सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Wednesday, January 25, 2012
UPTET Merrut : TET Marksheet / Certificate shall be distributed from Today
140 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
muskan ji azamgarh mandal ke certificate kab milenge.
ReplyDeleteHello dosto......koi bato kanpur tet marksheet kab se bategi pliz....
ReplyDeleteAzamgarh ke marksheet kab milenge?
ReplyDeleteAre bhai mai ye nahi samajh pa raha hun ki Varanasi mandal ki tet marksheet aakhir etani late kyo milegi.
ReplyDeleteKoi bhai varanasi ka ho to jaroor bataye ki.
ReplyDeletePlease reply
Muskan ji comment published hone ka time galat show ho raha hai.
ReplyDeleteMujhe nahi lagta ki aaj court kuchh decision le payegi yadi legi bhi to ek baar phir recruitment me correction karna panega because according to "NCTE" rule recruitment me tet ke weitage hi liye jayege.
ReplyDeletekoi bataega gorakhpur mandal ki tet marksheet kabse aur kaha se milegi......plz..........
ReplyDeleteBhaia e tet pagla dega sasura....
ReplyDeleteBhaiya tum ekdam sahi kah rahe ho kyoki up board se leker gov tak m....hai.
DeleteACD MERIT ko manne waale KAAN kholkar sun lo.......
ReplyDeleteTET Weightage ka matlab ya to TET MARKS ka kuch percent ya fir
JIS candidate ne jyada marks prapt kiye hain Usko Prumkhta hota hai..........
Am i right or I am right
@ NAVED, MUSKAN ji
Sachin ji agar mere baare me kah rahe hai to sun lijiye mera ACD me 260. obc/male/science aur TET me 118 hai
Deleteसहारनपुर : टीईटी के प्रमाणपत्र लेने के लिए संयुक्त शिक्षा निदेशक कार्यालय में अभ्यर्थियों का भारी हुजूम उमड़ा। प्रमाणपत्र वितरण के लिए छह काउंटर बनाए गए थे। शाम तक 450 प्रमाणपत्रों का वितरण हो चुका था।
ReplyDeleteमाध्यमिक शिक्षा परिषद द्वारा 13 नवंबर को मंडल मुख्यालय(सहारनपुर) पर कराई गई टीईटी परीक्षा में 38 हजार से अधिक अभ्यर्थी पंजीकृत थे इनमें से करीब 95 फीसदी परीक्षा में शामिल हुए थे। परीक्षा का रिजल्ट कई दुश्वारियों से होकर गुजरा। अंतत: सारी अड़चनें पार के करने के बाद परिषद द्वारा सफल अभ्यर्थियों को संयुक्त शिक्षा निदेशक कार्यालय से प्रमाणपत्र देने का निर्णय लिया गया। शुक्रवार से चकरौता रोड स्थित संयुक्त शिक्षा निदेशक कार्यालय से प्रमाणपत्रों का वितरण शुरू करा दिया गया। अनेक अभ्यर्थी निर्धारित 10.30 बजे से काफी पहले ही प्रमाणपत्र लेने के लिए कार्यालय में पहुंचे। धीरे-धीरे अभ्यर्थियों का हुजूम बढ़ता गया। प्रमाणपत्र लेने के लिए अभ्यर्थियों को कोई परेशानी न हो इसके लिए कार्यालय द्वारा छह काउंटर बनाए गए थे। संयुक्त शिक्षा निदेशक शील वर्मा ने बताया कि प्राथमिक व उच्च प्राथमिक परीक्षा में सफल रहे 20 हजार 76 अभ्यर्थियों के प्रमाणपत्रों का वितरण कार्यालय से किया जाना है। शाम तक 450 अभ्यर्थी अपने प्रमाणपत्र ले जा चुके थे। उन्होंने बताया कि प्रमाणपत्र लेने के लिए अभ्यर्थी को स्वयं उपस्थित होकर मूल प्रवेश पत्र प्रस्तुत करना होगा।
Friends
ReplyDeleteif tet kewal patrata exam hota to RTE me ye kyo kaha jata ki candidet apne tet marks improve krne ke liye dowara tet de sakta h iska vivran neche rte act ke point no 11 me diya h
11 The appropriate Government should conduct a TET at least once every year. The Validity Period of TET qualifying certificate for appointment will be decided by the
appropriate Government subject to a maximum of seven years for all categories. But there will be no restriction on the number of attempts a person can take for acquiring a TET Certificate.
