/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Wednesday, December 19, 2012

UPTET : Kal Miracle Hogaaaa (UPTET ALL IN ONE)

UPTET : Kal Miracle Hogaaaa (UPTET ALL IN ONE)

For all updates/ MIRACLE of UPTET / Selection information of Primary Teachers Recruitment, You can join & discusss

my facebook group related to UPTET : -

http://www.facebook.com/groups/uptetallinone/


MY BLOG's FACE BOOK PROFILE REACHES TO MAXIMUM FRIEND LIMIT ON FACEBOOK i.e 5000

Therefore , People can not add at this time on my facebook profile -  http://www.facebook.com/uptet.prt.9

BUT THEY CAN JOIN MY FACEBOOK GROUP - 
http://www.facebook.com/groups/uptetallinone/ (UPTET  ALL IN ONE )

26 comments:

  1. hahhahhhahahah sabse bada majak aaj tak tondon ko ye hi nahin pata ki aakhir aapatti kya hai

    ReplyDelete
  2. mujhe yah aapatti hai ki acd ke adhar par bharti karna sahi nahi hai.es bharti ke liye b.a,bca,b.tech,b.sc,b.b.a,l.l.b sabhi snatak many hain,en sabhi courses main marking ka tarika alag hai,yahi nahi vibhin universities or boards ka marking ka tarika bhi alag hai,eske alava 21 se 40 years ki age limit hai to 20 years ke antral main to ek hi sanstha ka marking ka tarika kai bar badal sakta hai.acd se bharti karna unjustice hoga,agar acd se hi bharti karni hai to kewal b.ed+tet ke marks ke adhar par ki jani chahiye,esse kafi had tak sabhi ko saman avsar mil payega because b.ed esi digree hai jo es case mai sabhi ke liye common hai,tatha marking bhi lagbhag ak jaisi hoti hai. aur tet exam se sabhi ki wartman yogyta ki parakh hoti hai

    ReplyDelete
  3. hmmmm.....
    Dekho kal kya chamatkaar hota hai....???

    ReplyDelete
  4. koi meri madad kar sakta hai....???
    Yadi main kuch puchhu....to

    ReplyDelete
  5. upper primary sci.vacancy ka aades kab tak hoga plz tell me

    ReplyDelete
  6. upper primary sci.vacancy ka aades kab tak hoga plz tell me

    ReplyDelete
  7. das sal pahle sixty marks aana bahut kathin tha, par aaj ninety marks comman h.so its not good vase for salection.its makes unjustice .........

    ReplyDelete
    Replies
    1. to kya pichhle 10 saalon se aapko koi job nai mili kya...?

      10 saalon se aap tet ka hi wait kar rahe the kya
      ya
      fir isi ki taiyari kar rahe the 10saalon se....,?

      koi solid reason khojo,
      faltu me
      bahana

      Delete
  8. YADI SARKAR YE KEHTI HAI KI TET ME DHANDLI HUI H TO ISLIYE HAMNE VIGYAPAN BADLA H TO 10TH, 12TH KI PRIKSHA ME BHI TO KAHI-2 PAR NAKAL HO JATI HAI OR IS PRAKAR YOGYA BACCHE MERIT ME AANE SE VANCHIT RAH JATE HAI. ISLIYE ACADMIC SE BHARTI KARNA SAHI NAHI H. TET ISKA EK ACCHA VIKALP H JO YOGYA BACHHO KA SHOSHAN HONE SE ROK SAKTI HAI.
    ALWAYS BELIEVE IN TRUTH.
    BY--RAVI KUMAR
    MEERUT,9219140037

    ReplyDelete
  9. ye bharti 100%tet merit per hogi nahi to nahi ho payegi

    ReplyDelete
    Replies
    1. bachpan me padhai nai karte the kya jo ab ro rahe ho...??

      bharti tum kar rahe ho kya jo rok doge....!

      selfish man,
      rona band karo.

      at least 250000 me se 72825 hi teacher banenge .
      baki log kuch aur sochein.....yahi hakikat hai.

      Delete
  10. Ye bharti main 50% girls and 50%boys ka kota hona chaye

    ReplyDelete
  11. Hi friend sarkar ko varsh 2003 tak ke snatak students ke liye kul vacancy ka 40'/. Reserv kar ke un kee marit alag se banani chahiye. Asa karne se marking ka anter samapt hoga .kyoki 2000 ke bad 10th aur 12th kee marking may bahut anter aaya hai.

    ReplyDelete
  12. are bhai court me kya hua koi to batao

    ReplyDelete
  13. Hi friend sarkar ko varsh 2003 tak ke snatak students ke liye kul vacancy ka 40'/. Reserv kar ke un kee marit alag se banani chahiye. Asa karne se marking ka anter samapt hoga .kyoki 2000 ke bad 10th aur 12th kee marking may bahut anter aaya hai.

