/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, March 25, 2012

UPTET : Historical Movement for TET Passed Candidates is Ready to Start

अब होगा ऐतिहासिक आंदोलन(UPTET : Historical Movement for TET Passed Candidates is Ready to Start )


अंबेडकरनगर, टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा के बैनर तले सैकड़ों युवाओं ने कलेक्ट्रेट परिसर स्थित अंबेडकर प्रतिमा के समक्ष बैठककर 20 मार्च को लखनऊ में प्रदर्शन के दौरान हजारों छात्रों पर लाठी चार्ज व आंसू गैस के गोले छोड़ने की कड़ी निंदा की। अध्यक्षता मोर्चा अध्यक्ष अनिल कुमार वर्मा व संचालन दिनेश कुमार मौर्य ने की।
मोर्चा अध्यक्ष वर्मा ने कहा कि टीईटी मेरिट के आधार पर नियुक्ति सुनिश्चित नहीं की गई तो बेरोजगार युवा राजधानी लखनऊ में ऐतिहासिक आंदोलन करेंगे। उन्होंने अहिंसात्मक आंदोलन को दमन किए जाने पर आंदोलन को उग्र करने की चेतावनी दी। सुरेंद्र यादव ने कहा कि पिछले सरकार की गलत नीतियों के कारण युवा बेरोजगारी के कगार पर पहुंच गए। डॉ. नितिन पांडेय ने कहा कि राष्ट्र निर्माण की सबसे महत्वपूर्ण कड़ी शिक्षक होते हैं, ऐसे में तत्काल प्रभाव से प्राथमिक विद्यालयों में टीईटी मेरिट के आधार पर नियुक्ति कर देनी चाहिए। डॉ. शिवबहादुर वर्मा ने कहा कि जब आइएएस से लेकर बैंक तक की भर्तियों में प्रतियोगी परीक्षा होती है तो टीईटी प्रतियोगी परीक्षा को नजरंदाज क्यों किया जा रहा है।


धरने को देवेंद्र, शिवेंद्र विक्रम सिंह, राकेश यादव, रामअवतार पाल, अमित वर्मा, डॉ. पंकज, राशिद रब्बानी, अब्दुल रहमान आदि ने संबोधित किया। इस मौके पर मुख्यमंत्री को संबोधित ज्ञापन उप जिलाधिकारी को सौंपा और चेतावनी दी कि भविष्य में कभी भी लखनऊ पहुंचकर आंदोलन किया जा सकता है।

News : Jagran (24.3.12)

160 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. kya koi bata sakta hai ki ye tet morcha se cm kab milenge aur kaun se log milne jayenge.

    ReplyDelete
  3. ADITYA FAIZABAD,KUTCH LUCKNOW ke tet pass student cm se milne jayenge.

    ReplyDelete
  4. ADITYA FAIZABAD,aaj 25-03-2012 ko faizabad ke gulabbare maidan me tet pass candidate ke meeting hui.jisme sabhi ne ek sur me tet ko base banate huye jaldi posting ke demand sarkar se ke.aur ye bhi nischit kiya gaya ke fir jaldi he hum log lucknow me fir apna verodh pradersan karenge.

    ReplyDelete
  5. ADITYA FAIZABAD,mujhe khusi hai ke tet pass candidate paheley se bahut jyada jagrook hue hai.agar ye unity bani rahti hai to sarkar ko jhukna padega.aur tet student ke jaldi he posting karne padege.

    ReplyDelete
  6. Plz.dosto apne manch par kisi political party ke girgit ko mat chadhne dena.hame naukari chahiye .hamara matlab sirf SAPA Se hai.

    ReplyDelete
  7. Kab karna hai lucknow kuch koi batae

    ReplyDelete
  8. confusion hai kuch log bol rahe hai ki tet ki sunwayi 26 march ko hai par highcourt ki website par 29 march show ho raha hai..

    ReplyDelete
  9. Baidnath ji, process me jara bhi change karane ke lie niyamawali me change karana padega ,vigyapan radd karana padega, naya vigyapan jari karana padega, awedan mangana, fir form ki chhatani, fir aur sabase mahatwapurn ki court me jabab dena padega ki kya karan hai ki 90 percent purn ho chuki prakriya ko badalana pada , sarkar kya jabab degi sivae iske ki tet me dhandhali hui hai, fir kitani ,kaun2 log jimmedar hai unake viruddha kya karywai hui AUR KAUN KANUN KAHATA HAI KI YADI DHANDHALI HUI HAI TO USE PATRATA RAKHA JA SAKATA HAI ,

    ReplyDelete
  10. Unknown sir G-Niyamawali me sansodhan kaun se badi baat hai 13th Sansodhan laya ja sakta hai ye to gov. ke hath me hai. aur 6 month me kabhi bhe kiya ja sakta hai. don't worry is baar gov. bahut soch samajh kar kadam uthayege.
    Ye mere bichar hai koi esko galat na samghe agar aisa ho gaya to hume aage ke liye taiyar rahna padega.

    ReplyDelete
  11. Naam baidhnath lekin inse sab dukhi.sab ki ek dawa-TET MERIT.

    ReplyDelete
  12. Sabbir Hussain Bhai Jan- aap ko maine koi dukh nahi diya hai kyu ilzam laga rahe hai bhai jaan. maine kaun se gunah kiya hai saheb

    ReplyDelete
  13. 26 march ko sanjay mohan case ki sunvai hai....jisame tay hoga tet ke future ki ...kyo ki sarakar aur basic education ke bich mai.........polic batayegi ki kitani dhadhali hui hai.........
    It is very impartant date tommarow.

    ReplyDelete
  14. apna hit dehne wale hi bahut hai agar bina hit ke ye process chalti to kuch bhe sambhav tha. pichale kai years se government bed walo ko dhoka pe dhoka de rahe hai. Ek Pal to bina TET ke bharti karna chahti the to Ek pal usko jameen se utha kar Aasman me rookh mood dhiya. what's surprice ye kya-kya hota hai is desh me. eska to good hi malik haa

    ReplyDelete
  15. TET bachane k liye AMRAN ANSHAN Lucknow(Vidhan Sabha)Chalo,naukari k liye abhutpurva sahyog den plz frwd to all-7398279189, 9839889419

    ReplyDelete
  16. Unknown Bhai And All friends ab chalta hoo. 5 hours ka cyber cafe per baithe-baithe bill lamba-chauda ho na jai. phir milege. Unknown aap apne mobile number post kar de mai aap se contact karooga and apne- name bhe code me lik de.
    Ok Bay-bay TATA
    Mere comment se kise ko dukh pahucha ho to mai tahe dil se galti manta hoo. maine to hakikat thi us par aap logo ko awgat karaya jisse aap dugni Urza se aap process ko chalu karwa sake. Mai bhi Lucknow gaya tha aur hardam aap logo ke sath hoo.
    ok Friends phir milege.

    ReplyDelete
  17. ab ki bar lko me anna hazare ki tarah amran anshan karen to behtar hoga jab tak sarkar humari mang leti hume usi maidan me anshan par baithe rehna hoga shayad sarkar ko hum par reham aa jaye aur humari mange man le
    Sathiyo yahan mangne se prime minister bana ja sakta he aur bina mange nyay bhi nahi milta
    ho sakta he k hum me se kuchh meri bat se razi na ho ye meri personal raye he ise me kisi par thopna nahi chahta kya kiya jaye in saalo ne hume barbad kar diya isse to ye vacancy na nikalti to behtar hot charo taraf se badhaiyan aa chuki he yaar ab to apne tet ranker hone par bhi sharm aati hum to apni garibi me hi khush the ye kahan ka nyaye he k pehle sapne dikhao aur fir tod do

    aur ye daku adhikari roz roz nayi news nikal rahe kya inke ghar ka raz he kya inke samne cheif minister ya n.c.t.e. Kuch nahi

    ReplyDelete
  18. UP BOARD WALON KO CHAHIYE INSAF

    HAM KAHTE HAIN SAF-SAF

    VIGYAPAN ME BADLAW PAR NAHIN KARENGE

    MAF.

    ReplyDelete
  19. UP BOARD WALON KO CHAHIYE INSAF

    HAM KAHTE HAIN SAF-SAF

    VIGYAPAN ME BADLAW PAR NAHIN KARENGE

    MAF.

