Source - Some candidates posted info on Facebook Wall
(http://www.facebook.com/uptet.prt.9 )
However authenticity/structure / selection process will be clear in coming days
Whenever any authentic information comes about selection process/ advertisement comes, We will try to publish.
Always try to take authentic information from relevant authority.
If any thing doubtful/ wrong, please inform Blog Editor to correct it.
Gov hai apne anusar hi bharti kregi, chahe 72000 ya 90000 hame sirf bharti chahiye!! Ab tet merit walo chilao hame 72825 ki hi bharti chahiye kyu ki pahle yahi rule tha, tum logo ka kuch nahi ho sakta hai.
ReplyDeleteAb to sabhi tatians ke liye khushkhabri hai .... Aaj mulayam singh ne U.P me 90000 primary shikshon ki bharti ki ghoshanaa ki hai . Ab to yaaro tet or acedemic ka jhagra choro.
ReplyDelete* HAPPY DEEPAWALI *
Shri Mulayam singh yadav ek samajhdar samazwadi neta hain,
ReplyDeleteSamajwadi parti ko ab ye baat smajh aa gyi hai, prt teachers ka mamla ab high voletg ho gya hai, aur parti ki chabi aachi krne k liye seats 90000 kr sakti hai aur bharti bhi HC k dabaw me jald hi kregi.
ReplyDeletevery and very good news
ReplyDeletemujhe to aisa lagta hai kahi vacancy ki seats isliye to nahi badhayi gayi kyunki isme aur deri karni hai..
ReplyDeleteLo sarkar ka naya lolipop bhaiyon.
ReplyDeleteAdd to aane do tabhi to writs maintainable hongi.pahle add aaye fir btata hu ki base kya hoga,niyukti ka base to tet hi rahega jo acd ki baat bhi soche wo paglol hai,jan bujhkar khud ko santwana de raha hai. Matter to SC jayega hi jayega fir stay lagna tay hai kam se kam 6 mahine ki date lagegi,gov agar chahegi bhi to kuch nahi kar payegi.fir SC tet merit bhale na karwaye fir bhi 40-50% to add karayegi hi. Par wo hoga bhi tab jab Central Gov.badal jayegi. ddddddooonnnkkkkeeeeyyyyssss
ReplyDeleteGali ka prayog kripya soch samajh k kariyega,kyoki mai galiyo ki duniya ka baadshah hu.
ReplyDeleteAgar ek bhi bande ne yaha gali di to wahi ghusa dunga jaha se 2 dashak pahle aaye the.
Jai Hind
kya ramkumarwa pagla gaya h kya be jo mulayama ka samjhdar neta bata raha h sale usi ki tarah tu b chutia lagta h.
ReplyDeletepuspendra bhai kahe itna pareshan ho abhi ek bar arun tondon ji datenge na to mulayam ki paint geeli ho jayegi vacancy 90000 ho ya 100000 use tet merit se hi bhara jayega.jai tet
ReplyDeleteSahara samaya par 8:30pm -sh ramgovind chaudhari ne delhi me kaha ''up me ab hogi 90000 shikshako ki bharti''
ReplyDeletetet prikshiya sabhi ko ak saman plateform date hai so tet is best nothing more ..
ReplyDeletekhai bordo ka anter hai to khai university ma number bhadana ka khale hai khai nakal to khai 2004-05 sa phala kam marit bana ka karan bhiya ji kasa sabhi ko saman karanga im possable only tet merit solve this
idost i think you get good mark in tet so you are thinking like this govt has right change selesion process
DeleteHk
Deletekoi aour rasta hai to vicharo ka sauyagat hai bhiyo
ReplyDeletegenral science , tet 121 ,accadamic 227 ,old gurank 63.67 new gurank 58.12
koi bataiya qua chance hai bhiyo
frinds deepon ka festiwal dipawali aapke jeewan me ujala bhar de. please SHIKSHAK maryadit bhasha ka paryog karenge to ek achha sandesh sabhi ko jayega.be hopeful for positive.bhagwan ke ghar der hai andher nahi& u r right choice my dear friends!
