टीईटी मोर्चे का संघर्ष का ऐलान
फर्रुखाबाद। टीईटी परीक्षा उत्तीर्ण कर चुके युवाओं को नौकरी भले ही न मिल पाई हो लेकिन होली मिलन का उत्साह उनमें खूब दिखायी दिया। खुशी के इस त्योहार में गम को भूल सभी ने एक दूसरे को खूब अबीर और गुलाल लगाया। समारोह के बाद युवाओं ने साथियों से लंबे संघर्ष के लिए तैयार रहने का ऐलान कर दिया।
रविवार को उत्सव गेस्ट हाउस परिसर में शिक्षक पात्रता परीक्षा उत्तीर्ण कर चुके युवाओं ने होली मिलन समारोह का आयोजन किया। टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा के बैनर तले युवाओं ने धूम-धाम से होली मिलन समारोह मनाया। मोर्चा के अध्यक्ष राकेश बाजपेयी ने कहा कि नई सरकार के सामने वह अपनी समस्याएं पहुंचाएंगे और नौकरी की मांग करेंगे। अध्यक्ष राकेश ने सभी को होली मिलन की बधाई देते हुए कहा कि हमें अब लंबे संघर्ष के लिए तैयार रहने की जरूरत है। सभी के सामने नौकरी का संकट है। परीक्षा पासकरने के बावजूद वह सभी बेरोजगार है। इसीक्रम में कंचन कटियार और कविता शुक्ला ने कहा कि एकता में ही शक्ति है। इस दौरान पंकज गुप्ता, आलोक पाल, बबिता गुप्ता, बसुधा अग्निहोत्री, रागिनी पाल, समीक्षा यादव, सुखवीर सिंह, प्रिंस यादव, दीपक माथुर, राजीव कटियार, शिव कुमार, कृष्णपाल सिंह, आशीष कुमार, प्रियांश मिश्रा, धर्मेद्र त्रिपाठी, कैलाश चंद्र, मनीष दीक्षित, मुनीष सिंह अनिल कश्यप,अवध बिहारी मौजूद रहे।
News : Amar Ujala (12.3.12)
Humara jo itna Paisa (10,000 Rs) per candidate, time aur Mansik utpidan hua uska kya ?...??????
ReplyDeleteAur Ye guranty kon dega ki next time DHANDLI nahi hogi......
Pahli wali GOVT...ARBON kama gayi ab fir ye govt...kamana chahti hei....
Ye kaise hoga B.Ed waale to valid hi nahi..
In par ek bhi farzi pakda to gaya nahi....
YE Sab keval is liye ho raha hei......
ReplyDeleteki ant mein ye ACD MERIT lagana chahte hein....
Shayad eisa 16 MARCH ko ho bhi jaaye.....
Purani Vigyapti cancel ho sakti hei....
@sks
ReplyDeletekoi bhi govt.decision lete samay in baton par dhyan nahi deti ki hamare kitne rupaye barbad ho gaye,ya hamara kitna mansik utpidan hua...
B.ed.ki validity badhane ke liye hi HRD se meeting hui thi aur unhe permission bhi mil jayega kyoki agar Hrd ne permission nahi diya to schools band ho jayenge....