    ReplyDelete
  20. UP BOARD WALON KO CHAHIYE INSAF

    HUM KAHTE HAIN SAF-SAF

    VIGYAPAN ME BADLAW KIYA TO NAHIN

    KARENGE MAF

    SUNIL KUMAR FROM KANPUR(DEHAT)

    9795886195 8960122116

    ReplyDelete
  21. Total number of candidates who have got 100+ marks in uptet 2011.
    126+=4807
    121-125=12818
    116-120=15222
    111-115=24836
    106-110=26439
    101-105=43264

    ReplyDelete
  22. LATHION KI MAR SE

    NA PANI KI BACHHAR SE

    AB JHUKENGE NA HAM KISI SARKAR SE

    PAHLE KAHENGE PYAR SE

    FIR LADENGE HAM NYAY K HATHIYAR SE

    SUNIL KUMAR 9795886195 8960122116

    ReplyDelete
  23. LATHION KI MAR SE

    NA PANI KI BACHHAR SE

    AB JHUKENGE NA HAM KISI SARKAR SE

    PAHLE KAHENGE PYAR SE

    FIR LADENGE HAM NYAY K HATHIYAR SE

    SUNIL KUMAR 9795886195 8960122116

    ReplyDelete
  24. LATHION KI MAR SE

    NA PANI KI BAUCHHAR SE

    AB JHUKENGE NA HAM KISI SARKAR SE

    PAHLE KAHENGE PYAR SE

    FIR LADENGE HAM NYAY K HATHIYAR SE

    SUNIL KUMAR 9795886195 8960122116

    ReplyDelete
  25. LATHION KI MAR SE

    NA PANI KI BACHHAR SE

    AB JHUKENGE NA HAM KISI SARKAR SE

    PAHLE KAHENGE PYAR SE

    FIR LADENGE HUM ANDOLAN KE

    HATHIYAR SE

    SUNIL KUMAR 9795886195

    ReplyDelete
  26. Namaskar tet student se hamari yahi ray haiki tet selection prakriya chahe kisi base par ho use hone dijiye hum apas me hi do group bana chuke hain ek group tet base pr selection chahta hai to dusra acadmic base par.mai tet based pr selection pane wale students se sirf itna puchna chahta hu ki jb selection ki prakriya tet base per nahi thi tab apne form kyo submit kiya tha tet base par selection bsp ki govrnment ne bad me tay kiya tha.abhilasaten hamesha puri nahi hoti.aur acadmic base par selection chahne walo se sirf itna kahunga ki jab apne 10th 12th graduation b.ed me accha kiya to t.et base pr selection se kyo dar rahe hain.ap agar wakai me padne me acche hain to apke liye saikdo darwaje khule hain.kuch bandhu log cbse board ko jyada number dene wala board bata rahe hain to hum unse sirf itna puch rahe hain ki apko kisne mana kiya tha ki ap cbse board se na pade jaha tak meri jankari hai year 2008 se cbse me practicak har subject me start hua uske pahle sirf science me 25 marks ka practical hota tha baki har subject 100 marks ke written hote the to ap batayiye ki year 2008 me 10th ya 12th pass karne wala 2011 me kaise be.d krke t.et de lega isliye un students se hamara yahi nivedan hai jo kahte hai ki cbse number lutata hai wo apne swarth k piche kisi board ko badnam na kare.aur up board me bhi to jaunpur allahabad baliya mau me nakal krke kafi bacche accha percent pa jate hain to hum ye kaise man le ki up board k students doodh k dhule hain.aur ek bat nakal k liye akal bhi chahiye tet isiliye hui thi ki jinhone nakal se acadmic marks acche banaye hain wo deselect ho jaye aur na padne wale hue bhi hain aur jisne sch me padker ye mukam paya hai unhe kahe board ka wasta dekar doshi banaya ja raha hai.kya acche number pane wale sirf nakalchi hi hote hain. isliye hum sabhi ko ye chahiye ki sanjay mohan k sath dhadhli me jitne shamil hue hain unka result rechek kiya jaye ya cancle kiya jaye baki nirdosho ko rojgar mile chahe selection procedure kisi base pr kyo na ho.apas me ek dusre ka virodh na karke hume sirf ye chahiye ki selection jaldi se jaldi ho.last me hum itna kahenge ki ap sabhi tet student meri bato ka anyatha mat lijiye....mai bhi ek tet passed candidate hu...

    ReplyDelete
  27. LATHION KI MAR SE

    NA PANI KI BACHHAR SE

    AB JHUKENGE NA HAM KISI SARKAR SE

    PAHLE KAHENGE PYAR SE

    FIR LADENGE HUM ANDOLAN KE

    HATHIYAR SE

    SUNIL KUMAR RAMABAI NAGAR

    ReplyDelete
  28. Tet is the best .badlav hota rahna chahiye. U.p. Board ko bhi mauka do varna u.p. Board khatam karo.

    ReplyDelete
  29. @ A TET PASS STUDENT JI.

    AAP SE POOCHNA CHAHTA HON KI JAB EK PEON SE JUDGE TA KA TEST HOTA HAI AUR TEST BASED MERIT BANTI HAI TO EK TEACHER JO EK PEON SE LEKAR CHAPRASI BANATA HAI KA TEST LEKAR MERIT BASE PAR SELECTION HO TO KYA GALAT HAI.

    ReplyDelete
  30. @ A TET PASS STUDENT JI.

    AAP SE POOCHNA CHAHTA HON KI JAB EK PEON SE JUDGE TA KA TEST HOTA HAI AUR TEST BASED MERIT BANTI HAI TO EK TEACHER JO EK PEON SE LEKAR JUDGE BANATA HAI KA TEST LEKAR MERIT BASE PAR SELECTION HO TO KYA GALAT HAI.

    ReplyDelete
  31. suneel ji apki bhavnao ki hum kadra karte hain humare kahne ka ye matlab hai ki selection chahe jis base par ho..hme use accept karna chahiye na ki apas me ek dusre ka virodh karke time ko barbad karna chahiye........

    ReplyDelete
  32. HUM ABHI TAK YAHI TO KARTE RAHE HAIN

    ACCEPT ISI LIYE TO HOGAYE ITNE LOG CORRUPT.

    ReplyDelete
  33. HUM ABHI TAK YAHI TO KARTE RAHE HAIN

    "ACCEPT"
    ISI LIYE TO HOGAYE ITNE LOG CORRUPT.

    ReplyDelete
  34. सरकार अगर ये समझ रही है कि वह हमारे(tet candidate) बीना ही सत्ता पानेमे कामयाब हुई है तो यह बिलकुल गलत है
    (ऐ दरिया अपनी मौजौं पर तू आखिर क्यों उछलता है
    समुन्दर कि खामोशी ही फकत तेरी कहानी है)

    ReplyDelete
  35. croupt hona ye dosh tet students ka nahi hai suneel ji hmne to tet students ko apas me virodh na karne k liye kaha na ki corruption k viruddh na bolne k liye hme corruption k khilaf bolna hoga lekin hum tabhi bol payenge jab humara mat ek jut hoga.....

    ReplyDelete
  36. Ahmad ji hum apki bato se puri tarah sahmat hai.dekhiyega hme puri ummed rakhni chahiye ki govrnment tet passed k favour me hi apna faisla sunayegi..

    ReplyDelete
  37. bhai log ab sab log bhookh hadatal kare ab yahi ek rasta hai mai to ek dum taiyar hoo ais me sabse kamazo log pahale baithe taki pahale ya dusare hi din me result mil jaye ....

    ReplyDelete
  38. HAMARA TARGET KEWAL RUKI BHARTI PRAKRIYA BINA KISI CHANGE K POORI KARANA HAI

    KYONKI ISME ELECTION K TIME SE HI RAJNITI KI BOO AA RAHI THI.

    ReplyDelete
  39. Waise suneel ji apko latest news bata de ki ab naya manak tay kiya hain nayi govrnment ne ab selection acadmic aur tet dono k base par yani 5 gudanko k adhar pr hoga aur aisa hua to hum iska swagat karte hain kyoki govrnment ne isme tet passed aur accadmic dono paksho ka man rakha hai...

    ReplyDelete
  40. LETEST NEWS KYA APNE EDIT KI THI JO ITNE CONFIDACE SE KAH RAHE HO

    COURT KIS LIYE HAI.

