/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, November 6, 2012

UPTET : एडेड प्राइमरी स्कूलों में भर्ती को 'जंग'


UPTET : एडेड प्राइमरी स्कूलों में भर्ती को 'जंग'



सहारनपुर : इन दिनों अशासकीय सहायता प्राप्त माध्यमिक स्कूलों के एडेड प्राइमरी स्कूलों में शिक्षक भर्ती 'जंग' जारी है। इसमें बीटीसी/बीएड के साथ ही टीईटी को अनिवार्य पात्रता की श्रेणी में शामिल किया गया है। जिले में एडेड प्राइमरी स्कूलों की संख्या 11 है। कई में तो शिक्षक पदों पर भर्ती की प्रक्रिया को पूरा क रने के लिए प्रबंधतंत्र जोर-शोर से जुटा है, जबकि टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा ने प्रक्रिया पर सवालिया निशान लगाए हैं।

प्रदेश में बेसिक शिक्षा परिषद के अंतर्गत आने वाले परिषदीय प्राइमरी स्कूलों में शिक्षकों की भर्ती के लिए बीटीसी/विशिष्ट बीटीसी आदि के साथ टीईटी को अनिवार्य कर दिया गया है। तत्कालीन बसपा सरकार द्वारा वर्ष-2011 की टीईटी की मेरिट को शिक्षक नियुक्ति का आधार माना गया था। हालांकि सरकार द्वारा जुलाई में टीईटी को पात्रता परीक्षा माना था, लेकिन अभी यह पूरा मामला हाईकोर्ट में विचाराधीन है।

इसके विपरीत प्रदेश शासन द्वारा मई में जारी आदेश के बाद अशासकीय सहायता प्राप्त माध्यमिक विद्यालयों के एडेड प्राइमरी स्कूलों में शिक्षकों की नियुक्ति पर लगी रोक समाप्त कर दी थी। नए शैक्षिक सत्र के साथ ही स्कूलों द्वारा रिक्त पदों पर भर्ती के लिए प्रक्रिया आरंभ कर दी। इसमें आरक्षण नियमों के पालन की बाध्यता कई स्कूलों के आड़े आ रही है।

स्कूलों में भर्ती प्रक्रिया

गुरुनानक ग‌र्ल्स इंटर कालेज, जवाहर हायर सेकेंड्री स्कूल व गौरी शंकर इंद्रपाल सिंह इंटर कालेज के प्राइमरी सेक्शन में रिक्त शिक्षक पदों पर भर्ती की प्रक्रिया चल रही है। इनमे प्रबंधतंत्र को नियुक्ति का अधिकार है। सूत्रों के मुताबिक , कई अभ्यर्थी निश्चित नियुक्ति की गारंटी के साथ मोटा लेन-देन करने से भी पीछे नहीं हट रहे हैं। कई दलाल भी अभ्यर्थियों को सेंटिंग कराने का झांसा दे रहे हैं

प्रक्रिया पर उठाए सवाल

टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा के जिलाध्यक्ष संजय कुमार का कहना है कि जब टीईटी के आधार को लेकर मामला हाईकोर्ट में विचाराधीन है तो ऐसे में एडेड प्राइमरी स्कूलों में शिक्षकों की भर्ती को कैसे सही ठहराया जा सकता है? उनका कहना है कि संगठन टीईटी की मेरिट को भर्ती का आधार बनाने के लिए संघर्षरत है और इसके लिए हर सीमा तक संघर्ष किया जाएगा।


News Source : Jagran (6.11.12) / http://www.jagran.com/uttar-pradesh/saharanpur-9822881.html
****************************************************
What will happen with UPTETians future is unclear in court, I mean time is passed day by day, However it is good news for UPTETians, If recruitment happens with full transparency.
All details of candidates should be put on website of school along with selection procedure.

11 comments:

  1. dost koi batayega ki coat me kya hua.vigyapan kab tak niklega

    ReplyDelete
  2. Vikash Ranjan This is the summary of our case- Karib 12:30p.m. Ho chuke the aur aur revised case number 10 chal raha tha aur apna case number 35 tha. Achanak tondan ji ne kaha ki ye sab chhodiye aur TET wala case laiye bt us waqt court me na to c.b. Yadav the aur na hi khare to apna case karib 12:45 pe start hua aur tondan ne apna pahla sawal c.b.yadav ke uper daga ki vigyapan sath laye ho. Then yadav ne kaha ki nahi sir hum add nahi laye hai to tandan ne kaha ki court ka mazak bna rakha hai kya Abi tumhare princ. sec. Ko court me bulwakar khada kar dunga to samajh me ayega. Ye teesri br maine add lane ko kaha tha bt ap log ne court ka mazak bna rakha hai, aj ko apko add jari me kya technical khami hai batana hi padega. Tb c.b.yadav ne kaha ki sir gov ab pahle 72825 ki niyukti karna chahti hai aur bad me training karna chahti hai islye sir hume thoda aur waqt chahiye to tandan ji ne khud NCTE KE rule maang kar padhe aur khud kaha ki ncte ke para me ye bat likhi hai ki gov pahle niyukti ya pahle training kara sakti hai to ab gov ko sansodhan karne ki kya jarurat kyu up prt ki bharti b isi act ke tahat aa jati hai. Bt phir bhi agar gov sansodhan karna chahti hai to 15 din ka time de raha hu. 15 din me sansodhan karke 15 din me add jari karke 4 dec ko hc. Me hazir karna padega. Agar gov aisa na hu hua to p.s ko khud court me hazir hokar jawab dena padega. Jb c.b.yadav ne ne itni jaldi add jari karne me asamrthta jahir ki to tandan ji ne kaha ki ap ne to ke kewal 9000 ka ad jari karke socha kam khtm ho gaya bt jo 72825 qualified sadko pe ghoom rahe hai unka kya. Gov sirf unki bharti karna chahti hai jo pradhan ke cycle ke piche ghoom rahe hai ya siksha mitra jaise log ke bharti bt jo wastav ne qualified hai unki koi chinta nahi. court me ek aur bat huyi jb khare ne old add ko bahal karne ki maang ki to tandan ne saf mana kar dia aur aur kaha ki pahli prathmikta add jari hone dijiye. pahle ad to jari hone dijiye phir uske bad merit aur district wise fees jaisi secondary cheezo pe bad me discuss kar lenge. hamare kuch bhai log aj ke decision ko purane tet merit se jod kar dekh rahe hai bt main itna batana chahta hu ki merit pe aj to koi bat hi nahi huyi aur jo log sansodhan ka halla uda rahe hai ki tandan ne purane add pe sansodhan ko mana kia hai to main btana chahta hu ki tandan ji ne prt techer bharti niymawali me sansodhan karne se mana kia tha bt unhone last me ye bhi bola tha ki agar gov sansodhan karna chahe to 15 din me sansodhan aur 15 din me add jari karke 7 tak hc me pesh kare.
    Ranjeet Singh Yadav Aaj court ne order kia hai .... Ki rule amend krte hue 5 Dec tk add nikalen old add ki tmam serto ko new add me smahit kre jis pr srkar ne apni shmati de di hai . kuch mamlo pr srkar ne court ko punh gumrah krne ka prayash kia to court ne kha ki amend to ap ek din me kr skte hai
    Shiv Prakash Kushwaha agli date 7 dec is bich govt ko rule amend kr ke add nikaalne ka tondon ne dia aadesh
    Soni Jayant Jy Kanpur NEXT DATE 07 DECEMBER 2012 HEARING ABHI TAK KI SABSE JABAR JUST HEARING RAHI JUDGE NE KAHA AB KOI BHI AMENDMENT NAHI HOGO AUR NA HILAGU HOGA AP 7 DEC TAK ADD NIKAL KAR LAYE NAHI DIRECTOT KO SATH LAYE AUR NCT GUIDELINE DEKHNE K BAD KAHA KI ISKE ALAWA AB KOI BHI RULLING KI JARURAT NAHI AUR C B YADAV SE KAHA KI ISE DHYAN SE PADHO AUR APNI SARKAR KO PADHAO SARKAR AISE SHIKSHAK CHAHTI HAI JO GRAM PRADHAN KI CHAMCHA GIRI KARE ISI LIYE SHIKSHA MITRO K PICHHE PADI HAI AUR YE BHI KAHA KI AAP COURT KI AHMIYAT NAHI SAMAJH RAHE HAI KUL MILAKAR AAJ C B YADAV AUR SARKAR BAHUT LATADA AUR DHOYA HAI
    Sumonespcl Ravindra Ritesh Ojha > Swami Vevekanand Educational Society of UPTET Merit Holders(SVES UPTET ) हम जीत गये आज कोर्ट ने स्पष्ट तौर पर कहा कि कोई भी संशोधन इसपर मान्य नहीं ह और कहा कि 7 नवम्बर से पहने पुराने विज्ञापन की तकनीकि कमियों को दूर करके विज्ञापन निकालकर भर्ती शुरूकरके हमको बताओ

    ReplyDelete
  3. Shashwat Pathak Court ne kaha ki ap chahe to amndmnt kar le magar jab cntral aur ncte k rule ko falo karna hai to uski kya avasyakta hai. Ap technical kami(purane add me thi) dur karte huye ncte guidline k anusar ad nikale. Agar hit prabhavit(old applicants k) huye to court unme change karega
    about an hour ago via mobile · Like · 3. JAI TET MERIT

    ReplyDelete
  4. Aaj ke paper me base of seletion ke bare mai koi crt ka sughab nahi hai to sarkar to apne hi anusar nirnay kar sakti hai to akhir base of selection kya hoga.mera tet 128 acd 244 gunank 56.4 new gunank 60.48kya chance hai

    ReplyDelete
  5. itna clear hai ki add aa jayega to cort decide kerega ki kis base per selection hoga / bas add aa jaye chahey acd hi ho / tondon n kaha hai ki puraney candidates ka hit prabhavit hoga to court khud sansodhan ker legi/ is liye add acd bhi aaye to bhi koi baat nahi usey chalange kerke court main sansodhan kera lia jayega/ gov ko sadbudhi aaye aur wo add le aaye bas dua kero chahey jis base per/ aakhir main puraney candidates ki jeet hogi kyonki acd se puraney candedates k hit to prabhavit hoga hi

    ReplyDelete
  6. SC/ST 50% WALE SATHIYO CHINTA KI KOI BAT NAHI H HAMARA PREYAS JARI H OR JARI RAHEGA,VESE TO HAMARA METAR 30NOV.TAK SULAJH JAYEGA. BAKI AAP SABHI TET WALON KO MERI HARDIK SHUBH KAMNAYAIN FROM....R.P.SINGH

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।