कर्मचारियों को समझ में नहीं आ रहा कि आखिर इन फार्मो की स्क्रूटनी और सत्यापन किस प्रकार से कराया जाए। वहीं अगर कोई फार्म कई स्थानों की मेरिट में शामिल हुआ तो संबंधित जिलों को किस प्रकार सूचना दी जाए।
आगरा: टीईटी परीक्षा तो किसी प्रकार संपन्न हो गई, लेकिन अब शिक्षकों के चयन में नित नई परेशानियां सामने आ रही हैं। जनपदों में आवेदनों की संख्या हजारों से बढ़कर अब लाख में पहुंच गई है। लिहाजा उनकी स्क्रूटनी और मेरिट बनाने में विभागीय कर्मचारियों की हालत खस्ता हो रही है। आगरा में शिक्षकों के 100 पदों पर अब तक मूल ड्रॉफ्ट वाले करीब 3000 और ड्रॉफ्ट की फोटोकॉपी के साथ करीब 32 हजार आवेदन पत्र प्राप्त हुए हैं। जबकि एटा में 700 सीटों पर आवेदनपत्रों की संख्या सवा लाख का आंकड़ा पार कर चुकी है।
यही नहीं, कई छात्रों ने टीईटी का संशोधित परिणाम जारी होने के बाद दोबारा फिर आवेदनपत्र भेजे हैं। गौरतलब है कि टीईटी रिजल्ट जारी होने के बाद हाईकोर्ट के आदेश पर शासन की ओर से आवेदन की प्रक्रिया में बदलाव कर दिया गया। पांच जनपदों के स्थान पर अभ्यर्थियों को प्रदेश के किसी भी जनपद में आवेदन करने की छूट दी गई। इसके बाद अभ्यर्थियों ने एक जिले में मूल ड्रॉफ्ट भेजकर बाकी जिलों में उसकी फोटोकॉपी लगाकर फार्म भेज दिए। कर्मचारियों को समझ में नहीं आ रहा कि आखिर इन फार्मो की स्क्रूटनी और सत्यापन किस प्रकार से कराया जाए। वहीं अगर कोई फार्म कई स्थानों की मेरिट में शामिल हुआ तो संबंधित जिलों को किस प्रकार सूचना दी जाए।
News : Jagran (7.1.12)
Mere khayal se tet pass candidate bhi ek writ dakhil kare ki purani 2-3 vishisht btc ki bharatiya bhi niymawali 14 ke viprit ki gayi hai. Atah 1-2 lakh vartman shiksako ko seva se hataya jay. Tab court ki phat jayegi.
ReplyDeletemuskan ji, aaj computer ke daur me bhi yeh log phaltu me pareshan ho rahe hai, simple hai just feeding kar ke roll no. wise sorting kar de... apne aap data sort ho jaiga. NAHI HO PA RAHA HAI TO COMPILE KAR KAR KISI COMPUTER SOFTWARE PROFESSIOINAL KI MADAT LE LE.
ReplyDeleteDro mat bhagwan se dua kro
ReplyDelete270000 students ki duaa BHAGWAN / MAHAPURUSH
jroor sunege
ek bar sabhi 270000 students milkar jaikara lagayenge
BOLO KRIPA KI MURTI HAMARI PYARI PYARI RANGEELI MAHAL WARI SHRI RADHE RANI ki jai
BOLO BHAGWATI MAIYA KI JAI
BOLO PYARI PYARI AMMA KI JAI
BOLO PYARI PYARI AMMA KI JAI
BOLO PYARI PYARI AMMA KI JAI
BOLO PYARI PYARI DIDIYO KI JAI
BOLO PYARE PYARE BHAIYA KI JAI
BOLO PYARE PYARE HAMARE SHRI MAHARAJ JI KI JAI
BOLO BHAKTI DHAM MANGARH KI JAI
BOLO BHAKTI MANDIR KI JAI
BOLO PREM MANDIR VRINDAWAN KI JAI
BOLO BHAKTI DHAM KI JAI
BOLO BHAKTI MAHARANI KI JAI
Ab sab ki naukri 101% jaroor lagegi
inse badi power is samay dharti par mozood nahi hai
9548938754
Padma
(Signature)
arti is absoletly right aaj computer k daur koi kaam mushkil nahi hai
ReplyDeleteUptet PadmaKripa77
ReplyDeletekaun si dunya mai ji rahe ho
jai jai karke naukri nahi lagti hai mere bhai.
Agar aapne aaj Amar ujala ki news padhe hi to is se ye bhi sabit ho raha hai ki TET pass bhi dudh ke dule nahi hai.
