देवरिया। टीईटी संघर्ष मोर्चा की बैठक हनुमान मंदिर परिसर में हुई। जिसमें 28 अप्रैल को लखनऊ में हुई रैली की सफलता पर प्रसन्नता व्यक्त की गई। दो मई को मुख्यमंत्री से वार्ता करने वाले प्रतिनिधि मंडल में जिले के गोरखनाथ सिंह को शामिल किए जाने पर उन्हें बधाई दी गई। बैठक को संबोधित करते हुए जिलाध्यक्ष चंद्र प्रकाश कुशवाहा ने कहा कि टीईटी अभ्यर्थियों की समस्या को मुख्यमंत्री ने सुन लिया है। जल्द ही टीईटी अभ्यर्थियों की समस्याओं का निराकरण हो जाएगा। उन्होंने कहा कि आगामी दो मई को मुख्यमंत्री से वार्ता के लिए नियुक्त प्रतिनिधि मंडल में जिले के गोरखनाथ सिंह का नाम भी है। जो जिले के लिए सम्मान का बात है। बैठक में मुख्य रुप से रत्नेश त्रिपाठी, विकास पांडेय, हरेंद्र पुरी, विनीता वर्मा, अनुराग मल्ल, रघुवंश शुक्ला, मदन यादव, शैलेश मणि त्रिपाठी, संदीप कुशवाहा, अमरदेव सिंह आदि लोग मौजूद रहे।
News : Amar Ujala ( 2.5.12)
Information on Facbook :
Vinay Kumar
Humare 50-60 sathi cm k jantadervar m pehuch chuke hai.or court m hums pehle 35 unlisted cases hai.humare case ki hearing lagbhag 2.30 k baad hogi.sbhi dua karo k hume rub kamyabi bakse
-----------------
Gurpal Singh -
Janta darbar main tetians sabse age bethe hain.jahan hamara no sabse pehle lagega.kash c.m aaj thos ashwasan de dain.pray to GOD.
Pradeep Kumar
Aaj Jo log CM se milne ja rahe unse request hai ki bo kal ke news paper bali khabar ....... Jisme 27000 ko Jinki OMR par WHITENER use kiya gya hai unko chayan prakriya se alag karne ki bat ki gayi hai....us ke bare mai CM se bat kare kyo ki bo sabhi farzi number bale nahi hai......... jyadatar logo ne exam mai anjane mai WHITENER use kiya tha..........
-------------
High Court Case :-
Sandeep Yadav Rajesh ji 2:30 p.m. Tak to. No aa hi jaega
------------
Ranjeet Singh Yadav
Basic sikcha niyamavali 981 ko challenge karne wali yachika ab apne astitva ko bachane ki akhiri jadojahad me hai isiliye petitioner council ne apna akhiri dawn khela hai . Kapil ke counsel ne rule14 ko challenge nahi kia tha jisme tet merit ke behalf per appointment ka nirnay lia gaya... jab court me wo charo khane chit ho gaye to ab yani 2 may ko ek amendment application ke madhyam se apna mool preyechenge karna chahte hai .......amit dwivedi...
@ MUSKAN JI,
ReplyDeletePlz tell me the process of applying RTI act.
amit ji, iska kya matlab hai ?
ReplyDeleteHC kee website 7-5-12 kee date show kar raheee hai :
ReplyDeletehttp://www.allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=WRIA&num=76039&year=2011
------------
Vigyapan mamle kee sunvaee kee date 7-May-2012 hai ya 2-May
Are ye kya hua kya sunwai 7MAY ko hai....... Please conferm
ReplyDeleteumeed tutati ja rahi hai
ReplyDeleteCase Status - Allahabad
ReplyDeletePending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing: 21/12/2011
Last Listed on: 30/04/2012 in Court No. 33
Next Listing Date (Likely): 07/05/2012
On facebook -
ReplyDeleteSarvesh Ranveer Yadav
case unlisted hai ......ranjeet ji se baat hui hai .......sunwai aaj hi hogi ......afwahon par dhyan mat dein jab tak ranjeet ji kuch na kahein tab tak ....
Kya court c.m. K anusar chalegi kya 7 din ka samay unhe bhi chahiye tha, court ne date 7 may kar di. Isiliye waqeel ne time manga tha ab wo in dino me mamle ko latkane k prabhandh karega.
ReplyDeleteJay mata di
ReplyDeleteRajesh raw ji please confirm .
ReplyDeleteThanks muskanji.........,
ReplyDeleteFriends,
ReplyDeleteunlisted cases site par kabhi-kabhi update nahi hote. Ye court ke bahar hi board par chaspa kar diye jaate hain. Inki priority high hoti hai.
