From: amit chauhan <ac.297@rediffmail.com>
Date: 2012/8/11
Subject: BASIC SHIKSHA ADHINIYAM 1972 RULE NO- 13
To: muskan24by7@gmail.com, shyamdevmishra@gmail.com
Cc: ac.297@rediffmail.com
RESPECTED MUSKAN JI AND MISHRA JI,
YE BASIC SHIKSHA ADHINIYAM 1972 KA RULE NO-13 "RAJYA SARKAR DWARA NIYANTRAN" 2 HAI JO STATE GOV KO SPECIAL POWER DETA HAI KI VAH BOARD KO KISI STHANIY ADHIKARI KE ADHIKAR DE SAKTI HAI AUR KISI ADHIKARI SE VIVAD KI CONDITION ME GOV KA NIRNAY ANTIM HOGA HAMARE VIGYAPAN ME GOV. NE
EKIKRAT(COMBINED)VIGYAPAN NIKALANE KA GO ISI VISHESH ADHIKAR KI SHAKTIO KA PRAYOG THA HAMARA VIGYAPAN PURI TARAH SE VIDHI SAMMAT HAI AUR NIMANUSAR HAI YE ADHINIYAM ISAKI PUSHTI KARTA HAI
HAME COURT ME ISE BHI DRAFT ME LAGANA CHAHIYE.
फर्जी प्राइमरी टीचर की भरमार है गाजीपुर, मऊ जिलो मे सभी बङे आराम से अधिकारियो और बाबूओ से मिलकर अपना varification करा रहे है।एक गैग सक्रिय है जो बङे आराम से फर्जी नियुक्ति करा रहा है।
ReplyDeleteकब होगा इन फर्जी प्राइमरी टीचरो का रिटायरमेन्ट। ना कोई डिग्री ना कोई सर्टीफिकेट फिर भी फर्जी प्राइमरी टीचर का हो रहा समायोजन व स्थानान्तरण की बात।
आधिक सन्ख्या मे तो फर्जी प्राइमरी टीचर नियुक्त है। अगर ये सीटे खाली होती तो uptet पास अभ्यर्थियो से भरी जाती।
dosto ab gov. duara jo bhi niyam ya sansodhan kiye ja rahe hain ve sab tabhi lagoo honge yadi naye vigyapan se bharti hoti hai .yadi vigyapan nirast nahi hota hai to finaly bharti TET merit par hogi .itna to hai akhilesh gov. ne apni niti ke mutabik 2012 ko to poora kar hi dena hai aur 2013 ke midway tak hi bharti muskil se ho payegi fir training tatha joining mai ek saal aur yani ye ise apni man marji ke mutabik 2014 lok sabha tak jaroor le jayege.karo jo karna hai lekin hum bhi haar nahi manege TET merit se bharti karvakar rahege.moh.istyak rampur
ReplyDeleteEk hi comment ko bar bar publish kyo kiya ja rha hai
ReplyDeleteThanks for removing repeat comments blog edit
ReplyDeleteFEMALE, ART, GEN, ACK 233.75, TET 112, CTET 109,
ReplyDeleteSHAHJAHANPUR,
SITAPUR,
LAKHIMPUR
KYA CHANCE HAI
istyak bhai JO karna h kr lo.hoga wahi jo up gov. chati h.
ReplyDeletetum tet marit wale 7000 salery wali naukri karo.
