उत्तर प्रदेश प्राथमिक शिक्षा भर्ती
(UPTET : UP Primary Teacher Recruitment )
आज हर जगह उत्तर प्रदेश में
टी ई टी अभ्यर्थी अपनी भर्ती को लेकर चिंतित हैं |
कुछेक का मानना है की अगर उन्होंने भर्ती की सभी शर्तें नियमानुसार पूरी की हैं तो आगे भर्ती प्रक्रिया होने के बजाये , भर्ती के नियम बदलने जैसी बातें क्यूँ हो रही हैं अगर कहीं घोटाला हुआ है तो उसकी जाँच कराकर सिर्फ दोषीओं को सजा दी जानी चाहिए |
कुछ लोग न्यायलय में भी जाने का मन बना रहे हैं और तर्क दे रहे हैं की उन्होंने भर्ती की शर्तें पूरी की हैं और उनको नोकरी दी जाये |
उन्होंने कोई घोटाला / बेईमानी नहीं किया है | ये मामला भी सीधे सीधे जनहित / लाखों लोगों से जुदा है और या कहें की करोड़ों भारतीओं से क्योंकी शिक्षा का अधिकार लागु होने के बाद भी
हर साल लाखों बच्चे शिक्षा के अधिकार से वंचित रह जाते हैं क्योंकी विद्यालय में योग्य शिक्षकों का आभाव है | कई सालों से प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती नहीं हुई , जबकी शिक्षा का अधिकार आने से मांग कई गुना बड गयी है
अगर ये मामला न्यायलय में जाता है तो नियम परिवर्तन और भी ज्यादा मुश्किल है जो की अभी भी सरकार के लिए ये एक मुश्किल से कम नहीं |
और ऐसा नियम परिवर्तन होना भी नहीं चाहिए अन्यथा ये तो अभ्यर्थीओं के भविष्य से खिलवाड़ होगा |
शिक्षा विभाग को नियम तय करने से पहले सोचना चाहिए था की चयन का आधार क्या हो , न्यायलय ने भी
टीईटी के पक्ष में टिपण्णी दी हैं और इसके विरुद्द याचिकाओं को निरस्त भी किया है |
(अकादमिक वर्सस टीईटी,
टीईटी मार्क्स के चयन को आधार न बनाये जाने के विरोध मैं - जिसमें लोगों ने दलील दी थी की
टीईटी सिर्फ पात्रता परीक्षा है और इसके आधार पर चयन गलत है )
न्यायलय ने ये भी कहा की टीईटी अभ्यर्थीओं को संदेह की नजरों से नहीं देखा जाना चाहिए
एन सी टी ई ने भी कहा की
टीईटी सिर्फ पात्रता परीक्षा नहीं है इसके अंकों को चयन में महत्व दीया जाना चाहिए , लेकिन आज भी इस तरह के बयान आते हैं की टीईटी सिर्फ पात्रता परीक्षा है,
क्या यह न्यायलय की अवमानना नहीं है और
टीईटी मेरिट होल्डर्स का मजाक नहीं है | ऐसा कहाँ की जहाँ टीईटी अंकों को चयन में कोई महत्व नहीं दीया जा रहा है चाहे - के वी एस की भर्ती हो , एस एस ए चंडीगढ़ या राजस्थान ग्रेड थ्री अध्यापक भर्ती हो |
अकादमिक परीक्षा में यु पी बोर्ड , सी बी एस ई बोर्ड से सालों से पिछड रहा है तो अकादमिक अंकों पर चयन तर्क न्याय संगत नहीं हैं | डिपार्टमेंट ऑफ़ साइंस एंड टेक्नोलोजी ( केंद्र सरकार ) ने तो यु पी बोर्ड , सीबीएसई बोर्ड को बराबर न मानते हुए स्केलिंग व्यस्था कर रखी है जो सालों से चल रही है आप खुद देखीए -
At the time of LT Grade Teacher Recruitment - Candidates / People say : यूपी में ही फेल हुआ यूपी बोर्ड कट ऑफ लिस्ट देखकर अभ्यर्थियों ने यही बात कही (published in jagran)
