/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, August 7, 2012

UPTET : यूपी टीईटी परीक्षा और शिक्षकों का चयन

UPTET : यूपी टीईटी परीक्षा और शिक्षकों का चयन 



कुछ लोग ब्लॉग पर कमेंट्स डाल कर के  मेरा सुझाव मांग रहे हैं ,

और मेरी निष्पक्ष राय कहती है कि अगर कोई धांधली  हुई भी  है तो ऐसा भी किया जा सकता है कि भर्ती 
टी ई टी मेरिट से करके आगे स्क्रीनिंग परीक्षाएं इत्यादि आयोजित कर ली जाए , जिससे धांधली वाले लोग पकड़ में आ सकें |
टी ई टी मेरिट द्वारा भर्ती से २ कार्य हो जायेंगे -
१.अभ्यर्थीयों को  आगे कानूनी अडचनों का सामना नहीं करना पडेगा और भर्ती जल्द प्रारम्भ हो सकेगी |
२. अभ्यर्थीयों को अपना ज्ञान कोशल बनाये रखना पडेगा और शिक्षकों की कार्य कुशलता बढेगी 

टी ई टी को सिर्फ  पात्रता परीक्षा मानने पर , पूरे हिंदुस्तान में इस परीक्षा  की परिभाषा दोबारा से लिखनी पड़ेगी , क्योंकी एन सी टी ई की नियमावली व सी टी ई टी परीक्षा आदि में बताया जा चूका है कि अभ्यर्थी 
अपने अंक वृद्दि हेतु पुन परीक्षा में बेठ सकते हैं और इसके अंकों का चयन में भी महत्व है |
तो मेरे ख्याल से उत्तर प्रदेश सरकार ने  भी अभी चयन का कोई फ़ॉर्मूला नहीं दिया है और जैसा की अदालती कार्यवाही से पता चलता है कि ६ अगस्त को अदालत ने कहा है कि सभी बिन्दुओं को ध्यन में रखते हुए 
संसोधन २५ अगस्त तक बना लिया जाएँ , जिससे कि २७ अगस्त को अदालत भी देख सके कि भर्ती की आगामी रूप रेखा क्या होगी और उसके बाद अपना फेसला दे सके |



22 comments:

  1. Uptet Tet-base
    Kafi der se
    wait tha post karne ka. Ho chuka. Ab chahe share karo,,chahe tag,,aur jehan marji ho,, karo,,
    .
    HUMARA VIGYAPAN SURAXIT HAI..
    .
    Case no. 11 kuchh kafi lamba khinch gya tha so mai bahar aa gya tha.
    Wait khatm hua..12 k baad 14 yani ki humara badi teji se aa gya. Lagbhag
    45 minute apni sunwai chali.
    .
    Respected judge ne kha,,"mujhe to ye hi nahi pta hai ki tet koum de
    sakta hai,,koun nahi."
    .
    Means unhe sari baaton ki jankari abhi tak bhi nahi hai. Agar aisa hota
    to shayad hum aaj job kar rhe hote.
    .
    Khair koun wakeel saahab ne btaya,,pta nahi chal paya,,coz iss important
    sunwai me bheed itni ho gayi thi ki pair rakhne tak ki jagah nahi thi.
    Humse zyada to wakeel the,,jinhe humari hi tarah besabri se intezartha.
    .
    Baat aa gayi....tet/ acd ki..
    .
    Judge mahoday ke poochhne par sarkari wakeel santoshjanak ans nahi de
    paye. Wo baat karne lage,,tet wtz ki..
    .
    Judge sahab ne poochha,,,kitna ??
    .
    Agal-bagal jhankne lage,,
    .
    Date de di gayi 27;;;jaudge saahabne khud kha,,,"27 ko aar-par."
    .
    27 August ko govt btayegi,,kitna wtz.....???
    .
    WAH RI SP SARKAR,,,WAH,,, !!!!
    :
    Kehan to uss tet ko radd karne ki baat kah rahi thi, jisme din-raat
    dhandhli kahte-kahte muh na thakta tha,aur kehan ab iska wtz. Ab kehan
    gyi wo dhahndhli,,,??
    .
    GAAYAB....!!!!! !!
    .
    Sidhi baat,,tet n to radd kar sakti thi n hi iske bas ki baat thi..
    .
    Ab n to tet radd n hi vigyapan me change,,usi tet-merit k liye exam
    diya,,jo vigyapan me thi.
    .
    Kya vigyapan radd ho sakta hai ya isme change ki koi gunjaish hai??
    .
    Mujhe to nahi lagta,,,,
    .
    HUMARA VIGYAPAN AAJ TAK SURXIT HAI.
    .
    Aage dusri bharti me kya ho,shayad isme hum kuchh nahi kar sakte.. Lekin
    humare liye sirf aur sirf tet merit,,iske alawa aur kuchh nahi..
    .
    Main baat...
    .
    Vigyapan suraxit..to wtz ka kya matlab????
    Agar wtz kuchh bhi % diya ja sakta hai,,,to 100% q nahi jaisa ki
    vigyapan me tha??
    .
    Only tet-merit nothing else..
    .
    Judge saahab bhi chutki lena nahibhule,,,"kuchh ladke mere ghar abhi
    bhi chaitthi bhej rhe hai."
    .
    kuchh aap bhi to bolo,,koi shikayat ho to inbox zindabad...coz sare
    cmnts nahi padh sakte,,,
    .
    Waise ek date mai aur man kar chal rha hu,,tech probs k kaaran,.
    .
    .
    Lekin koi baat nahi,,aur ek badi asha k sath..
    .
    .
    Jai Hind.....Jai Tet...!!!!!