jo bhi ho jaldi ho. time kills
ReplyDelete@sks
ReplyDeleteaap khuli ankh se sapne dekh rahe hai ya khud ko tasalli de rahe hai...? is bat ko man lijiye ki Tet radd hone ja raha hai...100%
muskan give ur fb link
ReplyDeletekya gurantee hai ki dubara exam me dhandali ni hogi aur tet exam radd karne se to nakal mafiyaon ke hausle aur bhi buland ho jayenge
ReplyDeleteगाजीपुर : टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा की सिटी रेलवे स्टेशन के शिवमंदिर पर रविवार को हुई बैठक में नियुक्ति प्रक्रिया शीघ्र ही शुरू कराने की मांग की गयी।
ReplyDeleteवक्ताओं ने कहा कि टीईटी परीक्षा में धांधली की उच्चस्तरीय जांच होनी चाहिए। ओएमआर शीट की तीन प्रतियां थी। इसकी मिलान कराकर दोषियों के खिलाफ कार्रवाई की जाय। इस आधार पर भर्ती प्रक्रिया को आगे बढ़ाते हुए काउंसलिंग की तिथि घोषित होनी चाहिए। सभी बीएड बेरोजगारों को प्राथमिक शिक्षक बनने के लिए यह अंतिम मौका है। इसे ध्यान में रखते हुए शिक्षक चयन प्रक्रिया सुचारू रूप से पूर्ण की जाय। चेताया कि मेधावी छात्रों के भविष्य के साथ खिलवाड़ बर्दाश्त नहीं किया जायेगा। अंत में 20 मार्च को लखनऊ में सपा नेता अखिलेश यादव को ज्ञापन सौंपने का निर्णय लिया गया। बैठक में संगठन की मजबूती के लिए कोर कमेटी बनायी गयी। इस मौके पर संजय कुमार, संजीव राय, सुनील यादव, बबलू सोनकर, कृष्ण मुरारी राय, पंकज कुशवाहा, ऋचा सिंह आदि उपस्थित रहे।
jagaran news 12/03/2012
अध्यापक शिक्षा की परिभाषा ????????
ReplyDeleteab hamara kya hoga?agar bharti radd ho jati hai to ham sabko sadak par utarna padega.kaha tha ki sp ko vote na de bsp ko do.
ReplyDeleteDear friends,
ReplyDeleteMeri aaplogo se request hai ki aap apni mango me tet bachao ki prathmikta de n ki tet merit ke aadhar par chayan ki kyoki tet bachega tabhi aap tet based merit ki baat karenge.
Ab Keval LUCKNOW mein Vidhan Sabha k samne AAMRAN ANSON / BHOOKH HADTAL
ReplyDeletese hi kuch achha ho sakta hei.....
Warna in meatings ka koi dabab nahi.....
Koi bhi politician apne fayde ke liye apni maa, bahan ko bhi bech sakte hain chahe akhilesh ho, mayawati ho, mulaym ho, a raja ho, p chidambaram ho ya fir madhu koda ho.
ReplyDeleteDear friends,
ReplyDeletePareshan ham sab hai lekin hamari es pareshani ki wajah koi aur nahi balki ham khud hai ab aap puchhenge ki kaise?mai aapko bata dena chahta hun ki pichhle 70 dino se ham thik usi jagah hai jaha pahle the han mentally disturbance pahle se jyada ho gaya hai aur ham roj hunkar hi bhar rahe hai,aandolan ki chetawani hi de rahe hai,ranniti hi bana rahe hai aur yadi yahi haal raha to jald hi wah kahawat charitarth ho jayegi ki"ab ka pachhatat hai jab chidiya chug gayi khet"
Hello Hardoi me soye hue doston jaag jao kyonki aapke jagne par hi hum TET ko Bachane me kaamyab ho sakte hain.plz join TET Uttirna Sangharsh Morcha HARDOI
ReplyDeleteAkhilesh ji ko badle ki rajniti se karya nahi karna chahiye doctor ka karya treatment karna hota naaki marij ko maarna.tet radd karne ka sabse galat prabhav yuva barg me hi jayega kyonki ye tet uttrin below 40 years hai.ye akhilesh me nayi soch dekhte hai purani farji acd. Pratha nahi.agar tet radd hua to c.m. Ke samne in yuva candidates ke ugra aandolan ka samna karna padega jo koi bhayanak roop le sakta hai.
ReplyDeleteSirf court hi hamare dard ko samajh sakta hai ab to usi se aasha hai.
