टीईटी परीक्षा विज्ञापन को चुनौती, राज्य सरकार से जवाब तलब (UPTET Advertisement chalanged, Allahabad Highcourt Questioning with State Government- Uttar Pradesh)
यह आदेश न्यायमूर्ति सुधीर अग्रवाल ने सरिता शुक्ल व अन्य की याचिका पर दिया है। याचिका में कहा गया है कि टीईटी फार्म के उस प्रावधान को चुनौती दी गई है। इसमें अभ्यर्थियों के लिए केवल पांच जिलों से फार्म भर सकते हैं। यह मांग की गई कि अभ्यर्थियों को प्रदेश के समस्त जिलों से या गृह जनपद से फार्म भरने की अनुमति दी जाए।
*********************************
JOIN UPTET ONLY BLOG - http://joinuptet.blogspot.com/
yadi 75 district se form dale gaye to 37500 rs hoga.kam se kam is pr b to dhyan do.2008 me 100 rs ka draft manga gaya tha
ReplyDeleteHa rajes je thek kaha apne100 rupey he hone chaiye aur bank ka chalan bnana chaiye dd me to prob hoti hai yar
ReplyDeleteHi i am gaurav..i got 117 science genral....5 districts me kitani merit gayi hai ye kaise pata chalega???? Manlijiye mera kushinagar ho gaya per mujhe mirzapur lena hai magar wahan ki merit baad me nikali to?? Pahle hume 1st priority choose karne diya jay..
ReplyDeletecutoff har jile ki ek saath jari ki jayegi
ReplyDeleteMERIT LIST OF VSIC MURAITHI LAWANA KUNDA PRATAPGARH
ReplyDelete1st Uvaish 126
2nd Amit 124
3rd Sharda 113
4rth Sudhanshu 108
5th V.K.Shrivastav 100
6th Ramsurat 67
7th Rekha 58
Congract UVAISH JI for getting 1st position in Vijay Singh Inter College Muraithi Lawana Bhawanigang Kunad Pratapgarh(U.P.)
thanks and good night to all of you.
ReplyDeleteHalafnama stamp paper me jo manga gaya hai wo abhi banwana hai ya baad me?? Usme kya kya likhna hoga??? Vigyapti me likha hai ki 19 dec ke baad ka koi bhi certificate manya nahi hoga? Kya halafnama banvaliya jay..
ReplyDeleteमुस्कान जी कृपया बताएँ कि स्टाम्प पर क्या लिखा जाएगा तथा यह किसके नाम से होगा ।
ReplyDeletedo u hv any idea wht is d merit list of saharanpur and panchsheel nagar.
ReplyDeleteallahabad court judgement- Now candidates can apply in more than 5 districts.
ReplyDeleteallahabad court judgement- Now candidates can apply in more than 5 districts.
ReplyDeletebhai court ka kya dsn rha h.
ReplyDeleteaakhir court jane wale ye kyo bhool jate h k merit k liye state level ka prayas kare
ReplyDeletedear all,selection tet merit base hi hona chahiyae.
ReplyDeletecourt ne kya advertisment par rok lagai h ya bharti par.pls koi to btao.
ReplyDeletecourt ka tet decision aa gaya hai.
ReplyDeletecourt ne advt. par rok laga de.
ReplyDeleteabhi news ke hisab se to adv. radd kar diya hai 72000 bharti par bhi rok laga di hai
ReplyDeleterajesh soni g piryas to sab karte hai par kabhi result bhi 5 bar revised hota hai
ReplyDeletekamakshi g why u asking for that
ReplyDeleteTET KI PARISHA RADD HO GAYI KYA NEWS PE DIKHA RAHE HAIN
ReplyDeletetet pariksa radd nahi hui. vigyapan par rok laga di hai
ReplyDelete5 jilo ki bahayta radd kar di hai
ReplyDeletedear all pls tell me i completed all forms i submit or wait and what about certificates i:e Grad,BEd is it complsary in front of Diet selection comitte.pls tell me.
ReplyDeleteAb niukti academic merit par hogi
ReplyDeletehi guys pls tell me i post form or wait and also tell me for certificates of Grad,BEd are essentials or not.pls tell me science+Gen+Male+105 i hope or not if yes pls suggest me.
