दो फाड़ हुआ टीईटी संघर्ष मोर्चा
(UPTET : TET Sangharsh Morcha Spiltted in Two Parts - 1. Leading by Vivekanand , 2. Leading By Abhishek Mishr )
Vivekanand Leading TET Morcha Demands - Selection Through TET Merit ( A valid reason, can helpful for Jobs)
Abhishek Mishr Leading TET Morcha Demands - Selection Through Acadmic Merit ( Making fool to Public, As it oppose NCTE Guidelines, Government Order ), This process mislead candidates and selection can not possible. This can create some hindrance only.
See News :
प्रतापगढ़। टीईटी पास अभ्यर्थियों की नियुक्ति की मांग को लेकर प्रयत्नशील संघर्ष मोर्चा ही दो फाड़ हो गया। विवेक सिंह की अगुवाई वाले संघ ने टीईटी परीक्षा की मेरिट के आधार पर
तो अभिषेक मिश्र की अगुवाई वाले मोर्चे ने शैक्षिक मेरिट के आधार पर चयन की मांग की है। दूसरे मोर्चे की बैठक 25 मार्च को शहीद उद्यान में होगी।
प्राइमरी स्कूलों में खाली पड़े 72,825 पदों के लिए हुई टीईटी परीक्षा के लिए शासन भले ही कोई निर्णय न ले पा रहा हो, लेकिन कार्रवाई के लिए संघर्षरत अभ्यर्थियों में खींचतान शुरू हो गई है। बता दें कि टीईटी पास करने वाले अभ्यर्थियों ने विवेक सिंह की अगुवाई में संघर्ष मोर्चा का गठन किया और अपनी मांगों के लिए आवाज बुलंद की। संगठन की मांग थी कि परीक्षा में उत्तीर्ण अभ्यर्थियों का चयन मेरिट के आधार पर किया जाय। 20 मार्च को लखनऊ में टीईटी अभ्यर्थियों पर लाठी बरसने के बाद अभिषेक मिश्र के नेतृत्व में दूसरे मोर्चे का गठन हो गया। बकौल अभिषेक मिश्र टीईटी परीक्षा में पास होने वाले अभ्यर्थियों के चयन का आधार शैक्षिक मेरिट होनी चाहिए। शहीद उद्यान में 25 मार्च को बैठक करके 28 मार्च को लखनऊ स्थित विधानसभा के होने वाले घेराव की रणनीति बनाई जाएगी। उन्होंने अभ्यर्थियों से अधिकाधिक संख्या में पहुंचने का आह्वान किया है।
News : Amar Ujala (25.3.12)
Bandeq apas may ladte rahege aur faida koi tesara le jaega
ReplyDeleteBandeq apas may ladte rahege aur faida koi tesara le jaega
ReplyDeletePahale tet ko to bacha lo ya next tet ki taiyari hai
ReplyDeleteDEAR ALL
ReplyDeleteHUM SAB TETIANS KO UNITED REHANA HAI NA KI TET AUR ACD MERIT MEIN SPLIT HONA HAI KYUNKI ISME HI HAMARA FUTURE HAI AAJ NAHI TO KAL AANE WALI AUR VACANCIES MEIN.AGAR HUM SPLIT HOTEN HAIN THO TET NAHI SAVE KAR PAYANGEA.OLD PROCESS MEIN SIRF 10% PRAKRIYA BAKI HAI BAKI SAB LATKANA WALI KHANI HAI .SO USE YOUR BRAINS AND DONT LET ANY ONE MISSLEAD YOU.AFTERALL HUM SAB NE JO FORM BHARA HAI WHO PURANE ADVERTISEMENT KE HISAB SE HI THO BHARA HAI .
It is very sad.jin logo ke haat me 272825 Garo ki roti ki jimmedari hai woh log aisa kar rahe hai please please aisa mat karo .naukari sabi ko milengi.aap log samjdar hai sabhi ki balai ke barein me soche.