ReplyDeleteAaj 12-03-2012 ko doosre din bhi TET Sangharsh Morcha Hardoi ki taraf se baithak ka aawahan kiya gaya parinaam swaroop bahut badi sankhya me TET paas pahunche,
ReplyDeletesabhi ne apane vicharon ko rakha aur sabhi TET paas students ne jiladhikari mahoday ke madhyam se mahamhim Rajpal mahody ko gyapan diya.
seva me,
mahamahim Rajypal
u.p sashan Lucknow
dwara
sriman jiladhikari mahody
Hardoi
Subject:shasnadesh ke anusar jari vigyapti ko lagu karne aur lamvit prsikshu ki prkriya ko jald se jald poora karne ke sambandh me.
-----------------------------------
Mahody
Hum TET paas students aapse anurodh karte hain ki lamvit sikshak chayan prkriya me jo ki aadarsh chunav aachar sanghita ke lagu hone ke karan manneey uchch nyayalaya ke aadesanushar ronk di gai thi.punh prarambh karakar uttirna students jo shasnadesh ke anusar paatra hain,labhanvit ho saken.
kucha arajak tatvon va anuttirna students ki dweshbhavna ne nyaylay me atarkik yachikaon se is prakriya ko nuksan pahunchaya hai.Hum sabhi ek mat se apane adhikaron ko pane ke patra hain.
aapse anurodh hai ki jo bhi shasnadesh ki avmanna karta hai use dandit kiya jaye jo is prkriya me doshi paye jayen unhen kaTHOR SE KATHOR DAND DIYA JAYE.jisse bhavisya me koi Student Adhikari Karmchari is prakar ke Exaims ke sath chendkhani karne ka dussahash na kar sake.yadi kisi bhi tarah se yeh pareeksha nirast ki jati hai to dosiyon ka hausla aur badh jayega.aur hum sabhi ko mansik aaghat pahunchega.yeh hamare sath anyay hoga jo ki asahneey hoga.
atah hamara aapse anurodh hai ki shasnadesh me koi parivartan na ho aur jald se jald vigyapti ke anusar,NCTE ke dwara diye gaye do maheene(2 maheene)ke antargat chayan poora kiya jaye jisse arajakta va dweshbhavna niraash ho aur paatron ko unka adhikar mile.isme chayan ka aadhar sansodhit shiksha niymavali ko hi mana jaye v shashan prshashan se anurodh hai ki kisi bhi tarah ki badle ki bhavna hum shikshakon ke sath na ki jaye anytha hamen vinamrtapoorvak AANDOLAN ke liya vivash hona padega.
Avneesh kumar yadav(jila Adhyaksha-09721612971)
Devesh kumar singh
Ashutosh Shukla (Amit)07607430982
Aaj 12-03-2012 ko doosre din bhi TET Sangharsh Morcha Hardoi ki taraf se baithak ka aawahan kiya gaya parinaam swaroop bahut badi sankhya me TET paas pahunche,
ReplyDeletesabhi ne apane vicharon ko rakha aur sabhi TET paas students ne jiladhikari mahoday ke madhyam se mahamhim Rajpal mahody ko gyapan diya.
seva me,
mahamahim Rajypal
u.p sashan Lucknow
dwara
sriman jiladhikari mahody
Hardoi
Subject:shasnadesh ke anusar jari vigyapti ko lagu karne aur lamvit prsikshu ki prkriya ko jald se jald poora karne ke sambandh me.
-----------------------------------
Mahody
Hum TET paas students aapse anurodh karte hain ki lamvit sikshak chayan prkriya me jo ki aadarsh chunav aachar sanghita ke lagu hone ke karan manneey uchch nyayalaya ke aadesanushar ronk di gai thi.punh prarambh karakar uttirna students jo shasnadesh ke anusar paatra hain,labhanvit ho saken.
kucha arajak tatvon va anuttirna students ki dweshbhavna ne nyaylay me atarkik yachikaon se is prakriya ko nuksan pahunchaya hai.Hum sabhi ek mat se apane adhikaron ko pane ke patra hain.
