इसमें भारत के करीब 150 शहर भी हिस्सा ले रहे हैं। अर्थ आवर की शुरुआत 2007 में सिडनी से हुई थी। जहां लोगों से 1 घंटे बिजली बंद रखने की अपील की गई।
पिछले साल भारत में दिल्ली, मुंबई, बेंगलुरु, हैदराबाद के साथ−साथ गुना, इटावा, मंडला जैसे छोटे−छोटे शहर भी इस कैम्पेन में शामिल हुए थे।
आज दुनियाभर के कई ऐतिहासिक स्थलों में रात 8.30−9.30 के बीच लाइट बंद रखी जाएगी। इस दौरान जिन जगहों पर लाइट बंद रहेंगी उनमें इंडिया गेट, ओपेरा हाउस, हावड़ा ब्रिज, टोक्यो टॉवर, बीजिंग का बर्ड्स नेस्ट, बुर्ज खलीफा, एफिल टॉवर सहित बर्किंघम पैलेस भी शामिल हैं
DEAR FRIEND
ReplyDeleteaaj bhi kuchh gadhon ko ye lag raha hai ki gunaank se bharti start ho jayegi to ye bhi sun lo .....
1-govt. ne abhi tak stay hataane ke liye koi kadam nahi uthaya hai
2-agar new add par jaldi se jaldi extra padon ki goshana nahi ki gayi to new add ko jana padega
3-court ki date se pahle yadi ghoshna nahi hui to iska matlab sarkar aapko chunaa.......
4-last court ki date me C.B.yadav shuru se aakhiri tak chup the, iska koi matlab bataye to jaanu.....
5-agar govt. not tet me haar gayi to gunaank waalon ko naani...............
6-baaki baad me nahi to holi black & white ho jaayegi.........
ReplyDeleteMere tet suporter sathiyo...ku6 acd bandhu log hamare rejoinder ko kamjor bta rahe hai aur kahte hai ki 12 feb ko dakhil rejoinder gov. K javab k mukable kamjor tha to hum unko aaj apne rejoinder rupi mishayal ko unke upar girane ja rahe hai..rejoinder vastav gov. K lagaye gaye aropo ki kat hai..jo nimn hai.
1)gov.ka 1st arop..paper printing agency dwara paper out kiya gaya...hamara javab..gov. K pas koi prove nahi agar paper out huva to ku6 ladko k 150 me 150 kyu na aaye..papar printing agency ka private hona dhandhi ka sabut nahi..kyuki s.s.c ka v exam private agency dwara hota hai.
2)gov. Ka 2nd arop omr janch agency ka private hona suchita ko tar tar kiya aur number badhaya gaya..hamara javab...railway,s.s.c aur bank k exam k paper v private janch agency dwara check hota hai to kya wahaan dhandhli nahi aur govt. K pas prove nahi.
3)gov. Ka 3rd arop..janch agency k ofice me mile 3493 corbon omr aur 27000 safeda lage original omr. Hamara javab..3493 corbon omr ki manual checking huyi kyunki bareilly ,faizabad aur ku6 jilo me 1st omr ki jagah 2nd paper ki omr mili jisme barcode hota hai aur 2nd omr ko 1st samajhkar khud parikshak dwara checking kar result bnaya gaya aur board ki copy se milan v ki gayi..
4)gov. Ka 4th arop..ku6 atendence register me candidate ki sign nahi thi fir v unki omr janch aur result out huva wo bahar bahar se v omr bharkar jama kar sakte hai..hamara javab...ku6 exam center ka 1 din pahle center badla gaya jisse atentdence regi..2nd center par na pahucha magar kendra vyawasthapk ki upsthiti me omr sheet gin kar seal huyi aur kaksha nirakshak k sigh the un par..
5)sanjay mohan k yahan mili 163 logo ki list gov. Ka 5th arop..hamara javab 163 me sirf 29 hi pas aur baki fail aur jo pas unke number 83 se 95 tak ..yaha dhandhli se pahle pakda gaya inhe.
6)gov. Ka arop no.6th.27000 omr par laga safeda dhandhli ka sabut..hamara javab..safeda anuchit sadhan nahi kyuki ku6 kaksh nirikshako ne swayam lagwaya safeda jab 1st omr ki jagah 2nd aur 2nd omr ki jagah 1st omr banta gaya..safeda dhandhli ka sabut nahi kyuki ye kaksha nirikshak k samne lagaya gaya aur khud vahi lagwaye..
..kul 12 page ka hamara rejoinder hai jise pura likhna mumkin nahi.
doston isi tarah se aap bhi kisi news ko diya karo ,kyonki haath pair waali khabren achchhi lagti hai,log unpar bharosha bhi karte hain , chahe bhale hi wo sunne me buri lagti hain lekin un khabron ka asar ......................................
is blog par bina haath pair ki khabar dekar apna mazaak na udwaaye kyon aapki apni bhi to kuchh value hai
milte hain baaki baad me.....................