/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, March 25, 2012

UPTET : TET Sangarsh Morcha (Nitin Mehta and Vivekanand )

UPTET : TET Sangarsh Morcha (Nitin Mehta and Vivekanand ) 

Mr. Nitin Mehta gives some content regarding to caveat application / impleadment application filed in court,
and wants to say something regarding UPTET Sangarsh Morcha.

However , our BLOG never supported a person but support a thought that - TET passed candidates (who passed exam honestly and spend hard earned money) will get justice.
Each and every candidate is equal and from the day one - Blog suggests, Make a consent paper, What is the objective of movement, Agenda ( What to do) and when people agree then take their signaturem And distribute such copy to candidates.
So that candidates having trust on you and they will not become a prey of ill-thoughts. Is somebody become a top leader and after that he/she acts / helps particular party's objectives. And entire movement may NOT become direction less.

************************

प्रेषक: nitin mehta <nnitinmehta1982@rediffmail.com>
दिनांक: 25 मार्च 2012 6:19 pm
विषय: Fw: Caveat file
प्रति: "muskan24by7@gmail.com" <muskan24by7@gmail.com>



First of all i would like to give my intro. to you that My Name is Nitin Mehta from Ghaziabad(uptet roll no.01020751, M.No. 9639885609) one of them who organised that dharna pardshan(on that day means 20 march might be you seen me on Zee news up)

YOU ARE APPRECIATING WRONG PERSON(Vivekanand) ON YOUR BLOG WHO WANT TO ENCASH THIS UPTET MATTER FOR HIS POLITICAL PURPOSE NOT FOR JOB and i would like to tell you that we are the person who want only JOB not to become political party WHERE on LATHIECHARGE day our group had taken permission from Jhulelal park to Vidhan sabha and all the candidates from all direction had to reach JHULELAL park where before on that date we were at allahabad for court matter for uptet(case no.76039)  & due to heavy traffic couldn't reach at Charbagh station where that person with his group reached before us and moved entire mob direct to Vidhan sabha due to that only that problem has to face,

That person didn't support in court matter while filing CAVEAT(with the name of two person only S.K.PATHAK & NITIN MEHTA) even while becoming third party on the request of Mr. Rajesh row we had given chance to him after receiving so many request from him & rajesh row so he found last number at 12th position in impledment application, At that time we were in doubt but didn't know that, that person would try to cheat with 72825 families,

It's  not matter to become president without doing effort even that person is dyeing for that AND WE ARE ONLY FOR JOB,

We have no argument with any person but cannot allow any person who is trying to make all t.e.t student fool for his personal political reason,
 

We need only JOB so no politics( i had went with my group on 11/03 to lucknow than allahabad, again lucknow than allahabad and could come back on y'day evening even some of my group members are doing anshan from today to two days at MEERUT & we s.k.pathak/Nitin mehta are also fighting in court  with other group members)

Hope you will be able to justify entire thing with attached Copy of Empledment no.65558/2012 to become third party & CAVEAT copy,
IF ANY ONE IS GOING TO SUPPORT MERIT BASE SELECTION ME & MY ENTIRE GROUP IS WITH HIM …………….BUT NO POLITICS PLEASE BECAUSE MY FAMILY DEPEND UPON ME ONLY AS I HAVE LOST MY FATHER,

Nitin Mehta
(only T.e.t student who is leading without wishing any post but want job to all including me)

-----------------------------


Dear Ms.Muskan,

Also i would like to inform you that i am that person who given GYAPAN to A.C.M. 3 after reading that in front of entire mob that you can check with any one who went to Jhulelal park at lucknow on 20 march and at second position to meet with C.M. after S.K.pathak,

Me & my group have no personal relation or breakage with any one but cann't leave this job which can be disturbed by some person who are doing politics,

Hope you'll pray to GOD for our selection,
Thanks,
Nitin Mehta

---------------------------

Mr Nitin Mehta provided caveat application and TET candidate's list supporting his thoughts.

---------------------------------

 
 



 
















79 comments:

  1. Jo selection process already decided hai, agar usse hatkar kuch hoga to aaplog asfal ho sakte hain, aur politics hone lagegee.

    Isliye mera manna hai, kee vastvikta ko swaakarte hue , jo process decide ho chukee us par aage baden.

    Anytha tamam tarhe kee Kanoon Adchane aayngee, aur rajnitik swarthee tatv iska fayda uthayenge.

