परिषदीय शिक्षा को भले ही बेहतर बनाए जाने के दावे किए जा रहे हैं, लेकिन इसका मूलभूत ढांचा ही चरमरा रहा है। कारण जिले भर में करीब ढाई सौ विद्यालयों में गणित व विज्ञान विषय के शिक्षकों का टोटा है। ऐसे में इन विषयों की पढ़ाई से छात्र अधूरे रह गए हैं। शासन स्तर से शिक्षकों की भर्ती प्रक्रिया शुरू किए जाने के बाद से अनुमान लगाए जा रहे थे कि, किल्लत कुछ हद तक कम होगी, लेकिन इस पर कांउसिलिंग शुरू होते ही रोक लग गई। मामला अब तक लंबित चल रहा है। उधर शिक्षकों को पदोन्नति दिए जाने के बाद भी कमियों को दूर किए जाने की उम्मीद थी। फरवरी माह में शासन से प्रोन्नति पर लगी रोक हटने के बाद बीएसए कार्यालय में तैयारियां जोरों पर शुरू हो गई थीं।
इस बीच मार्च में शासन ने फिर से रोक लगाने का फरमान जारी कर दिया। इसके बाद विषय विशेष के शिक्षकों की कमी दूर होने की उम्मीदों पर पानी फिर गया। जिला बेसिक शिक्षा अधिकारी दलसिंगार यादव ने बताया कि, प्रोन्नति होने के बाद कमियां कुछ हदतक पूरी होने की उम्मीद थी। शासन से लगी रोक हटने के बाद शिक्षकों की तैनाती कर दी जाएगी
News Source : Jagran (22.3.2013)
*************************************
One side there are several UPTET (Upper Primary) Qualifide Candidates are waiting for JOB. And other side Qualifide Science/Math teachers shortage.
Gr8 Ulta Pulta
DEAR FRIEND
ReplyDeleteaaj bhi kuchh gadhon ko ye lag raha hai ki gunaank se bharti start ho jayegi to ye bhi sun lo .....
1-govt. ne abhi tak stay hataane ke liye koi kadam nahi uthaya hai
2-agar new add par jaldi se jaldi extra padon ki goshana nahi ki gayi to new add ko jana padega
3-court ki date se pahle yadi ghoshna nahi hui to iska matlab sarkar aapko chunaa.......
4-last court ki date me C.B.yadav shuru se aakhiri tak chup the, iska koi matlab bataye to jaanu.....
5-agar govt. not tet me haar gayi to gunaank waalon ko naani...............
6-baaki baad me nahi to holi black & white ho jaayegi.........
ReplyDeleteMere tet suporter sathiyo...ku6 acd bandhu log hamare rejoinder ko kamjor bta rahe hai aur kahte hai ki 12 feb ko dakhil rejoinder gov. K javab k mukable kamjor tha to hum unko aaj apne rejoinder rupi mishayal ko unke upar girane ja rahe hai..rejoinder vastav gov. K lagaye gaye aropo ki kat hai..jo nimn hai.
1)gov.ka 1st arop..paper printing agency dwara paper out kiya gaya...hamara javab..gov. K pas koi prove nahi agar paper out huva to ku6 ladko k 150 me 150 kyu na aaye..papar printing agency ka private hona dhandhi ka sabut nahi..kyuki s.s.c ka v exam private agency dwara hota hai.
2)gov. Ka 2nd arop omr janch agency ka private hona suchita ko tar tar kiya aur number badhaya gaya..hamara javab...railway,s.s.c aur bank k exam k paper v private janch agency dwara check hota hai to kya wahaan dhandhli nahi aur govt. K pas prove nahi.
3)gov. Ka 3rd arop..janch agency k ofice me mile 3493 corbon omr aur 27000 safeda lage original omr. Hamara javab..3493 corbon omr ki manual checking huyi kyunki bareilly ,faizabad aur ku6 jilo me 1st omr ki jagah 2nd paper ki omr mili jisme barcode hota hai aur 2nd omr ko 1st samajhkar khud parikshak dwara checking kar result bnaya gaya aur board ki copy se milan v ki gayi..