A person who has qualified TET may also appear again for improving his/her score.
wo weightage lene k liye sudhar kar sakata hai jaise man lijiye ncc me pahali bar "A" grade mila to B grade pane k liye dubar exam de sakate hai koai shak???
DeleteMr VKY Dont be hurted..........
ReplyDeleteif hurt I pay sorry.....
I also have ACD MERIT 260%+ and TET 123 , 110 marks
But if a person who get more Marks in TET Exam is more PERFECT to be a Teacher ........
Pahle jab ACD MERIT banti thi to jyada %% wale ko pahle job milti thi....
UNKA SAMMAN KARNA CHAIYE JINOHNE JYADA MEHNAT KI.......
Thanks dear
ha ha hum popat me 265-70 per laye hai ek exam kya nikaal liye jaise laga ki porra bramhand jeet liye
DeleteAj court ka tet k liye last faisla ayega tnanx
ReplyDeleteKya koi bata sakta hai ki faizabad mandal ka tet mark sheet kab bategi
ReplyDeleteFriends mere acd. Mai 265 no hai aur tet mai 100. But i m with tet merit bcoz mai esse bahut student ko janthi hu jinke acd. Mai to 260 se285 tak hai aur tet mai ya to fail hai ya below 100 hai. So plz support tet merit . Thanks
ReplyDeletebakawas band karo fake id wale primery me teaching k liye dimag/tailant ki zaroorat nahi balki dil, lagan, nistha, ruchi, kartvya parayanata ki zaroorat hoti hai!
DeleteGadbad to tet mai bhe hue hai mere ek friend ke pahle 17 no. The but sansodhan ke baad 126 ho gaye hai.pata nahe kaise . Savdhan rahne ke jarurat to hai.
ReplyDeleteGOOD MADHU VERMA
ReplyDeleteAnd thanks
Aap log mehnati hain......
Next time jab TET hoga to wo log mehnat kare aur 130 layen because they are the toppers......
I once again pay thanks to U........
Aap aage bhadengi jaroor .........
Mirzapur Mandal ke certificate Kab se milenge??? if anybody know pl. post a comment.
ReplyDeletegopal 121/m/science
muskan ji naved ji kal btc walo ki suwai thi kuch update ho to post kare
ReplyDeleteMuskan ji kal tet vs acd ka court me faisla tha. Kya hua.
ReplyDeleteFrndz,
ReplyDeleteDon't worry abt any decision.
When NCTE specified -
Weightage of TET marks for selection (if notification is true and no amendment after that).
So what a problem.
Thanks Muskanji for providing such a useful details.Candidates are son confused from a long time.
@MUSKAN ji ,
ReplyDelete@NAVED ji
And all Friends think
1- UPTET CERTIFICATE par ye Likha hai ki ye patrta 5 years tak valid hai......
2- Iska matlab ye hai ki any candidate 5 year tak PRIMARY or JUNIOR level k teacher banne k able hai......
3- So ye saval to Khatam ho gaya ki hum DEC 2012 tak hi valid the................
4- Iska mean ye hai ki jisne ye TET exam pass kar liya wo agle 5 years tak TEACHER k every pad k liye U.P me valid hai.......
SO DONT BE CONFUSED ON NCTE GUIDE LINE.......
If i am wrong then please correct----
Thanks......
