Reservation in Promotion -
नई दिल्ली। सरकारी नौकरियों में प्रमोशन में आरक्षण बहाल करने की जोर पकड़ती मांग के आगे सरकार को आखिरकार झुकना पड़ा। सरकार अब एससी/एसटी के लिए प्रमोशन मेें आरक्षण बहाल करने से संबंधित विधेयक लाने पर राजी हो गई है। इस संबंध में बिल 22 अगस्त को पेश किया जाएगा। इससे पहले 21 अगस्त को प्रधानमंत्री मनमोहन सिंह इस मसले पर सर्वदलीय बैठक करेंगे। राज्यसभा में संसदीय कार्य राज्यमंत्री नारायणसामी ने विधेयक पेश करने का ऐलान किया।
इससे पहले सपा और बसपा के सदस्यों ने लोकसभा में कार्यवाही शुरू होते ही इस मुद्दे पर शोरशराबा शुरू कर दिया। दोनों पार्टियों के सदस्य आरक्षण बहाल करने की मांग को लेकर वेल में आ गए। लोकसभा में सपा के शैलेंद्र कुमार और बसपा के दारा सिंह चौहान के अलावा कांग्रेस के पीएल पुनिया ने भी सरकारी नौकरियों में प्रमोशन में आरक्षण तत्काल बहाल करने के समर्थन में आवाज बुलंद की। तो राज्यसभा में मायावती ने यह मुद्दा जोरदार तरीके से उठाया।
•सत्र में इस मुद्दे पर सर्वदलीय बैठक बुलाने का वादा किया था, लेकिन यह बैठक अभी तक नहीं हुई।
मायावती ने कहा कि सरकार सर्वदलीय बैठक बुलाने का नाटक छोड़ दे और सरकारी नौकरियों में प्रमोशन में आरक्षण पर लगी सुप्रीम कोर्ट की रोक को हटाने के लिए इसी सत्र में संविधान संशोधन बिल लाए। तब नारायणसामी ने कहा कि सरकार इसी सत्र में सर्वदलीय बैठक बुलाएगी। मगर बसपा सदस्य नहीं माने और सभापति के आसन के सामने आकर हंगामा शुरू कर दिया। इसके बाद प्रश्नकाल स्थगित कर दिया गया। 12 बजे की कार्यवाही शुरू होने के बाद भी हंगामा जारी रहा। इसके बाद सदन की कार्यवाही 15 मिनट के लिए स्थगित कर दी गई। दुबारा कार्यवाही शुरू होने पर सरकार नरम पड़ गई। प्रधानमंत्री की मौजूदगी में नारायणसामी ने कहा कि इस संबंध में 22 अगस्त को विधेयक पेश कर दिया जाएगा। इससे पहले मनमोहन सिंह ने मायावती समेत कुछ नेताओं से कुछ गुफ्तगू भी की।
•21 अगस्त को प्रधानमंत्री ने बुलाई सर्वदलीय बैठक संसद में 22 को आएगा बिल
•राज्यसभा और लोकसभा में जोरदार मांग उठने के बाद सरकार ने किया ऐलान
सरकार सर्वदलीय बैठक बुलाने का नाटक छोड़ दे और नौकरियों में प्रमोशन में आरक्षण पर लगी रोक को हटाने के लिए इसी सत्र में संविधान संशोधन बिल लाए। - मायावती, बसपा
क्या है मामला
उत्तर प्रदेश सरकार की एससी/एसटी को प्रमोशन में आरक्षण की नीति को इलाहाबाद हाईकोर्ट ने खारिज कर दिया था। इस फैसले को अप्रैल में दिए अपने आदेश में सुप्रीम कोर्ट ने भी बरकरार रखा था।
News Source : http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120810a_001122005&ileft=129&itop=357&zoomRatio=130&AN=20120810a_001122005 / Amar Ujala (10.8.12)
***************************************************
News Analysis : -
Supreme court keep intact Allahabad Highcourt decision and reservation in promotion is quashed.
I personally felt reservation is needed for such person , who is incapable like - handicapped, Below Poverty Line as they dont have required resource to compete with society, system etc.
When a person achieve a job / Government Job, then he/she should be treated equivalent to all employees.
To achieve fairness - Multi level examination , Videography in Interviews can take place ( So that caste ism, favoring some body in interview is stopped. )
A person who is in job having all requisite resources - Money , Information of Organization, Access to other resources - Internet etc
And all employees must be treated with law of equality that's why Supreme court quashed promotion in reservation.