ReplyDelete@amit...... sirf tet se ho sakta hai. Esliye aap tet ko hi support karo usi me kalyan hai.
ReplyDeleteJis tarah se tet me mahnat kiya tha usi tarah hs se b.ed tak bhi padhai ki hoti to paresan nahi hona padta aur na hi tet ka nara lagana padta. Ab karo tet ka intejar jo ki sp ki sarkar me to hone wala nahi aur uske bad hoga hi nahi.
Koi rok sake to rok le bharti tet merit se hi hogi
ReplyDeleteBharti jald hogi, mere liye yahi acchi kabar hai, baki pls ab koi gunak/tet ki baat mat kro quki ye jo hoga accha hoga. Lekin muche pata hai, uptet me gadho ki kami nahi hai, wo baar baar tet aur gunak banwayege, ab mai blog par kisi ko rok to nahi sakta baki ap log smajhdar hai, subh ratri... .>
ReplyDeletehello friends,
ReplyDeleteheloo friends,
ReplyDeletehello
ReplyDeleteSirf ghosda hi krege ki add v ayega
ReplyDeletehello friends.
ReplyDeletePlease do not use abusive/gali comment to hurt anybody .
ReplyDeletetet+b.ed
ReplyDeleteBHAEE SAHI CHAYAN TO TET+B.ED(THIYORI+PRECTICAL)KA FULL PARSENTES
ReplyDeleteguanek 63.68 .tet 127 now 60% ban rhi
ReplyDeletePiyush singh nakalchio ka sardar h yeh tet me to ukhad nahi paya so apne purane nakal wali degrees (hs se b.ed)ka nara lagata h bechara
ReplyDeleteMahadev aubuhi de aur bharti suru ho jai. Kha hai- upji kheti, gabhin gay, jab jana jab, ghant tar jay. Dipawali ki subhkamnay......
ReplyDeleteMahadev sadbudhi de aur bharti suru ho jai. Kha hai- upji kheti, gabhin gay, jab jana jab, ghant tar jay. Dipawali ki subhkamnay......
ReplyDeletehello
ReplyDelete59.33 o.b.c. male science me chance hai kya ya nhi
ReplyDeleteGood morning
ReplyDeleteSP GOV. 90000 KA LALACH DEKAR IS BHARTI KO AUR DELAY KARNA CHAHTI HAI.BHAIYO YE SARKAR BAHUT NIKAMMI HAI BINA ANDOLAN KE YE KUCHH NHI KAREGI. KYA KISI KO PTA HAI KI GOV.IS BHARTI KA PROCRDURE KAB TAK TAIYAR KR LEGI.
ReplyDeleteSarkar 72825 wali bharti ko chhodkar aur comment krti rehti hai taki hmara dhyan bhatak jaye aur gov is bharti ko 2014 tak le jaye bhaiyo we need to be alert
ReplyDeleteFriends sach baat to ye hai ki is gov. Ke pas hmare lie sirf vade hai. Bharti ko puri karne ki planning nhi hai. Ye sarkar kewal court ke pressure me hi bharti karegi otherwise bilkul nhi. Abi b hme bde andolan ki jarurat hai.
ReplyDeletereply pls..........
ReplyDeleteDosto
ReplyDeletetet walo ko chillane do.Bharti new gunank se honi tay hai.shiksha mantri mere hi vidhan sabha se jeete hai.Ram govind chaudhari mere kaphi kareebi hai.
Hi friends
ReplyDeleteI am Sc Science Candidate
mera kya chance hai
Tet 100
Merit 242
Old gunark 69.11
New gunark 65.23
Dosto
ReplyDeletetet walo ko chillane do.Bharti new gunank se honi tay hai.shiksha mantri mere hi vidhan sabha se jeete hai.Ram govind chaudhari mere kaphi kareebi hai.