    ReplyDelete
  41. Sunil court k hi chakkar me hum aur ap 4 mahino se latke hain apko aisi bate bolna shobha nahi deta hum koi minister nahi jo naya rule banate hain do teen dino me apko khud pata chal jayega ki humne edit ki thi ya apke comment ne....god bless u

    ReplyDelete
  42. A TET passed student you are right (mai phir 1 hours ke liye aa gaya hoo friends)

    ReplyDelete
  43. बदल सकता है शिक्षकों की भर्ती का मानक

    (UPTET : Primary Teachers Selection Process can be changed )

    However, A process change in middle is cheating for TET candidates and any such process can chalange in court. If it happens then Recruitment can face enormous problems, As decision in court takes a long time.


    लखनऊ (एसएनबी)। प्राथमिक स्कूलों में शिक्षकों के रिक्त पदों पर भर्ती का मानक बदलना तय है। अब शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) की मेरिट की बजाय पांच गुणांक की मेरिट से शिक्षकों की भर्ती हो सकती है।

    बेसिक शिक्षा से जुड़े अफसरों ने इसकी कवायद शुरू कर दी है। फिलहाल अंतिम निर्णय विभागीय मंत्री की मंजूरी के बाद कैबिनेट से होगा। उल्लेखनीय है कि सूबे में मायावती सरकार ने आरटीई तो लागू कर दिया था, लेकिन परिषदीय स्कूलों में 72528 और सम्बद्ध प्राइमरी में आठ हजार से ज्यादा शिक्षकों के पद रिक्त हैं। राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद ने सूबे को विशिष्ट बीटीसी की मंजूरी देने की बजाय राज्य स्तर पर शिक्षक पात्रता परीक्षा को मानक बनाने की मंजूरी दे दी। आरटीई के तहत शिक्षकों के रिक्त पदों को भरने के लिए पूर्व सरकार को 31 दिसम्बर 2011 तक की मोहलत मिली, लेकिन अध्यापक पात्रता परीक्षा (टीईटी) को लेकर लगातार मानक बदलते गये। पहले तो विशिष्ठ बीटीसी की भांति चार गुणांक का आधार बनाने की सहमति बनी। राज्य मंत्रिमण्डल से इसकी मंजूरी भी मिल गयी, लेकिन जब नियुक्ति की बारी आयी तो तत्कालीन बेसिक शिक्षा सचिव ने शिक्षक भर्ती के मानक को टीईटी की मेरिट बना दिया और इसका शासनादेश जारी करके आयोजक माध्यमिक शिक्षा परिषद व सचिव को इसी के मुताबिक भर्ती प्रक्रिया आगे बढ़ाने के निर्देश दिये। 13 नवम्बर 2011 को टीईटी परीक्षा और 25 नवम्बर को 2011 को टीईटी का रिजल्ट घोषित हो गया, इसी बीच परीक्षा में सवाल विभाग के गले की फांस बन गये। राज्य सरकार ने दिसम्बर में भर्ती का विज्ञापन जारी कर दिया, लेकिन सवालों के जवाब को लेकर अभ्यर्थी कोर्ट गये और आगे की प्रक्रिया कोर्ट के आदेश पर चली, इसी बीच सूबे में 24 दिसम्बर से चुनाव आचार संहिता लागू हो गयी। राज्य सरकार को शिक्षकों की भर्ती के लिए दो महीने की मोहलत तो मिली है,

    लेकिन अब भर्ती का मानक बदलने की कवायद शुरू हो गयी है। शासन के उच्च पदस्थ सूत्रों का कहना है कि अब फिर पांच गुणांक की मेरिट से भर्ती की प्रक्रिया पूरी होगी।


    इसके तहत हाईस्कूल, इंटर, स्नातक, बीएड और टीईटी की मेरिट को मिलाकर अलग से मेरिट बनायी जा सकती है। इसके लिए अफसरों ने विभागीय स्तर पर मंथन शुरू कर दिया है। माध्यमिक शिक्षा परिषद के अधिकारी भी दबी जुबान से मेरिट का मानक बदलने की बात कर रहे हैं।

    एक अधिकारी ने कहा कि वैसे भी यह पूरा मामला बेसिक शिक्षा परिषद का है, इसके बारे में पहले ही मानक तय कर लेने थे। उल्लेखनीय है कि नये शैक्षिक सत्र से शिक्षकों के पद रिक्त होने पर राज्य सरकार को आरटीई के तहत मिलने वाली मदद में कटौती की जा सकती है और यह धनराशि करोड़ों में होगी। इसका असर राज्य के सर्व शिक्षा अभियान पर भी पड़ेगा और राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद नये मानक भी थोप सकती है। अभी तक राज्य को आरटीई लागू करने के लिए 65 फीसद केन्द्रांश व 35 फीसद राज्यांश मिलना है। अब पांच गुणांक की मेरिट से भर्ती की कवायद प्राइमरी स्कूलक्ष्/द्रऊ

    News : Rastriya Sahara (24.3.12)
    Source : rashtriyasahara.samaylive.com

    ReplyDelete
  44. Yadi sarkar ne tet nirast kiya to
    ham sapa ko lok sabha chunav me inhe jabab de dege

    ReplyDelete
  45. Suneel ji humne blog me post kar diya hai ki humne kaha se pada hai.ab ap bhi pad lijiye aur ye btaiye ki humne ise bhi apne man se edit kiya hai kya...

    ReplyDelete
  46. A TET Passed Student Aap kaha the Sir abhi tak in bhaiya logo ko samgha samgha ke thak gaya tha aur break lene chala gaya tha. ab phir laut aaya hoo dosto

    ReplyDelete
  47. YADI ELECTION KI GHOSNA NAHI HUI HOTI AUR KAPIL NE YACHIKA NA LAGAI HOTI TO AB TAK CHAYAN HO GAYA HOTA

    LEKIN AB MAUKA MIL RAHA TO SAB USE BHUNANE K LIYE TOOT PADE HAIN.

    ReplyDelete
  48. Ji suneel ji apki bato se mai puri tarah sahmat hoon agar kapil ki yachika na hoti to hum log select ho gaye hote...

    ReplyDelete
  49. A TET Passed Student Aap kaha the Sir abhi tak in bhaiya logo ko samgha samgha ke thak gaya tha aur break lene chala gaya tha. ab phir laut aaya hoo dosto

    ReplyDelete
  50. SELECTION MUST BE WITHOUT CHANGEMENT

    HUM NA TUM KEWAL COURT KAREGA JUDGMENT.

    ReplyDelete
  51. Baidyanath ji jab ap the to hamari kya jarurat thi ap hi kafi the....hamare apke samjhane se kaun samjhega..

    ReplyDelete
  52. Court to 4-5 month se apna decision de raha hai aur aap log court jane ki baat karte hai.

    ReplyDelete
  53. @BAIDYNATH JI

    AAP KIS MARJ KI DAWA SAMJHA RAHE THE

    UP BOARD KI C.B.SE. KI SAMPOORNA NAND KI MERUT SE B.ED. KI. RAJASTHAN SE B.ED. KI.

    ReplyDelete
  54. A TET Passed Student Aap ne mere bhawna ko samjha uske liye thanks sir ji.

    ReplyDelete
  55. sunil ji ap to sare board ka name jante hain to apko inki quality bhi pata hogi...to ap baidynath ji se kyo puch rahe ap khud ek jankar hain...

    ReplyDelete
  56. sunil ji hume ye bhi lag raha ki ap honhar student hain jisne tet passed kiya fir ap selection procedure me changing se itna dar kyo rahe hain..

    ReplyDelete
  57. Sunil Ji.
    5 gunak se to 5 number ka phark padega aur agar aapne TET me good marks gain kiye hai to kya problem. and isko to sirf qualify exam mana jana chahiya. sirf 1-5 ke student ko he padana hai.

    ReplyDelete
  58. Sunil Ji.
    5 gunak se to 5 number ka phark padega aur agar aapne TET me good marks gain kiye hai to kya problem. and isko to sirf qualify exam mana jana chahiya. sirf 1-5 ke student ko he padana hai.

    ReplyDelete
  59. aye yaar apas me hi kyo lad rahe ho jab tet nahi tha to log nahi kahte the ki acd. se bharti nahi karo...jab tet lagu kar diya gaya to sabhi ne iska virod kiy..,., aur wahi jinke tet me 120 se upar no aaa gay to we sab kah rahe hai ki tet ki hi kewal merit ho.,. are yaar pahle ruki bharti me rok to hate .,.,.,.,.,.,.,.,ye sab rule kanoon se hota hai humare aur aapke kahne se nahi hota hai ki bharti aise nahi wase karo.....mere bhi 120 no hai lekin main to tet se merit ho ya fir acd. + tet se ho dono par khush hun....,.,.,.,.acd+ tet me bhi sabhi ka selection ho jayga ...

    example ,.tet% + acd.% = total
    1. 80 + 230 = 310
    2. 60 + 270 = 330
    3. 70 + 240 = 310
    4. 85 + 210 = 295
    5.(toper.stud).80 +265 = 345

    bhai log jo bhi 290 se uuper hai uski job jaruur lagegi.,.,. kuch ki to 290 se bhi kam par jag jaygi,.,..,.aap log dekhe ki aap kaha aate hai..,.,

    ReplyDelete
  60. IN SABKI QUALTY EK JAISI HOTI TO TET
    MERIT KA VIVAD KYON HOTA.

