इलाहाबाद (ब्यूरो)। हाईकोर्ट ने सहायक अध्यापक भर्ती के मामले में अभ्यर्थियों को राहत दी है। कोर्ट ने कहा कि अभ्यर्थियों ने दिसंबर 2011 में निकाले गए विज्ञापन के क्रम में जिन जिलों के लिए आवेदन किया था उन जिलों में फिर से फाॅर्म भरने की आवश्यकता नहीं है। न ही शुल्क देना होगा। यदि कोई अभ्यर्थी इस बार और अधिक जिलों के लिए आवेदन करना चाहता है तो उसे नए जिलों में सरकार की मौजूदा नीति के अनुसार आवेदन करना होगा। कोर्ट ने कहा है कि अभ्यर्थी पहले किए गए आवेदन का ब्यौरा 31 दिसंबर तक निदेशक राज्य शैक्षिक अनुसंधान एवं प्रशिक्षण केंद्र लखनऊ (एससीईआरटी) को भेज दें।
कोर्ट ने एससीईआरटी को निर्देश दिया है कि वह अभ्यर्थियों का ब्यौरा तैयार करे। न्यायालय ने अभ्यर्थियों द्वारा उठाए गए अन्य तमाम मुद्दों पर सुनवाई के लिए नौ जनवरी 2013 की तिथि नियत की है। अगली तारीख पर महिला-पुरुष श्रेणी, आयु सीमा मामले और टीईटी को मेरिट मानने आदि मुद्दों पर सुनवाई होनी
News Source : Amar Ujala (22.12.2012)
***********************
To See Allahabad High court Judgement, Visit this link - http://naukri-recruitment-result.blogspot.in/2012/12/uptet-allahabad-highcourt-hearing.html
To See New Advt Related Information, Please click on this label below my post - "New Advt PRIMARY TEACHER JOB UP"
OR Visit this link - http://naukri-recruitment-result.blogspot.in/search/label/New%20Advt%20PRIMARY%20TEACHER%20JOB%20UP
You can see my UPTET specific blog only here - http://joinuptet.blogspot.in/
You can join my facebook group to SHARE/DISCUSS your problems here - http://www.facebook.com/groups/uptetallinone/
Kewal 5 jilo ka awedan many hoga nahi to nye awedko 2012 walo k sath anyay hoga...
ReplyDeletei have a doubt, if one had applied to the previous advertisment now as per the judgement what evidence has to be attached with the application for claiming previous candidature? i dont have the copy of bank draft but i have the postal recipts vil that be sufficient?plzzzz guide
ReplyDeletekya main form bharne ke uska print kabhi bhi nikal sakte he
ReplyDeletePurane kitne form manye honge kya keval paid form hi mannye honge ya sath he dd ki photo copy wale form bhi manya honge if anybody know plz tell me
ReplyDeleteKp singh baghl ji plz tell me
ReplyDeletekya main form bharne ke uska print kabhi bhi nikal sakte he
ReplyDeletein new online form all the columns are must be filled or there is choice ? i dnt have my id card
ReplyDeleteSabhi manya honge
ReplyDeletesarkar or court mili hui he or milkar berojgaro ko loot rhi he jaha 35000rs ja rha he waha 2500rs ki rahat dene ki kya jarurt thi ye up bord or up tet walo ke sath dhokha he
ReplyDeletesarkar dogli or nayay palika andhi he or desh ka raja chor
DeleteMahila 67% GEN ke kya chanse hai koi bataiga
ReplyDeleteNaam se to man lag rahe ho... But
DeleteNo chance
Any one can tell me that suppose i had applied earlier for five places .but i donot have any record of that application.then what is procedure to apply.
ReplyDeletebhi 5 jile jhan se dd banbay thy many honge photo copy bale nhi many honge
ReplyDeleteor abhi merit dicide nhi hui h 9 jan ko dicide hogi k merit kaise banegi
ReplyDeletecourt ne bevkoofi ka kam kiya hai,esse kisi ko rahat nahi milegi ulta prakriya ki vaat lag jayegi.scert walon par vishwas nahi kiya ja sakta pata chala online bhi aply nahi kiya aur scert walo ne kah diya ki apke application main dd nikla hi nahi to.etna bada risk 2500 rs ke liye mat ligiye.ab mujhe court se bhi nayay ki umeed nahi rahi,jab court fee kam nahi kara sakti thi to 7 tarikh se 22 tharikh tak 16 din kharab karne ki kya jarurat thi,suru main hi kah diya hota ki ye sarkar par nirbhar hai ke fee kitni ho.purane paise to sarkar dene ke liye khud hi kah rahi thi.es nirnay se to marit list 2 months main bhi nahi lag payegi.hamare desh main nayaypalika nayay dene main der karke nayay ko sabse zayada chot phuncha rahi hai.
ReplyDeleteu r right amit
ReplyDeletesab k sab mile huy hain ham logo ko barbad karke chodenge court or govt.
ReplyDelete270000 speed post ko 1 hi center pr dilivr karna mjak bat h kya
ReplyDeleteactualy es baar ki parkirya main postal department ki kamai nahi hui thi to unki narajgi door karne ke liye yah vyavasha ki gayi hai ki chalo tum bhi loot lo.