Bharti jaldi sirf high court kra sakti hai, pahle to itni fatkar k baad 7 dec tak aa jana chahiye aur agar nahi aata to HC is par kada action legi, mere aapk andolan krne ya gheraw krne par koi bhi fark nahi padega.
ReplyDelete90000 par jaya ho halla mat kro sab mila kr b.ed+b.tc+urdu
ReplyDeleteHi
ReplyDeleteaashish bhai ram govind chaudhary aapke kitne karibi h hame b to bataiye.Ab tu itna pagal ho gaya h ki apni bat manwane ke liye in nikammo aur gadho ko apna ristedar bata raha h.Mujhe nahi pata tha ki tu unhi ka vanshaj h.
ReplyDeleteaap sabhi tet merit supporter ko ek baat batana chahta hoon ki merit base sirf sarkar hi tay karegi aur ncte ki tet guide lines mein saaf saaf likha hai ki tet ek patrata pariksha hai aur agar sarkar chahe to tet ka waithage hi matra de sakti hai agar chahe to
ReplyDeleteyeh hakeekat hai tet supporter aap bhale hi writ dale jabardasti matra tet pass kar lene se aapko teacher banane ka koi niyam nahi hai sabhi tet supporter jara google pa jakar ncte ki site par jakar jara tet guidelines download karke read kar le
ReplyDeletetet supporter galat baat par jabardasti writ dalkar sirf apna bhala karna chahte hai woh bhi niyam ke viruddh jakar yeh log shikshamitra ke tarike se sarkar par dwab banana chahte hai aur sarkar dawab mein nahi ayegi
ReplyDeletesabhi tet supporter ncte ke tet guide lines read kare sirf sarkar jab chahe tabhi unko tet ka vatage mil sakta hai guide lines mein clear likha hai ki agar sarkar chahe to tet vatage de sakti hai
ReplyDeletesirf high court ncte ki tet guide lines hi dekhega
ReplyDeletemayawati ji tet se merit banakar ncte ki guide lines ki ulta kar rahi thi tab ek writ academic meri ke favour mein dali gayi thi lagbhag 3 mahine baad march writ highcourt ne khatm kar di thi tab hum logo ko badi nirasha huyi thi
ReplyDeleteTet Merit supporter aise baat kar rahe hain jaise ncte ne kaha ho ki har tet pass ko naukari milegi hi jabki tet toh har 6 mahine mein hoga sab ko naukari milegi kya??????
ReplyDeleteTet merit supporter ki batoon se lagta hai ki jaise gunank meritse teacher banne wale tet pass nahi hai
ReplyDeleteTet Supporter sirf dhokha dena hi jante hai kyonki inki sabhi mange sarasar galat hain in logo ne tet sangharsh morcha banaya jabki yeh morcha sirf third division wale tet pass logo ka ek swarthi group hai jo ncte ki guide lines ko tak par rakhe hain
ReplyDeleteTET SANGHARSH MORCHA KA ASLI NAAM HAI ... LOW HIGHSCHOOL INTER BA SWARTHI TET PASS LOG
ReplyDeleteYEH LOG SHIKSHAMITRON KE TARIKE SE SIRF ANDOLAN KE BAL PAR SARKAR KO GALAT MAANGE MANWANA CHAHTE THE LEKIN AB SARKAR NE INKI MANSHA KO SAMAJH GAYI HAI
ReplyDeleteANDOLAN SAHI BAAT KE LIYE KIYA JAYE TO HI SAFAL HOTA HAI NIJI SWARTH KE LIYE KIYE GAYE ANDOLAN SAFAL NAHI HOTE BEROJGAR JI
ReplyDeleteBLOG EDITOR JI, PLEASE UPLOAD HIGHCOURT ORDER COPY.
ReplyDeleteMY EMAIL ID IS rsharmaiocl@gmail.com
chandan ji jo apne liye insaf ki ladai nhi lad sakta wo bacho ko kya sikhayega. yahi ki apne se takatwar ka samne juk jay.
ReplyDeletedhoka dena sarkar ka kam hai. aap ki jankari main kitne logo ko tab mila ya lap top mila berojgari bhatta main jo chek diye gaye wo bhi aap jante hai.
