टीईटी मेरिट के विरोध में 28 मार्च को लखनऊ में धरना
(UPTET : Vishist BTC Dharna in Lucknow on 28th March Against TET Merit )
इलाहाबाद। उत्तर प्रदेश विशिष्ट बीटीसी संघर्ष मोर्चा की ओर से प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती में टीईटी मेरिट के विरोध में 28 मार्च को लखनऊ में धरना देने के साथ मुख्यमंत्री को ज्ञापन देंगे।
News : Amar Ujala (26.3.12)
Jitni chhoti khabar utna chhota dharna hoga.
ReplyDeleteVipin ji ye saale sab fail wale hai ye saale sab jo bed es samay kar rahe hai unko bhi sath me le liye hai kyoki enka maksad tet radd karwakar dubara exam karwana hai.
Deletelooser hi tet walo se dukhi h ......job ki fikr ni bs khi tet walo ko job na mil jay ,,,,,,,,,agar acd mai itne intelgnt h to tet ka easy paper kyo ni hua,,,,,,these r sign of LOOSERS
ReplyDeleteनही हो सकती भर्ती प्रकृया, मुख्यमन्त्री का बयान:-
ReplyDelete(लखनऊ) टीईटी परीक्षा मे कथित अनियमितता के चलते अब इसके आधार पर प्राथमिक शिक्षको की भर्ती हो पाना मुश्किल है ये बाते रविवार को एक प्रेस कान्फ्रेन्स मे मुख्यमन्त्री श्री अखिलेश यादव ने बतायी ।
source bataye tab yakeen karege
DeleteMere kuch tet supporter friend kah rahe hai ki "Bharti tet merit se ho nahi to tet nirast ho"
ReplyDeletemujhe lagta hai aisa kahne wale tet supporter nahi tet fail hai jo chahte hai ki tet nirast ho aur unko dobara mauka mile...
@singhaniya ji
ReplyDeleteaapko ye news kaha se mili
Singhaniya ji plz.bhramak khabre na de.
ReplyDeleteSabhi tet pas acd and tet base wale apas me na lado tet bachane ki bat karo agr tet bachi to naukari sabhi tetians ko milegi kunki teachers ki post up me 300000 se jada khali hai aur dobara tet me bed walo ko prt me liya nahi jaega ncte ke niama anosar.to ab bas tet bachane ki hi bat karo.
ReplyDeletefor detail see JNI UP
ReplyDeleteJni kya hai
ReplyDeletewhat is JNI UP ???????
ReplyDeleteis it news channel ????????
ReplyDeleteDont worry friends jni me aisa kuchh nahi.tet is best.
ReplyDeleteAj luknow me kya chal raha hai koi blog per likho
ReplyDeleteVipin ji a singhania kaoun hai jo galt prchar kar raha hai
ReplyDeleteSinghaniya wo hai jo sahi khabar de raha hai.
ReplyDeleteSham tak khud hi clear ho jayega...
kul mila ke bolo ki hum logo ne padhai ki nahi to acedemik me number nahi aaye to kya hame bhi naukari panne ka haq nahi hai ,waise bhi tet merit wale itane bade tis mar khan hai ki aaj tak apni kabiliyat ke bal par koi naukari nahi pa sake kisi tarah billi ke bhagya se chika phoota hai ....
ReplyDeleteSinghaniya ji aaj sham ko clear ho jayega.........eska matlab nahi samjh paaya mai.
ReplyDeleteSinghania ji jni kya hai kya ap po news post kar sakte. Aisi khabar sonkar dil dimag asantolit hone lagta hai. Mansik esthiti es tet ki bajah se karab hoti ja rahi hai.
ReplyDeleteDosto mera mansik santulan kharab hai.kya tet se police me bharti ho jaunga.
ReplyDeleteSinghania is tet fail
ReplyDeleteये जो मेरे नाम से comment कर रहा है, निहायत ही घटिया इन्सान है ।
ReplyDeleteसच को झुठलाया नही जा सकता ।
Bhag gaya ve apni pol khulne par
ReplyDeleteV.k.yadav ji u r right 28 march ko tet merit wala koi bhi lkw na jana
ReplyDeleteV.k.yadav ji u r right 28 march ko tet merit wala koi bhi lkw na jana
ReplyDeleteEska matlab SINGHANIYA ji ka profile hack ho gayi h hai kya?????are bhai sahi news kya hai koi to confirm kare.
ReplyDelete28 March ko tet fail+B.ed. aparing wale tet nirest ke liye acdm merit ke bahane se dharna de rahe hai
ReplyDelete28 March ko tet fail+B.ed. aparing wale tet nirest ke liye acdm merit ke bahane se dharna de rahe hai
ReplyDelete28 March ko tet fail+B.ed. aparing wale tet nirest ke liye acdm merit ke bahane se dharna de rahe hai
ReplyDelete28 March ko tet fail+B.ed. aparing wale tet nirest ke liye acdm merit ke bahane se dharna de rahe hai
ReplyDeleteMisraji mai manta ho ki taper hamesa ache number late hai lekin a her jile me thode ginti ke hote hai lekin aj to her bed toper lag raha hai adhikanstah ke number 80% se adhik bed me hai kya a sahi ki jo ba or bsc tak samany student tha bed me aker ekdm se taper ban gaya kya a bat hajm hoti mae koch apne ase apne ase ristedaro ko janta ho aur aise logo ap sab bhi jante hoge par saed kahana nahi chahte kya a galat nahi hai.
ReplyDelete28 March ko ko teteion lucknow mat jana
ReplyDelete28 March ko ko teteion lucknow mat jana
ReplyDeleteKya koi online hai.
ReplyDeleteNitin mehta aur vivekanand ji ke duara date rakhne par hi sabi tet pas ko lkw calna hai ok
ReplyDeleteYes jai tet merit
ReplyDeleteTet is best 8445739996
ReplyDeleteTet is best 8445739996
ReplyDeleteNitin mehta s.K pathak aaj meerut h
ReplyDelete30 March tak wait karo
ReplyDeleteये SHIV mbd ने अभी अभी copy करके paste करना सीखा है ।
ReplyDelete30 march tak posetive rslt nahi to kranti kar do
ReplyDelete30 march tak posetive rslt nahi to kranti kar do
ReplyDeleteTet fail yahan sobha nahi de rahe out plz
ReplyDeleteAgar job jaldi leni hai to vigyapan bachao vigyapan se bharti karvao. Kyonki hamara vigyapan court mein hain aur isi par sara mamla lambit hain aur sabhi ne isi adhar par form dale hain.
ReplyDeleteTet fail yahan sobha nahi de rahe out plz
ReplyDeleteTet fail yahan sobha nahi de rahe out plz
ReplyDeleteSerkar se tet ko bachao vigyapan sarkar bacha legi
ReplyDeleteSerkar se tet ko bachao vigyapan sarkar bacha legi
ReplyDeleteTet morha jindabad
ReplyDeleteTet morha jindabad
ReplyDeleteshiv ji sahi kaha yeh paligarh ke banar hai, tet rud karwana chahate hai. Shayad inko malum nahi ke bomb se gola uthana padega,
ReplyDeleteNitin mehta aur vevekanand ji se phone par bat karke hi lucknw jaye
ReplyDelete28 ko lucknow me acd. Vale jor jor se kahenge ham throughout 70% hai magar ham tet ke itne easy paper me marks nahi la sake.iske bad govt. Samajh jayegi ki ye nakalchiyo ka dharna hai.leader ek hota hai uski nakal karne vale hajaro.