aapse anurodh hai ki jo bhi shasnadesh ki avmanna karta hai use dandit kiya jaye jo is prkriya me doshi paye jayen unhen kaTHOR SE KATHOR DAND DIYA JAYE.jisse bhavisya me koi Student Adhikari Karmchari is prakar ke Exaims ke sath chendkhani karne ka dussahash na kar sake.yadi kisi bhi tarah se yeh pareeksha nirast ki jati hai to dosiyon ka hausla aur badh jayega.aur hum sabhi ko mansik aaghat pahunchega.yeh hamare sath anyay hoga jo ki asahneey hoga.
atah hamara aapse anurodh hai ki shasnadesh me koi parivartan na ho aur jald se jald vigyapti ke anusar,NCTE ke dwara diye gaye do maheene(2 maheene)ke antargat chayan poora kiya jaye jisse arajakta va dweshbhavna niraash ho aur paatron ko unka adhikar mile.isme chayan ka aadhar sansodhit shiksha niymavali ko hi mana jaye v shashan prshashan se anurodh hai ki kisi bhi tarah ki badle ki bhavna hum shikshakon ke sath na ki jaye anytha hamen vinamrtapoorvak AANDOLAN ke liya vivash hona padega.
Avneesh kumar yadav(jila Adhyaksha-09721612971)
Devesh kumar singh
Ashutosh Shukla (Amit)07607430982
dinaank 14-03-2012 ko punh hum sabhi shaheed udyan Hardoi me ekatrit honge.samay 11:00PM atah hum sabhi paatra students ka awahan karte hain.
ReplyDeleteChayan acadmic adhar par hona hi hai tet ko sirf patrata pariksha mana jayga
ReplyDeleteबेरोजगारी भत्ता नहीं,
ReplyDeleteनौकरी दे यूपी की नई
सरकार अलीगढ़। Story Update : Monday, March 12,
2012 9:41 AM समाजवादी पार्टी के
घोषणा पत्र
में
बेरोजगारों को बेरोजगारी भत्ता देने
की घोषणा पर
अब युवकों को नौकरी न
सही पर
भत्ते
की उम्मीद बंधी है। वर्ष 2005 में मुलायम सिंह सरकार में बेरोजगारों को छह माह की 500 रुपये प्रति माह के हिसाब से एक किश्त
मिली थी। इसके साथ ही सरकार बदली तो भत्ता भी बंद हो गया। उस समय जिले में 2473 लोगों को भत्ता मिला था। वहीं, अधिकांश बेरोजगारों का मानना है कि भत्ता नहीं, नई सरकार को नौकरी की व्यवस्था करनी चाहिए। भत्ते से कुछ होना नहीं है। रोजगार आफिस में 9 हजार रजिस्ट्रेशन घोषणा पत्र बेरोजगारी भत्ते को देखते हुए अब सोमवार से रोजगार दफ्तर में पंजीकरण कराने वालों की भीड़ उमड़नी शुरू हो जाएगी। कारण है कि रोजगार कार्यालय में रजिस्टर्ड को ही भत्ता मिल सकेगा। रोजगार कार्यालय में अब तक नौ हजार बेरोजगारों का पंजीकरण है। रोजगार ऑफिस के अधिकारी अब इनकी समीक्षा कर आंकड़े ठीक करेंगे। युवाओं की राय -मुलायम सिंह यादव सरकार में वर्ष 2005
में छह माह के लिए पांच सौ रुपये प्रति माह के हिसाब से बेरोजगारी भत्ता मिला था।
धर्मेंद्र कुमार शर्मा, एमए बीएड -दीपक से ज्यादा प्रकाश नहीं होता, बेरोजगारी भत्ते से गुजारा नहीं होता।
प्रेम कुमार, एमकॉम बीएड -500 या हजार रुपये प्रति माह मिलने से क्या होगा। शादी हो गई दो बच्चे भी हैं। परिवार कैसे पले। नौकरी चाहिए।
मनोज कुमार, एमए बीएड -भत्ते से किसी का भला नहीं होगा। रोजगार मिलना चाहिए। उम्मीद है नई सरकार रोजगार देगी।
प्रदीप कुमार वर्मा एमए बीएड -बीएड के बाद टेट पास किया। गड़बड़ी करने वाले दोषियों को सजा मिले। टेट पास करने वालों को नौकरी दी जाए।
प्रवीन सक्सेना -बीएड की डिग्री रोजगार परक है। जो ओवरएज हैं उन्हें सीनियारिटी के हिसाब से नौकरी मिले। भ्रष्टाचार खत्म हो।
अर्चना अग्रवाल डबल एमए बीएड -बीएड बेरोजगारों की वर्ष वार नियुक्ति दी जाए। नई सरकार से नौकरी की उम्मीद है।
जितेंद्र कुमार पचौरी -बीएड
बेरोजगारों को नौकरी देना सरकार की जिम्मेदारी है। नई सरकार हमारा निवेदन सुनेगी।
रामअवतार प्रजापति बीएससी बीएड -टेट पास कर चुके बेरोजगारों को नौकरी दी जाए, भत्ते से कब तक गुजर-बसर होगी।
विष्णु कुमार शर्मा एमएससी बीएड
AB HUM LOGO KO UPTET NIRAST NAHI KARNE KE LIYE PRAYAS KARANA CHAHIYE
ReplyDeletecourt kya hai?