    ReplyDelete
  14. I have my domicile of year2009 and it not showing record on website and the new one can't not be made because of strike in UP .What should i do. Plz help

    ReplyDelete
  15. bhai domicile ke jarurat councling k time pdegi. Filhal ap form bharo

    ReplyDelete
  16. Hi My Frndz ! ........ Agar aap 15 Jan ko aane wali merit se pahle hi jaanna chahte hai ke kis zile ki kitni merit ja rahi hai to uske liye hum aur aap mil kar ise khud hi analyze kar sakte hain ....... Iske liye aap ko sirf itna karna hai ....***************************
    Apna naam , apne manchaahe 3 zilon ke naam aur apna Gudaank 09307476428 par send kar den........aap shad8762@gmail.com par Email bhi kar sakte hain ..... For Example "Rohit , SITAPUR, UNNAO , MAHOBA , 58.5" *****************************
    Agar aap sab cooperate karte hain to Vishvaas karna doston 10 dino ke andar hi hum sabhi har janpad ki 90% tak exact merit jaan sakte hain............shad8762@gmail.com(FACEBOOK) .... Cntct-09307476428

    ReplyDelete
  17. obc 50% wale sathiyo sc/st 50% wale sathiyo ke gurup m samil ho jao kyonki 2 gurup 1 hone se eak badi takat ban jayegi to kamyabi mil sekati h,kyonki jharkhand, hm,utt,hr,tet m 50% per pass h,to serkar hamare sath annyay kyon kar rahi h,or fir serkar ko 2014 m boat bhi to chahie,samjhe yar.
    rahul contect no.9452470338

    ReplyDelete
  18. It was a hot day for applicants; The hearing will be continue tomorrow too . Anything can be happen so keep in touch with us .

    आज कोर्ट में बहुत सारे मुद्दों पर बहस हुई ; लेकिन समय की कमी के चलते कोई भी निर्णय नहीं हो सका ; कल भी बहस जारी रहेगी और आशा है की कल कोई महत्वपूर्ण फैसला जरुर आएगा |

    कल क्या – क्या हो सकता है :-

    कल आवेदन शुल्क में कमी की जा सकती है |
    यूपीटीईटी, आयुसीमा पूरी कर चुके अभ्यर्थियों के समायोजन आदि मुद्दों पर कोई महत्वपूर्ण फैसला आ सकता है |
    न्यायमूर्ति अरुण टंडन की बातो से ऐसा लगता है कि वो केस को आगे नहीं जाने देना चाहते; ताकि भर्ती प्रक्रिया इस बार रुके नहीं | और वो जरुर कोई अच्छा और सब के हित में फैसला जरुर लेंगे |

    कल देखते हैं, क्या होता है |

    ReplyDelete
  19. Dear frndz ! ........... high court ke faisle ke baare me kisi bhi tarah suni sunaai baato pe vishvaas na karen .............. sahi news jaanen ke liye khud newspaper padhen ...aur internet use karen ! .............. High court ne kewal kuchh nirdesh diye hai ....aur Rajya Sarkar ko aaj 21/12/12 ko jawab dena hai ,......isse zyada aur kuchh nahi ! ............... poori news jaanne ke liye dekhen DAINIK JAGARAN KANPUR page no. 9 , & AMAR UJALA KANPUR page no. 3 .........Thanks & best of luck ************************************shad8762@gmail.com(FACEBOOK).....cntct 09307476428

    ReplyDelete
  20. Hi my TET frndz !.......... Aap sab ke sahyog ke liye THANKS !
    ******************************
    15 Jan se pahle har janpad ki merit jaanne ke liye jo utsah aap sab ne dikhaya hai wo taarif ke kabil hai ....
    aaj 21/12/12 tak 121 logo ne apna naam , 3 manchaahe janpado ke naam , aur gudaank bheje hain ........ isi tarah agle 10 dino tak aap sab ke sahyog se hum sabhi ye jaan sakenge ke har janpad ki merit exactly kitni jaa rahi hai .......jin logo ne sab se pahle SMS bheje hain unke naam mai batana chahoonga ***************
    1-Sandeep , MAHOBA, SONBHADRA, SITAPUR, 54.86
    2-Santosh Chaurisia , SULTANPUR, PRATAPGARH, AMETHI , 61.08
    3-Vivek Kumar , GONDA , SITAPUR, BEHRAICH , 57.12
    4-Gajendra Vikram Singh , JAUNPUR, ALLAHABAD, MIRZAPUR, 67.85
    5-Santosh , SANT KABIR NAGAR , KUSHINAGAR, GONDA , 58.1
    6- Bharat Vikas , SHAHJAHANPUR, PILIBHIT, HARDOI, 56.10
    7-Vinod Kumar , LAKHIMPUR, KUSHINAGAR , KAUSHAMBI, 91.93
    8-Ashish Singh , GONDA, BEHRAICH, SHRAVASTI, 58.29
    *****************************
    Dear frndz agar aap bhi jaanna chahte hain ke kis zile ki kitni merit jaayegi to aap sab bhi isi tarah apna naam , manchaahe 3 zile, aur gudaank 09307476428 par send kar sakte hain ya ... shad8762@gmail.com par Email bhi kar sakte hain ........ 10 dino ke andar hum sabhi 90% tak exact har zile ki merit jaan sakenge ..........SHADAB (shad8762@gmail.com)FACEBOOK , cntct09307476428

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।