड़ सकता है। ऐसा इसलिए किया जा रहा है ताकि बेरोजगारी भत्ता की चाह रखने वाले अपात्रों की छंटनी की जा सके। योजना को फिलहाल मुख्यमंत्री के स्तर से अनुमति मिलनी बाकी है, लेकिन पूरा खाका तय कर लिया गया है। योजना है कि बेरोजगारों से वही काम लिया जाए जो उसकी काबलियत के अनुरूप हो और उतना काम लिया जाए जिससे भत्ते की भरपाई की जा सके। बेरोजगारी भत्ते को लेकर सरकार के सामने सबसे बड़ी समस्या अपात्रों को रोकने की है। अपात्र का आशय ऐसे लोगों से है जो कहीं छोटी-मोटी निजी स्तर की नौकरियां कर रहे हैं, लेकिन बेरोजगारी भत्ते के लिए रजिस्ट्रेशन करा रखा है। जो व्यवस्था की जा रही है, उसे इस तरह से समझा जा सकता है। शपथ पत्र से भी रुकेगी भीड़ : भत्ता लेने वालों को इस बात का शपथ पत्र भी देना होगा कि वह पूरी तरह बेरोजगार हैं और उनकी आय का कोई भी साधन नहीं है। साथ ही वह भत्ते के बदले शासन के तय कार्यो को करने के लिए सहमत हैं। हाईस्कूल पास होना जरूरी : 35 वर्ष से अधिक उम्र के उन्हीं बेरोजगारों को भत्ता दिया जाएगा, जो कम से कम हाइस्कूल पास होंगे। यह भी तय हो चुका है कि भत्ता उनको नहीं दिया जाएगा जो मनरेगा या सरकार की किसी स्वरोजगार योजना का लाभ पा रहे होंगे। परिवार की भी आर्थिक स्थिति होगी तय : भत्ते के लिए तय की जा रही नियमावली में इसका प्रावधान किया जा रहा है कि केवल उन्हीं बेरोजगारों को ही भत्ता दिया जाएगा, जिनके परिवारों की वार्षिक आय शहरों में 26000 रुपये और गांवों में 20000 रुपये से कम होगी। परिवार में अगर एक से अधिक बेरोजगार होंगे तो उन सभी को भत्ता मिलेगा। अधिकतम उम्र पर पसोपेश : भत्ते को लेकर पेचीदा मसला बेरोजगारों की अधिकतम आयु को लेकर है। सपा ने चुनाव घोषणा पत्र में कहा है कि 35 वर्ष की उम्र पूरा कर चुके बेरोजगार नौजवानों के लिए भत्ते की व्यवस्था होगी। अब सरकार को यह तय करना है कि 35 से ऊपर किस उम्र तक के लोगों को नौजवान माना जाये। फिलहाल इसे 45 साल तक रखने पर विचार चल रहा है। दूसरी राय यह भी है कि इसे 60 साल रखा जाए।
News : Jagran (30.3.12)
Andher nagari chaupat raja take ser bhaji take ser khajha.
ReplyDeleteKHUD TO MANTRI BAN KAR WE KAR RAHE THAT.
ReplyDeletePAR HUMKO KYON PADHA RAHE SOLAH DOONI AATH.
6 MAHINE DHIRE DHIRE WE RAHE HAI KAT
PHI WE NIYAM BADAL DENGE JO UNHEN RAHE HAIN KAT.
thanks muskan ji /blog editor ji
ReplyDeleteToday Iam really much impressed with you because today you have supported truth not your called abusive brother baruta.
I Think you should block baruta/barutas to decrease number of abusive comments on your blog.
The one of most reason is that he is not stable on his behalf, sometimes he supports tet and on the other hand he support acdmic...thats no matter...dats all
Thankyou dhanyabad
@muskan ji
ReplyDeleteye batayiye ki ye vacancy to vishisht btc ki nahi hai phir kyo acadmic ki bate ho rahi hai
is vigyapan ke anusar seedhi joining hai
muskan ji kya mai sahi hu
sayad up me b.ed walo ke liye tet ke trough seedhi bharti ka yah pahla case hai isliye isme selection process bhi naya hai.
Plz muskan ji reply
@Anand Tiwari ji,
ReplyDeleteMere khyal se log job offer to seedhe court se le sakte hain.
Jin logon ke pass pure saboot hain OMR copy etc., mark sheet they can directly chalange this matter in court.
