Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com/#ixzz36cV9AUCl
बागपत: अध्यापक पात्रता परीक्षा (टीईटी) के मामले की सुनवाई करते हुए इलाहाबाद हाईकोर्ट ने राज्य सरकार को अध्यापक सेवा नियमावली में संशोधन के निर्देश दिए हैं। कोर्ट ने सुनवाई की अगली तिथि 27 अगस्त मुकर्रर की है।
टीईटी संघर्ष मोर्चा(बागपत) के जिलाध्यक्ष अनिल कुमार ने सोमवार को हाईकोर्ट में हुई सुनवाई की जानकारी दी। बताया कि न्यायमूर्ति अरुण टंडन की कोर्ट में चल रहे इस मामले की सुनवाई में सरकार की तरफ से अपर अधिवक्ता सीबी यादव उपस्थित हुए। गत पांच जुलाई को हुए सुनवाई में कोर्ट ने राज्य सरकार को लिखित में जवाब दाखिल करने के आदेश दिए थे। सोमवार को सुनवाई में अपर अधिवक्ता की तरफ से जो दस्तावेज प्रस्तुत किए गए, उन्हे कोर्ट ने यह कहते हुए नकार दिया कि सरकार पहले अध्यापक सेवा नियमावली में आवश्यक संशोधन करे। कोर्ट इन संशोधनों की जांच करने के बाद ही अपना निर्णय देगा।
विदित रहे सरकार जहां टीईटी को सिर्फ अर्हता परीक्षा करार देकर शैक्षिक प्रमाण पत्रों के आधार पर भर्ती कराना चाह रही हैं वहीं टीईटी मेरिट में स्थान बनाने वाले अभ्यर्थी चाहते हैं कि भर्ती से पूर्व निकाले गए विज्ञापन के मुताबिक ही की जाए। इसमें टीईटी को पात्रता परीक्षा माना गया था। बहरहाल, राज्य सरकार की मंशा, अध्यापक सेवा नियमावली सहित भर्ती के विज्ञापन में संशोधन के बाद ही पूरी हो सकेगी। कोर्ट ने भी सोमवार की सुनवाई में राज्य सरकार को नियमावली संशोधन के बाद अपनी बात कहने के आदेश दिए हैं। अब टीईटी उत्तीर्णो के भाग्य का फैसला आगामी 27 अगस्त को ही हो सकेगा।
News Source : http://www.jagran.com/uttar-pradesh/bagpat-9545198.html / Jagran ( 6.8.12)
*********************************
You can read Allahabad Highcourt proceedings on 6th Aug 2012 here : -http://naukri-recruitment-result.blogspot.in/2012/08/uptet-allahabad-highcourt-hearing.html
Important Points arises : -
Sri C.B. Yadav, learned Additional Advocate General informs the Court that necessary amendments in the Rules in terms of the Cabinet Decision is still to be taken.
Sri Ashok Khare learned Senior Advocate points out that a writ petition has already been filed challenging the Cabinet Decision as notified under the order dated 21st July, 2012
Let the State� make necessary amendments, as� desired, in the statutory rules regulating the appointment of assistant teachers in Parishidiya Vidyalayas by 25th August, 2012.
This Court may clarify that no opinion is being expressed by the Court on the�� Cabinet decision taken by the State Government. It is for the State to examine all aspects of the matter before making any amendments in the Rules, however, whatever is required to be done must be done by the next date.
In the affidavit to be filed by the State on the next date, query made under the order of the Court dated 25th May, 2012 must also be answered
***********
See this : -
" Let the State� make necessary amendments, as� desired, in the statutory rules regulating the appointment of assistant teachers in Parishidiya Vidyalayas by 25th August, 2012. "
It means change in Selection Rules is to be done by 25th August 2012, And after that court will see the matter
on 27th August 2012 ( in Next Hearing)
dr.amit agrahari said
ReplyDeletesathio bhaiyo bahno gov. aur court dono chahte hai koi bich ka rasta nikala jai jis se sabhi tet walo ka bhala ho ske ab aap batao agar tet pe 50% wetege dia jai to kya tet merit wale bhai santust hongai kyoki ham aap chahte hai ki tet ki bharti jald se jald ho aur bagair kisi rukawat ke ho aur han ab meri soch hai hmai gov. se sabke job ki mang karni chahiae aap hmai bataye ki aap tet mai kitna wetege chahte hai
DOSTO,
ReplyDeleteSARKAR NE TET PAR KICHAD UCHHAL KAR IS BHARTI KE NIYAM BADALN KA POORA PLAN BANAYA HAI TET MERIT KISI BHI ROOP ME GALAT NAHIN HAI COURT NCTE AUR HIMACHAL PRADESH NE TET MERIT KO SAHI KAHA HAI.
