/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Wednesday, March 20, 2013

UP POLICE CONSTABLE RECRUITMENT अब 20 मिनट में 4.8 किमी पुलिस भर्ती नियमावली में हुआ बदलाव, कैबिनेट ने दी मंजूरी

UP POLICE CONSTABLE RECRUITMENT अब 20 मिनट में 4.8 किमी

पुलिस भर्ती नियमावली में हुआ बदलाव, कैबिनेट ने दी मंजूरी
सिपाही भर्ती दौड़


लखनऊ। सरकार ने सिपाहियों की सीधी भर्ती के लिए नियमों में व्यापक बदलाव किए हैं। इसके लिए उत्तर प्रदेश नागरिक पुलिस आरक्षी सेवा और प्रोन्नति नियमावली-2008 में बदलाव किया गया है। इससे 40 हजार सिपाहियों की भर्ती का रास्ता भी साफ हो गया है। अब सीधी भर्ती के लिए प्रारंभिक, शारीरिक व लिखित परीक्षा से अभ्यर्थी को गुजरना होगा। वहीं अब सिपाही से मुख्य आरक्षी पद पर 75 फीसदी प्रोन्नति वरिष्ठता के आधार पर तो 25 फीसदी लिखित परीक्षा से दी जाएगी। अब तक प्रोन्नतियां परीक्षा के जरिए होती थीं। राज्य मंत्रिपरिषद ने इन नियमों को मंजूरी दे दी है।
सीधी भर्ती के लिए अब पहले प्रारंभिक परीक्षा होगी। इसकेबाद शारीरिक परीक्षा और फिर लिखित परीक्षा होगी। शारीरिक परीक्षा 100 अंकों की और लिखित परीक्षा 300 अंकों की होगी। प्रारंभिक परीक्षा में 35 फीसदी अंक पाना जरूरी होगा। अब पुरुष अभ्यर्थी को दस किलोमीटर की जगह बीस मिनट में केवल 4.8 किलोमीटर ही दौड़ना होगा। वहीं महिला अभ्यर्थी को 18 मिनट में केवल 2.4 किलोमीटर दौड़ना होगा। जो पुरुष अभ्यर्थी 20 मिनट में 4.8 किलोमीटर की दौड़ पूरी करेगा उसे 100 अंक मिलेंगे। वहीं 20-25 मिनट में पूरी करने पर 80 तो 25 से ऊपर व 30 मिनट के बीच पूरी करता है तो उसे 60 अंक दिए जाएंगे


News Source : Amar Ujala / अमर उजाला  (20.3.13)
*****************************
During new government, many amendment /changes happen in recruitment policy.

45 comments:

  1. moallim walon par itni merbani ki manaya ja raha hai.

    aur tet walon par itna julm ki rulaya ja raha hai.

    sabash!!! s.p. sarkar tumse aisi hi ummid thi.

    ReplyDelete
  2. Ek bat jisse sb sahmat hoge aur wo b jo acd walo ko naklchi kahte hai... Nakl krk koi b 10, 12, graduation, b.ed me pas ho sakta hai par acche mark kbhi nhi la sakta hai... Acche mark aaj b mehnat krne walo ko aur minded student hi late hai.. Aur rhi tet me nakl k bat to yha nakl hi smbhwna jyada hai quki kewl ungli ka isara hi kabhi hai... So in prt acd is best way 4 selection... Ha agr tet merit banwana hai to pahle pariksha kisi vishwsniy sanstha se krna hai na k eaise sanstha se jiska sachiv jail me hai.

