/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Wednesday, December 19, 2012

UPTET : यूपी टीईटी केस - इलाहाबाद हाई कोर्ट में आज की सुनवाई


UPTET : यूपी टीईटी केस - इलाहाबाद  हाई कोर्ट में आज की सुनवाई 

सुनने में आया है कि इलाहाबाद  हाई कोर्ट में आज सुनवाई हुई और यह कल भी जारी रहेगी 

कुछ लोगो ने इस विषय में फेस बुक में निम्न कमेंट्स दीये हैं - 

Aaj ka court case , Kal bhee hearing hogee -

From Facebook Wall of - Rajesh Pratap Singh : ->
Kal court ne jo bhi apattiyan hain unpar ek short notes banakar lane ko kaha hai,
ap log bhi batayen kya apttiyan hain?

प्रमाणिकता के लिये आप इलाहबाद हाई कोर्ट  या इस विषय से सम्बंधित लोगों से संपर्क कर सकते हैं 

33 comments:

  1. hme ye apatti hai k arts or female ka kota bahal hona chahiye.plz ye judge sahab ko bataye aur pese bi kam karaye.

    ReplyDelete
  2. CONFIRM NEWS KANHA SE MILEGI BLOG EDITER JI
    KYA KAL FINAL RESULT AYEGA .


    ReplyDelete
  3. meri samasya ye hai ki ctet ko v liya ja raha hai wo v class 1 to 5 tak ki mgr ctet me b.ed wale 1 se 5 tak ki pariksha nahi de sakte to kis aadhar pr ye le rahe hain......

    ReplyDelete
  4. pehli baar jab ctet hui tab b.ed wale v eligble the kintu iske baad 3 baar ctet ka exam hua mgr b.ed wale 1 se 5 tak me eligble nahi the fir sarkar kinko ctet ke liye chhut de rahi hai......???
    Plzzz koi isss mudde ko v uthaye or mujhe oochit jankari de....

    ReplyDelete
  5. hume ye aaptti h ki isme science arts male female sara kota hata diya gaya h,kripya ye baat judge sahab ke samne rakhi jaye aur sari categories ko pehle ki trah rakh kar hi merit banai jaye.

    ReplyDelete
  6. SARKAR NE EK MERIT BANKAR CHOOTIYAPA KI SARI SEEMA TOD DEE HAI ISKE ALAWA mujhe yah aapatti hai ki acd ke adhar par bharti karna sahi nahi hai.es bharti ke liye b.a,bca,b.tech,b.sc,b.b.a,l.l.b sabhi snatak many hain,en sabhi courses main marking ka tarika alag hai,yahi nahi vibhin universities or boards ka marking ka tarika bhi alag hai,eske alava 21 se 40 years ki age limit hai to 20 years ke antral main to ek hi sanstha ka marking ka tarika kai bar badal sakta hai.acd se bharti karna unjustice hoga,agar acd se hi bharti karni hai to kewal b.ed+tet ke marks ke adhar par ki jani chahiye,esse kafi had tak sabhi ko saman avsar mil payega because b.ed esi digree hai jo es case mai sabhi ke liye common hai,tatha marking bhi lagbhag ak jaisi hoti hai. aur tet exam se sabhi ki wartman yogyta ki parakh hoti hai

    ReplyDelete
  7. judge saheb pichhale vigyapan me age 18-40 thi ismee bhi 18-40 ki jai

    ReplyDelete
  8. judge saheb pchhale vigyapan me age 18-40 thi isme bhi 18-40 ki jai

    ReplyDelete
  9. mughe acd merit sahi nahi lagti hai ise to accha hai court sabhi tet pas condidates me bharti exam karaye aur uske adhar per merit bana kar bharti kare isse sabhi ko saman avser to milega .

    ReplyDelete
  10. Mujhe apatti acdmic merit se hai qki har board ka marking ka tarika apna alag hai.

    ReplyDelete
  11. Hi Blog editor ji aap meri ye aapatti arun Tondon ji tak send karen ki jo STUDENT UPTET KA EXam me achha mark nahi pa sakta hai wo teacher bankar bachcho ko kya padhayega kyonki maine HTET CTET ka bhi exam diya tha aur un sabhi ki tulna me uptet bahut hi aasan tha To jo Student isme achhe marks nahi paya wo smjho bahut kam knowledge rakhta hai ISLIYE TET MERIT HI ACHHE aur qabil TEacher de sakti hai

    ReplyDelete
  12. Aap sbi bank ki kesebhee sakha se challan banwa sakte hai ye updation gov ke site pe aa gaya hai so plz hurry up

    ReplyDelete
  13. Pure desh ki keshi bhee sakha se e-challan banwa sakte hai yah sammachar aabhi aabhi upedubord.gov.in pe aa gayahai so hurry up make the challan

    ReplyDelete
  14. Acd+tet kee marit bana kar bharati kee gani chahiye ye sab ke liye dhik hai.

    ReplyDelete
  15. see order writ Uttar Pradesh Basic Education Department awaiting copy of Allahabad Highcourt decision) 71558 of2011 as on12/12/2011 tet wetage nahi mi\eliga

    ReplyDelete
  16. AJ CRT SBKO DEGI RAHAT...THODA INTEJAR AUR KR LE.

    ReplyDelete
  17. AJ CRT SBKO DEGI RAHAT...THODA INTEJAR AUR KR LE.