MUDDA KEWAL VIGYAPAN KA THA BUT USE BHI AASANI SE SULJHAYA JA SAKTA THA.
BUT GOVT. BADLE KI BHAWNA SE GRAST HAI AUR TETIONS KA AHIT KARNE PAR UTAROO HAI.
BINA EK BADE ANDOLAN KE HAMARI KI NAHIN SUNEGA IS LIYE MAUKA HAI EK FINAL ANDOLAN KI TAIYARI SUROO KARO.
Dr. Sahab 100% ka wtg chahiye
ReplyDeletekyo tiwari ji R.V. SINGH KHA CHLA GYA
ReplyDeleteAcroding to NTCE state govt have to power how much give wtg to TET .
ReplyDeleteSO i want to say no cry for it.
bus ab yah bharti start ho
ACD MERIT % + TOTAL UPTET% KE ANUSAR BANE KISI KO NO PROBLEM
ReplyDeleteBAR BAR BHARTI CANCELL KARNA AUR NIYAM BADALNA KYA GARIB AUR BEROJGARON KO THAGNA NAHIN HAI.
ReplyDeleteHAM DOBARA FORM NAHIN BHARENGE BHARTI ISI VIGYAPAN SE HONI CHAHIYE AUR HOGI!!!!!!
BAR BAR BHARTI CANCELL KARNA AUR NIYAM BADALNA KYA GARIB AUR BEROJGARON KO THAGNA NAHIN HAI.
ReplyDeleteHAM DOBARA FORM NAHIN BHARENGE BHARTI ISI VIGYAPAN SE HONI CHAHIYE AUR HOGI!!!!!!
I hope ki eska faisala court aur govt ko karna hai.
ReplyDeleteso hopefully i think ki ab fight karne ka koi fayada nahi .
bus MAA KALI se yahi request hai ki 27 aug ke bad bharti suru ho. JAI MAA KALI
Hey BAJRANG BALI kripa kare apne bhakto par.
ReplyDeleteBOLO
HANUMAN JI
KI
JAI.
BOLO
HANUMAN JI
KI
JAI.
BOLO
HANUMAN JI
KI
JAI.
BOLO
HANUMAN JI
KI
JAI.
BOLO
HANUMAN JI
KI
JAI.
Dileep Gangwarposted toUptet Prt
ReplyDelete10 minutes ago.Uptet Tet-base
Kafi der se
wait tha post karne ka. Ho chuka. Ab chahe share karo,,chahe tag,,aur jehan marji ho,, karo,,
.
HUMARA VIGYAPAN SURAXIT HAI..
.
Case no. 11 kuchh kafi lamba khinch gya tha so mai bahar aa gya tha.
Wait khatm hua..12 k baad 14 yani ki humara badi teji se aa gya. Lagbhag
45 minute apni sunwai chali.
.
...Respected judge ne kha,,"mujhe to ye hi nahi pta hai ki tet koum de
sakta hai,,koun nahi."
.
Means unhe sari baaton ki jankari abhi tak bhi nahi hai. Agar aisa hota
to shayad hum aaj job kar rhe hote.
.
Khair koun wakeel saahab ne btaya,,pta nahi chal paya,,coz iss important
sunwai me bheed itni ho gayi thi ki pair rakhne tak ki jagah nahi thi.
Humse zyada to wakeel the,,jinhe humari hi tarah besabri se intezartha.
.
Baat aa gayi....tet/ acd ki..
.
Judge mahoday ke poochhne par sarkari wakeel santoshjanak ans nahi de
paye. Wo baat karne lage,,tet wtz ki..
.
Judge sahab ne poochha,,,kitna ??
.
Agal-bagal jhankne lage,,
.
Date de di gayi 27;;;jaudge saahabne khud kha,,,"27 ko aar-par."
.
27 August ko govt btayegi,,kitna wtz.....???
.
WAH RI SP SARKAR,,,WAH,,, !!!!
:
Kehan to uss tet ko radd karne ki baat kah rahi thi, jisme din-raat
dhandhli kahte-kahte muh na thakta tha,aur kehan ab iska wtz. Ab kehan
gyi wo dhahndhli,,,??
.
GAAYAB....!!!!! !!
.
Sidhi baat,,tet n to radd kar sakti thi n hi iske bas ki baat thi..
.