4)gov. Ka 4th arop..ku6 atendence register me candidate ki sign nahi thi fir v unki omr janch aur result out huva wo bahar bahar se v omr bharkar jama kar sakte hai..hamara javab...ku6 exam center ka 1 din pahle center badla gaya jisse atentdence regi..2nd center par na pahucha magar kendra vyawasthapk ki upsthiti me omr sheet gin kar seal huyi aur kaksha nirakshak k sigh the un par..
5)sanjay mohan k yahan mili 163 logo ki list gov. Ka 5th arop..hamara javab 163 me sirf 29 hi pas aur baki fail aur jo pas unke number 83 se 95 tak ..yaha dhandhli se pahle pakda gaya inhe.
6)gov. Ka arop no.6th.27000 omr par laga safeda dhandhli ka sabut..hamara javab..safeda anuchit sadhan nahi kyuki ku6 kaksh nirikshako ne swayam lagwaya safeda jab 1st omr ki jagah 2nd aur 2nd omr ki jagah 1st omr banta gaya..safeda dhandhli ka sabut nahi kyuki ye kaksha nirikshak k samne lagaya gaya aur khud vahi lagwaye..
..kul 12 page ka hamara rejoinder hai jise pura likhna mumkin nahi.
doston isi tarah se aap bhi kisi news ko diya karo ,kyonki haath pair waali khabren achchhi lagti hai,log unpar bharosha bhi karte hain , chahe bhale hi wo sunne me buri lagti hain lekin un khabron ka asar ......................................
is blog par bina haath pair ki khabar dekar apna mazaak na udwaaye kyon aapki apni bhi to kuchh value hai
milte hain baaki baad me.....................
kuch NASAMAJH bewajah ye galat fahami paal ke baithe he ki wo tet merit HAASIL KAR LENGE LEKIN YAHA TET WAITAGE KA BHI DOOR DOOR TAK KOI THIKANA NAHI AIYE GAUR KARE KUCH BAATO PE...
ReplyDelete1- KISI BHI COURT KO YE ADHIKAR NAHI HE KI WO BHARTI K PRARUP KO NIRDHARIT KARE.
2-NYAAYPALIKA PE YE AROOP LAGATE RAHE HE KI WO VIDHAYIKA SE BEWAJAH TAKATI HE.
3- CHUKI YE AB SPAST HO CHUKA HE KI
FAISALA 2 YA 3 TITHIYO ME HO JAYEGA TO COURT BHI MAMLE KO BEWAJH TOOL NAHI DEGI JISAKI AWASKATA NA TO THI AUR NA HE.
4-ABHI ANUDESHAKO WA BTC KI BHARTIYA JO KI HONE JAA RAHI HE WO BHI GUNANK MERIT SE HI HONE JA RAHI HE.ISLIYE GUNANK MERIT WALE SUPORTERO KO BEWAJAH PARESHAN HONE KI KOI JARURT NAHI HE.
.................ANT ME APANE TET MERIT SUPORTER BHAIYO SE AIK BAAT KAHUNGA.....
KI HAANTHI CHALE BAZR ..TO KUTTE BHONKE HAZR..
KRAPAYA AISI BECHARGI BHARI STHITI ME NA RAHE KOI KAM DHANDA DEKH LE.
आपको बताना चाहता हूँ कि जो आप लोग हरकौली हरकौली कह रहे हो वृहद में सुनवाई शुरु होते ही आप बघेल के सामने उनको भी भूल जायेंगे, पूरे मामले में शाही का आदेश एवं हरकौली जी का 4 फरवरी एवं 12 मार्च का आदेश एवं अभिनव सर एवं अशोक भूषण का 16 जनवरी का आदेश केन्द्र विन्दु होगा। मै चुनौती देता हूँ वृहदपीठ को की चाहे वहां पर शिवकीर्ति जी अखिलेश जी शिवपाल,मुलायम सिंह को जज के रुप में बैठा दें,4 फरवरी का आदेश अमर है
ReplyDelete