@MUSKAN ji ,
ReplyDelete@NAVED ji
And all Friends think
1- UPTET CERTIFICATE par ye Likha hai ki ye patrta 5 years tak valid hai......
2- Iska matlab ye hai ki any candidate 5 year tak PRIMARY or JUNIOR level k teacher banne k able hai......
3- So ye saval to Khatam ho gaya ki hum DEC 2011 tak hi valid the................
4- Iska mean ye hai ki jisne ye TET exam pass kar liya wo agle 5 years tak TEACHER k every pad k liye U.P me valid hai.......
SO DONT BE CONFUSED ON NCTE GUIDE LINE.......
If i am wrong then please correct----
Thanks......
sudheer singh mae es blog mae abhi naya hau lekin koe bhi jankari mujhe jaldi milane par suchana bhej diya karuga. Aap logo me se koe bata sakata hae ki kanpur ke markseet kab milegi.
ReplyDeleteMy mo. 9559423514
CERT. ME FIVE YR. LIKH HONE KA MATLAB H KE AGAR GOVT. NIYAMANUSAR B.ED. KO PRIMARY KE LIYE FIVE YEARS TAK KABHI ALOW KARTI H TO HUM ELIGIBAL HONGE.
ReplyDeleteAUR GOVT. KO B.ED. KO PRIMARY ME ALOW KARNE KE LIYE NCTE KI AAGYA CHAHIA. THANKS
ReplyDeleteTet vs acd ka aaj court se faisla kab tak ayega pls kisi ko kuchh pata ho to batayen
ReplyDeletetet vs acd ka kya aaj faesala hona tha kya hua agar hua o kya faesala aya.
ReplyDeletekya graduation * b.ed * tet nahi ban sakat agar ha to plz koe batae . Aesa hone se cbsc se aye hua aur alag alag jagah se 10 * 12 kiye hua jyad n. Bale bhi bahar ho jayeg. So plz saport mi.
ReplyDeleteSonu ji, kya aap kanpur ke hain
ReplyDeleteGood Evening Friends! there is a good arrangement in saharanpur GIC to distribute tet certificate. thanks to all staff. i get my primary& upper primary certificate within 30 minute
ReplyDeleteyes mai kanpur hau .
ReplyDeleteaur maen tet ka samarthak hau.
ReplyDeleteMr SONU, KYA GRADUATION OR B.ED ME EK JAISI MARKING HOTI HAI?
ReplyDeleteKOI AP KI BAT KA SPRT NAHI KAR SAKTA.NO NEVER
kya ctet aur upte ka standerd ek jaisa hota hai??? jab poore india me quality wali education ki baat ki ja rahi ho tab to uptet ek dum raddi ! kachara hai???
Deletemain bhi kanpur se hoon. main bhi tet ki samarthak hoon aur bhagwan kare aaj faisla hum logo k paksh me ho
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletekanpur me tet markshet 30 jan se milegi
ReplyDeletemeerut mandal ki marksheet 24 se milni shuru ho gayi hai 24 january ko 7000 marksheet ka vitran hua aur aaj lagbhag 8000 ki. main bhi apni marksheet le aaya hoon jiske liye candidate ko khud admit card lekar jana hoga candidate gic meerut se apni marksheet le sakta hai jo ki roadways bus stand se 1 km duri par hai
ReplyDeleteCase Status - Lucknow Bench
ReplyDeletePending
Misc. Bench : 25 of 2012 [Lucknow]
Petitioner: KULDEEP SRIVASTAVA [P.I.L.] CIVIL
Respondent: STATE OF U.P. THROUGH PRIN. SECY. DEPTT. OF BASIC EDU. LKO.
Counsel (Pet.): IN PERSON
Counsel (Res.): C.S.C.