ReplyDeleteAcademic merit par hi niyukti sahi hoga kyoki tet exam puri tarah se sahi nahi hua hai,isme marks me abhi tak sansodhan ho raha hai,ab niyukti agar tet merit par hoti hai to hame bhi court jana chahiye
ReplyDeleteWww.uptet2011.com pe aaj fir se result update leka aaraha hai
ReplyDeleteMerit tet +graduation base hone chaiye
ReplyDeleteDono logo ke+ladae khatam ho gayege
Vigyapan vahi hai par 5 jilo ki badhyata khatm kar dee gayi hai. H. C. Ke dwara ab sansodhit vigyapan niklega. Prakriya chalti rahegi.
ReplyDeleteSahi kaha yaar tumne,
ReplyDeletejab koi rupaye dekar apne Acedamic merit zyada kar sakta hai to wo T.E.T. me bhi aisa kar sakta hai..Aur kiya bhi hai isme koi shaq nahi hai yaar!
Ya to Acedmic merit par bharti ho ya fir se tet ka exam karya jaye jo bar bar shanshodhan kar k result na ghoshit karta ho..
Jo log tet merit ke favor me nahi hai vo sabi merit me keval 83 to 90 tak hi kar paye hai. Kyonki kahi jugad nahi lag paya tha.
ReplyDeleteX ji ap sahi kah rahe hai kintu unhe ye yad rakhna chahye ki position ko dekhte huve pass mark ke samkach valon ko bhi hone ke ache chanc hai. So kam merit vale bhi mayus na ho.insa allah sab theek ho jayega.
ReplyDeleteYAAR YE SAB BATE CHODO....PHLE YE SOCHO KI HAM LOGO K PAS LAST DATE 1 JAN 2012 HAI..AB YE COURT K DECISIN HAM LOGO K LIYE PARESANI NA KAHDA KAR DE..JIS PAR BHI MERIT BANAO LEKIN JALDI BANAO...PTA NAHI YE LOG COURT JAKAR HUM LOGO K FUTURE KYO BARBAD KAR RAHE HAI...EK TO 3 SAAL BAD VACCANCY AAYI HAI US PAR ITNA HUNGAMA...JB TIME BEET JAYEGA TB PACHTAYEGE...STATE GOV. TO CHATI HI HAI K KOI BAWAL HOTA RAHE TO USKA PAISA BACH JAYEGA....AUR HUM LOG USKA SATH DE RAHE HAI..AB AGAR HAR JILE SE APPLY KAREGE TO BHT TIME LAGEGA..AB TO KEWAL STATE LEVEL PAR MERIT BANE TABHI KCH HO SAKTA HAI...BHAIYO REALLY TIME BAHUT KAM HAI..MERIT B.ED(THEORY)+GRADUATION PAR BANE...YA HIGHSCHOOL K 10%+INTER(20%)+GRADUATION(40)%+B.ED (THEORY) K GUNANK +TET K GUNANK...
ReplyDeleteAgr vacancy cance huyi to na jane kitne log sucide kr lenge. Aur in sab ki jimmdar state govrnment or high court rahega. Bhaiyo, hume ab kuch krna hoga. Nhi to bahut late ho jayege. Aag lga to saalo ko jo vacancy ko cancel krne ki soch rhe h chahe wo TET m fail huye haramkhor ho, ya state govnment or high court. Hum unki aisi taisi kr dege. Agr hume hmara huq ni milega, to khoon ki holiya kheli jayegi. Hr hr mahadev.
ReplyDeletei am totally agree with you amit. the government and court are just killing our time and trying to ruin our future. this is a golden opportunity and we cant let it go!!! hame ek hokar aawaz uthani chahiye.
ReplyDeletehigh court wahi log gaye honge jo lagbhag fail hain. hame to 5 jile hi jyada lag rahe hain , inhe aur chahiye. ye paas candidates ki job nahi lagne dena chahte hain. inka 1 hi rule hai nakhelenge na khelne denge ham khel bigadenge.jyada paise hanin to 100 jilo se bharo bas spare us!!!
ReplyDeleteMera state government highcourt se nivedan hai ki kuch haramkhoro ke liye 72000 Longo ke jindige se na khelen. Aur bharti prakriya ko jare rahnee den. Agr barti prakriya rooke to jane kitne log suside karange jane kitne log pagal ho jayenge jiske sari jummedari state government aur highcourt ke hogi. Bhayee longo sadko pe utarne aur andolan ke liye taiyar raho. Koye ek din nischit kar ke sabi log Allahabad chalo aur dikha do apne taquat.