ReplyDeleteKya tet cancel hone ki koi news allahabad amarujala m hai plz display it
ReplyDeleteAGRA me TET SANAGRSH MORCHA k dwara 5000 postcard CM Akhilesh Yadav ko likhne ka abiyaan chalya jayega tatha Distric Majistrate (DM) ko gyapan diya jayega..sabhi tet pass se anurodh hai ki wo adhik se adhik sankhya me SHAEED SMARAK PARK SANJAY PLACE SUBAH 11 AM par pauchne ka kast kare tatha apna sehyog de..AAPKA SEHYOG AWASAK HAI...
ReplyDeleteCONTACT- Mr. Devesh Diwedi 8533930591 Joint President Agra Mandal
bhai amarujala ki ye kya news hai ki."tet radd karne ki taiyari"ye sub hmare sath kya majak ho rha hai. agar esa hua to vidhansabha ko he phukh do.
ReplyDeleteीईटी उत्तीर्ण ने बैठक कर मांगी नौकरी
ReplyDeleteMar 11, 07:41 pm
बताएं
हरदोई, हमारे प्रतिनिधि : विशिष्ट बीटीसी नियुक्ति प्रक्रिया शुरू करने की मांग को लेकर टीईटी उत्तीर्ण शिक्षित बेरोजगार रविवार को शहीद उद्यान में एकत्रित हुए और सभी ने सरकार से प्रक्रिया शीघ्र शुरू करने की मांग की।
बैठक में शिक्षित बेरोजगारों ने कहा कि सरकार टीईटी उत्तीर्ण बेरोजगारों को शीघ्र नियुक्ति करें। उन्होंने कहा कि परिषदीय विद्यालयों में अध्यापकों की काफी कमी है। इसके लिए इस बार टीईटी उत्तीर्ण की मेरिट के आधार पर नियुक्ति की जानी थी। उन्होंने कहा कि इससे प्रदेश के शिक्षित बेरोजगारों को काम मिल जाता । मगर यह प्रक्रिया अटक गई है। उन्होंने कहा कि टीईटी उत्तीर्ण न्याय के लिए संघर्ष करते रहेंगे। जब तक उनकी मांग पूरी नहीं हो जाती वह सभी प्रयास करते रहेंगे। उन्होंने ने कहा कि यदि सरकार ने उनकी मांगों की ओर ध्यान नहीं दिया तो संघर्ष शुरू किया जायेगा।
बैठक में काफी संख्या में टीईटी उत्तीर्ण शिक्षित बेरोजगार मौजूद रहे।
AGRA me TET SANAGRSH MORCHA k dwara 5000 postcard CM Akhilesh Yadav ko likhne ka abiyaan chalya jayega tatha Distric Majistrate (DM) ko gyapan diya jayega..sabhi tet pass se anurodh hai ki wo adhik se adhik sankhya me SHAEED SMARAK PARK SANJAY PLACE SUBAH 11 AM par pauchne ka kast kare tatha apna sehyog de
ReplyDeleteAgra walo Mar gaye ho kya sab ya chudiya pehen li haatho me...zindagi bhar 1500 ki naukri karte rehna...bhikhari the bhikhari ho aur bhikari hi rahoge..ladkiyo tum to ghar me bauth kar mauj karo ya apne boyfriend k saath ghum aao isse jada tum kuch kar nahi sakti..Boyfriend se milne k liye ghar se jhoot bol kar nikal sakti ho lekin apne haq ki ladai k liye yum sabke Maa-Baap nahi aane denge..besharmo kuch to sharm karo..Agra ye msg padne k baad b sharam na aaye to to kahin jaa kar mar jana..