    ReplyDelete
  3. Sujeet Singh
    L.B. me hearing ki date 3 april tay
    hai..notification 31 march tak
    aayega....kuchh bato ko lekar
    confusion bana hai usme se
    kuchh ka jabab is prakar hai....
    L.B.bench ka gathan HON. C.J.SIR
    ke dwara SPECIAL ISSUES ko
    decide karne ke liye kiya jata hai
    aur is bar ke L.B. ke gathan ka
    uddesy sambhawatah kewal yah
    decide karna hai ki NON TET B.ED
    kya ongoing process me samil ho
    sakte hai ya
    nahi ??? ...smbhawatah isliye ki
    HON C.J.SIR ne kis issue ko leker
    L.B.ka gathan kiya hai ye abhi
    spast nahi hai jaise hi pata chalata
    hai update kar diya jayega...lekin
    apne case ko writ(jiske liye L.B.ka
    gathan kiya gaya hai) ke sath
    connect kar diya gaya hai...it
    means MAIN ISSUE ko decide hone
    ke bad ham apne case ko apne
    REGULAR BENCH (HON.HARKAULI
    SIR ki bench) me vapas lane ka
    sambhav prayas kar sakte hai aur
    karenge...L.B.ke judge ko lekar bhi
    confusion hai us visay me...judge
    koi bhi ho hame apana pachchh
    unke samachchh rakhana hai aur
    ham rakhenge....judges ke visay
    me kisi prakar ki tippri anuchit hi
    hoga atah n facebook par aur n hi
    phone par kuchh bata sakte
    hai...lekin kisi prakar ki kisi
    samasya ko dhyan me rakhakar
    nirnay liya jayega...pichhe kya hua
    kis advo. ne kya kiya ? achchhi
    bahas ki ya galat kiya ? is visay
    me......koi bhi advo. case harne ke
    liye nahi khara hota hai aur jab
    itna bara issue ho ki usaka pura
    carrier barbad ho jaye galat nahi
    karega ...aur n hi apna koi advo.
    bika hai aur n hi beimaan
    hai...isliye pichhe ko pichhe
    chorate hua age dekhate hai...ham
    jeet ke bahut hi karib hai atah
    vivad nahi khusi se holi manate
    hai ses agali post me .....GOOD
    LUCK..

    ReplyDelete
  4. last date par khare mahoday ke dwara ek BIG MISTAKE ho gayi unake dwara is case ko LBme transfer karana sarwatha galat tha iska kisi bhi halat me samarthan nahi kiya ja sakta jab apane mamle ki sunawai poori ho chuki hai kewal dicision dena baki tha to harkoli ji faisala surakshit rakh lete nontet par situation clear hone par judgement de dete

    ReplyDelete
  5. non tet case un logon ke muh par karara tamacha hai joo kewal ek hi rat lagate the "bharti ho chahe jaise ho" is liye hamesha satya ka hi saath dena chahiye aaj ja unhen laga ki are ye to sarasar anyay ho raha hai tab non tet ko kos rahe hain.

    ab bhi mauka hai ek hone ka tetions ke hit me ye baat hamesha rahegi ki bharti tet merit se ho.

    warna yadi .01 number se chook gaye to aajeewan prt nahin ban paoge.

    jay tet.

    ReplyDelete
  6. Tet merit pr bhrti k utne hi chance hai jitne non tet k = 0.0% ...

    ReplyDelete
  7. Vinay Pandeyposted toUPTET & Appointment as Primary Teachers
    Mere tet suporter sathiyo...4.feb ko counseling ka rukna hum tet suporter ki pahli jeet thi..4 feb ko gov. K wakil ka stay na lagne k liye gidgidana aur siksha k adhikar ki duhai dena magar harkoli ne stay lagaya aur kaha ki ye 72825 teacher nahi 72825 jeevan ka prashn...ye thi hamari pahli jeet
    2.) 11 feb ko harkoli ki fatkar gehu aur bhusa ko alag karne k wajay apne sab ko mila diya.
    3) 18 feb ko harkoli ka c.b yadav ko fir fatkar..khel ka niyam khel k pahle banta hai khel k beech nahi mean tet ko arhta bnana tet k pahle hi tay tha aur bad me niyam bnakar acd lena ye niyam biruddh
    4)12 march agar mai tet par aaj order de du to ye nontet ka mamla hone se ye thik nahi hoga..is tarah har date par harkoli k byan ne na sirf gov. Ko nirash kiya hai balki tet suporter ko jeet ki taraf agrashar kiya hai.