Ab n to tet radd n hi vigyapan me change,,usi tet-merit k liye exam
diya,,jo vigyapan me thi.
.
Kya vigyapan radd ho sakta hai ya isme change ki koi gunjaish hai??
.
Mujhe to nahi lagta,,,,
.
HUMARA VIGYAPAN AAJ TAK SURXIT HAI.
.
Aage dusri bharti me kya ho,shayad isme hum kuchh nahi kar sakte.. Lekin
humare liye sirf aur sirf tet merit,,iske alawa aur kuchh nahi..
.
Main baat...
.
Vigyapan suraxit..to wtz ka kya matlab????
Agar wtz kuchh bhi % diya ja sakta hai,,,to 100% q nahi jaisa ki
vigyapan me tha??
.
Only tet-merit nothing else..
.
Judge saahab bhi chutki lena nahibhule,,,"kuchh ladke mere ghar abhi
bhi chaitthi bhej rhe hai."
.
kuchh aap bhi to bolo,,koi shikayat ho to inbox zindabad...coz sare
cmnts nahi padh sakte,,,
.
Waise ek date mai aur man kar chal rha hu,,tech probs k kaaran,.
.
.
Lekin koi baat nahi,,aur ek badi asha k sath..
.
.
Jai Hind.....Jai Tet...!!!!!
HANUMAN JI AAPKO TEACHER NAHIN PUJARI BANANA CHAHIYE ACHCHHI KAMAI HAI ISME BHI.
ReplyDeleteGRADU+BED+TET IS BEST BUT KOI BHI IS BAAT KO SARKAR TAK NA HI PAHUNCHA PAYEGA AUR NA SARKAR APNE ALAWA KISI KI MANEGI.
ReplyDeletevigyapan badal kar sarkaar fir se avedan mang kar greeb berojgaron ko thagne ka kaam kar rahee hai.akhilesh sarkaar kafan ghasot sarkaar hai vah murdo se bhee bheekh magne me nahee hichkegee.nyay to ye hai ki sarkaar vada khilaafee na kare aur jis shart va niyam par avedan mangee thee usee shart va niyam per bhartee shuroo kare.are kaibinet me baithe hijaro akhilesh ko samjhavo nahee to partee ko gart me jaane se koi nahee rok sakta . agar kisee ko akhilesh ka e-mail addres malum ho to is blog ko email kar de baree mehar baanee hogee .mukhtar ahmad ambedkarnagar
ReplyDeletevigyapan badal kar sarkaar fir se avedan mang kar greeb berojgaron ko thagne ka kaam kar rahee hai.akhilesh sarkaar kafan ghasot sarkaar hai vah murdo se bhee bheekh magne me nahee hichkegee.nyay to ye hai ki sarkaar vada khilaafee na kare aur jis shart va niyam par avedan mangee thee usee shart va niyam per bhartee shuroo kare.are kaibinet me baithe hijaro akhilesh ko samjhavo nahee to partee ko gart me jaane se koi nahee rok sakta . agar kisee ko akhilesh ka e-mail addres malum ho to is blog ko email kar de baree mehar baanee hogee .mukhtar ahmad ambedkarnagar
ReplyDeletevigyapan badal kar sarkaar fir se avedan mang kar greeb berojgaron ko thagne ka kaam kar rahee hai.akhilesh sarkaar kafan ghasot sarkaar hai vah murdo se bhee bheekh magne me nahee hichkegee.nyay to ye hai ki sarkaar vada khilaafee na kare aur jis shart va niyam par avedan mangee thee usee shart va niyam per bhartee shuroo kare.are kaibinet me baithe hijaro akhilesh ko samjhavo nahee to partee ko gart me jaane se koi nahee rok sakta . agar kisee ko akhilesh ka e-mail addres malum ho to is blog ko email kar de baree mehar baanee hogee .mukhtar ahmad ambedkarnagar
ReplyDeleteimportent.............. vigyapan badal kar sarkaar fir se avedan mang kar greeb berojgaron ko thagne ka kaam kar rahee hai.akhilesh sarkaar kafan ghasot sarkaar hai vah murdo se bhee bheekh magne me nahee hichkegee.nyay to ye hai ki sarkaar vada khilaafee na kare aur jis shart va niyam par avedan mangee thee usee shart va niyam per bhartee shuroo kare.are kaibinet me baithe hijaro akhilesh ko samjhavo nahee to partee ko gart me jaane se koi nahee rok sakta . agar kisee ko akhilesh ka e-mail addres malum ho to is blog ko email kar de baree mehar baanee hogee .mukhtar ahmad ambedkarnagar
ReplyDelete