    AAP TO HU SABSE JYADA SAMJHDAR HAIN AAP HI BATAYEN

    ReplyDelete
  61. Baidya nath ji apki bhavnayen common hain isme thanks bolne ki koi jarurat nahi hai....apki soch positive hai apko jaroor safalta milegi .god bless u...

    ReplyDelete
  62. tet merit wo chah rahe jinohone acadmic me kam marks paye hain ap hi btaye sunil ji ncte ke kis rule me tet marks ko selection ka base banane ki bat likhi hai hume to ni pata ap jankar hain ap bta dijiye hume to itna pata hai ki tet base pr changing bsp ki cabinate ne kiya tha jo asthayi ya fir 6 months tk hota hai jb govrnment change ho gayi to cabinet ka rule bhi to change ho sakta hai. ap sab padne wale hain fir bhi changing se dar kyo rahe hain

    ReplyDelete
  63. Suraj Ji- aap jaise medhavi log hi is desh ke primary school ko sahi dhang se samajh sakte hai baki to sirf TET me pata nahi kaise acche marks prapt kar kya liye hai to bas apna hi hit diktha hai. are 90 Minut ke paper se kya future tai ho sakta hai. mere samne bahut se log hai jo bahut yogya the magar 1 mamooli galti se uske 20 marks kam aaya wo blead se 1 galat answar ko mitane ka prayas kar raha tha aur uske ungli me blead lag jane se uske answer sheet me poora blood fail gaya jisse ukse computer ne 20 answer nahi read kar paya aur uske kam rah gaye. and kai friends ne to jald-bazi me groop ke answer doosre me goole kar diya jisse marks kam rah gaye par wo log qualified hai. jabki 60 question ka her-pher tha. and bahut sare doos is TET ke merit me hai. jabki dono meerit se kisi ko sikayat nahi hogi.

    ReplyDelete
  64. suraj ji your thinking is very positive nd very good.most welcome....jab humme kabiliyat hai to hume dar kaisa..mai bhi arts se 122 paya hu mera bhi selection to tay hai art general 122 mera to 270+80=350 ban raha mai to kisi bhi base par select ho jaunga lekin dare to wo hain jinke acadmic marks acche nahi hain....suru me padna nahi chahe ab jb changing ho rahi to dar lag raha hai..

    ReplyDelete
  65. suraj ji your thinking is very positive nd very good.most welcome....jab humme kabiliyat hai to hume dar kaisa..mai bhi arts se 122 paya hu mera bhi selection to tay hai art general 122 mera to 270+80=350 ban raha mai to kisi bhi base par select ho jaunga lekin dare to wo hain jinke acadmic marks acche nahi hain....suru me padna nahi chahe ab jb changing ho rahi to dar lag raha hai..

    ReplyDelete
  66. NCTE 23 August 2010 me clear likha hai ye sirf illegibility Test hai.

    ReplyDelete
  67. is samay humlog chaar group me aate hai.,.
    1... tet me jyada no. + acd. me kam
    2... tet me kam no. + acd. me jyada
    3. tet me kam no. + acd .me bhi kam
    4. tet me jyada + acd. me bhi jyada

    ReplyDelete
  68. CHANGING AAP KE LIYE SAHI HO SAKTI HAI

    BUT CHANGING SE UP BOARD WALON KE SATH NA INSAFI HOGI.

    ReplyDelete
  69. jinka ke bhi jyada wala group hai wo jab payga..........

    aur jinka dono kam hai wo......sorry friends

    ReplyDelete
  70. Bahut se log tark dete hai ki Jab Peon aur IAS, PCS, TGT/PGT me written exam hota hai to Primary me bhe laago ho. magar ye tark niradhar hai. mai isko nahi manta hoo. isse bahut bharastachar badega uske bhet bahut se exam chad chuke hai.

    ReplyDelete
  71. SUNIL JI HUM BHI UP BOARD SE HI PADE HAIN HUMARE SATH TO KOI NAINSAFI HO RAHI JAB APKE SATH ITNI BADI NAINSAFI HO RAHI TO APKO KISNE MANA KIYA THA KI AP CBSE YA SMPURANAND SE NA PADE...AP APNE MARKS KA DOSH EK BOARD PR KYO THOP RAHE HAIN HUM BHI USI UP BOARD SE HUMNE TO KABHI KISI BOARD KO INSAFI AUR NAINSAFI KI CATAGORY ME NAHI RAKHA FIR AP KYO RAKH RAHE..

    ReplyDelete
  72. TET Holder kaha hai ye blog sirf apna kahte the ACD ke khilaf bolne par aisa maloom hota tha ki jaise gooli mar dege aur bahut abhadrata se comment kiya karte the.

    ReplyDelete
  73. merit gov ko bane de hame to bhartee se matalab hai

    ReplyDelete
  74. Baruta Bhai- aap hi aise person the jo bina dar ke apne bat kahte the. aur mai aap ki tahe dil se manta hoo. aap ke vichar se mai bahut prabhavit hoo.
    Aap ka kahna right hai jo bhe process ho bharti jald se jald ho.......

    ReplyDelete
  75. jab tet kewal qlfy exam he isme sc aur bc ko 55% par pass kyun kiya gaya
    kya h.s. Int. B.A. B.ed. me kahin ainsa hota he nahi to matlab saf he k court se hume jeet milegi

    ReplyDelete
  76. BARUTA JI YOUR THINKING IS RIGHT ND VERY POSITIVE PADNE WALE HIMMAT NAHI HARTE.BS JO CORRUPT HO USKA RESULT CANCLE KARKE SELECTION KARE...

    ReplyDelete
  77. @A TET PASS STUDENT
    AAP KA JAWAB HASYASPAD HAI MUJHSE GALTI HUI JO MAIN U.P. ME PAIDA HUA AUR UP BOARD KA DAMAN THAMA MUJHE SURU SE HI AAPSE POOCHH KAR PADHAI KARNI THI.

    ReplyDelete
  78. DOSTO
    JAB AAP NE VIGYAPTI PADI OR FORM BHI US K ANUSAR BHAR DIYE TO AAP KO SARKAR SE US VIGYAPTI K ANUSAR NAUKRI PAA NE KA HAQ HAI....AAP US PE KYO NAHI AATAL HO
    KYO AAP BHATAK RAHE HO 5-GUDAK YA ACADEMIC SE HUME KYA MATLAB HAI....

    ReplyDelete
  79. jin ka number badha hai unka hi result cancel ho a v bahut zaroori hai bhale hi ek manina aur latak jaye lekin kisi k sath na insafi nahi honi chahiye

    ReplyDelete
  80. Dono ko equal Manne se hi sahi teacher ke parak hogi because jo dono me top rahega wo better hoga koi uspar aapatti nahi kar sakega.
    Aur BSP gov. ne to 4 baar bina TET ke bharti karna chahti the to ap to TET bhe qualified ho chuke student aur bhe Nirmal ho gaye hai.

    ReplyDelete
  81. avedan karne k bad yadi prosses change hota he to ise to hum upbhokta forum me hi jeet lenge

    ReplyDelete
  82. HASYAPAD HI SAMAJHIYE AGAR APKI SOCH YAHI TAK HAI TO SOCHTE RAHIYE TABHI TO AJTK AP YAHI RAH GAYE APNE GALTI WAKAI ME KI THI APKO HUMSE PUCHKAR PADAI KARNI THI ABTK TO AP IAS BAN GAYE HOTE APNE YE MAUKA KAISE CHOR DIYA HUME TO YAHI TAJJUB HO RAHA HAI.SIRF PURE COMMENT ME AP HI AISE HAI JO MAUKA MILTE HI KISI BOARD KO BADNAM KARTE HAIN AUR KISI KI KABILIYAT PAR UNGALI UTHATE HAI AGAR DUM HAI TO CHANGING SE ITNA DER KYO RAHE FACE KARIYE...