    ReplyDelete
  8. "सत्यमेव जयते!" - हम केवल कहते ही नहीं, विश्वास भी करते हैं।

    टेट मेरिट पर 72825 प्रशिक्षु शिक्षको के मामले में माननीय श्री सुशील हरकौली और श्री मनोज मिश्रा की खंडपीठ द्वारा अबतक की सुनवाई और आदेशों और नॉन-टेट मामले में माननीय श्री अमरेश्वर प्रसाद शाही की एकल पीठ द्वारा द्वारा गये आदेश के बाद हम इलाहाबाद उच्च न्यायालय की बृहद पीठ से 30.11.2011 के विज्ञापन के आधार पर भर्ती की बहाली को लेकर पूर्णतया आश्वस्त हैं

    ReplyDelete
  9. TU MANE YA NA MANE DILDARA ASA NU TANU RAB MANEYA.

    ReplyDelete
  10. SADI GAL SUN LE MAIN LAUDA HU KUDI SAMJNE KI BHOOL NA KARE .

    ReplyDelete
  11. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  12. स्कूटी मे चाहे 2 कि जगह 4 ब्रेक लग कर आने लगे
    पर
    लडकिया
    उसे
    रोकेगी
    अपने
    पैर से ही . . . .

    ReplyDelete
  13. किसी गांव में मित्रशर्मा नामक एक ब्राह्मण रहता था। एक बार वह अपने यजमान से एक बकरा लेकर अपने घर जा रहा था। रास्ता लंबा और सुनसान था। आगे जाने पर रास्ते में उसे तीन ठग मिले। ब्राह्मण के कंधे पर बकरे को देखकर तीनों ने उसे हथियाने की योजना बनाई।
    एक ने ब्राह्मण को रोककर कहा, “पंडित जी यह आप अपने कंधे पर क्या उठा कर ले जा रहे हैं। यह क्या अनर्थ कर रहे हैं? ब्राह्मण होकर कुत्ते को कंधों पर बैठा करले जा रहे हैं।”ब्राह्मण ने उसे झिड़कते हुए कहा, “अंधा हो गया है क्या? दिखाई नहीं देता यह बकरा है।”
    पहले ठग ने फिर कहा, “खैर मेरा काम आपको बताना था। अगर आपको कुत्ता ही अपने कंधों पर ले जाना है तो मुझे क्या? आप जानें और आपका काम।”
    थोड़ी दूर चलने के बाद ब्राह्मण को दूसरा ठग मिला। उसने ब्राह्मण को रोका और कहा, “पंडित जी क्या आपको पता नहीं कि उच्चकुल के लोगों को अपने कंधों पर कुत्ता नहीं लादना चाहिए।” पंडित उसे भी झिड़क कर आगे बढ़ गया।
    आगे जाने पर उसे तीसरा ठग मिला। उसने भी ब्राह्मण से उसके कंधे पर कुत्ता ले जाने का कारण पूछा। इस बार ब्राह्मण को विश्वास हो गया कि उसने बकरा नहीं बल्कि कुत्ते को अपने कंधे पर बैठा रखा है। थोड़ी दूर जाकर, उसने बकरे को कंधे से उतार दिया और आगे बढ़ गया।
    इधर तीनों ठग ने उस बकरे को मार कर खूब दावत उड़ाई। इसीलिए कहते हैं कि किसी झूठ को बार-बार बोलने से वह सच की तरह लगने लगता है।






    TET MERIT ZINDABAD

    ReplyDelete
  14. DEAR FRIEND

    aaj bhi kuchh gadhon ko ye lag raha hai ki gunaank se bharti start ho jayegi to ye bhi sun lo .....

    1-govt. ne abhi tak stay hataane ke liye koi kadam nahi uthaya hai


    2-agar new add par jaldi se jaldi extra padon ki goshana nahi ki gayi to new add ko jana padega

    3-court ki date se pahle yadi ghoshna nahi hui to iska matlab sarkar aapko chunaa.......

    4-last court ki date me C.B.yadav shuru se aakhiri tak chup the, iska koi matlab bataye to jaanu.....


    5-agar govt. not tet me haar gayi to gunaank waalon ko naani...............


    6-baaki baad me nahi to holi black & white ho jaayegi...........