ReplyDeleteMai sabhi jilo ke adyacho se anurod karta hoo ki doo bhago me na batkar apni unity banaye rakhe.ye bahut durbagya purn hai ki hum log apni manjil tak pahuchne se pahle hi aapas me ladne lage.yeh bahut galat samay hai ladne ka.mai baar-2 kah raha hoo ki naukari sabhi ko milni hai kyoki u.p. Me etni jyada vacancy hai.mai muskan ji se bhi kahung ki ess prakar ki baato ko publish na karein.
ReplyDeleteHum logo ke liye naukari kitni jaroori hai yeh hum sabhi jante hai. Hamare kuch bhaiyo ki aarthik hatal bahut hi kharab hogi un logo ne es naukari ki bahut ummid laga rakhi hogi. Jinhone anko dukh uthaye bagwan ko ab unko sukh pradan karein.meri dua hai ki sabhi ko naukari mile chahe tet pass ho chahe fail.hum sabhi ka dukh samjte hai.
ReplyDeleteHamari parsonal rai hai ki hamara pakch jyada majboot hai.by law humlogo ko naukari milni hi chahiye.jarurat hai to bus ek ess taranhar ki jo hamara pakhch h.c. Aur s.c. Me acche se rakh sake .hamara jitna 100 Papcents tay hai.
ReplyDeleteHi
ReplyDeleteMai muskan mai se anurod karta hoon ki mere request wale comments baar-2 publish kar sake taki log meri baat acche se samjh sake.
ReplyDeleteI m tet merit supporter
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,ARRE MOORKHO AAPAS ME LADOGE TO KISI KA BHALA NAHI HOGA.SARE CANDIDATE EK SATH MILKAR RAHO.AUR KISI BAAT KO PERSNAL EGO MAT BANAO.JHUKNE SE INSAN BADA HE BANTA HAI.
ReplyDeleteTet merit zindabad
ReplyDeleteJo process 90%pura ho chuka hai.uska support karte hai ham.
ReplyDeleteoye barute zor ka zhatka haye zoro se laga...
ReplyDeleteAcd. Supporter ko chance to next 80000me bhi hai to is bar to ise tet merit par hi ho jane do.
ReplyDeleteSo sad, billion ke naam to upar, lekin bander kaun hai,
ReplyDeletemain to tet merit ko support karta hu, kyoki maine paper isi vigyapti ke anusar diya tha,
Oh sorry Amar ujala,
ReplyDeleteFarji news.
@viveka nand ji jinka acd. Strong hai unka tet merit bhi sahi hai.aap pareshan na ho kuchh nakalchi jinka acd.me bahut jyada marks hai aur tet me 95 se kam hai vo log hi tet merit ke opposite hai.mai tet merit ke paksh me hoon.
ReplyDeleteVivekanand ji well done lucknow kab chalna hai.
ReplyDeleteFriends lucknow kab jayenge.i am tet merit supporter.
ReplyDeletetet acd seho ya tet merit se par yadi sbhi aise hi larte rahe to hath me kunch nahi ayega.....so govt par chor do.....kisi bhi tarah se niukti suri ho....hume job na mile kisi ko to mile......
ReplyDeleteye kya ho raha hai, pahale apna-apna samasya suljha lo, kahi aisa to nahi ki dono apna varchashva shiddh karna chahate hai. yaha par tet merit se hi selection hona chahiye. jo tet merit ko support karega mai uske sath hu.20 ko to mai lko me tha hi, next time bhi rahunga.
ReplyDeletetest is best.
Niyukti tet mairit se ho ya acd se ho magar ho jaldi ho latkaya na jaye
ReplyDeletepareshan mat ho...
ReplyDeleteacd. supp. meeting me sirf 10 log hi the ..
jabki tet supp. meeting me 125 log shamil huye the ..
dono meeting 25 march ko hi thi...
pratapgarh.
Ek baat batao hamare sabke group me acd. me jyada marks vale log kitne hai.ginti ke kuchh hi magar 50%ke aas pass vale bahut hai.to govt. Jyada ki baat sunegi ya hajar 2 hajar ki merit tet par hi banni hai ye baat hamne apne vidhayak ji se bhi bata di.iske alava jo acd. Me bhi achche hai aur tet merit me bhi achche marks laye hai.ve log tet merit ke paksh me hai.