Court hearing date 7 may 12.
ReplyDeleteC.m. Ne 14 may ko phir bulaya hai, aur 7 dino me tet par decision ki baat bhi ki.
ReplyDeleteIN HIGH ACADEMIC WALO NE YA TO FARJI CERTIFICATE TAIYAR KARA RAKHE HAIN KYUN JITNE BHI FARJI TEACHER PAKDE JA RAHE HAIN SABNE TOP RANKING MERIT WALE CERTIFICATE LAGAYE THA. AB EK BAAT AUR ICSE SE 10,10+2 KARKE BBA/BCA KARLIYA AUR HIGH MERIT BANA LI YE AGAR ITNE HOSIYAR HOTE TO ACHHI JOB DHUNDTE NAAKI ASST. TEACHER KI. YE TO HUM JAISE LOGO K LIYE HAI JO GENIOUS NAHI HAIN. AGAR HOTE TO HUM TO KABHI NA DHUNDHTE ULTE NAUKRIYAN CHALKE AATI HUMARE PAAS. ACADEMIC TOPPER AGAR ITNE HOSIYAR HO TO JAO IAS/PCS BANO DOCTER/ENGINEER BANO JAHAN KHUB DAULAT AUR SOHRAT HAI YAHAN KAHAN GAON KI DHUL CHATNA CHAH RAHE HO, AISE HI THODE NA HOTA HAI. SALE FARZI BHOOTON
ReplyDeleteC.m. Ne 14 may ko phir milne ko bola hai. Aur tet par decision 7 din me karne ko kaha.
ReplyDelete@Muskan ji mere cmnt kaha ja rahe hai, plz ise sahi kare.
ReplyDeleteaaj coart me judje puchege ki kya kapil ki markshet par whitener ya fluid laga hai agar nahi to kapil apni tang kyo ada raha hai
ReplyDeleteye kuchh hoshiyar log acadmic chilla rahe hai aur yah kah rahe hai ki exam k kuch din pahle hi gov ne bataya ki tet merit se bharti hogi tabhi unhe exam k pahlehi court jana tha. exam k bad jab hoshiyar logo k number kum aye to wo hi log tet merit ka virodh karne lage, aur inhi intelligent logo ne paise deker marks badwaneki koshis ki, jab inki pol khul gaye to SP gov. aate hi fir acadmic ka shor karke dhandhali chillane lage.en intelligent logo ke dimag ki dad deni padegi.
ReplyDeleteany one tell me ki maine apni omr par 5 question ko galat black karne ke baad whitener lagakar sahi gole par fill kiya tha lekin mere un answer ke no. nahi jude hain to kya whitener lagne ki wajah se mujhe bhi koi dikkat ho sakti hai plz tell me
ReplyDeleteomr amswersheet/form pe cutting, overwritting, whitner, fluid ka prayog hamesha mana hota hai. whitner laga ke tumne galti ki hai. number nahi mila to koi baat nahi. but ho sakata hai 27000 OMR me unhone tumhara bhi shamil kar liya ho. tum kuchh nahi kar sakate. court ja kar bhi nahi.
DeleteArpan ji sahi me kya cm ne 14 ko bulaya ha
ReplyDeleteKapil yadav ji aap ki haar par hamen khed Hai
ReplyDeleteARPAN TELL SOMTHING ABOUT JANTA DARBAR,& ALSO TELL ABOUT SOURSE
ReplyDeleteare bhai koi to confirm karo ki kya date vastav me 7 tak pahunch gai hai.
ReplyDeleteyeh tet chahti kya hai?
janta darwar ki koi update ho to dijiye.
Muskan ji hum to itna jante hain ki aapke is blog ne soochnayen dekar ab tak jane kitne tet bhai aur bahnon ki jaan bachai hai aur jaldi hi TET bhi aapke aasirwad se bach hi jayegi. Thanks
Yaro jo hoga wo to hoga lekin sarkar chahti hai ki INDEX bane to yahi banega .
ReplyDeletekuch log ye qus kar rahe hai ki unhone whitner or fluid ka use kiya h kya unhe dikat ho sakti h mai ye btana chaunga jo 27000 candidate mile h omr sy related unke link sanjay mohan sy judey hounge or jach me samne ayenge jach agencis pagal nahi is ly pareshan hone ki jarurat nahi h
ReplyDeleteblog editor/Muskan ji un sathiyo ka margdarsan kare jinhone anjane me ans. change karane k liye fluid ink ka use kiya hai.
ReplyDeletekapil ki tang to sayad aaj hat jaye,agar govt. acd ka nirmay karti hai to sayad kai kapil tang adane ke liye taiyar baite hai.