    ReplyDelete
  15. Koi ye bataye ki ab sab clear kab tak hoga,,,, akhir kab tak bharti puri hone ki ummeed hai

    ReplyDelete
  16. Ye bharti ab word war bn chuki hai acd vs tet.... So abhi 5 sal lag sakte hai.

    ReplyDelete
  17. Jab tak is bharti me Bsc.Bio
    Ke student rahenge' tab tak ye bharti nahin hogi?

    ReplyDelete


  18. Yu kahu to jeet to acd valo ki hi hogi.tet merid vale sirf kala jadu dikhate rahege is blog par .or ye logo ko gumrah kar rahe hai.

    ReplyDelete
  19. ohhohohohohohohohohohohoho........

    hihihihihihihihihihIHIHIHI........

    HAHAHAHAHAHAHAHAHAHAHAHAHA.....................................................................................................YE BHI SAHI HE..


    HS E NAKAL KI INTER ME BHI NAKAL KAR HI LI AUR TO AUR GADUATION PART-1.2 .3 ME BHI NAKAL KAR LI YAHA TAK KI B.ED ME BHI NAKAL SE ACHCHE NUMBER LE AYE..


    LEKIN ISAME KOI SACHIV.... KULPATI ADI KE KHILAF KUCH BHI NA HUA....


    BECHARE TET MERIT ME NAKAL HI NAHI HUYI DHANDHALI HUYI AUR AISI HUYI KI AAJ TAK AROPIYO KO JAMANAT TAK NAHI MILI AUR GANGESTER ALAG SE CHAD GAYA UNAKE UPER......



    KYA UTTAM SIDHDHANT NIKALA HE TET NAKALCHIYO NE.....???????????????????????????????????????????????????


    AAP LOG KATAI TENTION NA LE HARKOLI SAHAB NE SARI DUVIDHAYE WA SHANKAO KO HATANE WA BHARTI KO NIRBADH ROOP SE CHALANE KE LIYE HI BHRAHAD BENCH ME SUNAWAI KARAWANE KA FAISALA KIYA HE AUR SARE WIWAD KI JADE WAHI SE KHATAM HOGI.


    TET PAAS TO LIYE JAAYENGE PARANTU BHARTI SARAKAR KI MANSHA KE ANURUP HI HOGI YE USAKA SAMVAIDHANIK ADHIKAAR HE...



    RANG LAGAO GULAL UDAO DOSTO KHUSHIYA BAATO DUKH KI GHADIYA KHATM HI HONE WALI HE..

    ReplyDelete
  20. suno kahani...

    Ek ladka ek ladki ko bahut chahta tha.
    ladke ne purpose kia aur ladki boli,
    Teri 1 month ki pocket money mera roz ka kharcha hai ...
    I cnt love u.
    Phir b wo usko chahta rha.
    aur 10 saal baad wo 1 mall me mile,
    ladki ne kaha mera husband 1 bahut bdi company me job karta hai uski salary 1,00,000/- per month hai
    aur wo bahut hoshiyar hai.,
    ye sunkar ladke ki ankh me ansu nikal aye.
    Thodi der me ladki ka husband aya uski nazar us ladke par padi aur kaha Sir aap yaha???
    Usne apni wife se kaha ye meri company ke malik hai
    aur 1 saal ka 2,000/- crorre ka turnover hai aur kaha....
    Sir 1 ladki ko bahut chahte hai isliye aj tak shadi nai ki..
    Its true love...
    Zindgi bas ek pal ki mohtaj nai hoti bas waqat use bnadeta hai

    ReplyDelete
  21. Gandi bezzeti..,,''', -,,'''

    boy= meri pent 2000 rs. Ki hai , meri shirt 1500 rs. Ki hai , mere shoes 1900 rs. K hai......!
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    Girl= bus kar kanjar teri zip band kar ., teri 20 rs. phool wali chaddi dikh rhi hai..
    '
    ha ha ha

    ReplyDelete


  22. Cheeta Cigarette Ka Kash Lagane Hi Wala Tha Ki

    Achanak Chuha Wahan Aaya
    Aur Bola, Bhai Chhod Do Nasha,

    Aao Mere Sath,
    Dekho Jungle Kitna Khubsurat Hai..