ReplyDeletei am really unable to sleep. this up government and its decisions!!!
ReplyDeletenow this courts decision!!!
everything is turning out be immmmmpossible.
phle to tet ka paper itna super low standard tha. phir usko hamne jaise taise satisfactory marks se clear kiya. ab rahu ki tarah ye court ka decision. god please bless us!!!
Mughe lag raha hai, ye govt ke chal hai, usne paisa le liya, bharti ka bas bahana hain. Govt chahte hi nahi ki bharti ho, berojgar longo ko sapne dikha ke paise anth liye, bus court and NCTE ka bahana bana kar apne hanth kheech lege. Bhayee mera court jane walon se bhi nivedan hain ki unhe bhi kuch nahi milega. State govt ki kahile ke karan ye bharti 31-DEC-11 dead line khatm ho jayege aur sab B.Ed wale takte rah jayenge.
ReplyDeleteagar government ne 31st december tak recruitment complete nahi kiya to wo hi 72000 loge ke barbad future ke liye responsible hogi. this government has lack of strong decision making !!!
ReplyDeleteplz tell me, what should i do now,,,mene abhi tak form post nhi kiye hain,,if i delay it may become late,,,i'm confused.
ReplyDeleteTet ke marit banana the to sede rank dekar state level pe marit bante usse sabhe ke pease bach jate
ReplyDeletesamajh nahi pa rahi hoon ki form dalna hai ya nahi, vecency cencel ho gayi hai ya isi vecency main 5 se jyada jilon main avedan kar sakte hain please koi to batao bahut confusion ho raha hai kuch murkh logo ki bajah se hum sabhi students ko paresani utani pad rahi hai,apna paisa or keemti samay hamne dono barbad kiya lekin lagta hai kuch hasil hone wala nahi...............nirbal ko na sataiye jaki moti hayyyyyyyyyy
ReplyDeleteTET PARIKSHA RADD HO GAYEE HAI
ReplyDeletednea
ReplyDeleteHI MERE 113 MARKS HAIN GENERAL ARTS ME KOI CHANCE HAI KYA ?? PLZ BATAIYE
ReplyDeletedosto aap k hisab se obc nerit kahan tak gir sakti hai bareily mondal main
ReplyDeletemere hisab se to state lebil par merit banna chayye aur merit se hi jilo ka chunav hona chayye
ReplyDeleteYADI 3000 RS KISI GARIB BALAK KE PAS UPLABDH NAHI HO TO KYA ............ USKA LIFE TO BARBAD HI HAI. GOVT. KO IS PAR VICHAR KARNA CHAHIYE MUFT SIKSA KE SATH SATH MUFT NAUKARI KI BHI BYAVASTHA KARNI CHAHIYA....YANI FORM BHARNA NIHSULK HONA CHAHIYE....KAM SE KAM JO JARURAT MAND HAI UNKE LIYE TO HONA HI CHAHIYE....
ReplyDeleteMere 135 number tet main hain. Science main Budaun main kya chance hain. Kitne jilon main farm daaloon. Help me
ReplyDeletesansodhit vigyapti kab tak ayegi
ReplyDeleteyarr ye batao ki b.ed. ki net se nikli marksheet maanya hogi ki nahi batao .mere tet me 114 no.hai aur 71% b.ed. me hai.
ReplyDeletebhaiyo dekho tet walo ko state govt kitna pareshan kr rhi ha..koi mjhe ye bataye ki agar kisi ka 5 jilon me ho jata hai to wo join to ek hi jila karega lkin baki 4 jilon ki seats ka kya hoga .... kya phir se khali seaton ke liye bharti hogi mjhe to kuch dal me kala lag rha ha ye log bas 500 rupey lekar paise anth rhe ha in logon ko sadak ke beech me khada kar ke jaan se maar dena chahiye jo log bed walon ke sath mazak kar rhe ha
ReplyDeletemadam mayawati ji yadi aap vastav mein adhik se adhik candidates ko labh pahuchana chahti hain to pls merit ko state level par banakar turant 31 dec 2011 tak hi fu and final karne ki kripya karen pls pls pls............... pls.......
