सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Tuesday, January 31, 2012
UPTET : Recruitment of Teacher in UP should be based on TET Merit and start at the earliest
36 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
doston gov ne janbhujkar hamare bhavnoyon se apne profit ke liye khilwad kiya hai. humein insaaf milega hi chahe hamen iske liye koi bhi keemat ada karni pade.
ReplyDeletehamein apne sangthan ko majboot banaana hoga iske liye atmdah ki nahi ekta ki awasakyta hai agar hum ek jagah par ikatha hi ho jayen to ye hi sarkar par dbav banane ke liye kafi hoga. humein lucknow mein ek badi sabha karne ki jaroot hai jisse ki bahri aur goongi sashan vyastha tak hamari baat pahunch sake.
ReplyDeleteagar gov chahti to in vaccancies ko pehle hi fill up kar sakti thi par usne janboojhkar inhe latkaye rakha.
ReplyDeleteand in my opinion
TET MERIT IS BEST
I AGREE WITH SANDEEP
ReplyDeleteUNITY IS OUR STRENGTH
@MUSKAN ji,
ReplyDelete@SANJEEV ji,
@NAVED ji,
~Firstly thanks to you for giving answers of CTET......
~Please post also HINDI 2nd answers of paper Ist soon as possible.......
thanks again.....
~YE GOVT nahi jagegi isko sabak sikha do~
tet is best for education of child. Farji teachron ne chhote bachho ka bhavishya barbad kar diya hai. Ab hame unki galtiyon ko sudharne ka mouka milna chahiye.
ReplyDeletekal aallahabad ki meeting me bachho ki sankhya ye batati hai ki ab hum log jagruk ho rahe hai aur koi bhi sarkar ya koi bewkoof aadmi humare bhvisya aur sapno ke saath khilwad nahi kar sakta aur yadi is baar bhi in bahro ko humari aawaj sunai nahi padi to is baar humara pradarshan lucknow me hoga aur is baar tet pass sabhi bachho ko ek saath lane ka humara prayas hoga aur in netao ke chunaav prachar me hum sabhi apna virodh jataenge aur 2lakh*4 =8laakh voto ke liye neta kuch bhi karne ko tayyar ho jayenge
ReplyDeletesarkar chahti to bharti ho sakti thi.par sarkar khud hi nahi chah rahi hai. ek aam aadmi samajh jata hai ki kis base par bharti rukwayi ja sakti hai to kya wahan baithe i.a.s officer nahi jante they. sab jante the. sab Maya ki maya hai
ReplyDeleteKal allahabad me hum logo ne apni takat dhikai thi yadi ab bhi prikriya shuro nahi ki gayi to agla dharna isse bhi bada aur Lucknow me hoga.
ReplyDeletethis is good.
ReplyDeletethis is best
ReplyDeleteyanha par good aur bhainyo likhane se kuchh nahi hoga utho , lado aur tab kaho it is ggggggooooodddd so friends be unite apni taquat dikha denge
ReplyDeleteyanha par good aur bhainyo likhane se kuchh nahi hoga utho , lado aur tab kaho it is ggggggooooodddd so friends be unite apni taquat dikha denge
ReplyDeleteSELECTION HAS TO BE ON T.E.T. BASED,
ReplyDeleteWE HAVE SHOWN OUR STRENGTH IN ALLAHABAD NOW KEEP ON STRENGTHING OUR BASE,
SABHI LOGO SE ANOOROD HAI KI SAB EK SAATH KHADE HO JIYE
Friends our first priority is to continue selection process
ReplyDeletei am connected with most of
candidate who comment in this blog and visitors of this blog
friends unity is our strength
plz disply ph. No. so that we
may connected with each other
Friends net ek madhyam hai but our main fight will be on
the ground
we boys can talk to each other by call without any hesitation
hum ladko ko aapas mai baat karne mai koi dikkat nahi honi chahiye
vishwas aur sangthan ko shakti
tabhi milegi jab hum ek dosre se baat karenge
manoj kumar gupta
02006310
saharanpur
9548938754
ashutosh tiwari. Lalitpur 118 gen art. 9044194294
ReplyDeleteaj ke amar ujala ne news di h ki muzaffar nagar nd prabudh nagar ke liye 75000 form jama hue h jinki feeding ho chuki h .
ReplyDeleteKANPUR NAGAR OBC KI CUT OFF KITNI JAEGI, BOSS?
ReplyDeleteKANPUR DEHAT OBC KI CUT OFF KITNI JAEGI, BOSS?
ReplyDeleteAzamgarh mandal ka tet result kab se milega
ReplyDeleteWhen TET Cetificates of AZAMGARH MANDAL will be distributed???? May anyone answer/inform!!
ReplyDeleteUptet Test is best
ReplyDeletemr. Shakeel i think that you absolutely selected in prt of kanpur b'cose only 3500 candidate above you in up
uptet is best for prt
kal court apna decision dega kya.mane suna h kal bar association ka chunav h.
ReplyDeleteUptet Test is best
ReplyDeletemr. Shakeel i think that you absolutely selected in prt of kanpur b'cose only 3500 candidate above you in up
uptet is best for prt
Pata nahin yar kya natak hai
ReplyDeleteIs dhulmul nyaypalika se me tang aa chuka hun
ReplyDeleteSHUKRIYA SALEEM BHAI
ReplyDeleteKANPUR ME 12 POST HAI.DEHAT ME 50
WAISE HIGH COURT KO DESH OR CHATR HIT ME ROK HATA DENI CHAHIYE.
jin student ne tet me good marks laye h isme unke kya dos government ne tet exam hone se 2 month pehle he ye beta deya tha ke tet ke hi merit ke adhar per selection hoga.
ReplyDeleteYar ye tet qualified ki vishes apeal kya he koi batao
ReplyDeleteVaise hume mulayam ba maya par dabav banana chahiye ki unki tet ke bare me agli niti kya hogi spasht karein
ReplyDeleteFriends aapko jo bhi cutoff
ReplyDeletebatayi ja rahi hai
wo us diet ki seato par aaye total forms ke
hisab se batayi ja rahi hai
saharanpur mai 800 seats par 125000 form aaye hai
jabki saharanpur mandal
(saharanpur muzfrnagar
prabudhnagar)
mai kewal 8000 candidate pas hai
125 gen cutoff batayi ja rhi hai
iska matlab vastav mai cutoff
105 bhi ja sakti hai
bhagwan kre aapke dwara
batayi ja rhi cutoff sahi ho
Hi friends!!!!!!!!!!!
ReplyDeleteUPTET ka name GUINNESS BOOK OF WORLD RECORDS me hona chahiye..
Kisi bhi exam me itne sanshodhan nahi hue hai.Selection TET based hi hona chahiye. Sahi ability to isi se nikli hai.
NCERT ne B.Ed. degree dharako ki bharti ke liye samay seema bahane se inkar kar dia hai:-(
ReplyDeleteNCERT ne B.Ed. degree dharako ki bharti ke liye samay seema badhane se inkar kar dia hai:-(
ReplyDeleteNCERT ne B.Ed. degree dharako ki bharti ke liye samay seema badhane se inkar kar dia hai:-(
ReplyDeleteNCERT ne B.Ed. degree dharako ki bharti ke liye samay seema bahane se inkar kar dia hai:-(
ReplyDelete