टीईटी के परिक्षार्थी जायेगें कोर्ट ( UPTET candidates go to Court)
News : Rastriya Ujala ( 6.12.11)
***************************************
JOIN UPTET ONLY BLOG - http://joinuptet.blogspot.com/
/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
NCTE ka faisla aa chuka hai tet ki pariksha radd nahi hogi.
ReplyDeleteaap log aavedan kare...
thanks for good news amit ji kab aya hai decision mushe bhi bata dijiye
ReplyDeletewhere did u get this info amit
ReplyDeleteDon't worry, goverment cannot cheat us....
ReplyDeletechuhon ko dar lagta hai dobara TET exam se, bahuduron ko nahin. Dam hai to dobara se aao Tukkebajon. Mehnati / hoshiyaron ko dar nahin lagta, Sirf nakalchion/tukkebajon ko dar lag raha hai ki ab kya hoga. Saanch ko aanch nahin.
ReplyDeleteGood Bahadur u r correct and absolutely right
ReplyDeleteTET Cancell hona bilkul confirm hai
ReplyDeleteare yar jinka ho raha hai hone do kyoki 31 dec ke bad na to tumhara hi hoga na kisika kyoki 31 dec ke bad B.ed wale pri me bharti hi nahi ho payege chahe court jayo ya kahi isliye jyada krantikari na bano kuch to scoho 73000 next recu me kum hi hoge aur dua denge.
ReplyDeleteTet kyon cancel hona chahiye ye batao kamino...kitni taiyari wale ho tum...apna roll number to bata saale bahadur...achi neeyat ka aadmi kabhi nahin chahega cancellation...kyonki uska paisa aur lagan dono usne laga rakha hai..bahut bahadur hai na tu bahadur! Apni answer sheet aur bio yahan post kar..tera report card main bana dunga
ReplyDeleteBahudur ji aap to bahadur ho kahin aur naukri dhund lena, TET mein kya rakha hai.
ReplyDeleteVaise aapne tukke lagaye ki nahin ya phir khali copy chod aaye?
bahadur ji yeh bahaduri aap ab 31 decebber ke baad nahi dikha payeinge aur phir NCTE aap ko bahadur banne ka mauka bhi nahi dega to thande dimag se socho yeh aur bhi bahadur padhe hain aap se badhkar jo aap jaise nahi uchal rahein hain
ReplyDeleteBahadur sala bahadur nahi chuhe ka baccha hai jo tukke se paida ho gaya gadha kahi bewkauf...
ReplyDeletejo bhi candidate ko problem hai unki OMR Sheet ko on line kar dena hoga tab pata chalaga ki unkae kitnae question thik hai
ReplyDeleteare amit sir gali mat de, tensan mat le warna sar ke bal pure gir jayenge. bakne de inhe, ye log zindgi me kuchh kar nahi pate to yahi karte hai. faisla ncte ke hath hai, aur usme inke jaise gobar bhare dimag wale nahi hai. takleef hai becharo ko so bol rahe hai, inke liye sirf malik se duva karo ki kam number ki takleef kam ho jaye aur sabr mile, ye bhi hona cahiy na ki ham knowledge aur behave sabhi me inse behtar hai.
ReplyDeletejab wo tet exam de rahae the tab omr sheet kyo nahi cheak ki
ReplyDeleteab parashan ho rahae ho or humae bhi parashan kar rahae ho
चच्चा जान(उवैश जी) हम उस गधे को गाली नही दे रहे है बल्कि उसे उसकी वास्तविकता से परिचित करा रहे है ।
ReplyDeleteपरीक्षा रद्द करा के अपनी बहादुरी दिखा रहा बेवकूफ जा कर अपना IQ चेक कराए उसकी बुद्धि माइनस मे होगी ।
अरे भाई सरकार भी नही चाहती कि ये भर्ती रद्द हो
ReplyDeleteChahta to mein bhi nahi hoon kee exam radd ho. Magar dobara exam dene se bhi nahin darta. Mehnati log parikshaon se kabhi nahin gabhrate.Jinko mehnat par aur apne aap par yakin nahin kewal vo hee log idhar-udhar sochte hain.
ReplyDeleteAgar NCTE 31 december ke bad exam PRT ki bhart ki ijajat nahin deta to Bihar, Uttrakhand (mein dobara), Tamilnadu, Jharkhand mein kyon exam ho rahe hain.
beta Bahadur teri to........ ho chuki hai, isliye saa... tu to royega he, jindagi mein mauka ek baar he milta hai aur tab tu kya kar raha tha? Mujhe lagta hai tu tab ye soch raha tha ki jaise pahle nakal kar ke paas ho gaya tha vaise is baar bhi paas ho jaayega....,
ReplyDeletedosto,kya koi ye batayega ki application form me tet ki koun si marksheet lagegi.net se download marksheet laga sakte hain kya?pls jaldi batao
ReplyDeleteSee following news link for marksheet -
ReplyDeletehttp://naukri-recruitment-result.blogspot.com/2011/11/uptet-certificate-downloadedprint-from.html
News published in Jagran(1.12.11) - बोर्ड के लिए शिक्षक पात्रता परीक्षा का अंकपत्र सभी अभ्यर्थियों को उपलब्ध करा पाना संभव नहीं दिख रहा है। ऐसे में कोई भी अभ्यर्थी केवल अंकपत्र के कारण आवेदन करने से वंचित न रह जाए बोर्ड ने नेट के टीईटी पास प्रमाण को ही मान्य किया है।
Kya apko tet ki original marksheet mili?
ReplyDeleteSee this news here -
ReplyDeleteनेट से निकाला गया प्रमाण पत्र होगा मान्य
http://in.jagran.yahoo.com/epaper/index.php?location=15&edition=2011-12-01&pageno=5
Ydi govt purani merit [10+12+BA+BEd] se bharti karne ka faisla leti hai to yeh TET main achhi rank lane walon ke sath anyay hoga jo bardast nahi hoag. Isse sabhi kabil long rah jayenge our sare nakalchi and cbsc bord wale bhar jayenge. Isliye main GOVT, NCTE, MADHYMIC SIKSHA PARISHAD se anurodh akroonga ki wo TET ke he merit banaye. Yadi ye faisla change hota hai to TET ranker court jane ke liye taiyar rahen.
ReplyDeletekya app hme ye bata sakte hai ki tet ke avedan ke liye 5 distric me alag alag form submit karne padenge ya sirf ek form .aur grhjanpad address ko pahli choice manni jayegi ya jo form me upar fill kiya jayega use .
ReplyDeleteluche exam canceel karane ke chakkar me hai.padne walo ko 1-2 question se koi asar nahi padta hai.aur correction to sabhi ke liye hai.
ReplyDeleteMr.amit,thanks for your news
ReplyDelete