/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, January 10, 2012

UPTET: High court stays recruitment of primary teachers in Uttar Pradesh State

UPTET: High court stays recruitment of primary teachers in Uttar Pradesh State

The Allahabad High Court on Wednesday stayed the proceedings of UP Teachers’ Eligibility Test (TET), which was conducted for the first time in the state, to fill up 72,000-odd vacancies of primary teachers.

The court also summoned two senior officers — principal secretary (Basic Education) and secretary of Basic Education Board — to be personally present in the court on January 11, the next date of hearing in the case.


The court has stayed the proceedings primarily on the ground that the advertisements issued for the purpose were wrong as per rules. TET has been approved by the National Council for Teachers’ Education as a tool to bring out uniformity in the quality of teachers across the country, as part of providing free basic education to the children under the Right to Education Act.


On a petition filed by one of the TET candidates, a single judge bench of Justice Sudhir Agarwal passed the stay order asking the respondents to explain whether advertisements for vacancies were issued as per rules. The court also questioned the handling of the entire issue that has led to “unnecessary litigation”.


News : Indian Express (5.1.12)
*****************************
This news is Important and again published here as a English version and due to importance.
Next hearing on 11th Jan 2012.

27 comments:

  1. Muskan ji 9/1/12 ko tet merit wale decesion ka kya hua plz tell me

    ReplyDelete
  2. ab to hamare pass sabut bhi hai court me pesh karne ke liya
    96 lac Rs.

    ReplyDelete
  3. Jan bujh ke answer sheet mai answer galat kiye gaye the. jishshe ki logo se paise lele ke liye samay mil jaye.

    nahi to aisa kaise ho sakta hai ki ab boolet mai answer sahi our second mai galat

    ReplyDelete
  4. 09/01/12 ko tet merit k khilaaf wale case ki hearing thi vo ab 16/01/12 ho gaye hai aur h.c. k anusaar ye sambhaavit tithi hai aage bhi bad sakti hai......

    h.c. ki web check kar sakte hain....

    ReplyDelete
  5. According to up madhyamic board secretory Prabha tripathi there are no any irregularities done by board. Some non-social person cheat the people to collect the money and make the rumor on behalf of correction in uptet. Correction are done only according to the order of high court.
    Source-Dainik jagaran

    ReplyDelete
  6. Sathiyo court me un logon ne writ dali hai jo fail ho gaye hain ya fir kam marks aaye hain janbujhkar bharti ko latkana chahte hain humein bhi supreame court tak ladna hoga

    ReplyDelete
  7. Train roko dhara do anshan karo anna hazare ko bulao par bharti ko chalu karao ainse kuchh nahin milne wala

    ReplyDelete
  8. Are bhaiyo aap log nahi jante ye kevel ek chal hai ab hame aage yah dekhna hai ki government kya karti hai,court kya karti hai.mujhe to lagta hai ki court v government mile huye hai.please reply in my email id vinod8yadav@gmail.com

    ReplyDelete
  9. Sahi baat hai Dosto, court aur Govt. mile hue hain,
    hume bharti chaloo rakhne ke liye kuch na kuch to karna hi padega kyuki humare virodhi sirf bharti rukvane ke peechhe pade hai aur hum abhi tak kuch nhi kar pa rahe hai


    09455192897

    ReplyDelete
  10. Jab tek TET main pass hone vale bhi Aandolan & court main nahi jayega ye bharti nahi hone vali kyoki fail hone vale to bharti cancel kervane ke liya koi kami nahi chod reha hain. Aur hum chup chap bathe hain kya high court ko nahi dikta hain ki last 5 years se B.Ed passing student vacancy ka wait ker reha tha aur a moka mila hain to peta nahi court ko kya maja aa reha hain kahi court na bhi to paisa nahi la liya fail hone valo se ki bharti cancel kerna ka liya. Hum sabko ek aawaj main iska virodh kerna hoga nahi to ye mauka hath se nikal jayega. Aur ghush khor ye vacancy cancel ker dega. Bhaio kuch ker lo ager apne future ko bachane ka liya kuch ker sekte ho to . Sirf baat kerna se ya yaha per blog likhne se kuch nahi milaga anpne huck ka liya ladna padega. jaldi kero ager time nikal gaya to ldne se bhi kuch nahi milaga.

    ReplyDelete
  11. Hum ko to apno ne mara gairo mai kahaa dam tha meri kashti thi dudi vahaa janhaa pani kam tha

    hame kisi se koi shikayat nahi hai na to judge sudhir agarwal se na gov se na bahadur se na kapil se na sarita shukla se

    agar hame kisi se shikayat hai to wo hai BHAGWAN

    Aakhir wo kanhaa mar gya

    kya usne bhi apne kan aankh muh band kar liye hai

    kya wo bhi bebas ho gya hai

    ReplyDelete
  12. ab ham sabhi tet pass karne walon ko akjut ho jana chahiye ye bharti prakriya shuru karene ke liye ham sab akjut honge tabhi hamare favour me kuch ho sakta h.

    ReplyDelete
  13. Don't worry aaj ka faisla hamare hi hak me aayega


    PADMA
    (Signature)

    ReplyDelete
  14. bhai logo maine 3 Dec tak 4000 candidates(07034400-8400) ke PRT marks check ker copy mai note kia tha aur last 03 dino se isi chek kia hai .. sirf 01-03 marks ka ferk paya hai...agar kisi ko 06 se jiada ka ferk milta hai to plse roll no ke sath likhe samast tet pass app ka abhari rahega ....lakin plse bina kisi sabut ke kisi prakar ki afwav per dyan na de na hi failye is se app ke aur aane wale exam mai nuksan ho sakta hai....

    ReplyDelete
  15. NDS JI

    u r right

    kisi ke 6 se jyada no. Nahi badhe hai

    afwaho ka bazar garm hai
    aur nuksan tet toppes ka ho rha hai

    ReplyDelete
  16. aaj court ka kya farman aaya hai pls tell me

    ReplyDelete
  17. Aaj high court ka deseigen aane bala tha koi bata sakta hai ki kya hua

    ReplyDelete
  18. 11/1/12 ko UPTET ki allahabad highcourt me jo date thi ,uska kya hua ?

    ReplyDelete
  19. ab to chunav ayog ne bhi barti prakriya par rok laga di ye sab bsp gov. ki chal thi ki 72800 vacancy ke liye 270000 logo ko phasana ka drama pehle se soch samajh kar racha gaya

    ReplyDelete
  20. ab vacancy to thik mujhe lagta hai ki tet exam ko bhi nirat na kar diya jay kyoki dhandli etni ho chuki ki bharti to thik ye tet bhi radd na ho jaye mayavati to jayegi sath me 270000 tet valo ko bhi jahannum me le jayegi

    ReplyDelete
  21. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  22. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  23. Dekho bhaiyo bharti to hogi kyoki ab high court beech m pad gya h.Maya ho ya mulayam bharti court krvaegi.

    ReplyDelete
  24. Good news
    Amar ujala knp adition me aaj 23.01.2012 ko nikla h k 80000 visist btc ki vacncy achar sanhita k bad ane valì h.

    ReplyDelete
  25. why sudhir agrawal ji is not thinking about stufent' future.
    why is he incresing case date.

    ReplyDelete
  26. Shikha mitr will be recruited without TET now.why Govt is taking dual standard decisions about eligibility criteria.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।