    Ye aap logon ko sochna hai, kyonkee kisee tarhe kee process mein badlav ke baad selection mein kitnee kathinaee aayengee, aap samajh sakte hain.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Agar rules public ke kahne se bante aur bigadte to jan lokpal bill 40 sal pahle pas ho gaya hota...aur hamari bharti bhi 2 sal pahle ho gayi hoti,
      har political parties apne fayde ko dekhkar koi bhi rule banati hai,usme ham aap kuch nahi kar sakte hai,
      isliye ye discuss na karte huye jald se jald bharti suru karne par jor dena chahiye,na ki chayan ka base tay karne par...
      Is samay sabse jayada jarurat hai ki sab milkar ek sath jald se jald bharti suru karne par jor de ,par aap baar baar tet chayan ke aadhar ka mudda uthakar khud is muhim ko do bhago me bat rahi hai...isse muhim kamjor ho chuka hai

      Delete
  2. pls blog editor muskan ji isko aasan bhasha me batay..

    ReplyDelete
  3. Mr Nitin Mehta,

    Vivekanand jee ne to aap logon kee muhim ko sampoorn desh mein dikhlaya,

    Unhone aisa kya kiya, jisse aapkee Muhim kamjor huee.

    Aap kya chahte hain / the.

    Kahin aapko aisa to nahin lag raha hai, kee sampoorn UPTET ke president ban gaye hain.
    -------

    Mere is Blog ka manna hai, kee har vyakti jo bhee samaj ke bhale ke liye kary kare, vhe sabhee log UPTET President se badkar hain.

    ReplyDelete
  4. Kal cm se milne tet pas walo ki tarf se cm se kun kun ja raha hai aur charcha ke kya mokhe bindo honge krpa karke is blog per koi jimmdar person dale.

    ReplyDelete
  5. a dukh ki baat hai sarakar apani tanashi sabit karani chahati hai, hame niswarth bhav se agali dharana lucknow me bhag lena hoga ais baat lucknow ki galiyo me v jagah khali nahi honi chahiye aitani sankhya honi chahiye tab ja k sashan ki need khulegi

    ReplyDelete
  6. Ye photos/ scan copy,

    Caveat application kee hain, jo Nitin Mehta jee ne bhejee hain.

    Lagta hai, Nitin jee soch rahe hain kee caveat application kee bhagdod karne ke baad bhee unko utnee pehachan nahin milee.


    Lekin unke pryas bhee kam nahin agar unhone dil se logon kee bhalai karee.

    Achhe kary apne aap dikhte hain.
    ----------
    Abhee jis prkar Babab Ramdeb aur Anna Hazare jee mein bhee lagta hai kee aapsee talmel ka abhav hai,

    Aur kon jyada popular hai uske liye matbhed ho sakta hai.

    Par sabhee ho ko ye sochna chahiye kee ve sab karya samaj ke liye kar rahe hain

    ReplyDelete
  7. Mr. Nitin Mehta Ji. Aap kisi par aaroop na lagaye is aarop se aap ki bani-banai reputation kharab ho sakti hai mai aap se ye word wapas lene ki gugarish karta hoo.
    Vivekanand ke upar doubt karne wala person galat hai because uske prayas se hume aaj ye aasha jagi hai ki ham job pa sakta hai. kuch log usko galt bata kar hamara morcha kamzoor karna chate hai. Mai to VivekaNand ke Sath hoo. Agar aap court se nyaya dilane me lage the to aaj tak kya kar rehe hai Sir Mere baat ka bura na Manna Nitan Mehta Ji. Vivekanand ke madhyam se he hum job payege sab Vivekanand ke sath rehe. Friends kisi se koi gila sikwa na kare.

    ReplyDelete
  8. neeraj ek baar fir se laga do poora joor ,

    milega hak tumko jaroor ,

    nikal pado sabhi tetians apne gharo se tabhi hoga C.M majboor

    30 march ko chalna hai lucknow iska rakhna tum dhyan jaroor

    chale lathiyaa yaa chale goli himmatt dikhani hai hume bharpoor

    said

    ReplyDelete
  9. Bramh prakash unnao Ji- Aap

    विवेकानंद Par koi aaroop na lagaye wo to hama Bada Bhai aur Hum logo ki asha ki kiran hai. Kyuki Court se kuch nahi mil raha hai sirf Date pe Date. Bahut se logo ne to paisa bhe diya tha ki aap court case kare par kya fyada.

    ReplyDelete
  10. (Vivekanand is good person) Zindabad ye mai kisi bhawna me hokar nahi kar raha hoo kyu ki Allahabad se Poore U.P. tak ko 1 Sutra me bandhane wale ko choor kahege to aap kya sochege.
    Sabhi TET passed student es baat par gambhirta se bichar kare. agar lucknow me ye karya nahi kiya hoto to aar hum ye baat State/international Level par hamari baat kaise jate. (Soche Zara)

    ReplyDelete
  11. 30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.