तो यु पी सरकार अपने ही बोर्ड के छात्रों के साथ ऐसा भेदभाव क्यों करती है , क्या ऐसा है की जो नियम बनाते हैं ( आई ए एस , पी सी एस ) उनके बच्चे सीबीएसई बोर्ड में पद रहे हैं |
हाल में ही कुछ फर्जी युनीवर्सिटीओं के घोटाले सामने आये जिसमें सम्पूर्णानन्द , माध्यमिक शिक्षा मंडल प्रमुख हैं देखीये न्यायलय ने क्या टिपण्णी की है -
तो क्या अकादमिक को आधार बनाना तर्क संगत होगा हालांकी कुछ श्रेणी, उच्च शिक्षा आदि को वेटेज ( अगर इंटरव्यू नहीं हो रहे हैं ) दिया जा सकता है लेकिन ये नियम भर्ती से पहले स्पष्ट होना चाहिए | और युपी बोर्ड , सीबीएसई बोर्ड के अंकों को स्केलिंग पद्दति से ले कर बराबरी का मोका तो कम से कम देना चाहिए
अदालत में जो स्टे लगा है वो विज्ञापन के अधिकार को लेकर है न की चयन के आधार को लेकर (अगर किसी को और अधिक जानकारी है तो वह कमेन्ट के माध्यम से सूचित कर सकता है )
अगर टीईटी अभ्यर्थी न्यायलय जाते हैं तो उनका तर्क है की जीत संभावित है , पर न्यायिक प्रक्रीयाओं में समय काफी लगता है पर ये मामला जनहित से जुड़ा होने के कारण हो सकता हैं की फेसला जल्दी भी आ जाये |
पर टीईटी अभ्यर्थीओं का प्रयास है की सरकार बातचीत से राजी हो जाये और इस कारण हजारों अभ्यर्थी लखनऊ में धरने पर बेठे हैं
अब आगे देखना ये है की ये मामला किस और जाता है
****************
As per NCTE Guidelines B.Ed Degree Holders are eligible for PRT (Primary Teachers ) Jobs upto 1st Feb 2012.
Rajasthan Highcourt gave a interim order that TET (for Leverl I , Primary Teacher) can apply for PRT Jobs in Grade III Teacher which is recently advertised i.e. after deadline of NCTE.
But now you can see
CTET/
TET (for PRT Level -I ) closes its door for B.Ed holders. And no court order / amendment in guidelines issued.
CTET close doors for B.Ed Degreee Holder to apply for
CTET (Level-I , PRT ) already.
Therefore if UPTET 2011 exam not cancelled then most of B. Ed holders can have a Government Job / Reputed Profession of Teacher.
As some of B. Ed holders can move Upper Primary Jobs / Higher Jobs. And in next 5 years is B.Ed holders are not eligible for
TET (Level -I , PRT Job) , then
UPTET 2011 passed candidates having a high chance to get PRT jobs.
~ If Any of you having better details then add it through your comments.
jo log gharo me baiThe hai ve plz lkw aaye aur dekhe kaise humne is aandolan ko khada kiya hai ve bhi isme apna yogdaan de kyoki ye ek aitihasik aandolan hone jaa raha hai
ReplyDeletePLZ JYADA SE JYADA SANKHYA ME LUCKNOW PAHUCHE AUR HAMARA MANOBAL BADAYE
I know 1 thing dat tet should be add in dat process,becaz we sacrifice many other exams due 2 dis,i got 115 in tet, acd 250,obc sci f.
ReplyDeleteI know 1 thing dat tet should be add in dat process,becaz we sacrifice many other exams due 2 dis,i got 115 in tet, acd 250,obc sci f.