ReplyDeleteSandeep ji aap theek kah rahe hai.acd.supporter all tetians me10 000 honge magar baki sab tet merit ke paksh me hai varna lucknow me 20 ko itna bada shanti march na hota sab ke hatho me tet merit ke banner the.
ReplyDeleteNa na na na... Re BARUTE O BARUTE oye tet merit banane de re.
ReplyDeleteAMAR UJALA,
ReplyDeleteFAKE NEWS, FARJI NEWS, Hum pahle bhi is paper ki farji news padh chuke hai, ye bhi unme se ak hai. Jab tet ka paper diya tab sochna chahiye tha.
tet ke do far karke morcha ko kamjor mat banaiye
ReplyDeleteKya agar, Koee bhee kisee exam mein fail ho jayega., To Vo saare exam ko Radd kara sakta hai.
ReplyDeleteKya agar koee Election mein haar jayega, To kya vhe Election Radd karane kee maang kar sakta hai ?
Kya koee CSE (IAS) mein fail ho jata hai, to vhe is Civil Service exam ko radd kara sakta hai, Kyonkee uske Acadmic mein number jyada the ?
Kya samvidhaan kuch logon kee maang se badal sakta hai ?
Kya Bevkoofee bhara drama hai ye.
sab sale kutte ki mout marenge bhga d k boss aandhi ayi ye sale tet ko radh karwa ke rahenge inki bahan ki**************
ReplyDeleteDear All TET Pass Candidate
ReplyDeleteAgar hum apas me larenge to ky hoga. Humari mang Vigyapti ke adhar pr selection karna hai. To fir kyo apas me lar rahe ho.Waise mere bhi TET me number bahot acche nahi hai pr mai sirft yaha chaita hu.
10th, 12th aur Graduation me itni jyada nakal hoti hai.logo ke number 80% tak aate hai, js karan humare jaise UP-Board ke log piche rahet hai.
Dear Agar NCTE ne TET compulsorily kia hai to wo sirf Present of mind wale hi pas kr sakte hai. Wo nahi jinki nakal ke karan Acadmic accha raha hai.
Please Sabhi TET Pass bhaiyo aur baheno se anurodh hai humare Sangharsh me aage aai aur apne sath kisi ko bhi annay na karne de.
30 Mar Fir Lucknow chalo.
jis tarah tet men keval kuch percent log hi anetik sadhano se pas huyen hain usi tarah academic men bi ye hissa bahut kam hai jinke number galat wazahon se jyada aye hain so plz academics walon ka virodh karne walon se yeh puch lo ki agr tet academic ke number farzi hain to woh vyakti tet kaise pas ho gaya jabki yeh to keval ek din ka aisa halua exam pas karke apne apko talent ka khazana kahne par tule huye hain......
ReplyDeletesahi tarika to yeh hoga ki academic plus tet dono ke marks jod liye jayennnnnnnnnn samjhe tet ke kabil logon...
ReplyDeleterajeev singh...,
ReplyDeletepahli baat to ye hai ki tet ki ladai ladni hai aur sabhi ko is ruki hui prakriya ko shuru kar wana hai ,, isme kisi ko neta banne ki jarurat nhi hai ... , jo ye soch te hai ki merit ka aadhar academic hona chahiye ,to pahle wo is baat ka jabab de ki usne form bharte samay ye nhi dekha tha jo ab acd merit ki baat kar rha hai .... Aur ye hai kon akhilesh mishra hume bataane wala.....
i am amit som. Main abhishek misra ji se req. karna chahta hu ki pls sanghathit hokar tet ko bachane ke lia sanghrsa kare. becos etna sab kuch karne ke bad bhe sarkar ki taraf se koi pratikirya nahi hue or na hi koi statment aaya hai. main bhi kinare par hi pass hu par meri req. hai abhishek ji se pls sanghthan ko kamjor ya fir do far na hone de pahle tet 2011 ki pariksha ko bachye or sarkar per dabab banaye taki bharti aage badh sake. ek bar bharti aage badhi to fir dekhenge ki merriet kaise banegi.