    ReplyDelete
  2. Tet merit se jab pure india mai bharti nahi hui hai to up mai kaise ho sakTi hai acd to jadane padge rahi bat sc ke koi rukavat nahi aayegi agar aai bhi to 1_2 tariko mai nipt jyegi

    ReplyDelete
  3. Tet merit se jab pure india mai bharti nahi hui hai to up mai kaise ho sakTi hai acd to jadane padge rahi bat sc ke koi rukavat nahi aayegi agar aai bhi to 1_2 tariko mai nipt jyegi

    ReplyDelete

  4. Meree is article mein dhandhlee ke
    issue par -

    Ye bhee tab hai jab dhandhlee valee baat pakad mein aaye aur dhandhlee ko door karna mushkil ho, saath hee screening exam aisa hona chahiye jismein sabhee tachers shamil ho saken, warna paper kathin bana kar UPTETians ko bahar ka rasta dikhya jaye to ye galat hogaa

    ReplyDelete
  5. tet merrit ki raah me ek hi roda;
    sarkar ko shiksha mafiyaon se mile rokada

    ReplyDelete
  6. Thanx muskan mam
    agar merit acd. Ki bani to o.b.c. Ki cut off kitne tak jaegi koi bta sakta hai kya . Mere 231 hai acd. Me aur tet me 99 hai

    ReplyDelete
  7. Bar bar govt u turn nahi leti hai .
    so only pray to god ki bharti start ho .

    JAI BAJRANG BALI

    ReplyDelete
  8. agar merit acd. Ki bani to o.b.c. Ki cut off kitne tak jaegi koi bta sakta hai kya . Mere 231 hai acd. Me aur tet me 99

    ReplyDelete
  9. Attention pls!
    A meeting is going to b held on India Gate on 12 august,2012 (sunday) at 2:00pm. All the uptet candidates from delhi/ ncr and nearby areas are requested to attend the meeting.
    there will be an important discussion regarding uptet case.
    for further information contact Mr. Devendra (9560705898)

    ReplyDelete
  10. Rules can made before not after game,cabinet ke faisle ke khilaf bhi writ pad chuki hai,acd ka rag lapte raho,dhaandli aaj tak sabit nahin hui,bharti tet merit se hi hogi jai hanuman ji

    ReplyDelete
  11. DOASTO,

    SARKAR TET KO KEWL PATRTA HI BANAYEGI AUR ISLIYE ACD MERIT BANANA TAY HAI.