istyak bhai ek batt or khna chata hu ki
ReplyDelete"HUM TO DUBEGE HI MGR TUMHE BHI LE DUBEGE SANAM"
acd.best
dosto aaj ke dainik jagran mai dia hai ki shikshko ki bharti sakshik merit se tatha ctet wale bhi honge patr.is sambandh mai parstav banakar sashan ko bhej dia gaya hai.jab is bharti mai naye farm hi nahi bharwaye jayegen to ctet wale isme kaise samil ho sakte hain .aur purane vigyapan ke niyamo mai closing date ke 6 months baad kaise badlav ho sakta hai.purane vigyapan ko nirast karne ya process change karne ke liye gov. ko TET mai dhandhli sabit karni hogi yadi gov. dhadhli sabit nahi kar sakti to fir vo rules change karne ki adhikari bhi nahi hai. moh. istyak rampur
ReplyDeletemr.rajveer singh for your kind information mai obc scince group acd 233.66 TET primary 126 TET upper primary 117 CTET primary 108 CTET upper primary 102 M.Sc. math.M.Ed. UGC NET qulified in education NOW teaching in mohan das giri college of education hisar haryana as a B.ed.and M.ed. faculty.itna to ab aap samajh gaye honge ki mera acd,tet,ya acd+tet kisi bhi process se ho jayega.lekin mai khali joining ke liye nahi balki nayay ke lie ladunga. gov. ko process mai change karne ke liye TET mai bade ster par dhadhli sabit karni hi hogi.eaisa na karne ki sthiti mai gov. badlav ki adhikari nahi hai.moh.istyak rampur
ReplyDeleteMitr bura mat maniyega yadi aap ugc net m.ed. Etc. Jo bhi degree aap rakhen hon etna karne ke bad prt nhi aap apne leval ko upar le jayiye nhi to aapki prtibha ka ye hanan hai
DeleteVery good
ReplyDeletewahi hog. A jo sarkar ch.ah rahi hai.
ReplyDeleteVery goog news Amit bhai lage raho
ReplyDeleteistyak ji ab hum apko sir ji khege.
ReplyDeletedekhte h jeet kiski hoti h.ek bar call jror karna.09639508882 pr.
hamari qualification apki trh nahi h.pr ha apki trh sikhak jror bnege.
apne tgt pgt kyo nahi ki ?jror jabab dena
Mohnd. Iskt. Ji Mujha pate hai ape ke Kya tension hai u r going to be over age , ape ya sub Apne over age hone ke karan bol rahe ho , net kiya hai to TET ke picha Kyo pade ho bhai, Mai ape ko bate du ke mare qualifications ape Jaise Nahi hai par bata date hu BA.LLB, B.ed, UpTET , CTET , LLM , Pratice in law firm in Delhi , but no govt job wo v mare native home town me its my dream ,
ReplyDeleteAur Ek bate mare age 26 hai , and belonging to Sc category
DeleteRight friend chauhan
ReplyDeleteIs blog. Pr kuch log is tarah apne vichar aur bhasa ka prayog karte hai ki lagta hi nahi ki wo vastatv me teacher banane layak bhi hai aap sabi pareshan mat ho ant me vijay nyay ki hi hogi aur sapa bhi is vivad ka hal chahti hai wah hc ke nirnay ka wirodh nahi karegi weitage dene ke mudde pr salah li ja rahi hai
ReplyDeleteAgar seva niyamawali me weitage dena hai to cabinet me fir se naya prastav lana hoga pr ek bat to lagti hai ki sarkar arun tondon se salah lekar hi pairvi kr rahi hai agar hamari vigyapti nirast hoti hai to hame iske khilaf writ dalni chahiye
ReplyDeleteAcd+tet is best process...is pr sb razi hai hum log bhi court bhi or gvt bhi bichar kr rhi hai...kyo bhaiyo.?
ReplyDeleteSaathion acd. supprtr ki baaton ka dhyan n de. Inki baaten aadharhin hain. Inko to abhi ye bhi nhi pata hia ki S.C. K faislon ko kb BHARTIYA SANSAD me challenge kiya ja skta hai. Agr is terah court ke sabhi faislo ke upar CABINET aur SARKAAR ka nirnay lagu ho jae to SAMVIDHAAN se swantra nyaypalika ka astitwa hi SAMAPT ho jaega. Saathion TENSION lene k bajaae kisi aache ADVOCATE ya retired JUDGE apne case ke baare charcha karen sbhi yahi kahenge ki agr VIGYAPTI radd nhi hogi to CHAYAN PRAKRIYA me koi bhi SANSODHAN sambhav hi nhi hai. Saathion COURT ne bhi ADHYAAPAK SEVA NIYAMAAVALI me sansodhan krne ko kha hai n ki is VIGYAPTI k CHAYAN PRAKRIYA me sansodhan krne ko. Saathio yadi court gov. K paksh me nirnay deti hai to yeh KANOON k khilaaf hoga islie bharosa rakhen court kanoon k khilaaf koi nirnay nhi degi. Ek baat aur, court GOV. ki mansha bhap chuka hai aur future me bharti pure acd. pr n ho islie SEVA NIYAMAAVLI me sansodhan kara raha hai.
