सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Tuesday, January 17, 2012
UPTET : Police searched documents in Basic Education Department UP
76 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
TET TOPPERS MORCHA SANGH-
ReplyDeleteFriends aaiye ham sab tet toppers yani jin logon ne 130 ke upar marks paye hai mil kar in gadho( jin logon ne itne asan se paper me 130 number bhi nahi paye)ke khilaf awaj uthaye.
Yahan apne apne tet roll no.(compulsory),contact no.jarur display kare.
Ham sabhi log mil kar supreme court jayenge aur ramjeth malani ko utarenge
apka apna
.said
mr. said aap doosro ko gadha kah rhe hi agar aap itne hoshiyar hai to aapke 150 no kyo nhi aaye.or itne hoshyar ho to abhi tk job pa chuke hote.aadmi jaisa hota h use b vaise hi dikhai dete hai
ReplyDeletemai tet merit ka virodh nhi karta.merit chahe tet ki bane ya academic mere liye dono achhe hai.lekin jinho ne tet me kam no paye hai ynka majak to na udao.ye plateform aapko apni bat rakhne ka moka deta hai rajneeti khelne ka nhi
ReplyDeletei am agree with rajesh soni Mr. said apne apko bahut inteligen samgh rahe he inhe to ias/pcs me jana chaiye yaha kaha choti moti naukri ka chakar me pad gaye ye.He is very selfish jo sirf apne bare me soch rahe h.
ReplyDeleteOk
ReplyDeleteAre bhaiyo tet mai gadbad to hue hai . To lokayukt ke pass jane se aapko kya problem hai. Waise bhe abhi to hamare pass time hai.
ReplyDeleteAap kam number pane wale hi bar bar court jate ho,lokayukt se sikayat karte ho,tet me dhandhali ka halla machate ho,isse ham tet toppers ko nukari milne me dikkat aa rahi hai,tum log to gadhe ho tumhe naukari to milni nahi hai isliye ham tet toppers ki naukari ko bhi bardast nahi kar pa rahe ho aur adanga laga rahe ho
ReplyDeleteham bhi chup nahi baithenge aur supreme court jayenge aur ramjeth malani ko utarenge,
tet failure morcha first went to the court before uptete exam to oppose tet based recruitment and then court dismissed the case. Thenafter they went again in court against uptet based merit after uptet exam and second time court dismissed the case. A chain of writ has been charged against vacancy to stop recruitment. A lot of hindrance has been creating till now and go on . And now they are looking forward towards lokayukt.
ReplyDeletemr. said gadhe to tum ho.pahle apna nam likho or tet roll no or academic merit or age.phir pta chalega k gadha kon hai.mujhe na tet merit me problem h na academic merit me.samjhe.
ReplyDeletejo court ja rhe hai vo failer hai lekin unhe b apni bat rakhne ka haq h to apni bat rakhne do.dheere-2 sab sant ho jayenge.tum kyo apna para badha rhe ho
vacancies to bhari hi jayengi kuch let jaroor ho sakta h.
agar tum jyada hi kabil ho to tet k bare me sochna chhodo.kyoki teacher desh ka future banata h tum jaise log jo thode me hi ghabra jate hai kya bachho ko talim doge.
agar bura lage to sorry.
Mukesh ji yahi to mai bhi kah raha hu ki ye gadhe hai jo ki 130 no.se kam paye hai aur tet merit ka virodh kar rahe hai.
ReplyDeleteHam log TET TOPPERS MORCHA SANGH bana kar supreme court jayenge,aur in gadho ko mar bhagayenge
The slogan of tet failure morcha is that -"hum to kha nahi paaye tumhe bhi nahi khane denge". This is the mentality of such candidate group.