ReplyDelete@ AMIT BHAI,
ReplyDeleteMUSKAN JI NE CONFRIM KIYA HUA HAI.
Friends ye clear karo ki sunwai aaj hai ya 7 ko
ReplyDeleteSunwai aj hi hai mere bhai .......
Deletekaise confirm kiya jaaye
Deletec m ne hmari baat suni ,unko acd merit me up board ke ldko ko hone wale nuksan ko btaya gya.
ReplyDeleteTet merit ke aadhar pe bhrti ki baat kigyi.
C m ne bola ki sara mamla dekha ja rha hai .ek hfte me nirnay ho jayega.
C m ne 14 ko fir milne ko bulaya.
cm aaj se 3 din pahale bhi ek hapte me nirnay le rahe the. aaj bhi ek hafte me nirnay le rahi hai. 14 ko bhi ek hafte me nirnay lenge. court me bhi date pe date, cm bhi date pe date.
Deletec m ne hmari baat suni ,unko acd merit me up board ke ldko ko hone wale nuksan ko btaya gya.
ReplyDeleteTet merit ke aadhar pe bhrti ki baat kigyi.
C m ne bola ki sara mamla dekha ja rha hai .ek hfte me nirnay ho jayega.
C m ne 14 ko fir milne ko bulaya.
kya aap bhi janata darbar me gaye hain.
Deleteab lagata hai ki ek writ ye fluid/whitner wale karenge. bewkufon wala kaam kiye hai aur ab stay magenge. bada locha hai.
ReplyDeleteTHANKS ARPAN JI
ReplyDeleteCM NE FIR TET PAAS LOGO K SATH NYAY KI BAT KAHI, ETV UP.PE FLASH HO RAHA HAI
ReplyDeleteArpan Ji,
ReplyDeleteThanks a lot for information.
Arpan ji thanks a lot
ReplyDeleteFor information...
Bhaiyo Aaj hi sunwaai hai na..
ReplyDeleteArpan ji mere mobile number par(7409619519) apna mobile number Sms kar de main aap se baat karna chahta hoon
ReplyDeletecoart tarikh pe tarihk aur C.M hafte pe hafta dete hai kai insaaf nahi deata
ReplyDeleteJames bond ji Aap ko kuch Samajh me aa raha hai
ReplyDeleteKya chal raha hai
aaj sunvai ho sakti hai nahi bhi ho sakti hai,
ReplyDeletePlease james ji clear kijiye
ReplyDeleteDheeraj babu kyon paresaan ho case ki sunwai aaj hai kyon ki apna case unlisted hai
ReplyDeleteSari baate khul ke c m se bta d gyi hai. Ldko ne c m se yha tk bola ki sir agr tet ke aadhar pe bhrti n hui to hm sb samuhik aatmhtya kar lenge.
ReplyDeleteRukh skaratmk raha fir sachiv bola ki mamla court me hai.
Sari baate khul ke c m se bta d gyi hai. Ldko ne c m se yha tk bola ki sir agr tet ke aadhar pe bhrti n hui to hm sb samuhik aatmhtya kar lenge.
ReplyDeleteRukh skaratmk raha fir sachiv bola ki mamla court me hai.
@ anil,
ReplyDeleteapna no 33 hai, 17 ki sunwai chal rahi hai......
case kis serial number pe hai ye kaise pata chala?
Deletejust pray to god...........
ReplyDeletehum hi jeetenge.........
Haa Manoj ji
ReplyDeleteThank you Manoj ji
ReplyDeleteAaj sunwaai Hogi na..
क्या हुआ तेरा वादा, रद्द हो गया विज्ञापन
ReplyDeleteKya ho gya meenu ............
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteMere uptet mai 92 no. Hai. Mai obc art male hu. Kya mera koi chance hai. Source inform me muskaan ji.
ReplyDeleteKyon nai
Deletebhai, sarkar ne phir 14 ko bulaya hai milne ko. iska matlb hai ki 14 tuk ladke chup bhithe rhe.tub tuk use apna khel khelne ka mouka mil jay.
ReplyDeleteMera acd 238.43 hai. Mai obc art male hu. Kya mera koi chance hai inform muskaan ji mai bhut parmesan hu.
ReplyDeleteAb to jo Galat tareeke se no.
ReplyDeleteBadhwaye the wo bhi baahar ho
Jaayenge
Sab ke saath Nyay ho jaayega
Sari baate khul ke c m se bta d gyi hai. Ldko ne c m se yha tk bola ki sir agr tet ke aadhar pe bhrti n hui to hm sb samuhik aatmhtya kar lenge.
ReplyDeleteRukh skaratmk raha fir sachiv bola ki mamla court me hai.