    30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.

    30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.

    ReplyDelete
  12. is baar lucknow me vidhan sabha ke samne darna dena hai...... jab vidhan sabha satra chal raha hoga.

    ReplyDelete
  13. is baar aar ya paar ki jang hogi.,.,.,.

    ReplyDelete
  14. aur jab tak hamari mange poori nahi hoti hai,./. hum log wapas nahi aayenge..

    ReplyDelete
  15. to friends 30 march pakka raha .,.,. sabhi ko bata do.,.,.up tet sangarsh morcha jindabad.....

    ReplyDelete
  16. to friends 30 march pakka raha .,.,. sabhi ko bata do.,.,.up tet sangarsh morcha jindabad.....

    ReplyDelete
  17. to friends 30 march pakka raha .,.,. sabhi ko bata do.,.,.up tet sangarsh morcha jindabad.....

    ReplyDelete
  18. main kuch tet students ke sath me 29 march ko allahabad bhi jaunga.,., jisko aana ho wo bhi aa sakta hai main waha rahunga.,.,.,.,.allahabad wale to jaroor aaye.,. aur 30 march ko to jana hi hai,.,

    ReplyDelete
  19. main kuch tet students ke sath me 29 march ko allahabad bhi jaunga.,., jisko aana ho wo bhi aa sakta hai main waha rahunga.,.,.,.,.allahabad wale to jaroor aaye.,. aur 30 march ko to jana hi hai,.,

    ReplyDelete
  20. Mujhe lagta hai ki agar aise hi hum ek-dusre par arop pratyrop karenge to majil to dur rahi sahi rasta bhi nahi milega dosto..Ekjut bane rahna hi sabse badi chunauti hai.Sarkar safal ho jayegi agar ye sab chalta raha. Sabhi log matured hain,Chhoti-chhoti baton par dhyan dene ki jarurat nahi hai. Target sabhi ka 1 hi hai. Is samaj me kai tarh k log hain ,sabhi ka jeevan jine ka apna tarika hai. TET ho ya kuchh aur Pratyek vyakti apna swabhav baratat hai. Apeksha mat rakho kisi se. Sanghars jari rahega Anzaam tak. TET sangharsh morcha Jindabad.
    NITIN Mehta Ji agar aap sahi hai to sahi hain.Dusre kya kehte hai Is pe dhyan na den...

    PRASHAT PANDEY
    9450522774

    ReplyDelete
  21. Mujhe lagta hai ki agar aise hi hum ek-dusre par arop pratyrop karenge to majil to dur rahi sahi rasta bhi nahi milega dosto..Ekjut bane rahna hi sabse badi chunauti hai.Sarkar safal ho jayegi agar ye sab chalta raha. Sabhi log matured hain,Chhoti-chhoti baton par dhyan dene ki jarurat nahi hai. Target sabhi ka 1 hi hai. Is samaj me kai tarh k log hain ,sabhi ka jeevan jine ka apna tarika hai. TET ho ya kuchh aur Pratyek vyakti apna swabhav baratat hai. Apeksha mat rakho kisi se. Sanghars jari rahega Anzaam tak. TET sangharsh morcha Jindabad.
    NITIN Mehta Ji agar aap sahi hai to sahi hain.Dusre kya kehte hai Is pe dhyan na den...

    PRASHAT PANDEY
    9450522774

    ReplyDelete
  22. मै अपने शब्द वापस लेता हूँ SORRREE

    ReplyDelete
  23. Mr. Nitin Mehta-G OR Vivekanand-G
    HUM SAB EK HAI -TET Passed Candidate-
    OR 72825 PRT JOBS K APPLICANT HAI
    HUM AAP DO NO SE JOB MAAGTE HAI
    AAB SARKAR SE NAHI AAP DONO HI JOB DO HUME BAS
    AB AAP SOCHO AAPKO KYA KARNA HAI AAP JANO HUM AAP DO NO K SATH HAI
    AAP DONO ME KOI PROBLEM HAI TO BAITH K BAT KARO JO KARNA HAI KARO DOSTO BAS HUME JOB CHAHIYE.......

    ReplyDelete
  24. ekta hi safalta ki kunji hai. so Sabhi matbhedo ko bhula kar ek shath tet ke aadhar par bharti ke liye sangharsh kare. Ham aapke sath hai

    ReplyDelete
  25. 30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.