CTET takes details Online with Epayment and a fast process.
ReplyDeleteLT grade teacher result/merit totally confuses and now UPTET process.
All details should be declare in DIETs website and they should also disclose candidates is from which Board- UP Board, CBSE Board and from which university- Sampoornanand, Rajarshi Tandan or some others.
ReplyDeleteSo that Candidates have faith of system and culprits come out.
Mananiya mayawati ji ka shukria jinhone tet based merit ka faisla liya. Result samne hai ek diet par 200 vishisht btc candidates me se sirf 38 candidate tet me pass hue. Jab sirf 38 pass hue to gine chune candidate hi merit me honge. Anya diet ka bhi ankalan kiya ja sakta hai. IAS,PCS,AIPMT,AIEEE,IIT,STATE PMT,AIIMS me bhi agar academic merit par bharti hoti to kafi bhayawah sthiti ho jati.
ReplyDeletemere hisab se merit aise bane
ReplyDeletesabse pahle jugadu
phir nakalchi
rupayafenk
samurna nand
c.b.s.e. board k gadhe
tet fail
bad me agar seat bache to other
Mayawati ji ne humare pradesh me TET merit se bharti ka jo nirnay liya wo behad sarahniya hai asa abhi tak kisi bhi U.P.k C.M. ne nahi kiya hai.vishishta b.t.c. ke merit me select student jo tet me fail ho gaye hai unko dekhkar isse pta chalta hai ki tet ki merit se bharti shiksha k girte istar ko bhi sudharne me safal hogi.aur rahi baat bemani ki to gadbad to har exam me hoti hai kya unke liye log court jate hain to phir MAYAWATIJI K peeche log ku pade hai jabki unhone daliton ke favour me bhi nirnay nhi diya .
ReplyDeleteAll obstacles are created by only failed or having poor marks candidates in tet who donot deserve for vacancy. Slogan is that 'hum to kha nahi paye, tumko bhi nahi khane denge".
ReplyDeletetet merit holder ko laga jhatka, ab academic se banegi merit....
ReplyDelete(10+2+3+ b.ed)...
gen...245
obc...240
sc...225
tet merit holder ko laga jhatka, ab academic se banegi merit....
ReplyDelete(10+2+3+ b.ed)...
gen...245
obc...240
sc...225
Pande ji i support u
ReplyDeletepahli bar kisi cm ne itni aklmandi se kam kiya hai
and javed ji aap hamesha hi kyo negative bolte rahte ho
vote for bsp
are bhai ye koi achcha tarika nahi hai aap chehra kyon chupati hain chehra bhale na dikhyen par laten dikhana bharteey sanskriti k khilf hai hlanki besak apcomment acche likhti hain.
ReplyDeleteenka name PADMA hi esalie hi pero ka photo lgaya hi
ReplyDeletetet pass kitne aalsi hai ye ishse pata chalta hai ki govt. ja rahi hai tab bhi writ nahi dalte .aur fail wale kitne bahadur hai jaise yadav bahadur ushne apni party ke govt. main aane se pehle hi apne liye advance main booking kara li hai ishse kehte hai tej dimaag .ab kahe farzi document karke bharti ho aur darte rahe ki kab janch ho jaye aur puri naukari chali jaye bhala ho apne mulayam ka jishne sab yadavo ko pehle nakal karayi phir police main legally bharti karaya .bilkul safe gundagardi .aakhir aane wale samay main police aur neta hi maje karenge, ab ek aadh gun jaise other caste ke nakal karle to kya fark padta hai bharti to yadav hi hone hai .jai ho mulayam baba ki. mandir banawao inke to do char pidiyo ka bhala jo kar diya inhone,har yadav ghar main riffle dhari police wala,kya kisi ne aisa karya kar paya apne sammaaj ke liye chahe wo BSP ho BJP..jai ho mulayam baba..
ReplyDeletemaya ne kewal park par kharche kiye dalito ki koi khuli vacancy ya sab caste ki koi bharti ka khyal hi nahi kiya,bas paisa kharch karo apne putle lagao kahi baad main lage na lage,jai ho mulayam baba ki jinhone har ghar se 3-4 yadavo ko nakal karakar legally document banwa kar bharti karaya.ab pito netao aur police ki gundagardi kon rokega inhe,sarkar chahe koi ho danda inke paas rahega aur atyachar rokna aur na rokna inke hath main rahega.salaam hai itni durdarsi soch ko.dhanya hai yadav jaati,kash sabhi aisa karya apne samaaj ke liye kar paate to log apne aap putle laga dete, maya ko yu jehmat na karni padti.par iske liye janta ko kaam to dhikhe .....