ReplyDeletetet walon kya kar rahe ho jo kahta hai main rajniti nai kar raha hoon woh sbse bada rajnitik hota hai
ReplyDeleteto aise tatha katit nakkalon se sawdhan raho
Kaha ho UPTET Pass Bhaiyo aur bheno ky aap ko pata hai. Ki Hum Lagbhag 10 Hazar bhai aur bahene 30 March 2012 se Lucknow Vidhan Sabha ke samne DARULSAFFA pr Ansan par baithe hai.
ReplyDeleteKy ye humari akele ki larai hai kya.Agar aap Log sath do to Mai Dwa karta hoo ki July 2012 me aap sabhi log Training pr honge.
Aur bhaiyo Ab humari Mange barh gai hai KI Jab tak Sabhi TET Pass bhaiyo aur baheno ki bharti nahi ho jati hai tab tak UP me basik siksha Vibhag me koi Bharti nahi hog.
To Please Jago aur aao Lucknow aap sabhi ka bhai aap ko bula raha hail.
JAY TET JAY TET. TET RADD NA HONE DENGE.
Jo roj roj News paper me aa raha hai ki TET radd ho raha hai Uske bare me Sachiv Basik Siksha parisad Sri Suneel Kumar Ji ne Kal Likhit Khandan Patra dia hai hume ki In sabhi samacharo se Vibhag ka koi Lenadena nahi hai.
To bhaiyo aao LUCKNOW
Mai is blog ke madhyam se ye sandes dena chaita hon ki jo log ye jo adhikari TET pariksha ke bare me galat bayan de rahe hai aur Nirast krwane ki sajis kr rahe hai to unhe bata de ki wo bhi Insan hai. Aur kisi ke pet me lat marne pr wo kuch bhi kr sakta hai.
ReplyDeleteWaise TET perper sabse swaksh aur surakshit hui hai. Jo log ye gatat bayan kre rahe hai ki 4500 anser sheet flood mili hai unhe salha hai ki Jnata bewkoof nahi hai kyo ki TET peper me ek coppy pariksharthi ko bhi mili thi.
Mahoday agar aap log Sacche hai to un logo ko saj de ke TET Chayan Prakriya turant suru krway.
sabhi individual person apna fayada sochta,mai bhi par b.ed. tak marks ka jo khel chalta hai ,sabhi jante hai,agar tet ko paak-saaf rakhte huye ,base banaakar ,ek limited time appoint kiya jaye to shaayad govt. primary schools ki sthiti sudhregi
ReplyDeletetet walon ko dekh karke to aisa lagta hai jaise is naukri ke alawa woh kuch aur karne ke layak hi nai hain bane hain, woh nalayak chahte hain jise muft men sarkar rotiyan todne de shame on such teachers dub maro............. nakkaron........
ReplyDeleteएक नजर अगर हम अगर उत्तर प्रदेश के प्राथमिक स्कूल मे डालते है तो पता चलता है की कुल २ लाख से भी जयादा अध्यापकों की ज़रूरत है अप्रैल २०१३ तक. अगर ७२८२५ अद्यापक की नियोक्ति करते भी है चाहे वो मेरिट के आधार पर हो या अकादमिक तो ट्रेनिंग करने मे छह महिना और ज्वाइन करते करते अप्रैल २०१३ तक प्राइमरी स्कूल मे क्लास मे अध्यापक नहीं होंगे. इसका सिर्फ एक रास्ता है की ७२८२५ सीट को बढ़ा कर दोंगना कर दी जाए. अगर सीट बढ़ा कर १,५०००० (ढेड लाख ) होती है तो दोनों को फायदा होगा और उत्तर प्रदेश सरकार का यह फैसला जन हित मे होगा क्योंकि अगर प्राईमरी शिक्षा कमजोर होती है तो उस बच्चे का मन पढाई मे दुबारा लगाना नामुमकिन होता है. दोस्तों मेरी यह अपील है की आप सभी लोग सीट बढ़ाने की मांग करो. जल्द ही हम लोग कोर्ट मे यह बात उठाने जा रहे है .... आप का साथी आनंद यादव (इलाहाबाद)
ReplyDelete