Category:
Date of Filing: 02/01/2012
Last Listed on: 16/01/2012 in CJ Court
Next Listing Date (Likely):
This is not an authentic/certified copy of the information regarding status of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may be brought
kanpur me tet markshet 30 jan se milegi
ReplyDeletebarut ji phir kyun aap up basic education ki naukri ki raah dekh rahe hai aap jaise high standard logo ke lqayak ye naukri nahi hai
ReplyDeletehahaha akhir aa gai na o baat jo mai kahana chaha tha o aap ne apane mukh se kah hi diya ! garr tet ka standerd wakai low hai to fir merit acad. (jiska stanerd v aap logo k nazariye se low hai) ko banane me kya broblem hai????
DeleteGorakhpur ke marks sheet koi batayaga kab se milagi
ReplyDeleteacd merit walon edu. SAMVARTI SUCHI ka vishay hai. state bhi new guideline jari kar sakta hai. isme ncte ne kya rule banaye hain.....isme state change bhi kar sakte hain
ReplyDeletehahaha to fir hathi(maya) kyo ncte ke samane hath pawa patakati rahi ki mai tet nahi karungi leki ncte k dabav me karana pada, aur ek baat aur ncte ek sanvaidhanik sanstha hai aiske rules ko badalane k liye lok sabha me bill pass kara padega yani ncte ek tanasah sanstha ho gai hai
Delete25 jan court ka dcision pending
ReplyDeleteACD WALO KO COMMENT KARKE APNI BHADAS NIKALNE DO.
ReplyDeleteINKI BAT PE ZYADA DHYAN NA DE.
ACD MERIT KA TIME OVER HO RAHA HAI.
constitution me education samvarti suchi ka vishay hai. isme state and central dono apni guideline jari kar sakte hain. isliye up government ko poorn right hai ki oh apne anusar niyam change kar sakta hai. so gov. decided tet merit
ReplyDeleteSELECTION ONLY TET BASED ASOCIATION.........................
ReplyDeleteSABHI TET PASSED SATHIYO AAJ HUMNE GIC MEERUT ME JAHAN SE TET CERTIFICATE KA VITRAN HO RAHA HAI WAHAN HUMNE BANNER OR PAMPLATE BANTKAR SABHI LOGO KO JAGROOK BANANE KA EK CHHOTA SA PRAYAS KIYA HAI JISME HUM KAFI HUD TAK SAFAL RAHE OR HUMME LOGO KA KAFI SUPPORT MILA JISE DEKHKAR YAHI LAGA KI JYADA LOG TET BASED MERIT KE FAVOUR ME HAI OR AISE LOG KUM HAI JO ISKE KHILAAF HAI ISILIYE MAIN AAP SABHI LOG JO TET BASED MERIT KE PAKSH ME HAI WO BHI APNE CENTRE PAR ISI PRAKAR LOGO KO APNR SAATH JODNE KA PRAYAS KARE OR ADHIK SE ADHIK LOG HUMMARE IS ABHIYAN ME HUMARA SASATH DE
THANK YOU ALL FOR YOUR VALUABLE SUPPORT
KAL SABHI DISTRICTS K BSA ki LUCKNOW me meeting thi
ReplyDeleteunse AFFIDAVITs le liye hain ....
jo ki 1 FEB ko H.C me diye jaayenge.....
Mr. BARUTA
CENTRE ki jobs nikalne wali hain
CTET k baad ek exam aur hoga........
CTET me jao dekho kitne paani me ho ya merit ko dekhte rehna.......
a ctet tum jaise teesmar khan k liye hai baruta jaise nakalachi acad. walo k liye nahi pata chal jayega uptet k toopero
DeleteKAL SABHI DISTRICTS K BSA ki LUCKNOW me meeting thi
ReplyDeleteunse AFFIDAVITs le liye hain ....
jo ki 1 FEB ko H.C me diye jaayenge.....
Mr. BARUTA
CENTRE ki jobs nikalne wali hain
CTET k baad ek exam aur hoga........