    Cheetah Chuhe Ke Sath Chal Diya..

    Aage Hathi Cocaine Le Raha Tha,
    Chuha Fir Bola,
    Bhai Chhod Do Nasha,

    Aao Mere Sath,
    Dekho Jungle Kitna Khubsurat Hai..

    Hathi Bhi Sath Chal Diya..

    Aage Sher Whisky Pene Ki Tayari Kar Raha Tha,

    Chuhe Ne Usse Bhi Woi Kaha..

    Sher Ne Glass Side Par Rakha Aur Chuhe Ko 5-6 Thappad Mare..
    .
    .
    .
    .
    Hathi Bola:"Kyun Maar Rahe Ho Is Bechare Ko ??

    Sher Bola:"Ye Saala Roz Charas peekar Aise Hi Sabko Puri Raat Jungle Ghumata Hai.

    ReplyDelete
  23. Vinay Pandeyposted toUPTET & Appointment as Primary Teachers






    Mere tet suporter sathiyo..jaisa ki avi avi hamare vidhi prakost k adhyaksha s.k. Pathak g se bat huyi to unhone btaya hai ki official notification print hokar mere pas aa chuki hai aur 3 april ko subah 10 bje se hi hamara case start ho jayega aur pura din chalega..s.k pathak g khud yachi v hai aur wo kahte hai ki tet se realeted har pahlu overage underage,tet merit,old add ,aur anek pahlu par ek sath vichar kiya jayega..10 bje subah se hum apko 3 april ki live sunvai is grup par bhejte rahege..to dosto 3 april ko hi pure din sunvai hone se acd rupi ravan uski din mara ja sakta hai...aur hum 3 april ko hi ek bar fir jashn manayege..kya ap v chahte hai 3 april ko jasn ho..hum to taiyar hai aur aap.?

    ReplyDelete

  24. Taiyar har koi hai rone ke liye kyo ki jeet to sirf acd valo ki hogi

    ReplyDelete
  25. ABHI RAWAND KA JIKRA KIYA HE KISI UMADEV KE CHILAANTER NE........
    .
    .
    .
    .
    .
    TET ERIT SUPORTER AKHIR YE KYO MANANE KO TAIYAR NAHI KI TET ERIT KE LIYE UNAKO .....
    ...... ....

    KUWAAAARIIII...??????? BAHIN JI....??????? SUSARI.....MAYAWATI JI KO ELECT KAR CHUNANA THA.. ????


    KYU NAHI CHUNA....???????


    AB TEEPU JI HAMARE KHEWAN HAR BAN K NIKALE HE TO SABAKI SULAG RAHI HE.......


    SULAGAYE RAH YAHA KOI FARK NAHI PADATA KYUKI KOI BHI ADALAT SARAKAR KE SAMWAIDHANIK HAQ PE ATIKRAMAN NAHI KAR SAKATA.....


    ReplyDelete
  26. तलमान जिस तरह शादी न करने जिद कर रहे है।
    समझ नही आता कि ये परम बाल ब्रम्हचारी है.
    या.
    फिर.
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    खतना के समय कोई दुर्घटना.??
    हा हा हा..;-)

    ReplyDelete
  27. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  28. Pooja verma's news





    टेट मेरिट की जीत सुनिश्चित हो चुकी है..लेकिन कुछ साथी कह रहे हैं कि नॉन टेट का मुद्दा बेवजह उठाया गया ..ऐसा नहीं है..
    क्योंकि नॉन टेट को शामिल करने का आदेश एक डबल बेंच का ही है और दूसरी डबल बेंच इसे नहीं बदल सकती ..अगर कल हरकौलीजी हमारे पक्ष में निर्णय दे देते तो संभवतः सरकार वहां टेट समर्थकों कि अनुपस्थिति में जानबूझ कर केस हार जाती..फिर हमें उच्चतम न्यायालय की तैयारी करनी पड़ती..परन्तु अब हम वरिष्ठ पीठ में ही नॉन टेट के विरुद्ध खड़े होंगे जिसकेस से मतलब तो हमें पूरा था परन्तु हम उसमें ना तो वादी थे ना प्रतिवादी ..
    अब बताइए किसे किसे लगता है कि खरे साहब ने गलत किया ? क्या खरे और क्या सी बी यादव ..जीत सत्य की ही होगी