ReplyDeleteApka Saathi...
ALOK JAUNPURI
Agar tgt,pgt ka exam bhi tet ki tarha imandari se ho tgt,pgt muskil nahi h,agar hum apni mehnat se exam pass kar bhi le to interview me jugad walo ka jo 5-8 lac board walo ko dete hain,ka ho jata mehanti imandar reh jata h,isliye chauhan g tgt, pgt imandar k muskil h.
ReplyDeletemy dear friend
ReplyDeletenow this process never run on the base of tet at any cost ,told by s.p m.l.a sangram singh but tet weight may be add
so ready for acd tet marit
jo bhi sansodhan hona hai wo ho chuka hai aap jhut mai bahas kar rahe hai sare niyam kanoon gov. banati hai aur gov. ko powar hai ki wo koi bhi niyam desh hit mai ya jan hit mai le sakti hai example jilo ka nam change kar dia mana ki aap abhi sichak ban ne wale hai to kam se kam soche ki gov. tet ko acd q bana rahi hai kya wajah hai na samajh mai aye to facebook.com/joinuptet par dekhen
ReplyDeleteamit ji u r right waise b lucknow ki aaj ki news hai ki bharti acedmic merit aur tet weiteg se hogi jha tak vigyapan ki bat hai purani vigyapti nirast krk jald hi nayi vigyapti nikali jayegi
ReplyDeletemr rajveer singh ji aapne mujhse poocha TGT,PGT kyon nahi kiya.to mai aapko bata dun ki EDUCATION is my strong subject aur TGT mai EDUCATION subject ki vacancy aati nahi hain.PGT mai 1 ya 2 vacancy aati hai jisme selection bahut muskil hota hai.ab rahi baat degree colleges mai UGC NET ke sahare appointment lene ki to HIEGHER EDUCATION mai per subject 1-1,2-2 post ke liye interview hoto jiske liye 10-20 log compitition karte hain aur bade ster par jugadbaji tatha 10-15 lakh alag.apne aas paas yadi koi UGC NET EDUCATION se ho to usse pucho aapko vastvikta ka pata lag jayega mai aapki 7000 wali naukri ki baat ka jawab de raha hun kyonki mai abhi 14000 wali naukri kar raha hun.moh.istyak rampur
ReplyDeletehi
ReplyDeleteFEMALE, GEN, ART, ACK 233.75, TET 112, SITAPUR, SHAHJAHANPUR. LAKHIMPUR MAIN KYA CHANCE HAI
ReplyDeleteI AM FINE AND
ReplyDeleteHOW ARE YOU ALI JI
GCB
ALI JI APKO KAI CHANCE HAI
ReplyDeleteTENSION MAT NO
EK BAR BHARTI START TO HONE DO
USKE BAD APKO KAI CHANCE MILANGE IN JILON KE ALAVA BHI OTHER JILON MAI BHI
YOUR FREIND-G.C.BHARTI
009779335957
G.C.BHARTI JI THANKS FOR REPLY HERE I AM ALSO FINE
ReplyDeleteG.C.BHARTI JI WHAT IS YOUR PROFILE
ReplyDeleteALI JI MERE VICHAR SE TO ACD+TET KI MERIT SABSE BEST HAI OR APKI RAI KYA HAI PLEASE REPLY KRO.
ReplyDeleteALI JI MY PROFILE IS ACD=256.87 AND TET=63% AND I AM BLONG IN SC CATEGORY FROM SCIENCE STREAME
ReplyDeleteFROM BULANDSHAHR
GENDER ?
ReplyDeleteMALE
ReplyDelete4 Anil TET-
ReplyDeleteAs u mentioned u r law graduate.
So can u explain what is ratio-decidendi of changing d basis of selection ??