    ReplyDelete
  83. ADITYA FAIZABAD,BAIDYANATH ji ncte ke rule regulation me ye likha hai ke rajya sarkar chahe to tet ko paatrta pariKcha,ya aaherta parikcha man sakti hai, ye rajya sarkar ke ikcha par nirbhar karta hai.JINKO ISS BARE ME CONFUSION HO VO NCTE JAIPUR KE WEBSITE PAR JA KAR DEKH SAKTE HAI.

    ReplyDelete
  84. Government Sab ko satisfied kiye bina ye bharti nahi kar sakti hai isliye to 5 gunak ke baat chal rahi hai jo bhe janch ki talwar latak rahi hai wo is 5 gunak me kat jayege aur jo bahut jyada number laye hoge ACD se barabar ho jayege. this is right way

    ReplyDelete
  85. ADITYA JI PATRATA PARIKSHA AUR AHARTA PARIKSHA MAN SAKTI HAI WO HUME BHI PATA HAI PAR SELECTION PARIKSHA KA JIKRA NAHI HAI AP FIR SE PAD LIJIYE

    ReplyDelete
  86. dosto a aaps me ladane ka waqt nahi hai mai to kahata hoo ki saririk roop se kamazor log bhookh hadatal shuru kar de kyo ki sham tak o hospatil me hone aur subah hamare hato me appoiment letter

    ReplyDelete
  87. FILHAL ADITYA JI HAMARA KAHNA YE NAHI HAI KI SELECTION TET BASE PAR NA HO JAROOR HO CHAHE TET YA FIR ACADMIC YA FIR DONO LEKIN KISI BHI TARAH JALDI SE HO...

    ReplyDelete
  88. BARUTA JI GOOD COMMENT APPOINTMENT HO CHAHE JAISE BHI HO SUNEEL JI AP MERA KAHNE KA GALAT MATLAB MT SAMAJHIYEGA HM BHI APKE FAVOUR ME HAIN...CHAYAN KISI TARAH HO BS JALDI HO

    ReplyDelete
  89. 5 gunank se yadi merit banti hai to v koi khash fark nahi padega.aisa ho nahi sakata ki honhar student ka acd merit kam ho.sob kuch chod kar duwa karo ki kisi v tarah so process suru to ho.sabka selection hoga.

    ReplyDelete
  90. dosto sab apana apana logick de raha hai lekin ant me dessigine koai aur lega to kya fayada???

    ReplyDelete
  91. ADITYA FAIZABAD,nahi bhai aap fir se ncte ke rule ko padhe.aur manav sansadhan mantralay ne paheley he tet ke bare me ye sari batey clear kiya tha.

    ReplyDelete
  92. TO
    vivekanad,rajesh raw alld.,nitin mehta,devendra singh,shiv kumar pathak,rejesh pandy AND
    ALL UPTET SATHIYO
    NAVRATRO KI SHUBHKAMNAYE......
    JAISA KI 20-3-2012 K LUCKNOW PARDARSHAN ME KAMIYABI K BAD.
    MERE KHAYAL SE HUME AGLE PARDARSHAN ME EK DIN KA SHANTI PURVAK AANSHAN RAKHE SUBHA SE SHAM TAK OR WAISE BHI NAVRATRE CHAL RAHE HAI
    JO VIRAT HUM GHAR ME BAITH K RAKHTE HAI WO HUM WAHA LUCKNOW ME AANSHAN K RUP ME RAKH SAKTE HAI WO BHI SARKAR SE PERMISSION K SATH FIR JIS POLICE NE LATHI CHARGE KIYA THA WO HI HUMAHARI RAKSHA KAREGI...
    VIRAT SE BHAGWAN PUNIYA K SATH NUAKRI BHI DEGA
    FIR DEKHTE HAI SARKAR KAISE NAHI JHUKTI
    USE JHUK NA HI PADEGA.....

    AUR AGAR FIR BHI NAHI SARKAR JHUKI TO -JAIL BHARO AADOLAN- KARENGE WO BHI SHANTI PURVAK.....
    DEKHTE HAI KITNE GHANTE OR KITNI JAIL ME HUME RAKHENGE HUM EK NAHI AANEK HAI......

    OR SATHIYO IS BAR SAB SHANTI KA RANG -SAFAID WHITE- SHIRT YA KURTE
    ME AYENGE OR SATH HI EK I-CARD(BILA) JIS KA EK HI FORMAT HOGA
    JIS ME SARI AP KI JANKARI HO
    JISE DEKH K SARI DUNIYA KAHE YE HI AADOLAN ..........
    DOSTO MERE VIEWS PE VICHAR OR CHARCHA KARE
    PLZ REPLY.......................

    ReplyDelete
  93. mujhe lagta he k sarkar ne easy paper kara k galti ki he agar paper tuff hota to in acd supporter nakalchi ghar baithe rehte aur haan kamchoro yad rakhna k aage tet itna easy nahi hoga

    ReplyDelete
  94. TO
    vivekanad,rajesh raw alld.,nitin mehta,devendra singh,shiv kumar pathak,rejesh pandy AND
    ALL UPTET SATHIYO
    NAVRATRO KI SHUBHKAMNAYE......
    JAISA KI 20-3-2012 K LUCKNOW PARDARSHAN ME KAMIYABI K BAD.
    MERE KHAYAL SE HUME AGLE PARDARSHAN ME EK DIN KA SHANTI PURVAK AANSHAN RAKHE SUBHA SE SHAM TAK OR WAISE BHI NAVRATRE CHAL RAHE HAI
    JO VIRAT HUM GHAR ME BAITH K RAKHTE HAI WO HUM WAHA LUCKNOW ME AANSHAN K RUP ME RAKH SAKTE HAI WO BHI SARKAR SE PERMISSION K SATH FIR JIS POLICE NE LATHI CHARGE KIYA THA WO HI HUMAHARI RAKSHA KAREGI...
    VIRAT SE BHAGWAN PUNIYA K SATH NUAKRI BHI DEGA
    FIR DEKHTE HAI SARKAR KAISE NAHI JHUKTI
    USE JHUK NA HI PADEGA.....

    AUR AGAR FIR BHI NAHI SARKAR JHUKI TO -JAIL BHARO AADOLAN- KARENGE WO BHI SHANTI PURVAK.....
    DEKHTE HAI KITNE GHANTE OR KITNI JAIL ME HUME RAKHENGE HUM EK NAHI AANEK HAI......

    OR SATHIYO IS BAR SAB SHANTI KA RANG -SAFAID WHITE- SHIRT YA KURTE
    ME AYENGE OR SATH HI EK I-CARD(BILA) JIS KA EK HI FORMAT HOGA
    JIS ME SARI AP KI JANKARI HO
    JISE DEKH K SARI DUNIYA KAHE YE HI AADOLAN ..........
    DOSTO MERE VIEWS PE VICHAR OR CHARCHA KARE
    PLZ REPLY.......................

    ReplyDelete
  95. Aaditya Sir ji mai bhi to wahi kar raha hoo.
    Government hi to change kar sakti hai mai thodi change karne ja raha hoo. Jab Elegibility se Aaharta ho sakti hai to phir se Eligibility kyu nahi ho sakti hai. BSP ne to 4 baar NCTE ko bina TET ke bharti karne ka dabav bana rehe the us samay wali baat aap ko yaad hai ki nahi. us samai to bahut se aayogya log bhe aa jate to ap to TET qualified he bache hai. And 1 Baat aur Agar Aaharta karna tha to 4 Din Examination ke pahle kyu kiya gaya advertisement From bharte samay kyu nahi kiya gaya. Kya aap ke pass TET from ke prati safe hai to ghar jakar dhyan se dek lena SIR JI.

    ReplyDelete
  96. @A TET PAS STUD.
    AAP BESAK KABIL HAIN

    LEKIN ASLI MUDDE SE BHATAK RAHE HAIN
    MERE KAHNE KA MTLAB YE HI THA KI ALAG-ALAG BOARDS AND UNIVERSITIES ME MARKING KA FUNDA ALAG-ALAG HAI

    AISE ME EK COMMON TEST LEKAR MERIT SE SELECTION ME KISI KE SATH BHED BHAW NAHI HOGA.

    N.C.T.E. NE TET ISI BASE LIYA THA KYONKI ACHCHE ACADEMIC NUMBERS KE BAWJOOD BHI QUALITY OF EDUCATION BEHAD KHARAB HAI.