    30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.

    30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.
    30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.

    30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.

    30 march ko lucknow chalo,.,.,.,.

    ReplyDelete
  26. 29 March ko Sabhi Zila Adhyakshya aakar case ke bare me poori jankari kare kya court me ho raha hai. aur abhi tak hamara Advocate kyu bahas nahi kar raha hai agar paise ki jaroort ho to uska intzam karna hoga magar poori jankari ke baad

    Mr. Nitan Mehta Ji Ceaveat aur Impleadment application se kuch nahi hota hai name chane jiska jo 1 person bhe poore 72825 logo ko represent karega. aur Vivekanand ake bare me aise kahna galat hai. wo Allahabad ka sachha yodha hai. mai uske sath hoo. jisko sahi lage wo aaye.
    Nitan Mehata ji aap ne Rajesh Row ko Kyu Badnam kar rahe hai wo to Allahabad ke hai.

    ReplyDelete
  27. 26 se vidhan sabha satra suru ho raha hai isse aacha mauka aur nahi milega jab sabhi partiyo ke sabhi matri waha par honge.,.,. is liye 30 march .,.,.,,30 march.,.,. lucknow chalo...

    ReplyDelete
  28. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  29. Bramh prakash unnao Sir Ji.

    मै Aap ka dhanywad deta hoo. kyuki bhool kisi se ho sakte hai because hum log is daur se guzar rahe hai ki kaun galat hai aur kaun sahi hai jald nahi samagh pata hai.
    Thanks again Bramh Praksh Sir

    ReplyDelete
  30. ADITYA FAIZABAD,etna bada tet andolan hai usma ye sambhav hai ke sabke vichar ek jaise na ho.lekin phir bhi hum logo ko sath mil kar ye ladayee ladnee hai .theek to yahi hoga ke aapas me koi vevad na ho.agar koi tet pass candidate ke sath cheating karta hai to dair sabair vo benakab ho he jayega.

    ReplyDelete
  31. yaha har admi neta hi banna chahta hai har koi apni tarag attention lena chahta hai lekin un 72000 family ka kya jinke pariwar ke member ko raat ko neend nahi aa rahi hai meri mother raat bhar tension ke karan so nahi pati hai father expire ho chuke hai bhai bahan mujhko poochte tak nahi mujhe toh samajh mai nahi ata kya karoo or yaha par politics kheli ja rahi hai same on this type guys bring a glass of water and commit sucide same same same sab ke sab chor hai hamare saath viswasghat kar rahe hai bhagwan aise logo ka kabhi bhala nahi karega

    ReplyDelete
  32. Mohd Rashid Bhai Jaan. Ye kya ho raha hai hame aapas me banta ja raha hai aur hum sab ko ek Dusre par sak karne par mazboor kiya ja rha hai.
    Are Vivekanad to Bahul good person hai.
    Aap hi Samjahe Mr. Nitan Sir ko aur aapne word wapas le.

    ReplyDelete
  33. Mr Baidyanath,

    Sahee Nirnay court hee karegee,

    Haan agar sarkar koee achha nirnay letee hai to achha hai (Baatcheet se hee hal nikal aaye)

    TET Merit holders can directly appeal in court kee unhine -
    NCTE and Govt. kee saree sharte samay seema ke andar pooree kee hai aur unhonhe koee galat tareeka nahin use kiya (agar canndidate ne mehnat va imandaaree se parkisha pass kee hai)

    To court se bhee ve log jeet sakte hain.

    ------
    Political parties muddon ko fansakar, votebank kee aur dekhtee hain

    Dekhta hain , kya hota hai.

    ReplyDelete
  34. Dear friends,
    please ye bataye ki kya sach me gov. Ne mana kar diya hai????

    ReplyDelete
  35. @blog editor

    mere ek dost ne ctet ka primary level journal caste se pass kiya hai lekin woh up mai st category mai ata hai toh woh vacancy kaunsi category mai bharega pls reply

    ReplyDelete
  36. Blog Editior- Ji Court se hame nyaya to mil sakta hai magar bahut se log court gaye hai ACD wala aur bharti ko rok rahe hai aur aap ko to pata he hoga PIL-25/2011 aur 7497/2011 jisme ACD wala case sayad chal raha hai aap ke blog par mere dosto ne bahut pahle pada tha aur note kiya tha. agar sab ko barabar kar diya jai to TET Dhandli ki khai pat jayege aur NCTE ke Shart aur State Gov. ki ichha poori ho jaygege. aur bharti ho sakti hai baki court ka to bhagwan hi malik hai ki kitna time lagega aur date par date aap samajh rahe hai. Ek kam ho sakta hai agar aap anne NGO ke madhyam se PIL Supreme Court me File kare to hum sab ko aasane se job mil sakti hai kyu ki Right to Education-2009 ka adhar lekar aap bhe court ja sakti hai ki bere bachho aur bahut se guardian ko bahoot problem ho rehe hai school me teacher ki kami hai. (Pleas Blood Edition Aap ye kadam jaroor uthai hum logo ke liye) aap ne itna kiya hai to aur thoda kar de aap ka bahut-bahut aahsan hoga.