ReplyDeleteAGRA me TET SANAGRSH MORCHA k dwara 5000 postcard CM Akhilesh Yadav ko likhne ka abiyaan chalya jayega tatha Distric Majistrate (DM) ko gyapan diya jayega..sabhi tet pass se anurodh hai ki wo adhik se adhik sankhya me SHAEED SMARAK PARK SANJAY PLACE SUBAH 11 AM par pauchne ka kast kare tatha apna sehyog de..AAPKA SEHYOG AWASAK HAI...
ReplyDeleteCONTACT- Mr. Devesh Diwedi 8533930591 Joint President Agra Mandal
koi morning main comment kiya tha ki vigyapti cancel ho kar nai vigyapti main 1.5 lakh ki vacanci ayaigi.
ReplyDeleteMujhe lagta hai ki tet cancel nahi hoga .
amar ujjala news main bhi likha hai ki 2.5lakh post khali hai
july tak posting nahi hooie to jyada sankhya main school band ho jayange teachers ke abhav main. Sayad is liye TET cancel na ho.
Merit acd ho sakta hai
ab koun si ranniti bana rahe ho bhai mai to ye kahna chahta hu ki - ab vidahan sabha ke samne shanti poorbak (anna hazare ji) ki tarah sirf hum log aamran anshan karte hai aur waha pe sab mil ke apni bat ko rakhte hue media ko ikaththa karte hai wo bhi 15march ke din kyoki yahi din hamare liye thik hai jo meri bat se sahmat hai to mujhe call kare aur mera sahyog de kyoki mujhe to yahi rasta acha wa shanti se apne hak ko prapt karne ka rasta hai
ReplyDeletemai to 15 march ko yahi karne chal raha hu
plz support me
thanks
anand tiwari
09013345756
reply
ReplyDeleteab koun si ranniti bana rahe ho bhai mai to ye kahna chahta hu ki - ab vidahan sabha ke samne shanti poorbak (anna hazare ji) ki tarah sirf hum log aamran anshan karte hai aur waha pe sab mil ke apni bat ko rakhte hue media ko ikaththa karte hai wo bhi 15march ke din kyoki yahi din hamare liye thik hai jo meri bat se sahmat hai to mujhe call kare aur mera sahyog de kyoki mujhe to yahi rasta acha wa shanti se apne hak ko prapt karne ka rasta hai
ReplyDeletemai to 15 march ko yahi karne chal raha hu
plz support me
thanks
anand tiwari
09013345756
jeevan to shukha-dukh ka sangam hai.......
ReplyDeletejo hoga dekh lunga....... sala jo tet cancel karega use zindagi se cancel karwa dunga....
ReplyDeletedekha jab kuchch karne ko bolo to sab shant ho jate hai.
ReplyDeleteSame on us yuva bante hai
hamse achche to anna ji hai kam se kam 1 shuruwat to ki unhone
Aand tiwari ji hum aapke sath hai
ReplyDeleteGORAKHPUR TET UTTIRN MORCHA ne lagbhag 500 ki sankhya me shanti march nikalate hue commissoner ko gyapan diya.
ReplyDeleteaaj court me kya hua
ReplyDelete