ReplyDeletechalo lucknow hum aa rahe hai dosto date raho
ReplyDeletebhaiyon aaj mai pura din vidhan sabha dharne me maujud raha hu avi 12baje apne room pe pahunch hu sbah phir se a jaunga . maine kuchh video aj hi ke andolan ke facebook pe dale hai ap sabhi jo gharo me baithe hai ise dekhe aur news chanel dekhe akhbar dekhe .............isase vi zaruri hi hi vidhan sabha par pahunche aur apke gharwale apko live dekhe ........dosto jitne jya se jyada log is andolan me samil honge unhe APNE AAP ME GARV MAHSUS KARENGE SO PLZ GAR SE NIKLO KHASKAR LUCKNOW BARABANKI UNNAO SITAPUR KANPUR HARDOI LAKHIMPUR KYUKI YE TO LKO K SABSE NAZDIK HAI .... AVI RAT ME 500 LOG BARELI AUR 300 LOG MURADABAD SE PAHUCH RAHE HAI ............ JAB YE LOG A SAKTE HAI TO AAP KYU NAHI
ReplyDeleteSUBAH SE LEKAR RAT TAK RAK RAT SE LEKAR SUBAH TAK AO HUM SANGHARSH KAREN AUR MATRA 1,2 YA 3DIN ME HUMARE PAS EK ACHI NAUKRI HOGI SATHIYON AO AUR KAL VIDHAN SABHA ME ITANE LOG A JAO KI MINISTERS KO NIKALNE KI JAGAH NA MILE VIDHAN SABHA ...AUR DARUL SAFA CHAKKA JAM KAR DO .............AJ TO DEKHKAR YE LAG RAHA TA KI AJHI CHAKKA JAM HO JAYEGA PAR THODI BAHUT JAGAH AVI BAKI HAI ...... ITANE AO KI KI LKO ME TET UTTIRNA MORCHA HI CHHA JAYE
ReplyDeleteHum log rampur s bhe 100 jayeda ki sankhya m andolan m kl s bhukhe baithe hai or jb tk date rhenge jb tk k hme jeet nh mil jati so plz big crowd coming lucknow
ReplyDeleteDear Friends maine kal bhi request ki thi aur aaj bhi kar raha hun ki aap log jitni jaldi ho sake lko pahunche kyoki mitra jo cheez hame pichhle 110 dino se nahi mil paayi hai vo ab 3 ya 4 dino me hi mil jaayegi aage friends maine kai jankar logo se pata lagaya hai ki agar tet radd hota hai to next tet me hame mauka nahi milega lekin agar tet cancel nahi hota hai to 1jan 2012 se pahle tet qualyfied person 5 salo tak prt job ke liye eligible hai friends mujhe yah bhi jankari mili hai ki 72825 seat bharne ke baad 80000 prt job ki vacancy turant aayegi friends dhyan dijiyega ham 270000 hai aur yadi ye dono bhartiya fill ho jaati hai to ham lagbhag120000 bachenge aur ye 120000 candidates agle 5 salo me settle ho jayenge kyoki RTE ke through 325815 PRT seat en dono vacancy ko lekar agle 5 salo ke andar bhari jaani hai friends mai phekta nahi hun ye ek haqikat hai esliye friends aap logo se ek baar phir request karta hun ki aap lko jarur se jarur pahunche kyoki anshan tab tak jari rahega jab tak shasan ki taraf se koi +ve response n mile jaay.

ReplyDeleteu r right v.k.,
ReplyDeletemerit ke liye hungama kara theek nahi,
huko to bas tet bachana cahiye,
aage uper ki vacncy,80000 PRT,RTE K BHARTI
AGER TET RADD TO SUB KATAN HO JAYEGA HUM B.ED WALO K LIYE.
MUSKAN JI,
ReplyDeleteHum log to samajh hi rahe hai, lekin in logo (UP GOVERNMENT, COURT, KAPIL DEV LAL BAHADUR YADAV, etc.) ko kaun samajhayega. mai bahut hi shant pravrit ka vayakti hu, lekin kabhi-2 bahut gussa aata hai, gao(village) me ek kahawat hai ki "LAT KE BHOOT BAT SE NAHI MANTE", lekin phir sochata hu ki violent hone se apna aur apne bhaio ka hi nukasan hai.
SAI BABA inhe sadbuddhi de aur inhe maf kare, kyoki ye abodh balak hai aur ye nahi jante ki ye kya kar rahe hai.