ALI JI GOD HUMARE SATH HAI JO BHI HOGA ACCHA HE HOGA
ReplyDeleteOR SABSE BADI BAT KE GOV.JAISE BHI BHARTI KARE USHE KARNE DO AGAR EK BAR AB BHARTI RUK GAYI TO FIR YE BHARTI JAROOR HI LATKEGI LONG TIME TAK APKA FRND.GCBHARTI
HELLO
ReplyDeleteLAKIN KYA YEH TET MERITORIOUS SAY ANYAAY NAHI
ReplyDeleteEK BAR BHARTI START TO HO JAYE
ReplyDeleteCHAHE BASE KUCH BHI HO.KISI KE SATH ANYAY NHI HOGA KAM SE KAM KISI KO TO NAUKARI MILEGI.KISI NA KOSI KI TO HAR HOTI HE HAI .
jo bhi ho jaldi ho hc ka decision manay ho agar koi uske against writ dale chahe wo acd wale ho ya tet wale court un per 10lakh ka fine lagaye in logo ne court ko khel samaj rakha hai or kapil ko umerkadh ki saja de taki koi bhi taang na fasaye aage kisi bharti me
ReplyDeleteM TOMAR JI U R RIGHT
ReplyDeleteKYONKI AB KAFHI TIME HO CHUKA HAI COURT AND GOV. KA FAISLA SBI KO MANYA HONA CHAHIYE.
Hum sabhi swarthi ho chuke hai kyo ki. acd. wale tet walo ki taang(leg) kheech rahe and vice versa . keep one thing in mind that if selection were make according you then you would get selection .please do not under estimated any one. all things have two aspect if one aspect is wrong then second may be right.we are human being and it is provided a good thing by God that is thinking capacity so deliver any word from mouth after analyzing that one.
ReplyDeleteALI JI MAI AB BLOG PR SE JA RHA HOON BUT MAI TEUSDAY KO IS BLOG PR AUNGA
ReplyDeleteALLAH PR VISHVASH RKHO
YOUR( GCBHARTI 09779335957)
OK GOOD NIGHT
ReplyDeleteAND
BUY TO YOU.
mere tet me 104 aur acadmic 243 hai kya umeed hai science group
ReplyDelete75 jile aapka intzar kr rahe hai
ReplyDelete75 jile aapka intzar kr rahe hai
ReplyDeleteKya ap hmri hasi bna rhe ho hm to 72 dist sune then aur sb aply b na kiye swati mam
ReplyDeleteRamu tera bhai 100% hoga kyo praysaan ho rha hai...tu bus wait kr
ReplyDeleteAcd+tet process hone ja rha hai..ok
Swati ji aapko shi bta rhi hai ...ok
ReplyDelete8006828278
Swati ji aapka kya score hai...?
ReplyDeleteHy friend
ReplyDeleteAre yaar jaise b bharti ho hone do.ab intzaar nai hota.
ReplyDeleteyes radha i m agree with you
Deletebhi ye sarakar (SP) than chuki hai ki sabase pale shikchha mitro ko regullar karegi chahe usake liye kuchh bhi karana ho. sarakar un shikchhamitro ko bhi reguller karegi jo shikchhamitra rahate hue graduation kiya hai, kya aap logo me se koee ye bata sakata hai ki e kaise possible hai ki dono ek sath ho sakata hai . is liye aap log lanana chhone aur aage aage dekhiye ki e sarakar kya kya karati hai. Abhi to jo graduate nahi hai unhe bhi farji tarike se graduate hone ka mauka degi fir inko btc ki training degi fir NCTE se minnate karegi in becharo ko TET se chhot pradan kiya jaye kyki inka panaee likhaee se koee matalab nahi hai bechare hamare jugan techonology se yaha tak aaye hai.
ReplyDeleteThanks......Regards...Vinod
akhilesh sarkar sab jankar ankhen band kare huai hai sare pehsale bekar le rahi hai bharti tet merit se hi hogi sab jante hai . akhilesh ko ye adhikari berojgar bana denge jo bekar ke decision lene ka sujav dete hai. tet merit wale himmat na hare .
ReplyDelete