CTET me jao dekho kitne paani me ho ya merit ko dekhte rehna.......
binay baruta shirf bhartee k liye dharana pardashan me bhag lega na ki saelection base ki dalali karega! bas bhartee honi chahiye chahe base kuchh v ho......
ReplyDeleteVINAY BHAI,
ReplyDeleteTENSION NA LO.BHARTI TO HONI HI HAI.
baruta ctet 29 jan ko hai apni qualification ka aaklan kar lena
ReplyDeleteakalan karane ki zaroorat tum jaise uptet toppero ko hai baruta ko nahi ...ctet me sari tismaar khan banana nikal jayega
DeleteAaj court me kya hua?
ReplyDeleteNaved sir kahan hai?
ReplyDeleteKripya court ke decision ke bare me koi update dijiye.
kuch students ne 2 mahine coaching karke exam diya, kuch students ne 1 mahine coaching karke, kuch students ne 2 mahine taiyari karke aur kuch ne 1 mahine taiyari karke exam diya bina coaching ke aur kuch ne kewal 15 din taiyari karke exam diya aur kuch ne kewal 7 din taiyari karke. kehne ka tatprye ye hai ki kuch logo ka kehna ki 100 numbers ya usse kum number lane walo ko dhawa khol lena chahiye. kya ye kehna sahi hai . is par sabhi log apne comment jaroor de.
ReplyDelete@NAVED
ReplyDeleteplz aaj b.t.c k decision ki news update karna kyuki kal wala decision aaj hoga
baruta spast shabdo me kahata hai ki tet k merit se koai problem nahi hai lekin kuchh log acd. ka beadhar hi apaman kar rahe hai jo uchit nahi hai, fir jo reason maine diya usme koai galt kahi ho to us point ko bataye na ki dusaro ko nasahit de.
ReplyDeletemere prt me 98 aur upper prt me 99 marks hain. mene prt exam 7-8 din padkar diya aur upper prt bina taiyari ke diya. me apni speed par control nahi kar pane ke karan exam me accha nahi kar paya. kya me 110-15 marks lane walo se kam hoon . kya me naukri paane ka haqdaar nahi hoon. gov. ko uptet ke application form me hi bata dena chahiye tha ki merit kewal uptet se hi banegi
ReplyDeletenahi dost aap kisi se kam nahi hai us time ki baat hoti hai ho sakata aap ki health us time sahi na ho aap ke parivar ik samastya ho ya fir koai aur yahi baat a teesmar khan nahi samajhate hai na
Deletenahi dost bilkul galat hai aise IGO (aham, teesmar khan) kahate hai, jo tet me 120 number kya paa gaye jaise lagata hai ki samane wala ek dum poat hai, mai aisi baat ka virodh kra raha hoo na ki tet merit ka
ReplyDeleteSaharanpur mai Urdu ki tet marksheet aai hai ya nahi....plz tell me
ReplyDeletekuch log jinke jyada marks aa gaye hai beh num numbers lane walo ko bebkoof samajh rahe hain. me unhe ye batana chahta hoon ki agar dam hai to hone digiye ek aur exam pata chal jayga daal aate ka
ReplyDeleteRaju ji,
DeleteNirash na hon, tet exam hota rahega.
Lekin is baar koi bahana nahi chalega,
TET exam ki taiyari ke liye samay jarur nikalna.
;-)
mane second lng. Mai urdu liya tha sahranpur mai tet marksheet ayi hai ya nahi. Plz.tell me
ReplyDeletedekha dost kuchh log mere logic se jhaalla kar mujhe gaali bak rahe hai aise log v teacher banange, mai unhe batana chahata hoo ki mukh baruta k paass v hai .....
