फरीदकोट :
अध्यापक योग्यता परीक्षा पास बेरोजगार अध्यापकों ने पंजाब सरकार के विरोध में भाई कन्हैया चौक में रैली निकाली और सरकार का पुतला फूंका।
रैली को संबोधित करते हुए जिला प्रधान प्रद्युमनपाल सिंह ने बताया कि पंजाब सरकार के सरकारी स्कूलों में लगभग 50 हजार पद खाली पड़े हैं। इसके बावजूद पंजाब सरकार टीईटी पास 9 हजार के करीब अध्यापकों को भर्ती न कर गरीब बच्चों का भविष्य अंधकार में डाल रही है। इसके अलावा सरकार रेशनेलाइजेशन की नीति लागू करके विद्यार्थियों, अध्यापकों और बेरोजगारों के साथ धक्केशाही कर रही है। वक्ताओं ने कहा कि 16 जुलाई को यूनियन के नेताओं व मुख्यमंत्री प्रकाश सिंह बादल ने एक सप्ताह में पांच हजार नई मास्टर कैडर पदों के लिए इश्तिहार जारी करने तथा शिक्षा विभाग द्वारा पहले ही अप्लाई करवाई जा चुकी 3442 एवं ईटीटी की 1273 पदों के काउंसलिंग के बाद जल्द नियुक्ति पत्र देने के आदेश दिए थे, मगर एक महीना बीतने के बाद भी नियुक्ति पत्र जारी नहीं किए गए। इस मौके पर गगनदीप सिंह, सुखविंदर सिंह, हरसिमरण सिंह, छिंदरपाल, राजवीर सिंह, कुलदीप कौर, नीशु गोयल, हरजीत कौर, नैंसी, सुषमा, अनुराधा, जतिंदर कौर, कुलदीप कौर, रूपीइन्द्र कौर, सर्बजीत कौर, सुनीता आदि उपस्थित रहे
News Source : Jagran (13.8.12)
***********************************
News Analysis :-
Recently it is news that a advertisement for PSTET candidates may come shortly, and it looks PSTET candidates are talking for such assurance. In mant states TET/CTET passed candidates eagerly waiting for their recruitment. NCTE guidelines made for recruitment of TET qualified candidates for implantation of RTE.
TET MERIT EKDAM SAHI HAI BUT SARKAR KI MANSHA GALAT HAI SARKAR S.P. AND B.S.P. BADLE KI BHAWNA SE GRAST HAIN
ReplyDeleteHa
DeleteHa
Deleteanand pandey(bansi)siddharthnagar
ReplyDelete9616093160,9721682216
sabhi tetions bhaiyo ko 15 august ki dher sari subhkamnaye.
bharti to tet merit se hi hogi.abhi tak hum log bikhare the but ab unite hai ye mamla chahe jaha bhi jaye faisla to tet merit ke adhar par hi lekar rahenge.
HAM PAHLE NAHIN LADE LADAI KAPIL YADAV NE SUROO KI THI AUR SARKAR NE BADHAI HAI AB HAMARI BARI AYI HAI HAM JANTE HAIN KI HAM SAHI HAIN IS LIYE HAM HI JITENGE YE BHAROSA HAI. WE WILL WIN!!!
ReplyDeleteAap sabhi bhai bhahno ko 66th independence day ki hardik shubhkamnay.
ReplyDeleteSamvidhan ki atma Samvedhanik upcharo ka adhikar hai.yah hame rajya k shoshad,atachao,k virudha court jane ka adhikar pradan karta hai aor unki raksha karta hai.sp sarkar uptet merrit walo par tanashahi kar rahi hai to tet merrit wale cout ki sharan me kyu na jaye.
ReplyDeletea
ReplyDeletehanuman ji aap likhit roop se 1 affd sab tetians ko de ki merit aap ke dwara ghoshit hi rahegi.. Arthath itne walo ka hoga..
ReplyDeleteNahi to aap sab tetians ko 25 lakh ka harjana bharne ko taiyar hai..
To mai acd. Support karunga..
Other wise ram ka name lo aur is blog pe chup rahe...
Hai aukat to do aafd.
ab punah mat kehna ki jo base ho use accept karo nahi to mai apni had paar kar dunga..
Bcz aapne kapil ko kyo nahi roka ..
Aur seedhi see baat haii ki jisko nuksan hoga aur adhikar chhinega wo nyayaly ka sahara jarur lega..
Aur 1 akele kapil ki vajah se sabhi tetians ka nuksan ho raha hai.. To yaha to pata nahi kitne logo ka loss hoga acd. Se .
Ab jab advt. Cancel hoga to gareeb vyakti fir se form submit karne ke liye dhan ka arrangement kaise karega.. Aur jo overage ho rahe hai unka kya hoga?
Jinka tet merit se ho jayega.. Wo acd. Ka achar dalenge..
Tet merit pe aapne form kyo bhara..
Pllzz...........ppllzz.......plz...
Aap log sahi baato ka dhyan rakhe aur sath de.. Baat sab ki hai.. Sirf hamare aap ke chahne se kuchh nahi hoga..
Aur kisi god ka name aap apne ko de de..
To aap god nahi hai... Aur ye galat hai...
God ka apman hai...
Plz acd. Chahne wale bhaiyon jara sach ko apni ankhe khol ke dekho..