ReplyDeleteऔर कही से नही कम से कम बी एड की काउन्सलिँग से उदाहरण लो डायट वालो
ReplyDeleteआज TET का अंतिम परिणाम आने वाला था, क्या उसके बारे मे कोई खबर है ?
ReplyDeleteAgar state level ki merit banakar internet se counseling karvai jaye aur manpasand district select karne ka mauka utna hi mile jitne district me unhone aavedan kiya hai to shayad process jaldi ho.iske liye saare diet interconnected ho.aur internet par selected candidates k name ki list ho.jitne select ho bad me apna veryfication karvaye.
ReplyDelete-> ye prakriyaa to acchhi hai bt hamare vidwaan adhikaari isko follow kre tb na. (Intee Badee Process ko to Online aur Hoshiyaree se hee nipta ja sakta tha)
are bhiya ram dilawar tum u.p. ke c.m. ho kya jo tumhe wo pata hai jo kise ko pata nahi
ReplyDeleteAbhee tak UP Basik Education/UP Board ne result final nahin kiya.
ReplyDeleteKya ho raha hai.
Kya kabhee counselling puree hogee?
Ya aage aur naye Mamle Highcourt mein jaynge.
Manual level par bahut chook hone kee sambhavna hai.
LT Grade GGIC kee counsling mein bee ek saal se jyada time lag raha hai.
ek 9/11 ne America ke logo ki life badal di thi aur ek 9/11(9jan and 11 jan) mein phir lakhon kee Jindgee badlengee. ha haa
ReplyDeleteRani Ji
ReplyDeletelagta hai tum TET mai down ho aur es liye SP ko Support kar rahi ho kintu tum ko pata nahi rajniti kya hoti hai yeh kisi ka nahi sochti seiya appne profit ke aur TET ke bare mai koi bhi party ab kuch nahi kah sakti aur election ke baad 4 year 6 month ke baad ya phir jab election hoge tab yeh mudda uth sakta hai. Kya tum 4 years wait karogi aur socho 4 years ke baad tumhara kya hoga.
UPTET PadmaKirpa 77
ati sunder
javed ji orm sheet safe hai chinta na kare galat ya ferji tet baharti ke samai pkad lie jayege ....lakin dear ye sabfail ya kam merit tet mai wale kara rahe hai...inko adat pad gai hai lakin yaha kamyab nahi ho sakte kio ki orm sheet safe hai usko badla nahi ja sakta ,usme alag se page nahi joda ja sakta hai....javed kuch bhi ho is bar gunde mawali ko nahi lia jayega is bar IMAN jitega SAITAN(FERJIWADA) HAREGA
ReplyDeletebhai ager merit acedemic per banti hai to SC-PH kimerit 90% se adhik jayegi kioki ferjiwada group ne paise laker sab ko 90% se upper die hai..jinone tet mai 135 mark bhi mehnat se paye hai unke bhi academic mai 90% nahi hai kio ki 80 se upper wala IIT,IAS mai jayega yaha nahi...
ReplyDeleteRani dear tet pass wale writ kyon dalenge ? Writ dalna bahaduri nahi fail walo ki chhatpatahat hai. Baukhlahat me anap-shanap kam kar rahe hai.
ReplyDeleteYe bataye ki mulayam ke mulayam time me police bharti me wadavo ka pratishat kitna hai. Jo yadav yadav ki rat laga rahi ho. Cool down dear akhir yadav ko c.m. Aap hi log(janta) ne hi banaya tha. Ham aasha karte hai ki aap jarur kamyab hongi.
acedemic merit chahane walo kush ho jao kio ki serkar badelne wali hai aur SP ke shive pal yadav ne police bherti ki tarah abhi se hi apne computer mai 72800 niukti ptra bana lia hai 09 march se milege adress note kara dia jayega 10 lac ak hat se dena dusre hat se naukri le lena ..
ReplyDeleteacedemic merit chahane walo kush ho jao kio ki serkar badelne wali hai aur SP ke shive pal yadav ne police bherti ki tarah abhi se hi apne computer mai 72800 niukti ptra bana lia hai 09 march se milege adress note kara dia jayega 10 lac ak hat se dena dusre hat se naukri le lena ..
ReplyDeleteSabko naukri milegi sab teacher banoge..