    ReplyDelete
  37. @blog editor ji


    pls answer my question
    kyoko ctet mai toh sabhi ko 60% hi marks lane hote hai

    ReplyDelete
  38. selection possess me badlaw karne ka matlab sarkar ki niyat men khot hai.

    ye mehnat se tet pass ke upar seedhi chot hai

    iske peechhe kuchh nahin kewal vote hai

    ReplyDelete
  39. Blog Edition Ji- Mera sawal ke bare me bhi dhyan se sochana hum sab chanda laga laga kar paise jutayege. Please Muskan didi ye kaam jaroor kare supreme court me PIL apne NGO ke madhyam se jaroor Dhakil kare.
    Hum log aap ka ehsan nahi bholege.

    ReplyDelete
  40. Kl sarkar ki teraf s koi bulava nh aaya hai.its right news

    ReplyDelete
  41. sandeep sharma Bhaiya Ji. hum log to is tarah se aur paresan ho gaye hai hum log to cyber cafe par bahut sare paise kharch kar chuke hote hai. aur ye janne ke aatur rahete hai ki aaj koi nahi news milege. Sandeep Ji mai aap ke vichar se prabhavit hoo. magar hume majboot man se musibat ka samna karna hoga. HUM SAB 1 HAI *We want Justice*

    ReplyDelete
  42. Ab hume dharne m dikhana hoga k humare sath dhoke krn ka kya pridaam ho skta hai.behut ho gai ab shanti march or bethake...

    ReplyDelete
  43. Important msg. to all of you!!!!

    Maine Nitin Mehta ji ke saath baat ke hai( jha kuch log aanshan kar rahe hai meerut me) oor maine unche sare blog per pede comments ke bare me bataya to unhone ye kaha hai ki unke kisi bhi vyakti se mutbhadh nahi hai who saab ke saath jo tet merit per bharti chata hai per who kisi ke dwara bhi rajniti nahi chate kyonki ye 72825 logo ka nahi 72825 families ke jeevan ka sawal he,

    oor Muskan g appko main apni taraf se ye batan chahunga ki Nitin ji kisi bhi naam ki lalsaa nahi hai(unko pura perdesh janta hai) ulta jab appke visitor ki sankya 100000 bhi nahi thi taab unhone hi iska prachar G.I.C. meerut se pumplet baatker thaa pumplet me aapki WEBSITE ko chappwaya tha joki balkhi district me bhi kraya gaya KYONKI UNKI IS WEBSITE ME PURN NISHTA THI per aab mujhe lagata hai ki who galat the, Kyonki shayad appko lagata hai ke jo galate karne per sumjhaye who galat hai

    ReplyDelete
  44. Baidyanath jee,

    Mera koee NGO nahin hai,

    Is Muhim ke liye aaplogon ko milkar ladna hoga.

    Mere BLOG ka kary hai, kee logon ko sahee jankaree mile.

    ReplyDelete
  45. TO
    @blog editor
    AAP IS POST KO HI DELETE KARE PLZ PLZ PLZ PLZ YEH HUMHARE AANDOLAN KO KAMZOR KAR SAKTA HAI...

    UPTET : TET Sangarsh Morcha (Nitin Mehta and Vivekanand )
    PLZ PLZ PLZ ......
    ITS REQUEST

    ReplyDelete
  46. Good Night Friends- Jo kuch galat kaha suni ho maaf karna Next day naye morning se surwat kane hogi.
    Hume Es Sath rahna hoga koi personal attack nahi hoga chahe jitna bada koi is morcha me kyu na ho Sab ko sath rahna hoga.
    *Again Friends Good Nigh sab kuch bhool jai aur 1 hai ka nara hona chahiye*

    ReplyDelete
  47. nitin mehta jindabad

    TET me paise dekar nos. badhwaye gaye hain isliye ise kewal qualifying rakha ja sakta hai aur selection academic merit se hi hona chahiye ,