Manoj ji Highcourt ki
ReplyDeleteNews update karte Rahiyega
We are waiting....
Please..
jeetenge bhai jeetenge ACDEMIC WALE JITENGE
ReplyDelete@uptet
ReplyDeletebc art ki merit 225 tak jaayegi kyonki tet qualifying ke karan merit niche jaayegi
Arpan ji thoda khool ke Samajhaiye
ReplyDeletePlease hum sab jaanana chahte hai ..
Dear Blog Editor
ReplyDeleteI want to check my answer copy of TET through RTI. Than you tell me who is PIO for this matter and mera postal order kiskay favour mai jayaga.
Kouki mainay jaladbaji apna ek answer galat tick kar diya tha baad mai mainay usko blade ki help sai change kar diya tha. parantu mainay Whitner/fluid use nahi kar. so I want to confirm it through RTI
give me a reply as soon as possible also my Email (puneetbiochem@gmail.com)
with love and regards
Puneet
--kuchh hamare sathi abhi bhi is galatfahmi me hain ki tet merit ki unki maang maan li jayegi aur wo log court me ho rahi discussion ko apne favour me maan rahe hain jabki aisa kuchh nahi hai advertisement cancel hona sure hai
ReplyDelete--jabki ab unhe beech ka raasta nikalte hue tet ke nos. ka weightage maangna chahiye
--isi ko dono party acd merit va tet merit walo ko swikarya karna chahiye
<>>varna is bharti me problem hi problem rahengi
Puneet ji Pareshan na ho
ReplyDeleteThoda wait kijiye
Aur Aapne fluid nahi lagaya
Hai to kyo Darr rahe hai
This comment has been removed by the author.
ReplyDeletebhai' ab sbhi log is hafte phir jordar dhrna kre.aur is bar ladai aar ya par ki ho.trien aur buso ko phuk do.shala presan kar diya hai. bhaiyo roj ghut ghut ke marne se achha hai ki ek bar hi mare. ab jindgi nark bna dala hai. n hi rat me so pata hu n hi din me. sale sub ke sub chor hai .c.m. ko to...
ReplyDelete@ puneet
ReplyDeleteaapne fluid nahi lagaya hai aapko koi problem nahi hogi . i also changed 1 answer using rubber.i m sure about this
bcoz in carbon copy there are two black ( dark) circles in that question. so it is clear that correction was made by the candidate and candidate can proove it by showing his omr corban copy
is my opinion heled u mr. puneet ?
Dear Anuj Panday
ReplyDeleteThank for your suggestion and right answer.
with love and regards
Puneet
dear all yar me apna tet ka certificat nahi le paya kya abhi wo mila sakta he plz bataye
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteU.P. Government sabhi TET walo ko nahi satisfied kar sakti hai. kuch ko to bali ka bakra banna padega. jaise 27000 fluid wale banne wale hai. jyada smart aur clever banane ke chakkar mein apne carreer ke sath khel rahein hain. Lekin JO HOTA HAI WO ACHCHA Hi HOTA HAI.
ReplyDeleteThanks
Mohit ji source Kya hai
ReplyDeleteSitapur ki merit ka...
Mohit ji Kya sach me Sitapur ki merit 94 hai
ReplyDeletemera academic me 250.47 hai . obc. agar accd pe ho to kya chance hai. main tet supporter hoon.
ReplyDeleteManoj ji kaha hai koi news hai
ReplyDeleteHighcourt ka to please bataiye
Fluid lagane k liye mna kiya gya tha jo ki question booklet me saaf saaf likha tha.
ReplyDeletehey maa sabke saath Nyay ho
ReplyDeleteKisike saath anyay na ho..
Sabka bhala ho
Jisne mehnat kiya jo yogya hai
Use kaamyabi mile
Jai maa bhawani
Dosto maine 2 qes. Par flued lagaya tha to mai bhe un 27000 mai hu kya?
ReplyDelete99 percent chance hai ki hoga. instruction nahi dikha tha tumako.
DeleteAaj koi Highcourt nahi gaya hai Kya
ReplyDeleteYaar...
Batao dosto i m in tension.