ReplyDeleteBilkul sahi kaha apne mukesh ji,ab hamara(TET TOPPERS MORCHA SANGH) ka slogan hoga...'SUPREME COURT CHALO'AUR 'GADHO KO MAR BHAGAO'
ReplyDeleteRajesh soni ji
ReplyDeletechalo thek hai sabko apni baat kahne ka hak hai. lekin ek baat batayen mujhe jo fail hue hain vo kya kahne ka haq rakhte hain aur vo kya kahna chahte hain?
In my opinion tet passsed candidate should file a case against such candidates who are involved in rubishing the future of 270000 tet passed candidate and for mentle torcher.
ReplyDeleteRajesh soni ji
ReplyDeletechalo thek hai sabko apni baat kahne ka hak hai. lekin ek baat batayen mujhe jo fail hue hain vo kya kahne ka haq rakhte hain aur vo kya kahna chahte hain?
jawab dijiye bhai
i m waiting
Dhandhali dhandhali dhandhali...sunn k kaan pak kagay hai...kisi k paas sabut hai?ya koi aise student ko janta ho jiske number paise dekar bdhaye gaye hai uske name se FIR darj karao.bina kisi sabut ke wun logo ka apman kyu kiya jarha hai jinhone apnimehnat se number paya hai.jinke kam number aye hai unke sath meri hamdardi hai.lekin exam me kam jyda number hota raheta hai.jaruri nahi ki jo kam number paye hai wo padhne me kamjor hai ya gadhe hai..ho skta ho wus din unka luck unka sath na diya ho..kuch bhi ho sakta hai wus din vishesh me..lekin OMR shhet me agar apne 90 marks ka sahi karenge toh utna hi milega na?kisi ka jyda number agya toh bura kyu lag rha hai..ye soch bahut buri hai...abhi ye jindagi ka last exam nahi hai..bahut exam honge jisme pass fail laga rahega...ye ekdm se tamasha bana diya gya hai...aise parampara agar shuru ho jayegi toh kabhi berojgaro ka bhala nahi hoga..har bar log highcourt jane lagenge..kya ab highcourt hi har result decide karega..toh fir kisi board ki jarurat hi kya..mujeh ye pata hai ki highcourt se hame nyay milega..sabkuch achche se hoga bas ye galat parampara shuru ho gayi highcourt jane wali..ab TGT PGT har exam ka faisla highcourt me hoga..bas isme ek burai hai ki ye time taking hoga..jo sahi hai wo toh har jagah sahi hi rahega..chahe board chek kare chahe court...
ReplyDeleteThe person (.) who give first comment on this post is TET looser, Ask for his roll no.(May be he give for some other one).
ReplyDeleteHe want to justify in absive language to favour TET merit.
It clearyly show his intention to amke - down images of TET meritorious.
Many persons uses cheap tactics, even some person involved with u as a merit holder to know all the details, your actions.
And trying to make counter actions hiddenly.
Beware from them.
They don't want unity in TET meritorious, and any kin of oppose.
One side so many persons spend so much money for this PRT selection but other side some persons oppose any unifide oppose.
Ashish Srivastava ji
ReplyDeleteaap jaise logo ki bahut jarurat hai es pradesh ki sabhi naukriyo mai bharti k liye.
kya apko nahi lagta ki high court ko bhi es bare mai koe guideline jaari karni chahiye ki jo log aisi harkaten kar rahe hain un logo par lagaam kasi ja sake aur aisi faltu ki writ lagne aur bharti ko prabhavit karne ki koshisho ko roka ja sake.
lekin hamare desh k samvidhaan ne aise logo ko chhut de rakhi hai ki jo bhi jab bhi chahe court chala jaye bhale hi koe base ho na ho proof ho na ho.
kam number walo ka to banta hai ki vo merit ka virodh kar rahe hain taaki unhen bhi naukri mil jaye der saber court unhen bata bhi dega. lekin ye fail wale kyo bavaal machaye hain, jab vo test se baahar ho gaye to unka to koe hak hi nahi banta hai ki kisi bhi tarah ka hastchhep karen. sabse enki pahchan ki jaye aur en par panality lagaye jaye jaisi us satypal par lagaye gaye aur esko kisi bhi haal mai maaf na kiya jaye.