    ReplyDelete
  48. Blog Edition Ji- Phir Bhi aap ko is case ke bare me bahut se jankari hai aur aap guardian bankar ye Supreme Court me kah sakte hai ke hamare bachho ka future chaupat ho raha hai aur pure state me Right To Education-2009 ka Act lagoo ho chuka hai to Supreme court is PIL ko sutudents ke taraf se nahi hoga nahi to court kahega ki 20000/- Rs. pane ke liye Supreme Court aa rehe hai. aur phir se Allahabad High Court me bhej dege hum sab Allahabad me ladege aur aap Supreme Court me to jald se Jald Hume naukari mil jayege (Paisa hum sab chanda or kise madhyam se jutakar aap ke account me bhej dege) aap hame bhare to hum paise jutana suru kare Pleas-pleas please Muskan Didi kal decide kar kar batana aur wakeel se bat kar kar batana kya aise ho sakta hai.

    ReplyDelete
  49. nitin mehta/Vivekanad sab bahut good person hai koi baat galat ho gayi hai please usko samgh le yaro. aap bhavi teacher hai to aapas me samanjas banakar kam kare hum sab aap ke sath hai.

    ReplyDelete
  50. Ky karu is blog se jane ki dil nahi kar raha hai par jana to padege kyu ki cyber wala 5 baar kah chuka hai ki dukan band karni hai. par friends mere bato par dhyan de. Muskan Didi Ji aap bhe. Thanks a lot of Muskan Didi.

    ReplyDelete
  51. Ye Post kisee ko kamjor nahin karega,
    Balki - Imandar pryason mein Majbooeee layega.

    Viveknand jee ko - Sahee Marg aur unke Pryason mein Majbootee Layega.

    Nitin Mehta aur Vivekanad dono ke liye parksha kee tarhe hai , kee ve aap logon ke liye sachhe dil se kary karen.

    -------
    Jo log acadmic ke pakshdar hain, unko janna chahiye kee unkee is maang se -
    Bhartee prkriya badhit ho saktee hai, par acadmic se bharteee bahut bahut mushkil hogee, Ye baat Sarkar bhee jantee hai,

    Anytha prkriya ab tak parivartit ho chukee hotee.
    -------
    Kya aapke 10th ke marks ab change ho jaynge aur aap ko fail kar diya jaye (jo ek baar likhe ja chuke hain),

    Aur aap aisa kuch hone par chup bethenge.

    ReplyDelete
  52. frnds,
    Plz,nitin ji ko samajhne ki koshish kro.yeh wahi hain jinke pryaso se hum nischint hain k tet cancel nhi hogi.yeh 600 km dur se hamare liye allahbad jate hain.pure u.p.se akele inhone hi tetians ki taraf se kanooni karyawahi shuru ki.main inko personaly janta hun.inke jitna dedicated aadmi koi nhi hai.

    ReplyDelete
  53. yeh sirf ideology ki baat hai.nitin ji legal process se jude hue hain.hum sab jante hain k stay hatna zaruri hai warna sarkar keh degi k mamla court me hai.nitin ji ko bhi sirf ek hi seat milegi fir bhi wo hum sabki taraf se lad rahe hain.stay hatana bhut important hai.bina uske sab bekar hai aur nitin ji isi me lage hue hai.

    ReplyDelete
  54. @Rajeev kumar bulendsahar ,

    Meree Nitin Mehta se pooree sanhubooti hai,
    Unhone jo email diya, Unkee baat ko hee is BLOG par darshaya gaya hai.
    ---------
    Agar ve kuch aur bhee kehna chahte hain, is BLOG par publish kar denge.
    --------
    Rahee BLOG popularity kee baat, mene saste madhyam nahin chune hain

    Pehle LT Grade Teachers recruitment ke time bhee logon ko pata hoga.

    Sahee baat / information dena BLOG ka lakshya hai.

    Anytha TET fail, Acadmic Merit valon ke paksh mein bhee BLOG khul kar BOL raha hota. (Satee Pouplarity ke liye, sab kuch faltuu ke kaam kar raha hota)

    ReplyDelete
  55. Nitin Mehta,
    Inhone jo bhee kiya TET Merit Holders ke liye,

    BLOG unke pryason kee sarahna karta hai,

    Aur Vivekanane jee kee bhee
    -----------
    Sabko Unitedly achhe kary karne honge.
    -------
    Mere Blog ne na to logon ko Gumrah karne kee koshish keee, na kisee se koee BLOG chalane ke liye Chanda manga, Ya kisee ko Neta banane ke liye protsahit kiya

    Jo bhee kiya logon ke bhale ke liye kiya.