    ReplyDelete
  18. AJ CRT SBKO DEGI RAHAT...THODA INTEJAR AUR KR LE.

    ReplyDelete
  19. Thanks, age 18-40 ho jayega bhagvan ne sun li hai

    ReplyDelete
  20. ak chalan ho chahe bo 5000 kyo n ho tet b.ed ke adhar pr bharti ho cbsc bord no. khul ke deti h es liye ye tarika sahi nhi he

    ReplyDelete
  21. Hi My Frndz ! ........ Agar aap 15 Jan ko aane wali merit se pahle hi jaanna chahte hai ke kis zile ki kitni merit ja rahi hai to uske liye hum aur aap mil kar ise khud hi analyze kar sakte hain ....... Iske liye aap ko sirf itna karna hai ....***************************
    Apna naam , apne manchaahe 3 zilon ke naam aur apna Gudaank 09307476428 par send kar den........aap shad8762@gmail.com par Email bhi kar sakte hain ..... For Example "Rohit , SITAPUR, UNNAO , MAHOBA , 58.5" *****************************
    Agar aap sab cooperate karte hain to Vishvaas karna doston 10 dino ke andar hi hum sabhi har janpad ki 90% tak exact merit jaan sakte hain............shad8762@gmail.com(FACEBOOK) .... Cntct-09307476428

    ReplyDelete
  22. hame ye kahena hai ki art aur science walon ka kya mukaablaa aur jab female ko har jageh kota milta hai to yahaan ek merit kyu??? ART wallen kahan jayen ?????????

    ReplyDelete
  23. obc 50% wale sathiyo sc/st 50% wale sathiyo ke gurup m samil ho jao kyonki 2 gurup 1 hone se eak badi takat ban jayegi to kamyabi mil sekati h,kyonki jharkhand, hm,utt,hr,tet m 50% per pass h,to serkar hamare sath annyay kyon kar rahi h,or fir serkar ko 2014 m boat bhi to chahie,samjhe yar.
    rahul contect no.9452470338

    ReplyDelete
  24. mujhe ye problem hai ki sarkar ko ek merit nhi banani chahiye balki science arts girls boys sab ki merit alag2 banaye ...............aap log kya kahte ho

    ReplyDelete
  25. Dear frndz ! ........... high court ke faisle ke baare me kisi bhi tarah suni sunaai baato pe vishvaas na karen .............. sahi news jaanen ke liye khud newspaper padhen ...aur internet use karen ! .............. High court ne kewal kuchh nirdesh diye hai ....aur Rajya Sarkar ko aaj 21/12/12 ko jawab dena hai ,......isse zyada aur kuchh nahi ! ............... poori news jaanne ke liye dekhen DAINIK JAGARAN KANPUR page no. 9 , & AMAR UJALA KANPUR page no. 3 .........Thanks & best of luck ************************************shad8762@gmail.com(FACEBOOK).....cntct 09307476428

    ReplyDelete
  26. Ise pure likhe gye
    lekh par bichar kare

    1990 ke high school pass student over age ho rahe h 2004 2008 me is trah bharti kyo nahi ki gai naya rule h to itnai problem kyo ho rahi purani merid or nai merid me 20% ka antar h to phir purane kyo nahi pariksha me parcentez 80 90 ban rahi h is liye purane student ki merid achhi nahi ban pati plese ise thooda garahi mansikata se soche

    ReplyDelete
  27. Hi my TET frndz !.......... Aap sab ke sahyog ke liye THANKS !
    ******************************
    15 Jan se pahle har janpad ki merit jaanne ke liye jo utsah aap sab ne dikhaya hai wo taarif ke kabil hai ....
    aaj 23/12/12 tak 825 logo ne apna naam , 3 manchaahe janpado ke naam , aur gudaank bheje hain ........ isi tarah agle 10 dino tak aap sab ke sahyog se hum sabhi ye jaan sakenge ke har janpad ki merit exactly kitni jaa rahi hai .......jin logo ne sab se pahle SMS bheje hain unke naam mai batana chahoonga ***************
    1-Sandeep , MAHOBA, SONBHADRA, SITAPUR, 54.86
    2-Santosh Chaurisia , SULTANPUR, PRATAPGARH, AMETHI , 61.08
    3-Vivek Kumar , GONDA , SITAPUR, BEHRAICH , 57.12
    4-Gajendra Vikram Singh , JAUNPUR, ALLAHABAD, MIRZAPUR, 67.85
    5-Santosh , SANT KABIR NAGAR , KUSHINAGAR, GONDA , 58.1
    6- Bharat Vikas , SHAHJAHANPUR, PILIBHIT, HARDOI, 56.10
    7-Vinod Kumar , LAKHIMPUR, KUSHINAGAR , KAUSHAMBI, 91.93
    8-Ashish Singh , GONDA, BEHRAICH, SHRAVASTI, 58.29
    *****************************
    Dear frndz agar aap bhi jaanna chahte hain ke kis zile ki kitni merit jaayegi to aap sab bhi isi tarah apna naam , manchaahe 3 zile, aur gudaank 09307476428 par send kar sakte hain ya ... shad8762@gmail.com par Email bhi kar sakte hain ........ 10 dino ke andar hum sabhi 90% tak exact har zile ki merit jaan sakenge ..........SHADAB (shad8762@gmail.com)FACEBOOK , cntct09307476428

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।