bhaiya,failer ho ya kam no wale sab apne man ka gussa nikal rhe hai.isliye court ja rhe hai
ReplyDeletelekin ye galti state govt. ki hai jo itna let tet karwaya.ncte ne 1 1/2 sal pahle tet k liye bol diya tha
phir b hame kanoon pr bharosa h merit tet ki hi banegi or prakriya b jald suru hogi.
lekin mr. said jaise logo k liye gadhe shabd ka yse b nhi kiya jana chahiye kyoki gadho ka apman hoga.
jise apna nam likhne me sharm aati ho vo kitna kabil hoga
mr.said apna roll no.de jra hum b dekhe ki apke 130 he.kya or 130 wale kitne hai apko pata ha.ya phir khali bak bak karna hi janta ho or agar jyada int. ho to kyo is nokri ke liya parashan ho reha ho or b bahut nokri is india m tum ko saram nahi ayi ase sabd use karne m mujhe to nahi lagta ki tum master banne k layak ho.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete@ Said
ReplyDeleteMerit 105 k aas paas jayegi aur girls ki 100 tak jayegi so bekar ki baaten karke logon ko na bhadkayen. hame pata hai ki aapke dimaag me kya chal raha hai....
Merit Isase upper nahi ho sakti isase kam jaa sakti hai yeh depend karta hai ki kitne candidate eligible nahi hai(appearing, ba, bsc etc)
bhavnaji aap ka anumaan ekdam sahi hai ! Keo ki other state ne bhi tet pass kiya hai lakin bharti me samil nahi hai
ReplyDeleteagar bharti me imandari hogi to bharti ko koi nahi rok sakta.agar imandhari nahi hai to koi bhi coart ja sakta hai. jiska hak dhandali me chhina gaya hai wo to jarur janch ke liye coart jayega.kyoki uske number kam hai.number badwa kar kuchh log unka haq chin liye hai.agar aisa nahi hua hai to ham kyo dar rahe hai.imandaro kyo dar lag raha hai.jo bhrast hai unhi ko dar lag raha aur apne ko topper batakar chilla rahe hai.jo asal me topper hai usko kabhi dar nahi lagta kyoki unke liye naukriyo ki kami nahi hai wo log naukri ke piche nahi naukri unke piche rahti hai. paise dekar koi bhi top kar sakta aur vahi chilla raha hai hai jiski is tet ke shiva aur kuchh pass karne ki aukat nahi hai.
ReplyDeleteye baat to 100% sahi hai.
ReplyDeletemain Bhawna aur Ashish se sehmat hu..ye @said koi failure hai ya Kapil yadav ka bhai hai..ye nahi sudharne wale
ReplyDeleteCourt ko samghana chia ki bina Good GROUND ke kise bhe writ par bichar nahi karna aur unusual writ per BEG cost lagane chaiye..... gisse court ka time barbad karne wolo ko big message jai.
ReplyDeletefriends
ReplyDeletefail wale jo kah rhe h ki dhandli hui h unhe chillane do aap sabhi pass candidet pareshan mat ho inke kahne se lokayukt janch nahi karega aur agar krega bhi to aap pareshan na ho janch me agar koi adhikari fasta bhi h to use naukri se nikala jayega tet cancel nhi kiya ja sakta is baat ka history gawah h
Bhalai ka to jamana hi nahi hai,achcha karne chalo to log galiya dete hai,are supreme court nahi jaoge to ye bharti kabhi puri nahi hogi.