main bhi bahot depresion me hu aur maine hi apni do id bana rakhi hai kyoki isse timepas ho jata hai aur kuch tension kan ho jati hai
ReplyDeleteab main koee comment nahee dunga
ja raha hu dosto
bhaiyo ham log bhi pahunch chuke hain,,,,,,,,,,,,,,,,,
ReplyDeleteMy friends hum apase LUCKNOW ane ke liye bar bar request kyu kare. Kya ye andolan apake liye jaruri nahi. Kya apako apana hak nahi chahiye. Akhir aap kab tak apane upar ho rahi jyaditiyo ko bardast karenge. Apane andar jhanko apako apana jabab khud b khud mil jayega aur shayad Lucknow bulane ki hume apako jarurat nahi padegi ap khud b khud chale ayenge. Akhiri moka hai, abhi nahi to kabhi nahi. Ap sabhi log humara sath dene, humara manobal badane Lucknow jarur aaye aur Tet ko bachaye aur sarakar ko bataye ki jab padalikha youth kisi kam ka bida uthata hai to kis prakar sarkar ki chulhe hil jati hai. TET BACHAO LUCKNOW CHALE AAO...ROHIT SINGH
ReplyDeleteDosto aapko apne samast bhukhe pyase bhaiyo ki kasam
ReplyDeleteapko apni naukri ki kasam turant lucknow chalo
hum log kasam khakr baithe hai ki ab yaha se nahi uthenge
plz sabhi ko call kro sms kro aur unko lucknow chalne ke liye bolo
yaha par aapke bhaiyo ne apne pran dav par laga diye hai
Dosto aapko apne samast bhukhe pyase bhaiyo ki kasam
ReplyDeleteapko apni naukri ki kasam turant lucknow chalo
hum log kasam khakr baithe hai ki ab yaha se nahi uthenge
plz sabhi ko call kro sms kro aur unko lucknow chalne ke liye bolo
yaha par aapke bhaiyo ne apne pran dav par laga diye hai
Hum 50 log gkp se luckn. K lie aj nikal rahe hai.
ReplyDelete''DO OR DIE''
ReplyDeletemitro Aag jal chuki hai lekin ye aag itni bari nahi hai ki isse kisi ko daaraya ja sake. Mitro aap sabhi ke sath ki jarurat hai, lucknow aaye aur apna yogdaan de.
Mitro ye mat sochiye ki aap waha kyo jaaye bus ye sochiye ki aap waha kyo na jaye.
Mitro agar aap naukari chahte hai to yaha lucknow me jaroor aaye nahi to naukri ke liye dawa mat karna.
Sabhi Lucknow pahuchane vale mere bahan bhaiyo ko naman. Baki ke tetins kahan rah gaye kya apako apana hak nahi chahiye kya apako nokari nahi chahiye. Gharo se nikalo aur batado ki gandhi ji ke desh mai kis prakar apani hak ki ladai jeeti jati hai. Hame insaf chahiye. Kya ye hamara kasoor tha ki hamane tet ka exam rojagar pane ke liye diya ya ye hamara kasoor tha ki sarkar ne tet vigyapan kis adhar par diya ya fir shikchha ke uchha pado par baithe logo ne shikchha ko bhare bazar neelam kar diya kya ye hamara kasoor tha. Sarkar ki kartuto ki saja ham kyu bhugate. Hamane ak ajad desh mai janm liya hai jahan lokatantra hai praja tantra hai fir ham sarkara ka manmana tanashaho jaisa ravaiya kyu bardast kare. Hume shama jalani hogi apani jeet hone se pahale ise bhujane na de. LUCKNOW AAYE AUR JARUR AYE AUR DEKHE KI KIS PRAKAR HAMANE APANI HAK KI LADAI SE SARAKAR KI CHULE HILA DI HAI. ROHIT SINGH
ReplyDeleteBLOG EDITOR JI ....aap ye massage de sabhi tet pass logo ko...ki tet ko bachana pahla maksad hona chahiye iske baad jab bhi tet hoga to b.ed wale eligible nahi hai...agar hum apna tet bacha le jate hai to hum log 5 sal tak PRT teacher banne ke eligible ho jaynge ........ek baat aur dhyan de ki jitne bhi tet pass hai sabhi PRT vacancy me ho jaynge chahe jitna bhi ACD. ho .....kyaki vacancy jyada hai.... aur tet pass kam hai.....
ReplyDelete......yeh pahla aur last tet hai jisme PRT TEACHER ME B.ED WALE HONGE......
IS LIY SABSE PAHLE TET BACHAO.....
BLOG EDITOR JI ....aap ye massage de sabhi tet pass logo ko...ki tet ko bachana pahla maksad hona chahiye iske baad jab bhi tet hoga to b.ed wale eligible nahi hai...agar hum apna tet bacha le jate hai to hum log 5 sal tak PRT teacher banne ke eligible ho jaynge ........ek baat aur dhyan de ki jitne bhi tet pass hai sabhi PRT vacancy me ho jaynge chahe jitna bhi ACD. ho .....kyaki vacancy jyada hai.... aur tet pass kam hai.....