Aur phir court ko vigyapan nikalne / jo bhee process hai uska aadesh dena pad sakta hai.
Saath hee bataya ja sakta hai kee RTE kab aur kaise laagu hoga agar aisa hee chalta raha etc.
KHUD TO MANTRI BAN KAR WE KAR RAHE THAT.
ReplyDeletePAR HUMKO KYON PADHA RAHE SOLAH DOONI AATH.
6 MAHINE DHIRE DHIRE WE RAHE HAI KAT
PHIR WE NIYAM BADAL DENGE JO UNHEN RAHE HAIN KAT.
Agar kisee ne sabhee sharte pooree kee hai to niyamanusaar vo bhartee ka jaqdaar ho sakta hai, kyonkee us candidate ne to koee dhadnhlee nahin kee.
ReplyDeleteJisne kee hai usko pakda jaye.
Ek baar mamal court mein jane ke baad bharteee ke niyam parivartan karna bahut mushkil hai.
ReplyDeleteAgar is beech sarkar ya logon se baatcheet se hal nikal sakta hai, to case withdraw bhee to kiya ja sakta hai.
Mukhya masla to sirf doseeon ko saja dena hai, na kee sabhee ko.
thanks muskan ji
ReplyDeletebut 1 things ki sewaniyamli me 1 bar sanshodhan ho jane ke bad dubara change karne ke liye kya koi time boundation hota hai.
main ab ja raha hu
ReplyDeletemain muskan didi ki id hack karunga phir puchumga ki jaisa lag raha hai
mujhko fave bola koee
ReplyDeleteFriend aaplogo ne to ekdam se had hi kar di mai ghazipur jile, lagbhag 450 km ki duri se yaha aaya hun.mai aaplog se bar bar request kar raha hun ki please aap jitna jaldi ho sake lko pahunche taki ansan karne wale candidates me jaan aaye.friends aaplogo se request hai ki please aap mere mobile par lko ki situation janne ke liye phone n kare mai yadi janna hi chahte hai to LUCKNOW pahunche friends mai bahut dukhi hun ki aakhir aaplog lko kyo nahi aaye, jab gov. abhi tak koi tet ke liye koi aham faisala nahi li hai to kyo aaplog tet&Acd merit ke chakkar me pade hai mai again kah raha hun,khashkar lko ke aas-paas ke candidates se nivedan karta hun ki aap to jarur pahunche aakhir apne liye n sahi apne mata pita ke liye sahi.
ReplyDeleteFriends mai bhi chahta to lko nahi aata kyoki mere tet me 118 aur acd me science 260 hai lekin 20 march ko lko me jo maine dekha usse bas mind me ek hi baat gunjati rahi ki hamne gov. banayi aur gov. hamara career tabah karne par tuli hai esliye mitra maine than liya ki lko jab- jab jaana pade mai jaunga aur en kamino se apna haq lekar rahunga.
ReplyDeletemai yadav ji se bilkul sahamat hoon jo log gharo me baiThe hai ve plz lkw aaye aur dekhe kaise humne is aandolan ko khada kiya hai ve bhi isme apna yogdaan de kyoki ye ek aitihasik aandolan hone jaa raha hai
ReplyDeletePLZ JYADA SE JYADA SANKHYA ME LUCKNOW PAHUCHE AUR HAMARA MANOBAL BADAYE
main bhi bahot depresion me hu aur maine hi apni do id bana rakhi hai kyoki isse timepas ho jata hai aur kuch tension kan ho jati hai
ReplyDeleteab main koee comment nahee dunga
ja raha hu dosto
koi ye kyo nahi batata mera kya hoga mere acd me 210 and tet me 91 obc art agar conform ho jata to mai bhi lkw jatiplease mere bare me koi kyo nahi likhata hai .
ReplyDeletekya rat me bhi wahi sona padata hai.fir to news me likha tha light and pani ki bhi byawasta nai he to rat me kese rahenge.
