/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, March 24, 2012

News for TET Meetings on 25 March 2012

News for TET Meetings on 25 March 2012

Information from Facebook / Blog comments :

टीईटी संघर्ष मोर्चा मुरादाबाद की बैठक रविवार 25 मार्च 2012 को प्रात: 10 बजे अम्बेडकर नगर सिविल लाइन्स मुरादाबाद मे होगी
**********
‎27 march ko t.e.t.sanghars morcha ki baithak chandrasekhar azad park allahabad me hogi
************
AGRA ME KAL 10 AM BAJE SHAEED SMARAL PAR SANJAY PLACE AGRA ME HAI..KAL SABHI BHAI /BEHEN JO AA SAKTE HAI WO PAUCHE... CONTACT8533930591
***********
हमीरपुर 28 मार्च की शाम 5 बजे अंबेडकर पार्क में बैठक होगी।
***********

11 comments:

  1. neeraj said jhansi
    ek baar fir se laga do poora joor ,

    milega hak tumko jaroor ,

    nikal pado sabhi tetians apne gharo se tabhi hoga C.M majboor

    30 march ko chalna hai lucknow iska rakhna tum dhyan jaroor

    chale lathiyaa yaa chale goli himmatt dikhani hai hume bharpoor

    ReplyDelete
  2. BHAIYO,
    AGR GOVT YA COURT 29 MARCH TK KOI +VE DECISION NHI HOTA TO 30 KO HI LUCKNOW CHALO OR AMARAN ANSHAN SHURU KIYA JAYEGA.KYO KI HM LOG KOI GALAT MANG NHI KR RHE SARKAR NE JIS AADHAR PE HUMSE EXAM LIYA OR FORM FILL KARWAYE HAME USI AADHAR PE JOB CHAHIYE. OR KOI B UNKA TARIKA MERIT BANANE KA HAME ACCEPT NHI H.
    AGR AB CHUKE TO HAMESHA PACHTAOGE.

    ReplyDelete
  3. BHAIYO,
    AGR GOVT YA COURT 29 MARCH TK KOI +VE DECISION NHI HOTA TO 30 KO HI LUCKNOW CHALO OR AMARAN ANSHAN SHURU KIYA JAYEGA.KYO KI HM LOG KOI GALAT MANG NHI KR RHE SARKAR NE JIS AADHAR PE HUMSE EXAM LIYA OR FORM FILL KARWAYE HAME USI AADHAR PE JOB CHAHIYE. OR KOI B UNKA TARIKA MERIT BANANE KA HAME ACCEPT NHI H.
    AGR AB CHUKE TO HAMESHA PACHTAOGE.

    ReplyDelete
  4. tum sabhi pagala gaye ho, hamare chahane n chahane se kya hoga sab choro par nirbhar karata hai ki we kya karate hai. Jara bhi change hua to ek hi vyakti bharti latkane ke lie kaphi hai. 9794637898

    ReplyDelete
  5. Gharo se niklo lucknow chalo ab to sansad ke samne dharne ki anumati bhi c.m. ne de di hai.pichli baar to 4 ghante ka jam lagaya tha abki baar itni sankhya me chalna hai ki poora lucknow jaam ho jaye.

    ReplyDelete
  6. kya neeraj bhai meri lines chura rahe ho kam se kam curane se phale thanks to bol do



    ek baar fir se laga do poora joor ,

    milega hak tumko jaroor ,

    nikal pado sabhi tetians apne gharo se tabhi hoga C.M majboor

    30 march ko chalna hai lucknow iska rakhna tum dhyan jaroor

    chale lathiyaa yaa chale goli himmatt dikhani hai hume bharpoor

    ReplyDelete
  7. @ UPTET MORCHA
    bhai ip address se sirf location
    ka pata chal sakta hai...complete
    address ka nahi kyoki market me
    IP address change karne ke
    bahot se software free me
    available hai....
    aur rahi baat meri abusive
    language use karne ki to main
    keval unke liye use karta hu jo
    mere liye karte hai...aur na hi
    mujhe apne topper hone par koi
    proud hai infact main bhi chahta
    tha ki merit tet ki hi bane...baaki
    sab kuch sochne se nahi milta
    hai....thankyou dhanyabad
    (veer kanpur university topper
    2011)

    ReplyDelete
  8. Veer bhai aap kanpur university Topper hai pr aap use baar-2 show kyo kr rahe hai.hame malum hai ki aapne lakhimpur ke kis college se aur kitni mehnat se top kiya hai?

    ReplyDelete
  9. hame ek sath is ladai ko ladna hoga aur apna adhikar sarkar se magna hoga, kuki aaj kal bina mage ya lade kuch bhi nahi milta

    ReplyDelete
  10. aap sabhi se anurod hai ki aap sabhi Akhilesh yadav ki face-book id par apna comment jaroor likhe........aur post card bejane ka silsila jari rakhe.....hamara ye santipurn pryash tab tak jari rahan chaiye jab tak hame nyay na mil jay............

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।