See Details -
Source : http://upbasiceduboard.gov.in/BTCMANUAl/ad_in_news_paper.pdf
/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
kush hone ki jarrurat nahi hai tet walo kyoki tet per to bharti ho nahi rahi hai aur keval bharti gunank per hi hogi to purane form manya karke kya fayda murkh kahi k tandon budhi se pedal hai sarkaar sahi hai paruntu tondon sabhi ko pagal bana raha hai aur usko pagal banane wale tet supporter hai bharti to hogi per jinki merit kam hai wo tel chatai laker kisi churahe per beth jaana aur apni marwaana...
ReplyDeletedosto ab agar purane form k chakkar mein padoge to pata nahi aapka kya hoga kyoki agar apka form nahi milta hai to apki detail nahi milti hai to apka haal dhobi ka kutta ghar ka na ghaat ka esi ho jayega isliye lalach na karein aur form jaruur daal dein..
ReplyDeletemein blog per aana nahi chahta tha paruntoo aaj ki news ne mujhe blog per anne per majboor kar diya hai mc tandon murkh judge...
ReplyDeleteTondan murkh nahi hai... Wo sabko uljha dena chahte hai.. Sarkaar to dbaav me aa nahi rahi to wo sabke dimag me dahi jma rahe... 72000 prt ki bharth me inka naam bhi itihas ke panno me hoga, dosto
ReplyDeleteMAINE SBIONLINE SE FEE JAMA KI HAI AUR PAYMENTSUCCESSFUL BHI BATAYA H Aur ACCOUNT SE AMMOUNT BHI DEDUCT HO GAYA H LEKEN MUJHE JOURNAL NO NAHI MILA H.
ReplyDeleteBLOG EDITOR OR ANYONE PLZ MUJHE BATAYEN JOURNAL NO KAISE MILEGA PLZ.
MAINE SBIONLINE SE FEE JAMA KI HAI AUR PAYMENT SUCCESSFUL BHI BATAYA H Aur ACCOUNT SE AMMOUNT BHI DEDUCT HO GAYA H LEKEN MUJHE JOURNAL NO NAHI MILA H.
ReplyDeleteBLOG EDITOR OR ANYONE PLZ MUJHE BATAYEN JOURNAL NO KAISE MILEGA PLZ.
MAINE SBIONLINE SE FEE JAMA KI HAI AUR PAYMENT SUCCESSFUL BHI BATAYA H Aur ACCOUNT SE AMMOUNT BHI DEDUCT HO GAYA H LEKEN MUJHE JOURNAL NO NAHI MILA H.
ReplyDeleteBLOG EDITOR OR ANYONE PLZ MUJHE BATAYEN JOURNAL NO KAISE MILEGA PLZ.
AUR JO REFERENCE NO MILA THA USME 2 ALPHABETIC CHARACTER HAIN
@shivpratapsingh_orai.....aapka reference no. hi aapka journal no. hai. Alphabatical character se koi problem nahi hai. Mera bhi aisa hi tha aur maine usko hi journal no me submit kar form fill kiya hai.
ReplyDeletesanjay ji same problem meri b yhi h mene aaj pehli baar net se challan jama karaya hai mujhe b refe No. mila hai journal No. nahi mila
Deleteisse koi problem to nhi aayegi form to bhar jayega ?
Isi problem ki wajah se mene ek hi challan net banking se jama karaya hai sir mujhe iske baray me bataiye plz
sanjay ji online payment ka bad form kab bhar sakta hi reference no too kam nahi kar raha hai mena 21/12/2012 ko online payment ke hai mukesh
ReplyDeleteHi my TET frndz !.......... Aap sab ke sahyog ke liye THANKS !
ReplyDelete******************************
15 Jan se pahle har janpad ki merit jaanne ke liye jo utsah aap sab ne dikhaya hai wo taarif ke kabil hai ....
aaj 23/12/12 tak 825 logo ne apna naam , 3 manchaahe janpado ke naam , aur gudaank bheje hain ........ isi tarah agle 10 dino tak aap sab ke sahyog se hum sabhi ye jaan sakenge ke har janpad ki merit exactly kitni jaa rahi hai .......jin logo ne sab se pahle SMS bheje hain unke naam mai batana chahoonga ***************
1-Sandeep , MAHOBA, SONBHADRA, SITAPUR, 54.86
2-Santosh Chaurisia , SULTANPUR, PRATAPGARH, AMETHI , 61.08
3-Vivek Kumar , GONDA , SITAPUR, BEHRAICH , 57.12
4-Gajendra Vikram Singh , JAUNPUR, ALLAHABAD, MIRZAPUR, 67.85
5-Santosh , SANT KABIR NAGAR , KUSHINAGAR, GONDA , 58.1
6- Bharat Vikas , SHAHJAHANPUR, PILIBHIT, HARDOI, 56.10
7-Vinod Kumar , LAKHIMPUR, KUSHINAGAR , KAUSHAMBI, 91.93
8-Ashish Singh , GONDA, BEHRAICH, SHRAVASTI, 58.29
*****************************
Dear frndz agar aap bhi jaanna chahte hain ke kis zile ki kitni merit jaayegi to aap sab bhi isi tarah apna naam , manchaahe 3 zile, aur gudaank 09307476428 par send kar sakte hain ya ... shad8762@gmail.com par Email bhi kar sakte hain ........ 10 dino ke andar hum sabhi 90% tak exact har zile ki merit jaan sakenge ..........SHADAB (shad8762@gmail.com)FACEBOOK , cntct09307476428