    ReplyDelete
  97. TO
    vivekanad,rajesh raw alld.,nitin mehta,devendra singh,shiv kumar pathak,rejesh pandy AND
    ALL UPTET SATHIYO
    NAVRATRO KI SHUBHKAMNAYE......
    JAISA KI 20-3-2012 K LUCKNOW PARDARSHAN ME KAMIYABI K BAD.
    MERE KHAYAL SE HUME AGLE PARDARSHAN ME EK DIN KA SHANTI PURVAK AANSHAN RAKHE SUBHA SE SHAM TAK OR WAISE BHI NAVRATRE CHAL RAHE HAI
    JO VIRAT HUM GHAR ME BAITH K RAKHTE HAI WO HUM WAHA LUCKNOW ME AANSHAN K RUP ME RAKH SAKTE HAI WO BHI SARKAR SE PERMISSION K SATH FIR JIS POLICE NE LATHI CHARGE KIYA THA WO HI HUMAHARI RAKSHA KAREGI...
    VIRAT SE BHAGWAN PUNIYA K SATH NUAKRI BHI DEGA
    FIR DEKHTE HAI SARKAR KAISE NAHI JHUKTI
    USE JHUK NA HI PADEGA.....

    AUR AGAR FIR BHI NAHI SARKAR JHUKI TO -JAIL BHARO AADOLAN- KARENGE WO BHI SHANTI PURVAK.....
    DEKHTE HAI KITNE GHANTE OR KITNI JAIL ME HUME RAKHENGE HUM EK NAHI AANEK HAI......

    OR SATHIYO IS BAR SAB SHANTI KA RANG -SAFAID WHITE- SHIRT YA KURTE
    ME AYENGE OR SATH HI EK I-CARD(BILA) JIS KA EK HI FORMAT HOGA
    JIS ME SARI AP KI JANKARI HO
    JISE DEKH K SARI DUNIYA KAHE YE HI AADOLAN ..........
    DOSTO MERE VIEWS PE VICHAR OR CHARCHA KARE
    PLZ REPLY.......................

    ReplyDelete
  98. TO
    vivekanad,rajesh raw alld.,nitin mehta,devendra singh,shiv kumar pathak,rejesh pandy AND
    ALL UPTET SATHIYO
    NAVRATRO KI SHUBHKAMNAYE......
    JAISA KI 20-3-2012 K LUCKNOW PARDARSHAN ME KAMIYABI K BAD.
    MERE KHAYAL SE HUME AGLE PARDARSHAN ME EK DIN KA SHANTI PURVAK AANSHAN RAKHE SUBHA SE SHAM TAK OR WAISE BHI NAVRATRE CHAL RAHE HAI
    JO VIRAT HUM GHAR ME BAITH K RAKHTE HAI WO HUM WAHA LUCKNOW ME AANSHAN K RUP ME RAKH SAKTE HAI WO BHI SARKAR SE PERMISSION K SATH FIR JIS POLICE NE LATHI CHARGE KIYA THA WO HI HUMAHARI RAKSHA KAREGI...
    VIRAT SE BHAGWAN PUNIYA K SATH NUAKRI BHI DEGA
    FIR DEKHTE HAI SARKAR KAISE NAHI JHUKTI
    USE JHUK NA HI PADEGA.....

    AUR AGAR FIR BHI NAHI SARKAR JHUKI TO -JAIL BHARO AADOLAN- KARENGE WO BHI SHANTI PURVAK.....
    DEKHTE HAI KITNE GHANTE OR KITNI JAIL ME HUME RAKHENGE HUM EK NAHI AANEK HAI......

    OR SATHIYO IS BAR SAB SHANTI KA RANG -SAFAID WHITE- SHIRT YA KURTE
    ME AYENGE OR SATH HI EK I-CARD(BILA) JIS KA EK HI FORMAT HOGA
    JIS ME SARI AP KI JANKARI HO
    JISE DEKH K SARI DUNIYA KAHE YE HI AADOLAN ..........
    DOSTO MERE VIEWS PE VICHAR OR CHARCHA KARE
    PLZ REPLY.......................

    ReplyDelete
  99. TO
    vivekanad,rajesh raw alld.,nitin mehta,devendra singh,shiv kumar pathak,rejesh pandy AND
    ALL UPTET SATHIYO
    NAVRATRO KI SHUBHKAMNAYE......
    JAISA KI 20-3-2012 K LUCKNOW PARDARSHAN ME KAMIYABI K BAD.
    MERE KHAYAL SE HUME AGLE PARDARSHAN ME EK DIN KA SHANTI PURVAK AANSHAN RAKHE SUBHA SE SHAM TAK OR WAISE BHI NAVRATRE CHAL RAHE HAI
    JO VIRAT HUM GHAR ME BAITH K RAKHTE HAI WO HUM WAHA LUCKNOW ME AANSHAN K RUP ME RAKH SAKTE HAI WO BHI SARKAR SE PERMISSION K SATH FIR JIS POLICE NE LATHI CHARGE KIYA THA WO HI HUMAHARI RAKSHA KAREGI...
    VIRAT SE BHAGWAN PUNIYA K SATH NUAKRI BHI DEGA
    FIR DEKHTE HAI SARKAR KAISE NAHI JHUKTI
    USE JHUK NA HI PADEGA.....

    AUR AGAR FIR BHI NAHI SARKAR JHUKI TO -JAIL BHARO AADOLAN- KARENGE WO BHI SHANTI PURVAK.....
    DEKHTE HAI KITNE GHANTE OR KITNI JAIL ME HUME RAKHENGE HUM EK NAHI AANEK HAI......

    OR SATHIYO IS BAR SAB SHANTI KA RANG -SAFAID WHITE- SHIRT YA KURTE
    ME AYENGE OR SATH HI EK I-CARD(BILA) JIS KA EK HI FORMAT HOGA
    JIS ME SARI AP KI JANKARI HO
    JISE DEKH K SARI DUNIYA KAHE YE HI AADOLAN ..........
    DOSTO MERE VIEWS PE VICHAR OR CHARCHA KARE
    PLZ REPLY.......................

    ReplyDelete
  100. TO
    vivekanad,rajesh raw alld.,nitin mehta,devendra singh,shiv kumar pathak,rejesh pandy AND
    ALL UPTET SATHIYO
    NAVRATRO KI SHUBHKAMNAYE......
    JAISA KI 20-3-2012 K LUCKNOW PARDARSHAN ME KAMIYABI K BAD.
    MERE KHAYAL SE HUME AGLE PARDARSHAN ME EK DIN KA SHANTI PURVAK AANSHAN RAKHE SUBHA SE SHAM TAK OR WAISE BHI NAVRATRE CHAL RAHE HAI
    JO VIRAT HUM GHAR ME BAITH K RAKHTE HAI WO HUM WAHA LUCKNOW ME AANSHAN K RUP ME RAKH SAKTE HAI WO BHI SARKAR SE PERMISSION K SATH FIR JIS POLICE NE LATHI CHARGE KIYA THA WO HI HUMAHARI RAKSHA KAREGI...
    VIRAT SE BHAGWAN PUNIYA K SATH NUAKRI BHI DEGA
    FIR DEKHTE HAI SARKAR KAISE NAHI JHUKTI
    USE JHUK NA HI PADEGA.....

    AUR AGAR FIR BHI NAHI SARKAR JHUKI TO -JAIL BHARO AADOLAN- KARENGE WO BHI SHANTI PURVAK.....
    DEKHTE HAI KITNE GHANTE OR KITNI JAIL ME HUME RAKHENGE HUM EK NAHI AANEK HAI......

    OR SATHIYO IS BAR SAB SHANTI KA RANG -SAFAID WHITE- SHIRT YA KURTE
    ME AYENGE OR SATH HI EK I-CARD(BILA) JIS KA EK HI FORMAT HOGA
    JIS ME SARI AP KI JANKARI HO
    JISE DEKH K SARI DUNIYA KAHE YE HI AADOLAN ..........
    DOSTO MERE VIEWS PE VICHAR OR CHARCHA KARE
    PLZ REPLY.......................