ReplyDeletehamari vigyapti court mein kai mahino se court mein hai ab agar vigyapti mein pher badal hua to dobara salo lag jayenge kyonki court mei dono ko ghasita jayega aur sarkar ka kam asan ho jayega jobs ko latkane mein.SO bharti isi vigyapan par hone mei hi ham sabhi ki bhalai hai!
ReplyDeleteSale ab ye tet fail beech me tang ada rahe hai kamine se itna asan paper to solv hua nahi naukari chahiye
ReplyDelete28 march ko lucknw koi nahi jaiga.kewal tet merit par100% chayan hona h.
ReplyDeleteVigyapan ko bachane ke liye nitin jh puri koshis kar rahe hai hume unhe suport karna hai
ReplyDeleteMerit tet par hi banni chahiye nahi to andolan
ReplyDeleteKoi bataye bhai NCTE ne kitna time dia hai
ReplyDeletesbse phele mai aap logo ko ye batana chata hu ki ncte ki ye guideline h ki teacher bharti ky ly tet must hai ha stae govt ka education department chae to tet merit ya tet +acd merit ky adhar par bharti le or tet qualify student ky bharti ky ly hi centre govt 65% budget degi state govt ko bharti ky ly tet fail ka to koi matter hi nahi hai ab tet fail andolan kare ya amarn anshan isy govt ko kya farak padta hai govt ka rukh to 20 tarik ky lathi charge say pta hi chal gaya tet wale to apni justice ky ly shanti march kar rhe the tb to police ny unhe choda nahi tet fail tumhara kya hasar hoga andolan me pta chal jayega lucknow to jao kyuki tumhare andolan karne ka to koi adhar or logic hi nahi h
ReplyDeletetet is the best
NCTE, TET FAIL, B.ED. aparing, VIGYAPAN uufff.... kitni rukabte hai yar
ReplyDeleteHume in sabhi ko jitna hai tet is best
ReplyDeleteis kahte hai ki kare koi aur fal paye koi, lucknow ja kar is mamle ko hum ne ujagar kiya, lathiya khayi aur ab fayada uthane ke liye na jane kaha kaha se log nikal rahe hai, agar vigyapan me problem thi to exam kya diya, pahle se hi iske khilaf awaj wthani chahiye thi, ab to sayad bahut der ho gayi hai,
ReplyDeleteyaha to bahut se aise tet merit ki mang karne wale hai jinke acd bhi achche hai, lekin ab acd ki maang karna bharti prakriya latkane ke jaisa hai. kya aap yahi chahte ho
ReplyDeletesinghaniya ne thodi der pahale khud kaha"Dosto mera mansik santulan kharab hai".so uski baton pur vishvas theek nahi
ReplyDeleteAnurag ji shayad aap singhaniya aur singhania me dhyan nahi de rahe hai.
Deletekya aaj c.m se milne hmare pratinidhi ja rhe h ? Mujhe kisi ne bola tha aaj case pe bahas honi hi ,, kya ye news shi h ? Yhi aapke paas koe information hi to usse plz share kre
ReplyDeleteTiwari ji mukjhe nahi lagta hai aaj koi gaya hai dusari baat ki aaj sanjay mohan ke case par bahas hogi jisme basic edu. Dep. Aur gov dono ke sath court bahas karega eske dwara ye malum kiya jayega ki dhandhali ka level kya hai.
Deleteif HC se hume jeet milti hai to acd merit ka sawal hi nahi. because vigyapan me saaf hai ki TET marks ko variyata kram me rakha jayega.
ReplyDeleteAj sanjay mohan case ki sonvai hc me hone wali hai esse pata chalega ki dhandhli kis estar tak hoi
ReplyDeleteDiet par total point feed ho gai hai sasan ke aadesanusar proces start ho sakti bas court aur sarkar ke uper depend hai.
ReplyDeletesorry v.k yadav ji
ReplyDeletehi, vijay aaj tu phir nahi aaya
ReplyDeleteHi, Pankaj ji i will come after 3 to 4 days as my wound will heal up.what's about P.I of this month.
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteKya agar, Koee bhee kisee exam mein fail ho jayega., To Vo saare exam ko Radd kara sakta hai.
ReplyDeleteKya agar koee Election mein haar jayega, To kya vhe Election Radd karane kee maang kar sakta hai ?
Kya koee CSE (IAS) mein fail ho jata hai, to vhe is Civil Service exam ko radd kara sakta hai, Kyonkee uske Acadmic mein number jyada the ?
Kya samvidhaan kuch logon kee maang se badal sakta hai ?
Kya Bevkoofee bhara drama hai ye.
baidhnath ji apki problam samajh me nahi aa rahi hai, dono haath me laddu chahte hai, kya?
ReplyDeletearey yar jo b de do bas chahe acd par tet maerit par hamara selection nahi hoga toh hamare kisi or bhai ka selection hoga kam se kam kuch toh khushi ki baat hogi or isi mai hum bhi khush ho lenge sochenge ki picture abhi baki hai mere dost
ReplyDeleteTet aur acd. Base pe ladne wale gadho tumhe dekhe ke lagta hai ki naukari milna muskil hai. Aaj paper me chapa hai ki shikcha mitra sangh ke adyach ne manniye c.m. Se mulakat ki. Yesa na ho ki tum logo ki ladai ka fayada shikhamitra uttha le jaye.etne pade likhe hone ke baad tumko ye sobha nahi deta.shikcha mitro ko dekho jo apni sari mange poori karate ja rahe hai.
ReplyDeleteMat lado yaro koi bhi base se bharti ho .
ReplyDeleteRadd karna bahut muskil hai bharat ji fail walo ke mang niradhar hai agar ghotala ke bat karke mudda banayege to khud phas jayege are tum fail ho gaye to aur ke kya galti hai. Jo pass hai insaf do
ReplyDeleteApne logo ko do bago me batna mujhe to sarkar ka sadyantra lag raha hai kyoki acd. Wale sare hi sapa ke sasas me palte folte aa rahe hai.
ReplyDeleteKoee kahega kee Mujhe bhee - Pradham Mantri / Prime Minister Banna hai, Kyonkee Pehle Election mein Electonic Voting Machine nahin thee,
ReplyDeleteAb ye Baimanee Ho Rahee hai / Dhandhlee Ho Rahee Hai
Koee Kahega -
Jai Ho UP, Jai Ho TET Fail Dharna,
Hamko Bhee Tata, Birla, Narayn Murtee Banna Hai, Hamare saayj pakspaat hua hai, hamko bhee CM, PM banna hai
Aur Fir Sarkaar kya karegee, ya bhee dekhna hoga (Kya vha in logon kee sunegee)
Are Dhandhle kee Jaanch kara kar doshee candidates ko saja do, na kee sabhee logon ko,
Varna log system par Bharosa karenge kya ?