ReplyDeleteSARKAR NE KATORA PARRA DIYA
ReplyDeleteFARK SIRF ITNA HAI KI
PAHLE CHOTA KATORA TAHA AB AUR BADA KATORA PARRAYA HAI.
dekho bhai mujhe lagta hai ki logo ne jha ki DD banyi thi lagbag us jile ki liye chalan bhi banwaliya hai agar jo is laphade me mat pado aur ab online form bharna suru karo nahi to dhobi ka kutta na ghar ka na ghat ka wali khawat saty hogi
ReplyDelete2500 bachane k liy chakkar me mat pado or sbhi jagah se online form sabmitt karo
ReplyDeleteBhai logo form bharane k bad uska print out jaroor le le. nahi to is sarkar ka koi bharosa nahi h. bad me website band kr de ge. aur counsling k samay par form ka pritout mange ge.
ReplyDeletesarkar dogli he nayay palika andhi or desh ka raja chor .,kisi bhi perkar ki ummid karna bekar he dosto sabhi jilo se online avedan kro 2500rs ka lalach mat karo dayan rakhana print jarur nikal le or jb tk council n ho jaye tb tak samhal ke rakkhe
ReplyDeleteOBC MALE 59.07% ke kya chanse hai koi bataiga . Plzzzzzzzzzzzzzz
ReplyDeleteVinu ji.OBC MALE Arts 59.07% ke kya chanse hai koi bataiga .
ReplyDeleteKya ek hi chlan se sabhi jilo me aavedan ker sakate hai.Plz tell me
ReplyDeleteJai hind yesa. nahi h
ReplyDeletethanks
meri ray hai ki jo 2500 rs ke chakar me na pade nahi to samy nikal jayega aur form bhi nahi bhar paoge
ReplyDeleteyadav ji ne ekdum sahi salah di hai
ReplyDeletehi
ReplyDeleteEK GHOSHNA------->
ReplyDeleteMAIN SUNIL TIWARI YE KASAM KHATA HUN KI YADI TET KA WEITAGE SARKAR NE NAHIN DIYA TO MAIN APNI BIBI BACHHON AUR NATI POTON DOSTON AUR RISHTEDARON KO S.P. GOVT. KO KABHI VOT NAHIN DENE KE LIYE HAMESHA KAHTA RAHUNGA.
ANDHER NAGRI CHAUPAT RAJA
83 NUMBER PANE WALE SE 140 NUMBER PANE WALA KAHIN YOGYA HAI GADHA=GHODA
IT'S HAPPEN ONLY IN S.P. GOVT.
TET KO MATR PATRTA PARIXA BANAE K PEECHHE SOCHI SAMJHI CHAL HAI YE EK KHAS WARG KO SEEDHE LABH PAHUNCHANE KI MASHA HAI.
MAIN IS GHRANIT KARY JI AAJIWAN NINDA KARUNGA.
JAY TET.
INB reference no is journal no please use this number for online filling of challan (please ignore DU, use only numeric)
ReplyDeletecourt ne koi rahat nhi di balki pichale paise ka koi hisab hi nhi mil rha tha to court ne sarkar or shiksha bibhag ko rahat deadi hr ladka un panch jilo ke avedan bhar chuka he ab sarkar ko purana paisa bapis nhi karna padega ye faisla berojgaro ko nayab tarike se lootne or sarkar .shiksha bibhag ko rahat dene bala hai...andher nagri chopat raja
ReplyDeleteSunil ji i am also same as you s.p ka ta umra virodh karta rahunga
ReplyDeletecourt ke aadesh ke bare main kya sarkar kuch clear karne wali hai ke nahi,plz tell if anybody having any update.
ReplyDeleteamit ji ap sarkar or court ke chakkar me mt pado n hi panch jilo ke avedan kr do or sarkar court ka nanga nach dekho ke kaise ye log milkar hum logo ko loot rhe he
ReplyDeletehow use INB reference number( like UN00001234) taken from onlinesbi.com using ATM debit dard????
ReplyDeletehow use INB reference number( like UN00001234) from onlinesbi.com using ATM debit dard?
ReplyDeleteMAINE FORM FILL KARTE HUE PARMAN PATRA OR ANK PATRA KA SERIEL NO SAME LIKH DIYA H. KIYA MERA FORM REJECT HO JAYEJA??? ANYONE TELL ME.......PLZ
ReplyDeletemaine 40 form online kiye hai lekin sabhi mai college ka naam fill nahi kiya kewal board aur university ka naam fill kiya hai,kya wo sabhi reject ho jayege, please is bare mai kuchh jankari ho to bataye mai ap sabka bahut abhari rahuga
ReplyDelete
ReplyDeleteonline form me refrnce no. hi jounrl no h kya?a
agar h to wo form open kyu nahi ho raha h bhai?
koi online payment kiya ho to bhai mujhe is gajendra.pratap4@gmail.com pe bata de.
ya isi site pe bata do.
ya to mujhe mere no.pe missed call kardo
my no.-099190783151