ReplyDeleteTet toppers utho ,jago aur supreme court chalo
Janch ke nam par bharti ko latkaya ja raha hai,lokayukt ko jin logon ne janch ke liye likha hai,unlogon ne apna tet roll no.aur detail bhi diya hai,unsabhi ke number 120 se kam hai,ye wohi log hai jo jante hai ki unko job nahi milega ya badi muskil se milega aur apne ghar ko hamesa ke liye chodna padega,isliye wo chahte hai ki ye bharti tet merit par na ho.
ReplyDeleteTet toppers utho,jago aur chalo supreme court
said bhaiya
ReplyDeletepahle h.c. se to nipat lo tab vaha jana aur ye naukri keval toppers ko nahi balki kae aise logo ko bhi milegi jinke number toppers se kam hain so aap sabhi ko gadhe kahkar beijjat na karen.
vaise supreme court mai kya base leke ja rahe ho bata dete to ham bhi chalte saath mai.
Bhavna ji aap kis base par kah rahi hai ki merit 105 tak aayegi,maine varanasi mandal je 3000 logon ke result check kiye hai,roll no.13002070 se 13002370 tak ,aur isme 60% log pass hai,jinme se 45% candidates ne 100+ marks paye hai,to bilkul galat suchna aap de rahi hai ki 105 merit aayegi
ReplyDeleteMaf kijiyega maine roll no.galti se 13002370 likh diya par waha 13005370 hai,
ReplyDeletebhai logo madhayamik shiksha parishad ki chawi hi aisi hai ki dhandhaloi na ho ye baat hajam nahi hoti hai,rahi baat tet merit ya acd se selection ki to philhal vigapati ke nirasat hone ki sabhawana 99.99% hain kayonki anek mamlo me aisa hua hai aur yadi uchha adhikaryo ne vigyapti nikali hai to use nirast kiya gaya hai,example ke liye anek department me group 3rd aur 4th ke niyukti adhikari jile star ke ya chote level ke adhikari hote hain aur vigyapan wahi nikalte hain.pichali sunwayi ko judge ne lagbhag ise cancel kae hi diya tha kewal basic shiksha ke vishes agrah par 2 feb ki date di hai.
ReplyDeleteHehehehehehehe...ek aur avyavastha...mera ek form vapas agya..8 days pahale post kiya tha maine...ab kya bolu mai...waise mujhe koi khas fark nahi padne wala isase..lekin agar aur wapas aane lage toh kya hoga??
ReplyDeleteVivek bhai apki sambhavna 99.99% galat hai.thora ja kar madhyamik shiksha parishad ki website chek kar lijiye..ab agar janbujh ke sarkar case haar jaye toh alag baat hai nahi toh niyamawali me saaf saaf likha hai ki special condition me vacancy sayunkt rup se nikali ja sakti hai.yaha 3rd class aur 4th class ka example nahi chalega.
ReplyDeleteare said bhai
ReplyDeleteye sab aapka andaza hi to hai aap ye sab average bata rahe hain. agar 60 % pass hain to lgbhag 3,56,400 log pass hone chahiye sab milakar.
enka 45% yaani 160380 ko 100+ hona chahiye jab ki aisa nahi hai. aapne reservation ki bhi koe calculation nahi ki hai. esliye apke data bilkul galat hain. kisi bhi single mandal mai 60% log pass nahi hue hain.
esliye merit kaha tak chali jaaye eska koe ankadaa nahi hai.
jab tet hua nahi tha tab bhi log bade bade daave kar rahe the jab paper samne aya to andaaza dhara rah gaya logo ka.
merit ka 100 tak aa jana koe badi baat nahi hai kyonki en sabhi pass logo mai se sab daud main nahi hai. pass hone walo mai kam se kam 100000 log baahar ho jayenge.
@bhawana
ReplyDeleteMaine isi site par suna ki lakhimpur me 2.48 lack forms aaye hai,ab job ke liye forms wo hi bhejenge jinke documents pure honge,jabki abhi kai hajar logon ke form diet se 9 jan ke bad pahuchne ke karan wapas kar diye ja rahe hai,
agar ham 3.0lack pass me se 2.48 ko hi job ke liye eligible mane to bhi inme 45%ne 100+ and 40% ne 105+marks paye hai,yani 72825 seat ke liye karib 1.116lack candidate hai jinhone 100+paye hai .
