पहले दिन 660 अभ्यर्थियों ने लिया टीईटी का प्रमाणपत्र
शिक्षक पात्रता परीक्षा पास करने वाले अभ्यर्थियों को सोमवार से प्रमाणपत्र मिलने शुरू हो गए। जीआईसी के प्रिंसिपल सहित आठ शिक्षक प्रमाणपत्र बांटने के लिए लगाए गए। देर शाम तक अभ्यर्थियों की भीड़ लगी रही। उप प्रधानाचार्य जेडए खान ने बताया कि सिर्फ अभ्यर्थी को ही प्रवेश पत्र की फोटो कॉपी दिखाने पर प्रमाणपत्र दिये जा रहे हैं। पहले दिन 660 प्रमाणपत्र बांटे गए जब कि मंडल के लगभग 24 हजार अभ्यर्थियों को प्रमाणपत्र दिया जाना है।
@MUSKAN, NAVED ji
ReplyDeleteMano ya na Mano
NCTE ko U.P me B.Ed waalon ko kam se kam 2013 tak PRT me lena padega warna PRIMARY SCHOOL ya B.Ed course dono me se ek ko close karna hoga........
Kyunki BTC se 2 LAKH pad bhare jaane aur RTE chalana impossible hai.......
JUST COMMON SENSE
1 FEB ka decision to Humare paksh me jaayega ye pakka hai.......
ReplyDelete1-GOVT ko vote bank banana hai........
2-NIYAMVALI me bhi diya hai ki ek saath poore U.P me aavedan maange jaa sakte hain.........
3-HIGH COURT itne candidates k khilaf faisla nahi de sakta kyunki isme kisi ko nuksan nahi........
4-Itna bade process ka 80% work ho chuka hai.......
5- ARBON Rs kharch ho chuke hain.........
6- PRIMARY SCHOOLS me pad rikt pade hain..........
ETC......DONT WORRY
good morning frnds,
ReplyDeletekya koi bata sakta hai ki agra mandal main tet marksheet kab se batengi?
Mr. Gaurav,
ReplyDeleteAgra mandal me TET ki marksheet 25/01/2012 se bategi..aap apni marksheet GIC pachkuiya shahganj se kal le sakte hai..
azamgarh ki marksheet kab mil rahi hai
ReplyDeleteagar koi azamgarh ka ho to pls bataye
thanx tet web ji.
ReplyDeleteAbhi tak azamgarh mandal ka kuch pata nahi chal pa raha hai.
ReplyDeleteHello dosto...... Kya koi bata sakta hai kanpur ki tet markseet kb bategi pliz......
ReplyDeletekya koi bata sakta hai ki goragkpur main tet ka certificate kab milega
ReplyDeleteLagta hai abhi eastern u.p me mrksheet batne ka kam shuru nahi hua hai.
ReplyDeleteMoradabad me to milni shuru ho gayi hai lekin urdu walo ki nahi aayi hain
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteLucknow me TET k Certificate 27 jan 2012 se milne ki ummid hai. sabhi tet student k certificate govt. jubli inter college me aagaye hai aur un certificate ki entry register me ki ja rahi hai. 40 teacher yeh karya kar rahe hai. 27 jan 2012 tak ye karya ho jane ki ummid hai yadi 27 tak nahi ho paya to 28 se certificate milne lagenge.
ReplyDeleteKANPUR ME JIS JIS CANDIDATE KE FORMS WAPAS AA GAYE HAIN NEECHE DIYE HUYE NUMBERS PE CONTACT KARE...
ReplyDelete9807673084 :: PAMKAJ DIXIT
8960732422 :: BRIJESH PRAJAPATI
8574407131 :: SHAILESH BAJPAI
WE NEED YOUR SUPPORT TO GET THE JUSTICE.. TODAY I WENT TO GPO KANPUR .. HEAD POSTY MASTER MR. RAM BHAROSA
TOLD US THAT GIVE AN APPLICATION WITH ALL DETAILS .. WE WILL SURELY GIVE U EXPLAINATION REGARDING YOUR PROBLEM..
AND ALSO HE TOLD US THAT IN 2007 AND IN 2008 DUE TO THE CARELESSNESS OF POSTAL DEPARTMENT .. SOME CANDIDATES GOT THEIR VBTC FORMS BACK ..THEY CAME TO US AND WE GAVE THEM EXPLAINATION AND AFTER GETTING EXPLANATION IN WRITTEN.. THEY WENT TO COURT AND COURT ORDERED DIET TO ACCEPT THEIR FORMS .. SO WE HAVE A CHANCE TO APPLY AGAIN ..
ITS BETTER TO BE A UNIT AND GET THE JUSTICE
THANKXX
Dear Frnd . Please tell me Baghpat district ki TET Markshet Kab Or Kaha Milagi.....
ReplyDeleteDear Frnd . Please tell me Baghpat district ki TET Markshet Kab Or Kaha Milagi.....
ReplyDeleteDear Frnd . Please tell me Baghpat district ki TET Markshet Kab Or Kaha Milagi.....
ReplyDeletemarksheet district wise nahi mandal wise milengi aur baghpat meerut mandal me aata hai so marksheet gic meerut me aaj se milni suru ho gayi hai
ReplyDeletemarksheet district wise nahi mandal wise milengi aur baghpat meerut mandal me aata hai so marksheet gic meerut me aaj se milni suru ho gayi hai
ReplyDeleteMEERUT MANDAL KE CERTIFICATS AAJ SE 30 JAN. TAK MIL RAHE H. I HAVE GOT MINE TODAY.
ReplyDelete