Aur ye to govt. Ki beimani hai.. Aur jo aaj hamare saath anyay kiya ja raha hai ... Wo aane wale samay me up ke sabhi student ke sath ho sakta hai... Isliye is govt. Ko student unity dikhawo..
Aap log ye bataye ki up me maya govt. Ki sab vacancy kyo nirast kar di gayi??? Kya sab me dhandhli huyi thi... Nahi unka to process bhi start nahi huaa tha....
Dekho si ki vacancy ko kal hc ne start karay.
Aur 40000 police ki bharti jisme abhi kuchh bhi nahi hua tha.. Wo radd karne ka kya karan hai...????
Bhai akhir 1 gareeb student kab tak form bharta rahega ????
Maya ayengi wo sp govt. Me select logo ko pareshan karengi...unko marne pe majboor karengi..sp ayegi to maya ke opposite work hota hai... Piste to hum jaise gareeb ,,, berojgar student hi hai na..
To friend baat sirf tet merit ki nahi hai...
Baat hai govt. Ki galat neetiyo ka jawab dene ki hai..
Akhir hum padhe likhe hai apne adhikaro ke prati jagrook hai to kyo na lade...
Akhir kab tak aisa chalega....
Kisi ko to aage aana hi padega... To ab tet merit holder aa gaye hai...
Yamuna express way ka udghatan cm akhilesh ne kiya ???.. Kyoki wo project poora ho chuka tha aur name plate inkaagne wala tha ..isliye ispe koi aapatti nahi hui inko... Is project me inko dhandhli najar nahi aaa rahi hai... Lekin friend mai dawa karta hu ki yadi jaanch ho to yamuna express way me bhi dhandhli jaroor hui hogi..
Jab chhote -2 project ko nahi baksha jata to isme aapko kya lagta hai?
Friends ant me mai sirf itna kahunga ki hume acd. Se koi problem nahi... Hume problem hai govt. Ki galat neetiyon se jinka shikar hum hote hai..
Jai hind jai bharat..
Jai tet merit..
selection only through TET will be accepted
ReplyDeleteTET merit jindabad
Anand ji,
ReplyDeleteI fully support to you.bharti tet merrit k adaar par hi honi chahiye kyoki tet exam ek aisa plateform hai jaha par akar sab barabar ho jate hai,chahe wah kisi bhi board,university se padhe ho,over age wale ho ya fir kisi karan se kam acd merrit wale ho,tet exam unme koi bhedbhav nahi karta hai.sabhi ko nokari pane ka saman avsar pradan karta hai.agar apme yogyta hai aor padai theek se ki hai to uptet me aap aasani se achhe number la sakte hai,agar is bar achhe no. Nahi la paye hai to koi bat nahi aap agli bar mehnat karke tet me aor adhik number lakar selection pa sakte hai yah bharti koi antim nahi hai abhi 80000 teachers ki bharti aor honi hai.har baar teachers ki bharti tet merrit se hi honi chahiye.acd se bharti hone par itni sari visangatiya aa jayegi ki yah sarkar aor candidats k kiye bahut problems creat karega,aor unhe hal karna bahut muskil ho jayega.
Is blog ko band kro.
ReplyDeleteTetmerit k pachdar tet 2 chillakar unki dasa miragtrishna kitarah ho gai h. TET 2 kahkar milega kisi ko kuch nahi hoga wahi jo gov . Karegi tum sirf khet m khade bhijukha ki tarah to kam kar sakte ho. R ETAWAH
ReplyDeleteaaj court mai kya hua please koi reply kro
ReplyDeleteHello
ReplyDeleteAdv
ReplyDeletetet merit ki ma ki aisi ki tasi.
ReplyDeleteTet tet chilla chilla ke anna ki tarah mar jaoge
ReplyDeleteHIGHCOURT SUPRIMCOURT jaha jana ho ja ke ghanta ukhad loge khuskhoro
tet me dhandali karane valo
sapa jindabad
Tet tet chilla chilla ke anna ki tarah mar jaoge
ReplyDeleteHIGHCOURT SUPRIMCOURT jaha jana ho ja ke ghanta ukhad loge khuskhoro
tet me dhandali karane valo
sapa jindabad
HI,
ReplyDeleteI UNDER STAND THAT THE ACADEMIC PRACTICAL NUMBER & TET NUMBER SHOULD NOT ADDED IN MERIT BECAUSE SOME PERSON HAS SPEND MONEY AND THEY FOUND MORE NUMBER.IF PRACTICAL NO & TET NUMBER WILL ADDED THEN NO BODY CAN STOP THE FRAUDS. SO THEORETICAL NO IS THE BEST WAY FOR SELECTION ITS ALL IS WELL.I HAVE SEEN THAT THE SOME OF THE POWERFUL & RICH CANDIDATES HAS FOUND IN THEORETICAL NUMBER 50 % AND IN PRACTICAL NUMBER THEY HAVE FOUND 80 TO 95 % SO THE PERCENTAGE OF THEORETICAL NUMBER IS THE BEST WAY.IN THE SAME WAY IN UP TET NUMBER SHOULD ALSO NOT ADDED BECAUSE UP TET HAS FOUND A LOT OF IRREGULARITIES & FRAUDS. SO THE ACADEMIC THEORETICAL NO SELECTION IS THE BEST WAY FOR EVERY BODY.