Mere hisab se general ki merit kisi bhi dasa me 115 ke neeche nahi aa payegi
dil bahlane ke liye ya logo ko apne favour me karne ke liye aap kuch bhi kah sakti hai,105 ya 100
Yahi madhyamik shiksha parishad ki chhavi kalyan singh ke samay sabse achchi thi..up board se jyda kadak kahi koi exam nahi hota tha..iski chhavi ek khas CM ne kharab ki jinka mai name nahi lena chahta vikas bhai..shayd apko bura lag jaye...
ReplyDeleteUnhone hi board ke exam ki kimat khatm kar di aur madhyamik shiksha parishad ko badnaam kar dala.kuch logo ko fir se unhi ka intezar hai ki wo CM ban jaye fir unka bhala ho jayega...aisa kuch nahi hoga dost desh me savindhan naam ki bhi chij hai..sabhi ek vishesh jaati wale ye soch k baithe hai ki unka cm ban jayega toh unhe naukari mil jayegi.arey kab tak murkh banoge jara aankh khol k dekho...kab tak unke chal ka shikar banoge aap log?wiase bhi abhi 4.5% reservation ki katauti huyi hai..agar wo CM ban gaye toh 18% reservation dene ka wada kiya hai..soch lo ap log kaha thaharoge??18% ki katauti bahut hoti hai..kuch nahi bachega aap logo ke hath me..isliye ab cast ke base pe sochna band kijiye..mehant se kaam kar ke sach ka sath dijiye...ye nirast ho gya toh kisi ko naukari nahi milegi...
ashish ji special condition hai lekin uske procedure ko follow kiye bina hi
ReplyDeletebasik shiksha vibhag ne vigyapa nikala hai warna judge ne es yachika ko pahle hi khariz kar diya hota ,mai court me tha aur es baar yadi basik shiksha dept ne sahi sabut nahi diye to mamla latak sakata hai.philhal bhagwan se manaiye ki aisa na ho aur
bharti jald se jald ho
Court ko bharti complete karne ka order dena chahiye. Jo log select ho jaye unki answer sheet dubara check karwai jaye. Sare fraud pakad jayenge, lekin iske liye innocent logo ko pareshaan kiya jaa raha hai. Koi bataye kya maine jo solution diya isme koi problem hai. Plz comment.
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteAcedemic merit wale kuch suggestion denge. Mujhe lagta hai mere suggestion se kisi ko aapati nahi honi chahiye.
ReplyDeletesaid bhai
ReplyDeleteman bahlane k liye to aap bhi kuchh bhi kah sakte hain.
en 248000 mai se kitne forms aise aye hain jo ek hi candidate ne 2 ya 3 baar bheje hain. lakhimpur mai har kisi ne form dala hoga kyonki kam number walo ko yahi ummid hai. aise mai baar baar confusion k chakkar mai logo ne aur kahi chahe dobara form na bheje ho par yaha par to 2 k sath sath 3 - 3 baar bheje hain jinka abhi tak ye pata nahi chala hai ki aise kitne form hain. aur fir abhi kae k form nirast bhi kiye jayenge.
nirast karne wala silsila har diet mai hai. lakhimpur mai jab data feeding final ho jaye tab pata lagega ki kitne real applicants hain.....
Vivek ji I am sorry agar meri kisi baat se apko bura laga ho toh...
ReplyDeleteMerit science aur art ke base par banegi science wale bhale hi kam ho par ve kafi kam fail hue hai aur unki merit bhi achchhi(high) hai.isliye unki merit high jayegi.aur art wale science ke mukabale adhik hai.aur adhik pass bhi hue hai par unka score average toda kam hai isliye art ki merit low jane ke chance adhik hai.