ReplyDeleteAap log ki aadat hi aisi hai
ReplyDeleteKi koi bhi mazaa lene lagta hai
Pehle jaanch Hogi Uske baad
Kisi ka bhi radd hoga yaar
Thanks anil ji
ReplyDeleteRaja ji tension na lijiye
ReplyDeletethoda intejaar kijiye clear ho jayega
Aur Apne carbon copy ko surakshit Apne
Pass rakhe
In My opinion- 72825 PRT ki Bharti par UP Govt. ki taraf se kisi prakar ki koi Official Rok nahi hai. Bharti Prakriya sirf Vigyapan ke case ke karan Ruki hui hai. kyonki abhi tab nahi suna ki SP govt ne PRT ki bharti par rok laga di hai. aur last month Sarkari order aaya tha ki agle order tak sabhi Bharti par Rok laga di gayi hai but jo bharti court me Lambit hai & UPSC ki bharti is order ke bahar hai. to court ke decision ke baad bharti prakriya Start ho jaani chahiye. Kyonki Bharti ka aadesh court dwara sabhi BSAs/DIETs ko diya jana chahiye kyonki court ne hi stay diya tha.
ReplyDeleteHigh Court ke Case Display Board ke liye please Lick: http://courtview.allahabadhighcourt.in/courtview/CourtViewAllahabad.do
Arun ji your are right.
ReplyDeleteAnuj pandey tum dono taraf se piddi ho ishliye tet+acd ki baat kar rahe ho. Aur vigyapan nirast karne ki baat karte ho iska matlab tet main fail ho
ReplyDeleteDistortion merit yet kind Payne waking hai
ReplyDeleteplease koi high court ke pass se news do
ReplyDeletejin logo ny fluid ya whitener lagaya h pareshan na ho kyuki omr reader fluid wali seats ko nahi read jbtk uski manullay setting na ki jaye or rule wise agar aap ny whitner lagaya h to wo qus aap ka galat mana jayega na ki aap ko reject kar diya jayega exam process sy or sbke pas corbon copy b h omr ki agar jach team dandali ka aroop lagati b h to ap apni omr carbon copy ky thrue apne ap ko nirdosh sabit kar sakte ho kyuki apne jo qus ka ans change kiya hoga wo carbon copy me b change hua hoga or jo 27000 omr mile h uka sanjay mohan ky sath connection hoga or 3rd dgree torcher par sabhi candidate ky name b bataye honge isly fluid use karne wale candidate tension na ly kyuki fluid wala ans sirf galt count hoga
ReplyDeletemuskan ji Pls. un logo ka help kare jo dark karte samay galat option dark ho jane k baad right option dark karane k liye fluid/ blade ka use kiye hai
ReplyDeletetum log bas ek ehsan karana. court se stay na lagawana.
Deletemera kal se m.a. ka exam hai. lekin isi decision ke chakkar me padh nahi pa raha hoon.
ReplyDeletejames ji padho
ReplyDeletelaw and order kisi ko doshi ya apradhi jabhi manta h jab uske khilaf koi thos sabut ho or jach parkriya me uska naam bar bar aa raha ho is ly fluid wale tension na le kyuki unke ans ko count nahi kiya jayega jispar unhone fluid use kiya h
ReplyDeletesunawai ke baare me koi input do
ReplyDeleteBlog editor/Muskan ji
ReplyDeleteplease aapne jo tet se related facebook id banayi hai usko jald se jald publish kare.
Bhai Agar Sabhi Fluid Wale Sahi Hain To GALAT Kaun Hai ?
ReplyDeleteHamare TETians dost/leader jo is samay court me hain ya jinko kisi source se court ki news mil rahi hai....plz apse request hai k current situation/status update krte rahe...plz
ReplyDeletecourt me to abhi case 11 ki sunvayi show ho rhi hai.
ReplyDeleteapna case kis no.par hai.tell someone plz......?
manoj kumar dubey ji plz ye btaye hamri sunwai aaj ho rahi h ya 7 may ko
ReplyDeletePending
ReplyDeleteWrit - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing: 21/12/2011
Last Listed on: 30/04/2012 in Court No. 33
Next Listing Date (Likely): 07/05/2012
court me to abhi case 11 ki sunvayi show ho rhi hai.
ReplyDeleteapna case kis no.par hai.tell someone plz......?
Manoj ji kaha hai kuch to bataiye
ReplyDeleteKya Aaj koi Highcourt nahi gaya hai
ReplyDeleteYaar mai train me hoon
Train late hai 2 ya 3 baje tak
Aa payenge
Apna case 35 no.Par hai.Aur abhi sunwai 11 no ki ho rahi isliye date aage ho sakti hai?
ReplyDeleteKuch suchna abhi nahi mil rahi.Jaise hi suchna mile please update karo.
ReplyDeletehigh court ki site 7-5-12 dikha rhi h????
ReplyDeleteAccording to
ReplyDeleteRanjeet Singh Yadav
Vighyapan vivad sambandhit case bunch case hai it means special matter, aisi isthiti me court management is mamle par poori tarah concious hai. Unlisted cases ki hearing ki list lagatar court over hone tak fix hoti rahti hai .God ki ikchha hai case 100 % done hogi .
kya hua
ReplyDeletekoi to spast kre.aj koi court nhi gya kya?