Ha Ha Ha, Gr8 India
Hum TET passed 5 lakh se jhada hain(primary AND upper primary).Hume united reha kar tet bacchana chaiya.kyonki new tet hone par hum bed wale race se bhar ho jayenga saath hi comptetion bhad jayega(new batches).Agar hum aaj TET baccha lenga tho sari PRT and upper wali 3.25 lakh bhartiyon par humara hi kabja hoga so ple...........ase...... save tet.DO NOT SPLIT INTO AVD AND TET MERIT GROUPS.
ReplyDelete9
aajki koi khabar hai to post karo,
ReplyDeleteRACE THO SIRF TET PASSED KI HAI TET FAIL KHAN SE BEECH ME DOORH RAHE HAIN.
ReplyDeleteAre bhaiyo mai to chahata hu ki bharti pirkirya puri ho jaise bhi ho
ReplyDeletemera to dimag kharab rahata hai es chakkar mai na bhuk lage na piyas
ladai to khatam ho kisi taraha
TETIANS EK JOOTH HO KAR POORA JHOOR LAGA DO.DO NOT SPLIT INTO ACD AND TET MERIT GROUP .SAVE TET
ReplyDeleteTETIANS AAP YEH SAMAJ LEN KI BHARTI JIS PRAKRIYA SE START HOI HAI USI SE HI POORI HO SAKTI HAI BAKI SAB GANDI RAJNITI HAI.SABHI TETIANS (83-140 MARKS WALON) KI BHARTI SURE HAI ONLY IF WE SAVE TET.
ReplyDeleteUP govt ne prt bharti prakriya ko poora karne se mana kar diya hai
ReplyDeleteWhat is the source of this news.
DeletePurnima ji race to sirf tet pass ki hai hi magar bharat ka sambhdhan lachila hone ke karan ye vechare hirno ke pichhe kutte dor rahe hai vechhare tak jayege or ruk jayege
ReplyDeleteDosto es tet ne jitna mansik sosan kiya hai jitna kisi ne nahi.
ReplyDeleteRahman bhai jaan mai to sirf bharti hone ke paksh me hai magar tet morcha ke dar se kuch log khul kar samne hahi aa rahe hai jabki wo chahte hai bharti ma mank chahe jo ho.
ReplyDeleteyahaan par comment dekh kar to mujhe bharti ka utna dar nahi lag raha hai jitna ki aane wale samay me hindustan ke future ka lag raha hai
ReplyDeletewakai aap sab ne sarmsaar kar diyaa hai ...........
CPMT,IIT,IPS,IAS EXAMS MEIN KABHI NAHI SUNA KI FAILED CANDIDATES DEMAND KAREN KI UNKI BHARTI KI JAY.YEH TET ANOKHA HI DEKHA.
ReplyDeletemera comment kaha gaya
ReplyDeleteNitin ji and sk pathak ji
ReplyDeletetell something what r u doing
date pr date
date pr date
date pr date
date pr date
date pr date
mere se likhwa lo 101%
29 march ko bhi date milegi
and plz anshan ki sabse best jagah lucknow hi hai
lucknow mai kiya gye anshan se hi in netao ki aankhe khulengi
"FAILED MEANS FAILED" NO SECOND CHANCE.AS THERE IS NO SECOND CHANCE IN ANY COMPTETION, THEN WHY IN TET?
ReplyDeleteBar bar copy past se kya milta hai aap ke coment ke vailu aur aap ke personality ke dhar kamjor ho jati hai. Kam bolo dhos bolo
ReplyDeleteGOVT KO ITNA PRESSURE DO (5 LAKH TETIANS)KI BHARTI PRAKRIYA JALD PURI HO. DONT SPLIT INTO TET MERIT AND ACD GROUPS.JUST SAVE....... TET.SAB KA BHALA HO JAYEGA.
ReplyDeleteNeel mani sahi kah rahe h
ReplyDeleteNeel mani you are right mai aap ka paksh leta hoo. Date badna tai
ReplyDeleteMR. BAIDYNATHJI IT WAS JUST AN ERROR.OTHERWISE WHAT YOU ARE SAYING I ALSO KNOW VERY WELL.
ReplyDeleteMR. BAIDYNATHJI IT WAS JUST AN ERROR.OTHERWISE WHAT YOU ARE SAYING I ALSO KNOW VERY WELL.
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,BHAI LOG COURT AUR GOVERMENT BHARTI ME JITNE LATE KARENGE UTNA HE VEVAD BADHTA JAYEGA.KYO KE HAR KOI SIRF APNA BHALA CHAHTA HAI.
ReplyDeleteMeri acd bhi 68 percent hai AUR CTET 11 AUR 12 DONO PASS HU PAR PURANI VIGYAPTI KE ADHAR PAR HI BHARTI HO KYOKI AGAR CHAYAN KA ADHAR CHANGE HUA TO 1. NIYAMAVALI ME CHANGE KARNA PADEGA
ReplyDelete2. PURANI VIGYAPTI KO RADD KARNA PADEGA AUR KUCH LOG COURT JAYEGE
3. PHIR SE VIGYAPTI NIKALNI PADEGI
4. FIR SE FORM AUR DD BHEJANE PADEGE
5. FIR SE DIET ME FEEDING HOGI
6. YE BHI GARANTEE NAHI HAI KI NAI VIGYAPTI KO LEKAR KOI COURT NAHI JAYEGA
7. TAB NCTE BED VALO KO PRT KE ROOP ME NIYUKTI KARNE KI PERMISSION NAHI DEGI
ATAH YE SARKAR KI SAJISH HAI KYOKI SARKAR BHARTI KO DIRECT NIRAST KARKE KISI KO NARAJ NAHI KARNA CHAHATI BALKI BHARTI KO KANUNI PECHO ME FASAKAR YE KAHEGI KI MAMLA COURT ME HAI
AGAR AAJ FAISLA NAHI HOTA HAI THO WE SHOULD TAKE SOME STRONG STEP OTERWISE WE WILL IN THE END ONLY REGRET .
ReplyDeletePurnima maidam ji. Maine to ye kaha tha ke bar bar error aaye to kuch deleat kar de mai yahi kahna chata tha. Agar bura laga ho sorry.
ReplyDeleteye kya acd. Acd. Laga rakha hai . Court me case kis topic par chal raha hai ? Aur rahi baat merit ki to mai ek baat kahna chahta hu ki 2000 se pahle school me 4 ya 6 log first aate the aur ab sabhi log first aate hai. Kya us samay ke second div. Pass log jinki merit aaj ke logo se kam hi hogi kam yogya hai,kya aap logo ko patrta se aharyta exam. Karne ke suchna baad me mili thi! Kya exam. Me aapko alag syllaus mila tha ? Kya aapko 90 min. Se kam samay mila tha ?
ReplyDeletePankaj bhai. 13 ko exam tha 9 ko nimawali badal gai uske pahle patrata exam tha are 4 din me kaun pura syllabus ghol kar pe sakta hai. Omr From ke guidline dekhe.