ReplyDeletemuskan ji
ReplyDeletepls help me maine 29/12/2011 ko pratapgarh ke liye form bheja tha jisme maine mool draft lagaya tha lekin aaj 17/1/2012 ko wahi form wapis aa gaya hai ab mujhe dar lag raha hai ki mere aur form cancel na ho jaye pls aap sabhi se anurodh hai ki aap apne vichar bataiye ki mai kya karu
ashish ji lagata hai ki aapka nazaria jatiwadi hai waise ghabrana hame nahi aapko chahiye kayonki wo 18% reservation obc kote me se nahi general kote me se diya jayega alag se.....................................................
ReplyDeletevivek kumar yadav ji
ReplyDeletebaat aapki sahi hai lekin ye bhi sahi hai agar judge mahoday ko ye ummed na hoti ki faisla abhi bhi govmnt k hak mai ja sakta hai to secretary ko aur time kabhi bhi nahi dete. kul milakar ab govmnt aur adhikariyo par nirbhar hai ki judge mahoday kya faisla denge....
but ashis ji i am not supporting that cm for which u indicating i m also awaiting for tet merit,mai sirf ye batana chahata hu ki in logo ne hadbadi me chunawi khel kar dya aur hame bhugatana pad raha hai
ReplyDeletedear friends apna dharya rakho faisala kuch bhi ho cm koi bhi bane niyukti har halat me hogi kayonki yah
ReplyDeletejanhit ka mamala hai aur koi bhi sarkar 1 lakh ka bhavishaya kharab nahi hone degi aur phir supream court to hai hi.ungli court ne ki hai ti niyukti bhi wahi karegi
Vivek ji maine pahele bhi apko sorry kaha aur fir kaheta hun..mujhe khud bura laga jaise maine likha..anyway lekin doat ye sach hai ki resevation ab general se nahi ho sakta kyuki sanvidhan iski anumati nahi deta..agar katauti hogi tog sirf aur sirf OBC ki hi hogi..aur iski shuruat 4.5% se ho bhi chuki hai.ab ap maane ya na mane lekin yahi sach hai kyuki SC ST ka reservation me se katauti namukin hai savidhan dwara mila ye reservation hai aur 50% se jyda reservation kisi bhi halat me nahi diya jasakta..isliye general ko jitna lutna tha wo lut chuke hai..unke paas khone ko kuch bhi nahi hai..agar ab koi bhi resrvation diya gya toh sirf aur sirf OBC se hi katega...
ReplyDeleteTet me 130+ no. pane wale codiat. Ne paisa diya hai. Agar bharti hui to 130+ wale gadhe choro ko diet se counsiling wale din joote ande maar kar bhagaya jayega . Sale chor.
ReplyDeletesaid bhaiya mujhe malum hai ki apke tet marks83-90 ke beech mai hai aur aap buri tarah ho khijhe hue ho isi lie ut ptang likh rahe ho aap ke is tarah harkat se merit academic per nahi banne wali hai ..bhaiya mere gher pariwar mai 05 logo ke tet marks 102-116 ke beech hai good acedemic hai kisi ka ho ya na ho lakin merit tet exam per ho ,omr sheet dobara check honi chahiye aur esa hi hoga..said bhai meri sahanbhooti aap ke sath hai sply niukti ke din aap ko bahut himmat rakhne ki jarurat hai mai yahi kahuga ki bhagwan aap ki racha kare us din aur sad gyan de jisse app annya exam ki taiyari mehnat se kare aur is tarah ki naubat jindgi mai dobara na aaye..