ReplyDeletesaharanpur me urdu ki tet marksheat aa gyi h
ReplyDeleteDear all,
ReplyDeleteToday some good people have done good job by pasting their contact no. at G.I.C we must stand with them
Varun raj sharma ji thanks a lot
ReplyDeleteaapke prayas sarahniy hai
saharanpur mai humne ye kam 24 jan se shuru kr diya hai
Good evening to all,
ReplyDeletePls. send update comment
Barauta ji aap pareshan na ho sachchai ye hai ki jin logon ne apne academics ke exam ke time par padhai nahi ki, unke academic records continuosly kharab ho chuke hai,aur single tet exam me tukke ya kisi aur tarah 120 ke upar hasil kar liye hai,to unko ko bina mehnat ke hi jackpot mil gaya hai,ab wo continuous good record academics ko bhi galiyan de rahe hai,unhe lagta hai wo best hai,jabki sacchai ye hai ki jo talented hai wo tet aur academics dono me hi aage hai,aur wo kisi ko bhi chota nahi samajhta,
ReplyDeleteaapko jo log galiya de rahe hai wo tukkebaj/nakalchi hi hai.
Baruta bhai ek dam sahi bola
ReplyDeletemy acd z above 250 n tet marks z130.what chances do i have?
ReplyDeletemy acd z above 250 n tet marks z130.what chances do i have?
ReplyDeleteKoi tet mark sheet ke bare mai bataye ki us me no. Subject wise hai ya ek sath total diya hai...plz
ReplyDeletehi
ReplyDeleteYe raju bhi jo log esa kahte he wo galt he wo dusaro ki pareshani ko nahi samchhte he
ReplyDeleteManoj kumar gupta,
ReplyDeletecc:- Vikas raj sharma
Your effort are priceless & excellent keep it up......must try to spreed the same information at all over up districts
abhi news mili hai merit tet k aadhar par hi banegi court ne faisla de diya hai.......
ReplyDeleteabhi news mili hai merit tet k aadhar par hi banegi court ne faisla de diya hai.......
ReplyDeletemadhav bhaijan,
ReplyDeletelekin high court me judgement to pending show ho raha hai
Please update the news.
ReplyDeletekahan se apko news mili hai
ReplyDeletemadhav ji apko kese pata chala news k bare m..
ReplyDeletedekiye hi acd walo aap jyada intelligent ho aap IAS PCS IFS ke yogya ho n ki ek primary teacher ke isiliye to aap logo ne ek easy test achchhe marks se pass nahi kiya.agar aap chahte to aap sabke 150-150 marks tet me hote.atah aap kyon pachde me padte ho officer banna aur raj karana in hi tet walo par good luck.
ReplyDeletemadhav bhai jara news ko clear kariye kyonki maine high court ki wbsite me dekha to wahan pending show ho raha hai
ReplyDeletenitoo ji main aapse sahmat hoon
ReplyDeleteare madhav bhai kahan gaye
ReplyDeletepls reply
@ Manoj Kumar Dwivedi ji
ReplyDelete(January 25, 2012 12:33 PM)
@ .Said ji
(January 25, 2012 5:37 PM)
@ Vipin Sharma ji
(January 25, 2012 5:45 PM)
and all dear Frndz,
no updation is available on high court's site regarding today's case and yesterday's case.
Madhav ji ye clearkariye ye news kisne di aapko
ReplyDelete@ Sachin Sharma ji
ReplyDelete(January 25, 2012 10:35 AM)
u r right as per NCTE guidelines any appointing authority must be include the weightage of TET (may be 100% or may be some less) in PRT selection.
@ Sachin Sharma ji
(January 25, 2012 2:18 PM)
FOR this I hav a example:
let us consider NCTE as DOCTOR
Appointing authority as NURSE
B.ed stu as PATIENT
TET certificate as MEDICINE
If a DOCTOR instructs NURSE to give the MEDICINE to PATIENT, and the MEDICINE has expiry date of 5 years from current date.
Now as per DOCTOR's point of view when PATIENT recover from sickness or MEDICINE not suits the PATIENT will in that case the 5 years validity of MEDICINE is useless.
Mujhe lagta hai ki madhav bhai majak kar rahe hai.