फिलहाल - आर्मी / डिफेन्स , जुडीसरी, खेलों आदि में आरक्षण नहीं हैं ( अगर किसी को अधिक जानकारी हो तो कृपया कमेन्ट के माध्यम से सूचित करें )
You people / Blog visitors can share views through comments.
आप लोग प्रमोशन में आरक्षण के बारे में अपने विचार कमेन्ट के माध्यम से व्यक्त कर सकते हैं
This all is only vote politics . Kuch parties muslims k aage jhukti hai kuch SC ST k naam ka Sahara lekar apni politics chalati hain. Bat equality ki karte hain. Cast aadharit reservation khatm hona chahiye agar reservation dena h to financial condition k aadhar par do tab to thik h. Jab reservation k base par ek bar job pa liya fir promotion m reservation lakar sarkar castism ko badhawa de rahi hai aur isse samaj m dvesh ki bhawna badegi.
ReplyDeleteSarkar kewal ek question ka answer de ki agar reservation itna achcha hai to defence services m reservation kyun nahi lagu karti . Agar himmat ho to politicians apne body guard rakhne ki policy m isi reservation ko implement karke dikhayen.
Supreme court ko is matter par koi thos and kathor Adam uthana chahiye . Nahi to sarkaren supreme court k har decision ko amendment lakar change kar dengi.
hi
ReplyDelete
ReplyDeleteSahee baat hai, Reservation ke supporter political leaders videshon mein apna ilaj karane karane kee jaghe, Apna ilaj Hindustan mein un logo se karayen jinko reservation deeya hai.
Kya desh pratispardha kar payega, videshon se ?
Ye log Sports (Olympic etc.) mein reservation kee baat kyun nahin karte.
Reservation ka upyog sahee insan ko samaj mein barabari ka moka dene ke leeye ho sakta hai, parantu systematic way se, jisse kisee ka ahit bhee na ho.
---
Gareeeb Higher Caste ka Candidate kahan jaye.
Dunia paisa poochtee hai, agar usko paisa de sakte ho to vo IT/Computer ke jareeye Videshon mein apna rojgaar doondh legaa.
I agree with u.
Deleteindia me 70 pr. Doctor to bina rejrvetion se hoge .unse bi to ilaj ni karate h ye politisan,.. Olmpic me india ne konse gold ki barsat kr di.....yar sab ko apne se matlab h...gov. Job lagne k baad sab apne ghar bharege... Ham indian h sirf apne ghar se matlab rakte h.
DeleteReservation hona chayeae
ReplyDeleteMERE SC CAT MALE ART ME ACD-221.66
ReplyDeleteTET-73.33 HAIN .SO CAN ANYBODY SUGGEST ME WHAT ARE MY CHANCES OF GETTING JOB OF PRT .IF ANYHOW SELECTION PROCESS STARTS .
MUSKAN JI AAP HI BATA DIJIYE
ReplyDeleteROHIT BHAI TERA TO AARAM SE HO JAYEGA DONT WORRY
ReplyDeleteE blogwa par khaber kaha se aawt hai.
ReplyDeleteDINESH BHAI KAISE JARA SAMJHA TO DO
ReplyDeleteTENSION BAHUT JYADA HAI
ReplyDeleteis cast related politics ko khatam karne ka ek hi taruqa hai,aur vo hai ki jinko reservation nahi milraha hai vo sabhi ekjut hokar ek bada aandolan kare jaisa ki rajasthan me jato aur gurjaro ne kiya tha,
ReplyDeleteBHAI NITIN MEHTA KE SAMPARK ME HUM LOG RHTE HAI UNSE HME SBHI VIKALPO KI SHI INFORMATION MILTI RHTI HAI.
ReplyDeleteHINDUSTAN PAPER KI JO DETAILS TET KE ANKO KO LEKAR NIKLI THI WO SACH ME SHI THI
OR RHI ACADEMIC KI BAARI S.C.ME 198 SE UPER SBHI KA HONA HAI CHAHE 1ST ,2ND, 3RD ME HO
OR EK BAAT S.C. KE STUDENT UTNE BHI PASS NHI HUVE JITNE KI REQUIRMENT HAI
ABHI 2 B.P.ED KE CANDIDATES KO LAAT LGI HAI
ReplyDeleteJITNE TET CANDIDATE PASS HAI UNKI ACADEMIC ITNI ACHCHHI NHI
AAP IDEA LGA SAKTE HAI TET KA AANDOLAN HI BAAR HOTA KYONKI TET WAALE ITNI ACHCHHI ACADEMIC WAALE NHI HAI........