ReplyDeleteKVS mein CTET exam ke baad CUT-OFF jaree kee gayee,
ReplyDeleteUPTET mein ti kuch din pehle Niyamavali change kee gayee,
SSA Chandigarh, RTET Rajasthan mein to exam ke baad recruitment process mein TET marks ko weightage dee gayee.
KVS , SSA Chandigarhh, Rajasthat Grade -II teacher Jobs ke against kyon nahee chillate.
Kya UP ko Ulta Pradesh Sabit karne kee Tayaree hai ?
aaj kya ho raha hai iski charcha ke jaye,
ReplyDeleteFriends mai mansik santulan kho chuka hun. ham lucknow me 28 ko police ke sath chuha billi khelenge.acd. Strong hone ke karan mai police me bharti ho jaunga.tet merit par chayan nahi hoga.holi ki badhayi.
ReplyDeleteTarika accha hai mai bhe ye karya kar sakta hoo par nahi. Mai tark par bat karta hoo. Tark se mughse bahas karo abhi aap ne SINGHYNIYA ko badnam kiya aur abhi .., same name se comment karo jo mere name allot hai. So.... Friend aur sekho
ReplyDeleteDear Baidynath ji ap santulan kho chuke ye apake comments padakar lg raha hai. Yar itane comment kyu karte ho. Tumane to had kr rakhi hai. Jab dekho tab online rahte ho. Thoda bahut pad bhi liya karo. Tum to yar Barute ke bhi bap nikale nakarapan mai. God tumhari atma ko shanti de.
ReplyDeletebadrinath tumko police naukari theek hai, yahan par ab tak jhak mat maaro danda lekar kisi chowk par khade ho jao,
ReplyDeleteJitna dimag kise ke bare me galat afwah failane me laga rahe hai hum sab ko 1 sootra me bandhne me lagai sir to better hoga tet or acd bhool jaoo. Ham 1 hai tet pass only
ReplyDeleteGovr ye hi chahti hai ki hum log aapas me ladte rahe .time ishi ladayi me nikal jaye aur phir second tet ki date aagaye tab bahut se candidate chup hokar baith jayege aur nuksan un logo ka hoga jinhone badi mehnat se tet me achche number hasil kiye hai aur faida unka hoga jo is bar bed kar rahe hai .isliye jo kuch bhi karna hai march ke mahine me hi karo nahi to kuch nahi ho payega ladna chodo aur tet ko bachao yadi sub milkar govr par dabaw banaye to sabhi tet walo ki naukri lag jayegi
ReplyDeleteHamid ji ap sahi kah rahe ye sala vaidynath chindi chor hai. Ye tet mai fail ho gaya hai. Ise mai personaly janta hu. Ye kisi kam ka nahi hai. Isake gharvale bhi isase pareshan hai. Police ki naukari ise to koi chaparasi bhi nahi banayega.
ReplyDeleteUnknown bhai mai yahi kah raha hoo. Aur 1 requst hai bhai kise bhe name se aap aaye aur bad me unknown likha rahne de jisse hum aap ko pahchan sake chote bhai ke wish poori kar de sir
ReplyDeleteab yeh baidhnath ke kismat hai ke kya banta hai, lekin jo dusro ko preshan karega woh sadaev preshan hoga,
ReplyDeleteBhai name jan ke ke karega. Vande ko singham bole hai
ReplyDeleteBhai name jan ke ke karega. Vande ko singham bole hai
ReplyDeleteMaine kise ko gali to nahi diya. Sach kabhi marta nahi mere comment ko bahut se log dekh rahe hai aur aap ke bhe usme kya galat hai aapna apna tark aur vichar hai mere kahne se kuch nahi hoga aur na he aap ke kahne se.
ReplyDeleteHamid bhai ap to serious ho gaye ya bura man gaye
ReplyDeleteAcd.vs tetmerit ke chakkar me tum tet ekta ko nuksan pahucha rahe ho.dear baidhynath kya tum aur topic par ray nahi de sakte bar bar acd. Chilla rahe ho. Isse to lag raha hai tum vastav me dimagi roop se bimar ho.get well soon.achchhi neend lo tanav kam hoga.
ReplyDeleteSingham @ unknown thanks name batane ke liye bahut din se aap bina naam ke the. Bura manna na manna soach per depend hai. Aur mere aane se aap logo ko kast hai to chote bhai ko dutkar ke bhi kah sakte hai mai chala jata hoo es blog se.
ReplyDeleteDear vaidaynath apase meri koi personaly dushmani nahi hai but jab ap fijul ki bate jyada comment dene ke chakkar mai kar jate ho vo mughe achha nahi lagta. Ak kahavat to suni hogi ki kabhi kabhi jayada bolane se humari kamiya bahar ane lagti hai jinaka log fayda utha lete hai. So apane comment naptol kar do. Baki agar meri bat se tumhe agar dukh pahucha ho to sory. ROHIT SINGH
ReplyDeleteallahabad highcourt ke chief justice ko (case fast track ko bhijwane ke sandarbh me) postcard bhejne ka kam kiya ja raha hai kanpur se hazaron postcard bheje ja chuke hai aap log bhi adhik se adhik bheje aur bhijwaye postcard 9 april se pahle lakhon ki sankhaya me pahunchne chahiye
ReplyDeleteTHANKS..........
TET SANGHARSH MORCHA
CONTACT NO. 9450156766(VIJAI)
Aaj sanjay mohan vale case ki kya news hai.
ReplyDeleteBaidynath ji apake vicharo ki hume sakth jarurat hai. Apaki sahanshakti aur apake andar ki imandari ne mughe ghuka diya. Shayad apako pata nahi hai ki yahi apaki takat hai jo apako ak din kamyab banayegi. So ab is blog ko chhodane ki bat kabhi mt karna mere dost. ROHIT SINGH (asali name)/SINGHAM(majakiya name)
ReplyDeleteNAUKARI 100% MILEGI POSTCARD BHEJO ABHIYAN CHALAO
ReplyDeleteDHANYAVAD..........
bhai logo kya koi bta skta h ki siksha mitro ne kis purpose ke liye C.M KO GYAPN diya,,,,unki kya problm h kya unka matter hum se related h ya alag,,,or us se tet valo ko koi nuksan to ni h ...plz reply ,,,,plz vrna mai smjuga ki ap log time pass or persnl disput ke liya blog pr aate ho koi serious topic pe discuss ni krta
ReplyDeletebhai log jaisa ki muskan ji ne bhi kaha ki hum logo ne vigyapan aur ncte dono ki requirement ko poora karte hai aur is hisab hum log to select ho gaye hai
ReplyDeleteis adhar se hamara paksh majboot hai to kyo na hum log apni is jayaj mang ko supreme court me lade
aur mang kare ki jald se jald hamari posting ho
TET cancel honi chahiye aur duwara se process honi chahiye...kyoki TET ka pura system hi kharab tha ....
ReplyDeleteso jawo dophar ho gayi hai naukri ki tension chchod do kyoki ab hum nikamme aur nalayak ho gaye hai
ReplyDelete@ Bahut Der kisi ne mudde ki bat ki, baki is blog pr aaj din bhar ladai hoti rahi acd aur tet ko lekar.