ReplyDeletemuskan ji..muzhe ek baat samazh nahi aa rahi ki lkw mein itne bade aandolan ko media coverage
ReplyDeletekyu nahi mil rahi..yahan jaane kitno ki jaan daav par lagi hai..aur ye media wale(chahe wo
print ho ya audio/video) puri tarah chup hai...aisa kyu???????
balki print media k kuch bade news paper(hindustaan,amarujala etc) ne to had hi kar di..inke
column ko padhne par lagta hai ki ye khud TET k against hain..inhone hi TET ko jayada badnaam
kiya..jabki exam bilkul fair hua tha..haan baad mein sanjay mohan jaise logo ne gadbadi karne
ki koshish ki..jo shayad kar bhi nahi paaye..lekin kar sakte the..usse pehle hi arrest ho
gaye..bus issi baat ko ye media walon ne itni hawa di ki jaise aajtak isse bada koi bura kaam
hua hi na ho iss UP mein..muzhe to lagta hai ki in reporters k apne bhi TET failure hain..tabhi
to ye apni duty bhulkar kuch bhi likhne par aamada hain...
mein in media walon se poochta hoon ki UP Board mein har saal khule-aam nakal hoti hai ..log
theke par nakal karate hain..iss samay bhi joron par chal rahi...kya ye UP Board ke papers
cancel ho jayenge...nahiiiiiii..kabhi nahi...bus TET ko cancel karna hai inhe.....chaahe kuch
bhi likhna pade
.....
aur kya kahu iss media walon k baare mein..ye to bus bade-2 celebrity ko lekar baith jate
hai..unki history batane lagte hai..kabhi sallu,kabhi katrina,kabhi saif..to kabhi karina...kab
karenge shaadi????..bus issi mein lage rehte hai...inse ye poocho isse desh ka bhala hoga
kya???????
in nachaniyo ne hi to desh ka beda gark kiya hua hai.. new generation ki to aadhi jindagai inhe
dekne aur sunne mein hi nikal jaati hai..
kul milakar mein ye kehna chata hoon ki kya media apni
duty sahi tarike se nibha raha hai....
no doubt ki media ki wajah se bahut se acche kaam hue hain..lekin kaam acche hi hone
chahiye..bura thoda bhi nahi karo..jayada acche karne ka matlab ye nahi ki thoda bura bhi kar
sakte ho..ye galat hoga..aur jab galat hoga to ungli bhi uthegi.....
muskan ji..muzhe ek baat samazh nahi aa rahi ki lkw mein itne bade aandolan ko media coverage kyu nahi mil rahi..yahan jaane kitno ki jaan daav par lagi hai..aur ye media wale(chahe wo print ho ya audio/video) puri tarah chup hai...aisa kyu???????
ReplyDeletebalki print media k kuch bade news paper(hindustaan,amarujala etc) ne to had hi kar di..inke column ko padhne par lagta hai ki ye khud TET k against hain..inhone hi TET ko jayada badnaam kiya..jabki exam bilkul fair hua tha..haan baad mein sanjay mohan jaise logo ne gadbadi karne ki koshish ki..jo shayad kar bhi nahi paaye..lekin kar sakte the..usse pehle hi arrest ho gaye..bus issi baat ko ye media walon ne itni hawa di ki jaise aajtak isse bada koi bura kaam hua hi na ho iss UP mein..muzhe to lagta hai ki in reporters k apne bhi TET failure hain..tabhi to ye apni duty bhulkar kuch bhi likhne par aamada hain...
mein in media walon se poochta hoon ki UP Board mein har saal khule-aam nakal hoti hai ..log theke par nakal karate hain..iss samay bhi joron par chal rahi...kya ye UP Board ke papers cancel ho jayenge...nahiiiiiii..kabhi nahi...bus TET ko cancel karna hai inhe.....chaahe kuch bhi likhna pade
aur kya kahu iss media walon k baare mein..ye to bus bade-2 celebrity ko lekar baith jate hai..unki history batane lagte hai..kabhi sallu,kabhi katrina,kabhi saif..to kabhi karina...kab karenge shaadi????..bus issi mein lage rehte hai...inse ye poocho isse desh ka bhala hoga kya???????..in nachaniyo ne hi to desh ka beda gark kiya hua hai.. new generation ki to aadhi jindagai inhe dekne aur sunne mein hi nikal jaati hai..
kul milakar mein ye kehna chata hoon ki kya media apni duty sahi tarike se nibha raha hai..no doubt ki media ki wajah se bahut se acche kaam hue hain..lekin kaam acche hi hone chahiye..bura thoda bhi nahi karo..jayada acche karne ka matlab ye nahi ki thoda bura bhi kar sakte ho..ye galat hoga..aur jab galat hoga to ungli bhi uthegi..