ReplyDeletePrem se bolo-
laadli sarkar ki jai
barsane wari ki jai
shyama pyari ki jai
vrishbhanu dulari ki jai
barsana dham ki jai
vrindavan dham ki jai
kripa mayi sarkar ki jai
kripalu swamini ki jai
sab mil bolo-
jai jai sri radhe
jai jai sri radhe
jai jai sri radhe
padmakripa radhe radhe.is blog par kripamayi kripalu swamini ka naam gungan kar aap bahut achchha kaam kar rahe ho varna yahan to log gaaliya prayog karte hain.
Ek bar prem se bolo-
ras barsane wari,barsane wari,
ham sabki pyari!barsane wari...
Laadli sarkar ki jai
said bhaiya ager app ko serkar ne salahkaar lagaya hai ki merit kisse bane to app se nivedan hai ki plse ye salah scc aur uppsc walo ko bhi de jarur ,..
ReplyDeleteAttention please
ReplyDeletePadma matlab Bhagwan Shri Krishan ji ki Shri Mati arthat SHRI RADHE RANI
Ye Charno ki photo Shri Radhe Rani ke Charno ki photo hai
BOLO KRIPA KI MURTI RADHA RANI KI JAI
BOLO BHAKTI DHAM MANGARH KI JAI
BOLO BHAKTI MANDIR KI JAI
BOLO PREM MANDIR VRINDAWAN KI JAI
sabki naukri 101% jaroor lagegi
PADMA
(Signature)
some people can destroy the carrier of majority of candidates by untruithful writ. If unfortunately vacancy are postponed then all candidates will be inellegible for next lower primary level vacancy due to ncte regulation and norms. Only for this vacancy ncte has given opportunities to B.Ed. degree holder for lower primary level vacancy. After that B.Ed. Degree holder will be elligible only for upper primary level teacher and trained graduate teacher vacancy. but there are also a bad situation i.e., upper primary level seats are filled by lower primary level teacher due to rules and regulations of basic education department, uttar pradesh.
ReplyDeleteTet me kitne marks hone par job mil sakti hai. Gen condidate ke liye
ReplyDeleteI request to all Blog Members/Visitors, Use a civilized language, It is a platform where you can share your views/help others.
ReplyDeleteAbusive languages should be avoided.
Earlier this Blog having Anonymous Comment system, But due to some abusive comments , comment system becomes for Registered Users.
Anonymous System helps to Girls and to those who want Privacy.
I felt it will bocome Anonymous again, If people write comments in polite/civilized language & avoid abuses/inappropriate language.
Yesterday what you write on this blog, you know yourself.
ReplyDeleteNo need to describe it.
If somebody writes something wrong then, Other Visitors also see what is right and people always prefer gentle language with Strong Points.
My respected Blog Visitos / And Mr. Unknown (...),
ReplyDeleteI want to say respect your profession and use polite/gentle language.
I don't want to hurt to anybody but deleted bad content to clean it.
We should always keep good things.
Your comments also stored in my email box. And this particular comment comes in NOTICE easily. Bcoz of Unique name.
This comment will also be deleted when respected UNKNOWN person see this.
Aaj to TET ka sasodhit result aane wala tha.
ReplyDeletewo nahi aayega kyoki
wo fir dar rahi hai ki fir koi na koi galti ho jaige Aur fir se aapattiyo ka dher lag jayega.
agar TGT ki baat kare to usmai bhi ye log cutoff dene se dar rahi hai.
Today is Sunday, and normally Govt. websites not UPDATED on Sunday.
ReplyDeleteye bahut hi dukh ki baat hai kuch log galat words ka prayog karte hai it shows that how they were literate?
ReplyDeleteMuskan Ji ye aapne bahut achha kiya. log itni battmiji se baat karte the ki blog par apne bichar dena main bhi dar lagta tha. thanks
ReplyDeleteek baat par main aapka dhyan aakarshit karna chahti hun. ye portal education se related hai mujhe lagta hai. kuchh partiyon ke agents is blog ka prayog party ke pracha ke liye kar rahi hain. ye bhi achha nahin lagta hai.
ReplyDeletedosto mera vichar hai ki tet base per selection hone ke bad sabhi selected 72800 candidates ki marksheet ka milan unke orm sheet se dobara karwaya jaye jisse ferji tet marksheet wale jail bheje ja sake aur non selected ko santusti bhi mile jisse vo annya exam ki lie mehnat kare viswas ke sat...bhai is bar kisi bhi halat mai ferjiwada group(SAITAN) KO 1% BHI safalta nahi milna chahiye inka samul nas isi bar likha hai isilie BHAGWAN isme deri ker rahe hai....
ReplyDelete