Age : 21-35 years. (Age on closing date )
Selection Process : 50% weightage of TET marks + Weighatge of M.Ed. /M.Phil / Ph. D. /PG Degree(10%) + Weighatge of B. Ed Marks (20%) + Weighatge of Graduation Marks (20%)
See details on website.
Candidates must pass TET conducted by CBSE i.e CTET examination.(See General Instruction pt. no. V and VI)
How to Apply : Apply Online at CDAC Mohali website
http://recruitment.cdacmohali.in OR www.ssachd.nic.in from 14/08/2012 to 04/09/2012 only.
Please view http://recruitment.cdacmohali.in/HSNP/PDF/Advertisements.pdf for details.
a contract keval 31/03/2013 tak hi rahega kya?
ReplyDeleteHi, up tet ki bharti bhi isi base par honi chahiye
ReplyDeleteHi.
ReplyDeleteYahi uptet me bharti ka adhar hona chahiye
ReplyDeleteye na acdm. aur na hi tet ka saport karta hai
yahi tandan ko email karna chahiye
koi tandan ka id do ple.
Hi
ReplyDeleteGood evning
ReplyDeleteBESH IMP.NAHI HAI BHARTI IMP.HAI
ReplyDeleteselection base of chandigarh is very good.
ReplyDeletebaruta again come back
ReplyDeleteso that fake tet candidate get 50% chance,
ReplyDelete20% tet+grd40%+bed40%
ReplyDeletehi friends baat base ki nahi hai baat nyay or annyay ki hai. Ek candidate agar purani sarto par niukti pa raha tha or naye niyam se bahar ho jaye to wo ise kaise swikaar kar sakta hai? Itne varso se jab accd. Ki merit ban rahi thi to kya koi iske khilaaf court gaya? To aaj jab ek comp. Exam ke jariye sabhi ko saman platform mil raha hai to kisi ko kyo aaptti hai? Agar 2 ya 3rd digri ki jarurat nahi to b.ed me accd. Se admisson kyo nahi ddte entrence kyo karate hai? Or accd. Bharti prkriya itni hi theek thi to sochiye ncrt ko tet exam karane ki awsyakta hi kya thi. Dosto apna hi swarth mat socho. Jara apne dil par haath rakhkar socho ki accd. Me ekroopta hai or sabhi ko saman awsar deti hai ya tet merit. Dosto apni merit ko chodo or future ki bhartiyo ko sochkar batao. Mehn jaanta hui ki sabhi accd. Sup. Bhi is baat ko sahi manenge par we abhi kewal apna hi swarth dekh ranhe hai. Agar kisi dost ko meri baat buri lage to mein mafi chahunga.
ReplyDeletehello friends.
ReplyDeletegood night.
hi hi hi
dosto ek baat bataiye ki mene klyaan singh ke sasan me u.p. Bord se h.s. Or inter. Kiya tha. Mene c.c.s. Uni. Meerut se b.ed. Entrence me 7vi possion paate hue sarkari college se b.ed. Kiya tha. Mein M.A.ENG., LL.B. ,B.ED. C.Tet 1. , C.tet.2, uptet1., uptet2., paas huin. Mere accd. 221 hain. Or uptet1 me 124 or uptet2 me 122 hai .jara dil se sochkar batao kya me prt. Ke liye yogya hui ya nahi? Kya meri galti ye thi ki mein garib tha or private coll. Me nahi padh paaya? Mere accd. Sup. Aap bhi is thathay ko samjhte hai bas apne swarth ko dekh rahe hai. Dosto agar aaj tet merit se bharti hoti hai to sabhi ko saman awsar milega. Jo sache accd. Hai we aaj nahi to kal safal ho jaayenge hi. Lekin sache tet rankar hai wo kanha jaaye jara bata do. Ya dosto mujhe ye bata do ki mein kya or kar sakta hu prt. Banne ke liye. Me gen. Art hu.
ReplyDeletevery good article.
Deletetest
ReplyDeleteis there any can tell me what happened in UP cabinet meeting supposed to held today
ReplyDeleteaaj meeting nahi thi
ReplyDeletedushyant raj ji aap ki baat bilkul satya hai lekin yaha andher nagari chaupat raja.private colleges aur university ke officer aur staff number badane ka racket chalate hai aur paisa vasool kar sarkar ko pahuchante hai aur aaj kal high school inter me theke par nakal hoti hai.nakal mafia u.p. me kaafi majboot hai aur usey sarkar ka sarankhsan prapt hai.agar sarkar ko academic se hi bharti karni hai to tet ki anivaryata hata leni chahiye aur yadi chayan me ekrupta laani hai to tet pass candidates ko varshvaar varisthta(seniority)ke adar par niyukt karna chahiye jisse sabhi ko insaaf mile
ReplyDeletedushyant raj ji for reading your comment is good but as you have mentioned that think about other but you are not following what you have written yourself.first you have to create the same example for the ACD supporter,
ReplyDeletedusyant ji why you r trying to get a prt job. you have many degree in your hand . As you have said that you
ReplyDeletehave degree of LLB and you are very intelligent then why you can't go for PCSJ (Judge). That is not based on the ACD.