DONT WORRY ROHIT JI
ya i am agree with editor
ReplyDeletejaati ko dhyaan me rakh kar reservation dena kiya yeh samanta ke adhikaar ka hnana nahi hai ? Kiya yeh sawidhan ke virudh nahi hai?
ReplyDeleteMerit gra+Bed+tet ko milakar banni chahye. Iska koi bhi virodh nahi karega .
ReplyDeleteagar samanta ke adhikar ka hanan hai to reservation khatm karna chhiye aur agar nahi to sawidhan se samanta ke adhikar paera ko khatm karna chahiye
ReplyDeleteReservation ko khatam kar dena chahiye,,,,agar ho bhi to,,ye caste ke according nahi,,,balki kisi person ki financial condition ke according hona chahiye....tabhi desh ka kuch bhala hoga,,,,wo bhi sirf kabil logo ke liye....jo garib hai..
ReplyDeletewrong hai.
ReplyDeleteI m agree with u,,,blog editor
ReplyDeleteBilkul sahi,,,,isse un kabil logo ko mauka milega jo...garib hai,,,,is wajah se aage nahi bhad pate....
ReplyDeleteare bhai ab lagta hai muskan ji ko naukari nahi chahiye samaj sewa karegi.
ReplyDeletedosto is blog ka aim tetian ko naukari ke liye ek jut karna hai naki hum bp.ed ,shiksha mitra,yaa arakshan ki baat kar unki alochna kare.
yadi karna hai to apne man ko swachh kare pahle brastachhar na kare na karne de.
pahle hum 27 aug. ke pahle evm baad kis prakar ke nirnay par kya kara hai ki radniti banani chahie
ReplyDeleteyadi hum es pe dyan nahi dege to sarkar is case ko 2014 tuk khech legi.
Dosto ye neta es desh ko ise tareke se berbad kar dengein inko is reservation ka ab end kar dena hoga ya sirf isko education tak simit rakhna chahiye jobs ke liye ye thik nahi hai
ReplyDeleteB.ed me reservation,tet me relaxation,selection me reservation now promotion me reservation its not fair.
ReplyDeleteYaha sirf iss bat ke liye apne vichar vyakt kiye,,,,tet ki ladai abhi bhi jari hai,,,aur tab tak chalti rahegi jab tak sabhi tet pass students ko naukari nahi mail jati,,:)
ReplyDeleteTET KE FULL MARKS ADD HONGE KYA
ReplyDeleteAGAR TET KE FULL MARKS JUDENGE TO SABSE BEST HOGA
ReplyDeletekan se kam w0 log cmnt na kre yaha jo congress,sp,bsp k vote krte h....tm logi n h desh k barbad kiya h......
ReplyDeleteU r right,,,,
Deleteyogyata nhi peon ki aur bn gye officer yhi to is desh k durbhagya h....
ReplyDeletebjp lao desh bchao.....
ReplyDeleteAap to kisi party ka support nahi kar rahe the,,,aap kese kah sakte ho,,,bjp ki sarkar desh ka bhala karegi,,,sab ek jaise hai,,,koi 19 to koi 20
Deletetet is best
ReplyDeletejiya ji bjp k satta me aane de jbaw khud mil jayege.....
ReplyDeleteaur ek bt sb ek jaise nh hote bjp is 1000000000000000000 time better than others ....ha kuch kmiya to sb m hoti h
ReplyDeletefacebook pr mere account me aaye sndpsharma777@gmail.com.....apko bht kuch smjg ayega k desh k bjp k jrurt kyu h
ReplyDeleteBjp musalmano k against aur bhadwo aur hijdo ki sarkar h be bandar . Zyada tareef mat kar is gandi aur neëch party ki
Deletemera ek sughav hai ki hame r.t.i ke duvara up ki sabhi diet se fargi candidates ki jankari lekar hc me tandan ji ko evidance ke tor per pash karna chahiye ke acd me tet se bhi adhik dhandli hai
ReplyDeleteLgta h blog m jitne bi comment kr rhe h.unme se kisi n bi aarakshan film ni dekhi.ek bar dekho fir comment kro.ok gyes
ReplyDeleteDosto! Jati honi chahiye na ki jativad kyonki vikas k liye jati jaruri he
ReplyDeletemene dekhi h btaye aap k prob kya h...
ReplyDelete10+12+gradution+B.ed; is226.81. science OBC and TET pass kya mere primary teacher banane ke chance hain.