ReplyDeletemadam ji pls do as early as possible about teachers recruitment. thanks and regards......
ReplyDeletekya u.p. government 1 jan 2012 tak bharti Prakriya puri karawa payegi ?
ReplyDeleteWhat about TET 2nd Paper, how much time we have to wait for job
ReplyDeleteSIRF TIME PASS HO RAHA HAI. SAMAJH ME NAHI AATA KI KYA KIYA JAYE ? MAINE ABHI TAK FORM POST NAHI KIYA HAI. AAJ SUNNE ME AAYA HAI KI LAST DATE BADH GAI HAI 22 DEC TAK KE LIYE. KYA YE SACH HAI? DRAFFT BANANE ME BANK WALE BHI KAM NATAK NAHI KAR RAHE HAI.KOI TO BATAO SACH KYA HAI ?
ReplyDeletemain kevel itna khena chata hun ,ki agar in logon(high court jane baleya khen fail marka aur ye sarkar) ke bajha se vacancy rukte hai to state level hum sabhi logon ko ek saath haala bolana hai .agar 2 lac bhi saath honge to ye sarkar aur high court ko to chaupt kar hi sakte hain.......baki best of luck
ReplyDeletedont take tension friends.....aap log jo tet me paas hue hein sab teachers banenge....sarkar chahti he ki jaldi appointment kar diya jaye...before 31 dec 2011.......agar jyada time laga to back date me joining hogi......badhai ho sab logo ko jto tet me pass hue hein.....arvind bsnl 9350220624
ReplyDeleteसं. नाम पदनाम मोबाइल नम्बर फोन नम्बर
ReplyDelete1 डा० धर्म सिंह सैनी मा० मंत्री, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 9453004011 0522-2237114/2239085
2 श्री अनिल संत सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 0522-2238220
Fax-2238054
3 श्रीमती अनीता श्री मेश्राम विशेष सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 9454411780 0522-2214017
0522-2235609
4 श्री ज्ञान सिंह विशेष सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 9454412642 0522-2238526
0522-2213486
5 श्री हरेन्द्र वीर सिंह विशेष सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 9415704222 0522-2238093
0522-2213483
6 श्री विशेष सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 0522-2238118
7 श्री संयुक्त सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश -
8 श्री दिनेश चन्द्र कनौजिया शिक्षा निदेशक (बेसिक) 9415021592 0522-2780412,2780391
9 श्रीमती ममता श्रीवास्तव अपर शिक्षा निदेशक (शिविर) 0522-2780392
10 डा. अवध नरेश शर्मा संयुक्त शिक्षा निदेशक (बेसिक) 9415360507 0522-2780391
11 श्रीमती शशि किरण त्रिपाठी उप शिक्षा निदेशक (प्राइमरी)
es naukari me kewal tet ke no. se marit bana kya sahi hai. mera manana hai ke ye galat prakriya hai kyu kikesi bhi student ka mulyankan kewal ek paper se nahi keya ja sakata. eske leye sabhi education ko samel karna chahiye yahi sahi mulyankan hai.
ReplyDeleteto aap batye ke kon se prakriya chalege
sarkar apna bhala chahti student ka nahi. es prakriya ke baat he nerali hai.
ReplyDeletetet ke aadhar par teacher banane hai aur abhi tak tet ka result he sansodhit nahi ho paya hai.
sabhi kah rahe hai ke tet ka paper saral aaya hai. yadi etna saral tha to paper banane bala gadha tha jeske answer abhi tak nahi bhej paye. teen bar result denepar bhi sahi result nahi de sake. paper banane me question bhi galat, answer seet galat,teacher ki begyapti galat,chayan ke prakriya bhi galat hai.
kya board me sabhe murkha hai ya paise khane wale. en galteyon ka kya karan hai.
ab kya hoga bhaiyo?
ReplyDeleteab kya hoga bhaiyo?
ReplyDeleteyes
ReplyDeleteTET ki koi nayi news batao yaro.......
ReplyDeleteTET ki koi nayi news batao yaro.......
ReplyDeleteB.Ed. entrance Exam. ki tarah se T.E.T. ki bhi counselling state level par rank ke anusaar karai jaaye .
ReplyDelete