    ReplyDelete
  56. My dear friend Nitin ji apka effort no doubt bejod hai ,lekin use khubshurat mod do naki samay se pahale apni importance ko beech manjhadhar me chod do .sabhi ke vichar ek jaise nahi hote vivekanand ji ka karya bhi bejode raha aap dono ke sath rajesh ji, mayank ji, devender ji aur dusre lead karne wale sathiyo ke aabhari hai,lekin aap dono ka bayan dil ko dukh deta hai dosto leader public pasand karti hei na ki savyam pasand rakhi jati hai. I hope u will be united their sud be no controvercy friends ,manjil nikat hai dosto ek j7ut hokor pure jor lagao aur hame sochane par majboor kar do ki infact aap log hi asli hero hai .TET UTTIRIN UNITED FRNT JINDABAD

    ReplyDelete
  57. Leader na bano doston yahan sabhi Leader hain.milkar ek doosre ka sath de lo.jeet jaoge.
    Nitin Aur Vivekanand ji aapas me na lado.Galat system se lado tabhi sabke liye aur khud apane liye kucha kar paoge.
    sabhi saman ho ek mat se tet marks par bharti ki maang karo banki sab teacher ban kar kar lena.
    Jai hind
    (Ashutosh Shukla) Hardoi

    ReplyDelete
  58. Muskan ji plz is blog comment ko delete kar dijiye ye humari aap se haath jod kar vinti hai...

    ReplyDelete
  59. jhansi- hi friends aaj bundelkhand tet shangharsh morcha ki taraf se samajwadi party sri deepnarayan yadav ko gyapan dia gaya.unhone asvaasan dia hai ki tet utrin student ke shath ko anyay nahin hone degein ye baat vo akilesh ji se bhi discuss karegain.and agyapan hum logo ne banakar unko de diya jo akilesh ji ke pahucha diya gaya.unhon akiles g se meeting karanain ka bhi aasvasan dia. bundelkhand kor commity ki taraf se brij laal verma,pankaj jain ,saurabh sharma,shelendra rawat,annand tiwari, harshmaala bhaarat yadav ,aadi maudood the.

    ReplyDelete
  60. Muskan ji,


    Pls. remove this blog as Nitin ji is scolding me as any one did it from our well known because Nitin ji e-mail id has shared with so many person to send impledement copy & caveat copy on his behalf

    ReplyDelete
  61. muskanji aap phir se apne blog ki popularity ke baare me baat karne lagi..

    ReplyDelete
  62. ek bat jinhone bhi ye mail kiya ho..achchi soch ka admi dusre ka nam lekar burai nahi karta..hame apni bat aur dukh c.m. tak pahuchani thi,wo lathi charge k karan pahuchi,jhulelal park me 5 ghante baith k dekha tha kitna fark pad raha tha..galat mail kiya gaya hai ye mail credit lene ka prayas hai..tetians ko pata hai unhe kaise job milegi wo unke sath hai jo sahi lag raha hai unhe..aap dono sath nahi chal sakte to alag alag chaliye lekin kisi pe ungli utha kar tetians ko na bate ek rahne de..

    ReplyDelete
  63. Jisko rajniti karni hai ve 2014 me lok sabha ka chunav lade ham unke sath hai magar yaha tet ki ladai hone de tet bachao

    ReplyDelete
  64. I never supported academic merit and wont in future because it is nonjudicious and fanatic...i m fighting alone and the mighty pen is my sword..i wont comment but write a lots of articles in favour of tet and tet merit.gud day 2 all.

    ReplyDelete
  65. Kaha ho UPTET Pass Bhaiyo aur bheno ky aap ko pata hai. Ki Hum Lagbhag 10 Hazar bhai aur bahene 30 March 2012 se Lucknow Vidhan Sabha ke samne DARULSAFFA pr Ansan par baithe hai.

    Ky ye humari akele ki larai hai kya.Agar aap Log sath do to Mai Dwa karta hoo ki July 2012 me aap sabhi log Training pr honge.

    Aur bhaiyo Ab humari Mange barh gai hai KI Jab tak Sabhi TET Pass bhaiyo aur baheno ki bharti nahi ho jati hai tab tak UP me basik siksha Vibhag me koi Bharti nahi hog.

    To Please Jago aur aao Lucknow aap sabhi ka bhai aap ko bula raha hail.

    JAY TET JAY TET. TET RADD NA HONE DENGE.