ReplyDeletekoi wtge nhi chalega ham govt se samjhota kyo kare hame to bas purane add pe bharti chahiye kyoki ham apni jagah sahi hai hamne form hi esliye bhara tha hamare tet me hone k chance the and tet bhi esliye diya tha kyoki uspe selection hona tha ab to court tay karegi ki govt sahi hai ki old candidates jinka govt k nye niyam se nukasan ho sakta hai and har faisla kanoon k dyare me hota hai koi bhi judge ye nhi chahta ki uske faisle ki alochna ho and wo es type k caso me hue faisle se hatkar koi new faisla de joki kanoonan galat ho ab sab samajhdar ho ki merit ka kya base hoga abhi to tondon chah raha hai ki govt se bharti ka add nikalwa k ye process start karwa le nhi to govt add bhi 2014 me nikalti and add aane pe govt ko bharti karni padegi and merit ka base tondon tay kar dege agar purane cand ka jara sa bhi nuksan ho raha hoga new add me court ko amendent karne me koi dikkat nhi hoti court chahe to 1 din me amendent kar de ab bharti tet pe hi hogi ye acd wale bhi jan gye hai but dil ko jhoothi tasalli de rahe hai khyali pulaw paka rahe hai lekin kitne din khus hoge jab tak govt lollypop deti rahegi jis din govt ne add nikal diya samajh lena unke din hawa ho jyege and add court me jate hi kharij ho jyega agar purane cand ka hito ka nuksan kar raha hoga are mai ghuma k baat nhi kahuga tandon g ki tarah matlab base agar tet nhi hoga to sabse jyada yehi hit pravhavit karega nhi to phir sab hit prabhavit ki 36 definetion bana lege
ReplyDeletekis mahanat ke bat kar rahao ho piush singh mana tet bhi mahanat sa kiya hai aur phadai bhi mana apna jivan ma kibhi nakal ya number so ni kiya marae marksheet pr ak ak ank mara hai mana highschool 92 ma kalayan singh ka kariya kal ma kiya hai aur tumha bata do ki high school, ma 1500 candidato ma sa kaval do pass huai tha mara dentr per aur ma unma ak tha B.Sc. ma 320 enrold huai aur 11 na B.Sc final pas ki aur maunma bhi akk tha ,pgdca ma 1332 studento ma second pisition per raha ,aur ak kabil computer sishak ho jiska kam sa ka m 200 bachha roz apie choota hai bat karta mhai marit ke nakalhi khika kaiya samajtha hai sab tumahara jasa hai tum merit suporters ke yougayata to tymahari galiyo sa saf dakahai dati hai.anpadh aur padhai kiya huao ma ya hi phark hota hai kipadhia kiea huai dosro ki ninda ni karta
ReplyDeleteH-10%
ReplyDeleteInter-20%
Gre-40%
B.Ed-30%
Note-keval wahi condidets apply kar sakte hai jo ctet/uptet pass ho.
Gen-90
Obc/sc/st-83
Age-gen-40year
Obc-45 year
add 26 nov aa raha hai.
********happy diwali.********
ReplyDeleteH-10%
Inter-20%
Gre-40%
B.Ed-30%
Note-keval wahi condidets
apply kar sakte hai jo ctet/
uptet pass ho.
Gen-90
Obc/sc/st-83
Age-gen-40year
Obc-45 year
add 26 nov aa raha hai.
Hi
ReplyDeleteSandeep Gautam Etawah, Sbhi sathiyo ko DHANTERASH ki hardik Subhkamnaye
ReplyDeleteSC/ST 50% WALE SATHIYO CHINTA KI KOI BAT NAHI H HAMARA PREYAS JARI H OR JARI RAHEGA,VESE TO HAMARA METAR 30NOV.TAK SULAJH JAYEGA. BAKI AAP SABHI TET WALON KO MERI HARDIK SHUBH KAMNAYAIN FROM....R.P.SINGH
ReplyDelete