    ReplyDelete
  29. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  30. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  31. Vinay Pandeyposted toUPTET & Appointment as Primary Teachers




    Mere tet suporter sathiyo...ku6 acd bandhu log hamare rejoinder ko kamjor bta rahe hai aur kahte hai ki 12 feb ko dakhil rejoinder gov. K javab k mukable kamjor tha to hum unko aaj apne rejoinder rupi mishayal ko unke upar girane ja rahe hai..rejoinder vastav gov. K lagaye gaye aropo ki kat hai..jo nimn hai.
    1)gov.ka 1st arop..paper printing agency dwara paper out kiya gaya...hamara javab..gov. K pas koi prove nahi agar paper out huva to ku6 ladko k 150 me 150 kyu na aaye..papar printing agency ka private hona dhandhi ka sabut nahi..kyuki s.s.c ka v exam private agency dwara hota hai.
    2)gov. Ka 2nd arop omr janch agency ka private hona suchita ko tar tar kiya aur number badhaya gaya..hamara javab...railway,s.s.c aur bank k exam k paper v private janch agency dwara check hota hai to kya wahaan dhandhli nahi aur govt. K pas prove nahi.
    3)gov. Ka 3rd arop..janch agency k ofice me mile 3493 corbon omr aur 27000 safeda lage original omr. Hamara javab..3493 corbon omr ki manual checking huyi kyunki bareilly ,faizabad aur ku6 jilo me 1st omr ki jagah 2nd paper ki omr mili jisme barcode hota hai aur 2nd omr ko 1st samajhkar khud parikshak dwara checking kar result bnaya gaya aur board ki copy se milan v ki gayi..
    4)gov. Ka 4th arop..ku6 atendence register me candidate ki sign nahi thi fir v unki omr janch aur result out huva wo bahar bahar se v omr bharkar jama kar sakte hai..hamara javab...ku6 exam center ka 1 din pahle center badla gaya jisse atentdence regi..2nd center par na pahucha magar kendra vyawasthapk ki upsthiti me omr sheet gin kar seal huyi aur kaksha nirakshak k sigh the un par..
    5)sanjay mohan k yahan mili 163 logo ki list gov. Ka 5th arop..hamara javab 163 me sirf 29 hi pas aur baki fail aur jo pas unke number 83 se 95 tak ..yaha dhandhli se pahle pakda gaya inhe.
    6)gov. Ka arop no.6th.27000 omr par laga safeda dhandhli ka sabut..hamara javab..safeda anuchit sadhan nahi kyuki ku6 kaksh nirikshako ne swayam lagwaya safeda jab 1st omr ki jagah 2nd aur 2nd omr ki jagah 1st omr banta gaya..safeda dhandhli ka sabut nahi kyuki ye kaksha nirikshak k samne lagaya gaya aur khud vahi lagwaye..
    ..kul 12 page ka hamara rejoinder hai jise pura likhna mumkin nahi.










    doston isi tarah se aap bhi kisi news ko diya karo ,kyonki haath pair waali khabren achchhi lagti hai,log unpar bharosha bhi karte hain , chahe bhale hi wo sunne me buri lagti hain lekin un khabron ka asar ......................................

    is blog par bina haath pair ki khabar dekar apna mazaak na udwaaye kyon aapki apni bhi to kuchh value hai


    milte hain baaki baad me.....................

    ReplyDelete
  32. शिक्षक भर्ती में बीए, बीएससी के साथ बीएड उत्तीर्ण अभ्यर्थियों को शामिल करने के आदेश का अनुपालन किया जाए। एक माह के भीतर इस इस पर कार्यवाही हो।
    -न्यायमूर्ति डीपी सिंह

    ReplyDelete
  33. SARE
    GADHE
    LOG
    YAHA AA JATE HAI
    WAQALAT
    KARNE JAISE YE HE JUDGE BAN
    GAYE
    HAI
    HAHAHAHAHA