ReplyDeletegajani bhai ek story sunata hu- ek ghodo ke astbal me kuchh gadhe aaker dhonchi karne lage ghodo ne socha inko thodi der karne do jab unki bat kisi ne nahi suni to gadhe ek ek karke thakkar maidan chhod kar ghar chale gye
ReplyDeleteplzzz tell me.....jisne b meerut mandal se tet marksheet le li hai plz ye btaye ki only working days par hi marksheet milege basant panchmi ki chutti hoge kya....??
ReplyDeleteAre bhai koi dusara truthful person judgement ke baare me bataye.
ReplyDeleteplzzz tell me.....jisne b meerut mandal se tet marksheet le li hai plz ye btaye ki only working days par hi marksheet milege basant panchmi ki chutti hoge kya....??
ReplyDeleteMuskan ji ab aap khud court ke decision ko bataye ki court ne decision diya ki nahi.
ReplyDeleteMuskan ji maine morning me aapko comment published hone ke galat time ke baare me batlaya tha ye ab bhi sahi nahi show kar raha hai.Please do correct.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletePlease stop argument bekoz decison is in court's hand.
ReplyDeletemuskan ji aaj ke high court ke judgement ko clear kariye
ReplyDelete@Naved &@Sachin Sharma ji,
ReplyDelete1. Weightage of TET Marks means to use TET marks for selection (how much its %age use for selection depends on authority concerned)
Both of U r correct.
2. About TET certificate validity of 5 years.
Notification Authority (in most of case ) put a remark - "depnds on law amended time to time", "This notification supersede on all other notifications", similarily TET qualify is not confer right for job.
------------------
If RTE Act not permits selection after a certain period then TET marksheet have no value after that.
........
This I felt.
For Today's judgment, may be server is not updated.
ReplyDeleteHowever I have noted some other recent judgements for TET and shall be available to you.
mamta ji meerut me tet marksheet kewal working days me milegi 27 aur 30 january
ReplyDeletehi
ReplyDeleteRajesh Row Allahabad,
ReplyDeleteAap kahan hain?
Kya nirnay hua court mein?
Koi kaam ki khabar dene ke time gayab ho jate ho. Faltu.......
manoj gupta urf padma ji aapki itni badi fauz hai,sabhi aapke contact me hai,fir bhi court ke decisions apko nahi pata hai,aap log kya kar rahe hai,koi allahabad ke candidate se contact kar ke update dene ka kast kare
ReplyDeletee hathi k tand wala fauz to nahi hai???
DeleteS.D. On Ji.....
ReplyDeleteAap to hardam on he rahte hai......
but don't worry court jo bhe decision dega usme sabki bhalai he hogi because this time is very crage of TET...... Bina clear information ke kuch bhe bolna accha nahi hota hai... mujhe pata hai sabhi ko besabri se is order ka Intzar hai but.... do you understand all candidate releaxable..
yaha kuch log apne aap k pta n kaha k maharaja smjh rhe h 120 aur 130 se km no h hi nhi kisi k bhai log apne roll no bhi saath h post kre....kuch maharaja logo k bt krne k trika aisa h jaise unke alava koi pdhta h nhi h agr wo ek test m jyada marks le aye to wo log bekar h gye jo contnous accha krte aa rhe h...shame 4 those
ReplyDeleteMirzapur main TET cetificate kab se milenge, Kisi ne Nahi bataya. Pl. give some information about Mirzapur mandal.....
ReplyDeletee ka
ReplyDeleteCentral Teacher Eligibility Test- JAN 2012(CTET-JAN 2012)
ReplyDeleteElection Commission of India has advised CBSE that the Central Teacher Eligibility Test – JAN 2012 scheduled to be held on 29/01/2012 in the states of Manipur, Punjab and Uttarakhand may to be postponed on account of General Election for Legislative Assemblies in these states.