ReplyDeleteMera comment display nahi ho raha.33 no. Court me unlisted 1no.Case chal raha hai.
ReplyDeleteallahabad ke mitron se nivedan hai ki court me case ki sunawai ke baare me spast jaankari de. aaj itana imp decision aane wala tha kya koi court nahi gaya hai.
ReplyDelete76039 ki status next date 07.05.12 va court no.33 me unlisted 1no.Ki sunvai chal rahi hai
ReplyDeletemere bhai koi kapil se please puche ki uske answer sheat me fluid to nahi laga hai kahi vo is par bhi case na kar de
ReplyDeletehurrah! we won advert cancel ho gaya/
ReplyDeletePagal
DeleteHe bgagwan ek or pagal
DeleteHighcourt Lunch ke pahle listed cases (fresh) ki hearing karega, lunch ke bad judge ke instruction pe final order/disposal ke liye pending case sune jate hain. Generally Ye case listed bhi hotey hain aur unlisted bhi. Judge ke anusar jo case important hotey hain wo listed na hotey hue bhi take up kiye jate hain. Aapko shayad yaad hoga, 30 april ko bhi jab hum apne case ki hearing ka wait kar rahe the, to status-view me tamam aise cases ki hearing continue show ho rahi thi jo us din listed nahi the. Ye unlisted but important cases the, aise hi aaj humara case unlisted hai par important hone ki wajah se judge ne aaj ise sunna tay kiya hai. Aapko ye bhi yad hoga ki hearing ho jane ke bad bhi humare case ka status website pe show nahi hua tha. Ye highcourt ka normal system hai, ise lekar pareshan na ho, bhram me na paden, filhaal sunwai aaj hogi, han, agar court me koi nai bat hui to alag bat hai par sunwai aaj hogi, moujuda halat ke yahi hakeekat hai. Dhanyvad.
ReplyDeleteThanks..... Shyam ji
Delete3 baje tak kuch clear hoga ki sunvai hogi ki nahi.Hc me rajesh ka number nahi lag raha hai.Jaise jankari milti hai.Update kiya jayega
ReplyDeletebhai logon fir nayi tarikh mil jayegi.mt jao supreme court aise hi tarikh milti rhengi...
ReplyDeleteKya court mai aaj apna fails ho jayega. Inform me
ReplyDeleteMax bahut pareshan ho. Good news anewali hai.
ReplyDeletelunch ke bad case ki hearing hogi
ReplyDeletemere bhai koi kapil se please puche ki uske answer sheat me fluid to nahi laga hai kahi vo is par bhi case na kar de
ReplyDeleteAccording to
ReplyDeleteRanjeet Singh Yadav
Vighyapan vivad sambandhit case bunch case hai it means special matter aisi isthiti me court management is mamle par poori tarah concious hai. Unlisted cases ki hearing ki list lagatar court over honetak fix hoti rahti hai .god ki ikchha hai case 100 % done hogi .
Max bahut pareshan ho. Good news anewali hai.
ReplyDeleteWHERE R U MEENUUUUUUUUUUUUUUUUUUUUUUU
ReplyDeleteMax bahut pareshan ho. Good news anewali hai.
ReplyDelete@ Rocky
ReplyDeleteI am here dear frnd
Tum jo bhi ho i don't care but ye batao ki tum kiske liye bole rahi ho tet merit ki ya acd ki. Agar acd ke faver me ho to saram karo madam
DeleteHalla bol, ham jeet gaye
ReplyDeleteadvertisement cancel ho gaya
yadav kapil dev jindabad
Menu hum jeet gaye aao hum dono shadi Kerry le.
ReplyDeleteKU APNI JINDGI KHARAB KROGE.
DeleteSavas mere dost!
Delete@ MEENU JI YA JO BHI NAAM HO,
ReplyDeleteLUNCH TIME ME AAP HI JEET SAKTE HO......
Ye meenu kaun hai dubey ji bade jose me uska suport kar rahe tumari gf hai kya kiske pacch me ho tet merit walo ke ya kuch 420 iyon ke saath
Deletepll. koi to bataye kiya hua hua hai
ReplyDeleteaaj bhi lagata hai ki koi nayi date milne vali hai. but kort main sarkar ki taraf se koi nahin gaya hai.
ReplyDeleteHi
ReplyDeletemeenu idly..kaisi hai ?
ReplyDeletedosto aap log ek raaj ki baat jaan le meenu ki mummy ne meenu ko kam number laane ki kasam di thi. isi liye meene ne apane mummy ke ichchha ka samman karate huye bahut kam number laayi hai.