ReplyDeleteha tu fail hoya hoga ,,,tuje paper bhut bhut bhut tuffffffffff lga hoga ......
ReplyDeletekshiksha mitra k 7 april se 1st SEM k paper hai jisk liye unko chhutti nahi mili hai is karan unhone cm ko gyapan diyahai
ReplyDelete.
aj ke sanjay mohan case ka kya hua...koi batayega plz
ReplyDeleteha inhe kisi ne tet exam mai nakal ni krne di to process glat tha ....cheating ka process hona chaiye tha
ReplyDeletedhram ji thanks a lot.....
ReplyDeleteWelcome
ReplyDeletesachin baliyan ji
mera manna hai ki hum sabhi tet passed student ka sabse pahla prayas yeh hona chahiye ki kisi tarah ye bharti prakriya suru ho. warna tet and academic merit ke liye ladte- ladte hum log buddhe ho jayenge aur bharti 8-10 saal k liye latak jayegi.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletesalo apni marwa *************** haramkohr sale ladai kar rahe acd supportet wale sale mulayam singh ki najayaj aulad or akhilesh ki toh maa ki***********
ReplyDeletesachin ji main lucknow se hun
ReplyDeletesachin ji aap kahan se ho
ReplyDeleteabey koi tet ke liye kuch kar bhi raha hai ki nahi ya sab sale mithi goli de rahe hai
ReplyDeleteunknown ji main naraz nahi hu, hum sub frnds hai, magar zara sochiye ek parkirya proses me the aur do leadar paida ho gaye to ab dono jhuk marenge,
ReplyDeletesaharanpur se bhai..............blog pr comment ke alawa or kya krte ho bhai ,,, or tet ka kya score h
ReplyDeleteKuch log bhadda bolkar tet merit ke logo ko badnam kar sakte hai hame unse sabdhan rahna hai.
ReplyDeletesachin ji main sahara india para banking office me job karta hun
ReplyDeletetet me mere 112 hai. Gen arts
hoga ki hai ye to bhagwan jane lekin main unmmid rakhta hun ki hona chahiye.
ReplyDeletebs hume b hope hi h
ReplyDeleteSarkar par dabbao banou ki bharti puri ho chahe kisi bhi base se.
ReplyDeleteDhandali ACD aur TET dono main houa hai.
Sandeep aap ko to baat karne ka tameez hi nahi. aap kya padhayenge.
5 gunak formula best hai kounki isme sab kuch samil hai
dekhte hai kismat me kya likha hai
ReplyDeletehame pratigya karni chahiye ki sarkar bharti ka jo bhi base tyar kare uska samman karainge. Par tet pass zaruri hai
ReplyDeleteRahi baat bharti latkne ki to ye passible nahi hai . After july 1/3 school wil closed
So be positive.
Not fight ourselves
aaj meeting thi upper adhikariyoun se uska kya hua
ReplyDeleteKisi ke pas details ho to post karo yar
Be positive
@ TULSI JI,
ReplyDeleteAAJ NEWSPAPER ME KOI KHAS NEWS NAHI HAI, SAYAD ISILIYE AAJ IS BLOG PAR TIME PASS HO RAHA HAI , AAP MATTER KO ITNA SERIOUS NA LE KAL SAYAD KOI NEWS HOGI TO IS BLOG PAR KUCH SERIOUS DISCUSSION HONGE.
Sandeep ji ache aadmi ke pachan uske vicharo se hoti hai. To aap apne vicharo par dhyan do aur good comment do. Thanks
ReplyDeleteThis should not be possible to change selection system.
ReplyDeletePublish this link
ReplyDeletehttp://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120326a_011141010&ileft=-5&itop=834&zoomRatio=182&AN=20120326a_011141010
टीईटी अभ्यर्थियों ने ज्ञापन सौंपा
आगरा। अध्यापक पात्रता परीक्षा (टीईटी) के अभ्यर्थी मुख्यमंत्री तक अपनी बात पहुंचाने के लिए तरह-तरह के प्रयास कर रहे हैं। पोस्ट कार्ड भेजने और लखनऊ की दौड़ लगाने के बाद भी रविवार को अभ्यर्थियों ने रैली निकाली और मुख्यमंत्री को संबोधित ज्ञापन सिटी मजिस्ट्रेट को सौंपा।
ज्ञापन के माध्यम से अभ्यर्थियों ने सभी उत्तीर्ण छात्रों की प्राथमिक शिक्षक के रूप में भर्ती जल्द से जल्द किए जाने और 20 मार्च को जिन पुलिस अधिकारियों टीईटी अभ्यर्थियों पर लाठीचार्ज किया, उनको दंडित किये जाने की मांग की गई। शहीद स्मारक से रैली के रूप में अभ्यर्थी डीएम आवास पहुंचे। इनको बाहर ही रोक दिया गया। बाद में सिटी मजिस्ट्रेट ने आकर ज्ञापन लिया। ज्ञापन देने वालों में प्रवीण शास्त्री, देवेश कुमार द्विवेदी, विवेक समाधिया, विशन स्वरूप, राम सेवक शामिल थे।
डीएम आवास पर प्रर्दशन करते टीईटी अभ्यर्थी।
i m a girl candidate frm bly and i fully support tet merit bcoz ye sabhi jaante hain ki aaj se 8 ya 10 saal pahle tak schools me first aane wale students ungliyon par gine ja sakte the par ab to har koi with distintion first division lata hai qki nakal maafiya u.p me kaafi skriya hain. maine 1998 me highsch aur saal 2000 me inter paas kiya hai wo b first division se par mere kai saathi kinhi kaarno se first division nhi pa sake lekin mai nhi maanti ki wo kam yogya hain qki unme se kai aise hain jo achchi jagahon par sarkari naukrian kar rahe hain aur kuch uske liye pryas kar rahe hain isliye mera maannaa hai ki jo tet ka exam qualify kar chuke hain unhe tet ki merit k base par naukri milni chahiye.
ReplyDeleteFriends hamare kuch mitra merrut me 2 din se Ansan par baithe hai par unki khabar lene wala bhi koi nahi hai,aap log unke bare me bhi sochiye..
ReplyDeleteYe sab isliye ho raha hai kyoki ham sab ab 2 guto me bat gaye hai,aur ye muhim kamjor ho chuka hai...
Please sab log sath aaiye,aur bharti ko suru karwaiye... koi bhi ye na kahe ki bharti kis base par hogi,bas bharti honi chahiye....
......
ReplyDeleteaadarniye sathio,
ReplyDeletemae sabhi TET PAAS SAMMANIT sathio se anurodh karta hu ki vyarth ki chinta chhod de, apna SIRF ek manch h TET PAAS, aap log kisi k bahkave me na aaye hum sabko sarv-pratham yeh sunnishchit karna h ki VIGYAPTI se rok jaldi se jaldi hate jiske liye NITIN ji & PATHAK ji prayaasrath hain aur rahi baat SELECTION PROCESS ki to oose SARKAAR par chhod de kyuki NCTE ki badhyata k kaaran SARKAAR ko TET-MARKS ko weightage deni hi padegi chahe kitni bhi weightage de.