    COURT BHI SARKAR KI PICHHLAGGOO HAI.

    ReplyDelete
  12. jab pm ke dawedar apna vot tak rastrpat chunaw me thik dhang se nahi daal pate hain to unse aur kay ummid ki ja sakti hai

    ReplyDelete
  13. cm ke father pm ka sapna dekh rahe hai aur sapno me itne bisy hain ab to kuch dikhta hi nahi lekin sapno ko haqiqt to hamse hi hoga aur hame bhule baithe hain

    ReplyDelete
  14. God is great,
    kuchh achha hi hoga.

    G.ni8 frndz

    ReplyDelete
  15. EK TARAF TO SARKAR 125000 B.ED. DEGREE DHARAK PER YEAR PAIDA KARTI HAI AUR 5 SAL ME 70000 TEACHAER KI VACANCY NIKALTI HAI JABKI WAH EK TEST B.ED. ENTRANCE ME LE CHUKI HOTI HAI FIR BHI WAH TET K TEST K BAAD ACADEMIC MERIT BANATI HAI IS TARAH TO SARKAR TET BEROJGARON KI FAUJ KHADI KAR DEGI.

    AISE ME B.ED. KEWAL NAM KI DEGREE RAH JAYEGI JISME SABHI KE LAKHON RUPAYE KHARCH HO CHUKE HAIN.

    2 TEST (B.ED. AND TET) K BAAD ACADEMIC MERIT BANANE KA KOI AUCHITYA NAHIN RAH JATA BUT EK KAHAWAT HAI KI "ANDHE PEESEN KUTTE KHAYEN" U.P. GOVT. PAR FIT BAITHTI HAI. YE SARKAR TEST VIRODHI HAI B.T.C. KA TEST S.P. GOVT. NE HI KHATM KIYA THA.

    TET KO MATR 90 NUMBER KA TEST BANA DENE SE EDUCATION OF QUWALITY KA AIM POORA NAHIN HO SAKTA.

    SIKSHHA MITRON KO TET SE CHHOOOT DEKAR WAH TET KO HALKE ME LENE K SANKET PAHLE HI DE CHUKI HAI.

    UPPER PRIMARY ME SARKAR NE THENGA DIKHA HI DIYA HAI.

    AB JAB SARKAR TET PAR KEECHAD UCHHAL CHUKI HAI TO PHIR TET K NUMBER KYON JODEGI AUR JODTI HAI TO FIR FASEGI BECAUSE ACD MERIT BANANE KA MAIN KARAN TO SARKAR (TET KATHIT DHANDHLI) BATA CHUKI HAI.

    ReplyDelete
  16. vigyapan badal kar sarkaar fir se avedan mang kar greeb berojgaron ko thagne ka kaam kar rahee hai.akhilesh sarkaar kafan ghasot sarkaar hai vah murdo se bhee bheekh magne me nahee hichkegee.nyay to ye hai ki sarkaar vada khilaafee na kare aur jis shart va niyam par avedan mangee thee usee shart va niyam per bhartee shuroo kare.are kaibinet me baithe hijaro akhilesh ko samjhavo nahee to partee ko gart me jaane se koi nahee rok sakta . agar kisee ko akhilesh ka e-mail addres malum ho to is blog ko email kar de baree mehar baanee hogee .mukhtar ahmad ambedkarnagar

    ReplyDelete
  17. vigyapan badal kar sarkaar fir se avedan mang kar greeb berojgaron ko thagne ka kaam kar rahee hai.akhilesh sarkaar kafan ghasot sarkaar hai vah murdo se bhee bheekh magne me nahee hichkegee.nyay to ye hai ki sarkaar vada khilaafee na kare aur jis shart va niyam par avedan mangee thee usee shart va niyam per bhartee shuroo kare.are kaibinet me baithe hijaro akhilesh ko samjhavo nahee to partee ko gart me jaane se koi nahee rok sakta . agar kisee ko akhilesh ka e-mail addres malum ho to is blog ko email kar de baree mehar baanee hogee .mukhtar ahmad ambedkarnagar

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।