ReplyDeleteDaal me abhi b kuch kaal hai.sarkar ki niyaat bahut gandi hai
ReplyDeletebhaiyo mein tet merit supporter hu bt aapko bta du k y adv. cancel hi hoga coz mr cm ni chate k merit tet ki bne aur aisa tbi ho skta hai jb adv. cancel ho...aur agr acd merit bnti hai to b y job ni ane wali coz tet rankers s c jayenge aur fir y job 1-2 sal k liye gyi.....aur cm b yhi chate hai job ni aaye aur jb loksabha shunav ho tbi y job ayengi
ReplyDeleteMai un mitro se apeel karta hun jinhone omr me fluid lagayi thi ki aaplog hopeless n ho,omr ki copy aapke pass hai,ques no 1 se lekar 150 tak kala ki gayi omr ki ink bhi ek hai to aaplog kyo faltu me pareshan hai by the way agar koi problem khadi hoti hai to aap uska datkar samna kijiye jaise aap abhi recruitment start karwane ke liye kar rahe hai.thanks
ReplyDeleteManoj kumar dubey ji please kuchh to court ke bare me information dijiye.thanks
ReplyDeleteKuch gadhon ke comment publish ho jane se tet blog par sachai nahi publish ho pati. Tetian se iske liye khed hai. Ham log and hamara andolan sahi ja raha hai.
ReplyDeleteRamesh Ji, aap kis ki bat kar rahe hain?
ReplyDelete@ GAURAV,
ReplyDeleteYA TO AAPKO SAMAJH NAHI HAI YA FIR AAP KI PADHAI KAMJOR HAI. MERE COMMENT KO PHIR SE PADHE....
Dubey ji mai padhai kamjor hoon to aap hi reply karke stithi se avgat karaiye aur aap kiski taraf ho zara ye bhi bata dijiye
Deleteyaro 3 baj gaye hain koi to batao kiya chal raha hai cort main
ReplyDeleteHum logo ke case ka kya ho raha hai. Koi to inform kero.
ReplyDeleteDosto cm ka janta darbar ka samay end ho gya hi tet par kya kha reply any please
ReplyDeleteCourt main kya ho raha hain
ReplyDeletemaine abhi face book dekha,
ReplyDeleteaccording to ranjeet sir,
sunwai shuru
@ GAURAV,
ReplyDeleteREAD COMMENT OF MR ANAND TIWARI.
Dosto bahas chal rahi hai...
ReplyDeleteNew date milne ki fir se sambhavna hai
I hope aisa na ho
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteNext date 15 may ,ab is case ka kabhi decision nahi aayega. Sb c.m. K ishare par ho raha hai.
ReplyDeleteBahas jari hai kapildev k wakil k bahas chal raha hai
ReplyDeleteAbhi76039k saath aur bhi writ padi hai abhi us par bahas chal raha hai.
ReplyDeleteNext date 15 may
ReplyDeletebhai koi bahas nahi chal rahi hai
ReplyDeleteaccording to news cm tet merit ke favour mein nahi hain 14 ko phir bulaya hain
ReplyDeletehttp://courtview.allahabadhighcourt.in/courtview/CourtViewAllahabad.do
ReplyDeletees site par court no 33 check kar lo
Hc ne kaha hai k jo log btc+tet hai unko dekha jay agali date 15 ko lagi hai
ReplyDeletenew date 15 may
ReplyDeleteDOSTO JAB 30 KO MANNIYA JUDGE MAHODAY NE COMMENT DIYE TO BADA HI ACCHA LGA KI NIRNAY AA HI JAYEGA 2 MAY KO LEKIN YE JO BATEN AAJ KI GAYI AUR DATE 15 EXTEND HO GAYI JABKI ABHI TIME BACHA HUA THA SUNVAYI HO SAKTI THI TO AISA KU SAMAJH SE PARE HAI MAI RANJEET SE AUR OTHER LOGO SE REQUEST KARTA HU KI PLZ AAP LOG CLEAR KARE KI AUR BHI KOI RASTA HAI YA NAHI JISSE LOGO KO NYAYA MIL SAKE .....HPOE THIS BLOG CAN HELP ALL TET ASPIRANT MUSKAN JI ...
ReplyDeleteHc website par no33 par case no.2 show kar raha hai.Ashok khare sunwai kar rahe hai.
ReplyDeleteNew date 15 may
ReplyDeleteSab barbad ho gaya...
ReplyDeleteCourt ne kaha hai ki pahale BTC walo ko mauka diya jaye jo TET pass hai.
Antim faisla 15 ko ayega ab....