Pehli baat to SARKAAR ko ACD merit k base par bharti karna bahut kathin h parantu yadi SARKAAR aisa karti bhi h to bhi hamara hi fayda hoga kyuki acd merit keval oon logo ki banagi jo TET PAAS h.
Yeh baat poori tarah se sahi hai ki sarv-samanya ke hit k liye merit TET ki hi banni chahiye parantu hume iska dhol nahi peetna chahiye ki merit TET ki hi bane hame keval apne 2.7 lakh TET PAAS sathio ko ek karna hai.
Hamare bahut se aise saathi hain jo TET PAAS to hain parantu unke marks kuch kam reh gaye hain aur oonhe aisa lagta h ki agar merit SIRF TET ki banegi to oonko JOB nahi mil payegi, mae aise saathio se kehna chahuga ki aap ka TET PAAS hona hi kaafi h aap hamara saath de kyuki 2.7 lakh mein se bahut se aise TET PAAS log hain jinka JOB se kuch lena dena nahi jaise B.Ped, appointed PRTs, graduates, B.ed Pursuing, BTC pursuing, Moallim-e-urdu,etc jiske kaaran lagbhag sabhi TET PAAS sathio ko JOB mil sakti h atah apni EKTA banaye rakhein.
sarkar ka kya rukh hai. ye janne ke bad aage ki rannity tay kare. Agar bharti process ko change kiya gaya to mamala court me jana tay hai.
ReplyDeleteAisa mat kaho meerut ki pal-pal khabar mere pas hai aur mein bhi waha tha.
ReplyDeletesanjay mohan case ka kya hua.....please reply..any one
ReplyDeletesabhi sathiyon ko namaskar
ReplyDeleteLUCKNOW: The Akbarpur police on Saturday imposed Gangster's Act on former director of the Secondary Education Board Sanjay Mohan, who is accused of taking money from Teachers Eligibility Test (TET) candidates by promising them success in the exam. District and sessions judge, Ramabai Nagar, Ali Zamin, had on February 16 sent Mohan in judicial remand for two days.
ReplyDeleteAkbarpur SHO Dinesh Chandra Tripathi on Saturday said: "Former director of the Madhyamik Shikshak Board and nine others has been slapped with Gangster's Act following their involvement in TET scam.'' The other nine accused are: Narendra Pratap Singh, Ramashankar Mishra, Binay Singh, Ratan Kumar, Amrendra Kumar, Manish Chaturvedi alias Mohan, Madhav Singh alias Manvendra, Hemant Kumar and Yogesh Kumar.
Meanwhile, Ramabai Nagar district judge Ali Zamin on Saturday adjourned the hearing on the bail application of Mohan when the district government counsel moved a written submission and stated that the case diary and other relevant material was summoned by the High Court to hear a petition filed by Mohan. The judge fixed March 1 as next date of hearing.
On February 8, the Akbarpur police had arrested Mohan and sought three days police remand. The district government counsel (Criminal) submitted that during investigations, it came to light that Mohan was still holding a sum of Rs 35 lakh and that other senior officials were also involved in the scam. Therefore, the police be allowed to take him on remand. Mohan was charged with cheating, criminal conspiracy and under the Anti-Corruption Act. On same day, the state government suspended him from his post.
The police had raided his residence in Lucknow and recovered a sum of Rs 4,86,900 and a photocopy of the list of TET candidates on February 7. The original list was recovered from a group of five persons who were arrested by the Akbarpur police on December 31. The Special Task Force (STF) deployed for carrying the probe helped in arresting four more persons on January 6 and two others on January 9.
Held for the first time on November 13, TET is for recruitment of teachers in primary and upper primary schools. The entrance test was surrounded by anomalies since the beginning. As many as 11,53,155 aspirants appeared for the test. Out of this, 2.70 lakh candidates successfully qualified TET, the result of which was announced on November 26.
The aspirants were given a copy of their answer sheets. To ensure transparency, all answers were uploaded on the website. Hence, it came to light that there were some wrong questions in the paper. The aspirants had then approached the high court. On December 16, the high court cancelled six questions. The modified result was announced on December 23.
sanjay mohan ke case me koi progress nahi hui hai
ReplyDeleteHum logo Ko aaj yeha tk lane wale vevekanand ji,nitin mehta ji,s k pathak ji,nirbhai singh ji,rajesh row ji etc ka yogdan hai or en mehapursho k margdharshan m he hume kaam krna h or kisi k behkave m nh aana hai humari ekta he enki skti hai so plz unity m reho my frnds
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,jin candidate ko kanoon ke thdi bahut bhi samajh hai ve jante hai ke merit tet ke he banegi.kyo ke jo neyam vigyapan se paheley ban gaye vo ab koi change nahi kar sakta.na sarkar aur na he court.iss tarah ke aaneko exame ke bare me supreme court paheley he guide line de chuka hai.
ReplyDeletemeenu ji sanjay mohan ke case ka case no.kya hai
ReplyDeletehiiiiiii
ReplyDeleteMai muskan ji se reqest karta hoo ki mere answer ka jawab jarror de.mam mai aap se request karta hoo ki aap humlogo ki taraf se ek janhin yachika supream court me dale jisme.hum sabhi aap ka aarthik madad karenge .mere khyal se waha hum logo ko nyay milenga.
ReplyDeleteAb sarkar ki najar nikay chunav ki taraf hai yadi sarkar ka dhyan apni aur karna chahte ho to Lucknow chalo.
ReplyDeletehigh court ka ek rit par disision ho chuka hai ki bharti tet merit par hi hogi. Jaj ka kahena ye tha ki yadi aap me kabiliyat hai to tet me keyon kabil nahi. Jaj ne kaha ki haan jo log galat hain dosi hain unhe janch kara kar bahar kiya jaye. Mitro jaj ka pata hai 10 12th aur acadamic me kis tarah khule aam nakal hoti hai.
ReplyDeletedosto bekar ki baate chhod de aage ki playning baye ki 30 ko lucknow me kaun kaun log bhookh hadatal per baithange
ReplyDeleteCourt No. - 7
ReplyDeleteCase :- CONTEMPT No. - 3198 of 2011
Petitioner :- Kandarp Narain Pandey
Respondent :- Shri Sanjay Mohan,Director Of Education Secondary,U.P.,18,
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Tripathi
Hon'ble Dr. Satish Chandra,J.
Sri A.K. Tripathi, learned counsel for the petitioner prays for and is granted
adjournment.
List in the next cause list.
In the meantime, learned standing counsel will also seek instruction in the
matter.
Order Date :- 26.3.2012
Rakesh
hello
ReplyDeleteCourt No. - 7
ReplyDeleteCase :- CONTEMPT No. - 3198 of 2011
Petitioner :- Kandarp Narain Pandey
Respondent :- Shri Sanjay Mohan,Director Of Education Secondary,U.P.,18,
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Tripathi
Hon'ble Dr. Satish Chandra,J.
Sri A.K. Tripathi, learned counsel for the petitioner prays for and is granted
adjournment.
List in the next cause list.
In the meantime, learned standing counsel will also seek instruction in the
matter.