    ReplyDelete
  34. MAIN UN SABHI BHAIYON SE KAHNA CHAHTA HUN JO TET ACD AND NON TET ME WAK YUDHH KAR RAHE HAIN KI HAM SABHI COURT SE OOPAR NAHIN HAIN COURT MEANS HIGH COURT SE SUPREEM COURT TAK JO BHI HOGA WAH HAM SAB KE HIT ME HOGA IS LIYE APNI OORJA IS TARAH NAST NA KAREN AUR 3 APRIL KE FAISLE KA WAIT KAREN HAM SABHI BHAI-BHAI HI HAIN YE DRAMA SARKAR NE RACHA HAI AUR HAM SAB USKI KATHPUTLI BHAR HAIN.

    SACHCHAEE SE MUH NAHIN MODNA CHAIYE AUR SACHCHAEE KYA HAI WAH KUCHH DINON ME HI PATA CHAL JAYEGA.

    BUT EK QUESTION SABSE BADA YE HAI KI KISI EXAM "JO TATKALIN SAMAY ME CANDIDATE KI WARTMAN YOGYTA KA AAKLAN KARE" K ADHAR PAR HI CHAYAN SABSE SAHI TARIKA HAI.

    BAAKI SABHI BATEN BYARH HAIN.

    SO JAI TET JAY TET MERIT.

    ReplyDelete
  35. Snil tiwari pareshan mat ho jb tak sC faisla degi tb tak tum retairment k age k ho chuke hoge... HA HA HA

    ReplyDelete
  36. SC me ek imp decision k liye 10-15 sal lagte hai... Aur tet jaise chote mattar k liye 20- 25 to lag hi jayege.. Isliye kisi ko preshan hone k jrurat nhi hai., ye job samvida walo ko parmanent mil jayegi.... Wo b acd se bharti hoge jay acd...

    ReplyDelete
  37. मीडिया गले फाड़ रहा है 'संजय दत्त को सजा'
    "अब तो जेल में जाना पड़ेगा", "बहन की आँखे भीग गयी", "फिल्म इंडस्ट्री को करोडो का झटका"
    कोई ब्लास्ट पीड़ितों को "न्याय" मिलने की बात नहीं कर रहा,
    प्रिया दत्त ,जया प्रदा की प्रतिक्रिया लेने को होड़ मची है, पर कोई ब्लास्ट से पीड़ित लोगो के घर जाकर उनके परिजनों से बाईट नहीं ले रहा है इसी वजह से लोगो का इलेक्ट्रानिक मीडिया से भरोसा उठता जा रहा है,
    इन सब के हाथ में एक कैमरा एक माइक है; पर दिमाग सबके खाली हैं..!!

    ReplyDelete
  38. SUNIL

    TU

    TET KI JAGAH



    tURR TURR TURR BOL


    nON TET ACD MERRIT

    BANEGI

    ITZ FULL N FINAL .

    YAHA PE teRI BakWAas

    sUN Ke logo ne aANA CHOR DIYA


    HAHAHAHA

    ReplyDelete
  39. इन सज्जन पुरुष की बात भी सुन लो भाइयो,एक भी शब्द ठीक से नही लिख पा रहे फिर भी अध्यापक इनको भी बनना है।:





    Vinod Singh

    Larj banch ma sarkar nan tet kas haregi or tetfel wale faram bharege aur nokari paenge. Tichar banane k lia tet jaruri nahi. Itna saral pepar gase dekar pas karke sabhi tej ban gae hai. Tet jaruri nahi isame dadali hui ha. Ise radkarke firse ho.





    ab aap log hi bataao ki ye teacher ke laayak hai, aiae log koi news post na kiya kare to ka se kam mazaak banne se to bach sakte hain




    agar aapki english aur news ka source sahi nahi hai to please comment na kiya karo,,,,,,,,, aapki news to koi padhega hi nahi aur aapkobhi log napasand...................


    apni maryaada banaaye rakhen




    thanks

    ReplyDelete
  40. @rajviir singh and ajay awasthi

    tet fail apne ko lakh chhupayen magar najar aa hi jate hain.

    aap logon ki bhasha shaili aapki yogyata ka khud hi bakhan kar rahi hai.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।