Ye naya game fass gaya ab
14 ko cm ne tetians ko phir meeting ke liye bulaya hai
ReplyDeletethird party aur ashok khare kahin kho gaye hain khoj kar lane wale ko naukari milegi
ReplyDeleteye court aur cm date per date de rahe hain pata nahi inko kya ho gaya hai lekin ek baat hai dono pakka mile hain aas paas date dete hain
ReplyDeleteTET sangharsh morcha ne itna bada andolan janta darbar me baithne k liye kiya tha?bewkuf banate hai hamare tathakathit TET neta
ReplyDeleteCourt me third party banane wali baat ka kya hua?
Arey janta darbar me jakar toh koi b aam admi baith sakta hai.inke bharose mil chuki naukari....inse kahi behtar B.Ped walo ka morcha hai jo CM house ke samne dharne pe baithta hai.hamare leaders kyu nahi aage akar kada rukh apnate hai?wo bole jaan dene ko tayar hai.ye chutkula sunane aur majak karne k liye kyu lko bulate hai?dosto paani sar se upar jarha hai...
chalo bhai koi aur naukri dekhte hain ismein kuchh nahi ho sakta
ReplyDeletesayad tet neta ko risvat to nahi mil gayi hai. ham logo ko pagal banane ke liye.
ReplyDeleteHC,CM and tet neta aapas me mil gaye hai.
ReplyDeleteMAT JAO SUPREME COURT KUCH NHI HO SAKTA SARE TET WALON KA WAIT TILL 2015
ReplyDeletemaine kal bhi puchha tha ki kya tet morcha 3rd party hai kyunki mujhe ab bhi shak hai ki koi humari pairwi is case me karega. nateeza fir wohi gud-gobar wala ho gaya. Ashok Khare jaisa Senior wakil hota to aaj tareekh nahi shayad decision aa gaya hota.
ReplyDeleteyou are right Amit ji.
ReplyDeleteITNE TET WALÖ ME SE KISI K FATHER LAWYER NHI HAI JO SUPREME COURT JA SKE???
ReplyDeleteComment show nahi ho raha hai.
ReplyDeletesaale pehle ye to bata do ki ,
ReplyDeleteadvt. Sahi hai ya, galat ,tabhi to btc wale select hongeq,
saala court jhand kar raha hai hamari,
ab hum kya kare yaar,
lagta hai ki advt. Cancel,
aur acd. Banegi ,
lagta hai ki sachchai ki haar tay,
us din judge mahodaya , ne gajab ka argument diya aur aaj , lagta hai 1 raat me dose mil gaya inko.
Ap log ku nhi smjhte ki lucknow aur allahabad jane se ab kuch nhi hoga jana hai to bs SUPREME COURT jayiye.
ReplyDeleteHar bar court ki nayi date k chakkar me june ki deadline khatam ho jayegi, phir koi case dal dega b.ed ab 1 se 5 me valid nahi.
ReplyDeleteBe Positive, satya paresan ho sakta hai lekin PARAJIT Nahi. Jeet humari hi hogi. aaj nahi to kal.
ReplyDeleteAdarniy cm sahab aisa lagta hai ki aap bi yuvaaon ki bhavnao ke sath khel rahe hai.jab ek berojgar naukri ke kabil hote huye use date par date di jati hai na tb uske dil pr kya gujarti hai uske date pr date milne se uske aur uske family walo ke arman kis tarah bikhrte hai,ap kahaa smjhoge ye sb.it is my rqst cm sahab hm yuvaaon ne kafi ummido ke sath apko chuna hai,hmne date pr date lene ke liye nhi chuna hai apko,jo ap is tarah se hum berojgaron ke sath khel rahe hain.b.s.p. Ne bi 2007 me kafi waade kiye the mayawati ka hshr ap dekh chuke hai. Berojgaro ke sath ap bi khelna chahte hai kya,jo ap t e t ke mamle ko itna khinch rahe hai.plz.cm sahab hm logo ki ummidon ko is tarah mat tootne diziye,
ReplyDeletetell me anybody tet m ajj kya hua
ReplyDeleteab baahuut ho chuka ye log anunay vinay ki basha nahi sun ne wale. Ye judge aur cm aur tet ke neta aapas me mil gaye hai tabhi to aandolan keval aasvashan per hi khatam kar dete hai.madar chod hai sale..
ReplyDeleteItna din se is blog par yahi sun rahe ki satya pareshan ho sakta hai prajit nahi. aur kitna wait karayenge saale sabra ki bhi koi seema hota hai, ab bas bardast nahi ho raha hai. CM ka suprash karne se uska bhav bagh gaya. ham bhik thodi maang rahe hai, apna haq maang rahe hai. hame neta bhi koi nirnay kar nahi paa rahe hai.
ReplyDelete