Order Date :- 26.3.2012
Rakesh
Aaj Hardoi me Bharti prakriya TET merit ke anusar jald shuru karne ke liye अनशन rakha gaya jisme bhari sankhya me TET paas ladke aur ladkiyan upasthit hue aur sabhi ne subah 10 baje se sham 5 baje tak अनशन rakha.
ReplyDeleteaur sarkar se jald nyay pane ki guhar lagate hue gyapan saupa.
frnds,
ReplyDeleteGov.hamare liye serious nhi hai.wo hamare leaders ko milne ka tym bhi nhi de rahe.mujhe pata chala hai k 29 ki hearing extend ho jayegi.
Bareilly 7520218808
bhai cout ny phele hi tet merit ky favour me decison diya tha or ncte ki guide line acording tet must hai or vigaypati me b tet merit hi base banaya gaya hai
ReplyDeleteor 2.70 lakh me sy 66000 hazar b.ed fail h 5000 hazar fake candidate h lagbhag 15000 hazar btc+b.ed pursing h 7300 ki age to age over h next session me 80000 hazar bharti h to socho kaun tetian rhe gaya 29 ko court ky descion ka wait karo agar decion apne favour me ata h to thik warna 30 tarik ky andolan par dhyan do
jara socho
ReplyDeletejab mai akela khud kam se kam 5
logon ko janta hoon jinhone rupaye dekar b.ed. me number badhwaye hain
to socho poore u.p. ka kya hal hoga.
seedhi si bat hai aaj ke daur men number bik rahe hain aise me jinki pahunch nahin hoti we kam marks se hi santust ho jate hain iske alawa 5-5 board hain.
kul milakar andhe peesen kutte khayen wali kahawat hai.
isi liye b.ed. berojgar ek mauk chahte the jisme test k adhar par yogyta ki parakh ho.
lekin lagta hai kuch swarthi log iska matr is liye wirodh kar rahe hain kyonki unke pas tet pass karneconfidance nahi hai.
ab ldai inhin dono ke beech hai
sarkar to kewal chamchon ki manti hai chahe wo kisi ki ho.
isliye sabhi log ek jut ho jaao kewal "TEST IS BEST TET IS BEST" ka nara buland karo.
abhi tak koi report nahi aa rahi hai kya baat hai bhai?
ReplyDeleteThis case was same as our matter see mr. S.K. Pathak & Nitan Mehta (legal advise in our advocate)
ReplyDelete?Court No. - 29
Case :- WRIT - A No. - 62115 of 2010
Petitioner :- Dr. Rajesh Kumar Dubey And Others
Respondent :- State Of U.P. And Others
Petitioner Counsel :- Arvind Srivastava,Ashok Kumar Dubey
Respondent Counsel :- C. S. C.,P.S. Baghel,Pushpendra Singh
Hon'ble Sunil Ambwani,J.
Hon'ble Manoj Misra,J.
The impleadment application No. 194657 of 2001 of Sri Narpat Shukla filed through Sri R.K. Mishra is allowed.�
The amendment application No. 366079 of 2001 filed by the petitioner is also allowed.
The respondents are allowed four weeks time, to file counter affidavit to the amendment application.
List for hearing on 17.1.2012.
In this writ petition an interim order was passed on 12.10.2010, whereby the result of the screening test or recruitment of 256 teachers in Government Degree Colleges vide advertisement No.7/2007-08 dated 16.2.2008 published by the U.P. Public Service Commission has been stayed.
At the time of admission/hearing, it was submitted that (i) advertisement only provides for interviews without specifying the syllabus; (ii) selection has been finalized on the basis of interviews and therefore importance of screening examination is lost;� and (iii) post graduation course in various Universities for the same subject is different, and thus screening test without providing any syllabus was not valid.
By the amendment application, the petitioners have taken further grounds, namely, discrimination in the matter of selection between the aided Degree Colleges in which written examination and interviews are provided, and the Government Degree Colleges where only interviews are provided, and further that the Public Service Commission did not consult the experts in fixing the syllabus for making objections as well as interviews.
We are informed by Sri V.P. Mathur, learned counsel for the Public Service Commission� that there are 526 vacancies, out of which 256 vacancies were advertised by� Advertisement No. 7/2007-08. He further submits that on account of the interim orders, selections to all the posts have been� held up.
We find that since hearing of the writ petition may take some time, there is no good reason that the entire selections should be held up.
Since the petitioners have filed the writ petition, prior to� appearing in the screening test, we direct that the interim order dated 12.10.2010, will be� confined only to the petitioners. They will be allowed to appear in the interviews in their own subject and in their own category. Their result, however,� will not be declared, unless directed by the Court.
It will be open for the U.P. Public Service Commission, to proceed with the selections of 256 vacancies advertised vide Advertisement No.7/2007-08 dated 16.2.2008, and also to advertise the remaining vacancies to be filled up strictly in accordance with law and rules for screening test/short-listing made by the U.P. Public Service Commission.
Order Date :- 8.12.2011
nethra
This case was same as our matter see mr. S.K. Pathak & Nitan Mehta (legal advise in our advocate)
ReplyDeleteकोर्ट सं. - 29
प्रकरण: रिट 2010 के 62,115 - नहीं.
याचिकाकर्ता: डॉ. राजेश कुमार दुबे और दूसरों
प्रतिवादी: - उत्तर प्रदेश के राज्य और दूसरों
याचिकाकर्ता वकील: - अरविंद श्रीवास्तव, अशोक कुमार दुबे
प्रतिवादी वकील: - सी.एस. सी, पी.एस. बघेल, पुष्पेन्द्र सिंह
माननीय सुनील Ambwani, जे.
माननीय मनोज मिश्रा, जे.
2001 की impleadment सं 194,657 श्री नरपत शुक्ला के आवेदन श्री आर के माध्यम से दायर की मिश्रा की अनुमति दी है.
2001 याचिकाकर्ता द्वारा दायर संशोधन आवेदन 366,079 नंबर भी अनुमति दी है.
उत्तरदाताओं चार सप्ताह का समय की अनुमति दी जाती है, संशोधन आवेदन के लिए काउंटर हलफनामा दायर.
2012/01/17 पर सुनवाई के लिए सूची.
इस रिट याचिका में एक अंतरिम आदेश पारित किया गया था 2010/12/10, जिससे स्क्रीनिंग परीक्षा या सरकार डिग्री कालेजों ख़बरदार विज्ञापन No.7/2007-08 दिनांक 2008/02/16 में 256 शिक्षकों की भर्ती का परिणाम उत्तर प्रदेश द्वारा प्रकाशित लोक सेवा आयोग रह गया है.
/ प्रवेश सुनवाई के समय प्रस्तुत की गई थी कि (मैं) विज्ञापन केवल पाठ्यक्रम निर्दिष्ट के बिना साक्षात्कार के लिए प्रदान करता है, (ii) चयन साक्षात्कार के आधार पर अंतिम रूप दे दिया है और इसलिए स्क्रीनिंग परीक्षा का महत्व खो दिया है, और (iii ) एक ही विषय के लिए विभिन्न विश्वविद्यालयों में स्नातकोत्तर पाठ्यक्रम अलग है, और इस प्रकार किसी भी पाठ्यक्रम उपलब्ध कराने के बिना परीक्षण स्क्रीनिंग मान्य नहीं था.