ReplyDeleteFrom; rakesh baghel
Jo log reservation ki is cast aadharit policy ka freedom k 64 year bad bhi support kar rahe hain unhe sabse pahle ye samajhna hoga ki Baba Saheb B R Ambedkar ne reservation kis aahhar par , kin paristhitiyon aur kis purpose se shuru kiya that . In current scenario we don't need reservation on the basis of cast , it should be on the financial and economic condition of a individual because we are still economically and financially backward.
ReplyDeletemera ek sughav hai ke hame r.t.i ke duvara up ki sabhi diet se fargi candidates ki jankari lekar hc me tandan ji ko evidance ke tor par pase karna chahiye ki acd me tet se bhi adhik dhandli hai
ReplyDeleteis blog pe kitne log aise hai,, jo chahte hai ki advt. Cancel ho jaye,,.
ReplyDeleteHum bas ye chahte ki bharti jaldi se ho.....agar vigyapan cancel hua to,,,,ye bharti 2015 tak latak jayegi.
ReplyDeleteHi
ReplyDeleteEy bhiya log bigyapanwa cancle na hoie bhartiya chalu karawa jani tabe kauno baat bani
ReplyDeletejo hoga wah acha hoga par bharti chalu ho.
ReplyDeletefrnds mere 231 acd. me hai aur mai male o.b.c. science me hu. plz batae kya chance h? plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
ReplyDeletebhot tensn h
Ab reservation koi nahi hataya ga vot bank ke chakkar me
ReplyDeletereservation ke bajhah se tet me 110 pane wale obc sc wale uchal rahe hai vahi gen wale ko patahe nahi unki merit kahan tak safe hai
reservation hatana tabhi sambhav jab 40"50 year bad obc sc wale gen par jute se bat karege tab gov hamare bare me spchegi
mere 68% in 10th 52% in 12th 59% in b.sc. 52% in b.ed. aur tet me 103 hai
ReplyDeletemeans acd. me 231 aur tet 103 to kya chance hai?
kya ye blog kisi ki help karne ke liye nahi hai
mere comment remove kar die jate hai aur galat comment nahi kie jaate aisa kyu h?
vikram ji plzz aap hi help karo
ReplyDeletekya gov. ki tarah yaha bhi bhedbhaav h?
ReplyDeletetarun ji
ReplyDeleteyou are safe in both procees tet or acd due to having obc category
oh thanxxxxxxxxxx vikram g thanx a lot
ReplyDelete"JAATI NAHIN VYAKTI PICHADTA HAI"
ReplyDeleteJAATI AUR DHARM PAR ADHARIT AARAKSHHAN BHARAT EK FIR SE BHARAT VIBHAJAN KARWAYEGA. AARTHIK ISTHITI PAR AADHARIT AARAKSHHAN SAHI HAI.
1-Mere vichar se Aarakshan kewal padhai me dena chahiye, jaise -fees maf kar do, khana, rahna, kapde, books sab free kar do and iske evaj me hamse dubble fees lee jay but aarakshan nahi.
ReplyDelete2. Agar aarakshan dena hi hai to sirf unhe do vastav me kamjor ya garib hai (creemi layer) .
3. Aarakshan dene se we log bhi doctor ban jate hai jinhe injection bhi lagana nahi aata, aur we log jo wakai padhne me achhe hai unhe job nahi milti kyunki we gen. hai.
4. Aur ab pramotion me aarakshan ke bad to vahi kahavat sahi hogi (ek to titlauki dusre neem chadi).
5. Aarmi me aarakshan kyu nahi kyunki marna hai to gen. pahle.
6. Netao ke body gaurd me bhi aarakshan dena chahiye, unka ilaj India me nahi hota kyun ki unhe pata hai yaha aarakshan wale doc. hai.....
So please aarakshan ke liye ab sochne ka waqt aa gaya hai.....
polition mat bano....na soniya gandhi,na maya mdm,na ram dev ,na anna aane wale h ....ham teacher banege to achi jagh sadi hogi...apne bacho ke future k bare me sochege.... So cool raho jani
ReplyDeletehi,bahno aor bhaio
ReplyDeleteIs blog par arakshan se sambandhit comments ko padkar bahut hairani hui ki hamare bhavi teachers sc/st k bare me is tarah k biasness rakhte hai.reservation ke bare me mai kuch fact provide karana chahta hu.