    ReplyDelete
  101. TO
    vivekanad,rajesh raw alld.,nitin mehta,devendra singh,shiv kumar pathak,rejesh pandy AND
    ALL UPTET SATHIYO
    NAVRATRO KI SHUBHKAMNAYE......
    JAISA KI 20-3-2012 K LUCKNOW PARDARSHAN ME KAMIYABI K BAD.
    MERE KHAYAL SE HUME AGLE PARDARSHAN ME EK DIN KA SHANTI PURVAK AANSHAN RAKHE SUBHA SE SHAM TAK OR WAISE BHI NAVRATRE CHAL RAHE HAI
    JO VIRAT HUM GHAR ME BAITH K RAKHTE HAI WO HUM WAHA LUCKNOW ME AANSHAN K RUP ME RAKH SAKTE HAI WO BHI SARKAR SE PERMISSION K SATH FIR JIS POLICE NE LATHI CHARGE KIYA THA WO HI HUMAHARI RAKSHA KAREGI...
    VIRAT SE BHAGWAN PUNIYA K SATH NUAKRI BHI DEGA
    FIR DEKHTE HAI SARKAR KAISE NAHI JHUKTI
    USE JHUK NA HI PADEGA.....

    AUR AGAR FIR BHI NAHI SARKAR JHUKI TO -JAIL BHARO AADOLAN- KARENGE WO BHI SHANTI PURVAK.....
    DEKHTE HAI KITNE GHANTE OR KITNI JAIL ME HUME RAKHENGE HUM EK NAHI AANEK HAI......

    OR SATHIYO IS BAR SAB SHANTI KA RANG -SAFAID WHITE- SHIRT YA KURTE
    ME AYENGE OR SATH HI EK I-CARD(BILA) JIS KA EK HI FORMAT HOGA
    JIS ME SARI AP KI JANKARI HO
    JISE DEKH K SARI DUNIYA KAHE YE HI AADOLAN ..........
    DOSTO MERE VIEWS PE VICHAR OR CHARCHA KARE
    PLZ REPLY.......................

    ReplyDelete
  102. ADITYA FAIZABAD,MERI BHI YAHI SOCH HAI KE PROCESS KISI BHI TARH AAGE BADHNA CHAHEYA.

    ReplyDelete
  103. 26 march ko akhilesh yadav k sath mulakat ka samay kya hai agar kisi ko pata ho to blog me likho.

    ReplyDelete
  104. mai to kahata hoo apane bhookh hadatal ka shubh arambh aanaa chacha k ashirvad se kiya jaye aur unhe v manch per hamare utsah badhane k liye 1 ghane k liye bulaya jaye jis se gov. ko lagegi ki a andon ghatak ho sakati hai

    ReplyDelete
  105. SALEEM JI AP TET STUDENTS KO KAMCHOR KAHKER INKI TAUHINI KAR RAHE APKO YE APMANJANAK WORD KISI KE LIYE NAHI BOLNA CHAHIYE YAHA KOI KISI KA SUPPORTER NAHI HAI.YAHA BAT EK JUT HONE KI HO RAHI.AP PADE LIKHE HOKER AGAR AISA BOLTE HO TO YE HUM SABHI TET STUDENTS KA APMAN HAI..

    ReplyDelete
  106. jab PRT me 3lakh se jyada post khali hai to sabhi tet pass students ki posting kar deni chahiye.
    sabse sahi yahi hoga.

    ReplyDelete
  107. SORRY
    DOSTO MAINE TO EK BAR POST KIYA THA
    YEH TO BAHUT BAR POST HUA HAI
    PLZ COMMENT
    JO LOG ABHI BAAT KAR RAHE THE AAB BATAO OR VICHAR DO....

    ReplyDelete
  108. AP SABHI DOSTO SE EK REQUEST HAI AP EK BAR SALIM JI COMMENT PADKAR APNI RAY DE UNKE KAHNE KA MTLAB TET PASSED ME KUCH STUDENT KAMCHOR HAIN..

    ReplyDelete
  109. ADITYA FAIZABAD,bhai tet exame hone ke baad aur prt ke form nikalne se paheley ye rule bana.important baat ye hai ke jo rule prt ke form bharne se paheley ban gaye wo ab sarkar chah kar bhi nahi badal sakti,

    ReplyDelete
  110. RASID JIAAP SHI KAH RAHE HAIN

    ISI TARAH EK JUT RAHO JEET HAMARI HI HOGI.

    ReplyDelete
  111. ADITYA JI TET KA RULE CENTRAL GOVRNMENT NE BANAYA HAI JB TK YE GOVRNMENT RAHEGI TB TK TET KA RULE RAHEGA NAYI GOVRNMENT CENTREL KI YE RULE BADAL SAKTI HAI YE CABINET ASTHAYI RULE HAI KOI RULE KANOONI RULE TB BANEGA JB WO VIDHEYAK RAJYA SABHA AUR LOK SABHA DWARA SARWASMMATI SE PARIT HO....FILHAL APAS ME BAHAS KARNE SE KOI FAYDA NAHI SIRF EK JUT HOKAR SELECTION KARWANA HAI...

    ReplyDelete
  112. Friends Hum logo ko 1 sath sab ki baat karni hogi jisse hamar strength 2.70 Lakh ho sakti hai. but kich High Merit wale he es Morcha ko Tukdo me baat diye hai usme sirf apne hit he dekte hai are sab ki baat karege to sab log 1 Manch par aa gaye to koi bhe hame nahi rook sakta hai. aur bahut se pad khalt hai to iske baad hum sab ka morcha aage badega sab ko job dila kar rehega jab kich logo ko job mil gayege to wo Money se strong hokar aar ka sath de sakte hai.

    ReplyDelete
  113. Mohd Rashid Ji. Aap ke ki rai unda hai aur aap creative person hai. I appreciated you. Thanks You.

    ReplyDelete
  114. ADITYA FAIZABAD, RASID BHAI ke raay ek dum theek hai.lekin meri raay ye hai ke date ka decission unhi logo ko karna chaheya jinhone 20 march ke date decide kiya tha.

    ReplyDelete
  115. RASID JI I RESPECT U FOR YOUR COMMENTS WE ARE ALL STUDENTS WITH U...JEET HAMARI HOGI...

    ReplyDelete
  116. sarkar ne kal baat karne se mana kar diya hai ..kya aap sabhi 30 march ko lucknow jane ko taiyar hai jaroor batayein...9451934220

    ReplyDelete
  117. Saleem Bhai Jaan- Aap kuch jyada hi aapattijanak baate kar rahe hai. apne baat kahe tark ke adhar par to better hoga Sir. (Do you Understand)

    ReplyDelete
  118. BAIDYANATH JI HUM SAB SATH HAIN JEET HAMARI HOGI SALIM JI KUCH BHI BOLE UNKE BOLNE SE HUME KOI FARK NAHI PADTA WO APNI JIMMEDARI BHOOL GAYE HAIN...PAR BHAGWAN UNKO BHI US MUKAM PR PAHUCHAYE JAHA HUM SABHI PAHUCHNA CHAHTE HAIN..

    ReplyDelete
  119. hum sabhi tet passed student UP govt par aisa dabaw banaya jaye ki prt ki sabhi 3 post ko bharajye. jisse ki sabhi tet passed bhaiyon aur bahno ko joob mil jaye.

    ReplyDelete
  120. Mohd. Rasid Ji- Aap apne Netawo se baat karke hame bataye ki kab dharna dena hai aur book hartal karna hai hum sab agree hai. magar jo bhe nirnay ho Ekdam right way me ho aur 1 Rai se hoo.

    ReplyDelete
  121. DHARAM JI AP KA KAHNA BILKUL THEEK HAI SBKO MILEGI BS SABRA RAKKE NCTE NE KAHA HAI KI AGE SE PRT ME B.ED WALO KO MAUKA NI DIYA JAYEGA LEKI JO ALREADY PASSED HAI UNKO PHLE SAMAYOJIT KARNE KA VICHAR KIYA JAYEGA BS STATE GOVRNMENT APNA VICHAR IS BARE ME DE TO...NEWS IN HINDUSTAN NEWS PAPER.....

    ReplyDelete
  122. GOD BLESS U MY RESPECTFUL TET STUDENTS.AP SAB EK HOKAR JO KAHENGE WO HUME BHI MANYA HAI HUM BHI APKE SATH HAIN........

    ReplyDelete
  123. TET passed Sir- Aap Right hai mai aap ka tahe dil se samarthan karta hoo isliye ki aap meri badai kar rahe hai. Isliye Kyuki aap Right person hai aur aap ki soch bahut upper hai Sab ko saman awsar dene ki baat karte hai. You are right. Thanks Sir Ji.