Under this circumstances, the Central Teachers Eligibility Test – JAN 2012 in the above states are postponed to 5th May, 2012 (Saturday).
The candidates appearing from the above examination centers are advised to preserve the Admit Cards to appear for the postponed examination on 5th May, 2012 (SATURDAY).
In the remaining states the CTET-JAN 2012 examination will be held as per the Schedule on 29.01.2012 (Sunday).
The details of the examination are as :
http://cbse.nic.in/PRESS%20NOTE%20FOR%20SECOND%20CTET%20EXAM_2012.pdf
@Navedji,
ReplyDeleteThanks for update.
Many visitors get UPDATE about CTET.
Thanks
~Muskan
3 mahine pahle ki baat hai .
ReplyDeletethere are two words .
1- Weightage ( bharank)
2- prefrence ( variyata)or pramukhta
exaplanation-----
1- Weightage ( bharank)-----
by example -- appne dekha hoga b.ed entrance exam mein ncc ( national cadete core ) ka C certificate hone par 10 marks ka Weightage .
or
nss mein 2 year ki sewa ka 5 marks ka Weightage ( bharank) diya jayega.
2- prefrence ( variyata)--
b.ed ke saath m.ed kane wale candidates ko ( variyata)or pramukhta di jayegi.
----------------------------------------------------------------
ncte ne kya kaha hai ...............................................................
hello biradar....
ReplyDelete!!=--.._..--_.;
ReplyDelete!!=--.. ..-=_;
!!=--.(*).-=_;
!!=--.._..-=_.;
!!
!!
!!
I Love MY India
JAI HIND.
*Happy Republic Day*
..-._.--.
ReplyDelete'-., .'
_-' I '-._ _.._
._.-.' LOVE ' -' .-'
'._/| MY , ';'-
'. INDIA /
'. .'
'.,_,.'
Jai Hind.
Knp. Mandal k tet certificate 1 feb. Se milenge.
ReplyDeleteKya koi btaega 25 jan. Ko court ka koi naya decision aya tet merit k bare me.
No 8896967054
Basti mandal ka cert 24 and 25 jan ko gic mai banta gya hai
ReplyDeleteye information basti mandal ke amit ku gupta ji ne call karke di hai
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteIn Meerut t.e.t. marksheet will be distributed upto 2 feb.
ReplyDeleteIn Meerut t.e.t. marksheet will be distributed upto 2 feb.
ReplyDeleteBhaio ajj sabhi ko ek sath aane ki jarurat hai.
ReplyDeleteSabhi b.ed walo se anurodh hai ki vo voting ka bahishkar kare.
please contact me: 08869819726
BHAIO AAJ HUM SABHI KO EK MANCH PAR AANE KI JARURAT HAI.
ReplyDeleteSABHI B.ED DHARKO SE ANURODH KI VO VOTING KA BAHISHKAR KARE.
Please contact: 08869819726
bhaiyo mai ye janna chahta hu k agar sarkaar ne koi galti ki to uski saja hum logo ko kyo. humara gunah kya hai. itne din se humara mansik aur aarthik soshan ho raha hai uska kya.agar bharti nahi hui to tet markssheet lekar kya karoge.
ReplyDeletebhaiyo mai ye janna chahta hu k agar sarkaar ne koi galti ki to uski saja hum logo ko kyo. humara gunah kya hai. itne din se humara mansik aur aarthik soshan ho raha hai uska kya.agar bharti nahi hui to tet markssheet lekar kya karoge.
ReplyDeletebhaiyo mai ye janna chahta hu k agar sarkaar ne koi galti ki to uski saja hum logo ko kyo. humara gunah kya hai. itne din se humara mansik aur aarthik soshan ho raha hai uska kya.agar bharti nahi hui to tet markssheet lekar kya karoge.
ReplyDeletei want to know that if a candidate didnt collect his/her certificate from meerut mandal than what would be the procedure to collect that now.
ReplyDeletekindly let it clear if someone knows