Pahli bat to yah hai ki sc/st ka arakshan samvedhnik hai.(article-16) our obc ka bhi bad me arkshan diya gaya.ajadi k samay sc/st ki condiaion bahut karab thi isliye samajik aor saichik pichdepan ke karan inhe samvidhan ki taraf se reservation diya gaya.kya aaj samajik aor saichik rup se yah varg savarno ke barabar aa gaya hai.Nahi aaj bhi yah varg k sabse nichle payadan par hai,uske sath aj bi jati k aadhar bhedbhav kiya jata hai.unhe jati suchak sabdo se sambodit kiya jata hai.niji camponiyo me unki jat puch-puch kar unhe interview me ayogya ghosit kar ba bahar kar diya jata hai.bale hi vah kita bi yogya kyo na ho.kyoki un companiyo k malik savarn hote hai ,vah keval apne logo ko hi rakhte hai.yah mai aarop nahi laga raha hu balki maine khud bhutbhogi hu.aap hi batayie jin manegment inter colleges,private colleges me aap pade hai waha kitne sc/sc teacher the.shidhi si bat hai college savarno ka hai to bvo sc/st ko kyp rakhenge.sare teachers apko high cast k hi mélange.vaha kis tarah se teacher rakhe jate hai aap sab acchi tahah se jante hai.
Rahi bat yogata aor mehnat ki to ye cheeje kisi ek dharm ,ek jati,ya ek desh ki bapoti nahi hoti hai.yah bat science siddh kar chukka hai.janam se 95% bacche ek saman hote hai.invironment ke karan unme kuch asamanta aa jati hai.jin jin sc/st,obc ko theek watawaran mila hai unhone kud ko sabit kiya hai.aor aaj bi sabit kar rahe hain.chahe wah walmiki ho DR.bheem rao amedkar ho.ram manohar lohiya ho,kanshi ram ho, president K.R Naraynan (IFS 35 yers),jageevan meera kumar(ALSO IFS 30year ) chief justice K G Balakrisnaan, many more etc.
Rahi bat arthik adar par reservation ki to 55% sc/st log Below powerty line ke neeche hai.aor baki me muslims aor OBC log hai(according to HRD ministry.atah BPL ke aadar par bi yahi logo ayenge.saichik aadar par ye to pichde huye hai hi.
Agar samaj ne inke sath hajaro salo se jati k aadar par bhedbhav kiya hai to arakshan bi jati k aadar par hi milna chahiye.hajaro salo ka yah kalank 50-60 salo me nahi dur ho sakti.yah kewal tabhi katam ho sakta jab is desh se jatiwad ka jahar puri tarah se khatam ho jaye.Rahi bat sc/st obc students ki pratibha ki to uski chinta aap log na kare.ye log genral cetagery me acchi sankya me fight karke pahuch hare hai.abi Allahabad university me vibhinn entrance exam in vargo ne 75% seats par fights kiya jis se waha hadkamp mach jaya tha.
Tet me bhi hajao abyarthio ne GEN catagary me fight kiya hai.So plz in vargo k bare me biasness, apne dimaag se nikal deegiye aapki bahut bahut krapa hohi.
My name is alok ranjan,TET-122 number(SC) (roll no-16001957) , acd merrit-255
BINA KISI RUKAWAT K AUR BINA JYADA TIME AUR KHARCHE K YADI VACANCYFILL KARANA HAI TO TET MERIT HI SABSE ASAN AUR SAHI TARIKA HAI.
ReplyDeletealok bhai.....aapke vichar ache h...jai hind
ReplyDeleteYAARO BHARTI CHAHE JAISE BHI SARKAR KARE USHE KARNE DO NHI TO HUM SABKE HATH KUCH BHI NHI MILEGA
ReplyDeleteG.C.BHARTI
mai sc categary se SCIENCE STREAME HOON or.mere acd mai 256.87 marks hai.
ReplyDeletetet mai 63.48% marks hai bharti hone do please please.G.C.BHARTI.
DINESH RAJPOOT BHAI YE BATAO KI MERA SELECTION HO PAYEGA KE NHI PLEASE BATAO.
ReplyDeleteJIYA JI MAI BILKUL SAHMAT HOON BHARTI CHAHE JAISE GOV.KARNA CHAHTI HAI KARNE DO WARNA KUCH BHI HATH NHI LAGEGA FIR BHARTI LATAK JAYEGI LONG TIME TAK.BHARTI.09779335957
ReplyDeleteHi
ReplyDeleteHar subah uth kar yahi prayer karti hu ki ye bharti jaldi se ho,,,,prabhu kab sunoge hamari pukar.
ReplyDelete