ReplyDelete@nds
ReplyDeletetum jaise logon ki wajah se hi ye bharti latak gayi hai,tum achche se jante ho tumhara ya tumhare ghar me anya 5 log teacher tabhi ban payenge jab ki bharti academic par ho,aur tumhi jaise log court gaye hai aur lokayukt ke pas gaye hai,
aur yanha adarswad ka natak karte ho,
Only some candidate like Singhaniya,Naved, etc put their view inteligently. Thanks to these candidate.
ReplyDeletesaid bhiya jaan hai to jahan hai. mere bhi shubhkamnai aap ke saath hain. dheeraj rakho bhagwan sab theek karega.
ReplyDeletehello everybody
ReplyDelete3-4 din ke gap k bad ye blog likh raha hun
pahle to sabhi bhaiyon ko good evening
dusri bat ye ki please aap sabhi se ye request h ki apni bat bina kisi ko chot pahunchaye honest tarik se likhen
to aaj k din ki suruaat is bat se ki hamari har kosis up tet merit se chayan ki hogi aur ham har sambhaw prayas karenge chahe hame supreem court kyon n jana pade.
Sunil bhai ham apke sath hai,ye tet me 120 se kam no.pane wale aur high academic merit wale hai jo ye sochte hai ki tet se merit na bane kyoki isse unko job muskil se milega aur ghar se dur jana padega,
ReplyDeleteham tet toppers morcha sangh banayenge aur agar tet se merit na bani to supreme court jayenge
Mr. मायावती,मुलायम.राहुल गाँधी..,
ReplyDeletePlease change this title name,
else your comments are not accepted on this blog.It will be deleted and marked as spam.
Reason is - Many person takes identity of other person on Internet (Matter is in Highcourt and Google , Yahoo etc. got notice from Highcourt)
dekhiye bhai 120 no hon ya 90 iss matlab na rakho sidhi bat ye hai ki academic me c.b.s.e. board wale nakal wale jugadu rupyafenk tamam catagary hai aur tet me kewal tet iske alawa agar tet me ek bar kam numer bhi aate hai to agli bar badha sakte ho but acdemic me sabke sath nyay nahi hota jabki hum do test already cross kark aaye hain.
ReplyDeleteBhagwan kare sabko naukri mile
ReplyDeletehame kisi ke bare mai bhi galat sochne ka hak nahi hai
83 marks wale ki bhi naukri lagegi 101% (st & sc girls)
hello manoj kumar ji apne hame phone kiya tha aap he batayen ki kya tet se merit banna sanhik liye nyay nahin hai.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteManoj ji i also favour your views on tet based merit.
ReplyDeletebhaiyo aap sab ne meri pareshani ko padha lekin koi suggestion nahi de raha hai pls koi suggestion dijiye
ReplyDeletePrmodji,
ReplyDeleteI think if post reaches late then UP Edu. Dept. simply deny to receive it and can say it is not their fault.
muskan ji
ReplyDeleteit means only 5 forms should be counted and rest 22 forms wold be rejected which i have send with photocopy of draft
Pramod Ji, ye tort of negligence ka case hai iske khilaf aap ne jis post office se letter post kiya taha uske khilaf case dayar kar sakte hain. lekin advocate bahut achha hona chahiye tabhi kuchh hopayega.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteManoj/padam "bin mage moti melen magen mile na bheekh. kese hain aap.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteMuskan ji tomorrow i will try to get information from N.I.S regarding this concern that such a name can be used or not as ur profile name.if i will find something is wrong in using this then i will change my profile name..so i request u to give us deferment till tomorrow.
ReplyDeleteMr. मायावती,मुलायम.राहुल गाँधी,
ReplyDeleteMany people uses other persons Identity on facebook,orkut etc.,
Which is bad (you can see it in debates of news channels).
If somebody wants to choose nick name, then can choose like - Indian, Help, Friend etc.
But I felt other persons name should not be used.
Such points are seriously objected in highcourt that persons uses others identity.
I think transparancy in TET has been badly affected by the host. so it might be canceled. Otherwise many untrained will get job easily on the basis of money .
ReplyDelete