संशोधन आवेदन के द्वारा, याचिकाकर्ताओं आगे आधार है, अर्थात्, सहायता प्राप्त डिग्री कालेजों में जो लिखित परीक्षा और साक्षात्कार प्रदान की जाती है के बीच चयन के मामले में भेदभाव, और सरकार डिग्री कालेजों, जहां केवल साक्षात्कार प्रदान की जाती है ले लिया है, और सार्वजनिक कि आगे सेवा आयोग के विशेषज्ञों आपत्तियों बनाने के रूप में अच्छी तरह के रूप में साक्षात्कार के लिए पाठ्यक्रम तय करने में परामर्श नहीं किया था.
हम श्री वी.पी. द्वारा सूचित कर रहे हैं माथुर, लोक सेवा आयोग के वकील सीखा है कि वहाँ 526 रिक्तियां हैं, जिनमें से 256 रिक्तियों 7/2007-08 नहीं विज्ञापन के द्वारा विज्ञापित किए गए थे. उन्होंने आगे कि अंतरिम आदेश के खाते पर प्रस्तुत करें, सभी पदों के लिए चयन को आयोजित किया गया है.
हम पाते हैं कि रिट याचिका की सुनवाई के बाद कुछ समय लग सकता है, वहाँ कोई अच्छा कारण है कि पूरे चयन को आयोजित किया जाना चाहिए है.
चूंकि याचिकाकर्ता ने रिट पूर्व स्क्रीनिंग परीक्षा में प्रदर्शित करने के लिए याचिका दायर की है, हम प्रत्यक्ष 2010/10/12 दिनांक कि अंतरिम आदेश, केवल याचिकाकर्ताओं तक ही सीमित हो जाएगा. वे अपने स्वयं के विषय में और अपने अपने वर्ग में साक्षात्कार में प्रदर्शित करने के लिए अनुमति दी जाएगी. लेकिन उनके परिणाम, नहीं किया जा घोषित जब तक न्यायालय द्वारा निर्देशित.
यह उत्तर प्रदेश के लिए खुला हो जाएगा लोक सेवा आयोग, 256 रिक्तियों के चयन के साथ आगे बढ़ना में ख़बरदार No.7/2007-08 विज्ञापन 2008/02/16 को विज्ञापित, और भी स्क्रीनिंग के लिए शेष भरा कानून और नियमों के अनुसार कड़ाई से किया जा रिक्तियों को विज्ञापित करने के लिए परीक्षण कम / उत्तर प्रदेश द्वारा किए गए लिस्टिंग लोक सेवा आयोग.
आदेश दिनांक: 2011/08/12
नेत्रा
jara socho
ReplyDeletejab mai akela khud kam se kam 5
logon ko janta hoon jinhone rupaye dekar b.ed. me number badhwaye hain
to socho poore u.p. ka kya hal hoga.
seedhi si bat hai aaj ke daur men number bik rahe hain aise me jinki pahunch nahin hoti we kam marks se hi santust ho jate hain iske alawa 5-5 board hain.
kul milakar andhe peesen kutte khayen wali kahawat hai.
isi liye b.ed. berojgar ek mauk chahte the jisme test k adhar par yogyta ki parakh ho.
lekin lagta hai kuch swarthi log iska matr is liye wirodh kar rahe hain kyonki unke pas tet pass karneconfidance nahi hai.
ab ldai inhin dono ke beech hai
sarkar to kewal chamchon ki manti hai chahe wo kisi ki ho
IS LIYE
ANDOLAN KARNA PADE YA HONA PADE ARREST
"TEST IS BEST TET IS BEST"
UP BOARD WALON KO CHAHIYE INSAF
HUM KAHTE HAIN SAF-SAF
VIGYAPAN ME BADLAW PAR NAHIN KARENGE MAF
jara socho
ReplyDeletejab mai akela khud kam se kam 5
logon ko janta hoon jinhone rupaye dekar b.ed. me number badhwaye hain
to socho poore u.p. ka kya hal hoga.
seedhi si bat hai aaj ke daur men number bik rahe hain aise me jinki pahunch nahin hoti we kam marks se hi santust ho jate hain iske alawa 5-5 board hain.
kul milakar andhe peesen kutte khayen wali kahawat hai.
isi liye b.ed. berojgar ek mauka chahte the jisme test k adhar par yogyta ki parakh ho.
lekin lagta hai kuch swarthi log iska matr is liye wirodh kar rahe hain kyonki unke pas tet pass karneconfidance nahi hai.
ab ldai inhin dono ke beech hai
sarkar to kewal chamchon ki manti hai chahe wo kisi ki ho
IS LIYE
ANDOLAN KARNA PADE YA HONA PADE ARREST
"TEST IS BEST TET IS BEST"
UP BOARD WALON KO CHAHIYE INSAF
HUM KAHTE HAIN SAF-SAF
VIGYAPAN ME BADLAW PAR NAHIN KARENGE MAF
jara socho
ReplyDeletejab mai akela khud kam se kam 5
logon ko janta hoon jinhone rupaye dekar b.ed. me number badhwaye hain
to socho poore u.p. ka kya hal hoga.
seedhi si bat hai aaj ke daur men number bik rahe hain aise me jinki pahunch nahin hoti we kam marks se hi santust ho jate hain iske alawa 5-5 board hain.
kul milakar andhe peesen kutte khayen wali kahawat hai.
isi liye b.ed. berojgar ek mauka chahte the jisme test k adhar par yogyta ki parakh ho.
lekin lagta hai kuch swarthi log iska matr is liye wirodh kar rahe hain kyonki unke pas tet pass karneconfidance nahi hai.
ab ldai inhin dono ke beech hai
sarkar to kewal chamchon ki manti hai chahe wo kisi ki ho
IS LIYE
ANDOLAN KARNA PADE YA HONA PADE ARREST
"TEST IS BEST TET IS BEST"
UP BOARD WALON KO CHAHIYE INSAF
HUM KAHTE HAIN SAF-SAF
VIGYAPAN ME BADLAW PAR NAHIN KARENGE MAF
Aaj court me kya hua? koi to batao bhai.
ReplyDeleteAAJ COURT ME KYA HUA? KOI TO BATAO.
ReplyDeletencte ki guide line ki acording tet to must hai or acadmic merit ky oppose me court ny phele hi descion d diya hai ki bharti tet merit par hogi or court ny stay b kapil dev ky matter par laga rakha h to acadmic merit ka to koi sawal nahi h waise b tet 2.70 lakh pass hai jisme 66000 hazar b.ed me fail h 5000 hazar fake form h 7300 ki age over ho gayi h or 15000 hazar candidate b.ed appearing h or 1850 ky aspas btc h or next session me 80000 hazar bharti honi h to sbhi tetian ki bharti ho jayegi is ly court ky decison par dhyan do jo 29 ko hai agar decison apne favour me ata h to thik warna 30 ko lucknow santi march karo save tet save bharti
ReplyDelete