    ReplyDelete
  124. shidhi si baat hai koai kisi k uppar galat ilzam lagayega to use boora lagega jaise tet high merit walo ka manana hai ki acad high merit wale nakal kiye hai, aur acad high merit walo ka manana hai ki tet high merit wale nakal kiye hai... to ais parkar sab nakalachi huai???

    ReplyDelete
  125. Bilkul TET passed Sir, Agar hum 1 sath rehe to aage jab tak hame samayojan nahi kar diya jai tab tak Next TET nahi ho sakta hai ye mang hau gov. se kar sakta hai aur agar ACD aur TET se hoga to kisi ko aapati nahi hogi.

    ReplyDelete
  126. sarkar ne kal baat karne se mana kar diya hai ..kya aap sabhi 30 march ko lucknow jane ko taiyar hai jaroor batayein...9451934220

    ReplyDelete
  127. sarkar ne kal baat karne se mana kar diya hai ..kya aap sabhi 30 march ko lucknow jane ko taiyar hai jaroor batayein...9451934220

    ReplyDelete
  128. meri abhi VIVEKANAND se baat hui hai
    sarkar ne kal baat karne se mana kar diya hai ..kya aap sabhi 30 march ko lucknow jane ko taiyar hai jaroor batayein...9451934220

    ReplyDelete
  129. baidyanath ji ap dhanyawad na kahe ap hamare bhai saman hain.apke vichar bhi kafi positive hain isi tarah bs ap jude rahiye kal fir bat hogi...

    ReplyDelete
  130. Baruta Sir, aaj aap ki baat se ek Sachhe Teacher aur Good person ki mahak aa rahe hai. aap ke bare me bahut se log ulte sidhe comment karte the. magar mera dil nahi manta tha ki aap galat hai. aaj patal chal gaya hai.

    ReplyDelete
  131. meri abhi VIVEKANAND se baat hui hai
    sarkar ne kal baat karne se mana kar diya hai ..kya aap sabhi 30 march ko lucknow jane ko taiyar hai jaroor batayein...9451934220

    ReplyDelete
  132. A TET PASSED STUDENT Sir Ji- Mai to Sach ka sath dooga aur aap ke vichar to true hai mai aap ke sath hoo. Ok Thanks.

    ReplyDelete
  133. meri abhi VIVEKANAND se baat hui hai
    sarkar ne kal baat karne se mana kar diya hai ..kya aap sabhi 30 march ko lucknow jane ko taiyar hai jaroor batayein...9451934220

    ReplyDelete
  134. baidynath ji a duniya hai dukh-sukh laga rahata hai, sachai kadavi lagati hai ais liye 2-4 log jalan karate the dost ek baar job mil jaye bachho ko unki manzil tak pahucha k hi chain ki sans lunga.

    ReplyDelete
  135. jald se jald ye bharti ho yahi sabke liye acha hai

    ReplyDelete
  136. Hello! Friends

    20 March ko UPTETains par police ke atyachaar ke baad 5 Din beet jane ke par bhi hamare honourable CM saheb Mr. Akhilesh Yadav ka koi comment nahi aaya hai. I hope, Kal 26 march ko UPTETains se milne ka apna vaada weh nibhayege aur iss meter par apni chuppi todenge. Dosto! Sarkar ka UPTET par apna kya stand hai iss par Samajwadi Party ki aur se kuch nahi kaha ja raha hai aur sayad honourable high court ke judge saheb bhi isi karan Stay ke case me keval DATE par DATE dete ja rahen hain.
    Doston! I hope, Kal hamare favour me kuch positive hoga, Lekin Doston apni Manjil tak pahuchne se pahle hame rookna nahi hai.
    So fight for your right...Thanks!

    ReplyDelete
  137. Leader na bano doston yahan sabhi Leader hain.milkar ek doosre ka sath de lo.jeet jaoge.
    Nitin Aur Vivekanand ji aapas me na lado.Galat system se lado tabhi sabke liye aur khud apane liye kucha kar paoge.
    sabhi saman ho ek mat se tet marks par bharti ki maang karo banki sab teacher ban kar kar lena.
    Jai hind
    (Ashutosh Shukla) Hardoi

    Sunday, March 25, 2012 11:24:00 PM

    ReplyDelete
  138. merit tet par hi banni chahiye, nakal karke pass hona ab koi badi baat nahi hai aur agar aisa nahi hua to yeh bharti bhi latki rahegi.

    ReplyDelete
  139. akash tumko kaise pata, tumhare bhai ne bataya hai kya,

    ReplyDelete
  140. Main to suru se bol raha hoon bharti jaise bhi ho hame accept karna chaye. Bharti ko bachoo. Bharti chae jaise ho

    ReplyDelete
  141. Dhandali keval ACD main nahi hua hai. Wo to TET main bhi hoa hai. Is liya 5 Gunak formula best hai.

    TET main high score karne wale jarururi nahi ki we hi telented hai. Talented wahi hai jo dono main best ho.

    Tet main unka bhi adhik number bhi aa sakta hai jo Coaching class kiye ho. Bhot log ayese hai jinke aas pass coaching center avialable nahi hai to.

    ReplyDelete
  142. Saleem ji apse request hai ki aap govt. ka formula accept karain ismain sabki bhalyee hai. 5 gunak formula main to tet ko bhi samil kiya gaya hai to aap ko kya problem hai. Aapka ACD bahoot jayada kamjaor hai kya?

    Main aapko hurt nahi karna chata. Main keval itna kahna chata hoon ki bharti puri honi cahiye

    ReplyDelete
  143. F.A.A said...
    83-90 = 148981
    90-95 = 17500
    95-100 = 10000
    100-105 = 8800
    105-110 = 7500
    110-115 = 6500
    115-120 = 5200
    120-125 = 3850
    125-127 = 1075
    127-130 = 345
    130-135 = 180
    135-139 = 38
    NOTE- PARUL YE JO LIST THI VO LAST SANSODHAN SE PAHLE KI HAI LEKIN SANSODHAN ME KISI KE NO. BADE HAI TO KISI KE KAM BHI HUA HAI IS TARAH SE YE LIST MAXIMUM SAHI HAI kYOKI HINDUSTAN TIMES NE BHI 90 MRKS SE UPER KE CONDIDATES KI SANKHYA 62000 BATAI THI JO BILKUL HI Sahi dont cheeting tum apna sugest do


    Ye kisi ne sayad 23 march ko coment kiya tha sahi hai kya

    ReplyDelete
  144. 20 ko lucknow me ham vivekanand ke kahne se vidhan sabha ki aur nahi gaye the baha sabne ye hi kaha ki jhulelal park me aap baithe rahenge koi nahi aayega.jhulelal park me aise dharne aaye din hote rahte hai.us park ki banabat aisi hai ki force apko aage badhne hi nahi deti.agar ham us din aisa na karte to media jo aaj tak aapki taraf dhyan nahi deta tha aapki baat pure pradesh me nahi pahuchata.jo log lathi khakar fir lucknow jana chahte hai to fir kuch logo ko aitraj kyon.ye hamare dharne ka asar hi tha c.m.sahib ne vidhansabha ke samne anshan ki anumati di kyonki hamare shanti march ki vajah se 4 ghante yatayat badhit raha.vivekanand karya sahi kar rahe hai.nitin mehta bhi .aap ek dusre ko dosh na dekar sanghthan majboot banaye.

    ReplyDelete
  145. Agar data sahi hai to merit ab itni high jaa rahi hai to iska kya matlab hai

    ReplyDelete
  146. east or west JOB is the best

    Chahe jis bhi adhar par ho

    ReplyDelete
  147. Publish this link

    http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120326a_011141010&ileft=-5&itop=834&zoomRatio=182&AN=20120326a_011141010

    ReplyDelete
  148. frnd waise bhi jitne log tet pass hain, sabko job nahi milne wali, is sachchai ko hum ignore nahi ker sakte,is waqt sirf ek DUA hai ki sabka bhala ho.. jaise bhi ho bus posting ho jald se jald

    ReplyDelete
  149. acd & tet ka jo formula hai mere hisaab se sahi hai bcz nakal sab jagah hoti hai ,hum chhahe jitna imaandar bane but kahin na kahin humne bhale 1 no ka hi but nakal ki hogi.. so hum kahan se immandar rahe..

    ReplyDelete
  150. main BTC2004 se hun maine bhi tet diya..112 science OBC... maine apne room me hi dekha ki sab ek doosre hi help le rahe the.. so Bus mujhe ek hi baat kehni hai ki jaise bhi ho BUt Niyukti ho.. bcz hum sab ab frustrate ho chuke hai....

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।