    Jo roj roj News paper me aa raha hai ki TET radd ho raha hai Uske bare me Sachiv Basik Siksha parisad Sri Suneel Kumar Ji ne Kal Likhit Khandan Patra dia hai hume ki In sabhi samacharo se Vibhag ka koi Lenadena nahi hai.

    To bhaiyo aao LUCKNOW

    ReplyDelete
  66. erewtew tgewt3qw5rqwtdeste]
    yhrhjtjtyuretyretetete

    ReplyDelete
  67. हार्ट अटैक से युवक की मौत
    12 Apr 2012 03:23,
    Thursday, April 12, 2012 संतकबीरनगर। बखिरा क्षेत्र के रक्सा कोल गांव में टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थी की रविवार को हार्टअटैक से मौत हो गई। परिजन और दोस्त टीईटी चयन प्रक्रिया रुकने के कारण हार्ट अटैक होने की बात कर रहे हैं। रक्सा कोल गांव निवासी स्व. बनहा चौरसियां के तीन बेटों मे...ं अंगद चौरसिया सबसे छोटा था। मां-बाप की मौत हो चुकी है। तीनों भाइयों का परिवार अलग-अलग रहता है। मेहनत मजदूरी कर पत्नी और तीन मासूम बच्चों का खर्च उठाने के साथ अंगद ने पढ़ाई से कभी समझौता नहीं किया। एमए और बीएड की डिग्री हासिल की। शिक्षक बनने के लिए टीईटी की परीक्षा 109 अंक प्राप्त कर उत्तीर्ण की। मझले भाई दीपचंद्र ने बताया कि टीईटी की भर्ती पर रोक लग जाने के कारण अंगद उदास रह रहा था। लखनऊ धरने में भी गया था। रविवार को गेहूं की मड़ाई हो रही थी। खेत में हार्ट अटैक से उसकी मौत हो गई। मृतक की पत्नी रीता का रोकर बुरा हाल था। अब बेटा लवकुश, बेटी सोनी (7) और कंचन (5) अनाथ हो गई। परिजनों का कहना था कि अंगद ने पढ़ाई के लिए बैंक से कुछ कर्ज भी लिया था, जिसे जमा नहीं कर पाया था।। मौत की खबर पर बुधवार को टीईटी उत्तीर्ण जनपदस्तरीय प्रतिनिधिमंडल मृतक के घर पहुंचा। अभिषेक श्रीवास्तव, देवेंद्र राय, सतीश विश्वकर्मा, बृजेश शर्मा, धर्मेंद्र पाल, रामधनी शर्मा, दिलीप यादव ने कहा कि अंगद की मौत का कारण परिजन भी टीईटी भर्ती पर रोक लग जाने से चिंतित होने की वजह से हार्ट अटैक होने से बता रहे हैं। शासन- प्रशासन की लापरवाही से मासूम बच्चे अनाथ हो गए। प्रतिनिधि मंडल के सदस्यों ने संयुक्त रूप से मृतक की पत्नी को 1000 रुपये की आर्थिक मदद दी।
    ..........
    iss news ko itna share kare ki ye news sarkaar aur mananiya high court tk pahuch jaaye....See More

    Mai Sabse puchna chaita hoo Kitne log aur mareng. Kyo nahi khulti Govt. Ki ankh kyo Der ho rahi hia TET Merrit pr selection. Jb ki unlogo ke pas sab galat logo ke nam aur ro.no hai to unhe saja de ke nirdoso ki jan bachai

    ReplyDelete
  68. hume upgovt ne jis aadhar par aavedan karne ko kaha tha, humne usi aadhar par aavedan kiya tha, isliye hume usi aadhar (TET) par hamari job har haal me, har kimat par chahiye..

    ReplyDelete
  69. Hum logo ne etne exams diye aur har tarah se eligible hone k baad bhi do saal se baithe h aur shiksha mitro ko to muft me apne ghar me he naukri mil gyi...Rajasthan court ne shiksha mitro k samayojan ko galat bata k stay laga diya pr up vale Kb jagenge..aage Badhiye virodh kariye... case kariye...desh k bhavishya ko bachaiye...bina tet samayojan galat h...virodh kariyeLikeComment

    ReplyDelete
  70. Hum logo ne etne exams diye aur har tarah se eligible hone k baad bhi do saal se baithe h aur shiksha mitro ko to muft me apne ghar me he naukri mil gyi...Rajasthan court ne shiksha mitro k samayojan ko galat bata k stay laga diya pr up vale Kb jagenge..aage Badhiye virodh kariye... case kariye...desh k bhavishya ko bachaiye...bina tet samayojan galat h...virodh kariyeLikeComment

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।